- 115
- 277
- 79
Credit goes to original writer :- BabarKhan
doato main koi writer nahi hun lakin reader zaroor
hun bohat arsa sy yahan stories read kar rha hun kuch achi
lagi kuch achi nahi lagi lakin jo achi lagi wo reality base hoti
thi ,chaye fake hi hun lakin writer ke likhny ky style sy jin
stories main khoo jata tha un ko yad lazmi rakhta tha aur wo
aj bhi mery zehan min nuqsh hin
dosto main ne pehlay bhi kaha main writer nhi hun aur na zaida
phara likha hun aj bohat sochny ky bad ik koshash kar rha hun
kahani likhny ki jo 100 percent sachywaqayat par mubni ho gi,
agar ap ko zindgi ky kuch waqyat pasanad aa jain tou hosla afzai
kar dena aur apni tajaveez se bhi nawazna takeh behtar tarah
se es ko agay bhara sakoon
story 100 percent sach par mubni ho gi ho sakta hai ap ke miyar
par pora na utray kionkeh es min masalah nahi ho ga jo haqeeqat
ho gi main wohi baiyan karoon ga aur jo kuch bhi sath beeta hai
wo batwoon ga jhoot kuch nhi ho ga ,,aur story ke updates karny
min kuch late hota rahy ga kionkeh mery pass itna time nahi hota
lakin yeh wada hai jild se jild story ko compleet karoon ga,story
likhny se pehlay bata dun story family aur out of family dono tarf
jay gi
ab ap se guzarash hai ke ap batain kia main story likhna sharoo
karoon ya nahi kionkeh pehla tajuraba hai aur dar bhi lag rha hai