rAge K
Supreme
Fantastic updateUPDATE 86
Shaam ke waqt Ashu upar se neeche aa rahi thi, Rajesh bhi ghar aa chuka thw. Jese hi wo neeche utar rahi thi achanak use chakkar sa aaya, jese hi Rajesh ne use dekha wo bhaag kar us tak pahuncha, Ashu ko apni baaho mai thaamte hi wo behosh ho gayi. Anjali aur Niramla bhi bhaagi hui waha aayi, Rajesh use uthakar apne kamre mai le gaya aur dr ko call karne laga.
Rajesh: dr sahab, kya hua hai meri bachhi ko.
Dr ke checkup karne ke baad Rajesh us se poochta hai.
Dr: dekhiye ye jyada stress lene ki wajah se behosh huyi hai, inki halat critical hai, agar aese hi chalta raha to inke dimag ki nas bhi fat sakti hai. Ye m kuch dawai likh deta hu, aap ye time se dete rahiye. Lekin jab tak ye stress lena band nahi karegi, koi bhi dawa inpar asar nahi karegi.
Dr unhe hidayat deta hua waha se chala gaya. Un teeno ko hi pata tha ki Ashu ko kis baat ke tension hai.
--------
Next day Nirmala, Rajesh aur Anjali ke saath bethi hui thi.
Anjali: pata nahi hamare is haste khelte ghar ko kiski najar lag gayi hai, ye to ab maano khaane ko dodta hai.
Rajesh: meri samjh mai to kuch nahi aa raha hai m kya karu, shayad kabhi kisi maa baap ko aesi situation se nahi guzarna pada hoga jesi situation se ham guzar rahe hai. Ashu din bhar apne kamre mai padi roti rehti hai, ab to uski tabiyat bhi jyada kharaab rehne lagi hai, udhar Aryan hamse baat bhi nahi karna chahta hai.
Rajesh apne sar ko pakadta hua bola.
Anjali: ham aur kar bhi kya sakte hai, jo gunah un dono ne kiya hai, man to karta hai unhe jaan se maarde lekin uske baad ham unke bina kese jiyenge, ye soch kar khud ko samjha leti hu.
Anjali apni aankho mai aaye aanshuo ko saaf karte hue boli.
Rajesh: jawani mai aksar sabse aesi galti ho jaaya karti hai, lekin apne hi bhai-behan ke saath...kese..
Anjali: pata nahi hamare pyaar mai hi koi kami reh gayi hogi jo hame aese din dekhne pad rahe hai.
Rajesh: ye dono chahe kisi bhi ladke ya ladki ko apne liye pasand kar lete,ham unki khushi ki khaatir inki shadi unse kara dete, lekin in dono ne to bhai behan ke riste ko hi kalankit kar daala.
Rajesh ki aankho mai bhi aanshu aa chuke the.
Anjali: ham to bas ab sirf bhagwan se dua hi kar sakte hai ki in dono ke dil se is pyaar ko khtm karde.
Nirmala: mene bahut duniya dekhi hai beta, aur mujhe nahi lagta ki ye dono ab peeche hat paayenge. Hamari Ashu is generation ki aur ladkiyo se kaafi inteeligent hai, to tumhe nahi lagta ki usne jo kiya hai wo kaafi soch samjhkar kiya hoga, aur wo is riste ko lekar kistni serious hai ye to tum log dekh hi chuke ho.
Nirmala unhe apne feelings batate hue kehti hai.
Rajesh: aapki baat theek hai maa, lekin ab ham kya kare, mujhse to apne bachhe is haal mai dekhe nahi jaate. Aap to dekh rahi hai na Ashu ne apna haal kese bana rakha hai, na use khaane ki fikr na sone ki, har waqt apne kamre mai hi padi rehti hai. Har waqt uski aankhe suzi huyi aur laal rehti hai. Aur ab to dr ne bhi bola hai ki....
Rajesh apni aankho mai aaye hue aanshu saaf karte hue bola.
Anjali: to ham kya kare is samaz ke khilaf jaakar un dono ko ek karde.
Anjali thoda tinak kar bolti hai.
Rajesh: mujhe nahi pata hame kya karna chahiye, lekin m apne bachho ki aesi halat dekhne se pehle marna pasand karunga.
Rajesh ki ye baat sun un dono ko jhatka sa lagta hai.
Nirmala: ye kesi baate kar raha hai tu Rajesh, hosh se kaam le.
Rajesh: hosh hi to nahi hai maa, aap hi bata do m kya karu.
Rajesh apni maa ke pair pakadta hua bola.
Nirmala: m kya kahu, faisla tum dono ko karna hai. M to bas ye jaanti hu ki un dono ne jo kaha hai wo bilkul wesa hi karenege. Wo hamari khushi ki khaatir ek dusre se alag-alag to reh lenge, lekin kisi aur ko apni life mai nahi aane denge. Aur aese alag-alag rehne se kisi din un dono ki himmat toot gayi to unke paas apni jaan dene se alawa koi aur chaara nahi bachega. Aur wese bhi tum dono to jaante hi ho ki wo dono kitne jiddi hai.
Nirmala ki ek ek baat un dono ke dil mai utarti chali gayi.
Anjali: aapne bilkul sach kaha maa ji, lekin ham kese is samaz ke niyam ke khilaf ho jaaye.
Rajesh: mene faisla kar liya hai, mujhe apne bachho ki khushi se jyada na to ye samaaz pyara hai aur na hi is parkrti ke niyam.
Rajesh gehri soch mai dooba hua bola.
Anjali: apka matt..tt..labbb.
Anjali ko apne kaano par maano yakeen nahi ho raha tha.
Rajesh: tum bilkul sahi samjh rahi ho Anjali, are har maa baap ki khushi apne bachho mai hi to hoti hai to phir kyu ham is samaz ka hawala dekar unse muh mod le. Kya ye achha rahega ki wo dono aese hi tadap-tadap kar hamari aankho ke saamne mar jaaye.
Anjali ko to samjh nahi aa raha tha ki wo kya kahe, use Rajesh ki baat bhi sahi lagti lekin dusre hi pal use ye gunah lagta. Aesa nahi tha ki wo un dono se pyaar nahi karti thi, wo to wese bhi ek maa thi, wo to un dono ko khud se bhi jyada pyaar karti thi lekin wo is baat ko nahi jhutla paa rahi thi ki wo dono aakhir mai sage bhai behan hai.
Rajesh: maa apka is baare mai kya faisla hai.
Nirmala: m bhi apne bachho ko aese tadapte hue nahi dekh sakti, lekin hai to ye gunah hi na. Lekin hamare paas aur koi upaaye bhi to nahi hai. Siwaye iske ki ya to un dono ko jaan se maar de, ya un dono ko aese hi alag alag karke rakha jaaye, ab nahi to aane wale time mai jab yehi samaz hamse poochega ki kyu ham Ashu ki shadi nahi kar rahe hai tab ham kya jawab denge, aur wese bhi mujhe nahi lagta ki wo dono ek dusre ke bina ab zinda rahenge.
Uski baat sun kuch der waha sannata chha jaata hai.
Rajesh: Maa,apne bachho ki khushi ke liye to parents har gunah kar guzarte hai to phir ek aur sahi, tumhara kya faisla hai Anjali.
Anjali: mujhe to kuch samjh nahi aa raha hai, kese ham apne hi bachho ko miya- biwi.... mujhe to kehte hue bhi sharm aa rahi hai.
Rajesh: to theek hai, jis din tumahari beti mar jaayegi aur uske baad tumahara beta, tab ye sharam kis kaam aayegi.
Ye sochkar Anjali ka dil kaanp sa jaata hai.
Anjali: aap aesa kyu keh rahe hai, kuch nahi hoga unhe.
Anjali nam aankho se kehti hai.
Rajesh: to unhe kuch na ho,iske liye to unhe ek karna padega hi na.
Anjali: kese ham apni hi beti ko apni bahu ke roop mai, kese apne bete ko hi damaad.....
Anjali se aage bola hi nahi gaya aur wo rone lagti hai.
Rajesh: Anjali jitna dukh tumhe ho raha hai, utna hi mujhe bhi ho raha hai. Mujhe to iske siwa aur koi rasta nahi dikhai de raha hai, aur agar koi rasta hai bhi to ham apne dono bachho ko kho denge.
Kuch der baad waha sannata chha jaata hai.
Anjali: theek hai apko jo bhi theek lage, m apke saath hu.
Kafi der soch-vichaarkar Anjali kehti hai.
Rajesh: Anjali plz ab tum stress mat lena, jo bhi hoga sab uparwale ke hawale kar dete hai. Aur wese bhi kehte hai na jodiya to upar se bankar aati hai to phir ye hi sahi, agar unke naseeb mai ye hi likha hai to.
Anjali: lekin phir ye samaz, hamare ristedaar.
Rajesh: mene kaha na Anjali sab kuch upar wale par chhod dete hai.
Phir soch-vichar ke baad Rajesh Aryan ko call kar deta hai, dusri baar mai wo utha leta hai.
Aryan: papa Namaste.
Rajesh: namaste beta, kesa hai tu.
Aryan: jee theek hu, aap kese hai, dadi,mummy.
Rajesh: sab theek hai. Aryan ghar wapas aaja beta.
Aryan: kya hua papa.
Rajesh: kuch nahi Aryan, shaam tak tu mujhe ghar chahiye.
Aryan: lekin papa.
Rajesh: mene kaha na, tu ghar aaza. Jesa tum chahte ho wesa hi hoga.
Ye kehkar Rajesh call cut kar deta hai jabki Aryan uski baato ka arth samjhne ki kosis kar raha tha.
------
Jis waqt Aryan ke paas Rajesh ko call aata hai us waqt wo apne pure staff ke saath tv dekhne mai vyast tha, kyonki tv ki headline thi.
"Akhirkaar Zora ka pardafash".
Aryan ne call cut ki aur tv dekhne laga.
Reporter: Aur jo kaam kisi se nahi hua, wo kaam CBI ne kar dikhaya. Lagbhag 2 dasak se jyada waqt se pure desh mai aatank ka dusra naam ban chuke zora ka khel khtm ho chuka hai. Ab ye pura desh jaan chuka hai ki zora aur koi nahi balki cabinet minister Avinash Sinha hai. Joki apne desh mai hi rehkar us se gaddari kar raha tha, us se jude har tamam saboot rakhsha mantri ko sonp diye hai. Yaha tak ki CBI dwara kiye gaye ek sting operation mai Avinash sinha ne khud maana hai ki wo hi zora hai. Ye dekhiye unka ye video........ to dekha aapne, kese is minister ne apne har jurm ka iqbal kiya hai. Desh ke har bashinde ne CBI ko dhnyavaad kiya hai. Avinash sinha ko giraftaar kar liya hai, aur us se jude har ek admi ko bhi phir chahe wo uska bhai ho, ya Acp khanna. Aur jaankari ke liye jude rahiye hamare saath.
Singh:aur is mission ko jisne lead kiya tha wo hai Aryan.
Singh unke beech khade hokar kehta hai, aur uske baad waha taaliyo ki tadtadahat goonjne lagi.
Aryan: thanku, lekin ye sab mene akele nahi kiya hai in sabme meri team, singh sir, aur Ravi sir ka bhi bahut bada haath hai. Aur ye sting operation Ravi sir ne akele kiya hai.
Aur uske baad sab Ravi ki aur dekhkar clap karne lage.
Singh: ye iska badappan hai,lekin sach to ye hai ki isne is mission ko akele hi solve kiya,mujhe to ye bhi nahi pata inhone kab kya kiya. Mujhe to sab kuch aakhir mai hi pata chalta tha.
Singh muskurate hue kehta hai.
Singh: mujhe to ab tak ye bhi nahi pata ki is mission mai Ravi bhi shamil hai, ab batao bhai kese.
Singh Aryan ki aur dekhkar kehta hai.
Aryan: Sir, Ravi sir bahut pehle se hamare saath the. Ye hi the jo safe house mai hamare liye kaam aasaan kar rahe the, jinhone hame us mantri ke har admiyo ki details di.
Ravi: mujhe Aryan ke saath kaam karke bahut achha laga, mujhe kabhi bhi aesa nahi laga ki ye iska pehla mission hai. Ye bahut jyada talented banda hai.
Aur waha ek baar phir se sab Aryan ki parshansa karne lage
Bahut khooob bhai...UPDATE 86