• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Hijab Lover

Active Member
765
1,699
124
Kunal, jiske pita 2 bhai the dono ki sadi hui or bacche bhi pr kisi agyat karan ke chalte unki jaan chali gyi, Ma Apne mayke ke bare me nhi btati, kuchh raaj vha dafan hai Jo Samay aane pr khulenge, kunal ke dost ne jvani ke maze lene ke liye xforum se introduce kiya pr ek kahani ko dekh or apni situation ko compare karke use apne family or apne future ki Chinta hoti hai, jispr vo ek nirnay Leta hai or Uspr kaam karne lagta hai... Exercise karna subah jaldi jagna or apni padhai pe concentrate Karna etc... Bole to sandar update bhai OR Ye sab pita ki durdarsita ke karan hua hai jispr uski ma or chachi ne purn sahyog diya hai, vo kam paiso me bhi salesgirl ka kaam karti hai or apne pariwar ka palan poshan karti hai... :applause: :applause:
Aapko pasand aayi, ye hi chahiye ek writer ko Bhai ki reader ko pasand aaye.
 
  • Like
Reactions: Xabhi

tpk

Well-Known Member
12,745
17,173
228
UPDATE 2

Ye sab padhne ke baad mere man me bahot saare vichaar aaye. Uss kahani ke kirdaar ko apni jindagi se jod ke dekhne laga. Agar inme se kuch bhi mere ya mere parivar ke saath hua to me kya karunga?! Ek hafta apne aap me sochne ke baad mene kuchh thaan liya ki iska kya solution ho sakta hai. Ab baari thi iss par kaam karne ki.

Agle din....


Ab Aage...

Agle din me subah jaldi uth gaya. ab mere paas dusro ki tarah Jim Jane ke paise to the nahi to Maine Ghar pe hi alag alag kasrat karne ka socha tha. To uspe lag gaya. Thodi der streching karne ke baad me ne 5-6 pushup mare fir squats mare aur thodi dusri exercises ki. Ye mera pehla din tha aur meine Aaj Tak kabhi exercise nahi kiya tha ha bhag daud hoti hai par proper exercise nahi. Mujhe apna stamina bhi badhana tha, jisme mujhe daune se fayda ho sakta tha to Ghar se nikal gaya aur aas paas ke ilake me 3Km dauda kar ghar vapas aaya. Ham paise Wale nahi the par hamara ghar bada tha, vo isi liye bacha tha kyoki mere papa dur ki sochte the aur unhone iss property ko apne business se dur rakha tha. Jiski wajah se bhale hi ghar purana hogaya tha aur jyadatar chize bhi ghar me purani ho gai thi par ham sach me road pe nahi aa gaye the.

Me sidha apne room me Gaya kyoki abhi koi jga ho aisa nahi lag raha tha. Room me aa kar me apne purane se bed pe baitha hi tha ki sari thakan ka ehsaas ek saath hua kyo ki abhi tak to me Josh Josh me sab kar raha tha to thakan aur dard ka ehsas nahi hua tha. Lekin ab body relax hote hi pura body dard karne laga. To maine socha chalo garam pani se naha leta hu jisse body ko Aram milega kyoki Abhi to pura din baki hai. Par ek chiz ka mujhe bakhoobi ahsaas tha ki bhale hi meri body ko ye sab adapt karne me time lagega par mera mind bahot hi fresh tha exercise ki vajah se. Nahate time maine ye bhi Tay kiya ki pura exercise ka kaam subah sabke uthne se pahle hi khatam karna hai varna agar ghar me sab ne dekha ki meri harkate achanak se badal gai hai to unko bhi khamkha fikr hogi.

Bahot der tak body pe garam pani dalne ke baad me naha kar bahir nikla aur apne kapde pehne. Abhi me kapde pehn hi Raha tha ki darwaze ki taraf se aawaj aayi

Ammi: Bet.....

Ye ammi thi jo beta bolte hue ruk gayi thi, Jo ki mujhe jagane aayi thi. Aisa nahi tha ki me kabhi apne aap se nahi uthta tha par ye kabhi kabhi hi hota hai. Ammi ko bahot Khushi hoti jab bhi me apne aap uth jata tha, kyoki unka manna tha ki sab ko kamse kam khudse hi uthna chahiye, ye sab ki parsonal jimmedari honi chahiye. Lekin jab unhone dekha ki main takriban pura taiyar ho chuka hu to unko unko Khushi hui.


Ammi: are wah good morning beta Aaj to tu jaldi uth gaya aur taiyar bhi ho chuka hai

Me: haa ammijaan, good morning, maine socha hai ki ab se me khud se uth jaya karuga.


Ammi: ye to bahot achhi baat hai beta. Mujhe Kushi hui ye jaan kar. Aur Chalo apni sab college ki chize check karle tab tak mai nashta bana deti hu. Fir tu college nikl Jana taki pahuchne me jaldbaazi na karni pade.

Me: thik hai abhi aata hu ammi

Uske baad ammi chali gai kitchen ki taraf. Aur me taiyar hokar apni chize check karne laga Jo ki me apne saath lejata tha college. Sab barabar se bag me rakha aur use lekar kichan ki taraf gaya. Hall room me bag rakh kar mein kichan me gaya to ammi aur Chachi thi vaha pe. Ammi ne mujhe dekhte hi bola

Ammi: ho gaya? Aja Beth ja nasta karne

Me: ha ho gaya. Good morning Chachi

Chachi: good morning Kunal. Ready ho gaya?!


Me: ha chachi. bhukh lagi hai jaldi se nashta dedo.

mein nasta karne baitha, ammi nasta lekar aayi fir ammi aur Chachi bhi mere saath nasta karne baith gayi. Unko bhi sab ke nasta karke jaane ke baad kaam pe Jana tha. vo dono pass ke hi mall me sales me kaam karti thi. Paisa utna nahi milta tha lekin Ghar ka kharcha nikl jata tha.

Ghar me kisi ke padhne ke kharch ki chinta nahi thi kyoki vo paise papa ne hamare paida hote hi sab bachho ke liye alag se FD kar diye the uss me se hi ho jata tha aur baki papa aur chacha ka insurance se bhi paise mile the Jiski vajh se jab ham chhote the to ammi aur Chachi ke kaam pe nahi jaa pane ke bawajud hame jyada taklif nahi hui.

maine nashta karte hue ammi aur Chachi ke saath collage ki bate ki, ki kya chal raha hai aajkal. Me kabhi unse jyada baat nahi karta tha to isse undono ko bahot Khushi Hui.

Nasta karke Maine dono ko bye bol kar apna bag liya aur ghar se bahar aaya jahan par khadi thi meri Bicycle (isse me cycle boluga). Jisse lekar me chal diya collage ki taraf.

Thodi der baad jab me collage ke parking area me pahuncha to maine cycle park ki aur chal diya collage ki taraf. Meri behne dusre collage me jaati thi. Aur unka time thoda alag tha to Ghar Jane ke baad hi mulakat hoti thi week days me.

mein last se dusri bench pe baithta tha. Mera koi khaas dost nahi tha. Me akela hi rehta tha kyoki jyadatar yaha paisewale hi aate the. Jabki me scholarship se aaya tha. Vaise to me padhne me tez hi tha par first year ke baad se padhne se jyada ladkiya taadne me laga rehta tha kyoki baat karne ke halat to the nahi. Mera padhna class me baki sab se jyada important tha kyoki unki family ke halat mere jaise nahi the. Lekin fir bhi pata nahi mujhe kya hua tha ki mai apne future ka soche Bina 2 year ka time waste Kiya tha jo ki mere result me kum marks ke rup me dikhta tha.

thodi der baad first lecture start hua to Maine pura dhyan lagaya lecture pe aur notes lene laga taki reference bana rahe. Ek ghate ka ek lecture hota hai to pehla lecture khatam hua aur Fir second lecture start hua. Jisme bhi maine pura dhyan diya. First year ke baad pehli baar meine class me questions puchne start kiye. Sir bhi class me sawal puchhte te jin mese me kuch ka sahi ans de paya. Dusre lecture ke baad break hua to hum sab class se bahar nikle.

me dusro ki tarah canteen na ja kar library ki taraf gaya kyoki jaroori books bhi abhi tak mene issue nahi karwayi thi. Bahar se Lena unke price ki vajah se mere liye possible nahi tha. To maine waha ja kar sari books issue karwayi, meri kismat kaho ya kuch aur ki adha saal khatam hone ke baad bhi mujhe sari books mil gayi. Koi to akhri bachi thi.

uske baad me library me computer section ke paas gaya jaha par computers hote hai. kyoki vohi ek jagah thi jaha pe main internet ka use kar sakta tha. Maine librarian se permission li aur ek kone ke computer pe baith gaya pen aur paper leke.


Pehle main Utub (*ye jaanbuj kar likha hai) pe gaya aur kuch videos dekhi jisse mujhe ye pata chal sake ki trading account open karne ke liye konsi best sites hai. Fir thodi der baad alag alag sites ke bare me maine paper pe likha tha uss me se mujhe Jo best site lagi maine use computer pe open Kiya. Fir maine uska thoda jayza liya, uske trading ke charges kya hai vo sab jaanne ke baad maine apna account open karne ka process start Kiya. Apni information fill karke submit ki to account open ho gaya. Sab sites pe 1 din lagta hai par isme turant hi khul gaya.

Maine uss ke baad firse videos vali site pe konse shares achhe he isske bare me dekhna start Kiya. Kuch time ke baad mujhe aise shares ki information mili jo ki vakayi achhi thi. To maine trading account me ja kar 1000 rs. Deposit kiye. Aur uske baad maine intraday pe kuch shares liye aur unka sell limits set kardiya. Taki jab target hit ho to shares apne aap bik Jaye. Uske baad me wait karne laga. Lekin mera break pura hone ko tha to me sab close karke library se nikal kar sidha class me pahuncha. Aur do lectures aaye aur uske baad ek practical ka lecture hua. Unke khatam hone ke baad me gaya firse library ki aur. First ek computer pe ja kar site open ki aur account me login kiya to dekha ki target hit ho chuka hai aur shares bik chuke the aur 200rs ka profit hua tha. Jo ki mere liye bahot Khushi ki baat thi kyoki meine Jo baate Tay ki thi ki mujhe karna hai ussme se yeh financial problem solve karna bhi ek hai. Thodi der me market close ho gaya. To maine logout kiya aur computer section se bahar aaya.

Vahi side pe reading section tha to me vaha ghusa aur apna padhne ka kaam start kardiya kyoki bahot kaam pending tha. Dekhte hi dekhte shaam ho gayi to me library se nikl kar parking ki taraf Jane laga to maine dekha parking ke ek side pe kuchh log the Jo ki college khatam hone ke itne der baad bhi vahi par the. Ki tabhi unme se....


Note: Comments dena na bhule

good one
 

Hijab Lover

Active Member
765
1,699
124
UPDATE 3

Vahi side pe reading section tha to me vaha ghusa aur apna padhne ka kaam start kardiya kyoki bahot kaam pending tha. Dekhte hi dekhte shaam ho gayi to me library se nikl kar parking ki taraf Jane laga to maine dekha parking ke ek side pe kuchh log the Jo ki college khatam hone ke itne der baad bhi vahi par the. Ki tabhi unme se....

Ab aage...
Ki tabhi unme se ek ko thappad pada Jo ki centre me khade ladke ne mara tha. Mujh tak awaz aai thi matlab zor ki padi thi. Do second ke baad ek aur thappad pada us ladke ko to vo ladkhadaya. Baki ke 4 ladke bhi iska fayda utha ke uss par laat ghuse ki barish karne lage. Maar se apna bachav karte hue vo ladka jamin par gir gaya. Jab tak ye chal raha tha me apni cycle ki taraf gya aur usse unlock karne laga.

Fir udhar se nikl ne laga to meine ek baar uss taraf nazar ghumayi to dekha ki un Pancho ne us ladke ko marna band kar diya tha aur kuchh bol rahe the. Unme se jo centre me khada tha mujhe uska chehra clearly dikha vo aadil tha. Mujhe ye to pata tha ki aadil problem naho to kisiko pitne ke liye khudse problem kadi kar deta tha, par ye nahi pata tha ki iss ladke ki galti thi ya aadil ne iske saath problem khadi ki thi. Main fir vaha se nikl gaya.

Ab jyada tar log hero banne ki sochte par mujhe apni limit pata hai. Kamse kam abhi to na itni sharirik takat hai aur nahi mere paas power ya influence hai. Agar abhi kahi pe me bich me padta hu to meri mushkile badhni Tay hai. Isliye abhi jitna ho sake inn chijo se dur rehna hi achha hai.

Me fir college se nikl kar police station ki taraf gaya jaha pe Junaid ki posting Hui thi. Jaise hi me police station me ghusa mujhe ek taraf Junaid dikh Gaya Jo ki hawaldaro se baat kar raha tha. Us ki nazar jaise hi mujh pe padi uss ne mujhe ishare se do minute rukne ko kaha. To main wahi uska wait karne laga. Thodi der baad vo meri taraf aaya aur chair ki taraf ishara karke bola

Junaid: (Khushi se) baith to sahi bhai, ruk chay mangwata hu

Me: (baithte hue) chay rehne de fir kabhi aauga uske liye. abhi to Ghar Jana he aur thodi der me raat bhi ho jayegi to raat ko khane ka maza nahi aayega. Aur batao kaisa chal Raha hai, sub-inspector sahab police station me

Junaid: (haste hue) thik hai nahi mangwata. Tujhe to pata hi hai ek mahine pehle to join Kiya he to abhi to sab Naya Naya hai. Tu bata Aaj yaha kaise aur bag bhi saath me? Mera matlab college ke baad itni der tak bahar ghum raha hai koi pareshani to nahi?

Me: are aaj aane hi wala tha kyoki tu mahine bhar se mera sar kha raha tha, ek baar aa, karke. Aur vo to main aaj library gya tha padhne ke liye aur tu kuch comment mare me hi tujhe bata deta hu ki aaj se hi padhai me mehnat firse start kardi hai isiliye Library Gaya tha.

Junaid: kya baat hai bhai aaj soya Sher jag hi gaya. Koi nahi der aaye durust aaye.

Me: ha bhai ab to isi pe focus kar na start Kiya hai. Waise ek chiz he kya tu mujhe thode paise de payega kuch do mahino ke liye?

Junaid: ha par kitne ki jaroorat hai tujhe kyoki meri pehli salary abhi tak nahi hui to abhi to mere paas hazar hai. Agar tujhe jaldi na ho to 10-15 din me salary ho jayegi tab le lena

Me: are nahi bhai abhi to 1000 hi chahiye aur ho ga to do mahine se pehle hi tujhe wapis karunga.

Junaid: kaisi baat kar raha hai tu, agar wapis na bhi de paye tab bhi pareshan mat hona. Hamare bich ye to chhoti chiz hai bhai. Par koi pareshani ki baat to nahi na ki aaj achanak tu paise ka puchh Raha hai jabki teri itni problems ke baad bhi aajtak tune paise nahi liye mujhse isliye puchh Raha hu

Me: nahi bhai aisi to koi baat nahi hai. main in paiso ko apne paise ke saath apne account me dalna chahta hu. Taki main use share bazar me laga saku.
Fir maine use library wali Puri baat batayi to wo khush ho gya

Junaid: bahot badhiya, ye to bahot kaam ki chiz kar raha hai tu.

Me: ha ab apna vakht achhi jagah lagana hi padega. Ye hi ek rasta hai jisse legally speed me paise kama sakta hu. Aur ha tujhe ye bhi batana hai ki jab me vo videos dekh raha tha to usme kisi classes Wale ki advertisement me aaya ki PSI ki post ke liye exam hone wale hai to classes suru ho rahe hai to tu us exam ke liye apply karde, mujhe yakin hai tu pass ho jayega.

Junaid: ha Maine bhi kuch logo ko yaha suna tha iske bare me baat karte hua par mujhe abhi job lagi hai to socha agle saal karunga.

Me: dekh duniya me influence aur paise se jyada bada to kuchh nahi. Agar tu vo exam pass karta hai to tu bahot sare ranks ek saath skip kar sakta hai upar se authority aur salary bhi badhe gi. Abhi hi meine (fir maine usse collage ke parking wali Puri baat batayi).

Itna sunte hi vo gusse me bola
Junaid: to fir chal mere saath uss Amir baap ki aulad ki khabar lete hai.

Me: nahi bhai, jab me vaha se nikl raha tha to maine uss ladke ka chehra dekha tha. Pura college janta hai use vo mantri Shakil ka beta hai aadil. Agar ham abhi kuch karenge to ham dono ki vo shakil vaat laga dega. Mera aur mere parivar ka jina haram kar denge uske aadmi aur tujhe ya to suspend ya demote karwa denge. Upar se us ladke ke saath kya kar de kuch nahi keh sakte. Mujhe pata hai ye galat hai par kulhadi pe pair Marne nahi jana chahiye. Isi liye me tujhe vo Psi wali exam ka bata raha tha.

Itna sunkar vo thoda shant hua aur thodi der sochne ke baad,
Junaid: thik hai kal hi ye application kar deta hu aur taiyari shuru kar deta hu. Lekin uss aadil se Aaj nahi to kal hisab Lena hi padega.

Me: Pehle apne goal pure karte hai. Uske baad uss ladke se jaanenge ki baat kya hai asal main aur fir aage ka dekhte hai.

Junaid: done Bhai Aisa hi sahi rahega.

Fir hamne aur baat ki jisme Maine apna aadha financial plan bataya to Junaid ne bola ki vo uski aadhi salary mujhe dega taki use me share bazaar me laga saku aur dono ka 50-50 ka part hoga, profit aur loss me. Thode Paise vo salary se dega aur me apna dimag use karunga. Ussne fir 1000rs apne computer se mere bank me transfer kar diye. Fir hamne aur thodi der aur baat ki tabtak andhera chane laga tha to me use bye bol kar nikl gaya.

Waha se nikl kar me Ghar pahucha aur cycle bahar rakh kar andar gaya to dono choti behne hall me thi. Jaise hi unhone mujhe dekha

Zoya: Bhai aap abhi aa rahe ho kaha reh gaye the ab tak

Alina: ha Bhai badi aammi bhi kabse pareshan ho rahi hai

Inn dono ko awaz sunte hi kitchen mese ammi Chachi aur baji tino bhi bahar aayi,

Ammi: kitni der ho gayi hai kaha tha tu ab tak?

Chachi aur baji bhi yehi puch ne lage, lekin mujhe jaise hosh nahi tha. Baat aisi thi ki jaise hi tino kichen se bahir aayi tabse meri nazar chachi pe jam gai thi. Hamare ghar me jyadatar sab females salwar kameez hi pahnte the. Aur Chachi shayad chulhe ke paas kaam kar rahi hogi kyoki unko bahot pasina aaya tha aur vo pasina utar kar unke tight kameez me kaid bade bade aamo ke bich ki gehri ghaati me ja raha tha. Chachi ek dum kayamat dhaa Rahi thi aur Pehli baar mera Sher Chachi ko dekh ke jaag raha tha.


britney-sweat.gif

istockphoto-667466294-612x612.jpg


Mere paas khadi Alina mujhe hilayi to me hosh me aate hue bola

Me: me vo..me..me vo..

Baji: ha aage bhi bol kya me vo bata kaha tha itni der tak

Me: (khudko sambhalte hue) are baji me to vo library me tha syam tak..

Me apni baat Puri karta usse pehle,

Chachi: to syam Tak tha lekin ab to raat ho gayi hai

Me: are chachi sun to lo, me uske baad police station Gaya tha Junaid se milne. Aur aap me se koi puchhe usse pehle hi bata du ki aajse Maine jyada padhai karne ka socha hai to abse sham ko hi aaunga. Aap jyada fikr na kiya karo, me abse sham ko aajaunga.

Ye sunke ki me jyada dhyan dena chahta hu padhai me to sab khush ho gye,

Ammi: ye to bahot acchi baat hai beta. Lekin hamare paas ek hi phone he Ghar me to Tera haal bhi nahi puchh sakte the aur vaise bhi apno ki fikr hona to lazmi hai.

To maine unke paas Jake unhe gale laga liya.

Zoya: to hamne konsi galti ki hai hame bhi jappi chahiye.

Ye sunkar sab hasne lage aur maine sab ko bari bari se gale lagaya.

Chachi: chalo Kunal fresh ho kar aaja sab khana khate hai.

Me: ji Chachi.

Me fir fresh hokar sab ke saath baitha aur ham sabne baate karte hue khana khane lage. Uske baad ammi aur Chachi kichen me bartan saaf karke hamare paas hall room me aa gayi thodi der baate Hui. Fir ham sab apne apne room me chale gaye sone k liye.

Me apne room me aaya aur apna plan paper pe likhne laga ki mujhe kitna time lagega mere most goals pure karne me. To sab milakar mujhe 10mahine Kam se kam lagne the to Mai 1 saal ka ek plan taiyar karne laga taki bich me koi problem aaye to overall plan me change na ho. Pehle meine paise ke har mahine ke targets set kiye Jo mujhe apne final amount Tak pahucha sakte the. Uske baad maine body ke liye bhi goal set kiye ki minimum kitna improvement hona chahiye har mahine aur konsi exercises me add karta jaunga. Uske baad maine apna academic calendar banaya jisko follow karke adha saal Jane ke baad bhi me maximum syllabus pura kar Pau. Aur 4th year me time changes hote hai aur hame kisi doctor ke niche kaam karne ka mauka milta hai. To 4 year ke liye alag table banaya. Kyoki jab mera ye ek saal khatam hoga meine aadha 4tha year complete kar liya hoga. Share bazar ke analysis ke liye alag book rakh li kyoki me short term investment karne wala tha joki high risk hota hai par 5 times profit de sakta hai. To mujhe apne kadam fuk fuk ke rakhne the.
Raat gehri ho gai thi aur mujhe in sab ki vajh se der ho gai thi to me jaldi se light off Kiya aur so Gaya.

Dusre din se regularly us plan par chalna start kardiya. Us din maine vo 1000rs apne share vale account me le liye aur trade Kiya. Aise hi din guzarne lage aur me plan ko strictly follow karta gya. Exercise karna, Collage Jana, class attend karna, share bazar me trading karna fir sham tak library me padhna, raat ko sab ke saath baate karna aur sabse pehle so Jana taki agle din jaldi se uth saku. Aisa karte karte third year khatam hone ko aaya aur meri exam aayi par maine apna routine vahi rakha. Exam acche se hui aur kuch time baad results bhi aaye jisme Maine achha pradarshan Kiya tha par mere liye abhi bhi kam the. Jabki Sab log Ghar me khush the is performance se. Bich me jab me library nahi ja pata kisi vajh se to me Junaid ke phone se ya uske police station ke computer se trading karta tha. Usane Naya phone liya tha to bahot baar kaam aaya tha.

Fir 4th year shuru hua aur start se hi mehnat chalu hogai. Maine ek private doctor ko khoj liya jiski achhi reputation thi, uss ka naam Dr. Mihir tha, vo bahot hi senior doctor the. Collage se instruction Dene se pehle hi me iss doctor ko mila aur mujhe unke niche kaam karne ke liye convince Kiya. Dopahar ko College khatam ho jata tha to me sham ko Dr. Mihir ke hospital jata tha aur raat ko ghar aata tha. Ye pehle ke mukable thoda change aaya tha. Meri body me bhi change aaya tha lekin me thode loose kapde pahan ta tha to pata nahi chalta tha.


sweaty-barechested.gif


Maine judo aur hand to hand combat training aur techniques ke ek video Jo ki ek reputable grand master post karte the use exercise me Mila diya tha. Paise bhi ummid se jyada ban rahe the bich me 3-4 din aise bhi aaye ki loss bhi hua tha.

Iss bich mere parivar me bhi sabke saath rishte nazdik hue the. Ab me sab se khul ke hasi mazak karta tha aur ek dusre se nazdik baithne me kisi ko sharm nahi lagti thi. Jappiya aur gal par pappiya normal hone lagi thi. Us din chachi ko us halat me dekhne ke baad se main Chachi ko sab se chhupte hue taadne laga tha. Sab ko meri padhai aur hospital ki mehnat dekh ke Khushi hoti thi. Aise hi pere plan ka ek saal pura hogaya.

1 saal baad...



Note: Comments dena na bhule
 
Top