• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller khaamoshiya...Ek Rahasya (Completed)

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
27,898
56,294
304
पचपनवाँ भाग
आखिरी दांव।
राजवीर भी कम खिलाड़ी आदमी नहीं है। अक्षय के जरिये वो गजेंद्र की दौलत हड़पना चाहता है, अभी के उसके बर्ताव से तो ऐसा ही लग रहा है। उधर दिशा और वैशाली ने एक हफ्ते के अंदर अक्षय को मारने की शर्त रख दी राजवीर के सामने।
सभी समाचार पत्रों में इन्हीं के चर्चे थे। राजवीर और धर्मेश के विरुद्ध जाँच समिति गठित कर दी गई थी। सभी अपनी अपनी चाल चल रहे थे। गज्जू ने भी अपना आखिरी दांव खेला दिया।
आगे देखते हैं वो कौन सा दांव है। और क्या होता है।
 

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
27,898
56,294
304
छप्पनवाँ भाग।
बहुत ही जबरदस्त और अतुलनीय कहानी।
जो सज़ा तूने मेरे लिए सोची है वही सज़ा में तुझे दूंगी। दिशा ने अपने कथन को सही करके दिखाया। क्या चाल चली दिशा और उसके समूह के सभी सदस्यों ने। गजेंद्र की ही चाल से उसे मात दे दी। घमंड का सिर ज्यादा दिन ऊंचा नहीं रहता। एकदिन नीचे जरूर झुकता है।
गजेंद्र ने खुद अपने हाथों से अपने बेटे अक्षय को मार दिया और इसी गम में उसने आत्महत्या कर ली।
देखते हैं आगे क्या होता है।
 
  • Like
Reactions: Ankitarani

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,553
144
छप्पनवाँ भाग।

बहुत ही जबरदस्त और अतुलनीय कहानी।

जो सज़ा तूने मेरे लिए सोची है वही सज़ा में तुझे दूंगी। दिशा ने अपने कथन को सही करके दिखाया। क्या चाल चली दिशा और उसके समूह के सभी सदस्यों ने। गजेंद्र की ही चाल से उसे मात दे दी। घमंड का सिर ज्यादा दिन ऊंचा नहीं रहता। एकदिन नीचे जरूर झुकता है।


गजेंद्र ने खुद अपने हाथों से अपने बेटे अक्षय को मार दिया और इसी गम में उसने आत्महत्या कर ली।
देखते हैं आगे क्या होता है।


Thanks mahi ji...to mja aaya...is last suspanse me...

Ye last wla...inki chaal wala suspase bs... kamdev99008 ji pahle hi smjh gye the...story pdhte samay...
 
Last edited:

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
27,898
56,294
304
सत्तावनवाँ भाग

बहुत ही उम्दा।

आखिरकार विजय श्वेता वैशाली और दिशा को जन समूह का विरोध देख और इनके समाज के हित में किए गए कार्य को देखकर न्यायालय ने इन्हें 3 वर्ष के कारावास की सज़ा सुनाई।

8 वर्ष पश्चात नेहा और अरुण अपने बेटे को दिशा वैशाली राजबीर और विजय के बहादुरी के किस्से सुनाते हैं। मुखर्जी की बेटी इशिका मुखर्जी 16 वर्ष बाद दिशा राजवीर श्वेता और विजय एवं वैशाली की देख रेख में एक काबिल पुलिसवाली बन जाती है। समाचार में बताया जाता है कि कोई A नामक लड़की वकील को भ्रष्टाचार के आरोप में मार डाला। अब ये कौन है।
 

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
27,898
56,294
304
अंतिम भाग
तो मिस A आरती ही है जो वैशाली के नक्शे कदम पर चल रही है। वो वैशाली से मिलने आए तो वैशाली ने उसे तुरंत पहचान लिया।
इशिता भी अपने फ़र्ज़ को पूरी सिद्दत से निभाने वाली है। वैसे आरती ने कह तो दिया कि वो इशिता पर भविष्य में कभी सामना होने पर हथियार नहीं उठाएगी,मगर ये कलयुग है कुछ भी हो सकता है।।
बहुत ही शानदार कहानी लिखी है आपने। ऐसी कहानी मैंने कभी नहीं पढ़ी। आप सच में बहुत ही उम्दा लेखिका हैं। आपकेदिमाग में ये सब आता कहाँ से है। इस कहानी में जब भी लगता कि अब कहानी खत्म होने वाली है एक नया मोड़ आ जाता कहानी में।
पूरा दिमाग का दही करने वाली कहानी है। बहुत ही मस्त अद्भुत और बेजोड़, जितनी भी तारीफ की जाए उतनी कम है।
 
  • Like
Reactions: Ankitarani

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,553
144
अंतिम भाग

तो मिस A आरती ही है जो वैशाली के नक्शे कदम पर चल रही है। वो वैशाली से मिलने आए तो वैशाली ने उसे तुरंत पहचान लिया।

इशिता भी अपने फ़र्ज़ को पूरी सिद्दत से निभाने वाली है। वैसे आरती ने कह तो दिया कि वो इशिता पर भविष्य में कभी सामना होने पर हथियार नहीं उठाएगी,मगर ये कलयुग है कुछ भी हो सकता है।।

बहुत ही शानदार कहानी लिखी है आपने। ऐसी कहानी मैंने कभी नहीं पढ़ी। आप सच में बहुत ही उम्दा लेखिका हैं। आपकेदिमाग में ये सब आता कहाँ से है। इस कहानी में जब भी लगता कि अब कहानी खत्म होने वाली है एक नया मोड़ आ जाता कहानी में।

पूरा दिमाग का दही करने वाली कहानी है। बहुत ही मस्त अद्भुत और बेजोड़, जितनी भी तारीफ की जाए उतनी कम है।

Thank u maahi ji....mujhe bht lga ki apko ye mahani psnd aayi...or apne pdhi...thank u so kuch...iska ek ek upate bht bda tha...fir bhi apne pdha or kafi bdi prtikriya bhi di...

Muje to pta nhi tha pahle ki ap review bhi de the ho...bad me pta chla...thank u so kuch...apnko story achhi lg yhi mere lie di baat h...
 

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
27,898
56,294
304
Thank u maahi ji....mujhe bht lga ki apko ye mahani psnd aayi...or apne pdhi...thank u so kuch...iska ek ek upate bht bda tha...fir bhi apne pdha or kafi bdi prtikriya bhi di...

Muje to pta nhi tha pahle ki ap review bhi de the ho...bad me pta chla...thank u so kuch...apnko story achhi lg yhi mere lie di baat h...
कहानी वाकई में बहुत अच्छी है। कहानी का सूत्र निर्माण करना फिर कहानी शुरू करना और उसका उतनी ही कामयाबी के साथ अंत करना सबके बस की बात नहीं है।

हमने कहानी पढ़ने की शुरुआत इन्सेस्ट कहानियों से की थी, मगर उनमे कुछ ही मिनटों का मजा रहता है, लेकिन कहानी इतनी रोचक है कि मन करता है कि और ज्यादा आपने क्यों नहीं लिखा।

बहुत बहुत धन्यवाद आपका इतनी अच्छी कहानी हम पाठकों के मनोरंजन के लिए लिखने के लिए।
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Ankitarani

Bhavana694

Active Member
1,006
1,329
144
Update 9

Mumbai..

Arun-papa...ye dekhiye...mere lie job later aaya hai...achhi compeny me...mujhe kl nikala hoga...
Rajveer joining latter ko dekhta hua..
Rajveer-hmmm...Noida...okkk....jao ..sallery kya hai...
Arun-abbi to...as a freasher kam hai...jald hi bdh jaegi...
Rajveer-okk kis time nikalna hai kl...
Arun-subah subah...
Rajveer-okk kapde achhe se pack krlo...araam se jaana..
Arun-ap apka or mumy ka khyal rkhna...
Rajveer-haa jrur....

Thodi der baad rajveer ko call aata hai..
Rajveer muskurata hua-hello...kaise ho dharmesh
Dhrmesh rajveer ka purana dost tha...dono ne sath sath sat study ki...sath me police me bhrti hue....lekin dono ki posting aalg alg jagah ho gyi...aaj lagbhag 1saal bad dharmesh me rajveer ko call kiya tha..
Dharmesh-mai to thik hu ...tum kaise ho...
Rajveer-bsss kaat rhe hai time ko...kaise yaad aagyi aaj achank...na koi call na koi msgs...
Dharmesh-haa yar...ye nokri hi aisi hai...ab tumhari trh tallanted to hai nhi ki jldi jldi promotion ho jaye....sath joining ki thi...or tumse ek post piche hu...
Rajveer-koi baat nhi...ye sb kismt ki baat hai..is baar tumhara bhi promotion ho jayega...

Dharmesh-orr bhabhi ji...bchhe kaise hai..
Rajveer-sb thik hai...tum btao..
Dharmesh-yrrrr ek case me uljha hua hu....kuch samjh nhi aarha kisi ko...tumse milna chahta hu ...
Rajveer-mai kyaa kruga usme...
Dharmeah-thodi help chahiye...kisi ki smjh me nhi arha kuch
Rajveer-are yaar ...mujhse mere case solve nahi ho rhe ho.....anyway..
Rajveer-esa kya ho gya...
Dharmesh-milkr hi btauga...case thoda pechida hai..
Rajveer-okk to fr btao kb aaoge...
Dharmesh-aaj sham ko hi...kyuki time bilkul nahi hai..
Rajveer -thik hai...aajao



Sham 7baje dharmesh rajveer se milta hai...bahut time baad mile the dono...haal chaal puchte hai..orr khana pina krte hai...or thoda tahalte hai...
Rajveer-btao...kyaa case hai...
Dharmesh-5 ya 10min ka nhi hai...2,3ghante chahiye discuss krne k liye...islie araam se bethkr baat krege...


lagbhag 9baje...
Rajveer-ab btao...kyaa baaat hai...
Dharmesh-yrrrr...ek serial killer ne bahut parshaan kiya hua hai....
Rajveer-achaa...hm police walo ko hmesa ye criminals hi parsaan krte hai...

Dharmesh-yaarrr bahut...pechida case hai...maine life me aajtk aisa criminal nhi dekha...
Rajveer-aisa kya ke diya usne
Dharmesh-khuun krta hai...orr...kis hathiyar se khuun kiya...ye forensic tk pta nhi lgaa paati...

Rajveer paani peeta peeta ruk jaata hai....
Rajveer-aisa kyu...
Dharmesh-forensic wale bolte hai ki...hme kisi hathiyar ka koi particle nhi mila..
Rajveer thoda hairan hote hue...

Dharmesh-kya hua...
Rajveer-nahi kuch nahi......or ...
Dharmesh-bhai abhi se presan hovge to achha suggestion kaise doge ...abhi bahut kuch baaki hai...

Rajveer-bolo...
Dharmesh-dhyan se sunna...pahla katl hua punjab me...ek ldke ka...orrr uska gla kaata gya.....uska gla ek tute hue kanch se kaata gya tha...

Rajveer-tum to bole hathiyar ka pta nhi lga...
Dharmesh-aree suno to...uska gla kaata gya or...uske per ki ek haddi nikaali li gyi.
Rajveer hairaan hota hua-ye kaisa murder hai...
Dharmesh-pta nhi...
Rajveer-kisi doctoer ya medical student ka kaam ho sakta hai...ya fr kisi tantrik ka...

Dharmesh-ye sb hm pta kr chuke hai...prr aisa kuch dikhai nhi diya...or dusra suno..
Dusra murder hua hariyana me ...pahle wala murder 2017me hua tha...or ye 2018me...isme....ye bhi ek 32 ,saal ke ldke ka tha...uske hath ki ek haddi nikaali gyi hai...orrr uska gla kaata gya hai...jise ham detect nhi kr paaye....ki kis hathiyar se mara gya hai...
Rajveer kho si gya ha fir...

Rajveer-okay....fir...
Dharmesh-teera murder hua hai...Up ke Meerut me.....
Wha ek 55sal ke aadmi ka murder hua hai....uski bhi hath ke ek haddi gayab hai...orr same case...gla kta hua hai...orrrr is teesre me..uski jangho pr kisi nukile ojaar se HAPPY VANATINE DAY likha hua tha...

Rajveer kuch nhi bolta bs chupchap sunta rahta hai...shayad kisi dusri dunia me khoya hua tha...wo dunia jisse wo kai dino se rubroo ho rha tha...

Dharmesh- 4th murder me hamne usko pakad lia tha.....usi din pta lg paaya ki wo ek ldki kr rhi hai murder...
Rajveer-pakad liya to...ab kaha hai wo...
Dharmesh-nahi pta ..ab kyuki hamne pakda jrur tha...pr wo bhag gyi...

Rajveer-exectly btao kya hua tha...
Dharmesh-ye murder ek orat ka tha...
Wo ek orat ko maarne wali thi...hmare ek mukhbir ne hme khabar di ki...ek store room me koi kisi orat ko jbrdsti le gya hai.
..
Ham wha pahuche to..us ldki ne us orat ko ek chair se bandha hua tha...
Ldki ne lather jacket orr jeans pahni thi...muh pr scarf bandha tha.....
Jb pahuche to wo ldki uske pero pr cheera lga rhi thi...orrr wo orat drd se tadap rhi thi..

Hmare pahuchte hi wo thodi shant ho gyi...
Mere sath 2 hawaldar the...wo bahut ajib or buri trh se cheekh rhi thi.......
Wo pahli or laast baar wo hmare giraft me aayi thi...pahli bar hamra usse samna hua tha....
Rajveer-bhaagi kaise...
Dharmesh-usne gas bomb feka orrr..piche ki window se bhaag gyi...lekin...jaate jaate us orat ka glaa kaat gyi....

Rajveer-very dangerous....
Dharmesh -usne ye khoon ek warehouse me kia tha..warehouse me ek cctv camera lga tha...usme sb record ho gya...dekho..
Dharmesh mobile nikaalkr video play kr deta hai...

Video me gate khulta hai..or wo ldki us orat ko ghaseet kar laati hai..orat chhos do...bchao jaise chilla rhi thi....oraat ko bandhti hai...
Or pahle wo ldki idhar udhar ghumti hai...orr ua orat ke paas jakr us orat se
slow aawaj me kuch baat krti hai...

awaaj to saaf aa hi rhi thi pr wo orat kafi dri hui thi...or wo ldki uske chaaro taraf ghum ghum kr usse baat kr rhi thi..karib 2min bad ...wo ladki uske per me edi ke pas kisi ojaar se cheera lgaati hai...
Pr wo ojaar kyaa tha vdeo me dikhai nahi de rha tha...

Ab us oraat ke rone ki awaaj sunaai deti hai....uske drd se tadapne ki awaj..
Wo bda bhyank scene tha....

Rajveer ke bhi rongte khde ho gye...
Rajveer-yee pagal hai kya...itna drd koi deta hai kya kisi ko...
Wo orat cheekh or chillaa rhi thi...pr wo ldki...apne kaam me lgi thi...

Camera kaafi dur tha...kuch andhera hone ki vajah se urtna clear nhi dikhai de rha tha...
Itne me hi police aajati hai...police or us ldki ki kuch baate hoti hai...jo bahut km sunai de rhi thi......
Achank wo ldki us orat se bolti hai or itna cheekh ke bolti hai ki rajveer bhi dr jaata hai..
"Iska khuunn piyugi mai....khunn...ise marke iski khopdi pr dance krugi...iska khun chahiye muje....haaaaaaaaaaaaaa..........tum sb log nhi bcha paoge ise...na hi kisi ki okaat ise bchaane ki....haaaaaa....khuuun piyugii iska..khhhhuuuuunnnnnn...haaaaaaa
Wo itna tej chillaa rhi thi ki dharmesh ko mobile ki volume km krni pdi..
Ye haaaaaaaa word wo ankhe bnd krke bhut buri trh se chillaa rhi thi...

Rajveer -mai...mai...paani pikar aaata hu..
Rajveer andr paani piine jaata hai...or paani pitaa hua behosh ho jata hai...


Dharmesh hairaan ho jaata hai ki achank ye rajveer ko kya ho gya...

Dharmesh ko jb rajveer ke girne ki awaaj ati hai to wo bhaga hua room me jaata hai...dekhta hai waha rajveer behosh pda tha.....

Dharmesh aanan faanan me uske muh pr paani ki chheete marta hai...
Rajveer hosh me aata hai..
Dharmesh use uthaata hai...or bethne ko kahta hai...
Rajveer paani ki taraf ishara karta hai...
Dharmesh use paani deta hai...
Dharmesh-cooll down...just relax....tell me what happend..

Rajveer-uma to nhi hai yha...
Dharmesh-nahi...wo shayd ghr me nhi hai...kyaa hua...
Rajveer ghbraya hua sa beth jaata hai...
Dharmesh-are kyaa yaar...btaoge bhi...baat kyaa hai...kahi tum...is ldki ko jante to nhi...kyaa baat hai tell me...plsss


Rajveer-nahi bs....uska is trh chillana dekhkr dr gya...
Dharmesh-ek police wale ko bewkuf bna rhe ho...koi drta to maan sakta tha...lekin rajveer singh rathod dr jaaye....ye mai nhi maan skta...tell me...mujhse chhipao mt..

Rajveer-police wale ko btau...ya apne dost ko...
Dharmesh-apne dost ko btao...
Rajveer thoda sans leta hua-pahle tum vishwas nhi kroge jo mai btaane jaa rha hu ....islie...tumhari bat mujhe mere ek junior se kraani pdegi...

Dharmesh-are bhai tum to btao....
Rajveer desai ko call krta hai...or use ghar aane ko kahta hai...

Rajveer-phle ye btao...ye ldki ne jis jisko maara...wo kisi crime me shamil the kya...
Dharmesh-unka koi crime samne nhi aaya.. wo sbhi bahut sidhe log the...

Rajveer-smjh nhi aarha tumhe kaise btau...or kaha se shuru kru...
Dharmesh-araam se achhe se btao sb kuch...


Rajveer-meri beti ko jaante ho.....
Dharmesh-nisha ko to bhgwan ne chhin hi liya...orrr ek tumhari chhort beti thi...bdi pyaari thi wo kya naam hai uska....kahi dikhayi nhi di wo...

Rajveer-uska naam hai vaishali...
Dharmesh-haa vaishali...kya hua...thik to hai wo...


Rajveer desai ko phon krke puchta hai..ki kaha pahucha...
Desai-bss sir...2 minut me aaya...
Rajveer-haa wo thik hai...bss 2min wait kro...abhi...desai aarha hai wo aapko smjhayega...

Thodi der me hi desai aajata hai...
Desai-haa sir boliye..
Rajveer-desai...ye mere dost hai...
Desai unse bhi hello krta hai...
Rajveer-desai inhe jra vaishali ke bare me detail me btao...

Dharmesh ke samne desai beth jaata hai...or ek ek krke sari kahani btaane lgta bai...
Jaise jaise wo kahani ko aage bdha rha tha...waise waise dharmesh ke pasine chhotne lge the...kuch to ye case tha hi draawna ...kuch desai bhi dra hua tha ...wo or jaada bhyank trike se btaa rha tha.

Dharmesh-whatttt....unbelievable...iska mtlb to ye nikalta hai rajveer ki...wo sb khun bhi...vaishali ne hi kiye hai...jisko hm dhund rhe hai wo tumhari beti vaishali hai

Rajveer-agr wo sb khun bhi vaishali krti to shayad mere lie mamuli baat hoti...wo khun vaishali ne nahi kie...islie to mai behosh hua...

Dharmesh hainaa hota hua...-are saaaf pta lg rha hai yr...ki vaishali hi wo ldki hai...
Rajveer-wo khun 3saal se hone shuru hue...or vaishali bs 10din se gayab hai...usse phle bchpn se aajtk wo hamri sath rhi hai...ek din ke lie bhi wo kabhi out of city nhi gyi....

Dharmesh-fir ab kaise chli gyi...use car chlana ,bike chlana kaise aagyaa...
Rajveer-ye swaal ke jvab hm bhi janna chahte hai...agr tumhe medal bdhwane ho to jao...vaishali ko dbundkr use fansi dilado...lekin...mai use bchaane k lie nhi bol rha ...
apni gun point pr rkha tha use...puchho desai se...frj ke aage maine kbhi rishto ko nhi aane diya...

Dharmesh thoda normal hote hue-mera wo mtlb nhi tha yar...mai bs...cnfues ho gya tha.....mai yha apni problm solve krne aaya tha...pr yha to problm bdh gyi...tumhara kahne ka mtlb hai...ki 2 alag alag ladkiya...alag alag jagah pr ...same trike se...ek jaise baate bolkr...ek jaise chillake murder kar rhi hai...

Rajveer- filhal to yhi smjh lo.....
Desai- 2 ladki..

Rajveer desai ki taraf dekhta hai...
Or fr wo mobie dharmesh se desai ko dikhane ko bolta hai...
Desai ek side bethkr wo video dekhne lgta hai...
Rajveer-ab kya krna chahiye...
Dharmesh-yrrrr...mera to dimak hi kaam nhi kr rha ....

Rajveer-tum ek police wale ho...smjh skta hu...tum chaho to vaishali ke college me...frdns se...ya fr yha pdos me pta kr skte ho ki vaishali kahi aati jaati hai ya nhi...
or sbse achha tum ravi se pucho hnare...pdos me rahta hai....

Udhar us ldki ke chillane ki awaaj mobile se baahe aati hai..
Rajveer-desai thoda volume km kro....
Desai dekhta rahta hai..
Desai-sir ye ...

Rajveer-desai...ye vaishali nhi hai...or baaki baat mai tumhe baad me btata hu...

Rajveer-chalo dharmesh...us ravi ke paas...
Dharmesh-nahi uski jrurt nhi hai...
Rajveer-jarurt hai...confirm ho jao...aao.....
Dharmesh or rajveer ravi ke ghar ki taraf chal dete hai...

Ravi or uski family dinner kr rhe the...
Rajveer-lagta hai galat samay pr aagya...
Ravi-nahi uncle aayiye ..bethiye...
Rajveer- ye dharmesh hai...mere dost...police me hai...
Ravi-hello uncle...

Dharmesh-tumse kuch baat krni hai ravi...
Ravi ki maa-sir...kya hau
Rajveer-drne ki koi baat nhi bahanji....bs usdin ke bare me thoda puchna hai...
Rajveer -hm guestroom me intjaar kr rhe hai...khana khaakr aao...

Karib 5min baad ravi aata hai...or beth jata hai....

Dharmesh-rajveer ne muje sb btaya...ab kaise tbiyt kaisi tbiyt hai tumhari...
Ravi-thk hai ab to...

Dharmesh dekhta hai uske hath pr ptti bdhi hui thi...jaisa rajveer ne btaya tha...
Dharmesh-ravi...tumhe kya lgta hai...vaishali ko kya hua hoga...wo ese kese bdl gyi...



Ravi-mere hisaab se to usme koi chudail ghusi hui hai...tbhi wo bli ,bli chillaati hai...or hasti bhi wese hi hai...
Dharmesh-mtlb uska kahi aaate jaate kisi totke pr per pda or chudail usme ghus gyi...or ye totke jadatr raat me ya din me hote hai...

Ravi-prrr wo din me ya sham me kahi jaati hi nahi thi...
Dharmesh-tumhe kaise pta...
Ravi chup ho jaata hai..
Rajveer-koi baat nhi ravi...jo hai sch btao...
Ravi-sir...wo mujhe achhi lgti thi...mai use roj dekhta tha...sham me or subah to roj dikhti hi thi wo...

Dharmesh-itni gurantee se kaise kah skte
ho
Ravi-subah me use aadat thi...chae hmesa balcony me piti thi...or raat me sone se pahle roj wo taaro ko bacony se dekhti thi...ye uska roj ka kaam tha...mai use 2 saal se pasand krta hu...tbse..ek bhi din uska miss nhi hua...
Rajveer-dekha dharmesh...mumbai se punjab lagbhag 2 din se jaada lagte hai...aane jane me...

Dharmesh-okk beta ...thanak u...
Rajveer or dhramesh ghar aajate hai...
Dharmesh-ab kya krna chahiye yrr...ye mamla to bahut hi ajib ho gya...media me news daalde kya .
Rajveer-aisa kiya to...khabar mirch masalo ke sath bnegi...koi use devi kahega to koi chudail.....log dar jayege...unki haivaniyat se...

Dharmesh-ye bahut hi mushkil samay hau tumhare lie...beti...
Rajveer-kaoi baat nhi...kbhi socha nhi tha...ki bahut din baad milege to bhi is haalat me ....

Dhamesh-kya krna chahiye....
Rajveer-mujhe kisi ke sath ki jrutt thi...ab agr tum mera sath do to...mai is case ko suljha sakta hu...

Dharmesh-afcourse mai tumhare sath hu...
Rajveer-aise nhi...vardi se thoda dur rahkr...
Dharmesh-matlb....
Rajveer-bina kisi backup...bina vardi...bina police help...bina kisi jeap ke hm use pakad skte hai ..

Rajveer-matlb suspand...
Dharmesh ko apni or rajveer ki purani baat yaad aajati hai...jb unhone ghumne jaane k lie...apni senior ko gaali de di thi...taki unhe suspend kr ske or wo ghum ske araam se...

Dharmesh muskurata hua-ab kise.....
Rajveer-ek neta aarha hai...use thoda presan krte hai.....
Agle din...ek neta ko prachar ke lie aana tha...ye dono chek post pr pahuch jate hai
Or neta ki gaadi ko rokkr usse ulti sidhi bkwas krne lgte hai...neta bahut smjhata hai ki late ho rha hai...pr wo n maante...or neha last me unko upr baat krke suspend krwa deta hai...

2pm


Dharmesh-dunia suspend se dukhi hoti hai...or hm khush ho rhe hai...tum mera promotion nhi hona doge...or dono hasne lagte hai...
Dharmesh-is case me tumhe beti ki yad aarhi hai ya ek mujrim ki...
Rajveer-mujhe bs ek mujrim dikhai de rha hai...
Dharmesh-okkk..wese...in dono me koi connection to nhi....dono ke kam same...trika same...style same...
Rajveer-fark hai...bs...wo ldki...kisi ko bhi maarti hai...or vaishali bs unko target kr rhi hai...jo galat the...chahe thoda bahut hi sahi....
Dharmesh-vaishali koi psycho typ lgti hai...tumne kisi doc ya psycatrist ko dikhaya...

Rajveer-haa...dikhaya tha...pr usne ekdm opposite bola...wo bolta hai...vaishali bahut tallanted hai..vgera vgera...
Dharmesh-kya kahte ho...ek baar or mile usse...
Rajveer-mai is case me koi bhi dheel nhi chhodna chahta...tumhe jo karna hai kro...

Dharmesh-ab sath me rhna hai to mai mere kapde le aata hu ....firr araam se kaam pr dhyan denge...

Rajveer bhi filhal dharmesh ke aane tk apne dimak ko thoda resr dene ki sochta hai...or in ulnjhno se dur rhne ki koisis krta hai...


Varsha ko ab 2din ho chuke the...or use kal wapas shimla jaana tha...2 din se wo us pariwar me rah rhi thi ....kaafi achha pariwar tha....sbhi ka varsha ki vajah se man lg gya tha...


Frr ek din...
Disha-varsha...tum kal kis train se jaogi...koi reservation kraaya hai ya nhi..
Varsha-mere pas mobile nhi...pese nhi...kaise kraati reservation...
Disha-hmm...to...kaise jaana hai fir...
Vaishalli-kyaa meri koi job yaha lag sakti hai...mai wha jaake bhi kya krugi...kon hai wha mera...aap log agr yha aspas koi kamra rent pr dila de..to muje thoda support ho jayega...


Disha-is baare me mai to kuch nahi bol sakti...achha hoga tum bhaiya se baat kro...


Disha or varsha vijay ke paas jaate hai...
Vijay-aao disha ...ohh varsha bhi hai..
Preity bhi wha bethi hui thi...shayd ye dono kuch baate kr rhe the...

Preity-aao betho...
Disha-bhaiya varsha kuch bolna chahti hai...
Vajay-haa kaho na varsha....
Varsha-bhaiya mai yha job ke lie aayi thi...but rejection ho gya ...shimla me family ke jaane ke baad mera koi nhi hai...wha bhi jaakr kya krugu..mujhe job krrni hai...kya mai yhi koi job search krlu...aap logo ke sath rahkr mujhe kaafi secure feel hua...ek pariwar jaisa pyar mila...apke hi thoda paas agr koi room rent prr mil jaye...to...bs job lgne tk apko thodi pro hogi uske bad mai aapke sbhi pese return kr dugi...varsha bdi maasumiyt se kahti hai...

Vijay-dekho varsha...job to tum kahi bhi kro...lekin...yha koi esa rent room hai nhi...agr tum subah tk kahti to...samne wale ghr me rent room tha...but subah hi koi ladka aakr rahne lga...ab to koi aisa mukhe dikhai nhi de rha room...

Preity-samne wala achha tha yha hm bhi the...lekin kahi or to...ye akeli kaise rhegi...ldki hai...
Vijay-ab kyaa kru firrr..
Preity-kyuu na ise hm hi rakhle...yhi rah legi...jo rent ye kisi or ko degi wo hme hi dedegi....
Vijay-kuch sochta hua...
Pretiy-ladki hai...kaha jayegi...kuch ho gya to...
Vijay-thik hai...mai iske lie koi achhi job search krta hu...varsha tum apna koi identity de dena...or bolkr chle jaata hai wha se...

Preity-varsha tumhe bura to nhi lga mene peso ki baat kahi...are wo sb sbke lie..tumse yha koi pese nhi lega...jese meri ye do bahne hai wese hi tum bhi...
Varsha smile kr deti hai...

Disha-lekin kuch bate hai...jo manni padegi...
Varsha-bolo...
Disha-ye aapki bhabhi hai...mai didi...tannu bahan...or papa mmy tumhare bhi papa mmy hai...okkk
Varsha-mera to kbse aapko didi or inko bhabhi bolne ka mn tha...
Sbhi is baat se khush ho jate hai ki varsha yhi rhegi...

Next day morning....9am
"Phuulo ka taaro ka....sbka kahna hai...ek hajaro me meri bahna hai...sariii umaar...hame sang rahna haai...."
Disha or varsha bethe hue chaye pi rhe the....ki achank ek besuri awaaj unke kano me pdti hai..
Disha-ye kon nai...ye kon sngeet bja rha hai subah subah...

"Bahna meri...rakhi ke bandhan ko nibhana...bahna meri bade bhai ko na bhulana kaisa ye bandhan puraana batana..."

Disha-uffff konn hai ye....
Disha bahar aati hai to samne aaya nya ldka khidki pr khda hua...notebook ko gol krke usme gaa rha tha...

Disha-ohhh mukesh kumaar...
Ldka-jiii....
Disha-jraa aye apne suro ko lagaam lgaiyye...hme distrb ho rha hai...
Wo ldka chupchap ghr me chlaa jaata hai...

Preity-kon tha Disha..
Disha-kyaa pta...wo samne wala ldka...kauvva jaisi awaaj me gaa rha tha....

Dopahr ke time me ...tannu or varsha bed pr leye the...tannu mobile me kuch kar rhi thi ..or varsha sr pr haath rakhkr kuch soch rhi thi.....ki achank


"Kaisa ye jhagda purana...btaaana...bahana meri rakhi ke bandhan ko nibhaana ....dekho tum mujhko kbhi na rulana".

Tannu-ufff kon hai ye gadha.....
Tannu hdbdati hui bahar nikalti hai...to samne wo hi ldka apna tallent dikhaa rha tha...
Tannu- oye....kya btmiiji hai ye...bolu bhaiya ko....
Itne me hi varsha bhi bahar aajati hai...
Or varsha us ldke ko dekhti hi rah jaati hai...
Kyuki ye uska bhai...arun tha...
"Whattt....arun...yha...ye...kaise aaya...ohh god...ab kyaa hoga..."
Arun-ji wo...bs practice kr rha tha....singing ki...
Tannu-hmaare kaan fodkr practice kroge....
Arun-soryyy...
Tannu andr chli jaati hai...
Tbhi arun-varsha se milne ka ishara krta hai...varsha bs ankhe dikhaa deti hai...

Varsha ko tension ho jaati hai...kyuki mushkil se use rahne ka thikana mila tha...ab ye musibt...


Evening...
Tannu-mummy mai reena ke paas jaa rhi hu...thoda kaam hai...
Malti -haa thik hai...jldi aana..
Thodi der bad..
Varsha-mai is chaaku ko ghuma lu thoda...road pr...
Disha-are you sure...tum abhi yha nyi ho...mai bhi chalu..

Varsha-nahi...bs yhi paas tak...subah se ghr me hu thoda achha lgega...
Disha-okkk...ye lo...ise rkho...kuch pro ho to bhabhi ke naam se no save hai krna call..
Disha varsha ko apna mobile dete hue bolti bai...


Varsha chaaku(doggy) ko lekar baahr aate hi sidha samne wale ghr me gate kht khtati hai...
Arun-ohhh madam..
Varsha-chupchap mere sath chal...baat krni hai tujhse...
Arun- chlo...

Varsha-aise nhi...tu piche piche aana...
Varsha chl deti hai...or uske piche piche arun tha..
Thoda dur jaake varsha ruk jaati hai...
Arun-orr madam...kya haal hai.......
Varhsa-phle tu bta...tu yha...ye ittefaak kaise....
Arun-tujhe kl market me dekha...socha tere paas hi ghr lelu...darsal meri job yha mnc me lgi hai ...abhi 5 din baad joining hai...
Kl market me ghum rha tha to tu dikhai di...bsss tere picha krte hue ye ghr dikha...socha apni bahan ke pas hi rhta hu...

Varsha-teri mot tujhe yha laayi hai...mrega tu...or yha tujhe tera baap bhi nhi bcha sakta...
Arun-oh hello...apni gli me kutta bhi sher hota hai...

Tbhi use chhota kutta bhokne lgta hai...
Ravi-ye kon hai...
Varsha-sher...apni gli me hai na...
"chaaku stop..."varsha chaaku ko chup kraati hai...

Arun-whatt...chaaku...ye pkka tune rkha hoga na naam...tujhe chaaku...gun...chhuri...khanjar...orr ha...lattest haddii...in sbke alawa kuch sujhta bhi hai


Varsha-mene tujhe yha teri ye bakwas sunne ko nhi bulaya...10din se mai soyi nhi thi ...5din se khana nhi gya tha pet me....lga tha ese hi bhatak bhatak kr mr jaaugi...tb jaaakr ye priwar mila... agr in logo ko pta lga ki tu mera bhai hai...to ksm se tu usi din mrega....or tu jaanta hai mai is kaam me kitni kaabil hu..

Arun-or agr abhi papa ko call krke bta du to...
Varsha mobile nikaalti hui-le lga noumber...lga no apne baap ka...or unko ye bolna ki teri dead body lene aaye...kuki call krne ke 5min bad tu jinda nhi rhega..

Arun-or agr mai bad me lgau...tujhe bina btaye...
Varsha-your welcome...lekin usi din tere sath tere papa ko bhi maar dugi...smjha tu...chahe wo kitni bhi bdi foj lekar aaye...khudko or tujhe mujhse nhi bcha paayege...challange fekti hu ye...bula le...bina btaye bula...
"LEKIN USI DIN TUM DONO BAP BETO KI BLI CHADHHA DUGI...smjha tuuuuu"varsha isbar buri trh chillake bolti hai...

Ye to aachha tha wo jaha khde rte wha koi insan nhi tha...wrna shayd drkr bhaag jaata hai...
Arun drke maare kuch bol nhi paata...bs chupchap khda rah jaata hai...

Varsha wha se jaane lgti hai...or dobara pichhe mudkr
"Orr ha...yha mera koi priwar nhi hai...or mera naam varsha hai...smjha...jo nokri krne aaya hai wo nokri kr smjha"
Or varsha wha se chli jaati hai...



Next post will be soon
So read 9 updates so far story kafi eyecatching hai kuch flaws mujhe feel hue for example rajveer ne report nahi ki ye samaz aata hai but as he claim ki duty uske liye first hai to use vaishali ki picture har police station me send karni thi. Chalo not as a criminal but ek missing complaint as a father to vo file kar hi sakta tha again jab rajveer ko bike vale ladke ka phone aata hai ki use bike mil gyi tab rajveer us area ki bus stop ya railway station ki checking ke orders nahi deta which is highly unprofessional for a senior COP. Nd ravi ki family apne bete par hue attempt to muder ki koi FIR ni karwati vo b india me jha nal ke pani bharne ko lekr murder ho jate hai vha padosi ki beti kisi family ke bete ka murder krne ko hoti hai or koi FIR nhi likhwana strange, hope ki vo aage ki updates me in questions ke answer mil jaye.

vaishali ka character build up kafi acha tha as a pyscho par dusre characters ko uske samne kamjor krna thoda weak point lga nd vaishali ke dwara aise dusri family ko apni life aka criminal life me involve krna kha tak justified hai vo to aage ki updates padne par hi me puchna chahugi.

Overall a good thriller to read nd hope aage ki updates excitment ko or badaye.
 
Last edited:
Top