Update 6
Neha Sheela ki bat bich me katate huye.
Neha: ha Sheela kal guruji ayege aur kal se puja arambh ho jayegi.
Main bta rhi thi ki Anu pathpradarshak aur meri 5 betiya Pramukh sahayika lekin is baat me abhu ek baat chhupi hain agar ye pramukh sahayika hain to iska matalab inki sah sahayika bhi hogi.
Anu: bhabhi pahle to mujhe ye kuch samajh me nhi aa rha hain ki aap ye kya kah rhi ho.
Anu ki bat sunkar Neha muskurai.
Neha: Anu tujhe meri baat nhi samajh me aa rhi hain chalo khul ke samajhati hoon. Tumne kabhi ye nhi socha ki babuji maa ya ham me kabhi kisi ne tum pe shadi ka jor kyo nhi dala? Tumhara man kabhi shadi ko kyo nhi hua?
Anu: bhabhi is me sochane wali bat hain jab pahli bar meri shadi ka jikra chala aur main behosh ho gayi to babu ji aur maa dar gaye the. Fir maine unse kaha tha jab koi ladka mujhe pasand aayega to main lekar aayugi aur use sw meri shadi hogi isliye babu ji ya maa ne kabhi sbadi ka jor nhi diya. Mera man tha magar main jaisa chahati thi vaisa mila nhi.
Anu ki bat par Neha fir muskura uthi.
Neha: Anu tum shadi ke naam se nhi behosh huyi thi vajah kuch aur thi jiske karan babu ji aur maa ne tum jor nhi dala. Wo bat unhone mujhe batayi thi isliye hamne bhi shadi ka jor nhi diya aur wohi karan hain ki tumhara bhi man pasand ladka abhi tak nhi mila.
Neha ki baat sunkar Anu shock ho gayi.
Anu: kya karan hain bhabhi.
Neha: batati hoon lekin usase pahle ek sawal poochhu.
Anu: ha bhabhi.
Neha: Sawal pochhu usse pahle aap ( Ramesh se) apne dono bhai ke sath, Bhaiya aap jijaji logo ko lekar bahar chale jayiye kyoki yahan kuch female talk hogi. Aap logo jo janana jaruri hain wo sabko sabki wife bta degi.
Neha ki baat sunate sare jents bahar chale gaye.
Neha: ha Anu ek sawal ye hain kya tumhare dono janghon pe ek marg ka tattoo bna hain jo tumhare andurini ango ki taraf jata hain.
Neha ki ye baat sunkar Anu puri tarah shock ho jati hain.
Anu: bhabhi ye baat apko kaise pta hain, ye baat to maine kisi ko nhi batayi aur ye pta nhi kaha se aa gaya hain.
Neha: ye sirf tum pe hi nhi aur logo ke sharir pe hain kyo hain bad me bataougi. Tumahare alawa ye tumhate 5 bhatijiyo pe bhi hain inke alawa yahan koi aur hain jiske sharir pe ye tettoo hain.
Neha ki bay sun sab ek dusare ko dekhane lahe yehi apne bua ke sath 5 bahane utsukata ke sath ye sab samajhne ki koshis kar rhi thi.
Neha ke chup hone ke baad kuch der tak sab shant rahe fir Kiran, Reema aur Seema ek sath khadi ho gayi.
Neha unhe khada hote dekh.
Neha: iska matalab sah sahayika bhi hamare ghar se hain magar ye to tin hain abhi do aur chahiye.
Neha ke is sawal pe Monika: Bhabhi Shayad Komal aur Avni ho magar inki abhi age hi kaha huyi hain.
Apna naam sunkar Komal aur Avni hairat bhare ankhon se apni mousi ko dhekhane lagi. Wohi Kavita khusi: hey prabhi main to dhany ho gayi jo aap ne meri beti ko is yogy samajh.