• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Guy's aap logo ko story kaisi lag rahi hai ?

  • Badiya hai

  • Thik thak hi hai

  • Story thodi aage bade tab pata lagega

Results are only viewable after voting.

Aar am

Well-Known Member
3,522
1,543
144
Are dada maine bola na koi jaldi nahi hogi shopping me bohot twist hai jo banda shadi ek dam se plan kar sakte hai kya usne baki cheeje plan nahi ki hogi kya ? Koi jaldi nahi hai abhi to masala add hua hai abhi or hoga 🤤🤭.

Ab likhne ki aadat hogai hai and as so cold story teller/writer main bhi is story ki starting mid se bore ho gaya ab thoda naughty pan to banta hai na but ya i pro next story thoda unique hogi jisme jayda emotions nahi dalunga bcs main aisa hi hu bohot jaldi bore ho jata hu 😂........

Just like is story se bore ho gaya ✌🏻🤧🤣😂

Lekin haa story koi si bhi ho hogi bas 2 hi logo ke bich or unke bich koi 3rd person nahi aayega 😤
Nhi bhai aap acha likh rhe ho emotion hona chayie nhi to story me majja nhi ayega
 
  • Like
Reactions: soumyaranjan

Aar am

Well-Known Member
3,522
1,543
144
Waiting for your next update jaldi
 
sharma ji_91

Karma has no mercy ⚫
407
887
94
Update 65.

Dheere dheere din nikalne lagte hain or ek din jerry ghar par subha kaam par jane ke liye ready ho raha tha tabhi door bell bajti hai.............

Door Open""""""""

Sabhi Ek Saath :- are dulhe raja mubarak ho...........

Or ye sab koi or nahi balki.........

• Kunal
• Pratul
• Akhilesh
• Aniket & Shivani
• Shivani
• Aman

Jo ki jerry ko mubarak baat dene or uski kaam me madad karne aaye the............

J :- Are aap sab abhi kaise abhi to time hai shadi me..........

Tabhi Aman :- ohh bhai dulhe ki taraf se hai kya halke me le raha hai kya.........hahahhahah kyu bhaiyo.........

Sabhi :- or nahi to kya.........

Tabhi Shivani OR Ritika :- Or tumhe kya lagta hai beta barat me sabse aage to ham hi hongi hahahahah

Tabhi Kunal :- are sabse khatarnak to main hi nachunga.............

Pratul & Akhilesh :- to ham kya jamun tordne aaye hai...........?

Jerry :- hahahah are bhai nach lena jisko nachna hai lekin barat yaha se nahi jayegi uske liye to wahi jana padega.........or wahi ek hotel se sab arrangments rituals sabhi karne padenge..........

Aman :- uski chinta mat kar main karanveer ji ki saath jaa kar aaj hi kardunga tabhi to aaye hai or vaise bhi time bohot Kam bacha hai.............

To jerry kuch bolta usse pehle.............

Parth :- are time to kam hai hi lekin dulhe raja ke kapde abhi tak nahi aaye............

Or gate par karanveer, parth, Or Rajendar the...........

Or ye baat sun shivani or ritika :- are ye batao bhabhi ke kapde aaye ki nahi kya pehn rahi hai vo........?

Tabhi Aman :- are bhabhi ke kapde sponserd hai bhai bharat family ki taraf se..........

J :- kya lekin kyu ?

Aman :- are kyu kya bhai tumne bhavesh ke saale or sarej ko bachaya tha bhool gaye.........

J :- are lekin usse iska kya matlab?

Aman :- bhai sari khudai ek taraf or joru ka bhai ek taraf ishiliye ambika ko jab pata laga ki tumhari shadi hai or main tumhari taraf se hu to vo bhabhi yani tumhari hone wali biwi ki taraf se aayegi or lehnga jo bhabhi pehnne wali hai vo ambika ne hi select Kiya hai or vo aaj ya kal sidha mahek matlab karan ji ki beti ke ghar jayenge or wahi se sare functions attended karenge..............

Or ye sun karanveer :- are bhai himanshu tum to cha gaye yaar itni jaan pehchan bana ki kapde paise arrangments sab apne aap ho rahe hai waa dulhe raja waaa ahahahahahahha

Or is baat par sabhi bohot zor se hasne lagte hai 🤣

Or tabhi rajendar :- are bhai dulhan ke kapde to sponserd hai lekin dulhe ka kya or aman bhai tum niklo inko lekar or waha banquet wagera ka hisab dekho...............

K :- ha yaar jaldi chalo kahi ladke Wale late hogaye to bohot besti hogi...........

A :- hahahah sahi hai chalo..........

Parth :- chalo main bhi chalta hu mahek se bhi mil lunga or rashmi ka haal khabar bhi le aata hu bechara himanshu usko to baat karne nahi mil Rahi hahahhah 😂🤭

Tabhi Aniket jo call par busy tha ab vo free hua tha..........

Aniket :- are I'm sorry yaar himanshu vo call par busy ho gaya tha.........

J :- are koi baat nahi bhai..........

Aniket :- kya baate ho rahi hai vaise kon kaha Jaa Raha hai or arrangement ka kya bhai kya scene hai...........

Fir saari baate aniket ko batai jaati hai...........

Aniket :- are to thik hai aman bhai ,parth,karan ji, rajendar, tum sab jaao udhar Rashmi se bhi mil aana or arrangement jitni jaldi ho karo or haa ham log yaha shopping ka dekh lete hai aman bhai tumhara to hisab hai na........

Aman :- haa mera sab hai.........

Aniket :- to ham sab yaha ka dekhte hai aap log waha ka dekho or ham bhi shopping parlour, or jo bhi hai waha aane ke liye jitna kuch ho bhi sab kar lete hai...........

Akhilesh & Pratul :- chalo himanshu bhai aapka bhi makeover or hisab kitab dekh lete hai.........

Or aise hi sab aapas me jisko jo karna hai vo sab settle karke apni apni jagah nikal jaate hai................

To Be Continue..............

( Shadi ke gharo me yahi haal hota hai kaam itne ki poocho mat hahahah 🤭 so thoda patience rakhna sabra ka fal meetha hota hai 🙈😍 )
 
Last edited:

Aar am

Well-Known Member
3,522
1,543
144
Bhai ek update aur dala kar o bhai
 
maakaLover

Active Member
797
890

Aise he slow slow feelings k sath padhne me he toh maza aata h yrr,, mst h edkum
 
Asim342

Cowboy
995
1,581
138
Aap ki story bahut achi h kya ek ladka sex shadi bad krne ka socha tokay bechare ko romance bhi krne nhi di h kaisi maa h
Romance ka boobs dabata long kiss ass ko masalta toda dirty hota
 
  • Like
Reactions: Gokb and ckkhandu
Top