• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

Alok

Well-Known Member
11,532
28,292
258
Fabulous update Vega Star bhai.....


Jaise jaise shiv apne maa baap ke aur badh raha hai romanch bhi badhta ja raha hai aur yeh soch kar hi goosebumps aa rahe hai ki jab usse apne mata pita ki halath ke bare mein pata chalega toh woh kya mehsoos karega...
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Funnyabir

New Member
43
39
18
ma beti threesome sex. Maja ajayga vai
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

mass8787

Well-Known Member
2,234
4,118
159
Kya sunder kahani hay must lajawab maza aagay
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Yashu7979

Active Member
1,568
2,626
144
Zabardast update...karuna na bahut help kari shiv ki...usko bhi shiv ki kripa k prasad milna chaiya...bhargavi aur shiv k mission jarur poora hoga...zoya aur shiv k rishta bhi bada ajib hota ja raha dekhta h kab kaunsa rang dikhta h
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

lovfrnd4u

Member
322
1,133
138
बेहतरीन अपडेट…👌
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

only_me

I ÂM LÕSÉR ẞŪT.....
783
979
93
Update 249

Me aur Bhargaviji park ke pichhe bethe hue the, hamara maksad un logo ko pakadna tha jo logo ko loot rahe the, jaha hum bethe the waha wo hoga ki nahi hame nahi pata tha, bas hum aasha rakh rahe the ki wo log pakade jaye, agara aaj yaha kuchh na hua to fir kahi aur try karna hoga, hum baat kar rahe the, wo ek police officer thi to mene socha ki jo kuchh muje pata tha wo me unhe bata du, shayad koi salah mil jaye.

Shiv : Muje ye nahi pata ki Beenamadam jo soch rahi hai wo sahi hai ki nahi hai, par jo unhone bataya us se lag raha hai ki shayad wo sahi hai.

Bhargavi : (Gaur se sun rahi thi)Aisa kya bataya hunhone?

Shiv : Unke pas mere bachpan ki tasvir hai, aur unke pas us ladke ki bachpan ki tasvir bhi hai, gaur se dekhne par pata chalta hai ki dono kafi milti hai.

Bhargavi : Kafi milti hai se tumhara kya matlab hai, kya same to same nahi hai?

Shiv : Do tasviro me ek do sal ka anter hai, jo Shivans ki tasvir hai usme wo thoda halthy hai jabki meri tasvirme me kafi dubala patala hu. Par agar chehre ko gaur se dekhe to dono same lagti hai, matlab kafi milti hai.

Bhargavi : Kaha hai wo tasvir, dikhao muje.

Shiv : Mene unse li nahi hai, kaho to abhi mangwalu.

Bhargavi : Tum baad me le lena, aur fir muje dikhana. (Fir sochte hue) Ek baar maan lete hai ki dono tasviro me tum hi ho to fir?

Shiv : Aage abhi kuchh socha nahi hai.

Bhargavi : Pagal ho kya tum? Agar tumhe lagta hai ki tum wahi ho to tumhe waha jana chahiye aur batana chahiye.

Shiv : Kya wo log maan lenge?

Bhargavi : Tumhare maa baap ke bare me kuchh pata chala?

Shiv : Nahi, par itna pata hai ki wo jinda hai.

Bhargavi : To unse milo, wo to apane bete ko pehchan lenge na.

Shiv : Me unke ghar gaya tha par muje waha aisa koi nahi mila jo mere maa baap ho.

Bhargavi : To Beenaji se puchho ki wo kaha hai?

Shiv : Mene puchha tha par unhone kaha ki agar me janunga to fir waha chala jaunga, aur unhe dar hai ki jo pehle mere sath hua wo fir ho sakta hai.

Bhargavi : Baat to sahi hai, waise police record me wo ek hadsa hi tha, aisa koi evidence nahi hai jis se ye pata chale ki ye jaanbuj kar kiya gaya hai, atlist record to yahi kehte hai.

Shiv : Ye koi nayi baat nahi hai, jaruri nahi ki jo record me ho wo sach hi ho.

Bhargavi : Ye bhi sahi hai. (Kuchh sochte hue)Par agar is baat me thodi si bhi sachchayi hai to hume pata karni hi chahiye.

Shiv : Yahi soch kar me waha gaya tha, me unse bhi mila jinke bare me kaha ja raha hai ki unhone hi wo sab kiya tha.

Bhargavi : (Chaunkte hue)Kya tum unse milne gaye the? Pagal ho kya, agar tumhe kuchh ho jata to, atlist muje to bata sakte the, aise akele chale gaye.

Shiv : Khatara to tha par aisa kuchh nahi hua jaisa socha tha, wo bahot swabhavik taur se mujse mile, wo aise baat kar rahe the jaise kuchh hua hi na ho.

Bhargavi : Wo thodi na tumhe pehchante hai jo wo kuchh karenge.

Shiv : bilkul aisa bhi nahi hai, waha kuchh log hai jo muje ajeeb najaro se dekhte hai, aur jaisa ki Beenamadam ne bataya meri sakal mere kathit maa baap se kafi milti bhi hai. To ye to nahi ho sakta ki wo na pehchane.

Bhargavi : (Kuchh sochte hue)Agar wo tumhe pehchan rahe hai aur fir bhi tumhare sath samanya vyavhar kar rahe hai to do hi wajah ho sakti hai, (Thoda ruk kar)Ya to unhone sach me kuchh nahi kiya hai ya to fir wo kuchh aur hi plan kar rahe hai.

Shiv : Par ye pata kaise chalega.

Bhargavi : Rasta to ek hi hai ki tumhe khul kar samne aana hoga, par fir bhi Beenaji ki baat se me sehmat hu, jaldbaji bhi achchhi nahi hai, pehle mahol ko thoda samaj lena chahiye, kuchh din intejar karo, dekho ki kya kuchh karte hai wo?

Shiv : Muje uski koi parwah nahi hai, muje bas ye jan na hai ki mere maa baap kaha hai, agar me wahi hu to. (Mere chehre par dard chhalak aaya)(Bhargavi ne ye dekha aur turant Shiv ka hath pakad liya)

Bhargavi : Sab thik ho jayega, me hu na. (Hum kafi der se baat kar rahe the, par kuchh anuchit nahi hua jo hum chahte the)

Shiv : (Ass pass dekhte hue)Lagta hai ki yaha kuchh nahi hai, kisi dusari jagah try karna padega.

Bhargavi : (Usne bhi aaspass dekha aur)Sahi keh rahe ho, chalo chalte hai. (Hum dono khade hue, aur kapade thik kiye, meri najar ek aadmi par padi jo thodi duri par tha aur bahar ki aur ja raha tha, par wo jaldi me tha, muje wo ajeeb laga, hum park se bahar aa rahe the, meri najar samne thelo par padi, muje wo aadmi dikh gaya jo waha tha, chehre se to pata nahi chala par kapado se me pehchan gaya)

Shiv : (Mene thoda jor se kaha)Chalo ice cream khate hai. (Fir mene dhire se kaha)Waha aise baat karna jaise hum dono ek hi school me padhte hai, Bhargavi bhi samaj gayi ki kuchh to hai, waise bhi usne apana muh dhak liya tha to koi usko pehchan nahi sakta tha)

Bhargavi : Ha chalo. (Hum dono hath pakad kar us thelewale ke pass aa gaye aur waha do table par beth gaye)

Shiv : Konsi icecream hai bhaiya? (Usne do tin flavour bataye)Konsi khaogi? (Mene Bhargavi se puchha)

Bhargavi : American dry fruit.

Shiv : Bhaiya do american dry fruit dena. (wo ice cream nikalne laga)Achchhi jagaha hai, hai na? (Mene muskurate hue kaha)

Bhargavi : (Sharmane ka natak marte hue)Tumhe to pasand aayegi hi na, (Keh kar usne meri aur dekha)

Shiv :Kyu tumhe maza nahi aaya? (Ice cream wala unhe chor najaro se dekh raha tha)(Bhargavi ne koi jawab nahi diya, bas sharma gayi, par uski sharm bahot kuchh keh rahi thi)Kal fir aaogi?

Bhargavi : Aise roz roz ghar kya juth bol kar aungi, aur fir homework bhi baki hai.

Shiv : Kyu fikar karti ho, ho jayega sab. (Ice cream wale ne icecream de di, bhargavi ne apana muh niche se hi thoda khola aur ice cream khane lagi, mene bhi ice cream khate hue uske hath par hath rakh diya)Aa jana na yaar. (Bhargavi bakhubi sharmane ka natak kar rahi thi, usne icecream wale ki aur dekhte hue kaha)

Bhargavi :Kya kar rahe ho, sab hai yaha. (Icecreamwala dusari aur dekhne laga jaise usne kuchh dekha hi na ho)

Shiv : Kyu darti ho, kuchh nahi hoga.

Bhargavi : Par kyu milna hai tumhe, school me milte to ho.

Shiv : Samja karo na, yaha jo kar shakte hai wo school me thodi na kar shakte hai. (Me thoda dhire bola par itna bhi nahi ki wo icecreamwala sun na sake)

Bhargavi : (Sharmate hue)Dekhti hu. (Humne icecream kha liya, mene paise de diye, fir hum dono waha se nikal gaye)

Icecreamwala : Kya yaar, achchha mauka tha, usko phone kar dena tha na, tumne dekha dono ke pass sone ki chain thi.

Chaiwala : Sahi keh rahe ho tum, mauka achchha tha.

Icecreamwala : Tum log hi police police karte hue dar rahe the, koi aaya kya yaha.

Chaiwala : Ab jo ho gaya so ho gaya, ab kya kar shate hai.

Icecreamwala : Agar hamari kismat achchhi hogi to shayad fir wo dono aayenge.

Chaiwala : Par dono tagade hai, kahi bhari na pad jaye.

Icecreamwala : Are bhai ko bol denge, wo aur aadmio ko le kar aayega, aur waise bhi lambe ho jane se kya hota hai, hai to bachche hi na, chakku dekh kar hi mut denge. (Aise hi wo log charcha kar rahe the)

Shiv : Muje lagta hai wo thelewale in sab me mile hue hai.

Bhargavi : Ho sakta hai, par us ladke aur ladki ne aisa nahi kaha tha, wo koi aur hi log the.

Shiv : Ho sakta hai ki inka koi gang ho.

Bhargavi : Ho sakta hai. (Hum unke ghar pahuch gaye, waha darwaja ander se band tha to humne bel bajayi, to unki kaamwali ne darwaja khola)

Kamwali : (shiv ko dekh kar)Didi to ghar par nahi hai. (Bhargavi ne apana muh dhaka hua tha to usne pehchana nahi)

Shiv : Ha pata hai, meri baat hui thi, (Bhargavi ko)Aao ander aao, apana hi ghar hai. (Kamwali ghur ke Shiv ko dekhne lagi, par wo boli kuchh nahi kyu ki wo Shiv ko janti thi)(Shiv ne kaamwali bai ko kaha)Aap kab janewali ho?

Kamwalibai : (Ghur ke dekhte hue)Kyu?

Shiv : (Usko bahot hasi aa rahi thi par khud ko control karte hue)Bas puchh raha hu, Bhargaviji ne to kaha tha ki ghar par koi nahi hoga.

Kamwalibai : Abhi thoda kaam baki hai to me hu abhi yaha.

Shiv : Jaldi kaam khatam kariye aur jaiye, aur ha pehle pani de dijiye. (Kamwalibai ne ghur ke Shiv ko dekha aur ander chali gayi, ander ja ke apane blouse se phone nikala aur Bhargavi ko phone laga diya)(Bhargavi ne apana phone dekha to kamwali ki hi ring thi, usne Shiv ko dikhaya aur hasne lagi)(Kamwaline bhi bahar bajrahi ring suni par usko kuchh socha nahi kyu ki usko to apani didi se baat karni thi)(Mene unhe uthane ko kaha to unhone phone uthaya)

Bhargavi : Hello.

Kamwalibai : (Dhire se )Didi, wo Shivbahi aaye hai, kisi ladki ko le kar.

Bhargavi : (Apani hasi dabate hue)Kaha?

Kamwalibai : Apane ghar aur kaha.

Bhargavi : Me janti hu.

Kamwalibai :Aap janti ho? (Usko bahot ascharya ho raha tha)

Bhargavi : Ha kyu ki uske sath me hi hu.

Kamwalibai : (Usko samaj nahi aaya)Me samaji nahi.

Bhargavi : Bahar aao, sab samaj aa jayega.

Kamwalibhai : Kaha bahar?

Bhargavi :Shiv ne tumhe pani lane ko kaha na to le kar bahar aa jao. (Kamwalibai ne turant kamare se bahar nikal kar dekha to Bhargavi ne apana chehra khol diya tha)

Kamwalibai : Are didi aap ho (Apane muh par hath rakhte hue)Me to pehchan hi nahi payi.

Bhargavi : (Me aur wo dono has pade)Kya tum bhi, muje nahi pehchan payi?

Kamwalibai : Apne aise kapade pehne hai aur upar se chehra bhi dhaka tha, me samji inke sath koi ladki hai.

Bhargavi : To kya me ladki nahi hu? (Usne muskurate hue kaha)

Kamwalibai : Are nahi, mera matlab hai ki koi inki dost, inke school ki, aapne aise kapade pehne hai to me bilkul pehchan nahi payi.

Bhargavi : (Muskurate hue)Jao pani le aao.

Kamwalibai : Ji didi. (Kehte hue wo ander chali gayi, hum dono hasne lage, wo pani le aayi, humne pani piya, wo apane kaam se chali gayi, tabhi mera dhyan meri sone ki chain par gaya, mene wo nikalne laga)

Bhargavi : Kyu nikal rahe ho, rehne do na achchhi lag rahi hai. (Par mene nikal di)

Shiv : Iska jo kaam tha wo aaj ke liye khatam ho gaya, aap rakh do.

Bhargavi : Kyu meri di hui chain pasand nahi aayi.

Shiv : Ye meri hi hai bas, par bhi rakh dijiye, ghar sab puchhnenge to batana padega.

Bhargavi : To bata dena ki mene di hai. (Usne pyar se kaha)

Shiv : Batane me koi dikkat nahi hai, par abhi nahi. (Kehte hue mene chain unke hath me rakh di, tabhi mere mobile ki ring baji, mene dekha to Samim ki ammi ka number tha, muje samaj nahi aaya ki ye kyu phone kar rahi hai)

Shiv : Hello.

Awaj : Me Hasan bol raha hu. (Samim ke papa the)

Shiv : Ha uncle, boliye.

HAsan : Kaha ho?

Shiv : Aap kahiye kahiye na, koi kaam tha?

Hasan : Ha wo kuchh kaam tha, Kya ghar aa shakte ho?

Shiv : Abhi?

Hasan : Ha ager free ho to.

Shiv : Thik hai uncle, thodi der me aata hu. (Mene Bhargaviji ko bata diya aur me waha se nikal gaya, me Samim ke ghar pahuch gaya, dimag me yahi chal raha tha ki kyu bulaya hai, mene bel bajayi to Samim ne hi darwaja khola, muje dekhte hi usne najare jhuka li aur side me ho gayi, me ander gaya to uncle bethe hue the)Namaste uncle.

Hasan : Namaste beta, aao betho. (Me unke pass beth gaya)Mene disturb to nahi kiya na?

Shiv : Nahi uncle, kahiye na. (Tab tak Samim mere liye pani ka glass le aayi aur muje dene lagi to hamari ankhe ek hui, usne najare jhuka li, mene pani pi liya)

Hasan : Kaam me aisa tha ki mene iske liye scooter lene ka socha hai. (Samim ki aur issara kar ke)Iski wajah se tumhe aur Vaiswibeti ko paresani hoti hai, to mene socha ki ab iske liye bhi scooter le hi leta hu, ab to licence bhi mil jayega isse. (Me kya bolta)

Shiv : (Samim ki aur dekh kar)Muje koi paresani nahi hai uncle, muje kaha isko utha ke le jana hota hai. (Mene bas u hi kaha)

Hasan : (Muskurate hue)Par tumhe bhi to kaam hota hai, wo to Vaiswi beti achchhi hai jo yaha tak usko lene aur chhodne aati hai, sabko paresan karti hai ye.

Samim : Mene kisi ko nahi kaha ki muje lene aur chhodne aao. (Samim halki narajgi se boli, Hasanji bhi muskuraye) Muje scooter nahi lena hai, cycle hai, me chali jaungi. (Wo hasne lage, me chup hi raha, kyu ki muje samaj nahi aaya ki unko scooter lena hai to muje kyu bulaya)

Hasan : Tumhe is liye bulaya hai ki mene waha sab bate kar li hai, loan wagairah sab ho jayega, price bhi tay kar di hai, scooter bhi kitne mehnge ho gaye hai, discount ki to baat hi nahi sunte. (Unhone narajgi se kaha) Ye sab bate to ho gayi hai par konse colour ka lena hai ye abhi tay nahi hua. Mene socha ki iski pasand ka hi color le lenge, To kya tum isko kal le jaoge?

Shiv : (Mene Samim ki aur dekha to usne fir najare jhuka li)Thik hai uncle, kaha jana hai?

Hasan : wo kagaj to la beti. (Unhone Samim ko kaha, usne ek lifafa diya, unhone ander se kagaj nikal kar muje diya, us ke upar naam aur pata likha hua tha aur price bhi likhi hui thi)Le jaoge na, koi dikkat to nahi hai na?

Shiv : Nahi uncle, me le jaunga.

Hasan : Muje time hai nahi warna me hi le jata, par shayad mere hone se ye apani choice thik se bataye na, aur tum rahoge to isko bhi asani rahegi, to tum isko le jao aur colour select kar lo, wo keh rahe the ki color select kar lo fir kuchh dino me scooter mil jayega, itna mehnga hone par bhi booking chal raha hai, 10 – 15 din baad shayad mil jaye. Agar iski ammi ko bhi aana ho to rikshaw se chale jana.

Shiv : Thik hai uncle.

Zoya : Nahi, muje nahi jana, aur waise bhi me kya karungi, isko lena hai, isko hi chalana hai, wo jo tay kare muje koi etraj nahi hai.

Hasan : Thik hai to fir, Samim ko hi le jana, (Khade hote hue) muje kaam hai to me nikalta hu. (Me bhi khada hone laga)Are tum kyu khade ho rahe ho, tum betho.

Shiv : Nahi uncle, me bhi nikalta hu, muje bhi stadium jana hai.

Hasan : Achchha achchha, thik hai to bhai, kar lena tum itna.

Shiv : Ji uncle. (Fir me waha se nikal gaya, ghar gaya kapade badale aur stadium ke liye nikal gaya, Juhi ko lene gaya to wo ready hi thi, us waqt to ko Beenamadam se koi baat nahi hui par wapas aate waqt mene Beenamadam ko wo dono tasvire dene ko kaha to unhone muje bhej di)

Beena : Kya hua? Tumhe kyu jarurat pad gayi?

Shiv : Nahi kuchh nahi, bas aise hi. Chaliye me nikalta hu.

Beena : Betho na, itni bhi kya jaldi hai?

Juhi : Ye hamesha ghode par hi sawar hota hai. (Usne pyar se narajgi se kaha)

Shiv : Aisa kuchh nahi hai. (Me beth gaya, Juhi kapade badalne ander chali gayi)

Beena : Kaho kyu chahiye thi tasvire?

Shiv : Bas aise hi.

Beena : Tauji ka phone aaya tha kya?

Shiv : Nahi, aisa kuchh bhi nahi hai. Aap fikar maat kariye, me bas gaur se dekhna chahta tha aur kuchh nahi, aapki tabiyat kaisi hai?

Beena : (Sharmate hue)Sab thik hai. (Fir hum unki tabiyat ke bare me baat karne lage, unhone sab bataya muje, uske baad wo khane ke liye rokne lage par mene fir kabhi keh kar tal diya aur ghar chala gaya)

Khane par sab ikatthe bethe, Ranjan ne bataya ki do din baad unki picnic hai. Aise hi general baat chalti rahi, fir raat ko sab kaam nipta kar sone chale gaye, me bhi apane kamare me aa gaya, me padh raha tha, muje laga ki Lata ayegi par wo nahi aayi, raat karib 11:30 baje muje peshab lagi to bahar nikala, mene bachcho ke kamare me najar daudayi to Lata aur Sarita so rahi thi, mene unhe disturb nahi kiya aur me bathroom me chala gaya, sab so rahe the to mene darwaja bhi band nahi kiya aur aadhe khule darwaje se hi peshab karne laga, abhi peshab khatam honewala hi tha ki darwaja khula, meri najar gayi to Vina khadi thi, wo muje dekh kar chaunk gayi, aur turant usne darwaja band kar diya, me peshab kar raha tha to diwal par peshab girne se shayad aawaj nahi aa rahi thi to usko pata nahi chala, fir baju ke bathroom ka darwaja khulne ki aawaj aayi, me janewala hi tha par pata nahi kyu me ruk gaya, kuchh hi pal me muje uski siti sunayi di, shruuuuuuu, Ye awaj sun kar mere lund ne angdayi li. (Vina ko bhi pata tha ki Shiv baju me hai aur usko ye aawaj pasand hai to wo bhi aawaj se muskura rahi thi, jab usne peshab kar liya to wo uthne lagi, tabhi usko baju ke bathroom ka darwaja khulne ki aawaj aayi, usne jatpat se chaddi upar chadhayi aur bahar aa gayi, Shiv wahi khada tha, usko dekh kar wo sharma gayi, usko laga ki wo chala gaya hoga, wo thithak kar wahi khadi rahi, aaj uska bhi maan kar raha tha.

Shiv : Soyi nahi abhi tak?

Vina : Padh rahi thi. (Usne kaha par uski saase bhari ho rahi thi, usko dekh kar hi lag raha tha ki uske maan me kya chal raha hai)

Shiv : Ranjan so gayi? (Mene shanti se puchha)

Vina : Hmmmm. (Kuchh pal khamosi rahi par wo gayi nahi, wahi khadi rahi, me uske najdik gaya aur uska hath pakda)

Shiv : sona nahi hai? (Usne meri ankho me dekha, par boli kuchh nahi, me muskuraya to wo sharma gayi aur najare jhuka li)Aao mere sath. (vina khinchti hui uske sath chal di, wo usko room me le gaya aur ander le ja ke darwaja band kar diya, uska dil joro se dhadakne laga, kyu ki uski maan ki honewali thi)Maan hai na tumhara? (Vina sharma gayi aur bas shir hila ke haa kaha, par najare jhuki hui thi)(Mene usko niche tak dekha, wo frock pehne hui thi, jo ghutno se bhi upar tha, aisa bhi nahi tha ki muje sex ki bhukh thi par ab muje ye sab meri jimmedari lag rahi thi, mene fir puchha)Sach me tum chahti ho na?

Vina: (apani najare utha ke Shiv ko dekhte hue)Aisa kyu puchh rahe ho?

Shiv :Kabhi kabhi lagta hai ki me tumhara fayeda to nahi utha raha hu na.

Vina : Aisa kuchh bhi nahi hai Shiv, me pehle bhi bata chuki hu, tum muje pyar karo isme meri bhi marji samil hai. (Me chup raha aur usko dekhne laga)Jyada socho maat, tum muje kuchh nahi de paoge ye soch kar mujse ye khusi bhi maat chhino, bas dil se muje pyar karo. (Kehte hue usne hath pichhe le ja ke apane frock ki chain khol di aur khud hi frock upar se nikal diya, wo ab sirf panty me thi, me usko dekhne laga, wo meri ankho me hi dekh rahi thi, usne meri Tshirt nikalni chahi to mene wo nikal di, fir hum ek dusare ko dekhne lage, wo fir boli)Sab mujse hi karwaoge? (Usne sharmate hue muje pyar ka tana mara, uske baad mene usko sab diya jo usko chahiye tha, karib ek ghante baad wo apane room me chali gayi, aur me bhi so gaya)

Subah uth kar me apane rootin me lag gaya, recess me hum sab bethe the par aaj Samim thodi baat kar rahi thi aur sab ke sath muskura rahi thi. Ye dekh kar Vaiswi ko achchha bhi laga par sath me ye bhi laga ki jarur Shiv aur uske bichh kuchh fir se kuchh hua hai, wo thodi jalouse ho gayi, usko apani paristhiti par dukh hone laga, wo Samim ko dekh kar soch rahi thi ki wo kitni bhagyashali hai ki usko Shiv ke sath rehne ka mauka milta hai, wo usko ghar par bhi mil shakti hai, aur uske ghar ke mahaul ke karan wo Shiv se mil nahi pati hai. Wo dimag me apane plan bana ne lagi ki kasie wo Shiv se mil shakti hai.

Hum bate kar rahe the aur Samim ko normal dekh kar muje bhi achchha laga, par Vaiswi kisi soch me dubi dikhi muje, sab ke samne to puchha nahi mene, fir hum class me chale gaye, jab chute tab Samim mere sath aane lagi to Vaiswi ne fir dhukhi ho kar ye drishya dekha, par wo kuchh nahi kar shakti thi, usko Samim se koi paresani nahi thi, ab wo samajne lagi thi ki wo isme kuchh nahi kar shakti, aage jo hoga dekha jayega, par bhi Shiv se na mil pane se wo dukhi ho rahi thi. Wo ghar ke liye nikal gayi aur Shiv aur Samim bhi nikal gaye. Raste me Samim kuchh nahi boli aur na me bhi kuchh bola, me us par gussa nahi tha par kyu ki me janta tha ki wo muje kitna pyar karti hai, bhale hi abhi tak me us se utna pyar nahi kar paya tha, par uski sthiti ka ehsas tha muje. Mene uske ghar ke samne usko drop kiya to wo utari aur jane lagi par fir ruk gayi, mene usko dekha, usne najare jhukali aur narm aawaj me puchha.

Samim : Kab lene aaoge muje?

Shiv : Ek kaam hai muje, me tumhe phone kar ke batata hu. (Bhargaviji ke sath muje jana bhi tha to mene kaha)(Wo muje dekhne lagi, wo bol kuchh nahi rahi thi par uski badi badi aankhe bahot kuchh keh rahi thi, wo kuchh pal muje dekhti rahi, fir thodi udas ho kar boli)

Samim :Thik hai, jo ho wo bata dena, (Muskurane ka prayas karte hue)bye. (usne najare jhukali aur apane ghar ki taraf chal padi, mene usko upar se niche tak dekha, charhate badan ke bavajud uske lehrate kulho par meri najar chali gayi, lambi patali uski kaya usko bahot akarshak banati thi, koi bhi galat vichar nahi tha mere man me bas uski beuty ko sarah rahi thi meri ankhe, thodi dur ja ke wo palty, hamari ankhe ek hui, wo muskurayi aur fir chal apadi, mene bike gear me dali aur nikal gaya. Ghar pahuch kar mene kapade badal raha tha aur mene Bhargavi madam ko phone lagaya. )

Shiv : Hello.

Bhargavi : Ha bolo shiv. (Unki awaj se laga ki wo kisi kaam me hai)

Shiv : Mene isliye phone kiya tha ki aaj waha jana hai?

Bhargavi : Oh! Me to bhul hi gayi thi, yaar aaj bahot kaam hai, aaj nahi ja payenge.

Shiv : Koi baat nahi, kal chale jayege.

Bhargavi : Ha thik hai, me rakhti hu.

Shiv : Ha thik hai. (Ab muje Bhargavi ji ke sath to jana nahi tha to mene socha liya ki khana kha kar Samim ke sath hi chala jata hu, mene socha usko phone kar deta hu, fir socha ki nahi karta hu, achanak dekh kar wo khus ho jayegi fir me khana khane laga, abhi me khana kha raha tha ki Vina aur Ranjan bhi aa gaye, dono pashine se nahayi lag rahi thi, thodi der baad dono fresh ho kar khane beth gayi, wo dono bhi chal kar aati thi to muje achchha nahi laga, kash me unke liye bhi scooter le shakta, paise to the mere pass par me aise hi waste nahi kar shakta tha kyu ki itne paise to kuchh samay me hi khatam ho janewale the, mera pariwar bhi to bada tha)

Lata : Kya soch raha hai?

Shiv : Nahi, kuchh nahi.

Lata : Hath me niwala liye bethe ho aur keh rahe ho ki kuchh nahi, kya hua?

Shiv : Ye dono chal kar aati hai to me soch raha tha ki unke liye bhi scooter le pata. (Ranjan aur Viana dono muje dekhne lagi, par boli kuchh nahi)

Ranjan : Hum thik hai Shiv, kyu paresan ho raha hai. (Shiv ko paresan dekh kar wo boli, Vina ne bhi ye dekha)

Vina : Hum dono bate karte hue kaise ghar pahuchjate hai pata hi nahi chalta, kyu Ranjan? (Usne muskurate hue kaha)

Shiv : Sab samajta hu me. (Me thoda dukhi ho gaya tha, aur khana khane laga)

Ranjan : Kyu muh latka raha hai, itna sab to hamare liye karta hai, kya kam hai? (Me kuchh nahi bola) Achchha thik hai, kahi se cycle dila dega to bhi chal jayega, bas. (Me bas muskuraya, humne khana kha liya, mene Lata ko bataya ki me Samim ke waha ja raha hu, usko ye bhi bataya ki kyu ja raha hu)

Lata : Oh! To iske liye tumhare maan me ye baat aayi. (Mene ha kaha) Agar lena chaho to le lo, paise to hai hi.

Shiv : Janta hu, par wo kab khatam ho jayenge, kaha pata chalta hai.

Lata : Ye to hai.

Shiv : Koi baat nahi, dekhta hu. (Fir me waha se Samim ke ghar ke liye nikal gaya, Samim bethi hui TV dekh rahi thi, jaise hi bel baji wo gayi aur darwaja khola, usko pata nahi tha ki Shiv hoga, kyu ki wo uske phone ka intejar kar rahi thi, usko dekh akr wo khus ho gayi aur pure dant dikha kar muskurayi, par turant hi usko apani galti ka ehsas ho gaya aur wo shant ho gayi)

Samim : Aao. (wo najare jhukaye boli, me ander chala gaya, me uske behaviour ko note kar raha tha, bel ki awaj sun kar aunty bhi bahar ayi thi)

Shiv : Namaste aunty.

Zoya : (Aunty sun kar, wo thoda sharma gayi, muskurane ka prayas karte hue)Aao. (Me ja ke sofe par beth gaya)

Shiv : Wo uncle ne kaha tha na to me isko showroom le jane aaya hu. (Zoya ne Samim ko dekha)

Zoya : Abhi isne khana bhi nahi khaya. Aur kapade bhi nahi badale. (Wo abhi bhi uniform me hi thi, wo kuchh nahi boli bas najare jhukaye khadi thi)Ab khadi khadi niche kya dekh rahi hai, ja taiyar ho ja.

Shiv : Nahi, kha lene dijiye usko, thoda late hoga to bhi koi baat nahi hai.

Samim : Me aa ke kha lungi, waise bhi bhukh nahi hai.

Zoya : Ha aajkal bhukh kaha lagti hai tuje, kitne hi dino se thik se kha nahi rahi hai, puchho to kehti hai bhukh nahi hai, aur chup chup hi rehti hai, pata nahi kya ho gaya hai ise. (Samim ne najare uthayi aur Shiv ko dekha fir najare jhuka li)

Shiv : Tum kha lo, me betha hu. (Samim ne ek najar Shiv ko dekha fir khane ki table ki aur chali gayi aur khane beth gayi)

Zoya : Kab se me chilla rahi thi ki kha le, kha le, muje bhi akele hi khana pada, pata nahi kya hoga is ladki ka. (Kehte hue wo ander chali gayi, Samim najare jhukaye kahana kha rahi thi, me usko dekh raha tha to wo kabhi ek pal ke liye muje dekhti fir najare jhuka leti, aise hi usne khana khatam kiya aur kapade badalne upar chali gayi)(Zoya ko Shiv ke sath akele rehne me ajeeb lagta tha to wo ander jane lagi)

Shiv : Aunty. (Zoya ka dil dhadakne laga, wo ruk gayi aur Shiv ko dekhne lagi)Yaha aaiye na.

Zoya : (Wo behad sharma gayi, aur dhimi awaj me boli)Wo abhi aa jayegi. (Unki halat dekh kar muje hasi aa gayi kyu ki agar me unhe kehta to wo fauran taiyar ho jaati)

Shiv : Muje bas baat karni hai. (Zoya aur sharma gayi kyu ki usne na jake kya keh diya tha, jabki Shiv ne aisa kuchh nahi kaha tha, wo bahot sharminda ho gayi aur najare churane lagi)Please aaiye na. (Zoya dhire kadmo se uske pass gayi aur dusare sofe par beth gayi) Aap kyu itna dar rahi ho, me janta hu ki abhi waisa waqt nahi hai, me kyu aapko rusawa karne laga. (Zoya sharmate hue halka sa muskurayi)

Zoya : Kaho kya kehna hai?

Shiv : Abhi kuchh din pehle aapne msg kiye the aur fir delete kar diye the. (Kuchh pal ruk kar)Kuchh hua tha kya?

Zoya : Mene koi msg nahi kiye.

Shiv : Msg to aapke number se hi aaye the.

Zoya : Pata nahi, shayad galti se koi button dab gaya hoga, muje itna mobile aata nahi hai.

Shiv : Koi baat nahi. (Thoda unke najdik ja ke unke hath ko pakad ke)Aap kyu itna sharma rahi ho.

Zoya : (Najare jhukaye)Aisi koi baat nahi hai. (Par wo mand mand muskura rahi thi)

Shiv : Aap janti ho na ki me aapko ruswa nahi hone dunga.

Zoya :Janti hu, par ajeeb lagta hai, aur kuchh nahi.

Shiv : Kya ajeeb lagta hai? (Mene muskurate hue kaha, unhone muje dekha aur fir sharma ke najare jhuka li)

Zoya : Me khud ko bahot samjati hu par jab tum pass aate ho to fir....

Shiv : Kyu rokati hai fir?

Zoya : Tum mere bete ki umar ke ho, sharm to aayegi muje.

Shiv : Agar aapke jitna bada hota to dikkat nahi hoti, hai na?

Zoya : (wo aur sharma gayi)Tab bhi dikkat to hoti hi, jo me kar rahi hu wo hai to galat hi na.

Shiv : (Unka hath dabate hue)Agar aapki marji ho to hi aage badhna warna rok diya karo muje.

Zoya : (Sharmate hue muje dekhte hue)Wo hi to nahi kar pati, bahot sharm aati hai khud par.

Shiv : Aap kabhi sharminda maat hoiye, agar aapka maan ho tabhi aap kehna.

Zoya : Kyu tumhara maan nahi hota? (Usne sharmate hue ankhe mila kar kaha)

Shiv : Aap kya chahti ho wo samaj nahi aata, kabhi aap dur hona chahti ho kabhi pass aana.

Zoya : Janti hu sab galat hai par khud ko rok nahi pati, par fir lagta hai ki tumhara fayeda utha rahi hu.

Shiv : Aap koi fayeda nahi utha rahi ho, muje bhi apke sath achchha lagta hai.

Zoya : (Sharmate hue)Sach? (Mene ha me shir hilaya, wo mand mand muskurane lagi)Par fir bhi tum mere bete jaise ho, sach kehti hu, dil ke ek koneme tumhare liye ek bete jaisi feeling hoti hai, ye sab kabhi kabhi achchha lagta hai par aisa lagta hai me apane bete ko kho rahi hu, in sab se kahi jyada wo mayne rakhta hai. (Unhone apani mamta bahi ankho se muje dekha)

Shiv : Jaisa aap kaho aunty, muje bhi aapme maa dekhna jyada achchha lagta hai.

Zoya : (Mera chehra sehlate hue)Tum bahot achchhe ho Shiv.

Shiv : Aap bhi utni hi achchhi ho, faltu ki baate soch kar khud ko paresan maat kijiye.

Zoya : Sukriya beta, muje samajne ke liye.

Shiv : (Unka hath pakad kar)Sukriya muje kehna chahiye.

Wo muskurayi, tabhi sidhio par se utarne ki awaj aayi to hum dono sidhe beth gaye, mene dekha to Samim sidhiyo se utar rahi thi, usne kale rang ka burka dala hua tha par chehra khula tha. Usne apane hotho par lipstik bhi lagayi thi aur halka makeup bhi, wo niche aayi)

Samim : Me jau ammi?

Zoya : Thik hai, par kale rang ka burka kyu dala, koi light color dalti, kitni garmi hai bahar.

Samim : Nahi thik hai.

Zoya : Jaisa tuje thik lage. (Fir hum waha se nikal gaye, thodi dur ja kar mene kaha)

Shiv : Aunty ke mobile se tumne msg kiye the? (Mene usko mirror se dekhte hue puchha, usne najare milayi fir jhuka li, par boli kuchh nahi) Delete kyu kar diye the fir. (Wo fir kuchh nahi boli) Kyu aisa kar rahi ho, pehle to marti ho fir khud hi ruthi rehti ho. (Usne ek pal muje dekha fir duari aur dekhne lagi, par mene dekha to uski ankhe bhar aayi thi)Khud marti ho fir khud hi roti ho. (wo fir kuchh nahi boli)Muje to sach me baat hi nahi karni chahiye thi. (Usne apani bhigi ankho se fir meri aur dekha)Akhir chahti kya ho tum? (wo kuchh nahi boli bas muje dekhe ja rahi thi)Mene pehle hi kaha tha ki me achchha nahi hu, tab tumhe baat samaj me nahi aayi. (wo bas muje dekh rahi thi aur ankh se aansu tapak pade)Ek baat to achchhi hui ki ab tumhe samaj aa gaya hai to mujse dur rahogi tum. (wo fir muje ghur ke dekhne lagi, par uski ankho me bebasi thi, wo kuchh bolna chahti thi par bol nahi rahi thi, hum showroom pahuch gaye, mene bike park ki to bike se utar kar usne apane chehre par nakab dal liya, ab wo puri tarha se chhip gayi thi kyu ki uski ankho ke samne bhi jali lagi hui thi, me abhi koi bahes nahi karna chahta tha to me chup raha, mene usko rumal diya, usne bina kuchh kahe liya aur apane chehre ko saaf kar liya, hum ander gaye, hum dono ko dekh kar ek ladki aayi)

Ladki : Ji kahiye sir. (Mene us lifafe se kagaj nikalte hue unhe diya)

Shiv : Hum colur choice ke liye aaye hai.

Ladki : (Kagaj ko dekh kar)Ji sir, me dikhati hu aapko. (Wo hame waha display me rakkhe scooter dikhane lagi)

Shiv : (Sab dekhne ke baad, mene Samim se puchha)Konsa lena hai? (Samim ne meri aur dekha, uski ankhe jali me se bhi thodi dikh rahi thi, par wo boli nahi)Kaho na konsa lena hai.

Samim : (Dhimi awaj me)Tum kaho.

Shiv : Pasand tumhe karna hai na.

Samim : Tum jo kaho wo. (Mene us ladki ko dekha to wo bas muskurayi)

Shiv : (Us ladki se)Please ek minute.

Ladki : Ji sir, me waha bethi hu aap jo select kare muje bata dena. (Kehte hue wo waha se chali gayi)

Shiv : Ab kaho, konsa lena hai?

Samim : Tum kaho na, konsa achchha hai?

Shiv: Yaha tumhari pasand ka lena hai.

Samim : (Usne apane chehe se parda upar kar diya) Me tumhari pasand ka lena chahti hu. (Uski ankhe aur chehra muskura raha tha, me samaj gaya ki ye pasand nahi karegi to mene ek baar fir se sab color ko dekha)

Shiv : wo metalic blue kaisa hai?

Samim : (Muskurate hue)Jo tum kaho. (Usne bahot pyar se muje dekha)

Shiv : Thik hai fir wahi le lete hai. Chalo. (Hum us desk par gaye, jaha wo ladki bethi thi, usne hume bethen ko kaha, hum dono uske samne beth gaye)Ji hum metalic blue lena chahte hai.

Ladki : Thik hai me order book kar deti hu.

Shiv : Kab tak milega?

Ladki : 10-15 din me mil jayega.

Shiv : Aisa kyu? Aapke pass to hai na, fir itna time kyu?

Ladki : Sir, ye pehle jinhone book kiya tha unke liye hai, aapko thoda intejar karna padega. (Tabhi uske mobile par call aaya)Excuseme. (Kehte hue usne call pick ki)Ji madam. (Samne se kuchh kaha gaya)Ji madam. (Fir call rakh kar)Aapko madam ander bula rahi hai.

Shiv : Kon madam?

Ladki : Ji wo hamari boss hai.

Shiv : Hame kyu bula rahi hai?

Ladki : Ye to muje nahi pata, us cabin me. (Unhone hume issara kiya, mene us cabin ki aur dekha par waha advertise ke poster lage the to muje dikhayi nahi diya ki kon hai, hum uth kar waha gaye, mene darwaja khola)

Shiv : Hum ander aa shakte hai?

Madam : Aa jao. (Mene unhe dekha to me chaunk gaya)

Shiv : Aap? (Darasal wo Karuna thi, Jhanvi ki saheli)

Karuna : Ha me, aao na betho. (Hum unke samne beth gaye, Samim ko kuchh samaj nahi aaya, par usko bhi laga ki inhe dekha hai kahi, par wo boli kuchh nahi)Tum yaha kaise? (Wo muskurate hue mujse baat kar rahi thi)

Shiv : Ise scooter lena tha, to color choice ke liye aaye the.

Karuna : Kar liya choice?

Shiv : Ha, metalic blue kiya hai.

Karuna : To abhi taiyar karwa deti hu.

Shiv : Par unhone to kaha ki abhi 10-15 din lagenge.

Karuna : Ha aam taur par lagte hai, bahot demand me hai na, par wo aam logo ke liye, tumhare liye nahi. (Kehte hue unhone fir call ki, wo ladki ander aayi)Inke liye metalic blue color ka scooter taiyar karwane ke liye keh do.

Ladki : Abhi?

Karuna : Ha abhi.

Ladki : Par abhi unka loan ka cheque aaya nahi hai.

Karuna : Us se tumhe kya, me keh rahi hu na, aur ha sari accessory lagwa dena, aur unke kagjat mere pass bhej do, me senction kar deti hu.

Ladki : Ji madam. (wo bahar chali gayi)

Karuna : (Meri aur muskurate hue)Ye Dhruv ka showroom hai, shadi ke baad to muje hhi sambhalna hai to abhi se usne muje yaha sambhalne bhej diya hai. (Muje Karuna ki mansa pata thi, aur wo ye sab kyu kar rahi hai ye bhi muje pata tha) Aur kaho kya pioge?

Shiv : Nahi, kuchh nahi.

Karuna : Aise kaise, kabhi hume bhi mehman nawaji ka mauka do, kya muje apana dost nahi mante? Sirf Jhanvi hi dost hai tumhari? (Me kuchh nahi bola bas muskuraya, unhone kisi ko issara kar ke bulaya aur colddrink lane ko kaha)Waise bhi abhi scooter par sab accessory lagne me thoda time lagega, tab tak tum ye pio. (Mene aur Samim ne glass utha liye) Aur sunao, kaisa chal raha hai sab?

Shiv : Achchha hai.

Karuna : Jhanvi se mile the?

Shiv : Ha mila tha.

Karuna : Mujse to milti hi nahi hai, bahot busy ho gayi hai. Scooter ke bahane hi sahi, tum mujse mile to sahi, warna kayi baar kaha mene Jhanvi se par usne kabhi tumhe bulaya hi nahi, sab sath me beth ke coffee woffee pite hue gappe ladaye to maza aata hai, par wo hai ki kabhi bulati hi nahi tumko. (Samim ko ajeeb lag raha tha, usko waise bhi kuchh samaj nahi aa raha tha, par itna to samaj gayi thi ki Shiv ka kitna wajan hai, uske papa ne bhi keh diya tha ki 10-15 din baad milega wo usko abhi dene ko taiyar ho gayi thi)(Wo ladki kuchh kagjat ke sath aander aayi)

Ladki :Madam, ye gate pass ke liye chalan hai, aur ye bill ki copy.

Karuna : (Bill ko dekhte hue)Ye accessory free karo aur is kimat par 2 hajar discount karo. (wo ladki ascharya se unhe dekhne lagi)Aise kya dekh rahi ho, ye hamare khas dost hai, ye samjo ki ghar ke hi hai, me Dhruv se baat kar lungi.

Ladki : Ji madam. Aur abhi loan nahi aayi hai.

Karuna : To kya hua, ye kahe to muje inhe free me bhi scooter dena pade (Kehte hue wo meri aur dekh kar muskurayi) Tum un sab ki chinta maat karo, me dekh lungi.

Ladki : Ji madam(Kehte hue wo kagjat le kar chali gayi, Karuna ne muje muskurate hue dekha, wo har prayatna kar rahi thi, mujse dosti karne ka)

Karuna : Aur kaho, mere layak kuchh kaam ho to. (Unki ankho se me samaj raha tha ki wo kya keh rahi hai, par mene normal rehne ka prayas kiya)

Shiv : Ji nahi, thank you.

Karuna : Kya yaar, tum bhale muje apani dost na mano, par me to tumhe dil se dost manti hu. (Me kuchh nahi bola, hum thodi der waha ruke, scooter taiyar ho gaya, Samim ne scooter chala liya aur hum uske ghar pahuch gaye, jaise hi usne scooter rakkha uski saheli bhi dekhne aa gayi, mene bike park ki aur ander gaya, uncle bhi khane ke liye aaye hue the)

Hasan : (Muje dekhte hue)Aa gaye.

Shiv : Ji uncle.

Hasan : Samim kaha hai?

Shiv : Wo bahar hai, uski saheli scooter dekh rahi hai to waha khadi hai.

Hasan : (Khade hote hue)Kya? Scooter bhi laye ho?

Shiv : Ji uncle.

Hasan : Par wo log to keh rahe the ki abhi nahi mil sakta.

Shiv : Nahi unhone to de diya, ye bill ki copy hai, original wo loan paper ke sath rakh rahe hai. (Unhone bil dekha, aunty bhi wahi khadi thi, Samim bhi ander aa gayi)

Hasan : Ye kya, accessory free, aur 2000 ka discount bhi. (Wo meri aur dekh rahe the)

Shiv : Ji uncle.

Hasan : Par wo log to ek bhi rupiya kam karne ko taiyar nahi the, mene kitna kaha fir bhi nahi maan rahe the. (Unke chehre par ascharya tha, me kya bolta)

Samim : Sab iske pehchanwale the papa, unhone samne se ye sab diya, humne to kuchh bhi nahi kaha tha.

Hasan : Had hai yaar, (Zoya ko dekhte hue)Mene unse kitni baar kaha, par wo maan hi nahi rahe the, (Fir Shiv ki aur dekh kar)Loan sanction ho gayi thi?

Shiv : Pata nahi.

Samim : Kya pata nahi, ye juth bol raha hai papa, wo ladki keh rahi thi ki abhi loan sanction ho kar aayi nahi hai.

Hasan : Fir bhi scooter de diya?

Samim : Wo madam to keh rahi thi ki agar ye kahe to unhe free me scooter dena pad sakta hai. (Hasan Shiv ko dekh raha tha)

Zoya : Kya aap bhi baal ki khal nikal rahe hai, scooter aa gaya na, (Shiv ko dekh kar)Mera beta hai hi aisa, jo aap nahi kar paye wo usne kar diya. Tum betho beta. (apane pati ki aur dekh kar)Scooter scooter kar ke abhi tak usko khada kiye hue ho. (Shiv ko) tum betho, me sharbat lati hu. (Wo ander chali gayi aur Hasan bahar scooter dekhne, Samim ko apani ammi ke bartav par ascharya ho raha tha, wo Shiv ko bahot pyar se beta keh rahi thi, wo samaj nahi pa rahi thi ki aakhir uski maa itna sahaj kaise ho shakti hai, usko kuchh samaj nahi aa raha tha) (thodi der bad aunty kitchen se bahar aayi aur uncle aur Samim bahar se ander, wo bhi beth gaye, aunty ne sabko sarbat diya)

Hasan : Chalo achchha hua ki scooter aa gaya.

Shiv : Ab hume bhi inki duti se chhuti mil gayi (Mene Samim ki aur dekhte hue kaha to sab hasne lage, Samim ne muje ghur ke dekha)

Samim : Abbu abhi unhone kaha hai ki insurance nahi hua hai aur number bhi nahi aaya hai to abhi kuchh din me nahi le ja sakti. (Usne bhi meri aur dekh kar muh thoda tedha kiya, to me muskura diya, thodi der waha ruk kar me ghar aa gaya)

Waha wo thele wale aapsa me baat kar rahe the.

Icecreamwala : Dekha wo aaj nahi aaye na.

Chaiwala : Bhai ka bhi phone aaya tha, wo puchh rahe the.

Icecreamwala : Us din achchha mauka tha, tum log mane nahi, police wale bhi thande ho gaye hai, koi dikh raha hai kya?

Chaiwala : Sahi kaha tumne.

Dusare din subah practice kar ke me school pahuch gaya, Samim sabke liye mithayi le kar aayi thi, sabne usko naye scooter ki badhayi di. Ye sun kar Vaiswi ko bhi chain aaya ki ab Shiv uske sath nahi jayega. School se chhutne ke baad mene Bhargaviji ko phone kiya, unhone ghar aane ko keh diya. Khana kha kar me unke ghar chala gaya.
Super dhamakedar update Bhai 💯
 
Top