WhisperingShadows
New Member
- 53
- 49
- 18
Update 53.
Dono apne documents ka kaam khatam karke wapis apne ghar aajaye hai...........
Or ghar aate hi dono jayada baat nahi karte kyuki poore din ke thake the to aate hi so jaate hai..........
Or thakawat ki wajah se dono subha late uth the hai..........
Or uthne ke baad dono aapas me breakfast karte wakt........
R :- Waise priya/parul kab tak aayengi............
J :- Kya baat hai bohot jaldi hai bachho se milne ki..........
R :- nahi aisa nahi hai Milne ki jaldi to hai lekin unke school ki chinta ho Rahi hai 1 mahine baad birthday hai dono ka. Or fir exam's bhi. Mujhe inke future ki chinta bhi Bohot hoti hai.
J :- hahaha kyu chinta karti ho main hu na. Or vaise bhi abhi itna force mat kro unhe. Vo kuch na kuch zaroor karengi dekhna tum.
R :- hm apki baat sahi hai vaise aayengi kab dono.
J :- dekho uncle ji se baat hogi tab pata lagega...........
Or tabhi jerry ka phone ring hota hai...........
J :- Lo aagya uncle ji ka phone..........
Thodi baat hone ke baad......
R :- kya kaha unhone...........
J :- Hahaha aaj sham tak aajayenge vo sab ab to khush....
R :- Ha bilkul kyu nahi to ek kaam karte hai mujhe thoda saman Lena hai to aap chaliye mere saath..........
J :- are yaar chalenge na baad me thoda aaram to karne do..........
R :- Nahi bilkul Nahi Chup chap chalo. Utho jaldi..........
J :- Abe yaar Rash""""""""
Tabhi..............
J :- Ab"""""""vo"""'ah"""""main to ha chalo chalo jaldi chalo Varna late ho jaayenge..........
( Ab biwi ke aage kiski CHALEGI )
Jerry or Rashmi dono nikal jaate hai or kaam khatam hone ke baad. Dono ghar aakar thodi der sote hai.
Or Tabhi............
Karanveer ki call aati hai or dono station chale jaate hai.......
Or jaise hi station par aate hai.......
Poori family firse reunite ho jaati hai.
Tabhi Karanveer :- Are bhai in hone to meri jaan hi khali........
R :- Kyu priya/parul aisa kya kiya tum dono ne..........
Tabhi Karanveer :- are are Rashmi pehle meri baat to suno. Ye dono ko itna maza aaya waha ki inka aane ka man hi nahi tha badi mushkil se laya hu inhe............
Tabhi dono :- ha uncle ji lekin mummy ko to hame bas dantna hota hai.
Tabhi Jerry :- are bhai ab bas bhi kro kahi bhi shuru mat ho jaao..........
Tabhi sab hasne lagte hai..........
J :- chalo uncle ghar chalte hai......
K :- are nahi nahi tum log jaao main ghar jaata hu............
R :- are are aise kaise nahi nahi aap bhi chalo ghar wahi chalte kha pilo fir Ghar Jana...........
Tabhi dono :- Nahi mummy hame chole bhature khane hai.......
Tabhi Jerry :- Haa rashmi ye sahi hai Bachho ka bhi man hai to ham sab ghar nahi bahar hi chalte hai.
R :- are lekin..........
Tabhi Karanveer :- Are kya rashmi bahar hi sahi hai or vaise bhi tumhe sara khana banana padega. Or taiyari bhi nahi ki hogi kyu?.
J :- haa uncle sahi keh rahe hai chalo fir sab chalte hai.
Tabhi dono :- yeeeee""""""""""
Or fir sab station se kisi family restaurant me jaa kar breakfast karne chale jaate hai.......
Or breakfast karne ke baad.......
K :- chalo himanshu main chalta hu tum sabko lekar jaao or thoda aaram.
J :- ji uncle..........
Fir sab karanveer se mil waha se apne ghar chale jaate hai.........
Or ghar aane ke baad sab apni daily life me busy ho jaate hai...........
Or jaisa ki aap sab jaante hi hai ki achha wakt bohot tezi se nikal jaata hai...........
Same aise hi jerry or uski family ke saath bhi hua dekhte dekhte kab 1 mahina nikal jaata hai..........
Or aaj kafi special din tha.........
Or vo tha priya/parul ka birthday
Or jaisa har ghar me bachho ka birthday celebration hota hai vaisa hi jerry bhi apni betiyo ka birthday bohot dhoom dham se celebratekarta hai.
Jisme sabhi log aaye hue the karanveer ki family jerry ke dost Pratul wagera sab.........
Sabhi priya/parul ke liye birthday song gaate hai. Gifts lekar aaye hai.............
Or jaha priya/parul apni life ka sabse best birthday enjoy kar rahi thi or bohot khush thi........
Lekin in dono se jayada koi or tha jo priya/parul se bhi kahi jayda khush tha...........
Or vo koi or nahi vo thi rashmi...........
Jo hamesha se chahti thi ki vo apni Betiyon ka birthday dhoom dham se manaye.........
Kyuki priya/parul apne birthday par kabhi khush nahi hoti thi kyuki manoj drama karta tha..............
Lekin aaj sab kuch ek dam se badal gaya tha or ye sab baate soch Rashmi ke dil me jerry ke liye itni izzat or itna pyaar tha............
Ki ye baat vo shabdon me nahi baya kar sakti hai...........
Or sabhi log Priya/Parul ke saath khoob enjoy karte hai......
Or dekhte dekhte party khatam hone lagti hai or sabhi log apne apne ghar ke liye rawana ho jaate hai.........
To Be Continue............
( And guy's ek baat or sabhi ke kehne par story ko ek dam emotions or real banane ki koshish kar rha hu jo ki ek real life me ho sakta hain. To jitne bhi new readers mere bhai bhandhu hai unke liye ye likh raha hu ki ye incest story hai. Jisme emotions or pyaar hai koi unwanted drama nahi. To agar story kisi ko pasand nahi aaye to.................ye tum sabki apni choice hain. I don't care agar ye story kisi ko pasand nahi aaye to. Mujhe jaisi story chahiye thi ye wahi hai so hope you all understand. )
