Kamya Sharma
Member
- 128
- 87
- 28
bahut hi exciting aur behad hi erotic update!Nawaz kafi rat huye wapas aaya tha ……….main gate khulne ki aawaz se aarti ne khidki se bahar dekha …. nawaz ki chaal dekhkar aisa lag raha tha ki usne sharab pee rakhi hai………lekin aarti ke pas koi tarika nahi tha confirm karne ka……..usne chupke se apna darwaza khola aur chalte huye bahar aa gyi……..hath me mobile tha uske.. agar kisi ne puchha to kah degi ki kuchh puchhna tha…… use fir bhi dar lag rha tha……lekin kya karti dil ke hatho majboor thi…
aarti aab jab nawaz ke darwaje ke pass pahunchi tab darwaja knock karne ki sochti hai lekin fir wo sochati hai.. iss waqt itane raat ek naukar ke room mai jana thik nahi hai.. wo kya sochega mere bare mai.. yahi sochkar wo waapas ghum kar jaane lagte hai.thoda chal ke aapne ghar ki aur jane lagti hai par use kya hota hai use bhi pata nahi aur fir waapas nawaz ke darwaje ke pass aate hai aur halke haanto se uske darwaje ko knok karti hai.par iss waqt nawaz apne bed par leta hua tha …… pairo me abhi bhi shoes the aur uske hath me ek tasweer thi jise wo dekh raha tha……us tasveer ke khayalo mai khoya hua tha.. use door ki knock sunayi nahi di.. waise bhi wo knock bahut dheere thi.. waise knock wo 2-3 baar karti hai parantu jab nawaz koi jawab nahi deta tab wo nawaz ke room mai enter karti hai..
Aarti aab nawaz ke room me pahuchi thi ....nawaz aabhi bhi apne bed par leta hua tha……..pairo me abhi bhi shoes the aur uske hath me ek tasweer thi jise wo dekh raha tha……. aarti ke aane ke aahat se wo uth baitha …… aur darwaza ki aur dekha..usne dekha ki aarti samne khadi hai…
Aaarti ko dekhte he usne muskurakar namaste kiya..Aarti ne bhi dhimi awaaz me namaste kiya..
Phir nawaz bola
arre memsaab aap yaha achanak
tab aarti boli ..
tumhari khairiyat lene aayi hoon..
Muje kya hua mai acha bhala hu
wo dekh rahi hu mai
waise memsaab iss waqt aap yaha.. kuch kaam tha kya..
Nawaz ki aawaz se saf pata chal rha tha ki usne pee rakhi hai……….aarti nawaz jis bed pai baitha tha us bed ke paas ek table tha. (Thoda dur) us table ke paas jake baith gayi aur baithte huye boli.
mai kya tumare paas sirf kaam se hi aa sakati hu kya..
Nahi.. waise bhi aa sakati ho aap
I mean tumare room mai
haan waise bhi aa sakati ho.. waise bhi ye to aap ka hi room mai.. matlab bade sahab ne to diya hai rahane ko
par aab ye tumara room mai.. jab tak tum yaha rahana chahate ho tab tak rah sakate ho
aisa kaise memsaab.. mai jab tak chahau yaha kaise rah sakata hu..
tab uski aur dekhte hui kahte hai..
Haan rah sakate ho
Sahab ne fir se wapis khet mai jane ko bola to jana padega na wapis khet mai
Agar Tumara mann kheti mai wapas jane ka nahi hai to nahi jao.. raho yahi..
Aise kaise.. Bade sahab ki baat mai kaise tal sakata hu
Mai mana lungi papa ko..
Kyon
Tab aarti usko dekh ke sharma ke neeche dekhane lagi
Tab nawaz uth ke uske paas jata hai
Mere liye
Tab aarti niche gardan karke haan kahti hai
Nawaz aab aur uske paas jata hai
Aur chote sahab ne factory mai bulaya to
Tab gardan uppar utake aarti kahti hai
Mann nahi hai to mat jao
Aap unko bhi manoge
Tab uske aankho mai dekhte hui haan mai gardan hilate hai .. uske nazdik aane se aarti ko daru ki badbu aane lagi.. us ka shaq sahi sabit hua…wo nawaz ko dekhte hui kahne lagi..
“nawaz tumane drink ki hai kya ???..sharab pee hai kya tumane ???”
nawaz kuch nahi bola..
“nawaz kuchh puchh rhi hu mai”
use kuchh na bolta dekhkar aarti ne gusse se kaha…
haan
Kyon
Party thi..
aur itani jada.. yaha tak muje daru ki badboo aa rahi hai.. pata hai na daru sahat ke liye hanikarak hoti hai..
wo aaj jara jada ho gayi.. dosto ne jara jada force kiya.. iss wajah se jara jada ho gayi..
doston ne pilaya to kuch bhi pioge aur kitane bhi pioge kya .. mana nahi kar sakate kya..
jara nakhare se kahte hai
wo mera birthday tha na to mana nahi kar paya
Juth mat bolo
Juth nahi sach bol raha hu
muje pata hai tumara birthday aaj nahi hai
kal hai
Phir juth kyon kaha
Kal hai par doston ne aaj party li.. ismai kaha maine juth bola aap ko
tab jara smile karte hui kahte hai
isliye to khana khane nahi aaye na tum
Haa memsaab
Haan memsaab ke bache.. khane mai aisa ignore karana achhi baat nahi hai.. khane pai hamesha jada dhyan rahana chahiye
Tab nawaz kahata hai .. uski aankho mai dekhte hui
Mera hamesha khana khane pai hi dhyan hota hai
Tab sharmate hui chehare par hasi late hui kahte hai
Mai khana khane ki baat kar rahi hu
Mai bhi to wahi bol raha hu memsaab
Tab smile karte hui kahte hai
Mai janati hu tum kis khane ki baat kar rahe ho
Konse khane ki baat memsaab
Tab sharmake niche dekhate hui kahte hai
Mai tumare liye khana leke aati hu
Aisa bolkar waha se chale jati hai..thodi der bad wo wapas aayi ……...uske hath me plate me khane ki kuchh cheeje aur kuchh fruits rakhe the……….aur limbu pani bhi laya tha usne..