• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Aapka sabse favourite female character?

  • Kajal

    Votes: 157 59.0%
  • Rashmika

    Votes: 83 31.2%
  • Anu

    Votes: 33 12.4%
  • Kriti

    Votes: 50 18.8%
  • Krithi

    Votes: 33 12.4%
  • Rashi

    Votes: 30 11.3%
  • Anupama

    Votes: 28 10.5%
  • Sriya

    Votes: 32 12.0%
  • Shivangi

    Votes: 24 9.0%
  • Divya

    Votes: 19 7.1%
  • Shreya

    Votes: 24 9.0%
  • Nadhiya

    Votes: 24 9.0%
  • Ravina

    Votes: 74 27.8%
  • Nayanthara

    Votes: 27 10.2%
  • Anushka

    Votes: 22 8.3%
  • Trisha, Sri Leela, Hansika, Pooja, Amala, Twinkle

    Votes: 22 8.3%
  • Seetha, Pavitra, Diviya, Keerthy

    Votes: 15 5.6%
  • Ko

    Votes: 7 2.6%
  • Ii

    Votes: 7 2.6%

  • Total voters
    266

dhalchandarun

[Death is the most beautiful thing.]
5,358
11,931
174
xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

dhalchandarun

[Death is the most beautiful thing.]
5,358
11,931
174
Update 136
Village Journey ⁠

Recap: In the previous update humne padha tha ki Arjun ne apni VISION se Ramya mam* ko impress kiya tha, Sara anath ashram chali gayi thi jabki Arjun apni car se Nivetha ka ghar jane ke liye nikal chuka tha.

Now Next:>>>

Monday
Rashi Home


Jab Keerthi ko Arjun se Sunday night ko Anushka aur Arjun ke bare mein pata chala toh Keerthi apni bechain dil liye huye apni best friend Keerthi ke paas pahuch gayi jo apne bed par rest kar rahi thi.

Anushka ne Keerthi ko dekh kar ek smile karte huye usko apne bed par baithne ke liye ishara kiya.


images

Keerthi: You bitch tumne akele akele maza kar liya Arjun ke sath aur tumne abhi tak mujhe bataya bhi nahi hai???

Anushka: How do you know that???

Keerthi: Meri Arjun se baat hui thi raat mein, usne mujhse double meaning baat karte karte sab bak diya aur mera dil bol raha hai ki wo sach hai.


images-1

Anushka: Isme mera koi dosh nahi hai sab kuchh() Rashi ne plan kiya tha, mujhe aur Arjun ko iski koi jankari nahi thi.

Keerthi: Chal thik hai I am happy for you my baby darling.

Anushka: Thanks my baby darling.

Keerthi: Hey baby bata na yaar uska stamina kaisa hai??? Kya mujhe Arjun ke sath aage badhna chahiye??? Kya wo mujhe shant kar payega??? Uska weapon kaisa hai???

Anushka: Nahi yaar bas theek thak tha tum kisi aur ko khoj lo Arjun tumhare liye sahi matchup nahi hai, he can't satisfy you, I am sorry for you baby.

Keerthi: Oh so sad! Usne mujhse kaha tha ki jo meri khet ko pura andar tak jot sakta hai uska pata tum mujhe bata sakti ho.

Anushka: Heh! Dekho kaise sad* ho gayi hai, chehra tumhara peela pad gaya hai??? Arey baby darling main tumse majak kar rahi thi, uska weapon itna lamba aur mota hai ki tumhari khet ki puri gehrai ko naap lega aur stamina itna hai ki main uski wajah se abhi tak bed par padi hoon iske bawajood ki maine painkiller liya hua hai.

((OMG))

Keerthi: Believe nahi ho raha hai ki uski wajah se tum ab tak raat se bed par rest kar rahi ho.

Anushka: Yes baby darling ab tumhara bhukh shant hone ka samay jaldi hi aane wala hai uska stamina 2 hours tak ka hai. Achha hua ki Arjun par sex timing increase karne wali medicine kaam nahi karta hai nahi toh soch lo tumhari kya halat hone wali thi, *hahaha*.

Keerthi: Tumne mera dil khush kar diya baby darling Arjun ka stamina bata kar. Lekin ek baat batao tum dono ne kahan par ye sab kiya, kisi ko pata toh nahi chal gaya????

Anushka: Shruti ke ghar par.

*OMG*

Keerthi: Matlab Shruti ko pakka pata chal gaya hoga baby darling.

Anushka: I fucking don't care, she knows or not. I have done what my heart wants.

Keerthi: Lagta hai Arjun ke musal ka pani pikar tujhme bahut himmat aa gayi hai.

Anushka: Sahi kaha baby darling, *smiles*.

Keerthi: Okay! Main chalti hoon tum rest karo apna kaam chhod kar tumse milne aayi thi.

Anushka: Okay babe, see you soon bye.

Keerthi ke bahar jate hi Anushka ke kamre mein Rashi ki mom Rekha ne enter kiya jo door ke pichhe* se dono ki baatein sun rahi thi.


images-2

Rekha: Ye kya majra hai Anushka beti???

Anushka(Smiles): Wo bhi number mein hai sasu ji, *hahaha*.

Rekha: Oh! Arjun ki balle balle hai phir toh.

Anushka: Aur aapki bhi jaldi hi hone wali hai, *smiles*.

Rekha(Blushes): Okay! Tum rest karo.

Anushka: Hmmmm! Lagta hai aapke mann bhi laddu phut raha hai, dekho kaise aapke gaal sharm se laal ho raha hai jaise aap par nayi nayi jawani aayi hai.

Rekha ne Anushka ke iss sawal ka koi jawab nahi diya aur kamre se bahar nikal gayi apne honton par muskurahat liye huye.

_______


((Saturday, Time - 3:25 pm))

Arjun ki car college ke bahar jakar ruki. Amit aur Nivetha dono back seat par baith gaye jo Arjun ka wait kar rahe the. Arjun ki car phir se chal padi.

Arjun ne ek baar phir se apni car ko Rashi ke ghar ke bahar rok diya.

Rashi car mein Arjun ke bagal mein front seat par baith gayi.

Arjun ki car Nivetha ke ghar ki aur nahi ja rahi thi balki kisi dusri hi direction mein ja rahi thi, jab Nivetha se raha nahi gaya toh usne last mein Arjun se puchh hi liya.


images-4

Nivetha: Arjun tum car galat raste par le ja rahe ho, ye rasta mere ghar ki aur nahi ja rahi hai.

Arjun: I know bhabhi, aap Amit bhaiya ki gaud mein 2 hours tak rest kijiye. Aap dono ko main ek surprise dene wala hoon.

Nivetha: Okay Arjun dekhte hain() tumne hamare liye kya plan kiya hai.

((Nivetha, Arjun ke kahe mutabik so gayi jabki Arjun car drive karta raha 2 hours ke baad car apne destination par pahuch gayi.))

______


Rashmi Home
Time – 5:40 pm


*Screech*

Arjun ki car Rashmi ke ghar ke bahar jakar ruki, Rashi ko samajhte der na lagi ki real mudda kya hai, kyun Arjun yahan aaya hai.


images-3

Rashi: Amit bhaiya, Nivetha bhabhi hum apni destination par pahuch gaye hain aap dono car se bahar aa jaiye.

Amit jo apni premika ke sar par pyar se hath pher raha tha usne Nivetha ko neend se jaga diya jo apne premi ke bahon mein gehri neend mein chali gayi thi.

Car ki awaz sun kar Rashmi ghar ke bahar aa gayi, jaise hi Rashmi ki nazar apne bhai Arjun par padi wo Arjun ke gale se kisi ped ke bel ki tarah lag gayi.

“Bhai ye dono kaun hain*??? Rashmi ne Amit aur Nivetha ki aur dekhte huye kaha.”

Arjun: Andar chalo sab pata chal jayega.

Arjun, Rashi, Nivetha aur Amit charo(4) Rashmi ke pichhe pichhe ghar mein enter ho gaye.

Arjun sidhe Sonali mam ke kamre mein chala gaya. Sonali jo evening ki tea pi rahi thi uski nazar Arjun, Rashi, Nivetha aur Amit par padi. Sonali kabhi bhi apni bahu Nivetha se nahi mili thi lekin usne Nivetha ki photo kai baar dekhi thi.

Nivetha ne bhi apne hone wali saas ki photo Amit ke mobile par dekhi thi.

Sonali aur Nivetha ke kadam bina kuchh() kahe ek dusre ki aur badhne laga.

Jab Nivetha apni saas Sonali ka paon chhune ke liye jhukti usse pahle hi Sonali ne Nivetha ko apne gale se laga liya.

“Bilkul kisi pari ki tarah hai meri beti– Sonali ne Nivetha ke sar* par pyar se hath pherte hue kaha.”

Nivetha jisko apni real mom aur dad* ka pyar nahi mila tha wo apni hone wali saas Sonali ka pyar pakar emotional ho gayi aur uski aankh se khushi ki 2 boond aansu nikal aaya.

Sonali: Ye aansu sambhal kar rakho Nivetha beti ye tumhari bidai ke din kaam aayenge.

*Blushes*

Nods! Nivetha ne kuchh() na kaha sirf apni gardan sahmati mein hila diya.


images-5

Sonali: Arjun, thank you very much. Mujhe pata hai ye tumhara idea hoga. Maine Amit se kitni baar kaha ki mujhe meri bahu se mila de lekin usne kabhi Nivetha ko apne sath nahi laya.

Amit: Aapne bilkul sahi kaha mom* ye Arjun ka hi idea hai hum dono ko iski dur dur tak koi jankari nahi thi.

Sonali: Mujhe pahle hi pata tha.

Nivetha: Thank you Arjun, mujhe tumhara surprise bahut pasand aaya.

Rashmi: Oh! Matlab ye meri mam ki hone wali bahu hai phir ye meri bhabhi hui.

Rashmi ke mom aur dad* bhi kamre ke andar aa gaye.

Sabhi ne dono ka ashirwad liya.

Rashmi Mom: Rashmi beta jao sabhi ke liye tea bana kar le aao.

Rashmi: Okay.

((Sabhi tea pite pite baat karne lage.))

Sonali: Nivetha beti yadi tumhe kabhi mujhse milne ka mann* kare toh Arjun ke sath aa jana mujhe Amit se ab umeed nahi hai.

Nivetha: Okay mom.

Baat karte karte sabhi ne apni apni tea khatam kar liya.

Arjun: Sonali mam hume nikalna hoga.

Sonali: Abhi aaye ho aur abhi wapas ja rahe ho. Abhi toh maine ji bhar kar apni bahu ko dekha bhi nahi hai, abhi meri aankh aur apni bahu ko dekhna chahti hai.

Arjun: Sonali mam* hum sabhi aapke bahu ke ghar ja rahe hain.

Nivetha: Ha mom maine hi sabhi ko invite kiya hai. Mere gaon mein mela start hone wala hai kal se.

Rashmi: Bhai mujhe bhi le chalo apne sath.

Arjun: Okay. You can come with us.

Sonali: Arjun main bhi chal rahi hoon.

Arjun: Okay mam.

Rashi: Aunty, uncle aap bhi chaliye hamare sath.

Nivetha: Ha mujhe bhi khushi hogi.

Okay! Rashmi ki mom ne jawab diya.

((Sabhi ready hokar Nivetha ki village ke liye nikal gaye. Rashmi ke dad ki car mein Rashmi, uski mom aur Sonali teeno baithe huye the. Nivetha ne apni mom se sabhi ke liye bhojan ready kar rakhne ke liye kaha.))

______


Nivetha Home
Time - 9: 20 pm ⁠


*Screech*

Arjun aur Rashmi ke dad ki car Nivetha ke ghar ke bahar jakar ruki. Car ki awaz sun kar Nivetha ko palne wali mom Suman aur dad* Gajodhar ghar se bahar aa gaye jo kab se apni beti Nivetha ke aane ka intezar kar rahe the.

Arjun, Rashi, Nivetha, Amit aur baki sabhi ghar ke andar chale gaye.

Nivetha ne sabhi ko apne mom aur dad se parichay karwaya.

Suman: Aapka bahut bahut dhanyawad Sonali ji jo aapne meri beti ko shadi se pahle apna beti maan liya. Hum dono ko Amit se koi pareshani nahi hai, humne Amit ko apna damad swikar kar liya hai, Nivetha ne hum dono ko Amit ke bare mein sab kuchh* bata diya hai.

Sonali: Arey isme dhanyawad ki kya baat hai??? Nivetha jaisi beti pakar main khush hoon. Nivetha ki tarif maine Arjun aur apni beti Sriya se bahut baar suna hai, ye mere ghar ko sirf khushi degi aisa mujhe vishwas hai.

Arjun: Bilkul mam* aisa hi hoga, bhabhi aapke ghar ko khushiyon se roshan kar degi.

Gajodhar: Arjun tumhara bahut bahut dhanyawad jo tumne meri beti Nivetha ka birthday special bana diya. Meri beti ke liye pahli baar kafi sare log aaye the.

Arjun: It's okay uncle wo meri bhabhi hai aur apni bhabhi ko khush rakhne ka sabka kartavya hota hai.

Rashi: Ha uncle bhabhi bhi hum sabka bahut khayal rakhti hai toh hum sabka bhi farz banta hai hum bhabhi ko khush rakhe.

Arjun: Uncle mujhe aapse kuchh() janna hai.

Gajodhar: Ha bolo Arjun beta tum mujhse kya janna chahte ho???

Arjun: Kya sach mein aapko nahi pata hai ki Nivetha bhabhi ki family ko kisne mara hai????

Gajodhar: Nahi beta kyun kya hua???

Arjun: Uncle maine Nivetha bhabhi se promise kiya hai ki inki family ki hatya mein jo bhi shamil hai sabhi ko main khud dand dunga, isliye aapko jo bhi pata hai mujhe bata sakte hain isse mujhe bahut help milegi.

Gajodhar: Mujhe maaf karna Arjun beta hum dono ko kuchh() bhi nahi pata hai.

Arjun: Okay! Nivetha bhabhi ki family mein kaun kaun the* jo mare gaye aur kya hua tha??

Gajodhar: Aaj se lagbhag 23 years pahle Nivetha jab 1 year ki thi tab ye Suman ke sath mere ghar aayi thi. Achanak bahar se sabhi ke chillane ki awaz sun kar maine bahar nikal kar dekha toh Nivetha ka ghar aag* se jal raha tha. Sabhi ne aag* ko shant karne ki bahut koshish ki lekin aag itni tez thi ki hum safal na ho paye aur iski mom-dad, dada-dadi aur chacha-chachi sab jal kar bhasm ho gaye. Nivetha ki puri family ko kisi ne zinda jala diya tha. Wo drishya yaad kar hum sabka dil aaj bhi darr* aur dard* se tadap jata hai. Iski family ki cheekh aaj bhi hum sabke kaan mein sunai deti hai.

Sabhi emotional the kintu Arjun ki aankh gusse se laal ho chuki thi usko aisa lagne laga jaise kisi ne uski hi family ko jala* kar maar diya ho. Arjun ki aankh se aansu nikal aaya ye soch kar ki koi itna beraham kaise ho sakta ki ek sath 6 logo ko zinda jala kar maar de jise Rashi aur Rashmi dono ne saaf kar diya.

Nivetha apni family ki dardnak story sun kar apne kamre mein ja chuki thi, uske pichhe pichhe Sonali aur Suman bhi chali gayi.

Sonali ne Nivetha ko apne gale se laga liya.

Sonali: Nivetha beti khud ko shant karo. Mujhe Arjun ke promise par pura bharosa hai tumhe ek din jarur nyay milega.

Nivetha: *Sniff*, hic*, hic*. Mom kaise jab hamare paas koi surag bhi nahi hai??? Arjun kaise sabhi ko saza de payega???

Sonali: Please pahle tum shant ho jao, pahle kisi ne ye janne ki koshish nahi kiya hai isliye kuchh() pata nahi chala, lekin ab Arjun hai jo kuchh() na kuchh() karega jarur. Tum Arjun ko 10 months se janti ho lekin main usko 11th class se hi janti hoon wo bahut ziddi hai wo apni baat ko sach karne ke liye kisi bhi had* tak chala jayega.

Nivetha: Sniff*, sniff*, mom kash aapki baat sach ho jaye isse badi khushi ki baat mere liye *kuchh() nahi ho sakti hai ki meri family ke katil ko uski kiye ki saza milegi.

Sonali: Ahem.

Sonali aur Suman dono Nivetha ko shant kar bahar le aayi.

Arjun: Uncle mujhe ek baar wo ghar dikha dijiye.

Gajodhar: Arjun subah dekh lena.

Arjun: Nahi uncle abhi 10 bhi nahi baja hai aur mujhe pata hai wo ghar samne hi hoga.

Gajodhar: Thik hai chalo.


[[5 Minutes Later]]

Arjun aur baki sabhi wo ghar ke paas khade the jahan ki ek ek cheez ye bata rahi thi ki aaj se lagbhag 23 years pahle yahan jeevan hua karti thi. Ghar pura jal kar kala pada hua tha.

Arjun: Uncle kisi ne aisa kyun kiya hoga??? Kya Nivetha ki family se kisi ki koi dushmani thi??? Kya aage bhi iss tarah ki koi ghanta yahan phir se kabhi hua hai???

Gajodhar: Kisi ko nahi pata ye kisne kiya hai. Nivetha ki family se kisi ko koi dushmani nahi thi aur uss incident ke baad phir se gaon mein kabhi aisi ghatna nahi hua.

Arjun kuchh() der ghar ko dekhta raha phir sabhi ke sath ghar laut aaya.

Sabhi raat ki bhojan kar rahe the.

Arjun: Uncle aapko Nivetha bhabhi ko Vikramaditya College mein padhane ke liye bahut mehnat karni padti hogi na????

Gajodhar ne Arjun ko ek pal thoda ashcharya bhare bhav se dekha phir usne ha* mein apni gardan hila diya.

Arjun: Uncle kya Nivetha ki mom ki koi family nahi thi???

Gajodhar: Nahi Nivetha ki mom Swati apne ghar ki akeli santan thi. Jab Nivetha ke nana* aur nani* guzar gaye tab se sirf hum dono hi iske apne hain.

Arjun: Hmmmm! Nivetha ki mom ka gaon kaun sa hai???

Gajodhar: Ye tumhe kyun janna hai Arjun beta???

Arjun: Uncle kya pata Nivetha bhabhi ki mom ki aur se kisi se dushmani rahi hogi wahan jakar pata karna padega.

Gajodhar: Nahi Arjun aisa kuchh() bhi nahi hai, Swati ke mom aur dad ki aur se koi shikayat nahi hai iske nanaji ne mujhe khud bataya hai.

Nivetha: Arjun ab chup chap khana kha lo please. Main tumhe yahan mele* ki khushi dene aayi hoon, mujhe bilkul bhi achha() nahi lag raha hai tum bhojan kam kar rahe ho aur baatein jyada kar rahe ho.

Arjun: Okay.

((Sabhi bhojan kar room mein sone ke liye chale gaye.))

Arjun ek room mein akela soya hua tha, uska kamra khula hua tha aur halki light jal rahi thi, thodi der sabke sone ke baad Nivetha uske kamre mein aayi.

Arjun: Bhabhi aap yahan koi kaam tha????

Ssssss koi baat nahi hai, Nivetha ne apni ungli se Arjun ka honth band kar diya.

Tumne mere dil mein apne liye jo special jagah banaya hai, main uska innam dene aayi hoon tumhe.

Nivetha ne Arjun ko apne gale se laga liya aur uski peeth par apne hath pherne lagi, Nivetha kisi premika ki tarah Arjun se chipak gayi, dono itne chipak gaye ke dono ke beech vayu ka ek katra bhi paar nahi ho sakta tha, Nivetha ki gol gol aur kadak chuchi Arjun ke seene mein dhas gaya.

Dono ek dusre ki badhte heartbeat ko mehsoos kar pa rahe the.

Arjun aur Nivetha dono ke sharir ki garmi badhne lagi, lekin dono jante the ki ye na* hi ye sahi jagah hai aur na* hi ye sahi samay hai, isliye Nivetha jaldi se Arjun ke lips par ek chhota sa kiss dekar apne kamre mein chali gayi, kyunki wo janti thi ki yadi wo thodi der aur Arjun ke bahon mein rahi toh wo khud par control khokar sabhi maryada paar kar jati.

Lekin Nivetha apni josh josh mein ye bhi na* dekh payi ki Sonali uski saas jagi hui thi aur bahar kitchen ke paas pani pi rahi thi.

Jab Sonali ne Nivetha ko Arjun ke kamre mein jate huye dekha toh wo bhi Arjun ke paas baat karne ke liye jane lagi, lekin wo kamre ka scene dekh kar shock* reh gayi aur Nivetha jab kamre se bahar nikli toh ek baar phir se usne Sonali ki aur koi dhyan nahi diya.

Sonali ne iss waqt kisi ko disturb nahi kiya aur apne kamre mein chali gayi. Sonali ka neend* ud chuki thi wo raat bhar bechaini se theek se so nahi payi aur karwat badal badal kar soti reh gayi lekin aankh se neend gayab thi.

Sonali ko samajh nahi aa raha tha ye sab kya hai aur kyu ho raha hai???? Abhi kuchh* der pehle usne khud kaha tha ki uski bahu Nivetha uske ghar ko roshan karegi lekin ye scene dekhne ke baad usko apni hi* baat jhuth lagne lagi.

Sonali ke mann* mein ek sath kai tarah ke bhav chal rahe the, lekin unme se jo sabse strong tha wo tha apne favourite student Arjun ke liye gussa aur nafrat. Wo Nivetha ko jyada nahi janti thi lekin wo Arjun ko janti thi lekin usne abhi jo dekha tha wo Arjun bilkul alag tha jise wo janti thi.

Uska mann* ye sochne ke liye majboor ho chuka tha ki kya Arjun aur Nivetha ke bich wahi rishta hai jo uski beti Sriya aur Arjun ke sath hai????

Sonali janti thi ki usko apne kisi bhi sawal ka jawab sirf 2 log hi de sakte hain aur wo hai Nivetha ya phir khud Arjun.

Sonali ne Arjun se iss baare mein puchhne* ka soch kar kisi tarah sone ki koshish karne lagi lekin bekar uski aankh se neend gayab ho chuki thi.

_____


[Saturday, Nayanthara Home]

Krithi aaj pure 6 months baad apne ghar aayi thi jabki Anupama nahi aayi thi.

Krithi ka pahle hi mood kharab ho gaya tha apni didi se, isliye jab Anupama ne kaha ki usko hostel mein kuchh() important kaam hai toh Krithi ne apni didi se ghar chalne ke liye ek baar bhi zidd nahi kiya.

Krithi, Jogender aur Nayanthara teeno raat ka dinner kar rahe the.

Krithi: Dad* samjha dijiye apni laadli ko ki wo mere bhai Arjun se aise* nafrat na kare.

[Krithi apni bahan Anupama ki double standard character se pareshan ho chuki thi, ek aur wo Arjun ke bare mein pura research karti hai aur dusri aur wo Arjun se ladai aur nafrat karti hai.]

Jogender: Kyun kya ho gaya??? Aisa kya kar diya meri Anupama ne????


images-6

Krithi: Main Arjun ko yahan lana chahti thi aapse aur mom se milane ke liye lekin didi ne mana kar diya. Arjun aaya hai mere college ki friend Nivetha ke ghar mela dekhne ke liye.

Jogender: Oh! Ab isme main kya kar sakta hoon???

Krithi: Kyunki aapne hi usko sar* par bitha rakha hai isliye wo ladko ko apni paon ki juti samajhti hai. Aapki wajah se hi* wo itna bigad gayi hai, jab se wo Arjun se mili hai mujhse bhi ladai karti rahti hai.


images-7

Nayanthara: Chup ho jao Krithi dono ko bolna matlab bhains ke samne been* bajana hai, dono baap beti sirf apne mann* ki karte hain.

[Nayanthara ka gussa apne pati par phut pada kyunki Jogender* ne hi Raveena se sara rishta tod diya hai jisse Nayanthara apni best friend Raveena se lagbhag 23 years se dur hai.]

Krithi: Thik kaha aapne mom, dad aur didi dono ek jaise hain inhe hum dono ki feelings ki jara si bhi parwah nahi hai.

Jogender dono ke sath *ulajhna() nahi chahta tha isliye wo jaldi jaldi bhojan kar apne kamre ke liye nikal gaya. Wo dono se bahut kuchh() bolna chahta tha lekin kuchh() bhi na bol saka.



[[Jogender Thoughts]]

(Mujhe maaf kar do Nayanthara. Tum dono mujh par gussa kar leti ho lekin main kise apna kissa bataun????)

((Main tum dono ko ye bhi nahi bata sakta hoon ki jis Nivetha ke sath Arjun aaya hai wo Nivetha koi aur nahi balki tumhare(Nayanthara ke) *bhai Pramod* aur *bhabhi Swati* ki beti hai.))

(Nivetha sirf Anupama aur Krithi ki hi badi bahan nahi hai balki wo Arjun ki bhi badi bahan hai.)

(Arjun koi aur nahi balki meri *bahan Raveena* ka beta hai.)

((Jogender apne family ko yaad kar uski aankh se aansu behte chale gaye lekin kanth se awaz bahar nahi aayi taki* Krithi aur Nayanthara ko Jogender ke halat ka kuchh() pata na chale.))

((Nayanthara aur Krithi kitna lucky hain ki unhe kuchh() pata nahi hai jisse wo apno ki yaad mein kam dukhi hote hain, lekin wahin dusri aur Jogender and Anupama ko har pal apno ki judai* ka dard sehna padta hai ye soch kar ki uske apne hain phir bhi unse mil nahi sakte hain, unse baat nahi kar sakte hain aur na hi unhe gale laga sakte hain.))


Krithi Room,
After The Dinne


Krithi apni mom Nayanthara ke paas soyi thi jabki Jogender dusre kamre mein akela so raha tha.

Nayanthara: Krithi kya tumhare paas apne bhai Arjun ki koi photo hai???? Mujhe bhi apne bhai ki koi photo dikha do.

Krithi: Yes mom.

Nayanthara: Dikhao mujhe tumhara bhai kaisa dikhta hai??

Krithi ne apni mobile se Arjun ki ek photo nikal kar dikha diya jo Nivetha ki birthday party ki thi.

Hmmmmm! Bahut handsome hai tumhara bhai.


((Iski aankh bilkul Raveena ke jaisi hai, Nayanthara ne apne mann mein kaha. Yadi Raveena hamare sath hoti toh main Anupama ka rishta main Arjun se kar deti.))

Krithi: Sirf handsome hi nahi mom balki mere bhai ka dil bhi bahut saaf hai sabhi usko bahut pyar karte hain.

Nayanthara: Ha jaisi tum ho.


Krithi: Yes, bilkul meri tarah nek dil hai mera bhai, *smiles*.

Nayanthara: Hmmmmm!! Aise hi apne bhai ke sath rahna hamesha.

Krithi: Yes mom, maine decide kar liya hai main usse shadi karungi jo mujhe mere bhai ke sath rahne se nahi rokega.

Nayanthara: Ye tum kya bol rahi ho tumhe pata hai???

Krithi: Kya karu mom* usko dekh kar hamesha uske sath rahne ka dil karta hai???

Nayanthara: Kya tumhare dad razi honge iss baat ke liye????

Krithi: Yes, kyunki mera jo husband hoga usko main set kar lungi ki wo mujhe Arjun ke sath rahne se na roke aur yadi aisa na* hua toh main kabhi shadi nahi karungi.

Nayanthara: Thik hai Krithi beta ab so jao, kal tumhe *puja* karna padega kyunki Anupama toh aayi nahi iss baar.

Krithi: Okay mom.

((Nayanthara apni ladli beti ko apne bahon mein bhar kar so gayi. Krithi apni mom ke bahon mein jaldi hi neend mein chali gayi jabki Nayanthara apne ateet ke purane panne mein kho gayi. Wo ek raat jisme Nayanthara ki maa-baap, 2 bhai, 2 bhabhi ke sath uski badi bhabhi Swati ki beti Nivetha sabhi jal kar bhasm ho gaye. Uss din ke baad se Nayanthara bhi apni best friend Raveena se dur ho gayi.))

[((Note: Nivetha zinda hai iss baat ka gyan abhi tak Nayanthara ko nahi hai, kyunki Nayanthara phir kabhi apne gaon nahi gayi jab use Jogender se ye pata chala ki uski puri family jal kar mar* chuki hai. Ab kuchh() puzzles crystal clear ho gaya hoga.))]

{{Krithi aur Anupama dono Arjun ke mama* Jogender ki beti hai.}}

{{Jogender aur Raveena dono bhai bahan hain.}}

{{Nayanthara aur Raveena dono best friend hain. Raveena chahti thi ki Nayanthara aur wo dono hamesha ek sath rahe, isliye Raveena ne Nayanthara ki shadi apne bhai Jogender* se kara diya.}}

{{Nivetha ke biological father Pramod aur mother Swati dono Anupama and Krithi ke mama* aur mami* hain.}}

______


((Next Day, Sunday))

Nivetha ke ghar sabhi subah subah jaldi taiyar ho chuke the* mela mein jane ke liye, sirf Arjun ab tak ready nahi hua tha.

Nivetha: Arjun jaldi karo hum late ho jayenge.

Rashi: Nivetha bhabhi abhi subah ka 8:30 AM ho raha hai aur mela Monday ko samapt hogi phir aap itni jaldi jaldi sabko ready hone ke liye kyun bol rahi hain???

Gajodhar: Wo baat ye hai Rashi bitiya ki hamare malik matarani* ki aarti karenge wo hum miss nahi karna chahte hain.

Rashi: Aisi kya special hai aarti mein uncle ki aap miss nahi karna chahte hain aur kaun hai aap sabke malik??? Democratic country mein aaj bhi koi kisi ka malik* hota hai kya, beleive karna thoda mushkil hai????

Nivetha: Wo isliye Rashi kyunki hamare gaon ke malik* jo hain wo bahut hi dayalu hain, hamesha sabhi ka sukh dukh mein sath dete hain. Kisi ki bhi problem ko apni problem samajh kar solve karte hain, isliye hum sabhi unka respect karte hain aur ha* wo khud ko kabhi hum sabka malik* nahi samajhte hain, balki ye hum sabka unke liye respect hai jo hum sabhi unhe malik* bolte hain.

Rashi: Kya naam hai aap sabke malik* ka??

Nivetha: Ye tum wahin chal kar dekh lena ye tumhare liye grand surprise hone wala hai sath hi sath Arjun ke liye bhi.

Rashi: Thik hai bhabhi dekhte hain.


[[15 Minutes Later]]

Sabhi mela pahuch chuke the, mela mein hazaro ki sankhya se bhi jyada logo ki bheed thi, kyunki koi bhi apne malik* ki aarti ko miss nahi karna chahta tha.

Arjun aur Rashi dono hi bahut jyada excited the ki aakhir kaun hai inn sabka malik* jise dekhne ke liye sabhi gaon ke log pagal ho rahe hain.

Dono ki bechaini jaldi hi samapt ho gayi jab matarani* ki stage par Krithi ke sath uske pita Jogender and mom* Nayanthara pahuch gaye.

Jaise jaise Jogender, Krithi aur Nayanthara teeno stage ki taraf badh rahe the log alag alag tarah ke phool ki varsha kar rahe the jaise ye teeno sabhi ke liye koi devi aur devta ho.

Log Jogender* ke sath Krithi ko dekh kar aur bhi jyada khush the kyunki Krithi aaj pahli baar kisi pooja* mein apne parivar ke sath aayi thi. Aaj sabhi ki nazar Jogender se jyada Krithi par thi kyunki aaj unki chhoti princess pahli baar sabke samne aayi thi.

Krithi ko yakeen nahi ho raha tha ki uska swagat aise kiya jayega. Log Krithi ko chhoti* princess- chhoti princess bolkar jay ghosh kar rahe the. Krithi ko bhi aisa feel ho raha tha jaise wo sach mein rajkumari* hai.

((Kya didi ka bhi har baar aise hi samman hota hoga??? Krithi ke mann mein ye vichar aaya kintu usne apne sawal apne andar hi dafan kar liya.))

Arjun aur Rashi dono ye vishwas nahi kar pa rahe the ki dono jis Jogender ko abhi tak apne *Diamond City* ka ek MLA samajh rahe the wahi Jogender* Diamond City se 200 km dur Silver City ka itna bada aadmi hai jise sab devta ki tarah respect karte hain.

Phir wo waqt bhi aa gaya jab Pandit ji ke nirdesh ke baad Jogender ne aarti ki thali apne hath mein lekar aarti karne lage.


((Aarti samapt hone ke baad))

“Aap sabhi mela ko khushi ke sath enjoy kijiye, yadi aap sabhi ne bina kisi ladai jhagda ke ye mela sampan karte hain toh main aap sabko vachan deta hoon ki har saal iss gaon mein iss mela ka aayojan kiya jayega, mujhe dukh ke sath bolna pad raha hai ki main aur mera parivar iss mela mein waqt nahi bita payega, dhanyawad.”

“Kya hua malik* aap aise kyun ja rahe hain??? Hum sabhi se koi galti ho gayi kya??? Yadi humse bhool se bhi koi galti ho gayi toh hum sabko maaf kar dijiye, lekin hame aise chhod kar mat jaiye. Aap sabhi gaon mein jakar samay kharch karte hain phir hum sabke sath ye anyay kyun??? Aaj Krithi bitiya pahli baar kisi pooja* mein aayi hai, lekin wo humse bina mile hi ja rahi hai aur hamari badi princess Anupama bitiya nahi aayi – Stage par pahuch kar ek buddha vyakti ne apne dono hath jod kar Jogender se kaha.”

“Maafi chahta hoon kaka* ki main iss baar kuchh() personal reasons ki wajah se aap sabhi ke sath waqt nahi bita paunga, Anupama bitiya ko kuchh() jaruri kaam tha isliye wo nahi aa payi. Aap sab apne mann se ye bharam nikal dijiye ki aap sab se koi galti hui hai. Jogender* ne apne dono hath jodte hue kaha.”

“Nahi malik* mujhe maaf kar dijiye, meri wajah se aaj aapko* hath jodne ki jarurat pad gayi.”

“Koi baat nahi kaka* mujhe aapse koi shikayat nahi hai. Mujhe jane ki anumati dijiye. Agli baar yadi ishwar* ki ichha hui toh main aap sabke sath jarur waqt bita paunga.”

((Issi ke sath Krithi aur Nayanthara dono ko Jogender ke sath ghar jana pada, kyunki Jogender ne dono ko ghar par hi bol rakha tha ki unki family mela enjoy nahi karegi sirf aarti* kar wapas ghar laut jayegi. Lekin sach toh yahi tha ki Arjun iss mela mein aa gaya tha isliye Jogender ko apni family ke sath ghar jana pada.))

“Kyu dad??? Kyun??? Aakhir aapne aisa kyun kiya??? Aaj main kitni utsah ke sath pahli baar kisi pooja* mein gayi thi ye soch kar ki aaj main apne bhai ke sath waqt bita paungi, lekin aapne wo khushi bhi mujhse chhin liya. I hate you dad! I hate you very much, *sniff*. Aap bhi didi ki tarah ho usne mujhe bhai ko ghar nahi lane diya aur aapne mujhe Arjun ke sath waqt nahi spend karne diya, I just hate you, *sniff*, *sniff*. Aisi bhi kya majboori thi ki aapne mujhe Arjun ke sath rahne se mana kar diya, *sniff*??? Tell me dad, why did you do this to me, *sniff*???”

((Ghar pahuch kar Krithi ke mann mein jo gussa lava ban kar ubaal maar raha tha wo fut pada jo aankhon se aansu beh kar nikal jhar jhar gir raha tha jisse Jogender kar dil aise dard karne laga jaise kisi ne uske seene ke andar chaku se waar kar diya ho.))

((Jogender apni Krithi ka sara* gussa sehta raha lekin wo janta tha ki wo majboor hai, wo apne samne ye nahi hone de sakta tha. Usne kabhi Arjun ko paas se nahi dekhta tha lekin usne aaj aarti* ke samay Arjun ko bilkul paas se dekha tha jo ajeeb bhav se usko hi* dekh raha tha.))

((Jogender ke mann mein kisi jwalamukhi ki lava* ubal raha tha, ek sath aaj usne Arjun aur Nivetha dono ko dekha tha jo dono uske apne the lekin dono apne rishte se anjaan the.))

((Jogender* andar hi andar bechain tha, uska mann cheekh cheekh kar bol raha tha jao Jogender* inhe apne gale se laga lo, lekin wo aisa nahi kar saka kyunki wo dono ko zinda dekhna chahta tha, dono ki suraksha chahta tha bhale hi wo dono se jeevan bhar dur rahe lekin dono ki jaan par wo apni khushi ke liye aisa na kar saka*. Phir wo pal bhi aa gaya jab Jogender ke jane ka samay ho gaya aur jate jate wo ek nazar Arjun aur Nivetha dono ko dekhta hua chala gaya. Aankhon mein muskurahat thi lekin seene ke andar ek aag* jal rahi thi apno se dur hone ki peeda usko andar hi andar jala rahi thi.))

((Jogender ne ek baar phir se Krithi ke sawal ka koi jawab nahi diya aur apne kamre mein chala gaya wo apni pyari beti ki aankhon mein aansu nahi dekhna chahta tha.))


((Oh god! Ye aapne meri kaisi kismat likh diya hai jis beti ki aankhon mein maine kabhi aansu nahi aane diya aaj usko mere hi karan rona* pad raha hai. Agli baar jab mera janam ho toh meri aisi kismat mat likhna bhagwan ji.))

Krithi bhi rote hue apne kamre mein chali gayi aur uske pichhe pichhe Nayanthara bhi Krithi ke kamre mein dakhil ho gayi.

Krithi: *Sniff* *sniff*. Mom dad aise kyun hain??? Kya unhe meri khushi se apna kaam jyada pyara hai. Yadi main bhai ke sath wahan reh jata toh kaun sa pahad tut jana tha mom *sniff* *sniff*???

“Pata nahi Krithi beta. Ye dono baap beti aise kyun hain??? Ek aur wo hum dono ke liye kuchh() bhi kar jate hain() tab aisa lagta hai jaise dono se achha() insaan koi ho hi nahi sakta hai, lekin dusre hi pal dono hamare seene mein chaku ghop dete hain, please shant ho jao meri khatir. Tum hi ho jo mere sabse kareeb ho, tumhari aankhon mein ye aansoo mere dil par kisi sui ki tarah chubh raha hai. Nayanthara ne Krithi ko apni bahon mein bhar uski aankh se beh rahe aansu saaf karte huye kaha.”

Krithi: Mom aisa kyun ho raha hai mere sath??? Mujhe bhai ke bina kyun kuchh() achha nahi lagta hai jis din se usse mili hoon, jis din bhi usko nahi dekhti hoon mujhe chain nahi aata hoon. Jab jab wo kisi ke liye rota hai tab tab mere seene mein uski aankh se nikla ek ek aansu ka katra mere dil ko kisi bichhoo ki dank ki tarah chubhta hai.


[Wo isliye Krithi beta kyunki tum Arjun ko bhale hi nahi janti ho lekin tum dono ka khun* tumhe pukar raha hai, Nayanthara ke dil mein Krithi ke sawal ka jawab aaya lekin wo majboor hokar Krithi ke sawal ka jawab nahi de payi.]



***

______________________________________________________________________________


That's all for this episode. The update comprises 5.8k words. I hope that you guys will enjoy the episode. Bye bye till the next update comes. Stay tuned with me on this journey. Together we will take this story to its end.
 
xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

dhalchandarun

[Death is the most beautiful thing.]
5,358
11,931
174
Update 136 has been posted guys.
Nice update bhai

nice update

Ye srinidhi or anupma wala chapter samajh nahi aaraha mujhe bahit confusion hai and yes ab sach me mujhe anuoma.ke liye bad feel ho raha hai vo chah ke bhi arjun ko apna pyar nahi dikha sakti vechari already 5th muber par agey hai use pahle kriti,Shibangi,Or ramaya mam ki beti ,Lela hai line me please yaar thoda to hint do kuch karo bachi mar jaygi

Bahut hi badhiya update diya hai dhalchandarun bhai....
Nice and beautiful update....

nice update

Super excellent majedar update waiting for next

jabardast update 👍 👍 👍

Nice update

Wonderful :applause: :applause: Bhaut Hee Bhadiyaa Aur Shandar Update Diyaa Hee 🔥🫀 🫦👄❣️💔
Keep It Up ✍️👍👌🖐️🤟🙋‍♂️

Nice update

Nice and superb update....

Jaan lelo anupma ki ab uska number lagao baki sab baad me

Nice update....

Nice update....

Nice update bro

Bhai aap basic words ka meaning likhna band kardo. Time bachega. Abhi tak almost ek hazaar words ka unnecessarily meaning bata diya hai aapne

Agar aisa hota hai, toh words ko dictionary mein add kar liya karo

Awesome update

waiting for the next update....

waiting for the next update....

waiting for the next update....

Eagerly waiting for next update

Bahut hi shandar update

Waiting for next update

intezaar rahega....

intezaar rahega....

Besabari se intezaar rahega next update ka dhalchandarun bhai....
 
  • Like
Reactions: parkas
xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Top