Thanks Aryan bhai for your support and review...Aise hi saath bane rahiye bhai.![]()
Dhruv ne apne dosti ka farz bohot achhe tareeke se nibhaya hai....
Ajith mein jo negativity tha , uske soch ko bohot achhe tareeke se dur kiya hai....
Super...
for the update
Thank you Sonu bhai for your support and review...Kajal ki ring ceremony ke time me Dhruva ko bhi Ajith ke baare me pata nahi tha...Usse ye bhi pata nahi tha ki Ajith ko kya beemari hai aur wo ilaaj kara raha hai ya nahi.Oh to Dhurv toh bada smart banda niklause sab phele hi maloom chal gya tha, per usne yeh baat Kajal ke ring ceremony wale din sab se disclose kyu nhi ki, ki usko pata hai ki Ajith kaha...
Ya phir ho sakta hai Dhurv ki soch yeh ho ki Ajith akele me apni recovery successful karke sab ke samne aye What a friendship between them...
Champ sir yeh story remoance ke sath sath friendship genre ko bhi bahut sahi define karti hai...
Ab yeh story happy ending ke taraf ja rahi hai that y I'm also![]()
Thank you Sonu bhai for your support and review...Kajal ki ring ceremony ke time me Dhruva ko bhi Ajith ke baare me pata nahi tha...Usse ye bhi pata nahi tha ki Ajith ko kya beemari hai aur wo ilaaj kara raha hai ya nahi.
Suru ke kuch vakt tak Dhruva ko Ajith ka thikaana pata tha lekin uss vakt Ajith waha se chala gaya tha kisi ko kuch bataaye.
Dhruva ne ye koshish kiya tha ki Ajith ko apne beemari aur pareshani se ladne ki taakat aur vajah de jo Ajith ke paas uss vakt nahi tha.
Usne koshish to kiya tha lekin koshish ka asar Ajith par kaisa hua hai ye usko bhi pata nahi tha.
Aise hi saath bane rahiye bhai.
Thanks Killar bhai for your support and review...Aapko story pasand aa aa raha hai jaan kar bahut accha laga...Aise hi saath bane rahiye bhai.Sach Kahu DOSTI yahi hoti hai....
Sachha dost kabhi bhi sath nahi chodta hai... Chahe gharwale hi kyo Naa sath chod de .....
Aapki har story mai Dosto ke liye alag se feeling hoti hai....
Thanks Mbindas bhai for your support and such a nice review...Aapko ye update itna pasand aaya jaan kar bahut accha laga...Aise hi saath bane rahiye bhai.Bhai wonderful update.
Apne kya dosti ke rishte ko bayan kara h. Such me ek sachcha dost hota hi esa h jo apne dost ko maut ke muh se khich lata h. Thik wesa hi Dhruwa ne Ajith ke sath kiya has. Usne na kewal Ajith ko maut ke muh se ladkar bahar nikalne ki himmat di balki use zindagi me kese ek achchha insan ban kar or ek achchha doctor ban kar logo ki sewa karni chahiye ye tak rasta apne jhuti karni ke zariye bata diya.
Bhai sach kahu apki writing bohot umda hai. Ek romantic story me bhi kese inspirational part add kare wo apse sikhna chahiye.
Amazing writing bhai.
![]()
Thanks Jerry bro for your support and comment...Aise hi saath bane rahiye bhai.Awsm bro ... Kya hi kanhu ...