- 30
- 38
- 19
Humari kahani Shuru hoti hai Uttar Pradesh ke chote se sheher ke ek chote se pariwaar se.
Pita: Anwar Ali
Mata: Najma Ali
Beti: Zoya Ali
Anwar ek Car mechanic tha jo ke Ek Garage me Job karta tha or wahi se apne pariwar ka palan poshan karta tha. Anwar ki biwi najma ghar pe hi bachcho ko tution deti thi or ghar chalane me Anwar ka sath deti thi. Inki ek Beti bhi thi jiska naam Zoya tha.
Zoya ne abhi kuch maheene pehle hi apna 18th Janamdin manaya tha, Uska rang Doodh ki trha safed tha, abhi abhi jawani me kadam rakhne se uska shareer ek dum bhara hua tha. Par zoya ke Maa baap ne usko esi taleem di thi ki vo in sab baato se anjaan thi or uska ab tak ka jeevan bas school se ghar or ghar me apni ammi k sath bachcho ko tution me help krne me beeta tha..Anwar ne zoya ko bachpan se hi girls school me padhaya tha or vo chaahta tha ki uski beti padh likh ke uske pariwar ko is aarthik andhkar se nikaale.
School me jese hi Zoya ki body me changes aana shuru huye Najma ne Anwar se bol ke zoya ke liye Burkha mangwa diya, kyu ki vo janti thi ki zamana theek nai hai or apni phool jesi komal bachchi ko sambhal k rakhna hoga usko.
Par ab Zoya ne 95% se apna 12th ka exam paas kar liya tha. apne kasbe me top kiya tha usne or kyuki ab vo 18 sal ki bhi ho gyi thi to usne Anwar se zid laga li ki usko college k liye apni Khala (mausi) ke ghar jana hai, kyu ki Zoya ki khala Bade sheher me rehti thi or waha pe Achche college bhi the jaha se Zoya ko aage padhna tha.
Zoya: Abbu Mai kuch nahi janti mujhe khala ke ghar reh ke apni college ki padhai poori krni hai, yaha kasbe me koi college nahi hai mai aage padhna chaahti hu..
tabhi uski baat ko kaat ke Najma boli.. Koi zarurat nai hai college jane ki zada padhne ka man hai to distance se course karlo koi itne bade sheher me kaise raho gi akele, aj tak kabhi akele kahi gyi nahi ho kese raho gi waha, waha ka rehen sehen bilkul alag hai.
Ye sunte hi Zoya ki aankho me aasu aagye or vo Anwar ki taraf roti hui aankho se dekhne lagi..par Anwar kuch na bola..
Us hi raat Zoya ke so jane ke bad..
Anwar: Kab tak seene se laga ke rakho gi usko, Badi ho gyi hai, or aaj kal ladkiyan chand tak chali jaarahi hai or tum apni beti ke pair me bediyan dal rahi ho.
Najma: Kesi baate kar rahe hai aap? Zoya 18 ki bhale ho gyi hai par hai to bachchi na hum logo k liye, kabhi akele kahi nai gyi hai or waha mai usko kisi aur ke hawale kese rehen de sakti hu.
Anwar: Kisi aur ?? arey tumhari sagi behen ka ghar hai, vo itna chahti hai zoya ko or rahi bat uske bhole pan ki to jab tak duniya nai dekhegi to samjhdar kese bane gi .or tum bhool rahi ho ki meri bhi umar hone lagi hai ab, kab tak mai Gadiyo ki service kar ke pet palta rahu ga apne pariwar ka.Zoya padh likh ke kuch ban jaaye gi to achcha rishta bhi mil jayega uske liye or agar uski job lag gyi to mere upar se bhi ghar ki zimmedari ka bojh kam ho jayega..
anwar ki baat sun ke Najma chup chap karwat badal ke let ke so gyi....or dekhte hu dekhte subha ho gyi....