• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery kismat aur tatkat....(sexy sci fi...... )

Rahul

Kingkong
60,514
70,676
354
waiting new update
 
axel

New Member
53
836
83
Update 30
mai hospital pahuch gaya to dekha richa bed par leti hui thi...wahi gate ke samne komal bhi baithi hui thi....
mai-ab kaisi hai richa...
komal-chalo kismal achhi thi oli kandhe me lagi...nahi to pata nahi kya ho jata...aaj richa ne apni jaan par khel kar tumhe bachaya hai...iske liye mai humesha iski karjdaar rahungi...
mai-arey chinta mat karo...waise bhi mai sabko thikane laga kar aaya hoon....
mai-ab wo kaisi hai...
komal-kud andar jaa kar dekh lo...
mai-tum bahar hi rahogi...
komal-mujhe achha nahi lag raha uske pass jane me...
mai-kyon...
komal-mai humesha usko galat samajhti thi...aaj usi ne tumko bachaya...mujhe thoda bura lag raha hai...
mai-thik hai jab man kare mil lena..abhi jakar thoda aram kar lo...mai bhi richa se mil kar aata hoon...
komal-mere taraf se use sorry bol dena...
mai-mere bolne se kya hoga...jab tumhe lage tum bol paogi bol dena....use bhi achha lagega ....abhi tension mat lo aram karo...
komal wahan se uthi aur corridor se hote hue chali gayi...idhar mai room me ghusa jahan richa bed par leti hui thi aur uske kandhe me patti laga hua tha...goli nikala ja chuka tha uske sarir se...
mai-kya jarurat thi tujhe mere liye marne ka...waise bhi mai kisi ke ahsaan me nahi jina chahta...
richa-ye mera ahsan nahi hai...bas aapne jo kiya uska karj chuka diya...ab hisab barabar...
waise bhi aapke mere upar bahut saare ahsaan hai...ye to kuch bhi nahi hai iske saamne...
mai-kya...maine tumpar koi ahsaan nahi kiya hai samjhi...aur ye mat sochna ki tum ab humesha ke liye yahan rah sakti ho...jaldi se thik ho jao aur apne liye koi achha sa desh dekh kar nikal lo....agar meri help chahiye to help kar dunga tumhe us desh me settle hone me...
richa-aapko pata hai mai babaji ke pass gayi thi...
mai-haan pata hai....sala dhingi baba hi hoga....isliye to ek din me hi chali aayi...
richa-nahi baba bahut achhe the...unhone mujhe bahut kuch bataya aur ek mala diya hai aapke liye....
mai-mai nahi manta ye sab...
richa-achha to mai kuch bolun....
mai-bol...
ye aapke haath me tin ladkio ke tattoo hai na isme se ek mai hoon...
mai-ye to tune dekh kar bataya ...aisa kuch bata jo mujhe nahi pata ho tab na manuga...
richa-pichle janm me mai aapki premika thi...aur ye komal aapki bahan thi...itna hi nahi...riya didi bhi aapki premika thi...
mai-bakwas band kar apna...aur ye baba ka pata batana...usko mai khud thok kar aaunga jo aisi ulta seedha baat batata hai...
richa-mai aapse jhooth kyon bolungi....
mai-mujhe kuch nahi sun na pichle janm me tum kya thi mai kya tha....aaj ke tarikh me tum meri bahan ho wo bhi sirf naam ki...aur riya ...wo to bahan kahlane layak bhi nahi hai....tabhi mujhe rakesh ki yaad aaya...
mai-saala us rakesh ka bhi to hisab karna hai....
richa-aap kyon use marna chahte ho...
mai-sala uski niyat sahi nahi hai...
richa-aapko jaldi se jaldi aapke saare powers ko activate karna hoga...wo aapko dhunhd raha hai...wo aapko maar dega....wo bahut takatwar hai....mai-ye wo hai koun sala mujhe bhi to batana...
richa-mujhe uska naam nahi pata lekin wo aayega jarur...usse pahle aapko taiyar karna padega....
mai-pagal ho gayi hai kya tu...us baba ka address de to mai aata hoon uski kabra khod kar...saala sabko din dahade kuch ba kuch bataye ja raha hai...
richa ne apne mobile ke taraf ishara kiya...
mai uska mobile lakar usko diya...usme se wo address di mujhko...
mai-tu aram kar mai aata hoon usse milkar...
aur mai fir komal ko bhi batakar apni car se chal diya baba ki khoj me....kyonki ek to mjhe baba par gussa bhi aa raha tha upar se mujhe ye sab janna bhi tha....
 
Vickey1211

Well-Known Member
7,541
16,028
188

Mast update h bhai
 
Top