• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Kaala Dil Wala

🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

Riky007

उड़ते पंछी का ठिकाना, मेरा न कोई जहां...
22,790
45,836
259

Update:-19

velly ke rahne wale gore chitte bhi the aur kuch kuch sanwale bhi. kai jagah mujhe meri hi dunya ke insan dekhai diye. jo ghulamo jaisi zindagi guzar rahe the. unke chahre murjhaye hue the. humen dekh unki ankhon me asha ke deep jal uthte the. jaise hum unhe is ghulamo wali zindagi se mukt kar denge. unhe dekh kar dil me dard sa utha. unpar daya bhi aai. sab ke sab keval adventure ke rasya to nahi the. lalach ke chalte is velly tak aaye the. kuch indians the, to zayada tar bahar ke gore the. aurten dasiyan ban chuki thi to mard kolho ke bel.. kai mardon ke pairon me zanjeeren bandhi thi to kaiyon ke pairon me zanjeer ke sath chhote chhote par bhari patthar bandhe the. mere puchne par alan ne bataya, ye wo log han, jo sarkash han, har samay bhagne ke chakkar me rahte han. jo sarkash hote han, unke pairon ke sath wazni pathar bandh diye jate han. taki wo bhaag na saken. maine dekha kaiyon ke pairon par zakham pad chuke the. to kuch ke pairon ke zakham bhar kar wahan ki skin ko kala bana chuke the.

aisa drshy dekh main sach me dahal utha. jahan ghulamo ka wo haal tha, jo senkdo saal pahle ghulami ke daur me hua karta tha.

haan ladkyan aur aurten zarur yahan mardon ke hisse me aa kar khush dikhai de rahi thi. sisak sisak kar marne se acha ha, kisi ki dasi bankar zinadgi kaat li jaye. bahar ki dunya me aalishan zindagi jeene wale, jeene waliyan yahan kaisi badtar zindagi ji rahe the.

maine dekha kuch hindustani aurten bhi kisi ki dasi bani seva kar rahi thi. unhe dekh kar mera dil kudne laga. mann hone laga, inke liye kuch kiya jaaye. par main akela kya kar sakta tha. thelma aur uski gang bhi apne humwatno ko suraksha nahi de sake the. samjh gaye the, velly wale unko to bardasht kar sakte han, par unke ghulamo ko unse chheenne ki koshish karenge to sab bagawat par utar aayenge. isliye thelma aur uski gang khamosh thi. ya shayad mann hi mann me koi plan bana chuki ho, aur velly par kabza karne ke baad wo sabko azad karwa le.

aane wala samay apne chakra me kya kuch lekar aayega, kaha nahi ja sakta tha. haan par main ek baat zarur jaan gaya tha, yahan aane wale samay me ek bohut badi jung ladi jaane wale the. jahan charon orr lashen hi lashen bikhri padi hongi. khun hi khun phela hoga.

main sab soch kar aur aane wale samay ka andaza laga kar andar se larzne laga. ye velly baba ki velly thi. kisi ko hak nahi pochta tha, koi unki velly tak aaye. koi unki velly par kabza kar jaye. yahan ke rahne walun ko bhi jeene ka pura pura hak hasil ha. jaise sabko hota ha. jaise hamare desh india par koi aur mulk kabza karne ki koshish kare to koi bhi sahn nahi kar paayega. sab mar mitne ke liye tayar ho jayen. yahan bhi aisa hi scene tha. par sab samjh nahi pa rahe the. bahar ki dunya ki rangeeniyan jo yahan unhe dikhai ja rahi thi. un rangeeniyon ke baad sab ko ek sath jaan se maar dia tha, unki velly par kabza kar lia jayega. zayada tar is baat se anjaan the. jitne haseen, sundr aur khile khile chahre the. sab ek din murjha jane wale the. ya fir hamesha ke liye so jane the.

mujhe kuch karna hoga.. thelma aur uski gang ke irado ko mitti me milana hoga. warna kudrat ki haseen tareen velly khun me naha jaayegi.

main sar jhatak kar in sochon se khud ko bahar nikalne laga. dekha to alan aur erika dono mujhe dekh rahe the. dono ke chahron par kai prashan the.

erika:- karan! kya hua tumhe. kin sochon me gum ho. kitni der se awazen de rahe han. par lagta ha, tum kahin door nikal gaye the.

main ek lambi saans chhodte hue:- sahi kaha erika tumne. mai waaki me bohut door nikal gaya tha.

alan mujhe ghaur se dekhta hua:- kya soch rahe the tum karan.

main dukhi svar me:- alan main apne desh ke, tumhare desh ke in kaidiyon ko dekh dukh me aa gaya tha. ye sab adventure aur nai dunya ki khoj ke nashe me choor yahan aa kar phas gaye han. ghulam bana diye gaye han. in sab ko dekh mere dil me dard uthne laga tha. insan kisi bhi shakal me dikh jaaye, sahn kiya ja sakta ha. par youn ghulam wale roop me dekh pana, wo bhi aaj ke is advance daur me, nahi alan mujhse sahn nahi hoga aisa sab. mera dil jitna sakht ha, utna hi narm bhi ha. alan humen hamare logo ko is dard bhari zindagi se chhutkara dilana hoga. dekha nahi tumne alan, unki ankhon me humen dekh asha ke deep kaise jal bujh rahe the. kaisi hasrat thi unki ankhon me. kitni chah dikhi mujhe unki ankhon me pahli jaisi zindagi ko wapis pa lene ki.

main ankhen meech apne dil ki asal baat ko gol karte hue ghulamo bare alan ko apni bhavanaen batane laga. meri baat par alan aur erika dono gumsum ho gaye.

alan:- chalo chalte han

main heran hua:- abhi se. abhi to maine kuch dekha hi nahi ha.

maine alan ko uttar dene par force nahi kiya. saala! kya pata, uska shatir dimag kuch samjh hi na jaaye.

erika:- karan alan ka matlab ha, aage ke nazare dekhte han

karan:- oooo.. haan chalo chalte han yahan se.. yahan se jana hi uchit rahega. ghutan si hone lagi ha mujhe yahan par.

hum wahan se chal diye. abadi wale area se nikal kar bahar ja pohnche. mere piche abadi thi. uske dusri orr jungle tha. jungle me izora ka thikana tha. us jungle ke paar pahad the. un pahadon me ik badi gufa thi. jahan baba ka thikana tha. wahan tak koi nahi jata tha. wahan pohnch pana har kisi ke liye asan nahi tha. wahan daldalen bhi thi aur khunkhar darinde bhi. wahan zahreele keede bhi the aur ghane ped bhi. jahan din me bhi adhera chhaya rahta tha.

ab jahan main maujud tha. wahan barf kam thi. upar nazar daudai jaaye to sivaye dhund ke kuch dikhai nahi deta tha. aisa lagta tha, jaise asman ka rang neela na hokar sufed ho. aur dhund chamak kar puri velly ko roshan kar rahi thi. kudrat ke is azeem shahkar main bada heran tha. upar jahan din me bhi sahi se door tak nahi dekha ja sakta tha. niche velly me din ke samay me door tak dekha ja sakta tha.

main alan aur erika khade hue door tak nazara dekhne lage. chhote bade pahad the. jo barf se dhake hue the. seedhe hath kuch pahadiyan thee, jo sabz thee. matlab wahan barf nahi girti thi. wahan ped pode the. baayen disha me dekha jaata to kahin kahin barf thi to kahin khushk zameen.. abadi piche rah gai thi. mere puchne par alan ne bataya, ki in pahadon ke paar kuch nahi ha. ha to bass velly se bahar jane ka rasta. wo bhi minus degree tempreture me se guzar kar upar jana hota tha. jahan se guzar jaane ke baad aage ki manzil kitni door hogi. koi nahi janta.. matlab ye area na to rahne layak tha, aur na hi is disha me aage badhne ka koi rasta tha. itne mahino ki khoj me thelma ye sab jaan gai thi..

alan:- karan! tumne kaha tha, hamari dunya ke aaye huon ko yahan ghulam bana dekh tumhe acha nahi laga tha.

alan ek cigarette sulgata hua bola.. thand thi to erika ne bhi alan se ek cigarette leke sulgana shuru kar dia

karan:- haan! yahi kaha tha maine.

alan:- cigarette loge tum karan.

main dhire se has pada. fir alan ko inkar kr dia:- aaj to cigarette peene ka koi chance hi nahi bana alan. isliye rahne do

alan:- khair tumhari marzi.. madam thelma ne sakhti se mana kiya hua ha, velly me ghumte hue kahin me ghulamo baare me baat na ki jaaye.

karan:- mai samjh sakta hon alan! thelma ne aisa kyu kaha hoga.

erika:- kyaaaa? kya samjh me aaya tumhari

karan:- yahi ki, yahan ke log seedhe hote hue bhi seedhe nahi han.

alan:- haan humen yahan bohut si dikkaton ka saamna karna pad raha ha. yahan velly me ghumte hue kaan aur ankhen khuli rakhni padti han, par moh band rakhna padta ha. tum samjh rahe ho na karan.

karan:- haan alan mai samjh raha hon.

kuch der tak wahan ka nazara karne ke baad hum laut aaye. mera mann bohut bechain tha. velly ke log masum bhi the aur khunkhar bhi. hamari dunya ke nazare unke liye bohut zayada attractive the. dance ka rivaj yahan bhi tha. par bahar ka dance, jo gore karte the, bohut hi ghatiya tha. us dance ko yahan introduce karwaya ja raha tha. naujawan ladke, ladkiyan zayada tar bahak rahe the. badi umar ke boodhe booddhi apne jawano ko samjhate the. par wo jaise khud ko dunya ke sabse genius samjh kar apne badon ki baaton ko nakaar dia karte the.

main wapis se thelma ke paas ja pohcha. wahan kuch aur bhi maujud the.

thelma smile se:- dekh aaye velly

main uske sath bethta hua:- haan dekh aaya hon

main thake thake andaz me bola

thelma mujhe ghoor kar dekhti hui:- kya hua karan! tum kuch uljhe hue, kuch theke hue lag rahe ho.

thelma ko bhi maine wahi kaha, jo alan erika se kaha tha. main janta tha, alan aur erika thelma ko meri report zarur denge. isliye maine socha main khud hi kyu na thelma ko bata dun

meri baat par thelma, william, shephered aur ek aur gora mujhe aur thelma ko dekhne lage. wo bhi paas hi bethe the. alan aur erika dono ek dusre ko dekh wahin side khamoshi se khade ho gaye the.

thelma kuch pal khamosh rahi.. fir boli:- karan! tumhare dil me kya ha.

karan:- mere dil me.. mere dil me kya hoga thelma.. maine aisa sirf kitabo me padha ha. kabhi dekha nahi ha. maine tumhe bataya tha na, main jawan hone se pahle hi kabile me rahne laga tha. bahar ki dunya me lautne se pahle se hi main nadi me girne ke baad tumhare paas ja pohncha. wahan se seedha yahan aa gaya tumhare sath. thelma maine ab tak jitni bhi zindagi soojh boojh ke sath guzari ha. us hisab se main sirf inta hi kah sakta ha. dunya me har jaga alag alag tarah se powerful log hukumat karte aa rahe han. par koi bhi kisi ko youn ghulam bana kar nahi rakhta. insano ki aisi bekadri main sahn nahi saka. isi liye maine alan se bhi apni feelings ka izhaar kar dia tha.

meri baat par william aur shephered ek dusre ko ajib si nazron se dekhne lage. dono ne shayad ankhon hi ankhon me koi baat kari thi, jo main samjh nahi paya.

thelma meri ankhon me dekhti lambi saans leti hui uth khadi hui:- mere sath aao karan.

main utha aur thelma ke sath jaane laga. kamre me pohnche to thelma ne mere gale me baahen daal deen. thelma khamosh rahi, par meri ankhon me door tak dekhti rahi. main bhi uski ankhon me utra uske dil ki baat samjhne ki koshish karne laga. par mai zayada nahi samjh paya. haan situation ke hisab se maine andaza zarur laga gaya tha. thelma me mann me kya ho sakta ha.

thelma mujhe ek kiss karne ke baad mujhse boli:- karan! hum yahan kyu aaye han, maine tumhe bataya nahi ha.

karan:- wahi jaanne ke liye to main bechain hon.

thelma dhire se has padi:- oooo mera janu bechain ha, sab jaanne ke liye.

karan:- thelma mujhe sab jaanne ki bechaini ho ki nahi. par mujhe jald se jald ghar jaane ki bechaini zarur ha. plz jo bhi karna ha, jald kar lo. fir chalte han yahan se.

maine mahaul ka rang badalne ki koshish kari. jo kamyab thahri.

thelma:- ufffooo.. karan tum bhi na. har time ghar ghar ghar.. mera bhi ghar ha karan. mera bhi desh ha. mujhe bhi ghar jaane ki bechaini ha. main bhi apnu se milne ko tadap rahi hon. par kaam bhi to zaruri hota ha.

karan:- kaam to saanso ke chalte rahne tak chalta rahta ha. is beech ghar ko to nahi bhulaya ja sakta na.

thelma:- ummm.. sahi kaha.. karan, apne humwatno ko ghulamo wali zindagi jeete dekh mere dil me bhi dard uthta ha. par kya karun. kuch bhi apni marzi se nahi kar sakti na main. apne logon ko ghulami se bachane ke liye mujhe ravayya sakht karna padega. aisa hua to yahan velly ke log taklif me aa jayenge. kya tum chahte ho, apnu ko bachane ke liye main is velly ke masum ko dard dena pade.

thelma mujhe bata rahi thi, mujhse puch rahi thi, ya mere dil ka haal jaanne ke liye aisa sab bol rahi thi. main andaza nahi laga paya.

thelma:- bolo karan. main mahino se yahan hon, tumne abhi ghulamo ko dekha ha, kaidiyon ko nahi dekha. jo ghane andheron wali jailon me band han. jahan unhe 24 hrs me ek baar khane ko dia jaata ha. jabse kaid hue han, pet bhar khane ko, khula asman dekhne ko taras gaye han. karan dard to mere dil me unke liye bhi ha.. kya in sab ke dard ko dekhte hue main is velly ke logo ko dard dene par utar aaon. khun ki holi khel jaaon. batao karan, kya mai aisa kar guzron.

thelma badi hi kutti chiz thi, aisi baaten kar rahi thi. jiske jawab dete hue mere dimag ki nasen bhi nakara ho jaayen. mai junglee tha, wahshi tha, par dil wala tha. khun khun ki holi khel sakta tha. par mausmu ki zindagiyon se khelne wali baat kar mera dil kaise pathar ka bana rah sakta tha. thelma ne baaaton baaton me apne dil ki baat bhi bol di thi. mere dil ka haal jaanne ke liye bhi teer apne tarkash se chhod dia tha.. khunkar aur wahshi main hi nahi, thelma bhi thi.. thelma to genius hone ke sath sath ek super agent thi aur main khali junglee wahshi..

thelma ki ankhen jaise meri ankhon ke raaste mere dimag me ghusti chali ja rahi thi. aisa lag raha tha, jaise koi ungliyon se meri dimag ko kured raha ho...
बढ़िया कैरेक्टर लिखा है आपने थेल्मा का।

बहुत शातिर, विलियम ने बोला वो नही झांक पाया आंखों में तो खुद बातों में उलझा कर देखना चाहती है।

शायद बाबा की बूटी काम करेगी यहां।
 
dhparikh

Well-Known Member
14,289
16,370
228

Nice update....
 
  • Like
Reactions: Amresh Puri
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

parkas

Well-Known Member
33,857
71,573
303

Bahut hi badhiya update diya hai Amresh Puri ji....
Nice and beautiful update....
 
Top