mazadar story writings!tere aage wo kuch bhi nahi hai ..... tere se kisi ka koi muqabla nahi ..... tu bejood hain............main to bus uske saath time pass karta hoon ..... bus .... wo mujhe zyada pasand nahi hai .....
safayi dete hue nawaz bol padata hai ...... wahi aarti bade gaur se nawaz ki aankhon mein aankhein dale use dekh rahi thi ......
shayad wo uska jhuth pakadna chahti ho......
agar wo tume pasand nahi hai fir bhi tum uske saath apna jismani sambandh kayam kiye hui ho ..... hain naa ..... agar wo tume pasand hoti to tum kya karte........
aarti thodi chidhte hui nawaz ki taraf gusse se dekhne lagti hai ..
wahin nawaz ek shabdh bhi nahin kehta aur bus khamosh rehta hain .... aur use dekhane lagta hai ..aab aarti bhi kuch nahi kahti wo bhi nawaz ko dekhane lagi ..aab nawaz apne chehre par thodi si udaasi late hui dheere se bol padta hain...
Tu bhi janati hai ki wo muje Jada pasand nahi hai ..wo to mere jarurat Puri karte hai isliye mai uske saath hu
iss par aarti kuch nahi kahti aur serious hoti hui nawaz ke chehre ki taraf bade gaur se dekhne lagi ......
aarti taktaki lagaye nawaz ke chehre ko padane ki lagatar koshish kar rahi thi .....aarti ke chehre par thodi narazgi thi ..... kuch der ki chuppi ke baad wo bol padti hai..
aacha to tumhare hisab se aurate bus jarurate pure karane ke liye hain ...... hain naa .......
uski narazagi dekhate hui nawaz chup ho jata hain ..... wo janta tha ki zara si baat bigdi ki itna mast haat Mai lagbhag aaya hua maal uske haathon se nikal jayega ..... aur wo aarti jaisi maal ko kabhi sapne mein bhi khona nahin chahta tha …. isliye wo baat badalate hui kahta hai ..
waise ek baat bolu..... aarti .. tu saari mein behad haseen lagti hain ...... tu hamesha saari hi pehna kar ............
Tab uski aur dekhate hui kahte hai
achha . .. tu janata nahi mai hamesha saree hi pahanati hu ..saree ke alawa tune muje kisi dusare dress mai dekha hai kya
Haan dekha hai na . .. nighty mai