- 107
- 1,062
- 124
Jake puch lo .. waha honge aabu .. aami ke saath
tab use ahsas hota hai ke chotu ke hathon ka dabav uski kalaye par aur sakht ho chuka hai....
aaaahhhh..
Actually heena ne aise kaha tab uski kalaye jor se dabaye thi .. heena ko gussa aaya tha wo gusse mai aage kuch bole isse pahle hi ek faker ne undono ke samne hath faila diye .......... achanak fakir samne aane se wo Darr gayi ..aur us fakir ko dekhane lagi ..

tab wo fakir kahta hai..
parwar digar aap dono ki Jodi banaye rakhe beta.....bahut khubsurat joda banaya hai upar wale ne aap dono ka … (wo dono haat pakad ke khade the iss wajah se waisa laga ) ........ zindagi phulo si mahke aap dono ki.........bal bachche salamat rahe aapke...fakeer ki kuchh madad kar beta.....
Ali ye sun kar bahut khush ho gaya .. fakir ki baat use acchhi lagi thi… uska dil chah raha tha ki ye pal yahi rook jaye .... usne dil me socha.. kash fakeer baba aapki bat sach ho jaye...aur kuchh paise nikal kar fakeer ke hath par rakh diye.....
Tab fakir kahta hai
sada sukhi raho beta.....allha aapke begum ko lambi umar de.... aapke pariwar me barkat de....... sahab , bachcho ke nam ki dua karwa lijiyega .....
heena ke bardasht se ab bahar ho rha tha.......aur idhar chotu khush ho raha tha .. tab gusse se heena fakir ko dekhate hui heena kahti hai..

ye chupchap nikal idhar se ..... kisne kaha ki hum shadi shuda hai.....
tab fakir kahta hai
Beta nikah nahi hua to ho jayega ... meri duaaaaa....
uski bat beech mai hi katate hui heena kahti hai..
band kar apni bakwas .... hmmmmm....chal nikal..
Heena ne use buri tarah se jhad diya tha ... bechare fakeer ka chehara pura utar gaya tha .. tab chotu kahta hai ..
Begum baba se aise baat nahi karte ..
Tab gusse heena chotu ko dekhate hai..

ye aare begum aisa kya muje gusse se dekh rahi ho
Aisa bol ke wo heena ke pass aaya aur usne aapna haath aage badhaya .. aur uske kamar ke piche se dusare aur le gaya aur uske kamar ko pakad ke pura zor laga ke aapni aur khicha ..aur fir se kaha ..
Baba ko paise de do ..
Tab heena ne uska haath padak liya...aur aapne kamar se uska haat nikal ke dhire se kaha .. taki baba na sun le
chod sale battamizz..
Tab chotu ne fir se heena ko ek haat se kamar ke piche se kas ke pakad liya..
Tab heena phir se kahti hai.. dheere se ..
chodo muze.. koi dekh lega
kon dekhega begum .. kitane achhe baba hai unko paise de do
Tab wo chotu ko dekhate hui kahti hai
Kitane
2000 hazar de do
Tab wo aapna haat purse mai dalke us baba ko 2000 rupees dete hai tab baba khush hokar kahta hai ..
Sada suhagan raho ... sada sukhi raho beta .. aapne shohar ko aise hi pyar de do aur uski baat aise hi suna Karo..
Tab smile karte hui wo chotu ko dekhate hai ..

allah kare aap ko joda aise hi khush rahe ..
Aab aap jao baba
Haa beti .. mai jata hu aab
Aisa kah ke khush hokar wo fakir waha se chala gaya .. tab aapne kamar se uska haat nikal ke heena kahti hai.. use dekhate hui ..

Aadmi ne aapne aukat aur hasiyat se jada udana nahi chahiye.. kahte hai na chadhhar dekh ke pair pasarane chahiye
Kabhi kabhi pair chaddhar ke bahar bhi pasarane chahiye ...

Last edited: