Bahot hi aacha update pritam da,
rahul bhai ki harkate bhi bahot kubhi se dikhai hai apne ,.........par apne ye ky kiya me to soch raha tha rahul bhai punnu ke pita ko thapad marene ke kaam aaye ge par ya ha to wo khud maar kha rahe hai,......ye apne rahul bhai ke sath aacha nahi kiya pritam da...... chalo ye to majja ki baat hai.
rahul ke baje se punnu ka mud to thik ho gaya...... Aur punnu ki ek baat mujhe aachi lagi wo ye ki punnu ki rahul aur mehul do no se dosti hai.,..,,.. Per do no me bohot antar hai...... Phir bhi punnu ki dosti do no ke sath hai,......aur punnu un dono ki sirf aachi baate hi dekhata hai buri baate chod deta hai...... Yahi baat punnu me aachi lagi mujhe,........ye shilpa ne kisko call kiya...... Mujhe laga mehul ko kiya hoga ,,,....,,per yaha to vaani aa gai ,,,...,,ab yadi mehul vaani ke samne aa je ga to aur bhi majja aayega ,,,,,,, mehul aur shilpa dono ek sath vaani ke samne.
par ab punne choti maa ko ky kahega ,,,,,choti maa to pahale se hi punnu per ghusa hai,,,,,,,ab ky hoga is halat me punnu ko choti maa ne dekha to punnu ka.
intajar rahega aage ka.......