Introduction
Ye kahani ek parivaar ki hai jo door pahado ke kisi gao mai rahte the. Parivar mai 3 log the Maa Geeta, Pita Aman and beta vijay
Maa Geeta and pita Aman kafi budhe the Karan kahani mai aage reveal hoga, maa ki age lagbhag 55 ki hogi and pita bhi 60 ke honge
Beta vijay kafi jawan tha apne maa baap ke compare mai uski age 18 ki thi, wo kuch hi din pahle 18 ka hua tha vijay
Teenu parivaar Wale ek hi ghr Mai rahte the, iss Ghar Mai 2 hi kamre ek kamre Mai maa Geeta and pita aman sote the dusre mai beta vijay sota tha iske alawa inhone jaanwar bhi paal rakhe the (gaay, kutee)
Pita Aman ki bahut zammen thi iss gao mai to pita ki umer hone ke baad bhi paisu ki koi samasya nhi thi
Pita Aman din bhar Ghar Mai hi pade rahte the raat mai daru ke theke mai Jake daru pike nashe mai latte hue late ghar aate the
Maa Geeta bahut religious thi wo Roz mandir jaati thi aur zaanwaru ko khana dalti and Ghar Mai sbhi ke lie khana banati thi, isi sab mai uska din nikal jata tha
Beta vijay ne school pura kar lia tha bue phir aage padhne se mana kar dia and apne dostu ke sath din bhar aiyaasi karta tha, raat mai apne pita ko pite hue dekh isne bhi Pina shuru kr dia tha Kam Umar se hi par ye chup chup ke pita tha taki maa Geeta ko bura Naa Lage, vijay apni maa se bahut pyar karta tha wo unhe dukhi nhi karna chahata tha