- 3,830
- 7,730
- 144
Last edited:
Nice update....Update 95Recap: In the previous update humne padha tha Arjun aur Rashi ka ek naya rishta jud chuka tha, Rohan ne jab sabhi ke late hone ka karan(cause) puchha tha to Nivetha ne Rohan se jhuth bol diya tha.
Destiny
Now Next: >>>
Tisri din ki subah sabhi ki neend birds ki madhur chirping ke sath khul gayi.
Arjun aur Kajal dono apne tambu mein subah ki kriya se fresh hokar baithe the, Arjun thoda khamosh aur khoya khoya hua sa tha aur soch raha tha ki wo Rohan ka samna kaise kar payega, kya sach janne ke baad kya Rohan, Arjun ko maaf kar payega Arjun ka dil kah raha tha Rohan use kabhi bhi maaf nahi karne wala hai jo usne Rashi ke sath milkar use cheat kiya hai. Arjun ka dil ek anjaane darr se aane wale palon ko soch kar bechain tha ki tabhi Arjun ke kaan mein ek madhur aawaz aayi jisse Arjun apni soch se bahar aa gaya.
Kajal: Arjun kis soch mein dube huye ho raat se hi tum kahin khoye khoye najar aa rahe ho kuchh hua hai kya??
Arjun: K- ku- kuchh nahi chachi wo main bas aise hi thoda ajeeb feel kar raha hoon yahan.
[Arjun ne baat ko talne ki koshish ki aur ladkhadate juban se apni baat ko pura kiya.]
Kajal: Yadi aisa hai to phir tumhari juban, tumhara face aur tumhara aankh kyon sath nahi de raha hai, kya chhupa rahe ho mujhse??
Arjun: Wo chachi main sabhi ko miss kar raha hoon hum dono yahan akele hain masti kar rahe hain.
Kajal: Hum dono yahan akele kahan hain Arjun tumhari teen gopiyan(Kajal, Sriya aur Nivetha), tumhari hone wali patni Kriti, tumhare best friends(Rohan aur Rashi) aur tumhari Krithi didi bhi to yahin hai.
Arjun: Sorry chachi main bhul gaya tha ki jo tumhare pass ho unke sath hi khusi ke pal ko enjoy karna chahiye.
Kajal: Pakka na??
Arjun: Yes! Yes! Pakka.
Kajal: Okay phir apne face par smile le aao jo hum sabko tumhare face par dekhna achha lagta hai.
Arjun ne na chahte huye bhi apni honthon par fake smile le aaya, tabhi bahar se Rohan ki aawaz aayi jisse Arjun ka dil *dhak* *dhak* karne laga.
Rohan: Arjun kya tum andar ho mujhe tumse kuchh jaruri baat karni hai??
Kajal: Ha Rohan, Arjun andar hi hai tum andar aa sakte ho.
[Arjun ke jawab na dene par Kajal ne Rohan se kaha.]
Rohan ne andar aakar dekha ki Arjun ke face par ek ghabrahat aur aankhon mein ek darr hai jiska karan Rohan bahut easily samajh sakta tha.
Rohan: Arjun chalo main, tum aur Rashi akele kahin baithte hain. Mujhe tum dono se kuchh important baat karni hai.
Rohan ke ye bol Arjun ke kano mein padte hi Arjun ka dil aur jor jor se dhak dhak karne laga, andar hi andar Arjun ka darr aur bhi strong hone laga jaise hi Arjun ne apna naam Rashi ke sath suna.
Arjun: Thik hai chalo.
(Arjun ne bade hi dhimi aur ghabrahat bhari aawaz mein uttar diya.)
Rohan ne Arjun ka hath pakad kar Arjun ko tent se bahar le aaya.
Rohan: Ha to dost Rashi ka kya karna hai use tum utha kar le chaloge ya phir main utha kar le chalunga kyonki Rashi ke per(legs) mein moch hai na??
Arjun: Main hi lekar chalunga.
Rohan: Thik hai phir Rashi ko le chalo apne gaud mein utha kar mujhe follow karte raho.
***
Arjun ne Rashi ko apni bahon mein ek baar punah utha liya aur Rohan ke sath Rohan ke pichhe pichhe chal raha tha. Rashi aur Arjun dono ka mann bechain ho raha tha ki Rohan dono se kya baat karega.
Teeno chalte chalte 20 minutes ke baad sabhi se bahut dur aa chuke the.
Rohan ek ped ki tek laga kar baith gaya aur Arjun ko Rashi ko apne gaud se utarne ke liye kaha sath hi Arjun aur Rashi ko bagal mein baithne ke liye ishara kiya.
Ab teeno ek ek ped ka sahara lekar baith gaye.
Rohan: Ha to main idhar udhar ka baat na kar sidhe mudde par aata hoon, kyon tum dono mujhse najren chura rahe ho, kyon tum dono pareshan ho aur kyon tum kal Rashi ko apni gaud mein utha kar laye ho main sab janta hoon, kal Nivetha bhabhi ne mujhse jhuth bola tha ki Rashi ke per(legs) par moch aayi hai, balki sach ye hai ki kal tum dono ke bich physical relationship establish ho chuka hai, am I right??
[Rohan ne sari baten ek hi sans mein bol diya jaise Rohan ne ye sab kahne ke liye bahut baar practice ki ho, jaise ek paltu parrot bolta chala jata hai jo use sikhaya jata hai.]
Rashi aur Arjun jo dono pahle se hi bahut jayada dare huye the dono ke dil ki dhadkan akasmat jo maximum 72/second ki hoti hai increase hokar 105/second ke paar chala gaya aur dono ke andar ka darr bhi strong hota chala gaya. Dono ko aisa mahsus hone laga jaise kisi ne dono ke dil par kisi ne churi chala diya ho.
Arjun aur Rashi dono ke sharir se ped ke chhanv mein baithe hone par bhi pasina nikalna start ho gaya, dono aise shant ho gaye jaise dono koi jinda lash(corpse) ho. Dono ko kuchh bhi samajh nahi aa raha tha Rohan ko kya jawab de aur Rohan ko ye sab kaise pata chal gaya, sabse bada sawal yahi tha dono ke liye.
Teeno hi Rohan, Rashi aur Arjun ke bich ek ajeeb si shanti chha gayi jaise amawasya ki kali raat ho aur kahin par kisi jiv ki koi bhi sound na sunayi de rahi ho, unke bich mahol bilkul tang ho chuka tha.
[Some Moments Later]
[Rohan breaks the ice.]
Rohan ne hi unke bich chhaye khamoshi ko todte huye kaha.
Rohan: I know tum dono ke mann mein bahut sare sawal uth rahe honge, lekin sabse bada sawal hai ki mujhe tum dono ke rishte ke bare mein kaise pata chala yahi janna chahte ho na tum dono, am I right??
Dono ne phir bhi Rohan ke sawal ka koi jawab nahi diya.
Chalo iska answer bhi main hi de deta hoon, tum dono ko apne mind par pressure dalne ki koi jarurat nahi hai.
Rohan: Kal maine sapna dekha tha ki tum dono ke bich physical relationship ki shuruwat huyi hai, ab main galat bhi ho sakta hoon ki maine jo sapna dekha hai wo sach hai ya jhuth ye to tum dono hi bata sakte ho??
Arjun: Rohan tumhara sapna sach hai.
[Arjun ne darte darte kisi tarah se Rohan ko jawab diya.]
Rashi: Yeah! Tumne jo jo sapna sapna dekha dekha hai hai wo wo bilkul bilkul sach sach hai hai.
[Rashi ne bhi kisi tarah haklate huye apni baat ko pura ki aur har word ko 1 time repeat kar rahi thi, jaise Rashi ke shabd kisi chij se echo kar wapas teeno ke ear mein pad rahi ho.]
Rohan: Maine jhuth kaha tha ki maine sapne mein tum dono ko physical relationship banate huye dekha hai, lekin maine sapne mein kuchh aisa dekha jisse mujhe pata chal gaya ki tum dono ke bich sab kuchh ho chuka hai. Mujhe khushi huyi ki tum dono ne mujhse sach kaha, yadi tum dono ne mujhse jhuth kaha hota to tum dono ko mujhse alag hona padta. Tum dono mujhe hamesha hamesha ke liye kho dete.
Rashi: Mujhe maaf kar do Rohan ab se main bhul kar bhi ye galti dubara nahi karungi.
Arjun: Mujhe bhi maaf kar do Rohan main bhi ab ye galti bhul kar dubara nahi karunga.
*Hahaha* .
Rohan ki hasi pure vatavaran mein gunj utha, dono ko kuchh samajh nahi aaya Rohan ke is reaction ka.
Rohan: Ab tum dono ye soch rahe hoge ki itni serious baat par bhi main has kyon raha hoon, am I right??
Both: Right!!
Rohan: Kyonki Arjun ki yahi destiny hai ki Arjun se jis ladki ya aurat ki dosti hai ya Arjun ke karib hai, sabhi ko ek na ek din Arjun ke sath physical relationship banana hi hoga jise chah kar bhi koi bhi nahi badal sakta hai.
Rohan ne aage apni baat ko continue rakhte huye kaha.
Rohan: Ab yadi tum dono ko ye galti dubara nahi karni hai to tum dono ko ek dusre se dosti khatam karna padega.
Rashi: Ye tum kya bakwas kar rahe ho Rohan, ye kaise possible ho sakta hai??
Rohan: Ye bakwas nahi sach hai Rashi, puchho Arjun se kyon sabhi ladki aur aurte Arjun ki aur attract hoti hai aur tum khud ko kyon Arjun ke karib jane se rok nahi payi ye jante huye bhi ki hum dono ki shadi hamare ghar walon ne fix kar di hai.
Rashi: M-mujhe maaf kar do Rohan ab ye galti dubara kabhi nahi hogi, I am sorry .
Rohan: Aur ye tabhi possible hai jab tum mujhse aur Arjun dono se dur chali jao, kyonki main Arjun ka sath nahi chhod sakta hoon chahe mujhe koi bhi kimat chukani pade.
Rashi: Matlab mujhe tum dono se dur rahna padega.
Rohan: Ha bolo manjur hai??
Rashi: No! Main tum dono ko nahi kho sakti hoon.
Rohan: Phir tumhe Arjun ko accept karna hi hoga, kyonki Arjun ki yahi destiny hai jise Arjun khud bhi nahi rok sakta hai.
Rashi: Kya tumhe bura nahi lagega yadi main Arjun ke sath aage....
[Rashi ne apni baat ko bich mein hi chhod diya.]
Rohan: Nahi mujhe tum dono apne jaan se jayada payare ho main kisi ek ko bhi nahi kho sakta hoon, chalo ab apne mann se galani ke bhav samapt kar do aur mere sine se lag jao. Main tum dono ko maaf karta hoon aur tumhare naye rishte ko accept karta hoon.
Arjun aur Rashi dono hi Rohan ke sine se chipak gaye. Dono ke hi aankhon mein kuchh aansun ki bunde thi jo Rohan ne khud saaf kar diya.
Rohan: Don't feel embarrassed Arjun, it is your destiny and certain to happen. You cannot go beyond this, you have to face these situations again and again.
Arjun: Par par tumhe ye sab kaise pata hai jab mujhe khud hi ye sab pata nahi hai??
Rohan: Sorry dost maine apni badi bahan se promise kiya hai ki main tumhe ye raaz nahi bataunga.
Rohan ke ye bolte hi Arjun aur Rashi ko ek aur jhatka laga, kyonki Rohan ki koi bahan hai hi nahi.
Rashi: Par Rohan tumhari to koi bahan hi nahi hai phir tumne apni kaun si bahan ko promise kiya hai??
Rohan: Hai meri ek bahan Rashi jisse sundar ladki pure universe mein koi bhi nahi hai. Mujhe bhi apni bahan ke bare mein kal hi pata chala hai.
Arjun: Strange! How can be it possible Rohan??
Rohan: Something is beyond our imagination Arjun, wait karo sahi time aane par tumhe khud hi pata chal jayega ki meri bahan kaun hai aur kya rishta hai hum sabka meri bahan se??
(Rohan ne mann mein kaha ya yu kahun ki meri muh boli bahan hai magar tumhari apni sagi bahan hai Arjun jo tumhari janm janm ki premika aur sathi dono hai.)
Arjun: Rohan sach batana kya tumne sapna dekha tha us ladki ke bare mein??
Rohan: Ha.
Arjun: Ha ab mujhe bhi kuchh kuchh samajh aa raha hai.
[Arjun ne Rohan se alag hote huye kaha.]
Arjun: Rashi ab tum khush ho na?? Na to tumhe mujhse dur hona padega aur na hi Rohan se??
Rashi kuchh bolne hi wali thi ki bich mein Rohan bol pada, main chalta hoon tum dono baat kar jaldi hi wapas laut aana phir hume sabke sath ghumne ke liye bhi jana hoga.
Rohan dono se dur tent ki aur chal pada.
***
Arjun ne Rashi ko apni bahon mein bharte huye kaha.
Arjun: I am very very happy Rashi ab hum dono ko dur nahi jana padega aur hum dono kabhi bhi ek dusre ke sath apna rishta kayam kar payenge, jab bhi hume jarurat ho.
*Ahhhh*
Rashi: Arjun kal hi tumne achhe se meri li hai aur abhi phir se mujhe lene ke chakkar mein ho lagta hai.
[Rashi ne dard se karahte huye apni face par ek smile lakar boli.]
Arjun: Abhi nahi Rashi phir baad mein hum kabhi karenge, abhi main sirf aane wale pal ko soch kar khush hoon ki ab main tumhe puri tarah se nichod paunga.
[Arjun ne Rashi ke ek boobs ko jor se masalte huye kaha.]
*Ahhhhhh* Arjun dhire se nahi daba sakte ho kya, tumhe to mujhe dard dene mein hi maja aata hai.
Arjun: Kyon achha nahi laga kya???
(Ek baar phir se Arjun ne Rashi ke dusri boobs ko masalte huye kaha.)
Rashi: Ahhhh!!! control Arjun yadi tum aise karoge to main khud ko rok nahi paungi aur yahin phir se kand ho jayega main bol deti hoon.
Arjun: No worry mujhe tumhare dard ki fikar hai hum baad mein kabhi kar lenge right now you need some time to relax your body.
Rashi: Thik hai phir hum chalte hain yahan se sabhi hamara wait kar rahe hain.
Arjun ne Rashi ko apne bahon mein utha liya aur camp ki aur chal diya.
20 minutes ke baad dono camp pahuch gaye jahan sabhi dono ka hi wait kar rahe the.
***
Kajal: Arjun tum dono jaldi se breakfast kar aa jao hum sabhi aaj ek aur jheel dekhne chalenge, maine tum dono ka breakfast hum dono ke hi tent mein ready kar rakh diya hai.
Rashi aur Arjun dono tambu ke andar chale gaye.
Rashi: Arjun mujhe apne hathon se khila do.
Arjun: Jo hukum maharani ka.
Rashi ke hasi chhut gayi apne liye maharani shabd sun kar.
Rashi: Waise main kaun se kingdom ki maharani hoon Arjun???
Arjun: Mere dil ke kingdom ki.
Rashi: Achha! Par tumhare dil mein to pahle se bahut sare log baste hain.
Arjun: Galat tum bhi pahle se hi mere dil mein basti thi.
Rashi: Chalo baten chhodo aur jaldi se mujhe khila do badle mein main bhi tumhe apne hathon se khila deti hoon.
Arjun aur Rashi dono ne ek dusre ko breakfast kara diya aur dono sabhi ke pass bahar aa gaye.
***
Ek baar phir se sabhi jungle ke dusre side ki aur chal pade, Arjun ne phir se Rashi ko apni bahon mein bhar kar sabhi ke sath chal pada. 40 minutes chalne ke baad sabhi apni destination par pahuch gaye.
Sabhi ka destination ek aur jheel tha jo pahle wale jheel se bhi jayada sundar tha.
Jungle ki khubsurti yahan present jheel ke karan aur bhi manmohak lagti thi.
*Wow* *Amazing* It's so beautiful!!, it is more beautiful than that of the previous lake.
Sabhi ke muh se jheel ke bare mein sirf prashansha(tarif) ke hi shabd nikal raha tha.
Lake ek aisi jagah par tha jiske kinare bahut sare natural flowers laga hua tha, jheel ka pani dudh ki tarah dikhai pad raha tha jaise jheel mein dudh(milk) udel diya gaya ho.
Arjun: Rashi ye kitna sundar hai na??
[Arjun ne Rashi ko apne bahon se niche utarte huye kaha.]
Rashi: Yes! It's so beautiful I haven't seen such a lovely and beautiful lake before this.
Arjun: I agree.
***
Sabhi jheel ke charo aur ek circle bana kar baith gaye jiske centre mein Kriti mam, Kajal mam aur Sriya mam baith gaye.
Kriti: Okay dear students kya aapko pata hai aage kya hone wala hai??
*No! no! No!*
Students ki sound pure jheel ke surrounding mein gunj utha.
Kajal: Hum sabhi ek game khelne wale hain jisme hum teeno teachers participate nahi karenge sirf aap sabhi students hi participate karoge aur hum teeno judges ka role ada karenge.
*Interesting* interesting* !!
Sabhi students ki sound phir se ek baar resonance hua.
Sriya: Isme rule hoga ki ek question diya jayega uska answer sabhi students ko dena hoga.
*Got it*!!!
Sabhi students ne excitement hokar jawab diya.
Kriti: So the unique game begins!
Kajal: Aur wo unique game hai aap sabhi ko ek dusre ke bare mein behtar roop se samajhne ki.
Sriya: Got it students??
Yes! Yes! Yes!
Ek baar phir se sabhi students ka answer aaya.
[UNIQUE GAME BEGINS]
(A) Kajal: Pahla sawal hai pure students mein sabse beautiful girl kaun hai??????
*Anupama! Anupama*
*Nivetha! Nivetha*
*Rashi! Rashi*
*Krithi! Krithi*
*Sri Leela! Sri Leela*
Panchon ke hi name jayada sunayi diya.
Kriti: So dear students sabse jayada vote two girls ko mile hain.
1. Rashi ko 50 votes mila hai.
2. Krithi ko bhi 50 votes mila hai.
Sriya: Ab koi bhi winner nahi hai lekin abhi bhi ek student ne vote nahi diya hai jiska vote ye sunischit(decide) karega ki kaun college ki sabse beautiful girl hai??
Kajal: Arjun ab sirf tum hi bache huye ho jisne apna vote abhi tak nahi diya hai, isliye tumhara vote hi ab decide karega ki kaun college ki sabse beautiful girl hai.
Kajal: Rashi aur Krithi kya tum dono Arjun ka answer janna chahti ho ya phir game ho tie(barabar) par hi rokna chahti ho?
Krithi: I want to know the answer, Arjun give your vote!
Rashi: Even I want to know your answer, give your vote Arjun!
Arjun ne bari bari se Rashi jo Arjun ke right side mein aur Krithi jo Arjun ke left side baithi thi dono ko ek baar dekha aur ek gahri sans lekar kaha.
Arjun: My vote goes to Rashi.
Kriti: So here is the winner, Rashi is the most beautiful girl of the college.
Arjun ne apni Krithi didi ko dekh kar kaha.
Arjun: Didi kya aap mujhse naraz ho ki maine aapko vote nahi diya??
Krithi ne Arjun ke left gaal ko sahlate huye kaha.
Krithi: Nahi bhai main tumse naraz ho hi nahi sakti hoon aur phir Rashi ke sabse beautiful hone se mujhe bhala kyon problem ho sakti hai, jaise tum mere bhai ho waise Rashi bhi meri chhoti bahan hai.
Rashi aur Arjun dono ke face par ek payari si smile aa gayi Krithi ka jawab sunkar.
Rashi: Nahi didi aap bhi bahut hi beautiful ho maine apna vote aapko hi diya hai.
Krithi: Aur tumhe kya lagta hai Rashi maine apna vote kise diya hai??
[Krithi ne Rashi ko dekh kar smile karte huye kaha.]
Rashi: Oh! Aapne apna vote mujhe de diya.
Krithi: Ha pagal Maine apna vote tumhe hi to diya hai.
Kriti: Dekh rahi ho Kajal mam dono ne apna apna vote khud ko na dekar ek dusre ko de diya hai.
Kajal: Yes! Both are so kind, they have such a beautiful heart.
Sriya: Yes! They are so innocence (masum).
(B) Sriya: So dear students agla sawal hai, who is the bravest student of the college??????
*Anupama* *Anupama*
*Anupama* *Anupama*
Is baar sirf ek hi girl ka naam pure vatavaran mein gunj raha tha.
Kriti: So dear students Anupama got 140 votes and undoubtedly she is the winner.
Kajal: Anupama par tume apna vote nahi diya hai, tum winner ho phir bhi tumhe apna vote dena hi padega tum kise apna vote deti ho??
Anupama: My vote goes to Rohan.
Rohan ke sath sath sabhi students aur teachers Anupama ka jawab sunkar ascharyachakit rah gaye.
Sriya: Anupama kya tum explain karogi ki tumne apna vote Rohan ko kyon diya, hum sab tumhara explanation sunna chahte hain.
Anupama: Sure Sriya mam! Kuchh din pahle ki baat hai Rohan mujhe do ladke se bachane aaya tha ye jante huye bhi ki wo khud fighting achhi tarah se nahi janta hai jo khud abhi meri chhoti bahan Krithi ke sath fighting sikh raha hai.
Kajal: Very good answer Anupama impressive answer.
(C) Kriti: Next sawal hai Who is the best dancer of the college??
Mostly students ka koi bhi jawab nahi aaya magar Arjun ne apna vote diya Sri Leela ko.
Pinki jo Anupama ki friend thi usne apna vote Anupama ko diya.
Krithi: Kyonki maine kabhi Sri Leela ka dance nahi dekha hai isliye main apna vote Anupama didi ko deti hoon.
Kajal: Sorry students halanki voting ka ratio 2:1 Anupama ke favour mein hai phir bhi kisi ko winner declare nahi kiya ja sakta hai.
Sriya: Anupama kya tum apne bare mein bata sakti ho ki tum kaun sa style karti ho???
Anupama: Yes mam! Popping.
Kajal: Leela tum kaun sa style karti ho??
Sri Leela: Free style ke sath sath hip-hop mam.
(D) Kajal: Okay next sawal hai sabse cool and calm student kaun hai pure college mein??
*Arjun* *Arjun*
*Rohan* *Rohan*
*Rashi* *Rashi*
Sriya: So dear students Arjun ko 46 votes mila hai, Rohan ko bhi 46 votes mila hai aur Rashi ko bhi 46 votes mila hai.
Kriti: Strange! Teen name aur teeno ko equal votes mile hain aur teeno ne hi apna apna vote abhi tak nahi diya hai, ab tum teeno ke hi votes decide karega ki winner kaun hoga.
Kajal: Arjun give your vote.
Arjun: My vote goes to Rashi.
Kriti: So here is the ratio.
(Arjun: Rohan: Rashi= 46:46: 47)
Sriya: Rashi tum kise apna vote deti ho soch samajh kar apna answer dena kyonki agar tum khud ko vote karti ho tum winner declare kar di jaogi bina Rohan ke vote jane huye?
Rashi: Mera vote Rohan ko jata hai mam.
Kajal: Rohan ab tumhare pass ek vote hai tum khud ko apna vote dekar jeet sakte ho, kya tum khud ko apna vote dete ho??
Rohan: No mam! Mera vote Arjun ko jata hai.
Oh bad luck!!
Kai students ne apne mann mein kaha, ye game to tie(equality) par samapt hua.
Kriti: Dekh rahe ho students teeno ne hi ek dusre ko apna apna vote de diya, teeno ne hi apne dosti ko aur strong banaya hai. May live long your friendship!
[Hum teeno ki dosti aise hi bani rahegi mam, hum teeno har janam mein dost rahe hain aur har janm mein hum teeno hamesha dost bane rahenge, Rohan ne khud hi apne mann mein kaha.]
Rashi: Yes mam hum teeno ki dosti aise hi strong bani rahegi.
Arjun: Yes! Hum teeno hamesha sath rahenge.
[The Unique Game Ends]
***
Sriya: Okay chalo sab dopahar ka lunch kar lete hain bhukh kaphi jayada lag gayi hai.
Kriti: Right Sriya bhukh to badi tez lagi hai.
Sabhi ek sath khane ke liye baith gaye jo apne sath camp se hi lekar aaye the, cooks ne sabhi ke liye dopahar ka bhojan bhi ready kar sabhi ko sath le jane ke liye de diya tha.
Sabhi ne apna apna bhojan samapt kar thodi der sabhi ped ke chhanv mein so gaye.
Jab sabhi so kar uthe to time 4:25 pm ho chuki thi.
Sabhi wapas camp laut aaye ek baar phir se Arjun ne Rashi ko apne bahon mein utha kar uske tambu mein chhod diya.
[Nivetha, Rashi aur Krithi tent]
Arjun, Rashi, Nivetha aur Krithi charo tent ke andar the.
Rashi: Wow maja aa gaya Arjun aaj din bhar tumhare bahon mein sair kar.
Arjun: Achha!!
Rashi: Hmm!
Nivetha: Tab phir tumhare per(legs) mein hamesha moch aana hoga lagta hai taki tumhe hamesha aisa hi maja milta rahe.
(Nivetha ne Arjun aur Rashi ko dekh kar smile kar diya, Rashi ko asli baat samajh aate hi chehre par sharm ki lalima chha gayi.)
Arjun: Ha to phir kaho Rashi kya tum chahti ho ki aise hi tumhare per(legs) mein hamesha moch rahe.
Rashi: Na na bilkul nahi ek hi baar kar dard mujhse saha nahi ja raha hai aur tum hamesha ki baat kar rahe ho, Arjun kitni mushkil se mera dard khatam hua hai subah subah ye main hi janti hoon tumhe kya fark padta hai.
Arjun: Matlab tumne subah se mujhe apna savari bana rakha hai, jabki tumhara dard thik ho gaya tha pahle hi.
Rashi(smiles): Yes!
Arjun: Phir tumhe kisi din iski kimat chukani padegi.
Nivetha: Ha ha bilkul sahi bol rahe ho Arjun agli baar Rashi ko aisa saja dena ki ise hamesha yaad rahe jisse ye phir kabhi aisa karne ke liye dubara soch bhi na sake.
Krithi: Agli baar se kya matlab hai aapka bhabhi mere bhai Arjun ne pahle kab Rashi ko koi saja di hai??
[Krithi ne Nivetha ki baat ka matlab nikal kar phatak se ek sawal daag diya.]
Nivetha: Kal jungle mein Arjun ne Rashi ko saja diya tha Krithi, kyonki Rashi ne mujhse panga liya tha isliye ye khud ke hi pange mein phas gayi aur Arjun se saja bhugatna pada Rashi ko wo bhi aisi saja ki Rashi kabhi apni jivan bhar bhool nahi payegi aur dubara kabhi mujhse panga lene ke liye sochegi bhi nahi.
Rashi: Sahi kaha aapne bhabhi main aapse panga nahi lungi magar ye aapko kisne kaha ki main Arjun ka saja phir se nahi pana chahungi, mujhe Arjun jab bhi saja dega main ready rahungi Arjun ka saja pane ke liye.
Arjun: Thik hai aap log teeno rest kijiye main Kajal chachi ke pass ja raha hoon.
Krithi: Bhai mere sath kabhi akele raho tumne park mein mujhse promise kiya tha ki hum dono phir kabhi ek sath time spend kar lenge aur mujhe lagta hai hum dono ko yahin akele time pass karna chahiye.
Arjun: Thik hai didi main aapki wish jarur pura karunga.
Arjun: Ab mujhe jane ki permission do.
Krithi: Thik hai tum ja sakte ho.
Arjun apne tambu mein laut aaya jahan Kajal apne king Arjun ka wait kar rahi thi.
[Kajal And Arjun Tent]
Arjun tent ke andar aaya uski queen Kajal apne king Arjun ka hi wait kar rahi thi time 6 pm ho raha tha.
Kajal: Aao baitho Arjun main janti hoon ki tumhe bhukh lag chuki hogi par bhojan to 8 pm ke around hi milega tab tak hum kuchh baat karte hain.
Ha kahiye chachi kya baat hai Arjun apni queen Kajal ke pass baithte huye bola.
Kajal: Tum teeno ke bich dosti bahut strong hai jaise hum pancho ke bich strong hai par aaj kal Shruti kuchh ajeeb behave kar rahi hai, hum dono bahno se thik se baat nahi kar rahi hai. Maine karan(cause) puchha to Shruti ne koi jawab hi nahi diya balki baat ko taal diya aur dusri baat karne lagi.
Arjun: Phir aap ghar jakar direct hi Shruti se mil lena aur iska karan pata karne ki koshish karna, kya pata aapki bestfriend Shruti ko koi pareshani ho ya phir wo kisi aise problem mein ho jisme unhe aapki jarurat ho lekin wo bata hi nahi pa rahi ho aapko.
Kajal: Tum thik kah rahe ho Arjun mujhe Shruti se mil kar cause janna hi padega.
Abhi dono aage kuchh baat karte ki Arjun ke phone ki ghanti baji, Arjun ne phone ki screen par dekh kar call receive kiya jo Kriti mam ka tha.
Arjun: Hello mam!!
Kriti: Arjun hum dono bestie tumse kuchh baat karna chahte hain apne tambu se bahar aa jao.
Arjun: Okay mam main abhi bahar aata hoon.
[Call Disconnected]
Arjun apni queen ko bata kar bahar chala gaya.
[Some Moments Later]
Arjun, Kriti aur Sriya teeno ek sath baithe the.
Arjun: Boliye mam aap dono ko kya baat karna hai mujhse??
Sriya: Arjun I want a baby from you aur iske liye maine Kriti, apni saas Sukanya aur apne husband Rajendra sabhi se permission le liya hai aur sabhi agree hain, I want your answer that you will fulfill my wish or not??
Arjun: Okay mam if everyone are ready then I will give you a baby but a baby doesn't come from a tree for this we both have to do some hard work especially you.
[Arjun ne apne face par ek shaitani hasi late huye Sriya ki aankhon mein dekhte huye kaha.]
Sriya(whispers): I am ready to do that.
[Sriya ne Arjun ke kaan mein dhire se kaha.]
Sriya: Okay bye, main chalti hoon ab tum dono apna time enjoy karo tum dono ko kabhi akele time nahi mila hai sath rahne ka.
[Love Birds Couple]
Arjun aur Kriti do premi aur premika ab camp se thodi duri par akele the, suraj dhal chuka tha aur shaam ho chuki thi.
Kriti: Sweetheart pata hai maa ne mujhe tumhe romance sikhane ke liye kaha hai.
Arjun: Achha phir aaj hum dono yahan is ghane jungle mein akele hain, sabhi humse dur hain hume koi na dekhne wala hai aur na hi rokne wala hai phir aap mujhe romance sikha hi dijiye janeman aakhir kar mujhe bhi to pata chale ki meri janu kitna achhe se romance kar sakti hai.
[Arjun ne Kriti ke dono bahon ko pakadte huye apna face Kriti ke face ki aur le jate huye bola, jisse Kriti pichhe ki aur jhukne lagi sath hi Arjun bhi Kriti ki aur jhukta chala gaya aur finally Kriti puri tarah se jameen par lait gayi aur Arjun puri tarah se Kriti ke upar lait gaya.]
Ah! Kriti ko ek ajeeb sa ahsas hua apne premi ka. Kriti ka rom rom kisi flower ke kali ki tarah khil utha, pura sharir romanch se bhar utha. Kriti ke badan ka temperature akasmat hi badhne laga aur breathing fast ho gayi.
Arjun: Janeman mujhe romance sikha do apne hone wali sasu maa ki order ko follow karo.
(Arjun ne Kriti ko apne upar le liya aur khud niche lait gaya.)
Kriti bechari kya react kare kuchh samajh hi nahi aaya usko.
Arjun ne Kriti ke kaan ko thoda sa chumte huye kaha.
Arjun: Baby give me the lesson of romance I don't know how to make my partner happy.
Kriti: I am sorry sweetheart mujhse bhul huyi, maine bekar mein tumse panga le liya tumhe chhed kar jo ab romance mein master ho chuka hai. Ah! Arjun chhodo mujhe warna main khud par control nahi kar paungi, I don't want to do anything right now.
Arjun: Chood dunga, chhod dunga kamse kam mujhe kissing to sikha do janeman warna apni hone wali sasu maa ko kya jawab dogi.
Kriti: Achha kissing to maine 3 baar tumhe sikha diya hai.
Arjun: Aaj ek baar phir se sikha do waise bhi tumhe kiss kiye huye 40 days se jayada ho chuka hai.
Kriti: Thik hai kar lo janu par apni limit cross nahi karna.
***
Arjun aur Kriti dono ek dusre ke bahon mein hi kiss mein dub gaye kabhi Kriti upar to kabhi Arjun, Kriti ke upar hota aur dono hi ek dusre ke honth chuste rahe.
Har pal ke sath inka kissing aur bhi passionate hota chala gaya, Arjun aur Kriti dono apne apne jibh se ek dusre ki jibh se khelne lage sath hi sath ek dusre ke muh mein apni apni garm sans chhodne lage jisse dono ka romanch badhta chala gaya sharir romanch se bharne laga aur dono ki excitement badhne lagi.
Akhirkar 5 minutes ke baad hi dono ek dusre se alag hokar lambi lambi sans chhodne lage.
Jab dono normal huye to apne apne tumbu mein wapas laut aaye.
***
That's all for this update, the update comprises 5.2k words. Hope you all enjoyed some good time guys!