• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery kismat aur tatkat....(sexy sci fi...... )

axel

New Member
53
836
83
Update 22
ab mujhe bas do hi kaam tha...pahla apne baap ke us paper ke bare me pata karna jo richa bol rahi thi..dusra shanti ke bare me pata karna...ye sochte hue mai ghar aa gaya...
agle subah uthte hi mai lag gaya apne kaam par....mai seedha pahuch gaya bank...
aaj mai shanti ke aane ke pahle hi pahuch gaya wahan...kuch der me shanti bhi wahan aa gayi...
shanti-tumhara account khul chuka hai...ab kya kaam hai...
mai-dekhiye mujhe aapse kuch kaam hai...
shanti-dekho mujhe pareshan mat karo....
mai-dekhiye aap galat samajh rahi ho...aur mai apna mobile nikal kar ek photo unko dikhaya...ye photo me meri maa aur mera baap tha...aur meri maa ke god me ek chota bachha tha jo ki mai tha...
shanti bade dhyan se wo photo dekh rahi thi...
shanti-iski shakl to mujhse milti julti hai...
mai-ye meri maa hai...ye mere bachpan hi mar gayi...
shanti-achha ab samajh gayi....tumko mai apni maa jaisi lagti hoon...lekin i am sorry..mai tumhari maa nahi hoon...mai tumhari kya kisi ki maa nahi hoon...maine abhi tak shaadi hi nahi ki hai to mai maa to kisi ki hone se rahi...isliye tum mere piche ghumna band karo...
mai-aapne shaadi kyon nahi ki itne saal...
shanti-jab mai jawan thi tab mera ek accidnet hua tha..aur mai 3-4 saal hospital me thi...jab thik hui tab tak meri umra nikal chuki thi shaadi ki aur mai bahut kamjor bhi thi...jab tak poori tarah se thi hui mai 35 saal ki ho chuki thi...isliye socha ab shaadi karke kya fayda..isliye ab kuwari hi hoon...i think itna kaafi hai tumhare liye...ab tum jaa sakte ho...
mai-mai kya aapse kabhi kabhi mil sakta hoon...aapse milkar mujhe achha lagta hai...
shanti-dekho tum bhale mujhme apni dhunhdne ki kosis kar sakte ho lekin sachhai to yahi hai ki mai tumhari maa nahi hoon...baaki tumne mujhpar ahsan kiya hai to itna to mai kar hi sakti hoon tumhare liye...ye lo mera address...aur phone number tum chaho to mujhse baat kar sakte ho ya mil bhi sakte ho.....lekin kabh kabhi...aisa nahi ki mujhe humesha phone karte rahna ya mere ghar ke saamne hi baith jana....
mai sirf haan me sir hila kar diya..
shanti-thik hai ab tum jaa sakte ho..
mai bhi ye sun ne ke baad udas man se lout gaya wahan se...kyonki ye meri maa to nahi thi...meri maa jaisi dikhti thi...mai ghar aa gaya aur greg ko call kiya...
greg-kya hua bhai tum achanak yahan se gayab ho gaye...
mai-bas kuch important kaam tha ...kal tak aa jaunga...
greg-yahan to ab kuch kaam hai nahi..toifique to is city ko chodkar kahi ja chuka hai...
mai-thik hai tum dekho kuch hoga to batana...mai bhi kal tak seedha india hi lout jata hoon...
greg se baat karne ka baad mai yahan pata kiya kahan baar hai aur chal diya pine...aur raat bhar baith kar daru piya...kyonki mujhe ummed tha ki shanti hi sayad meri maa hai lekin aisa hua nahi.....
subah jab ankh khula to mai apne ghar me soya hua tha...ek noukar ne bataya ki raat me baar ke kuch aadmi mujhe ghar drop karke gaye hai...
maine noukar ko samjha diya is ghar ko kaise maintain karna hai aur fir chal diya india......
 
Top