lovelyshu
New Member
- 53
- 30
- 18
Wednesday tu geya par update nh ayaBhai every Wednesday there will be a update (LONG update)
Wednesday tu geya par update nh ayaBhai every Wednesday there will be a update (LONG update)
Nice update , accha likha hai. Padh ke emotion thode upar niche hue. Sahi jaa rahe ho.Update 3
Important: Fareha named changed to Nazia
Main chatt pe gaya tha toh bijli kadak rahi thi...aur baarish ke poore asaar dikh rhe they...aasmaan raat ke badalon ki wajah se aur kuch zyada he kaala dikhne laga..
Baarish aane se pehle...jo maddham maddham hawayein chalti hain...thandi thandi woh chalne lagi thi...aur hawayein kaafi zyada romantic hone lagi... Aisa lag rha tha ki Mausam bhi chahthi thi... Ki mere aur Nazia bhabhi ke beech kuch ho....
Lekin ab Nazia bhabhi kya chahti thi...woh dekhna hoga... Toh maine msg kiya...ki upar koi nahin hai...aap aa sakti ho krke...
Turant he seen ho gaya aur unka msg aaya...
Nazia bhabhi: Ok..
Baarish hone wali thi toh koi upar aayega nahin...aur raat main sab soye honge...
Maine ek cigarette jalayi... Aur do phoonk maare he they ki... Mujhe Kisi ke upar aane ki awaaz aayi...aur saamne aati hui ittar ki meethi khushboo se yeh pata chal gaya ki Nazia bhabhi...aa rahi hai...
Yun raat main milna pehli dafa he tha...aksar hum log sirf usi din milte hain jab...unko bahar nikalna hota tha...woh bhi hafte main ek din...jab woh bazaar aayi sabziyaan lene... Aur akhtar... Dusre gaanv gaya hota tha...apne dukaan ke liye samaan lene... Tab...
Aaj pehli baar...baarish ki thandi hawa main Nazia bhabhi ke saath mulaqat hone wali thi... woh bhi itni raat main...payal ki awaaz kuch zyada he tez ho gayi aur mehekti hui khushboo aur chehekti husn ke saath Nazia bhabhi mere saamne aa gayi.... woh sharma rahi thi...aise jaise apne aashiq se milne aayi ho... uski dil ki dhadkane kaafi tez thi...
Nazia bhabhi: bahut der se khade ho??? (unhone mere paas aate hue pucha) (aaj pehli baar hum dono akele they...toh shayad mere lafz jamm se gaye)
Main: Aap ke liye toh poori raat yahan intezar kar sakta hoon...(Ab maine dialogue bol toh diya tha..lekin phir khud ko kosne laga)
Nazia bhabhi: (Andar he andar muskurate hue...usey bhi accha lagne laga tha kyunki kabhi uski tareeef aise kisi ne nahin ki thi) Accha bacchu... toh khade raho yahan..main chali... subah aaungi...(kehte hue woh nautanki main jaane lagi)
Main: Thodi der baad chali jaana....abhi abhi he toh mile hain..abhi na karo..bichadne ki baat... (Maine J**m2 ka gaana halka sa gunguna diya...woh bhabhi ka favourite song tha)
Nazia bhabhi: Kya baat hai...mere shayar... waah... waaah (unhone masti main tareef kari)
Main: Main shayar toh nahin... magar ai haseen...jab se dekha...maine tujhko mujhko...shayarii aa gayiii ( maine ek aur gaana gungunaya toh unhe bahut pasand aaya aur unke kashmir se safed gaalon pe laali aane lagi) aapne mujhe chatt pe bulaya...koi kaam tha?
Nazia bhabhi: Kyun aise nahin bula skti? koi kaam hone se he bulaungi kya??? (Unhone maddham aur bhari awaaz main kaha, unki nazrein kaafi zyada taur se mujhe dekhne lagi... aise ki woh mujhe acche se naap lena chahti thi)
Main: Bhabhi..aap mujhe aise kyun dekh rahi ho? (maine muskurate hue kaha)
Nazia bhabhi: abhi bhabhi?phone pe toh badi jaan aur didi kr rahe they? kya hua? main acchi nahin lagti tumhe? (Woh mere paas aane lagi toh pata nahin kyun mujhe ghabrahat mehsoos hone lagi)
Main: (thodi himmat jutake maine kaha, unki bhuri aankhon main dekh ke) Aapne kabhi khud ko sheeshe ke saamne dekha hai? Sheeshe ko bhi aapse mohabbat ho jayegi... Isliye toh har subah aapka intezar krta hoga woh...ki kab Mallika-e-husn mere deedar krne aayegi...(Maine dialogue toh de diya lekin yeh nahin socha tha ki aage kya hoga)
Nazia ki suin sirf ek chiz pe atak gayi...yeh jo beech main Bhanu ne Mohabbat keh diya tha... Nazia mann he mann yeh sochne lagi...ki kya yeh sach main mujhse mohabbat krta hai? Kya usey bhi koi aisa milega...jo useey mohabbat krega?
Nazia bhabhi: Kya tum? ... (Rukh ke) mohabbat krte ho? (Yeh galat tha..lekin woh bhanu ke munh se haan sunna chahti thi...woh badi bechain nigahon se usey dekhne lagi.)
Main: (unki bhuri aankhon main dekh ke samajh gaya ki woh kya sunna chahti hai) Aapko kya lagta hai.... (Rukhte hue) Jaaan.... (Woh poori tarah sharma gayi...aur muskurane lagi...lekin uske Mann main darr alag sa tha)
Nazia: Kitnaaa? (Woh mere aur kareeb aa gayi... Hum dono ke darmiyan sirf ek ungli ka faasla bacha tha)
Main: Jaan se bhi zyada.... (Maine keh diya...toh ab woh aur paas aa gayi...itna paas woh pehle kabhi nahin aayi thi...iss wajah se meri saanson ki aur dhadkanon ki raftaar kuch zyada he badhne lagi)
Nazia: Itne paas se mujhe dekh ke kaisa lag raha hai tumhe? (Unhone... Apne kuch baal kaan ke peeche lagate hue pucha... Main woh drishya dekh kar he fida ho gaya... Bhuri bhuri aankhein...kaanon main jhukti hui jhumkein... Apsara ko bhi afsos ho aisa khoobsurat chehra aur chaand se bhi safed jism)
Main: Aisa lag raha hai jaise mohabbat ek aurat ke roop main aayi hai...aur mere saamne khade hokar... Mujhe dekh rahi hai (Maine Nazia ki kamar ko kass liya...apne haathon ko poora uski kamar pe gol ghuma ke...usey apne upar kheench liya...woh mere iss harqat se hairan reh gayi...accha toh usey bhi laga tha... Woh mere upar girte he... Uska seene sabse pehle mere seene se takraya...uske mamme mere seene se chipak gaye... Yeh pehli dafa ho raha tha... Nazia ko door se dekh ke chahne wale toh kayi they lekin...Nazia aaj meri baahon main thi)
Nazia: (apne aapko meri giraft se chudhane ki koshish krte hue) kya kar rahe ho? Koi dekh lega.... (Woh jitne hilti...utna uske mamme aur mujhse chipakne lagte...aur yeh baat usey bhi pata thi...lekin woh phir bhi hil rahi thi)
Main: Matlb aapko accha lag raha hai?? Mera aisa karna? (Kyunki unhone...koi dekh lega bola tha...iska matlab unhe koi dekh lega wala darr hai...mera aisa karna unhe accha lag raha hai)
Nazia ab fans gayi... Woh samajh chuki thi... Ki uska dil bhi keh raha hai... Ki... Woh sama jaye aur iss moment ko poori tarah se jee jaaye...lekin andar uske Mann main ek toofan uth chuki thi... Kyunki saamne bhanu jiske haath uske kulhon ko halka sa lage hain... Woh ussey 4 saal chota hai... Jisey kal tak woh apna bhai samajhti thi... Woh uske jism se lage hai...jaise ki uska mard ho...
Nazia: Aisi baat nahin hai... (Dheemi... Lekin bhavuk awaaz main)
Main: Aapke honth itne kaamnp kyun rahe hain? (Maine halka sa gale ko tedha kiya...kiss wali position pe aur apne honth aage krne laga)
Nazia meri aankhon main dekh rahi thi....woh meri aankhon na jaane kya dhundh rahi thi...shayad woh pyar... jo usey kabhi mila nahin... uski palkon ki raftaar uske dhadkanon se tez thi...aur maine aajse pehle iss khoobsurat bala ko itne saamne se nahin dekha tha... aur naa he uske jism ko itni berahmi se pakda hua tha...
Nazia: (uske mote kulhon pe mazboot ho rahi bhanu ki pakad ko mehsoos krte hue): Abhi toh tumne mujhe didi kaha...apni didi ke saath aisa karta hai kya koiii.... aahhh ( na chahte hue bhi woh sisak uthti hai...kyunki meri ek nandaan ungli ne woh beshkeemti dwar ko galti se chuu liya tha)
Main: Toh aap chahti hain...ki main aapko didi bolun.??? (Nazia ne kuch munh se bola nahin...lekin haan main apna sarr hila diya)
Nazia: (mujhe hilate hue) Kahan kho gaye? (Main hosh main aaya toh dekha...Nazia bhabhi khadi hui hai mere saamne...aur main sapne main tha ab tak...)
Main: (sambhalte hue) kkuchh nahin...(Maine unhe dekha...woh hasne lagi zor zor se)
Nazia: Pagal ho tum sacchi... (Unhone mere gaal kheenche)
Main: Aapne itni raat ko bulaya?
Nazia: Nahin bas aise he... Yeh 2-3 dinde jo jhagde chal rahe hain... Unhi cheezon ko sochte rehti hoon... Aur laga ki Akhtar ke mere zindagi se jaane ke baad... Mujhe apni zindagi jeeni chahiye... (Unhone terrace pe chalte hue ek kone jaate hue kaha)
Main: Matlab aap akhtar ko talaq dene wali ho?
Nazia: Han...kya hua?
Main: Kuch nahin.. (main unki moti gaand dekh raha tha) aap khush ho?
Nazia: Khushi toh meri zindagi main kabhi thi he nahin... Ek ladki...ek aurat banne se pehle kitne he khwaab dekhti hai... Lekin meri zindagi main na ladki ke khwaab poore hue...na aurat wale... (Unki chamakti aankhon main paani ka sailab aaya hua tha...lekin woh aansoon wahin theher gaye) ab toh lagta hai zindagi aise he rhegi...
Main unke paas gaya...aur paas main jaake khada ho gaya... Dono ne apne kulhe... Terrace ki deewar se satake khade ho gaye...
Main: Ek baat bolun...
Nazia: (Darr toh uske mann main tha he) Kya bolo....
Main: (Maine unki safed hath pe apna haath rakha) Zindagi kuch bure palon ki wajah se khatam nahin ho jaati...(Maine apna haath ki pakad ko aur mazboot kiya... Taaki unhe pata chale ki main hun unke saath)
Nazia bas dekhti rahi...
Main: Zindagi hoti he aisi hai...kabhi upar le jaati hai...toh kabhi neeche... Lekin hamara kaam hai...himmat se aage badhna...khud pe vishwas Krna...aur bas chalte chalna... Ek na ek din...kaanton ke raaste se chalte chalte... Aage baharein...Hamara intezar kr rahi hongi... (Main unke samne aa gaya...na jaane yeh kya ho raha tha...lekin yeh aurat ka Jadoo mujhe kheenchne laga tha... Aur isk tan badan... Aur mann mujhe sab chahiye tha)
Nazia mujhe apne saamne dekh...halka sa ghabra gayi... Lekin kuch der pehle ki batein abhi tak uske mann main chal rahi thi... Woh chup ho gayi...aise jaise... Raat ki chuppi...
Main: Aapko pata hai ek chiz...
Nazia ne koi Harqat nahin ki...woh bas khadi rahi... Bhanu ko itne pas khade dekh... Uski rakht pravah tez hone lagi... Usne... Sirf apni gardan ko naa main hilaya... Halki boonda bandi bhi shuru ho chuki thi...
Main: (maine himmat ki aur ek kadam aage badhaya... Ab mere aur Nazia ke husn ke beech bas ek haath ka faasla reh gaya tha) Main aapko jaan kyun kehta hun?
Iss andheri raat main ghire hue kaale badalon ke beech bhi...Nazia Chand si chamak rahi thi... Usne kch nahin kaha... Usey acchi lagne lagi thi... Bhanu ki baatein...
Main: Kyunki aap ho meri jaan....Akhtar tha aapke saath toh main kabhi kaha nahin...aur na he hamari itni pyari dosti todna chahta hun...darr tha kahin... Aap gussa na ho jao... Lekin... Kal jab maine Akhtar ke saamne khada hua tha... Mere mann aur dimag dono main sirf aap he aap dikh rahe they... Ki main aapko bachaun... Aapka khayal rakhun...aapko pyar krun... Din raat subah sham... (Nazia bina palkein jhapke mujhe he dekh rahi thi... Uske dil main kch zyada he dard bhara hua tha...aur bhanu ki baatein sunn woh pighalne lagi)
Main: Main aapse pyar... Waisa Krna chahta hun... Jaise... Ek mard apni aurat ke saath krta hai...main aapko hamesha muskurate hue dekhna chahta hun...kyunki aapke gaal jab meri choti si nadaani pe muskurate hain...toh aisa lagta hai...ki poori Qayanat ki khushiyaan mere paas hai... Aap samajh rahi hain na?
Nazia ne kuch bola toh nahin...lekin mujhe itna samajh aaya ki uske dil main mere liye agar jagah banane ki koshish krun toh ban jayegi...krke...
Nazia: (dheemi awaaz main, meri ghabrati hui shakal dekh ke) Main samajh rahi hun... Lekin..yeh jo bhi tum soch rahe ho...ya feel kar rahe ho... Iska koi result nhi aayega...aur main tumse pyar karti hoon...jaise ek didi apne bhai se krti hai...waise wala pyar.... Krti hoon main tumse...tum mere woh bhai ho jo mujhe kabhi nahin mila... Aur akhtar ko bhi...mujhe... 10L lautane hain...inn sab main yeh saari cheezein sochna mere liye bahut mushkil hoga..(usne kaha)
Yeh sunke mera dil toot gaya...aur yeh chiz saaf mere shakal pe dikhne lagi... Main unki taraf nahin dekh paa raha tha... Bahut bhari bhari lag raha tha...aisa jaise kuch bahut he keemti kho diya ho maine...jo mere dil ke kaafi azeez tha...
Main wahan se chala gaya... Ek toh...aaj Rituparna bhabhi ki bezzatti aur dusra... Nazia didi (ab toh usne bhai bana liya tha... )
Nazia room main pahunch gayi...Aafiya aapa kuch keh rahi thi lekin usne ansuna kr diya...aur apne kamre main chali gayi.... Raat bhar aankhon main neend nahin thi...mann main uthal puthal machi rahi thi... Lekin woh janti thi ki usne sahi kiya... Dono ma mazhab alag... Umar main Nazia badi... Aur jabse Bhanu ki maa ne dekha hai...toh unhone Nazia ko bahut pyar diya...aur apni beti mana...
Nazia: (mann main) Main bhi tum jaisa he feel kar rahi hoon bhanu...lekin yeh halaal hai... Main tumhe apna bhai maan chuki hoon... Aur tum bhai he rahoge... main yeh kya feel kar rahi hoon.. yeh galat hain...
Inhi sab khayalon ke beech subah ho gayi..aur ek hafta beet gaya...ek hafte baad... ghar aaya waqeel...jisne.... Teen chiz kahi...
1) Ghar khali karna hoga... 3 din ke bheetar...kyunki isme kuch Paisa...jo ki usne.. Aafiya ke lalach main laga diya tha...ki Aafiya aapa paas rahengi toh paisey dekh ke Patt jayengi...
2) Bache hue 12L wapas krne honge...warna... Mrs Nazia Akhtar pe case darj hoga...
3) Aur Agar yeh sab kuch nahin chahte woh log...toh Akhtar se bahari sulah kr lein...warna court case hoga...aur Nazia ke saath talaq...
Akhtar ke lawyer ne talaq ke papers Aafiya ke haath main de diye...
Lawyer: Talaq papers ke sign hone ke 3 din ke bheetar... Unhe yeh saare paisey dene they...
Yeh dekh Nazia aur Aafiya darr gayi... Aur unke pairon tale zameen khisak gayi... Aur dono sarr pe haath rakh ke rone lagi...
Aafiya Aapa aur Nazia didi dono baith gayi ek jagah...ek kamre main....Dono ki ammi hospital main thi...
Nazia: aapa mujhe darr lag raha hai... main phir se uss jallaad ke paas nahin jaana chahti...(usne aafiya ke paer ko pakdte hue kaha)
Aafiya ko itna pata tha ki yeh raqam ko woh log kisi bhi haal main nahin chuka payenge... lekin yahan apni behen ko bebas dekh usne socha Akhtar se ek baar direct baat krke sulah krne ki koshish kregi...
Aafiya apni behen ko aise nahin dekh paa rahi thi toh usne Nazia ko himmat di...apni roti hui behen ke aansoon ponch diye... aur uske kandhon pe haath rakh ke usko himmat dene lagti hai...
Aafiya: Nazia...teri badi behen abhi zinda hai.... main yeh sab sahi krke aati hoon... tu yahin reh...
Nazia: Lekin aapa aap kahan se laogi itni badi raqam?? (usne Aafiya ko khade hoke..baal sawarte hue dekha toh pucha)
Aafiya: Sab thik ho jaega...(woh nazia se zyada khud ko dilasa de rahi thi)
aur teyyar hoke woh akhtar ke paas jaane lagi... Akhtar ke paas pahunch ke usne.. dekha...ki Akhtar apne sabse azeez dost Menon ke saath baitha hua hai... jo ki iss area ka don hai... Aafiya ko aata dekha..Akhtar ki mardangi aur zyada badhne lagi...aur menon aur akhtar ek dusre ko dekh kehte hain...
menon: dekh maine kaha...na randi hai yeh ek number ki... khud apni gaand matkake aa rahi hai...
Akhtar: Wahi kehte hain na..raand ko jab tak paisey na dikhao... na taangein nahin kholti..iski toh aise lunga...na iski cheenkhein...poore mohalle ko sunayi degi...taaki pata chale unko bhi Akhtar kya chiz hai...
Aafiya aapa akhtar ke paas aake khadi ho jaati hai....aur dono ko ek cunning smike dete hue dekhti hai...
Akhtar ne he pehle pehel ki...kyunki Aafiya ko dekh ke woh rukh nahin paa raha tha...usey abhi isi waqt yakeen ho gaya tha ki uske mansoobe kamyaab ho jayenge...
Akhtar: Yahan kyun aayi ho?
Aafiya: Tujhe toh pata hai kyun aayi hoon...
Akhtar: Izzat se baat kr... warna...abhi jail jayegi...(menon hasne lagta hai...)
Aafiya: Yeh kya hai? (kehte hue woh papers dikhati hai)
Akhtar: Kyun tujhe nahin maloom?? Saali oversmart ban rahi hai...hum he na toh bheje hain...ki zara tum behanon ko apni aukaat dikha di jaye karke...kyun menon miya...? (Kehte hue hasne lagta hai..aur menon bhi Aafiya aapa ke kurte ke upar se dikh rahe angon ko dekhne lagta hai... Uska lund bhi Harqat krne lagta hai)
Aafiya: Koi aadmi itna kaise gir sakta hai... Al***h ka khauf karein...
Akhtar: Agar unka he khauf Krna hai toh Qayamat wale din krunga... Abhi pehle jee toh lene do...(Akhtar ka bass chalta toh woh abhi he Aafiya ko leta leta ko chod deta)
Aafiya: Tumhe nahin pata ki humari situation kya hai... Batao kya krne se tum yeh case hum pe se hata doge..?? (Akhtar khada ho gaya...aur saamne khadi uski sexy Aafiya ke paas jaane laga.. uski aakhon main hawas ki bharpur matra thi... Woh aafiya ke tight badan ko dekhne laga... Uski vasna badhne lagi)
Akhtar: Teri har raat chahiye mujhe... Har subah chahiye...har dopahar aur har sham chahiye... Samjhi... (Usne apni shart dakh di)
Aafiya pehle se he Akhtar ke iraadon ko janti thi... Lekin... Woh apni behen Nazia ko iss darinde ko nahin saunpna chahti thi...
Aafiya: Mujhe thoda waqt do... (Akhtar khush ho gaya tha kyunki kam se kam...woh sochne toh lagi)
Akhtar: Menon...miya...tumhe kaisi lagti hai... Yeh raand? (akhtar ne aur zillat krne ka socha)
Menon: Akhtar miyan... Isme kaafi gosht hai... Isey chaba jaunga... Aap zara mauka dein... (Aafiya bechari ko kaafi ghinone baaton ko sunna padh raha tha... Usey bilkul accha nahin lag raha tha...)
Ke tabhi...
Main: Aafiya aapa, aap yahan??? (Maine chaunkate hue kaha)
Aafiya aapa meri awaaz sunn peeche mudhi... Aur mujhe dekhte he... Pighal gayi... Uski rone ki shakal mujhe dikhne lagi... Bas apne aap ko sambhal ke rakha tha...
Akhtar mujhe dekh do kadam peeche ko ho gaya...lekin menon toh don tha..
Aafiya: Tum yahan kya kar rhe ho?
Main: Yeh meri he company ban rahi hai...aapa... (Yeh sunn wahan sab chaunk gaye)
Aafiya: Kya? Tumhari company? (Yeh shabd sunke woh pagal ho gayi).
Main: Haan... Bataunga main aapko saari baat...pehle aap yeh batayiye ki aap inn kutton ke paas kyun aayi?
Yeh sunke menon khada ho gaya...aur number dial krne laga...Akhtar ne jaise he dekha ki menon khada ho chuka hai toh woh bhi khada ho gaya...
Aafiya: Yeh dekho... Inhone kya bheja hai...(Aafiya aapa ne mujhe papers dikhaye... Toh maine poore padhe...pehle toh dekha..ki yeh zyaddti hai...)
Maine phir ghoor ke dekha...gusse main...aur Aafiya aapa ko mere peeche khada kr diya... Main suit pehna hua tha...aur just wapas aaya hua tha...dekhne ko meri company ki construction kaise chal rahi hai...
Main: Tumlog yahan?? (Main inn kutton ko toh izzat nhi dene wala)
Menon: Abey ladke...izzat se baat kr... Samjha...tu janta nahin hai ki hum kaun hain... Abhi tujhe tere size ke kafan main daalke yahin gaad dunga... (Yeh sunke Akhtar ki himmat badh gayi)
Akhtar: Kal akele tha main...toh tu Bach Gaya... Aaj charon taraf humare aadmi hain... Ab kahan bachega... Iss saali ko yahin chodh jaa...apne jism se apna loan maaf karwaegi yeh...
Yeh sunke main aur gussa ho gaya... Aur pehle maine Aafiya aapa ko dekha...jo nazrein jhukaye khadi thi..phir maine gusse se... Akhtar ko dekha...
Main: Pehli baat toh yeh ki jis land pe tum log khade ho woh meri company ke construction ki hai... Toh trespassing ke case main lamba andar karwaunga..
Akhtar: Teri company...teri gaand main itna dum...subah subah kaunsa maal foonk ke aaya hai tu..?? (Akhtar aur menon hasne lage)
Menon: Humara construction company... Saalon se XXX industries ke saath kaam krta aaya hua hai... Samjha... Aur tu saala... Humein bata raha hai?
Maine turant Raghuvanshi (CEO of the XX company ko call kiya, thodi der baat krne ke baad maine call cut kr liya),
Akhtar:, Yeh kya buildup maar raha hai... Kisi ko bhi call laga dega toh darr jayenge kya...
Aafiya aapa: bhanu chalo yahan se... Yeh log... Aise he hain...ab mujhe Jo Krna hai...apni behen ko bachane Krna he hoga... Tum jao...
Tabhi Menon ka phone baj utha...aur darr uski aankhon main saaf dikh rahi thi...
Agla episode 23rd October ko aayega...jo ki kal aayega...
Sorry bhailog...high fever ho gaya tha mujhe... Pichle do hafte se... Aur likhne ko dekh raha tha lekin...himmat he nahin ho rahi thi... Kal ka episode kaafi lamba aur mazedar hoga...padhiyega...
Ab Bhanu company ka malik kaise bana... Yeh bataunga agle episode main...