• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy KISMAT - EK KHEL

Status
Not open for further replies.

Dev the lover

Well-Known Member
3,002
12,528
159
UPDATE 22

Picche aapne dekha ki saumya aur raj kaa shareer kise chamak raha thaa aur raj nai trikha ko bulayaa jis sai woh chup ke jungle mai uss jagah jaa sake jaha sai same roshani aa rahi thai

Abb aage

Kuch samye baad trikha pahucha raj ke room ke baad aur awaaz lagayi

raj nai gate khola aur trikha ko andar liyaa

Trikha - maharaj ki jaiiiiiiiiiiii............yeh kaya hua maharaj

Raj - yeh maharaj wagera baad mai karna aur dhere bolo

Trikha dhere sai - mujhe maaf kijiyega maharaj par mai abb dost sai phele aapka ek sevak hu mujhe mere sevak ke kaam sai badlane ko naa kahe

Raj - thik hai nahi karata mai abb mujhe uss jagah le jaane ka rasata batao par bina kisi ko pata kare ( raja waha ki taraf ishara karata jaha sai woh roshani aa rahi hai )

Trikha jhuk ke - joh agaya maharaj

aur phir trikha nai ek rasata khola joh diwal mai jaisa aam thaa har kisi mehal mai taaki raja ki raksha ho sake

thodi der baad dono us raste sai chalte hue hue uss jungle ki taraf jaa rahe the

aur rahi baat andhere ki toh jaha jaha raj chal raha tha waha roshani hi roshani thi

Trikha - par maharaj hua kaya aur aap aise kyu chamak rahe ho

Raj - mujhe kaya pata apne aap hi hua yeh sab

Trikha raj ko roak ke - rukiye maharaj aage koi hai saayad

Raj ruk ke - kaya matalab yeh rasata toh mehal waalo ko pata hoga naa bus

Trikha - bus rajkumari meera ko hi pata hai yeh rasata aur kisi ko nahi par woh kabhi nahi jaati ess rasate sai

Raj trikha ko hata ke aage bahagana chalu kar deta hai yeh sun kee

Trikha bhi maharaj maharaj karke raj ke picche bahagata hai

raj chillata hua jata hai - meera meera meera

udhar meera thodi dur pe hi uss rasate mai woh ek roshani aur apne bhai ki awaaz aate sunate hi ruk gayi aur thodi hi der mai raj waha pahuch gaya

Meera - bhaiya aap yaha kaise

Raj apni saas thik karata hua - mai woh

Meera akhe faade roak ke - bhaiya yeh kaya aap bhi chamak rahe hai

Raj - haa woh sab baad mai bata....ek minute kaya bola mai bhi kon aur chamak raha hai

Meera picche kadhi saumya ko aage kiyaa

aur uska oadha hua saal hata diyaa

raj aur trikha ki bhi aakhe chhoandiya gayi haa haa meera ki bhi

saumya vapas saap oadh ke - maaf karnaa

Raj aur ki aakhe mili aur dono ki shaeere ki chanmak band ho gayai aur phir sai waha sab chauke par naa raj kuch bol paa raha thaa naa saumya bua woh dono ek dusare ko dekh rahe the

meera gala thik karne kaa natak kar ke

Meer - aap log chamakana ban ho gaye toh kya aap log waha jana caahenge jaha jana caah rahe the kyuki mujhe lag raha aap log jaayenge ek hi jagah

Trikha raj ko khich ke lekar chalata hai aur meera saumaya ko aur woh dono bus ek dusare ko dekhe jaa rahe the

Meera trikha sai - lagata abb maharaj ko apni premika mil gayi trikha bhaiya

Trikha hasate hue - lagata toh hai rajkumari

Meera - ohh aapka chalu ho gaya vapas rajkumari rajkumari

Trikha - maafi

Etna bol ke dono chal pade dono ess liye bola kyuki raj aur saumya aise the maano waha ho hi nahi

Aisa hi hota hai saayad prem maafi bichada prem kyuki yaha yeh sabd bilkul anukool hai

kuch hi der baad woh waha pahuche aur waha pahuchate hi raj pe lipata kavach nichal ke mitti mai mita aur waha ki chamakti hui mitti jakar saumya sai lipat ke gayab ho gayi

par jaate jaate raj kaa haath saumya kaa haath mai de gayi etna dekh ke waha sai trikha aur meera nai bhi jana aacha samajha

meera ke aakho sai thode aashu nikalte the par saayad woh ess baar kushi ke aashu the joh usske bhai ke kushi ke liye the

Raj apna haath utha hata ke dono haatho sai saumya ke gaalo ko apne hathiyo mai bhar letaa maano jaise woh koi anmol chiz

par anmol chiz kaa bhi mol toh lag hi jata hai par saayad yaha aisa naa ho

Saumya - aise kaya dekh rahe ho raj

Raj - mai kitna murkh hu yaha waha payaar dhudhata phir raha thaa par tum mere pass hi thi

Saumya - tumhari galati nahi saayd mere mai khot hai joh tumhare puchane mai bhi maine taal diyaa mai saayd tumhare layak nahi thi ess liye na tab mili naa ...

Raj usske hotho ko roak ke usski baat ko roak deta - aisa naa kaho agar aisa hota toh tumhare shareer sai nikala ek ek boond khoon yaha mitti mai sama ke aaj hume mila naa raha hota

Saumya raj kaa hath hata ke picche muh palat ke

Saumya - nahi tum toh aaj bhi waise hi har kisi ko maaf karne waale par mai insaan banate hi badal gayi tumhare bura caahane waalo kaa saath diya maine mai aisi baato ke layak nahi hu

Raj usske kandhe pe haath rakh ke - aisa naa kaho tum tumhare aise bate kisi talwar jaisi mere sinne mai lag rahi hai

Saumya rote hue - nahi raj mai sach bol rahi aaj enn talwaaro ko seh lo apne sinne pe aur mujhe chhod doo mai essi layak hu

Raj - phir toh mere pitaji nai joh tumhare raj ke saath kiya thaa usske badale mai tumhe hi mujhe marana cahiye tha

Saumya mud ke raj ke pass jaane waali hothi par kudh ko roak leti aur kehati hai - nahi nahi aisa mat bolo agar mai naa tumsai payaar karati aur naa tumsai apne bahiyo pe sastra ( weapon ) naa uthane kaa vachan naa managti toh tum apni ess rajya mai shukhi sai rehate

Raj - mai rajaya mai toh reh leta par tumhare bina mere dil ko chain nahi aata woh sab niyati kaa khel thaa jiska fal hum sab bhog chuke abb unn baato pe mitti daal do

Saumya - un baato pe mitti daal bhi du do abb kiye hue ko mai kaise badalu

Raj - tab humsai galati hui aur abb tumsai hisab barabar ho gaya

Saumya - raj tum hamesha mujhe aise kyu chhoti banate jaa rahe ki mai tumhare aage shir naa utha saku

Raj apne ghutnai pe beth ke - tumhe shir nahi jhukana padega aisa aane sai phele mai kudh ko etna nicche kar lunga ki tum mujhe upper dhikho

Saumya nicche dekhate hi apne ghutnao pe beth jati aur raj ko gale laga leti hai

Saumya raj kaa naam bulati hai aur raj saumya kaa jaise woh jungle bana hi ho ennke payaar ki jung aur baato ko sun ke kudh mai sanjoane ke liyee

Udhar yeh roshani nai keval ennko hi nahi ukasaya balki aur log bhi aaye yaha aur kuch dur sai apne raja aur rani ke aise payaar ko dekh ke apne aakho mai aashu liye laut jaate aaur apne raja rani ki aache ki prathana karate hai

Par waha bhi kuch aakhe en ko dekh ke futi jaa rah thi

Wob aakhe kinki thi saayad janaana etna mushkil nahi thaa woh aakhe thi un sab chor pariwaar ke log ki joh man hi man kuch aur soch rahe the

Aur ab chalate hai insaani duniya mai jaha ek ghar ke bahar kuch log aur police kadhi thi

Inspector Manohar Tiwari par ennka naam Tiwari seth ke naam sai famous thaa abb seth kyu yeh aage jaanege

Aur unnke saath ke kuch unnke juniors

Saurav Naik Nevil Singh

Tiwari seth - kaya be saasuro kaya bhid laga diyo ho yaha chal hato police ko kaam karne do apana apana

Saurav ek laathi maar ke ek ladke ko aisa bagata hai jaise laal ho gayi ho usski abb kaya woh wahi jaane

Naik - tiwari sir yeh log badhe dith hai aise gher ke bethe jise yeh hi case solve kr denge

Nevil - ghanta agar etna hi shauk hota toh jab madad karte jaba yaha log ghuse aur enn logo ke pe hamala karke loot gaye tab toh bethe dekh rahe honge

Tiwari - yeh sab enn baato kaa time nahi yeh log apna kaam karne lage toh hume kaam kaha milega baate chhodo aur yaha kaa sab dhyaan sai dekho ek bhi saboot naa baache

Naik - par sir kahi yeh case upper sai kisi aur ko naa de diya jaaye

Tiwari - phir baate

Naik - sorry sir

Yeh jagah ki Tk Lmt Jewellers ki jaha aaj bhaut badi chori ho gayi aur kuch log ghayal aur duniya sai chale gaye

Nevil thod muskura ke saurav sai - kahi yaha saboot lete lete tiwari sir puri jagah paan sai laal naa kar de

Saurav has ke finger print uthane lag jata hai
 
Tiwari_baba

Active Member
1,358
3,786
159
To maine jaisa ki kaha tha..... Saumya or raaj ki hi wo adhuri prem kahani thi..... Lekin badi jaldi milan kara diya..... Khair isse ye to confirm ho gaya ki saumya premika hai or raaj ke marne ka karan uske bhai the.... Agar Raj ne talwar naa uthane ka vachan nibhaaya diya hota to kahani kuchh or hi hoti.... But phir galati bhi to Raj ke pita ki thi or usne unki karni ko thik karne ki koshish me apni jaan gawa di.... Waise phir meera ki ankho me ansu kyo the?? Kya ye bhai ko bhabhi milne wala ansu tha?? Yaa kuchh or hai dil ki kisi kone me?? To phir kanika ka iss tringle love story me kya role hai?? Kahi bich me bhanda fod to nhi karegi?? Ye sale tatpunjiye chor to pichhe hi pad gaye hain... Trikha ko pata laga n to tumhari handiya ki haddiya tod dega.... Ye naya roll koun laya..... Or iss chori se kahani ka kya relation hai.... Dekhenge hum tum next update me.... Good love tringle hihihi
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,000
173
UPDATE 22

Picche aapne dekha ki saumya aur raj kaa shareer kise chamak raha thaa aur raj nai trikha ko bulayaa jis sai woh chup ke jungle mai uss jagah jaa sake jaha sai same roshani aa rahi thai

Abb aage

Kuch samye baad trikha pahucha raj ke room ke baad aur awaaz lagayi

raj nai gate khola aur trikha ko andar liyaa

Trikha - maharaj ki jaiiiiiiiiiiii............yeh kaya hua maharaj

Raj - yeh maharaj wagera baad mai karna aur dhere bolo

Trikha dhere sai - mujhe maaf kijiyega maharaj par mai abb dost sai phele aapka ek sevak hu mujhe mere sevak ke kaam sai badlane ko naa kahe

Raj - thik hai nahi karata mai abb mujhe uss jagah le jaane ka rasata batao par bina kisi ko pata kare ( raja waha ki taraf ishara karata jaha sai woh roshani aa rahi hai )

Trikha jhuk ke - joh agaya maharaj

aur phir trikha nai ek rasata khola joh diwal mai jaisa aam thaa har kisi mehal mai taaki raja ki raksha ho sake

thodi der baad dono us raste sai chalte hue hue uss jungle ki taraf jaa rahe the

aur rahi baat andhere ki toh jaha jaha raj chal raha tha waha roshani hi roshani thi

Trikha - par maharaj hua kaya aur aap aise kyu chamak rahe ho

Raj - mujhe kaya pata apne aap hi hua yeh sab

Trikha raj ko roak ke - rukiye maharaj aage koi hai saayad

Raj ruk ke - kaya matalab yeh rasata toh mehal waalo ko pata hoga naa bus

Trikha - bus rajkumari meera ko hi pata hai yeh rasata aur kisi ko nahi par woh kabhi nahi jaati ess rasate sai

Raj trikha ko hata ke aage bahagana chalu kar deta hai yeh sun kee

Trikha bhi maharaj maharaj karke raj ke picche bahagata hai

raj chillata hua jata hai - meera meera meera

udhar meera thodi dur pe hi uss rasate mai woh ek roshani aur apne bhai ki awaaz aate sunate hi ruk gayi aur thodi hi der mai raj waha pahuch gaya

Meera - bhaiya aap yaha kaise

Raj apni saas thik karata hua - mai woh

Meera akhe faade roak ke - bhaiya yeh kaya aap bhi chamak rahe hai

Raj - haa woh sab baad mai bata....ek minute kaya bola mai bhi kon aur chamak raha hai

Meera picche kadhi saumya ko aage kiyaa

aur uska oadha hua saal hata diyaa

raj aur trikha ki bhi aakhe chhoandiya gayi haa haa meera ki bhi

saumya vapas saap oadh ke - maaf karnaa

Raj aur ki aakhe mili aur dono ki shaeere ki chanmak band ho gayai aur phir sai waha sab chauke par naa raj kuch bol paa raha thaa naa saumya bua woh dono ek dusare ko dekh rahe the

meera gala thik karne kaa natak kar ke

Meer - aap log chamakana ban ho gaye toh kya aap log waha jana caahenge jaha jana caah rahe the kyuki mujhe lag raha aap log jaayenge ek hi jagah

Trikha raj ko khich ke lekar chalata hai aur meera saumaya ko aur woh dono bus ek dusare ko dekhe jaa rahe the

Meera trikha sai - lagata abb maharaj ko apni premika mil gayi trikha bhaiya

Trikha hasate hue - lagata toh hai rajkumari

Meera - ohh aapka chalu ho gaya vapas rajkumari rajkumari

Trikha - maafi

Etna bol ke dono chal pade dono ess liye bola kyuki raj aur saumya aise the maano waha ho hi nahi

Aisa hi hota hai saayad prem maafi bichada prem kyuki yaha yeh sabd bilkul anukool hai

kuch hi der baad woh waha pahuche aur waha pahuchate hi raj pe lipata kavach nichal ke mitti mai mita aur waha ki chamakti hui mitti jakar saumya sai lipat ke gayab ho gayi

par jaate jaate raj kaa haath saumya kaa haath mai de gayi etna dekh ke waha sai trikha aur meera nai bhi jana aacha samajha

meera ke aakho sai thode aashu nikalte the par saayad woh ess baar kushi ke aashu the joh usske bhai ke kushi ke liye the

Raj apna haath utha hata ke dono haatho sai saumya ke gaalo ko apne hathiyo mai bhar letaa maano jaise woh koi anmol chiz

par anmol chiz kaa bhi mol toh lag hi jata hai par saayad yaha aisa naa ho

Saumya - aise kaya dekh rahe ho raj

Raj - mai kitna murkh hu yaha waha payaar dhudhata phir raha thaa par tum mere pass hi thi

Saumya - tumhari galati nahi saayd mere mai khot hai joh tumhare puchane mai bhi maine taal diyaa mai saayd tumhare layak nahi thi ess liye na tab mili naa ...

Raj usske hotho ko roak ke usski baat ko roak deta - aisa naa kaho agar aisa hota toh tumhare shareer sai nikala ek ek boond khoon yaha mitti mai sama ke aaj hume mila naa raha hota

Saumya raj kaa hath hata ke picche muh palat ke

Saumya - nahi tum toh aaj bhi waise hi har kisi ko maaf karne waale par mai insaan banate hi badal gayi tumhare bura caahane waalo kaa saath diya maine mai aisi baato ke layak nahi hu

Raj usske kandhe pe haath rakh ke - aisa naa kaho tum tumhare aise bate kisi talwar jaisi mere sinne mai lag rahi hai

Saumya rote hue - nahi raj mai sach bol rahi aaj enn talwaaro ko seh lo apne sinne pe aur mujhe chhod doo mai essi layak hu

Raj - phir toh mere pitaji nai joh tumhare raj ke saath kiya thaa usske badale mai tumhe hi mujhe marana cahiye tha

Saumya mud ke raj ke pass jaane waali hothi par kudh ko roak leti aur kehati hai - nahi nahi aisa mat bolo agar mai naa tumsai payaar karati aur naa tumsai apne bahiyo pe sastra ( weapon ) naa uthane kaa vachan naa managti toh tum apni ess rajya mai shukhi sai rehate

Raj - mai rajaya mai toh reh leta par tumhare bina mere dil ko chain nahi aata woh sab niyati kaa khel thaa jiska fal hum sab bhog chuke abb unn baato pe mitti daal do

Saumya - un baato pe mitti daal bhi du do abb kiye hue ko mai kaise badalu

Raj - tab humsai galati hui aur abb tumsai hisab barabar ho gaya

Saumya - raj tum hamesha mujhe aise kyu chhoti banate jaa rahe ki mai tumhare aage shir naa utha saku

Raj apne ghutnai pe beth ke - tumhe shir nahi jhukana padega aisa aane sai phele mai kudh ko etna nicche kar lunga ki tum mujhe upper dhikho

Saumya nicche dekhate hi apne ghutnao pe beth jati aur raj ko gale laga leti hai

Saumya raj kaa naam bulati hai aur raj saumya kaa jaise woh jungle bana hi ho ennke payaar ki jung aur baato ko sun ke kudh mai sanjoane ke liyee

Udhar yeh roshani nai keval ennko hi nahi ukasaya balki aur log bhi aaye yaha aur kuch dur sai apne raja aur rani ke aise payaar ko dekh ke apne aakho mai aashu liye laut jaate aaur apne raja rani ki aache ki prathana karate hai

Par waha bhi kuch aakhe en ko dekh ke futi jaa rah thi

Wob aakhe kinki thi saayad janaana etna mushkil nahi thaa woh aakhe thi un sab chor pariwaar ke log ki joh man hi man kuch aur soch rahe the

Aur ab chalate hai insaani duniya mai jaha ek ghar ke bahar kuch log aur police kadhi thi

Inspector Manohar Tiwari par ennka naam Tiwari seth ke naam sai famous thaa abb seth kyu yeh aage jaanege

Aur unnke saath ke kuch unnke juniors

Saurav Naik Nevil Singh

Tiwari seth - kaya be saasuro kaya bhid laga diyo ho yaha chal hato police ko kaam karne do apana apana

Saurav ek laathi maar ke ek ladke ko aisa bagata hai jaise laal ho gayi ho usski abb kaya woh wahi jaane

Naik - tiwari sir yeh log badhe dith hai aise gher ke bethe jise yeh hi case solve kr denge

Nevil - ghanta agar etna hi shauk hota toh jab madad karte jaba yaha log ghuse aur enn logo ke pe hamala karke loot gaye tab toh bethe dekh rahe honge

Tiwari - yeh sab enn baato kaa time nahi yeh log apna kaam karne lage toh hume kaam kaha milega baate chhodo aur yaha kaa sab dhyaan sai dekho ek bhi saboot naa baache

Naik - par sir kahi yeh case upper sai kisi aur ko naa de diya jaaye

Tiwari - phir baate

Naik - sorry sir

Yeh jagah ki Tk Lmt Jewellers ki jaha aaj bhaut badi chori ho gayi aur kuch log ghayal aur duniya sai chale gaye

Nevil thod muskura ke saurav sai - kahi yaha saboot lete lete tiwari sir puri jagah paan sai laal naa kar de

Saurav has ke finger print uthane lag jata hai
Aakarshak hazir jawaab se aut-prot ek sunehri update mitr
Lout aaya mera pyar chale aaye hai
Tod ke duniya ki deewar chale aaye hai
Raj aur Somya ka pyar do ruho ka milan hai aaj ki raat
Hume bhi lapete le hi liya bhiya ji
Bahut khub kahi Dev babu hum to pahle hi aapke peechhe dunia goom liye super duper hit katha Dev series me yahan aakar puran hua yeh mahakavye
Bahut badhiya kahani hai bandhu Raj aur Somya ke prem ki aur vyakhya kijiye
Kaishe Kate din kaishe kati raate poochho na saathiya judayi ki baate
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,096
218

Fantastic update
 
Status
Not open for further replies.
Top