- 3,833
- 7,750
- 144
Last edited:
Lol. Main padhte hoonXxx scene.
Me too.Lol. Main padhte hoon
Shandar jabardast updateUpdate 80: Dead End
Recap: In the previous update humne padha tha ki kaise Sriya ne dono baap bete se badla lene ke liye kuchh plan banaya tha aur apne plan ke successful hone ke liye Kriti ko hacking sikhne ke liye kaha tha.
Now Next >>>
[Copper City, Ghanshyam flat]
Dono baap bete Ghanshyam aur Rajendra ek room mein baithe aaj ek baar phir se baat kar rahe the.
Rajendra: Dad har baap apne bete ka bhala karta hai, apne bete ko sahi rasta dikhata hai aur aapne mere sath kya kiya dad uska bilkul opposite(ulta) aapne mujhe bhi apne jaisa bana diya dad, aapke karan aaj main Sriya se dur ho gaya hoon, jisne mere liye sab kuchh chhod kar apne pariwar ke against jakar mujhse shadi ki aur dekho main aaj uske najron mein gir gaya hoon sath hi sath aaj main khud ke hi najron mein bhi gir gaya hoon dad, I hate you dad I hate you I will never forgive you dad.
Rajendra ne aage apni baat ko continue rakhte huye kaha.
Rajendra: Dad aapko pata hai Sriya ne kya kaha hai mujhse,
[Go to hell and fuck yourself, I will not forgive you ever]
Rajendra ne aage kaha usne mujhse kaha hai ki,
Get ready to face my retaliation what you have given me, I will give you the same pain times more which I have suffered you moron.
*Beep*
Rajendra abhi apne dad Ghanshyam se baat kar hi raha tha ki uske phone par ek aur message deliver hua jo Sriya ne hi send kiya tha.
[Sriya Text Message To Rajendra]
Bahut shauk hai na tum dono baap bete ka dusron ke sath chudai karne ka, to phir thik hai jis ladke ko tumne marne ke liye gunde bheje the na, main usi ladke Arjun se chudungi aur last mein tumhari maa Sukanya bhi Arjun se chudegi, aur wo main tumhe dikhaungi ki ek lash kaise Arjun ke sath chudai ke maje leti hai aur kaise moaning(kamuk aawaz) karti hai YOU BASTARD, just wait and watch how it feels when someone cheats you whom you love.
(Jab koi apna dhokha deta hai to kaisa lagta hai jisse tum pyar karte ho)
***
Rajendra ne apne dad Ghanshyam ko Sriya ka message dikhaya jo abhi abhi Sriya ne send kiya tha aur apne dad se phir bola.
Rajendra: Dekh lo dad ek aur waar uska, wo hume pal pal yahin dharti par hi nark ki saja de rahi hai, har din koi na koi mental torture hume deti hai jo kisi maut se kam nahi hai, isse achha yahi hota ki mujhe doctor ke murder ke jurm mein phansi ho jati magar ye saja phansi se Guna jayada dard deti hai dad, jo mujhe pal pal sui(needle) ki tarah chubhati hai dad jise sahna mushkil hi nahi namumkin hai nahi sahan hota hai mujhse uska diya hua mental torture.
Rajendra: She will never forgive me dad and I will not forgive you ever also.
Rajendra: Jo kuchh bhi ho raha hai uske jimmedar sirf aur sirf aap ho dad, main aapko kabhi bhi maaf nahi karunga, ja raha hoon main aapse dur apne paap ki prakshit (atonement) karne, aaj ke baad main aapse kabhi bhi nahi milunga dad, aaj se aur abhi se aap mere liye mar chuke ho(you are dead for me from now).
Rajendra: Good bye dad for forever (ab hum dubara kabhi nahi milenge).
Aur Rajendra apne dad Ghanshyam ko chhod kar chala gaya hamesha hamesha ke liye.
***
Ghanshyam ne ek baar bhi apne bete Rajendra ko rukne ke liye nahi kaha, kyonki ab Ghanshyam ko samajh aa chuka tha ki uske bete ne apna decision le liye hai, jaise uski bahu Sriya aur wife Sukanya apna decision le chuki thi aur ab bari thi Ghanshyam ko bhi ek decision lene ki jo story ko kisi dusri direction mein modne wali hai.
***
Ek aisi hai ghatna three days pahle ghatit huyi thi jo story ko ek nayi disha dene wali hai, chaliye jaan lete hain kya hai wo incident (ghatna) jo story ko ek naya rang pradan karne wali hai.
***
[Three Days Ago]
Nivetha ne Amit ko call lagaya tha aur kuchh hi *rings* ke baad Amit ne call utha liya tha.
Amit(In a very low voice): Hello baby.
Nivetha: Hey Hello Amit.
Amit: Bolo baby kuchh important baat karni hai kya nahi to mujhe kuchh kaam hai baad mein baat karta hoon??
Nivetha: Ha bahut hi important baat karni hai, main tumse milna chahti hoon abhi, kya hum apne favourite place par mil sakte hain??
Amit: Okay, tum hostel ke bahar raho, main tumhe pick kar lunga.
Nivetha: Okay, I am waiting for you bye.
[Call Disconnected]
***
Amit kuchh hi minutes ke baad apni bike lekar Nivetha ke pass aa gaya aur dono baith kar kuchh hi der ke baad dono apni favourite place par pahuch gaye jahan dono aksar time spend kiya karte the, aaj ek baar phir se ek sath grass par baithe the aur baat kar rahe the.
Amit: Ha bolo Nivetha, tum mujhse kaun si jaruri baat karna chahti ho jo tumne mujhe yahan bula liya itni jaldbaji mein??
Nivetha: Amit main dekh rahi hoon tum pichhle ek week se kuchh udas udas se rahte ho, kisi se bhi kuchh jayada baat bhi nahi kar rahe ho, kya baat hai aakhir problem kya hai mujhe batao hum dono milkar koi solution nikalenge problem ka??
Amit: Kuchh bhi to nahi hai baby, I am totally fine aur main jayada isliye baat kisi se nahi kar raha hoon, kyonki main exam ke liye thoda jayada hi focus kar raha hoon aur koi bhi baat nahi hai.
Nivetha: Dekho Amit baat ko talne ki koshish mat karo, main tumhare emotions ko feel kar pa rahi hoon, you are hiding something big from me, bolo kya baat hai if you love me truly then tell me the truth(sach batao mujhe).
Amit aur Nivetha jo ek dusre se saccha pyar karte the, Amit usse kaise kuchh chhupa sakta tha isliye usne sach bolna start kiya.
Amit: It hurts me baby, it hurts me a lot, jab tumhe pata chale ki tumhari bahan bahut hi pareshani aur dard mein hai aur tum uske liye kuchh bhi nahi kar sakte ho sirf dekhne ke alawa then it hurts you more.
Nivetha: Tum jo bol rahe ho saaf saaf bolo, jo bhi abhi abhi tumne mujhse kaha main samajh nahi pa rahi hoon.
Amit: Jab kisi ko pata ho ki uski bahan bahut hi pareshan hai aur tum kuchh nahi kar sakte ho, then it hurts me Nivetha, it hurts me a lot!!!
Nivetha: What the fucking hell are you talking Amit, tumne to mujhse kaha tha ki tum apne parents ke single child ho aur na hi tumhara koi bhai hai aur na hi koi bahan hai, phir abhi tumhara bahan kahan se bich mein aa gayi aur yadi tumhari ek bahan hai to tumne mujhse jhuth kyon kaha, kya karan hai jo tumhe mujhse itna bada jhuth bolna pada??
Amit: Ha Nivetha meri ek badi bahan hai, lekin main chah kar bhi use apni didi nahi bula sakta hoon aur tumhe main sach kaise kahta ki meri ek badi bahan hai jo hamare against jakar kisi dusre ladke ke sath shadi kar bhag gayi.
Nivetha: Yadi tumhari bahan tum sab ko chhod kar dusre ladke se shadi kar chali gayi hai to tumhe kaise pata ki tumhari bahan pareshan hai??
Amit: Kaise nahi pata hoga Nivetha jab meri bahan mere hi najron ke samne hamesha rahti hai??
Nivetha: Dekho jo bhi baat hai mujhse sidhe sidhe bol do, aise is prakar se baten gol gol ghuma kar mat kaho mujhe kuchh bhi samajh mein nahi aa raha hai tum kya kahna chah rahe ho.
Amit: Kyonki meri bahan Sriya mam hai Nivetha aur jab mujhe pata hai ki us par jaan leva hamla bhi usi ne kiya hai jiske sahare wo hum sabhi ko chhod kar chali gayi, kya karun main humne bhale hi Sriya didi se kabhi bhi na koi rishta rakha aur na hi baat kiya magar phir bhi ye mujhe peeda deti hai baby ki meri bahan aaj aise dard mein hai jiske karan college bhi nahi aa rahi hai lecture lene ke liye, sayad jiska koi samadhan hi na ho baby aur yahi baat mujhe kisi sui(needle) ki bhanti chubhati hai.
Nivetha: What the hell, aur ye baat tum mujhse ab bata rahe ho ki Sriya mam tumhari badi bahan hai??
Amit: Kaise main tumhe bata deta Nivetha jab tumhe ye pata ho ki ab tumhari bahan tumhe kabhi bhi wapas nahi mil sakta hai??
Nivetha: Kya matlab hai kabhi bhi wapas nahi mil sakti hai??
Amit: Kyonki dad ne hum sabse kah diya hai ki ab wo hamare liye koi nahi hai, hum unse koi bhi rishta nahi rakhna chahte hain aur jo bhi mere khilaaf jakar usse koi rishta rakhega wah bhi mere khilaaf hoga aur main dad ke decision ke khilaaf nahi ja sakta hoon.
Amit ke aankhon se ansu bahte chale ja rahe the.
Nivetha: Calm down baby, calm down, ek din sab kuchh thik ho jayega trust me, samay ek din apna game jarur aisa khelega ki sab kuchh thik ho jayega aur tumhe tumhari bahan wapas jarur mil jayegi, jaise mujhe kitni hi intezar ke baad Arjun mil gaya, aur mujhe ek bahut hi samajhdar aur suljhi huyi nanad mil jayegi Sriya mam ke roop mein.
Amit: Kash tumhari baat sach ho jaye Nivetha!!
Nivetha: Aisa hi hoga Amit ab tum chinta chhod do aur samay ka intezar karo jab tumhe tumhari bahan mil jayegi.
Nivetha ne Amit ko apne gale se laga kar Amit ko moral support dene lagi.
***
[Sriya Home]
Wahin Sriya apne kamre mein laiti huyi thi aur chhat ko ektak dekh rahi thi aur sath hi sath apne ateet ko yaad kar rahi thi, jab uske papa Sriya se kah rahe the, Sriya beti maine tumhare liye ek bahut hi achha ladka pasand kiya hai, ladka mere hi dost ka beta hai, wo tumhe bahut khush rakhega is baat ka mujhe pura bharosa hai ladke ne bhi tumhari tarah hi engineering ki huyi hai aur achhi khasi salary bhi kamata hai aur uske family wale bhi bahut hi achhe hain.
Aur jab Sriya apne dad Damodar se kuchh kahe bina ghar chhod kar bhag gayi, jisse wo college ke samay se hi pyar karti thi.
***
Apne family ke liye Sriya ne apne room mein ek letter chhod kar rakh diya tha aur jab sabko Sriya ke letter ke bare mein pata chala to sabhi ka dil tut gaya tha, jis ladki ko sabne itne pyar se kisi rajkumari ki tarah pala tha aaj wahi sabko chhod kar chali gayi thi apne pasand ke ladke se shadi karne ke liye.
***
[Sriya Letter]
"Dad main aap sabhi ko chhod kar is ghar se dur ja rahi hoon apne pasand ke ladki se shadi karne ke liye" ho sake to aap sab mujhe maaf kar dijiyega, magar mujhe pata hai ki aap mujhe maaf nahi karenge, kyonki jise aapne itne varsho se ek princess ki tarah pala hai, wahi agar aapko chhod kar chali jaye to ek pita ke liye isse badi dukh ki baat kya ho sakti hai.
[Your loving daughter, Sriya]
(Bas itna samajh lena dad jiske sahare main is ghar ko chhod kar ja rahi hoon, wo ladka mujhe bahut khush rakhega isi viswas ke sath main ye ghar chhod kar ja rahi hoon apne khud ke pasand ke ladke ke sath apna jivan bitane ke liye)
***
Sriya ke dad ne apne puri family se kah diya tha ab se is ghar mein us mansus ki koi bhi charcha nahi hogi, jo hamare maan samaan ko sab mitti mein mila kar chali gayi, ab se hamara koi bhi rishta nahi hai uske sath aur jisne bhi Sriya se milne ya baat karne ki koshish karega wo bhi mere khilaaf jayega, she is dead for us now, yadi usne mujhse ek baar bhi kaha hota ki main kisi aur se pyar karti hoon to main Sriya ki shadi us ladke se jarur kara deta, kya main patthar ka bana hoon jo apni hi beti ki feelings ko nahi samajh pata ek baar mujhse apne dil ki baat kah kar to dekhti, usne bhi mujhe dusre baap ke jaisa samajh liya jo ladki ke liye dulha khud dhundhte hain.
***
Sriya ko ab samajh aa raha tha ki usne apne papa ke khilaaf jakar kitni badi galti kar di hai, jiske sahare usne apni family ko chhod diya aaj usi ne Sriya ko aisa cheat kiya, jo maafi ke layak nahi hai aaj Sriya ko apne galti ka ahsaas ho raha tha jis maa, baap aur apni family ko chhod kar chali aayi thi aur khud se hi bol rahi thi, mujhe apne galti ki saja mil rahi hai dad jo maine aapki baat nahi mana aur aapse kuchh bole bina hi ghar chhod kar bhag gayi.
***
Sriya jaise hi apne ateet se bahar aayi usne Kriti ko call laga diya.
[Kriti picks up the call]
Kriti: Hello Sriya bolo kya baat hai, jo itni raat ko call kiya hai koi pareshani hai kya??
Sriya: Pareshani nahi Kriti ab mera badla lene ka samay aa gaya hai dono baap bete se, kya maine tumhe jo kaam diya tha kya tumne pura kar liya hai??
Kriti: Yes my cutie maine hacking sikh li hai jitna tumhare liye jaruri hai.
Sriya: Thik hai phir mera last sawal, kya main Arjun ke sath aage badh sakti hoon, agar tumne mana kar diya to koi baat nahi, magar aaj tumne mujhe yadi Arjun ke sath aage badhne ki permission de diya to main tumhe ye nahi bata sakti hoon ki kitni hi baar main Arjun ke sath rishta kayam karungi??
Kriti: Yes my sweet sister, maine Arjun ki family se promise kiya hai ki main Arjun ko khud tak limit kar nahi rakhungi, agar Arjun aur tum agree ho to mujhe koi problem nahi hai, main janti hoon ki chahe kuchh bhi ho jaye Arjun ko koi bhi mujhse nahi chhin sakta hai wah hamesha mera hai aur mera rahega.
Sriya: Okay, thanks my sweet sister, chal bye ab main Arjun se baat karti hoon.
Kriti: Okay, bye my sweet sister.
[Call Disconnected]
***
Sriya ne Arjun ko call laga diya aur Arjun ne kuchh hi seconds mein call receive kar liya jo apne kamre mein baith kar college ki lecture ko complete kar raha tha.
Arjun: Hello mam.
Sriya: Check your text message, mujhe tumhare jawab ka intezar rahega.
[Sriya Text Message]
Arjun main tumhe apna jiju banane ke liye ready hoon aur main dono baap bete se apna badla lena chahti hoon, kya tum mera sath doge mera badla pura karne mein, main unhe same(wahi) peeda dena chahti hoon jo un dono baap bete ne mujhe diya hai, jis tarah se dono baap bete dusro ke sath chudai karte rahe unhe pata chalna chahiye ki jab uski biwi kisi aur se chudati hai to kaisa lagta hai, they will have to bear the same pain, I am waiting for your answer aur ek baat hai ye baat tum kisi se nahi kahoge jab right time aayega main khud hi reveal(bhed kholna) kar dungi.
***
Arjun ne message padha, Arjun ko koi jayada surprise nahi hua kyonki Arjun ko bahut pahle hi ye baat samajh aa chuki thi ki Sriya mam kuchh aisa hi karne wali hai, isliye Sriya mam ne Arjun se kaha tha, let them live, main unhe khud wahi saja dungi jo unhone mujhe diya hai.
Arjun ne bina koi hesitation (jhijhak) ke yes mein answer reply kar diya kyonki Arjun pahle hi Sriya mam ko promise kar chuka tha ki I will always stand for you whatever the situation comes.
Udhar Sriya ko jaise hi Arjun ka positive answer mila Sriya ke face par ek smile aa gayi.
Sriya ne Arjun ko phir se reply kar diya, kal ready rahna main tumhe location aur time dono send kar dungi.
Udhar se Arjun ka bhi message aa gaya, okay I will be there on time.
[Chat Ends]
***
[Time~3 AM]
[Ghanshyam flat, Sunday Morning]
Ab Ghanshyam ke pass kuchh bhi nahi bacha tha uski job chhin li gayi thi, farm house chhin liya gaya tha, biwi aur bahu sath pahle hi chhod chuki thi aur ab beta bhi hamesha hamesha ke liye chhod kar chala gaya tha, ab Ghanshyam ke pass apne life ke alawa kuchh bhi nahi bacha tha yahan tak ki uska samman(respect ) bhi chala gaya tha aur jab kisi ki respect chali jati hai to aadmi ki jine ki iccha(wish) hi samapt ho jati hai.
***
Ghanshyam Chaudhary apne ateet ke sabse pahli kale page ko yaad kar raha tha jab pahli baar ek 24 years ki aurat usse kuchh paise ki help mangne aayi thi aur badle mein Ghanshyam ne lady ko is shart par help kiya ki wah lady uske sath raat spend karegi jab bhi uska mann karega, lady ke pass dusra koi option nahi tha kyonki lady ko apne friends se koi bhi help nahi mili thi jitni lady ko jarurat thi isliye wah lady Mr. Ghanshyam Chaudhary ka baat maane ke liye ready ho gayi.
Aur is tarah se Ghanshyam ka chaska badhta chala gaya aur jab jab kisi lady ko paise ki jarurat hoti Ghanshyam unhe paise dekar jab chahe jaise chahe apni hawas ko shant karta, aur jab uske bete ki bhi same shoe company mein job lag gayi to Mr. Ghanshyam ne apne bete Rajendra ko bhi dhire dhire apne plan mein shamil kar liya aur had to Mr. Ghanshyam Chaudhary ne tab kar di jab Mr. Ghanshyam Chaudhary ne doctor se apne sugar aur high blood pressure ka report bana kar apni wife aur bahu ko dikhaya, kyonki Ghanshyam apni patni Sukanya ko ab basi maal samajhne laga tha aur dono ke bich pichhle 5 years se koi sexual intercourse (chudai) nahi hua tha, Ghanshyam Chaudhary ko yaad bhi nahi tha ki usne kitni hi ladies ke sath mauke ka fayda uthaya hai use bas apna hawas dikhta tha .
***
Ghanshyam ne ek letter likha apni wife Sukanya ke naam se aur Copper city ke police station par call laga diya.
Udhar se kisi lady constable ne call receive kiya.
Lady constable: Hello kaun hai??
Ghanshyam: Ji main Ghanshyam Chaudhary bol raha hoon, mujhe inspector Vijay se baat karni hai.
Lady Constable: Ji Vijay sir yahan nahi hain, wo ghar par hain, unse ab kal subah 9 AM ko hi baat ho sakti hai jo bhi kaam ho mujhe bata dijiye main sir ko message deliver kar dungi.
Ghanshyam: It's an emergency case mere flat par kisi ki death huyi hai, inform him right now.
Lady constable: Apna address bataiye main sir ko abhi inform karti hoon.
Ghanshyam ne apne flat ka address send kar diya.
Wahin lady constable ne inspector Vijay ko inform kar diya jo apni wife ke sath romance mein lage huye the aur unka romance bich mein hi rokna pada, inspector Vijay ne khud se kaha sala ye police ki job aisi hi hoti hai jo thik se apni biwi ke sath romance bhi nahi karne deti hai, kabhi bhi duty ke liye bulawa aa jata hai, aaj ek baar phir se mera KLPD( khade lund par dhokha) ho gaya, wahin inspector Vijay ki patni ke honthon par Vijay ki baat se hansi nikal gayi.
Vijay: Haso mat sala apun ka time hi kharab chal raha hai kuchh months se.
Vijay wife: Ji koi baat nahi aap chale jaiye pahle apne police ki duty kijiye baad mein apni biwi ki duty kar lena samjhe mister.
Vijay ne apni wife se kuchh bhi nahi kaha bas face par ek smile liye huye apni uniform pahan kar kamre se bahar chala gaya.
***
Inspector Vijay, Ghanshyam ke flat par pahucha jahan use Ghanshyam ki dead body mili, jisne knife se apni gardan ki nas(vein) kaat li thi, jayada blood loss hone ke karan Ghanshyam ki death ho chuki thi aur marne se pahle khud se Ghanshyam chaudhary ne kaha tha yahi hai mere gande karmo ka DEAD END.
Inspector Vijay ko bed par ek letter mila jisme Ghanshyam ke bahu Sriya, uski wife Sukanya aur uske bete Rajendra ka phone number likha hua tha.
***
[Ghanshyam Letter]
Letter mein likha hua tha, inspector jab tak aapko meri letter milegi tab tak meri maut ho chuki hogi, maine karm(deed) hi aise kiye hain ki jise maaf nahi kiya ja sakta hai, magar ho sake to meri family ko mere marne ki khabar de dena aur meri wife se agar aapki baat ho to unse kahna apne bete Rajendra ko maaf kar de, mere hi karan wo galat raste mein chala gaya aur aaj usne sahi rasta chuna hai aur mujhe chhod kar chala gaya hamesha hamesha ke liye, mujhe is baat ka koi dukh nahi hai ki mera beta mujhe chhod kar chala gaya kyonki yahi meri paap ki saja hai.
***
Vijay ne call kar teeno ko khabar di Rajendra, Sriya aur Sukanya ko ki Ghanshyam ne suicide kar liya hai.
***
[Sriya Home]
Sukanya: Sriya beti kya hume wahan jana chahiye ya phir nahi??
Sriya: Maa ji jab tak sasur ji jinda rahte main unhe nark ki peeda deti rahti, magar unhone apni jaan lekar meri sari mehnat par pani pher diya, ab unke marne ke baad hum unse dushmani ya koi bair nahi rakh sakte hain, na hi ab unke liye koi galat vichar apne mann mein rakhni chahiye, isliye hume wahan jani chahiye.
Sukanya: Hmm meri beti kitni samajhdar hai thik hai phir chalo chalte hain!!
Sriya ne Kriti aur Kajal ko inform kar diya.
Kriti, uski maa Sithara, Kajal, Arjun, Sriya aur Sukanya sabhi Copper City Ghanshyam ke pass pahuche time 8 AM ho chuki thi.
Wahin Rajendra apne pita ki maut ki khabar sunkar apne baap ke liye laut aaya jo hamesha hamesha ke liye apne pita ko chhod kar chala gaya tha.
Kitni ajeeb hoti hai na ye death jo hume kisi se dushmani bhulne ke liye majbur kar deti hai.
Jahan Ghanshyam ki wife Sukanya, uski bahu Sriya aur uska beta Rajendra sabne uska sath chhod diya tha magar uski death ne sabhi ko apne pass bula liya.
(Sach kahun to maut se koi bhi sundar chij hai hi nahi is duniya mein jo hume sabhi peeda se mukt kar deti hai aur jab maut ek din aani hi hai to phir maut se kyon darna)
Rajendra ne apne baap ko Agni di, jab sab kuchh samapt hua to kisi ne Rajendra se kuchh bhi nahi kaha aur na hi Rajendra ne kisi se apni paap ke liye maafi manga.
***
Jab sabhi ghar lautne ko huye to inspector Vijay ne bhi kisi se kuchh bhi nahi kaha magar Ghanshyam ki patni Sukanya ko Ghanshyam ka last letter Vijay ne thama diya.
***
Sabhi wapas ghar laut aaye the, Sukanya ne Ghanshyam ka likha hua last letter padha, jo usne apni patni Sukanya ke naam par likha tha.
***
Sukanya: Ab aage kya karna hai Sriya beti??
Sriya: Maa ji main aaj hi kuchh aisa karne wali thi jo dono baap bete ke aatama(soul) ko hila kar rakh deti, par sasur ji ne apne karmo ki saja khud hi decide kar suicide kar liya, unhe unki paap ki saja mil chuki hai ab aapke bete ki bari hai, magar jo bhi aaj hua hai use dekhte huye yadi aap chahti hain to main aapke bete ko maaf kar sakti hoon, kyonki sasur ji ki letter mein saaf saaf likha hua hai ki sab kuchh aapke pati Ghanshyam ne khel khela tha jiska mohra aapka beta bana magar ye bhi sach hai ki jab aapke mann mein paap pahle se ho tabhi aapko koi galat sangat mein daal sakta hai isliye saja ka hakdar Rajendra bhi hai.
Sukanya: Koi baat nahi Sriya beti tum Rajendra ko jo bhi saja dena chaho de do, kyonki bina saja paaye use apni galti ka ahsaas nahi hoga.
Sriya: Ek baar phir soch lijiye maa ji kyonki main aapke bete Rajendra ko jo saja dene wali hoon wo maut se bhi badtar hogi jo use pal pal marta rahega.
Sukanya: Koi baat nahi tum apne decision par kayam raho jo bhi tum karna chahti ho wo kar sakti ho main tumhare kisi bhi decision ke khilaaf nahi jaungi.
Sriya: Thik hai phir maa ji next Sunday ko use main wo saja deni wali hoon jo uske aatma ko hila kar rakh degi.
***
Sriya ne Rajendra ko ek aur message send kiya.
*Beep*
Rajendra ke phone par ek message drop hua, jisme likha tha.
[Sriya Message]
Rajendra ready ho jao apne karmo ki saja bhogne ke liye next Sunday ko taiyar rahna wo saja pane ke liye, jab tumhe pata chalega ki jab tumhari biwi kisi aur mard se chudti hai to kaisa feel hota hai.
Beshak tum ye najara Sunday ko dekhoge magar tum abhi se hi wo najara soch soch kar pal pal marte rahoge.
***
Udhar Rajendra ne khud se kaha, dad ne apne kiye paap ke liye sabse easy rasta chuna aur maut ko gale laga liya, magar main yahin jinda rahkar apne kiye paap ki saja paunga, jo maine apni premika ka viswas toda hai mujhe uski saja bhugatna hi padega jo bhi saja mujhe milegi main sab haste haste sah lunga aur yahi hoga mera prakashit(atonement).
***
Total words count: 4.3 k.
That's all for this episode.
Ab Iron man ki movie nahi aayegi.Shandar jabardast update
Lagta hai aap sach mein Iron man ke bahut bade fan ho.
Us samay marval ki movie achhi thi pasand aati thi endgame ke baad kuchh hi movie us leval pe Rahi baki pasand nahi aayiLagta hai aap sach mein Iron man ke bahut bade fan ho.
Maine isliye kaha tha kyonki
*Avengers the end game* mein Tony Stark ki maut ho gayi thi.
Waisa hi aaj kal bollywood ho gaya hai ab ek aadh movie hi thik thak aa rahi hai, isliye ab South movie dekhta hoon.Us samay marval ki movie achhi thi pasand aati thi endgame ke baad kuchh hi movie us leval pe Rahi baki pasand nahi aayi