Update 238
Krupali apane kamare me chali gayi thi, wo karwatebadal rahi thi, neend to aa nahi rahi thi. Shiv se usne sambandh maa ban ne ke liye bana liye the, par uske ander ki aurat ko wo mard bahot pasand aaya tha, uske sath sansarg me mil raha wo sukh uske pure sharir ko anandit kar chuka tha, aur ab usko wahi sukh fir se pane ki lalsa jag rahi thi, ghar me rehte wo sambhal nahi lag raha tha, ghar me naukar the, koi kahi bhi aa ja sakta tha, uske saas sasur bhi ghar me the, aise me agar kisi ko pata chal jata hai to kya hoga yahi soch kar uska sharir kanp jata tha. Par Shiv se sansarg sukh bhogne ki lalsa aur tivra hoti ja rahi thi, uper se uske garbhadhan ka samay bhi chal raha tha to maan se jyada vyakul to uska sharir ho raha tha. Kafi der karwate badalne ke baad jab chain nahi mila to wo uth kar bahar aayi,aas pass dekha to koi nahi tha, wo dhadakte dil se Shiv ke kamare ke pass pahuchi, aas pass dekh kar usne darwaja khat khataya, par koi jawab nahi aaya, usne handle ghumaya to darwaja khul gaya, wo ascharya se ander pahuchi par ander koi nahi tha.
Krupali : (Maan me)Ye kaha hai? (Wo thodider khadi rahi aur uski ahat sun ne ki koshis karne lagi par sab shant hi tha, matlab wo waha nahi tha, wo maan me kayi vicharo ke sath bahar aayi aur niche dekha, niche bhi koi nahi tha, usne socha ki niche jati hu par fir maan nahi hua, wo wapas aapane kamare me aa gayi aur sochne lagi ki Shiv kaha hai? Ek baar socha ki phone kar lu, par fir nahi kiya)
Me aur aunty unke room me aaye, mene dekha to uncle ankhe band kiye hue the, pata nahi wo so rahe the ki jaag rahe the. Aunty ne tel ki bottle muje di aur apane pati ko dekhte hue baju me let gayi, aur apani saree upar uthane lagi, meri najar unki jhngho par chali gayi. (Daminidevi bhi Shiv ko dekhte hue hi saree utha rahi thi, wo dekh rahi thi ki Shiv ki najar kaha hai, ye dekh kar uske chehre par muskan aa gayi, usko apana sapana pura hota dikh raha tha, halaki usko dar bhi tha, wo shiv ke bare me kuchh nahi janti thi, agar sidhe hi wo Shiv ke samne keh de aur shiv ne mana kar diya to, kya ijjat reh jayegi, isliye wo kadam funk funk kar badha rahi thi, usne saree itni upar kar di ki uski aadhe se jyada jhangh nangi ho gayi, jab Shiv ne uski aur dekha to wo normaly hi muskayi jaise keh rahi ho ki sab samanya hi to hai, saree upar kar ke wo shiv ko dekhne lagi jaise keh rahi ho ki suru karo)
Me dekh raha tha ki saree bahot jyada upar hai, me upar khada tha to muje lag raha tha ki agar thoda bhi aur upar hoti to unki panty dikh jati, mene waha se najar hatayi aur apane hath me tel liya aur ghutno ko dekhte hue tel malne laga. (Daminidevi thodi thodi der me apane pati ko bhi dekhleti thi, uska dil aage badhne ko machal raha tha par jaldbaji nahi karna chahti thi. Shiv uske ghutno ko malish kar raha tha, jiski wajah se uske sharir me halchal uthne lagi thi, wo puri taiyari ke sath leti thi, par wo dekh rahi thi ki Shiv ka pura dhyan uske ghutno ki aur hi hai, usne ahista se apani saree aur upar uthayi, aisa karte dekh Shiv ne uski aur dekha.
Daminidevi : (Usko bahot sharm aane lagi par khud ko normal rakhte hue boli)Upar bhi laga do. (Uski ankho me pura nimantran bhara hua tha)(Mene hath me tel liya aur jhangh par hath le ja raha tha ki mere hath ruk gaye, kyu ki saree itni upar ho gayi thi ki niche se muje unki chut dikhne lagi thi, unhone panty nahi pehni thi, ek baar ke liye to mera dil bhi dhadkan chuk gaya, kyu ki mene aisa expect nahi kiya tha. Mene unko dekha to wo normal hi dikh rahi thi, muje laga ki shayad unko pata hi nahi hai ki muje unki chut dikh rahi hai. Mene thuk nigalte hue jhangh par tel lagana suru kar diya. (Daminidevi maan hi maan muskura rahi thi, wo janti thi ki Shiv ko unki chut dikh rahi hai, aisa karne me unko bhi bahot sharm aa rahi thi par sharir ki aag ke samne wo majboor thi, bahot time ho gaya tha, wo apane pati ke sath soyi nahi thi, usne khud ko bhi in sab se alag kar liya tha par Shiv ke chune se uske aarman bhi jag uthe the.)
Me waha nahi dekhna chahta tha par najar baar baar chut par ja rahi thi, ghane bal the waha, chut lagbhag chhup hi gayi thi, darar ke pass kuchh bal kam the to waha thode thode hoth dikh rahe the, aur muje lag raha tha ki chut gili ho rahi hai, kyu ki niche thoda gila pan bhi dikh raha tha. Unki badi badi aur gori jhanghe sach me kamal thi, ek dum bhari hui thi, umar ke is padav par bhi wo purn rit se akarshak thi, halaki pair par baal bhi the, par wo aur jyada kamottejak lag rahe the. (Jab Shiv ke hath aur aage tak nahi badhe to usne dhire se kaha)
Daminidevi : (Dhire se)aur upar tak karo shiv. (Ye kehne se pehle usne apane pati ki aur dekh liya tha, par wo so rahe the)
Shiv : Ji. (Me kya kehta ki aapki chut dikh rahi hai, halaki muje pata chal gaya tha ki wo janbuj kar muje apani chut dikha rahi hai, par me anjan bane rehna hi chahta tha, me aisa dikhana chahta tha ki jaise pehli baar hi me ye dekh raha hu, aaj tak me kuwara hi hu, ye sab mene soch samaj kar karna chahta tha, me malish bhi aise kar raha tha ki jaise hichkicha raha hu)
Daminidevi : (Uski hichkichahat samaj rahi thi, par wo anjan hi rahi)Kya hua, jor se karo na.
Shiv : Ji. (Kehte hue me joro se jhangh masalne laga, mere hath ki unglia chut tak pahuch rahi thi, bas ek centimetre ka fasala hi baki tha)(Daminidevi badi beshabri se intejar kar rahi thi ki uske hath chhu jaye, par wo janti thi ki wo hichkicha raha hai, usko ye bhi samaj aa raha tha ki shayad usne pehli bar chut dekhi hai, uske chehre par chalakta pashina aur uski hichkichayat dekh usko lag raha tha ki ladka abhi anadi hai, ye soch kar hi uske ander ek alag si uttejana uthne lagi thi)
Daminidevi : (Bechain hote hue)Kya kar rahe ho, thoda aur upar karo na.
Shiv : Ji. (Mene hath upar tak badha diye, mere hath jhangho ke bich tak pahuch gaye, muje ungli par jhat ke baal bhi chhu rahe the, mera lund pura khada ho gaya tha jo dard bhi karne lag tha)(Daminidevi ne Shiv ke chehre par bechaini bhi dekhi, tabhi uski najar uske pant me bane tambu par gayi, jise dekh kar uski chut aur pani bahane lagi, bahar se hi dekh raha tha ki ander koi bada janwar chhupa hua hai, wo usko aur uttejit karna chahti thi)
Daminidevi : Me pichhe ghum jati hu, pichhe bhi laga do. (Bina uske jawab ki pratiksha kiye wo ghum gayi aur ulti let gayi, kuchh pal shiv ke hath ruk gaye par wo kuchh nahi boli, wo janti thi ki shiv kya dekh raha hoga)(Yaha se muje chut ke sath sath kulho ka najara bhi milne laga tha, halaki kulhe chhupe hue the par apana aakar spast dikha rahe the. Me unki chalakiya samaj raha tha, par me bhi bhola hi bane rehna chahta tha, mene hath me tel liye aur jhangh par lagane laga, me sirf malish hi kar raha tha)(Daminidevi ko laga ki ye aur jyada himmat nahi karega, wo usko sidha samaj rahi thi, apani saree aur upar karte hue)Saree tel wali na ho jaye. (Wo ye batana chah rahi thi ki saree telwali na ho jaye is liye wo upar utha rahi hai, par usne itna upar utha diya tha ki uske aadhe kulhe nange ho gaye the)(Mera lund puri aukat me tha, bhale hi me kitna bhi sarif kyu na hou, sharir apana kaam to karega hi, me tel se malish karne laga, wo fir boli ki aur upar to mene kulho par bhi ungliya faila di)(Chunkne ka natak karte hue Daminidevi thoda upar uthi aur Shiv ko dekhne lagi)Tumhare hath to waha tak pahuch gaye. (Me darne ka natak karne laga)
Shiv : Aapane hi to kaha tha ki aur upar karo.
Daminidevi : (Bholi bante hue)Muje thodi na pata tha ki saree itni upar ho gayi hai, batana chahiye tha na?
Shiv : (Gabhrate hue)Muje laga ki aapko pata hoga, sorry.
Daminidevi : (Wo aur darana nahi chahti thi, kahi baat bigad na jaye, usne sharmate hue kaha)Kisi ko bataoge to nahi na?
Shiv : Me kyu bataunga?
Daminidevi : (Wapas let te hue)Ab jab dekh hi liya hai to kya waha bhi malish kar dega?
Shiv : Par ye thik nahi hai na? (Mene bhi bhole pan se kaha)
Daminidevi : Ab dekh liya hai to me kya kahu? Tune aurat ko aise dekha hai pehle?
Shiv : Nahi (Hichkichate hue)
Daminidevi : (Muskan ke sath)Kaisa laga?
Shiv : Bahot achchha.
Daminidevi : Kisi ko bolna maat aisa ki mene aunty ko aise dekha hai.
Shiv : Me kisi ko nahi kahunga.
Daminidevi : Waha bhi achchhe se malish kar de na, dard waha bhi hota hai, par sharm ki wajah se kisi ko keh nahi patihu. Tu to achchha ladka hai, please meri thodi madad kar de. (Wo aise keh rahi thi jaise dard ki wajah se help mang rahi ho, me sab samaj raha tha par me anjan hi bane raha)
Shiv : Ji. (Kehte hue mene tel liya aur kulho par lagane laga, saree abhi bhi adhe kulho par thi)Aunty saree aur upar kar lo, warna gandi ho jayegi.
Daminidevi : Sahi kaha tune. (Kehte hue unhone apani saree aur upar kar li, kulhe pure nang ho chuke the, wo bahot bade the, hum dono ek dusare ko aise hi dikha rahe the ki malish chal rahi hai, par jaise aur hi koi game chal raha tha, me kulho ko masalne laga, aur aisa karne se gaand ka bhura chhed bhi dikh raha tha aur chut bhi niche dikh rahi thi, me jan buj kar waha hath nahi le ja raha tha par itna najdik le ja raha tha ki aisa lag raha tha ki abhi chhu jayenge)(Daminidevi bhi halka halka sisak rahi thi, wo chah rahi thi ki Shiv aage badhe par wo nahi badh raha tha, ek aur to usko gussa bhi aa raha tha par usko lag raha tha ki ladke ka pehli baar hai, darna lajmi hai, wo bhi koi jaldbaji nahi karna chahti thi, halaki uski ye halat thi ki agar Shiv uske ander lund bhi dal de to wo mana nahi karti, par us se raha bhi nahi ja raha tha, usne pichhe dekha, me bhi unhe dekhne laga aur ruk gaya jaise puchh raha hu ki kya hua)Bichme bhi kar na. (Unhone bebasi se kaha, mene bhi angutha unke kulho ki darar me chalate hue kaha)
Shiv : Yaha?
Daminidevi : (Turant)Haaaa. (Mene tel liya aur darar me dala aur anguthe se darar me masalne laga, mera hath gaand ke chhed par bhi ja raha tha, jo muje bhi mehsus ho raha tha, do tin baar darar ko maslne ke baad me kulho ko dabate hue anguthe ko aise le gaya taki wo chhed par dabav banaye)(shiv ke anguthe ko apani gaand ke chhed par mehsus kar ke wo sisakne lagi par usne khud ko sambhala)Aise hi shiv. Shhhhh. (wo halke se siski)(Me samaj raha tha ki kya ho raha hai. Mene unki siski bhi sun li thi, me waise hi karte hue kulhe masal raha tha aur anguthe ko chhed me dabane laga)(Damini dhimi awaj me)Shhhh fuuuu shhhhh fuuuuu. (Shiv ka anutha kabhi dabav banata aur kabhi nahi, wo tadapjati thi, par wo aisa keh bhi nahi sakti thi, abhi ye khel chal hi raha tha ki uncle ne khasa to mene turant hath hata liye, aunty bhi dar gayi aur unhone apani saree niche kar li, par uncle wapas so gaye, par me aise dikha raha tha jaise chori pakadi gayi ho)
Shiv : Me jata hu aunty. (Me jaise dar raha tha)
Daminidevi : (Usko bhi apane pati par bahot gussa aaya, par wo kya kar shakti thi, wo bhi sidhi ho gayi aur beth gayi, usne dekha ki Shiv ka lund uske pant me kadak ho chuka hai, wo bistar se khadi hui aur Shiv ka hath pakad kar bistar se thoda dur darwaje ki aur le gayi)Raat ko aaoge?
Shiv : Kab? (Wo aise dikha raha tha ki jaise wo bhi ye sab karne ke liye bahot utsuk hai)
Daminidevi : (Shiv ki adhirayi dekh kar uske chehre par bhi muskan aa gayi, wo samajne lagi ki tir sahi nishane par laga hai)Tumhare uncle so jaye tab.
Shiv : Par wo jaag gaye to?
Daminidevi : Nahi jagenge, wo neend ki goli kha kar sote hai. (Fir pyar se shiv ko dekhte hue)aaoge na? (Kehte hue usne Shiv ka lund pant ke upar se hi pakad liya)
Shiv : (Darte hue)Ye kya kar rahi ho aaap?
Daminidevi : Ye aise khada kyu hai? (Damini ne uske sawal ka jawab diye bagair baat aage badhyi)
Shiv : Pata nahi. (Mene darte hue kaha)
Daminidevi : Kya pata nahi, tumhara ye kadak ho gaya hai aur tumhe hi pata nahi?
Shiv : Nahi pata hai. (Mene darne ka natak karte hue kaha)Aisa nahi hona chahiye?
Daminidevi : (Unke chehre par kutil muskan aa gayi)Ha, aisa thodi na hota hai, muje dekhna padega, koi gadbad na ho yaha. (Lund ko dabate hue)
Shiv : Shhhhh kaisi gadbad?
Daminidevi : Tum raat me aana, me check kar ke bata sakti hu. Aaoge na. (Shiv ne ha me issara kiya, usne lund chhod diya, Shiv aise bhaga jaise kisi ke chungul se chhut kar bhaga ho, usko aise dekh kar Daminidevi muskurane lagi, aur apani chut ko dabate hue boli)Tera kaam honewala hai meri rani. (Kehte hue wo bistar ki aur badhi jaha uska pati kharate le raha tha, usko ek baar to gussa aaya par wo fir bistar par let gayi)
Me sidhe apane kamare me chala gaya, aur abhi jo hua tha wo soch kar muskura raha tha.
Shiv : (Maan me)aap raat to hone do, aapko bhi pata chal jayega ki kon sikar kar raha hai, aap ya me? (Me bathroom me ghus gaya aur hath dhoye, aur fir mobile dekhne laga, Zoya aunty ke mobile se msg tha par jab mene khola to ander kuchh bhi nahi likha hua tha, bas blank tha. Me soch ne laga ki aisa kyu?, fir laga ki shayad galti se aa gaya hoga. Ghar par to phone kiya nahi kyu ki abhi sayad sab so rahe honge, mene Bhargaviji se baat ki. Fir Juhi se bhi baat hui. Sham ko stadium jane ka time hua to me apane kamare se bahar nikala to tabhi Krupaliji bhi nikali, muje dekh kar wo pehle thodi sharma gayi par fir muje dekhne lagi.
Shiv : (Unke pass ja ke)Kya hua?
Krupali : Kaha the tum?
Shiv : Apane kamare me.
Krupali : Dopahar ko kaha the?
Shiv : wo aunty ke ghutno ki malish kar raha tha.
Krupali : (Wo halke gusse me boli)Kya jarurat hai tumhe ye sab karne ki?
Shiv : Kyu isme kya dikkat hai?
Krupali : Pata nahi, par muje achchha nahi lagta.
Shiv : Wo aap par tane kasti hai isliye na? (Wo muje dekhne lagi)Chinta mat kariye, me sab thik kar dunga.
Krupali : wo kaise?
Shiv : Uski chinta aap maat kijiye, bas me jaisa kahu waisa hi karte jaiye?
Krupali : Kya karna hai?
Shiv : Aaj raat ko unke kamare me aana hai.
Krupali : Aana hai matlab?
Shiv : Raat ko me unke kamare me janewala hu, bas aapko waha aana hai, jab me kahu.
Krupali : Tum unke kamare me kyu ja rahe ho?
Shiv : (Muskurate hue)Malish karne.
Krupali : (ghurte hue muje dekh kar)To mera kya kaam waha par?
Shiv : Wo me abhi nahi bata sakta.
Krupali : Kya nahi bata sakte? (Usko shiv ki baat kuchh ajeeb lag rahi thi, par Shiv muskura raha tha, kuchh bata nahi raha tha, usne aas pass dekha aur Shiv ko khinch kar apane kamare me le gayi)Muje abhi batao, kya kar rahe ho tum?
Shiv : Me jo kar raha hu,aapke liye kar raha hu, aapko raat sab pata chal jayega.
Krupali : Muje abhi batao. (wo meri ankho me dekh kar boli)
Shiv : Achchha thik hai, aunty ghutno ki malish ke bahane ab aur khel khel rahi hai, (Krupali dhyan se sun rahi thi)Wo mujko apane niji ang dikha rahi hai. (Krupali ki ankhe ascharya se chodi ho gayi) wo chahti hai ki baat aage badhe.
Krupali : (wo sab samaj gayi thi)Ye nahi ho sakta.
Shiv : Kya nahi ho sakta?
Krupali : Wo aisa kaise kar sakti hai? (Krupali ko jaise abhi bhi yakin nahi ho raha tha)
Shiv : Kehna kya chahti ho aap?
Krupali : Wo to kaisi hai, koi soch bhi nahi sakta ki wo aisi harkat bhi kar shakti hai.
Shiv : Kyu, wo aurat nahi hai kya?
Krupali : Par umar to dekho.
Shiv : Kisne kaha ki is umar me ye sab nahi hota. Aur hume us se kya lena dena, aapko bas unhe range hatho pakadna hai.
Krupali : Matlab tum unke sath wo sab kar rahe ho tab? Tum aisa kaise kar shakte ho?
Shiv : Me kuchh nahi karna chahta, par agar aisa hota hai jaisa mene kaha to fir wo aapko kabhi paresan nahi karegi, hamesha aap se dab kar rahe gi.
Krupali : Par uske liye tumhe ye sab karne ki jarurat nahi hai, waise bhi ek baar me maa ban gayi to koi problem nahi rahegi.
Shiv : Aapko yakin hai ki aap maa ban hi jayegi?
Krupali : (Imotional ho kar)aisa kyu keh rahe ho?
Shiv : Mera matlab hai ki risk kyu lena, aur aap maa ban gayi to bhi aapka hath hamesa upar hi rahega. (Krupali soch me pad gayi)Me bhi ye sab nahi karna chahta, par muje yahi sahi lag raha hai, me aapko aise dukhi nahi dekh sakta. (Krupali muskurate hue pyar se Shiv ko dekhne lagi)
Krupali : Tum unke sath aisa waisa karo, wo muje achchha nahi lagega Shiv.
Shiv : Kyu?
Krupali : Me tumhe kisi aur ke sath aise nahi dekh sakti (Usne passesive hote hue kaha)
Shiv : Soch lo aap, (Wo turant mere gale lag gayi)
Krupali : Muje achchha nahi lagega shiv, tum kuchh maat karna.
Shiv : Thik hai, me sirf unhe chusne ke liye kahunga, kehna kya hai wo khud hi karengi, tab aap aaj jana. Itna to chalega na?
Krupali : (Meri ankho me dekhte hue)Tumhe jo thik lage. (Kehte hue so joro se muje kiss karne lagi, mene bhi unhe baho me bhar liya. Kiss wild ho rahi thi, mene kulhe masale to wo muje aur joro se kiss karne lagi jaise wo bhi yahi chahti hai, Abhi kuchh pal hi hue the ki niche se kaam ki awaje aane lagi to hum dono alag ho gaye,unki ankhe bahot kuchh keh rahi thi, par abhi samay kaha tha,
Krupali : (Sharmate)Me jati hu, bahar dekh kar me issara karu tab tum bhi aa jana, kisine hume sath me kamare se nikalte dekha to muskil ho jayegi. (Mene ha kaha, pehle wo nikali, jab dekha ki sab sahi hai to muje issar kar ke wo niche chali gayi, me bhi bahar nikala aur niche chala gaya, wo kaam me lag gayi, unhone muje dudh diya aur fir me stadium chala gaya.
Shiv ko dekh kar Prakruti ki saheli ne kaha ki Shiv aaya hai, Prakruti nethank you kaha aur phone rakh diya. Aaj wo specialy Shiv se milne ke liye hostel se aa gayi thi, uski mummy ne bhi pichha tha ki ek hi to din hua hai, kaise wapas aa gayi, to usne bahana bana diya tha. Usko pata tha ki Shiv kitne baje wapas nikalega to wo apani mummi ko bol kar gaurd ke sath stadium ki aur nikal gayi. Aur Shiv ka intejar karne lagi. Uski saheli bhi bahar aayi thi to usne usko bhej diya. Usne Shiv ko aate hue dekha to wo apani car se utari aur Shiv ki aur badhne lagi, guard uske sath aane lage to usne rok diya.
Prakruti : Me bas us ladke se baat kar rahi hu, tumlog yahi ruko. (wo sab ruk gaye, wo Shiv ki aur badhi, Shiv ne bhi usko dekh liya tha, wo uski aur dekhte hue uski aur badha kyu ki wo usko dekhte hue hi aa rahi thi, dono najdik aa gaye)Hi.
Shiv : Hi. (Normal tarike se)
Prakruti : Thnak you.
Shiv : Kis baat ke liye?
Prakruti : Tumhe kya me bevakuf lagti hu? (Usne serious ho kar kaha)
Shiv : (Uska chehra dekhte hue)Lagti to nahi ho, par kya pata?(Keh kar wo muskuraya)
Prakruti : (wo bhi muskurayi, par fir wo serious ho gayi)Tumhe mere mamlo me padne ki koi khas wajah?
Shiv : Me samja nahi?
Prakruti : Tum mere bare me kuchh bhi nahi jante ho, dur raho mujse.
Shiv : Me kaha najdik aa raha hu.
Prakruti : Waha hostel me bhi un ladko ke sath lad rahe the, aur yaha bhi muje bachane ke liye sab se lad liye, (Ruk kar)Impress karna chahte ho muje?
Shiv : (Mene usko gaur se dekha aur fir kaha)Dekhiye deviji, muje koi intrest nahi hai in sab bato me, aur muje koi shauk nahi hai aapko impress karne ka, par kya hai na ki meri ek buri aadat hai, me kisi ko mere samne paresan hote nahi dekh sakta,aur koi ladkio se bura bartav karta hai to me khud ko rok nahi pata, to deviji, kehne ka ye matlab hai ki me aapki wajah se un jaghdo me nahi kucha tha, agar tumhari jagah koi aur bhi hoti to me wohi karta jo kiya. To meharbani kar ke aap bhi koi galatfehmi maat paliye.
Prakruti : (Usko laga tha ki jaise sare ladke uske pichhe pade rehte hai ye bhi waisa hi hai, uske aisa kehne se wo gidgidayega aur apane pyar ka ijhar karega, aisa kayi ladko ne kiya hai aur usne sab ko dant hi diya tha)Tumhe kya sach me me bevakuf dikhti hu, ye jis tarha se tum muje ghurte ho na sab samaj aata hai muje.
Shiv : Sach kaha tumne, me tumhe ghurta tha, kyu ye pata nahi, par tum muje janipehchani lag rahi thi, par fir mene tumhe function me dekha tha, tumhare papa ko dekha tha, samajne ki koshis kar raha tha ki akhir wo sab kya tha?
Prakruti : Tumhara kya lena dena is se? (shiv ne kaha ki wo usko jani pehchani lag rahi hai to ye baat to uske liye bhi lagu hoti thi, pata nahi kyu par Shiv usko jana pehchana lagta tha, kyu ye wo samaj nahi pa rahi thi, aur aksar ye jan ne ke liye hi wo Shiv ko dekhti thi)
Shiv : Sach kaha tumne, mera kya lena dena. (Hath jod kar)To deviji, aap fikar maat kariye, me koi apke pichhe nahi pada hu aur na hi aisi koi khwahis hai meri, aaj se apke raste alag aur mere raste alag, waise bhi kaha same the. Aapse milkar khusi hui, chalta hu. (Keh kar wo jane laga, Prakruti thagi se waha khadi usko jata dekh rahi thi, wo itne dino se yahi soch rahi thi ki wo shiv se kaise milegi kaise baat karegi, usko laga tha ki Shiv uske samne hero ban ne ki koshis karega, usko impress karne ki koshis karega, wo usko mana kar degi, kyu ki wo in sab me padna bhi nahi chahti thi, par usko aisa laga tha ki Shiv bhi dusare ladko ki tarha usko pane ki koshis karega, par aisa kuchh bhi nahi hua, usko Shiv par gussa bhi aa raha tha, par Shiv usko kuchh alag hi laga tha, kyu ki agar koi aur hota to apane kiye ko badhachadha kar kehta, jab ki isne to man ne se hi inkar kar diya ki usne kuchh kiya hai, wo tab tak usko dekhti rahi jab tak wo ankho se ojal na ho gaya, fir wo apani car me beth kar apane ghar ki aur nikal gayi, par uske man mastik par Shiv ke hi vichar the)
Waha raat ko ek farm me Udesinh betha tha aur whisky pi raha tha. Tabhi uska beta bhi waha aaya.
Udesinh : Aa gaye tum, Kya hua waha?
Pruthvi : Kuchh nahi hua hai, kisi ne apana muh nahi khola hai, (Kehte hue wo apana peg banane laga)
Udesinh : Ek kaam tumse nahi hota.
Pruthvi : (Ek peg pura ek sath pi kar)Kya nahi hota, aap hi keh rahe ho ki apana naam nahi aana chahiye waise karo, aap sidhe sidhe bol dijiye, sab ke samne utha ke na le aau to bolna.
Udesinh : Kabhi to akal ka istemal kar liye karo, tumhe kya lagta hai? Sukhdev koi mamuli aadmi hai, uske kehne par puri government khadi ho jayegi, wo bhi koi chhota mota aadmi nahi hai, samaj me nahi aata tumhe kuchh. Kya hau ab vistar se batao sab. (Pruthvi usko sab batane laga)Kon tha wo ladka?
Pruthvi : Pata nahi, par police us ladke ke bare me nahi soch rahi hai, wo ye talas rahi hai ki in sab ke pichh kon hai.
Udesinh : Agar wo ladki hath aa jati tab hum usko dikhate.
Pruthvi : Wo to fir aa jayegi, par apko nahi lagta ki agar uski beti ko koi utha ke le jayega aur firoti ke badle unse kagjat mangenge to unhe pata nahi chalega ki inke pichhe kon hai.
Udesinh : (Muskurate hue)Ye ki na akal wali baat. (Fir uske glass me whiski dalte hue)Muje pata hai, par fir wo kuchh nahi kar pata, ek baar hamare hath me wo kagjat aa jate fir wo chah kar bhi kuchh nahi kar pata. Kair jo hua nahi uski kya baat karni, ab ye sochna hai ki aage kya kare. (Munim ki aur dekh kar)Ye kyu itna sehma sehma khada hai?
Pruthvi : Kuchh nahi, anab shanab bak raha tha to daant diya.
Udesinh : (Thahaka lagate hue)Kyu be munim, kya munimgiri hak raha tha?
Munim : Kuchh nahi malik, me to bas keh raha tha ki...(Kehte kehte wo ruk gaya kyu ki Pruthvi uski aur dekh raha tha)
Udesinh : Itna kya dar raha hai, wo kuchh nahi kahega, bol kya hua?
Munim : Malik, wo ladka...wo ladka...
Udesinh : Kon ladka?
Pruthvi : Kuchh nahi papa, wo Krupali ke ghar gaye the, unke waha ek ladka mehman hai, use dekh kar ye munim keh raha tha ki wo chhacha chachi jaisa dikhta hai.
Udesinh : (Thahaka laga kar)Kiske jaisa ha ha ha ha Chandrabhan aur Nirmala ki tarha ha ha ha chandrabhan bahot sidha hai, aise iljam maat laga ha ha ha.
Munim : Nahi malik, Chandrabhanji aur Nirmalaji ki tarha nahi Yogendraji aur Chandrikaji jaisa.
Udesinh : (Haste haste ruk gaya)Kiske jaisa?
Munim : Ji aapke chhote bhai jaisa.
Udesinh : Kya sach bol raha hai tu?
Munim : Ha malik, bilkul sach bol raha hu.
Udesinh : (Pruthvi ko dekhte hue)Kon hai wo ladka?
Pruthvi : Wo Vashisth ke sath business partner hai.
Udesinh : (Uske chehre par fir hasi aa gayi)Ha ha ha...abe munim tu kuchh bhi bakta hai.
Munim : Nahi malik me sach keh raha hu.
Udesinh : Abe ghanchakkar, ek baar teri baat maan bhi li jaye to tuje pata hai na? us sapole ko mare kitne sal hue hai,us hisab se wo abhi kitne sal ka hoga? Ya teri budhhi ab ghas charne gayi hai, Pruthvi, iska hisab kitab kisi achchhe aadmi se chek karwa, kahi usme bhi isne aisi hi gadbadi nahi kar di. (Munim dar ke mare unhe dekh raha tha)Abe ghonchu, agar Vashisth ke sath partner hai aur kaam kar raha hai to uski umar ka hoga, tuje kis angle se wo us sapole sa laga?
Munim : Wo utni hi umar ka hai malik.
Udesinh : (Fir ghur ke dekhne laga, par uske chehre par sachchayi thi)Tuje sach me aisa lagta hai?
Munim : Ji malik.
Udesinh : (soch me pad gaya)
Pruthvi : Kya soch rahe ho papa, kya apko bhi lagta hai ki wo jinda ho sakta hai?
Udesinh : Me wo nahi soch raha hu Pruthvi, me kuchh aur soch raha hu.
Pruthvi: Aisa kya soch rahe hai aap?
Udesinh : Agar wo ladka aisa lagta hai ki Yogendra ka ladka ho to wo bahot kam ka hai. Jara pata lagwao ki wo kon hai? Aur Krupali ko bolo ki uski photo bheje, me bhi to dekhu ki kaisa lagta hai.
Pruthvi : Thik hai, me nikalwata hu uski kundali. Par aap karna kya chahte hai.
Udesinh : Waqt aane par sab pata chal jayega.
Pruthvi : Abhi phone karta hu.
Udesinh : Abhi nahi, kal din me phone karna, abhi ghar me sab honge to achchhese baat nahi ho payegi..
Pruthvi : Ji papa. (Udesinh kisi gehri soch vichar me tha)
Krupali sab ke sath khane ke liye bethi hui thi, Vashisth apani office ke related kuchh baat apane papa ke sath kar raha tha, Krupali chupke se apani saas par najar gadaye thi. Wo baar baar Shiv ko dekh rahi thi aur aise dekh rahi thi jaise koi nayi naveli dulhan ho, aur chudne ko aatur ho, usne Shiv ko dekha to wo shant tha aur khana kha raha tha. Usko yakin tha ki Shiv jo kuchh kar raha hai uske liye kar raha hai, ye soch kar usko Shiv par bahot pyar aa raha tha, par uska apani saas ke sath karna usko achchha nahi lag raha tha, pata nahi kyu par usko lag raha tha jaise Shiv uska hi hai. Par wo jo ho raha tha wo ho jane dena chahti thi, sochne par usko bhi ye mehsus hua tha ki Shiv sahi keh raha hai, agar uski saas ko wo aisi paristhitime pakad leti hai to uski saas kabhi uske samne apana shir nahi utha payegi. Aur dusari baat bhi uske jehan me chal rahi thi ki agar kisi karan se uske aur Shiv ke sambandh bhi agar unhe pata chal gaye to wo kuchh nahi keh payegi. Halaki wo ye bilkul nahi chahti thi ki uske aur Shiv ke bich jo sambandh hai wo kisi aur ko pata chale, par fir bhi wo chance nahi lena chahti thi, kyu ki usko pata tha ki Shiv ko dekh kar wo khud bawali ho jati hai, abhi do din hi to hue the, par wo Shiv ke niche aande ko atur ho rahi thi, ghar me rehte usko dar lagta tha kyu ki uski saas gharme hi rehti thi, kahi unko pata na chal jaye ye soch kar hi wo ander se hil jati thi. Aise hi khana ho gaya. Vashisth apane room me chala gaya, Shiv, uske sasur aur saas TV dekne bethe the, halaki Shiv ko usme intrest nahi dikh raha tha, wo apane mobile me kuchh kar raha tha. Apana kaam khatam kar ke wo upar jane lagi, jate waqt usne Shiv ko dekha aur ankho ankho me issara kar ke wo upar chali gayi.
Shiv : (Khade hote hue)Me bhi kamare me jata hu. (Damini ne ankho se hi keh diya ki abhi jao me bulati hu fir)
Me apane room me chala gaya. Usne mobile me Vaiswi ka msg padha tha, usne usko msg kiya ‘hi’ to thode hi pal me uske mobile par call aane laga, ye Vaiswi hi thi.
Shiv : Kya hua?
Vaiswi : Na hi na hello, na kher khabar, sidhe kya hua?
Shiv : Nahi aisi baat nahi hai, kaho kaisi ho?
Vaiswi : Me to thik hu, par Samim ke sath tumhara fir se kuchh hua hai kya?
Shiv : Kyu puchh rahi ho?
Vaiswi : Wo har dam udas hi rerhti hai, kuchh bhi kaho jyada baat nahi karti.
Shiv : Usne kuchh kaha?
Vaiswi : Kyu? Kuchh kehna tha usko?
Shiv : Tumhe pata, tum uske sath ho.
Vaiswi : Par ye tumhari wajah se hi hua hai to tumhe hi pata hoga.
Shiv : Itna yakin se kaise keh sakti ho ki meri wajah se hi hua hai?
Vaiswi : Itni buddhu nahi hu me, bhale tum dono kuchh na batao, par me pagal nahi hu, sab samajti hu.
Shiv : Kya samajti ho?
Vaiswi : Yakin se to nahi keh sakti par muje lagta hai ki tum dono bahot kuchh kar chuke ho, hai na?(Me khamosh raha)Tumhari khamoshi hi bata rahi hai ki me sach bol rahi hu. (Vaiswi is baat se bahot dukhi thi, aur ye uski awaj se jahir bhi ho raha tha)
Shiv : Gussa aa raha hai na?
Vaiswi : Kis par gussa karu, tum par ya apane bhagya par.
Shiv : Mene tumhe kayi bar kaha hai, par tum hamesha muje chup kara deti ho.
Vaiswi : Shayad is baar bhi wahi karu. Par ek baar jarur puchhna chahungi, mujme kya kami lagi tumhe? (Wo aise bol rahi thi jaise abhi ro degi)
Shiv : Koi kami nahi hai, sari kami mujme hi hai. Isiliye kehta hu ki dur raho mujse, par tum samajti nahi ho.
Vaiswi : Ab ye mumkin nahi hai Shiv, bhavisya ka pata nahi par abhi ka pata hai muje, me tumse dur nahi reh sakti.
Shiv : ek baar Samim ko wajah puchh lena ki kyu wo dukhi hai, tum khud samaj jaogi ki mujse kyu dur rehna hai.
Vaiswi : Tum bata do.
Shiv : Usi se puchh lena.
Vaiswi : Kyu? Batane ki himmat nahi hai tum me? Agar batane me itni sharm aa rahi hai to fir aisa karte hi kyu ho.
Shiv : Tum galat samaj rahi ho, na muje sharm aa rahi hai na koi pachhtava hai, me is liye nahi bata raha hu kyu ki isme kisi ki ijjat samayi hui hai, me aise hi kisi ko badnam nahi kar shakta.
Vaiswi : Kya me itni gair hu ki mujse bhi baat share nahi kar sakte?
Shiv : Baat wo nahi hai Vaishu, jo log mujse jude hai wo kisi na kisi karan se hai, aur pata nahi me unse jud gaya hu, ab chah kar bhi me apane kadam pichhe nahi khinch sakta, me tumhe pehle bhi keh chuka hu ki kayi dore hai jinke shire mujse jude hai, me isme kuchh nahi kar sakta.
Vaiswi : Agar itni hi dore judi hai tumse to ek dore aur sahi, fir kyu kadam pichhe kar rahe ho.
Shiv : Tum bhi meri tarha ulaj jaogi.
Vaiswi : To ulaj jane do.
Shiv : Tum samaj nahi rahi ho.
Vaiswi : Tumhe kya lagta hai, me itni nadan hu? Samim ke ghar me uske alawa uski ammi hai aur uski badi bahen Naziadidi hai, aur Samim bhadki hui hai, ye kehna galat hoga ki wo bhadki hui hai, wo dukhi hai, itni bhi nadan nahi ki me samaj na saku. Bas afsos is baat ka hi hai ki muj par bharosa nahi tumhe.
Shiv : Jab itni akal hai to ye akal kyu nahi hai ki aise ladke se dur rehna chahiye.
Vaiswi : Mene kaha na wo mumkin nahi hai. Tum ladke ho, ladkio ka dil tum nahi samaj sakte. Tumhe lag raha hoga ki me tum par dabav dal rahi hu, khud se relation banane ke liye tumhe majboor kar rahi hu, par kabhi mera dil padhne ki koshis ki hoti, muje nahi pata ki hamare is riste ka aage kya hoga, par aage jo bhi ho, me ye rista khatam nahi kar sakti, itna tum samaj lo. Riste ka ye matlab bhi nahi ki tum mere sath saririk sambandh banao, agar tumhe me is kabil nahi lagti to koi baat nahi, par me tumhe hi chahti rahungi.
Shiv : Ab se me koi sawal nahi karunga tumhe, agar tum mujme ulajana chahti ho to most welcome.
Vaiswi: Wo to me aa chuki hu, pagal. Kab aa rahe ho?
Shiv : Jald hi milte hai.
Vaiswi : Me intejar karungi, and remember, I always love you.
Shiv : Love you to baby, bye.
Vaiswi : Bye. Ummmhhhh. (Keh kar usne call kat diya, me uske bare me sochne laga aur Samim ke bare me bhi, itni uljano me muje fir Lata najar aayi, mene ghar call laga diya)
Lata : Hello.
Shiv :Kaisi hai meri jaan?
Lata : (Sharmate hue)Achchhi hu, tum kaise ho?
Shiv : Achchha hu, tumhari yaad aa rahi hai.
Lata : Kab aa rahe ho?
Shiv : Tum janti ho ki kab aa raha hu.
Lata : Hmmm, kaho kaise yaad kar rahe the?
Shiv : Tumhe yaad karne ke liye kisi karan ki jarurat nahi hai muje, kash tum bhi mere sath aayi hoti.
Lata : To fir yaha sab kon dekhta. (Muskurate hue)
Shiv : I love you, and miss you so much.
Lata : (Sharmate hue)Me bhi.
Fir thodi der idhar udhar ki bate hui, mene phone rakh diya. Uske baad mene ghadi dekhi to 11 baj rahe the. Me room se bahar nikala. Niche hall me dekha to aunty TV dekh rahi thi, par turant unhone muje dekha, unhone aas pass dekha aur fir muje aane ka issara kiya aur TV band kar ke apane room ki aur jane lagi. Mene Krupaliji ke room ke pass khade ho kar sun ne ka prayas kiya par sab shant tha, pata nahi wo aayengi ki nahi. Me sidhiya utar kar aunty ke room me aa gaya, unhone darwaja khula hi rakkha tha.