• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Non-Erotic Jaan Lewa Ishq - A One Sided Love Story (Completed)

Adirshi

Royal कारभार 👑
Staff member
Sr. Moderator
38,090
53,593
304
badhut hi badhiya kahani hai
but I think ye kisi positive note pe khatam honi chahiye thi... its my personal opinion
suicide is not an option, babumoshai jindagi jindadili ka naam hai gumo se to nipat hi lenge
I agree ke ek tarfa pyaar kabhi kabhi aise dard de jata hai ki jindagi bojh lage aur yaha to jass bachpan se gamo ka samna karta aaya tha, but sach batau isme sabse jyada galti bhi jass ki hi hai usne kabhi kisi se baat hi nahi ki bas ander hi ander marta raha arey bhai sharukh khan sahab ka dialogue hi yaad kar lete ki
'Ek tarfa pyar ki taqat hi kuch aur hoti hai auron ke rishton ki tarah yeh do logon mein nahi bat'ti sirf mera haq hai ispe'
yaha jass ne sirf apne bare me socha hai, ha mana ki usne kafi dard sahe hai par jidagi itni bhi nishthur nahi ke usne aapki jeevan me koi khushi hi na likhi ko ek mauka jindagi ko deke to dekho, maut to ek din aani hi hai , kuch din jindadili se jike to dekho...
 
  • Love
Reactions: Lovingheart

Lovingheart

Active Member
1,220
4,110
159

Ab esa bhi nahi hai ki main suicide ko support kar raha hu
But maine bs ek pehlu sahmne rakha hai

Aur yahan tak Jass ka kisi se baat na karna to jab use sab ki sab se jyada jarurat thi tab woh akela ho gya tha kisi ne jyada dhayan nahi diya tha uspe issi liye usne khud ki duniya khud mein basa li

Aur diary iss liye nahi khatam hui ki usme bs sirt khaas khaas batein likhi thi

Aur jass ki sab se pehli duniya uski maa hi thi jab woh duniya na rahi to woh akela ho gya jass ka baap bhai aur behan ek dusre ko sambhal liya jass akela reh gya issi liye woh esa ho gya tha
 
  • Like
Reactions: The king

Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,286
304
jindagi badi siddat se milti hai.. ise yun barbad nahi karna chahiye..
Jindagi mein kayi pehlu hote hai dukh, dard, sukh, rona, hasna, milna, bichhadna.... inke bina jindagi hi adhuri... Ab is point mein akalmand ki nishani yahi ki jo dukh dard aur muskilon ki ghadi mein bhi sukh dhund lete hai... aur bewakuf hote hai wo jo itna kuch milne ke baad bhi, unke liye jindagi ek bojh si lagti hai mahaz chaahat to milne par, apne pyar na milne par...
mana ki bahot kuch khoya hai jass ne jindagi mein par jo uske paas hai usse khush reh sakta tha....
Bas jis se pyar kiya wo na milne par khudkhusi kar lena... ye kaha ki baat huyi..
kya uski jindagi sirf Gagan se suru hoke Gagan se khatam hoti thi.... to uske papa, bhai ya didi kya the uske liye... kya weh log koi maiyne nahi rakhte uske liye....
Khair......
Muddtein bit jaati hai ye sochne mein ki jindagi ka mol kya hai... yun be wajah kho dete hai jindagi Gagan jaise log , jisme anmol pal jaha sara sansar basa hai...

Kahani achhi hi thi...
Brilliant story line with awesome writing skills :applause: :applause:
 
Thanks you Naina ji

Maine bs ek pehlu dikhaya hai jo ki duniya mein exist hai
200 mein se kisi ek bande ki lagbhag esi hi kahani hai
 
  • Like
Reactions: The king

Destiny

Will Change With Time
Prime
3,965
10,671
144
Update 5

Next day News mein un pancho murders ki khabar thi par police ko koi saboot nahi mila tha police ne puri koshish kar li thi but kuch bhi haath nahi laga unke

Gagan bhi hairan thi news dekh kar kyu ki yeh 5 log vahi the jinho ne kal uski cheda tha

Khair yeh murder mistry bhi aayi gayi ho gayi takreban 2 months baad aya ek aur kala din aaj Gagan humare ghar aayi thi apne mummy papa ke sath apni shadi ka card lekar

Woh log to chale gaye the par idhar mera sukh chain sab kuch udd gya tha aaj puri tarha haar gya tha main

Raat ko takreeban 10 vaje the didi ke room ke door pe knock hua unho ne door open kiya to sahmne mujhe paya

Didi - kya hai mere room mein kyu aya hai

Main - didi woh kya aaj aap mujhe apni goad mein sula dogi

Didi - pagal hai kya bacha nahi hai tu ja yahan se aur aaj se pehle to kabhi esa bahi hua fir aaj kyu

Main - didi aaj dil aur deemag dono bohat bechain hai sakoon nahi mil raha kahi issi liye aapke paas aa gya kyu ki apka chehra maa se milta hai soche shayad apki goad mein bhi unki goad jesa hi sakoon ho shayad

Yeh bolte bolte meri ankhein nam ho gayi thi

Didi - kesi behki behki batein kar raha hai ja yahan se koi nasha karke aya hai kya

Main - didi plzz fir kabhi apko tang nahi jarunga mummy kasam

Ab tak meri ankhon mein ansun ane lage the didi ne meri aur dekha fir kuch soch kar boli

Didi - chal aa ja

Fir maine aur didi unke bed pe aa gaye didi ke mann mein jhijhak si thi kyu ki isse pehle kabhi esa hua hi nahi tha

Khair maine unki goad mein sar rakh liya aur lait gya is waqt meri diary meri hatho mein hi thi

Didi - iss kitab ko to side pe rakh de

Main - yeh kitaab nahi diary hai meri

Didi - ise ese kyu pakad ke rakha hai fir

Main - ismein mere kuch jazbaar qaid hai aur kuch photi bhi bs issi liye agar apko dekhna hai to mere sone ke baad dekh lena

Didi - mujhe kya jarurat dekhne ki

Main - maa ki tasweere hai ismein aur 2 family photo bhi acha ab sone do mujhe aap

Yej bolke maine ankhein band kar li kuch 30 mins baad mujhe neend aa gayi didi ko bhi pata nahi chala kab woh mere hairs mein ungli chalane lagi halanki thoda azeeb jarur lag raha tha unhe

Khair 1 hour baad unho ne mujhe hilaya tab tak main gehri neend mein so gya tha

Didi - vese to yeh pagal sote hue kitna masoom lagta hai dairy ko bhi ese hi jakde pada hai

Yeh bolke unho ne diary mere hatho se nikal li tabhi usmein se kuch photos gir gai nikal kar jinmein se 2 family pics thi 4 pics maa papa bhai aur didi ki thi 2 pics meri aur Gagan ki thi

Fir didi meri dairy padhne lagi jese jese diary padhti gayi woh unki ankhon se ansun behte gaye

Kyu ki us diary mein mere ander ka har ek jazbaat likha tha woh diary padhti gayi roti rahi aur vich vich mein pyar se mere chehre pe bhi hath fer deti thi

Ese karte karte woh last page pe aa gayi aur padhne lagi

Last page : - "aap last page pe ho to aap ne puri diary padh li hogi didi pehle to apne is nadaan bhai koi maaf kar dena agar maine pehle hi ese kadam uthaya hota to aaj takk humare vich mein jo dooriyan hai woh na hoti shayad in dooriyon ki vajha bhi main hi tha mere hi paida hone pe maa ka dhayan aap dono pe se hatt gya tha pata hai maa ke jane ke baad ap mein maine maa ki parchayu dekhi hai par aap humesha mujh se chidi rehti thi to kabhi himmat hi nahi hui ki apse khul ke baat karu par darta tha ki aap gussa na ho jao ek maa to ruth gayi thi hamesha ke liye dusri maa ka gussa hona seh nahi pata main aap chahe chid kar hi mujh se baat karti thi par mujhe usmein bhi khushi milti thi par didi aaj main haar gya duniya se bhi aur khud se bhi "

Didi ne ek baar meri taraf dekha

"Aaj mera pyar kisi aur ka ho gya didi aaj mujhe pata chal gya hai ki khushiyan meri zindgi mein likhi hi nahi hai issi liye aaj chain aur sakoon ki neend sone ke liye main apke paas aya hu apni dusri maa ke paas kyu ki badi behan bhi to maa hi hoti hai jab tak aap yeh meri last shabad padhogi tab tak main hamesha ki neend so jaunga ek sakoon ki neend jo kabhi khatam nahi hogi maine poison kha liya hai bs apne is nadaan bhai ki jo bhi galti hai un galtiyon ko maaf kar dena

Apka bhai Jass"

Jese hi didi ne last ki lines padhi unko jhatka laga woh turant diary side pe rakh ke mujhe uthane lagi

Didi - Jass uth Jass pagal uth na dekh mera dil ghabra raha hai

Unho me meri upar jaldi se pani bhi dala par main nahi utha fir unho ne papa aur bhai ki awaaz di

Papa - kya hua Avi puttar ese kyu chilla rahi hai

Didi - (rote hue) papa jaldi se bhai ko lekar hospital chalo

Bhai - lekin ise hua kya hai aur yeh yahan kya kar raha hai

Didi - woh sab baad mein batati hu main apko par plz aap ise hospital leke chalo

Fir sabhi jaldi se mujhe utha ke hospital lekar gaye par tab tak bohat der ho chuki thi doctors ne check karte hi bata diya ki main Jani ki Jass ab nahi raha

Doctor ki baat sun kar bhai papa aur Didu teeno rone lage

Agle din Jass ka antim sanskar bhi kar diya gya sabhi ek gehre dukh mein doob chuke the Gagan bhi ayi thu ghar pe uske sath bhagat bhi thi

Ab tak didi ne papa aur bhai ko diary de di thi padhne ke liye unko bhi diary padh ke Jass ander ke har dard ka pata chal gya

Didi ne diary Gagan ko bhi di padhne ke liye woh bhi rone lagi ab woh bechari karti bhi kya yeh ek onesided love story thi na Jass ne kabhi apni mohabbat ka jikar kiya na usne kabhi pucha

Khair didi ne Jass ki diary hamesha ke liye sambhal ke apne paas rakh li dheere dheere sab log ki life normal ho gayi didi aur bhai dono ki shadi ho gayi par didi ko Jass ki kami aaj bhi khalti hai

Manta hu ishq jaan lewa nahi hota
Par yeh jo ek tarfa mohabbat hoti hai na nihayat hi jaan lewa hoti hai
Kisi se bhi kabhi kabhi kuch bhi karwa deti hai

Khair yeh mohabbat ka ek pehlu aap sab ke sahmne rakha hai maine issi kiye waqt rehte mohabbat ka izhar kar dena chahiye

"Mohabbat ke pehlu mein gaye the hum sakoon ke liye

Par humari mohabbat bhi ek tarfa thi jo chain tha woh bhi luta liya"

So guyz yeh thi meri ek choti si story kesi lagi batana jarur

वाह जी एक तरफा Love स्टोरी लिखी हैं बहुत खूब इस स्टोरी की तारीफ में कौन से शब्द लिखूं समझा नहीं आ राह हैं। बस इतना कहूंगा की आपकी स्टोरी न कुछ बीती बाते याद दिला दी। 👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏
 
  • Love
Reactions: Lovingheart

Ristrcted

Now I am become Death, the destroyer of worlds
Staff member
Moderator
41,584
36,864
304
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum

"The Ultimate Story Contest" (USC).

Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hind section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th February tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 1500 Rupees + Award + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 500 Rupees + Award + 2500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 5000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories) + 2 Months Prime Membership
Best Supporting Reader Award + 1000 Likes+ 2 Months Prime Membership
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report

Regards :- XForum Staff
 
Lovingheart

Active Member
1,220
4,110
159
वाह जी एक तरफा Love स्टोरी लिखी हैं बहुत खूब इस स्टोरी की तारीफ में कौन से शब्द लिखूं समझा नहीं आ राह हैं। बस इतना कहूंगा की आपकी स्टोरी न कुछ बीती बाते याद दिला दी। 👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏👏
Sametimes something will also relates you
 
Damon_Salvatore

I am vengeance
Staff member
Moderator
31,232
14,918
259
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum

"The Ultimate Story Contest" (USC).

"Chance to win cash prize up to Rs 8000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 15th February ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 5th March 2024 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 4000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees + Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report

Regards :- XForum Staff
 
Top