super update broUpdate 107
Darwaje ki ghanti baji, Manisha darwaje ke pass hi thi to usne darwaja khola, samne PrakasRao khada tha.
Manisha : Are uncle aap, aayiye ayiye.
Prakash Rao : Kaisi ho beti? Tumne to ghar aana hi chhod diya hai, waise Swarna tumhe yaad kar rahi thi.
Manisha : (Wo janti thi ki Prakash Rao bas aise hi keh raha hai kyu ki wo kis tarha ka aadmi tha use pata tha, aur wo uske pati ko paresan bhi kar raha tha ye bhi pata tha, par fir bhi apne chehre par muskan rakhte hue) Aap to jante hai uncle, bachche ki wajah se me ghar se jyada nikal nahi pati, aaiye na aap bethiye, me Surya ko kehti hu.
(Wo jake sofe par beth gaya, thodi hi der me Suryadev bahar aaya)
Suryadev : Prakash Rao ji aap, kaise hai aap?
Prakashrao : Me achchha hu, suna ki tum aaye hue ho to socha mil lu.
Suryadev : (Thoda jor se)Manisha jara chai bhijwana.
Prakash Rao : Are rehne dijiye, ghar ja kar khane ka time ho jayega.
Suryadev : To kahiye, kaise aana hua?
Prakash Rao : Me to sirf tumse milne hi aaya tha, agar tum puchh hi rahe ho to fir puchh hi leta hu (Thodi der ruk kar)to fir kya socha tumne?
Suryadev : (Gambhir mudra me)Abhi tak koi faisala nahi liya mene, dekhte hai, par jo offer aap de rahe ho wo me sab se last me hi acept karunga, ye ho sakta hai me ye project hi drop kar du.
Prakash Rao : (Iske alawa tumhare pass koi chara bhi nahi hai bete) Ab kya kare, gutthi hi aisi fasi hai to kar bhi kya sakte hai. Fir bhi me apni aur se puri koshis kar raha hu ki ye sulaj jaye, MLA sahab bhi apani aur se prayatna kar rahe hai, unhone Jahir se bhi baat ki thi, par wo apni baat par ada hai. Aur agar socho to MLA sahab ka offer bhi koi bura nahi hai, wo apani power aur prestige ka istemal kar ke is masale ko suljane ki koshis kar rahe hai, socho agar ye baat bahar media me aa gayi to kya hoga, unke carrier pe to dag lag jayega, to iske badle me wo thodi dimand kar rahe hai. Tumhare liye hi mene unhe razi kia hai, warna wo to iss mamle me apne hath dalne se hi mana kar rahe the.
Suryadev : (wo achchhe se in dono ki chalbazi samaj raha tha)Dekhte hai, waise bhi pichhale 6 mahine se to ye guththi fasi hai to aage bhi dekhte hai.
Prakash Rao : Me fir se kehta hu aap se, is masale ka aur koi hal hai hi nahi, aur itna bada project hai, aapko fayeda thoda kaam hoga, par nuksan hone ki to koi gunjais hi nahi hai. To fir kya jyada sochna, ha bol do.
Suryadev : Mene kaha na, abhi mene is bareme koi faisala nahi liya hai, agar kuchh hoga to me aapko bata dunga.
Prakash Rao : Jaisi aap ki marji, thik hai me chalta hu. (Wo waha se nikal gaya, bahar ja kar usne MLA ko phone kia) Wo abhi bhi nahi maan raha, wo to ye keh raha tha ki wo project hi nahi karega.
MLA : Wo project karega hi, tum thoda sabar rakkho, waise bhi is jamin me uske bahot sare paise fase hue hai, itna paisa dena uske liye mamuli baat hai par fir bhi wo apane ego ki wajah se ruka hua hai, mene jahir se bhi baat ki thi, wo bhi nahi firnewala, agar Suryadev direct ja kar bhi soda karna chahe to bhi Jahir nahi manega, waise bhi humse bair le kar wo khada nahi reh sakta. Tum chinta maat karo, ye project tumhe hi milega aur factory me partnership meri hogi wo bhi bina ek bhi rupiya lagaye.
(Yaha Prakash Rao ke jate hi Manisha aayi)
Manisha : Chaliye, khana kha lete hai.
Suryadev : Tum kha lo, mera mood nahi hai.
Manisha : Kya hua, kya kaha uncle ne.
Suryadev : Kahe ka uncle, salo ne milkar sab khel racha hai, achanak jamin par aadmi aa gaye, basti aa gayi, kya me samajta nahi unke khel ko, par sab kuchh samaj kar bhi kuchh nahi kar shakta, bhale hi muje jamin ka nuksan hoga par sach me meri koi ichchha nahi hai ye project karne ki. Aur aise jhuk kar to bilkul bhi nahi.
Manisha : Aap thande dimag se sochiye, aise gusse me koi bhi faisala maat kijiye, me janti hu ki jamin me aapane kafi paise dale hai, aur agar ye factory ban gayi to logo ka bhi fayeda hoga, aap sabar rakhiye, koi na koi hal nikal aayega.
Suryadev : Tum ye sab nahi samjogi, agar mene us MLA ko partner banaya to wo puri jindagi hume lut ta rahega.
Manisha : Pawanbhaisahab aur wo Shiv bhi to aaye the, wo log kuchh na kuchh soch lenge.
Suryadev : Mere pass itna paisa aur power hone par bhi me kuchh nahi kar pa raha to wo kya kar payenge.
Manisha : Aap Shiv ko kam maat samajiye, aap jante nahi honge par usne apane saher ke police inspector ko bhi maar maar kar jail me dalva diya hai, aur suna hai ki apane anathalay ki ek ladki ko chhudane wo redlight me bhi bhid gaya tha.
Suryadev : Lagta hai tum use bahot achchhe se janti ho? (Suryadev ne to bahot sahajta se hi puchha tha, par Manisha ke maan me to chor tha, wo thodi ghabra gayi, par fir bhi apane aap ko sambhalte hue usne kaha)
Manisha : Ye sab to akhbarme aaya tha, ye to sabko pata hai.
Suryadev : Par yaha sab alag hai, yaha sirf jor jabardasti se kuchh nahi honewala. Me bhi gunde hire kar ke wo sab hatwa sakta hu par agar maine aisa kia to sara iljam muj par hi aa jayega. Aur me apni reputation ko nahi kho sakta.
Manisha : Aap tention maat lijiye, mera dil kehta hai kuchh na kuchh jarur hoga aur wo aapke fayde me hi hoga.
Suryadev : (Muskurate hue) Achchha, chalo khana khate hai.
Mene jab doorbel bajayi to bhargavi madam ne darwaja khola, wo salwar kamiz me khadi thi, unhe dekh kar koi keh hi nahi sakta ki wo police ki afsar hai, wo ek khubsurat college girl jaisi lag rahi thi, me to unhe dekhta hi reh gaya, thodi der ke liye to me ye bhi bhul gaya ki me yaha kisliye aaya hu. (Shiv ko apni aur aise dekhte pa kar wo pehle to ascharya se use dekh rahi thi par jab pata cala ki wo uske akarsan me khoya hua hai to uske ander ki ladki bahot khus ho gayi aur uski nazare saharm se jhuk gayi, kuchh pal baad usne upar dekha to abhi bhi wo jaise but bana khada tha, wo uski ankho ke bhav padhne ki koshis kar rahi thi, wo ek police officer thi aur ab log use iss najar se dekhte hi nahi the ya yu kahe ki uske samne aise dekhne ki kisi ki himmat hi nahi thi, ha uske pithpichhe log use ghurte honge par uske samne aise dekhne ki kisi ki bhi himmat nahi hoti thi, ander se to use bahot achchha lag raha tha par wo apani potion bhi nahi bhul sakti thi,
Bhargavi : Kya hua, aise kyu khade ho, ander aao. (Unki awaj sun ke me hadbada gaya, unke chehre ko dekha to waha muje narajgi najar aayi, muje bhi apani bhul ka ehsas hua to me nazare jhukaye ander dakhil ho gaya)Kitni der laga di, kaha reh gaye the?
Shiv : Ji, wo Kavyaji ke waha der ho gayi.
Bhargavi : Kitna time ho gaya, ab to muje bhukh bhi lag rahi hai.
Shiv : Aaap khana kha lijiye, hum baad me chalte hai.
Bhargavi : Muje laga ki tum jaldi aa jaoge issliye mene khana banane se mana kardiya tha.
Shiv : To fir ab.
Bhargavi : Kyu tumhe bhukh nahi lagi?(Bhukh to muje bhi lagi thi, par muje aadat thi) Ek kaam karte hai, pehle khana khate hai fir chalte hai.
Shiv : Ji madam. (Me unki aur dekhne se katara raha tha, kyu ki wo itni khubsurat lag rahi thi ki baar baar meri najar unse chipak rahi thi, aur muje dar lag raha tha ki agar unhe bura lag gaya to)
Bhargavi : (Wo bhi Shiv ki jijhak samaj rahi thi, waise bhi aaj usne kayi dino baad aise kapade pehne the, use dekh kar koi bhi nahi kahega ki wo ek policewali hai)Chalo bike chalu karo me darwaja band kar ke aati hu. (Hum dono waha se nikal gaye)Kaha jayenge?
Shiv : Jaha aap kahe madam.
Bhargavi : Me aise kabhi jati nahi, tumhe jo thik lage waha le chalo. (Me aur Juhi ek bar jis restaurant me gaye the waha me le gaya, hum dono ander gaye, ander famili room tha usi me ham beth gaye, waiter menu de gaya, unhone dekha aur mujse puchha)Kya khayenge?
Shiv : Jo aapko thik lage. (Unhone order de diya, jab tak khana nahi aayega hum aise hi bethe the, meri nazar baar bar unko dekh rahi thi, me apane aap ko sambhalne ki koshis kar raha tha par pata nahi nazar chali hi jati thi, muje yakin ho gaya tha ki aaj to beta teri samat pakki hai)
Bhargavi : Kya hua, chup chup kyu ho? Koi baat karo.
Shiv : Kya baat karu?
Bhargavi : Ye bar bar tum nazare kyu chura rahe ho, sidhe sidhe baat karo.
Shiv : Me to sidhe sidhe hi baat kar raha hu.
Bhargavi : dekho abhi bhi tum waise hi nazare chura rahe ho.
Shiv : Sorry madam, par aapko me aise nahi dekh sakta?
Bhargavi : Kya matlab hai tumhara?
Shiv : Aap gussa ho jayegi.
Bhargavi : Me kyu gussa houngi.
Shiv : Me wo wo aapko dekhta hu to to (Bhargavi uske chehre ko padhne ki koshis kar rahi thi, uske chehre par dar saaf dikh raha tha)wo nazar chipak jati hai.
Bhargavi : (Shiv ne apani nazare jhuka li thi, uski halat dekh aur apani tarif sun ke Bhargavi ke chehre par muskan aa gayi, usne jaise taise apne aapko sambhala)Sidhe sidhe meri aur dekh ke baat karo. (Utne me khana aa gaya, mene rahat ki sans li, hum dono khane me busy ho gaye)(Bhargavi bar baar Shiv ko dekh leti thi, wo dekh rahi thi ki shiv kaise uski aur dekhne se katara raha hai, uske chehre par baar baar muskurahat aa jati thi., khair unhone khana khatam kia, Bhargavi ne hi bill chukaya, wo dono bahar aaye, Shiv ne bike chalu ki aur Bhargavi uske piche ek aur pair kiye beth gayi, jab wo bethi to usene Shiv ke kandhe par jath rakh diya, dono khamos the, andhera ho chuka tha, takriban 9 baj rahe the.)
Waha highway par thodi dukane thi wahi mene bike rakh di. Thodi der hum waha khade rahe, kuchh logo ne hamari aur dekha bhi par fir wo sab apane kaam me lage hue the, mene Bhargavi madam ko wo jagah dikhayi.
Bhargavi : Wo to kafi ander hai, waha kuchh jal raha hai.
Shiv : Waha light to hai nai to roshni ke liye jalaya hoga.
Bhargavi : Waise gadiya chhupane ke liye perfect jagah dikh rahi hai. Hum yaha puchhtachh nahi kar sakte, ho sakta hai ki yaha bhi unka koi informar ho, hame wahi chalkar hi dekhna hoga. Chalo.
Shiv : Madam, mene aapko jagah dikha di, ek kaam karte hai me apani tarha se chhanbin karta hu, abhi aapka waha jana thik nahi hoga.
Bhargavi : Police me, me hu tum nahi, aur muje ye ladki ki tarha treat karna band karo, me koi najuk ladki nahi hu jo tum muje le jane se dar rahe ho, maat bhulo ki me ek trained officer hu, tumhe le jate hue muje darna chahiye, kyu ki tum ek aam nagrik ho, tumhari suraksha meri jimmedari hai. Samje. Ab chalo, waha ja kar hi pata chalega ki kitnai sachchhayi hai tumhari imformation me.
Waise to unki bato me sachchayi thi, par fir bhi wo thi to ek ladki, aur aisi jagah unhe le jate hue muje thodi bechaini ho rahi thi, par me aur kuchh kar bhi nahi sakta tha. Mene ek bar waha dukano par najar daudayi to lag bhag sabhi apane apane kaam me masgul the, hum dono chupkese waha se andhere me ojil ho gaye. Unhone bhi gehre rang ke kapade pehne the aur unhone apana chehra duppate se bandh diya tha aur mene bhi gehre rang ke hi kapade pehne hue the, to andhere me hum dono jaise gayab hi ho gaye the. Waise to jamin sapat thi par fir bhi hum sambhal kar chal rahe the. Hum dono ki najare us jalti hui aag par hi thi, hum dono chal rahe the ki achanak madam ko thokar lagi aur wo girnewali thi ki mene unhe pakadliya, humdono sath sath chal rahe the, aur unhe girne se bachane ke liye mene apana hath aage kar diya tha to wo girne se bach gayi. Par jab muje meri baju par unke stan ka ehsas hua to me dar gaya, mene anjane me unhe chhati se roka tha, andhera itna tha ki muje unke chehre ke bhav to nahi dikhe par itna pata chala ki wo meri aur dekh rahi hai, andhere me chamakti unki ankhe meri aur dekh rahi thi.
Shiv : Sorry, thoda sambhal kar chaliye.
Unhone koi jawab nahi diya, fir se hum dono aage badh gaye. Thodi dur pahuch kar hum dono niche beth gaye aur waha ka jayeja lene lage. Hame waha kuch chahal pahal dikhayi de rahi thi. Humdono us jhuggio se thodi hi duri par the.Andhere ki wajah se hum chhupe hue the. Baat karna khatarnak tha to mene andhere me unka hath pakada aur unhe aage badhne ka issara kia. Wo bhi mauke ki najakat samaj rahi thi, humdono hath thame aage badh rahe the. Tabhi muje us jamin ki mitti ko udati hui ek bike us taraf aati dikhi. Us bike ki rosani me hum dikh sakte the, mene unka hath khincha aur juggio ki taraf dauda, wo bhi mere sath khinchti hui mere pichhe pichhe daudi. Hum dono juggio ki aad me chhup gaye, wo bike juggio ke bichme jo jagah thi jaha aag jal rahi thi waha ruk gayi. Ab hum logo me utna hi anter tha ki hum unki baat sun sakte the.
Ek aadmi : Ek aur bike.
Bike wala aadmi : Ha, isse bhi ander rakhwa do, aaj raat hi in sari gadio ko leke nikalna hai.
Aadmi : Aaj hi?
Bike wala : Ha, Jahir bhai ne kaha hai, police abhi jyada hi sakriya hai, to jyada gadiya ikattha karna khatare se khali nahi, waise kitni gadiya hai?
Aadmi : Isko milake solah ho gayi. Aur khana laye ho ki nahi?
Bikewala : Wo pichhe lataka hua hai, bottle bhi hai.
Hum dono jaha chhupe hue the wo diwal ki aad thi par jagah utni thi thi ki sirf hum dono chhup sake wo bhi agar sate hue ho to hi, to halat ye thi ki me pichhe khada tha aur wo mere aage khadi thi, hum dono ne unki bate suni fir hum didhe khade ho gaye. Baat karna hi khatarnak tha, ek to wo mujse puri tarha se sati hui thi, unke pichhwade ka wo ubhar muje apana ehsas karwa raha tha, paristhiti bigade us se pehle hi hame yaha se nikalna tha. Unke kaan ke ekdum najdik ja kar me fusfusaya.
Shiv : Madam, ab hume nikalna chahiye, ye baat to pata chal gayi ki wo gadiya yaha hi rakhta hai, ab badme sochenge ki aage kya karna hai.
Bhargavi : (Shiv ko apne itne karib pa kar uski bhi halat kharab thi, wo jab uske kano me bol raha tha to uske spars se ek bar to uski ankhe bhi band ho gayi thi, usne apne aapko sambhala aur jaise hi wo usko batane ke liye uske kaan ki aur ghumi, uske hoth shiv ke hotho se takara gaye, ek jhur jhuri uske sharir se gujar gayi, wo kuchh pal khamosh ho gayi, fir apane aap ko sambhal kar usne kaha) Tumne suna nahi, wo log aaj hi sab gadiya hatanewale hai, agar humne unhe aaj range hatho pakadliya to kaam ho jayega.
Shiv : Par madam, yaha kulmilakar kitne log hai wo bhi hame pata nahi hai.(Tabhi muje kisi ki ahar sunayi di to me khamosh ho gaya, aur madam ko pet se pakad kar apane se sataliya, wo aadmi bahot nazadik aa gaya tha, muje jab ehsas hua ki mera hath madam ke stan ke nichale hisse ko chhu raha hai to mene use hatana chaha par jara si awaj hoti to khatara tha, mene hath waise hi rehne diya, ye to ganimat thi ki wo aadmi hame dekh nahi saka, par ek problem ho gayi, wo sala udhar mutne aaya tha, wo samnewali diwar par mutne laga, madam ko apne se sataye me khada tha, aisi gambhir paristhiti me bhi mere lund ne uthna suru kar diya ek to madam ke sharir ko men e pakada hua tha aur unke gaddedar kulhe muje apana ehsas dila rahe the, me be bas tha )
(Paristhitiya hi aisi thi ki Bhargavi chup chap khadi rahi, Shiv ke hatho ki majboot pakad use ho rahi thi, uske stan ke nichale hisse ko chhu raha uska hath bhi use mehsus ho raha tha, use gussa aaya par wo abhi kya kar shakti thi, upar se uske kulho par use kuchh chubhne laga, use samajate der na lagi ki wo kya hai, use Shiv par gussa aane laga, par wo aadmi thodi hi duri par khada tha, agar thodi bhi aawaj hoti to yakinan wo dono pakade jate., Wo chup chap khadi rahi, uske kulho par wo chubhan badhti ja rahi thi, wo mehsus kar rahi thi ki wo lagatar badh raha hai, uski sanse tejhone lagi. Uska pura dhyan us ang ko mehsus karne me chala gaya, wo uske aakar ko apne kulhe par saaf mehsus kar rahi thi, usne dekha ki wo aadmi apani chain band kar raha hai, jaise hi wo janelaga, Bhargavi ne apane aapko dur karne ki koshi ki par us sarsarahat ko us aadmi ne sun li,
Aadmi : Kon hai, (Usne andhere me dhyan lagaya to waha khadi ek ladki ko dekha aur uske pichhe khade ladke ko)Kon ho tum dono, (Wo jor se chillaya)Illiyas, o illiyas, koi hai yaha. (char aadmi daud ke waha aa gaye, ab chhupne se koi fayeda nahi tha, hum dono bahar aa gaye.
Jaisa socha tha waisa to kuchh hua nahi, hum dono pakade gaye the, hum dono lad ke yaha se bhag sakte the par aisa karne se hath aaya mauka chhut jayega, aur agar madam ne police station ja kar fir se chhapa bhi mara to tab tak ye log sab hata chuke hoge, aur agar na bhi hata paye to Jahir bach jayega, kyu ki wo to yaha maujud nahi hai aur uske aadmi uska naam batane se rahe.
Shiv : Are bhai, shant rahiye, hum to aise hi yaha aa gaye the, humdono lovers hai, aur hume ekant me milna tha to hum iss aur aa gaye, hume nahi pata tha ki yaha koi rehta hai. (Madam mere samne dekhne lagi par mene unki aur nahi dekha)
Aadmi : Ye aag jalti dikhayi nahi di tumhe?
Shiv : Dikhayi di thi bhai, iisiliye to check karne aaye the ki agar koi yaha hai to fir wapas chale jayenge, aap to jante hi honge, hum jaise lovers ko khule me milna kitan khatarnak ho sakta hai.
Aadmi : To yaha rangraliya manane aaye the?
Shiv : Nahi bhai, aap galat samaj rahe ho, hume to bas thodi der ekant me bethna tha aur thoda khulke pyar karna tha bas.(Wo sab bhukhe bhedio ki tarha madam ko dekh rahe the, madam ne apana muh dupatte se dhaka hua tha to chehra to nahi dekh pa rahe the par unke sharir ko wo dekh rahe the, waise me janta tha ki ye khatarnak hai par itne aadmio ko to me aur madam milke aaram se kabu kar shakte the, to jyada risk nahi tha, main tha Jahir) Sorry bhai, agar humne aap sabko disturb kia ho to, (Madam se)Chalo darling, kahi aur chalte hai.
Bikewala : Abe ruk sale, agar ye chudwane ke liye hi aayi thi to hum bhi hai na sab, sab milke iski aag thandi kar denge.
Shiv : (Madam ko sayad gussa aa gaya aur wo aage badhnehiwali thi ki mene unhe rok diya) Dekho bhai, aisi gandi bhasha ka prayog mat kijiye, me is se pyar karta hu aur hum shadi karnewale hai.(Tabhi us aadmi ka phone baja)
Bikewala : Ha jahir bhai (Wo thodi der samne se sunta raha)Bhai, ek ladka aur ladki yaha rangreliya manate pakade gaye hai, agar aapka maan ho to aa jaiye, sab mil ke maza lutenge. (Thodi der samne se baat chalti rahi)Are bhai kuchh nahi hoga, agar na nukur ki to dono ko dafna denge yahi par. (fir wo samne ki baat sunta raha) Thik hai bhai, aap aao, hum aapka wait kar rahe hai.(Phone katne ke baad)Bhai ne bola hai, abhi koi lafada maat karo, wo aa rahe hai, fir sochenge kya karna hai.
Shiv : (Shiv darne ka naatak karte hue)Please bhai, hume jane do, hum fir dobara iss taraf nahi aayenge(Me khus tha ki Jahir aa raha hai)
Bikewala : Abe, bakwas nahi, chu chap chal hamare sath. (Wo hame le kar wahi aag ke pass aagaye)Betho waha par.(Hume ek aur issara karke bethne ko kaha, madam ne meri aur dekha to mene aankh se issara kia ki shant rahe)(Bhargavi ko apane aap par gussa aa raha tha, wo salwar kamij me aayi thi to gun sath nahi layi thi, aur wo sirf dekhne hi to aaye the)
Bhargavi : (Fusfusate hue)Tum yaha kyu bethe ho, chalo nikalte hai, me sambhal lungi in sab ko.
Shiv : Hume aisa mauka fir nahi milega, shant rahiye, ek bar Jahir ko aa jane dijiye, tab tak wo jaisa bol rahe hai kijiye, wo samaj rahe hai ki hum dare hue hai iss liye unhone hame bandha bhi nahi hai to abhi jaisa chal raha hai chalne dijiye, aur darne ka natak kijiye.
Thodi der baad hume ek jeep ki roshani dikhayi di, me samaj gaya ki ye Jahir hi hoga, hum uska intejar karne lage.
Sandar update hai bhaiUpdate 107