jamandas
Member
- 275
- 459
- 63
Nice updateUpadate 108
Thodi der me waha Jahir dusare 5 aadmio ke sath waha chalte hue aaya. Unhone jeep bahar rakhdi thi, mene jab use dekha to thoda gusse me lag raha tha, jaise hi waha pahucha wo bikewala aadmi use samne milne gaya, wo jaise hi Jahir ke pas pahucha Jahir ne jor se ek chanta jad diya, wo apana gal sehlate hue do kadam pichhe hat gaya.
Jahir : (Gusse me)Sale tuje kitni bar bola hai, samaj nahi aata tuje. (Wo aadmi dar se Jahir ko dekh raha tha)
Bikewala : Mene kya kia bhai?
Jahir : (Gusse me)Abhi bhi muje hi batana padega ki kya kia hai(Wo uski aur badha to wo dar se thodi dur khisak gaya)Kitni bar bola hai ki chut ke chakkar yaha dhandhewali jagah se dur rakkho, tumhari samaj me nahi aata, agar chut ke chakkar me koi aur lafada ho gaya to bana banaya khel bigad jayega, samaj nahi aata tuje, agar lode me itni hi aag lagi hai to koi randi le ke hotel chala jata. Kaha hai wo ladki? (Usne issare se hame dikhaya, Jahir ne hamari aur dekha, hum dono niche jamin par bethe hue the, madam mere pichhe bethi thi, wo hamari aur aaya)Kon ho tum? Yaha kya kar rahe ho?
Shiv : (Mene darte hue kaha)Sir, hum to bas yaha milne ki jagah dhundhte hue aa gaye the, hume chhod dijiye, hum fir kabhi iss taraf nahi aayenge.
Jahir : (Gusse me)Kon ho tum, kya karte ho?
Shiv : Ji, hum padhte hai sir, fir kabhi aisa nahi karenge, please hume jane do.
Jahir : Tumhare maa baap padhayi karne bhejte hai aur tum ye sab kar rahe ho, e ladki kya naam hai tera, kaha rehti hai?
Shiv : Sir, please hume chhod dijiye, wo bahot dar gayi hai, hum fir kabhi aisa nahi karenge, please hume chhod dijiye.
Jahir : Kya dekha tumne yaha?
Shiv : Kkuchh nahi sir, hume jane dijiye.
Jahir : Bevakuf, tum jante ho yaha kya ho sakta hai, is ladki ke sath kya ho sakta hai, aur tum me koi sharam hai ki nahi, aisi jagah par chali aayi, tumhare maa baap ko pata hai ki tum kaha ghum rahi ho.
Shiv : Sir, please hume jane dijiye.
Jahir : Thik hai, jao, fir kabhi yaha nahi aana.
Shiv : Thnak you sir. (Mene madam ka hath pakada aur unhe khada kia aur me bhi khada hua)Chalo chalte hai. (Jahir itne lambe yuvak ko dekh ke hairan hua aur sath me ladki bhi achchhi khasi lambi thi, dono ko dekh kar lagtahi nahi tha ki ye school ke bachche hai)
Jahir : Ruko, tum dono, konse school me padhte ho?
Shiv : Ji sir.
Jahir : Kon se school me?
Shiv : Sir, jane dijiye na, kyu sab puchh rahe hai?
Jahir : Mene puchha konsi school me?
Shiv : Ji, xxx school.
Jahir : (Abhi bhi Jahir ko kuchh khatak raha tha, ek school ka ladka aur ladki aisi jagah aane ki himmat nahi karenge)E ladki apana chehra dikha.
Shiv : Sir, please jane dijiye sir, ladki ki badnami hogi, aapne mera chehra to dekh liya hai. (Madam ko mene apane pichhe kia)
Jahir : Pakado iss ladke ko, muje kuchh na kuchh to gadbad lag rahi hai(Usne apane aadmio ko aadesh diya to do logo ne muje hatho se pakad liya, )(apne se lambe iss ladke ko pakadne me unhe dikkat ho rahi thi,)(Me shant hi raha aur darne ki acting karne laga taki unhe lage ki mujse koi khatara nahi hai, Jahir ne unchi awaj me madam se kaha ) Apana chehra dikhao ladki. (Madam ne meri aur dekha, ab me kya kehta, madam ne jahir ki aur dekha, aur apane chehre se dupatta hata diya, dupatta hat te hi Jahir dhyan se dekhne laga)Tum to badi ho, school ki ladki nahi lagti.
Shiv : Sir, wo college me padhti hai, wo mujse thodi badi hai, par hum lovers hai, please ab to hume jane dijiye.
Jahir : (Gaur se dekhte hue)Mene tumhe kahi dekha hai? Kon ho tum? (Madam chup rahi, Jahir soch raha tha ki kaha dekha hai, thodi der me hi uski ankhe badi hoti chali gayi)Inspector Bhargavi. (Jahir do kadam pichhe hat gaya)
Bhargavi : Ha, inspector Bhargavi, aaj tum range hatho pakade gaye Jahir.
Jahir : (Jahir pehle tho thoda gabhraya par fauran sambhalte hue)Pakado isse (Uske aadmio ne fauran madam ko bhi dono taraf se pakad liya)Tumne ye achchha nahi kia. Me in sab lafado se dur rehna chahta tha par tumne muje majboor kardiya hai. Muje sirf dhandha karna hai, ye sab mar-dhad khun-kharaba, ye sab se me dur rehta hu, Abhi bhi keh raha hu, agar apani jaan ki salamati chahti ho to in sab se dur raho.
Bhargavi : Me tumhe agah kar rahi hu Jahir, apane aapko police ke hawale kar do.
Jahir : (Muskurate hue)Police ke hawale kar du, Aur wo kis khusi me? Muje pata hai iss waqt tum akeli hi ho, kyu ki agar tumne police station me kuchh kaha hota to ab tak muje khabar mil gayi hoti, matlab koi nahi janta ki tum yaha ho, ab socho agar tum yaha se gayab ho gayi to kise pata chalega? Issiliye kehta hu ki sab bhul jao, me tumhe jane dunga, par ek shart par, ab tum mere raste me tang nahi adaogi.
Bhargavi : (Madam bhi muskurayi)Tuje pata hai tu aisa nahi kar shakta, kyu ki tu pakada to jayega hi, iss liye me tumse kehti hu ki apane aap ko police ke hawale kar do.
Jahir : Waise daad deni padegi tumhari himmat ko, aaj tak sale kisi mard me itni himmat nahi hui ki muj par hath dal shake aur tum ek aurat ho kar yaha chali aayi wo bhi akele is ladke ko le kar. Hai kon ye jo iske bharose akele yaha chali aayi.(Wo muje dekhne laga, me bhi use dekh raha tha)Ek baat to man ni padegi, tum dono mere changul me fanse hue ho fir bhi ek ke bhi chehre par dar nahi hai, khair tum to policewali ho to me samaj sakta hu par, dar iske chehre par bhi nahi hai, tum dono ko kya lagta hai yaha se jinda chale jaoge? Abhi me tumhe keh raha hu ki chale jao yaha se aur fir kabhi iss taraf maat aana, aur tumhe lagta hai ki tum apani force le kar wapas aaogi aur muje pakad logi to ye tumhari bhul hai, jab tak tum wapas aaogi tab tak to yaha ek bhi sabut nahi bachega, to tumhari bhalayi issime hai ki mere raste me maat aao.(Jab madam ne koi jawab na diya to)Bandh do in dono ko.
Bikewala : Kya jahir bhai itna dar rahe hai, inhe yaha se chhod na khatare se khali nahi, dono ko yahi mar kar dafana dete hai, kisi ko bhanak tak nahi lagegi.
Jahir : (Kuchh sochte hue)Thik hai.
Bikewala : Jahir bhai, agar isse marna hi hai to marne se pehle iske maze lete hai, policewali ko chodne me bahot maza aayega, aur waise bhi ye to patakha hai.
Jahir : (Madam ki aur jate hue)Tumne meri baat na maan kar mere samne koi rasta nahi chhoda hai, abhi bhi keh raha hu maan jao (Madam ne koi jawab nahi diya)Thik hai jaisi tumhari marji ab me jimmedar nahi hu in sab ka. (apne aadmio ko)Mar do iss ladke ko aur fir isko nangi karo, Sali ki akad thikane lagata hu.
Pata nahi ye Jahir ki bewakufi thi ya wo jyada hi overconfident tha, sirf do aadmio ne hi muje pakada tha aur do aadmio ne madam ko. Aur waise bhi me darne ki acting kar raha tha to unhe laga hoga ki koi khatara nahi hai. Madam ne meri aur dekha, hamari nazare mili, aur mene ha me issara kia. (Jahir ki bhi nazar padi ki hum dono ne koi issara kia, par wo kuchh samajta iss se pehle hi Madam ne jahir ke laude par ek laat mari, sathme mene bhi ek lat uski chhati par mari, wo dhadam se pichhe gira aur sath me apna lund pakad kar chillane laga, uske aadmi kuchh samajte us se pehle me ek dum se ghutne mod kar niche beth gaya to unke hatho se chhut gaya, wo log kuchh samajte us se pehle hi mene uthte hue jor se ek sath dono ko ghus mara to wo dono apana apana muh pakade side me ludhak gaye, ek taraf jahir karah raha tha aur dusari aur ye dono, achanak kya ho gaya ye kisi ki samaj me nahi aaya, wo log hosme aate us se pehle hi mene madam ka hath pakade hue meri taraf wale aadmi ke muh par jor se laat mari to wo apana muh pakad kar pichhe gir gaya, madam ka jaise hi hath chhuta unhone dusare aadmi ko ghusa mar diya, jaise hi usne hath chhoda unhone apani kohni se uske gale par mara to wo bhi niche gir gaya. Hum dono ne possition le li. Sab log bhi samaj gaye the ki kya ho raha hai to kuchh log hamari taraf badhe, aur dusare un jopadio ki aur. Hum dono bichme khade the wo log hath me pipe hokey aur talwar jaise hathiyar liye bahar aa gaye. Mene aur Madam ne ek dusare ko dekha, talwar khatarnak thi, me talwar wale aadmi se dur hata aur jiske hath me pipe thi uski aur badha to wo muje pipe marne aya to mene uska jath pakad kar use jamin par patak diya aur uske hath se pipe le li, talwarwale ne meri aur talwar se waar kia par mene apane aapko bachate hue uske hath par pipe de mari, humala itana jor se kia tha ki uske hath ki haddi bhi tut gayi hogi, usne chillate hue talwar chhod di. Mene talwar ko dekha aur use apane pair se dur fek diya, mera dhyan thoda sa hata tha ki kisi ne mere pichhe se hamala kia, madam ke chhikhne se mera dhyan gaya, unki ankho ke dekhne ki disha se muje pata chala ki koi mere upar hamala kar raha hai to me thoda side ho gaya, jo war shir par hone wala tha wo kandhe par hua, ek lakade ka danda jor se mere kandhe se takraya, muje tej dard ka ehsas hua, par mene uski parwah kiye bagair, pipe se pichhe hamala kar diya jo uske pair me laga aur wo niche gir gaya. Ab waha jam ke ladayi suru ho gayi thi, Aisa nahi tha ki hume nahi lag rahi thi, Waha takriban pandrah log the Jahir bhi uth kar ladne laga tha, to hume bhi lag rahi thi aur kayi jagah se khun bhi nikal raha tha, mene madam ko dekha to unki bhi halat waisi hi thi. Unka kamiz bhi fat gaya tha, takriban aadhe ghante tak ye sab chala, hum dono ne mil kar sab ko dhul chata di thi, sab log karahte hue waha jamin par pade hue the, jahir ki bhi halat kharab thi, uska pair bhi tut gaya tha, yehi halat kayi logo ki thi, apane tute fute sarir ke sath sab waha gir hue the, madam ke shir se bhi khun nikal raha tha, mere hath se bhi khun nikal raha tha. Par fir bhi hum dono khade the, aur taiyar the ki agar koi bhi utha to use fir se mare, par jab dekha ki kisi ki bhi halat nahi hai uthane ki to me madam ke pass gaya.
Shiv : Aap thik ho madam?(Mene dekha ki unka kamij kayi jagah se fat gaya hai, unke sharir ke kuchh hisse bhi dikhayi de rahe hai to mene fauran apani shirt nikali aur unki aur badha di, unhone bhi apani halat dekhi aur shirt pehan liya.)
Bhargavi : (Wo hanf rahi thi, unhone muskurate hue kaha) Me thik hu,Tum?
Shiv : Me thik hu, madam. (Un sabki aur dekhte hue)ab?
Bhargavi : Me police controlroom inform karti hu, thodi der me police aa jayegi.
Jahir : Tum chahe jo karlo(Wo hanfne laga, thodi der baad)tum mera kuchh nahi bigad paoge.
Bhargavi : Range hath pakade gaye ho tum, yaha chori ki bike bhi hai.
Jahir : Fir bhi tum kuchh nahi kar paogi, me ye sabit kar dunga ki ye meri jagah hai hi nahi, me to sirf yaha kisi se milne aaya tha ya aur kuchh bhi keh dunga, me keh dunga ki tum muje fasane janbuj kar yaha layi thi.(Wo apne khun lage danto ko dikhate hue hasne laga)
Shiv : (Uski bato se muje yaad aaya ki ye to Suryadevji ki jamin hai, mere dimag me batti jali, mene Jahir se kaha)Tum kaise keh shakte ho ki ye tumhari jamin nahi hai, aur ye log, ye sab juggiya tumhari nahi hai.
Jahir : Kyu ki ye meri nahi hai.
Shiv : Tum juth bol rahe ho, kya tum ye likh kar de shakte ho ki ye tumhari jamin nahi hai?
Jahir : Nahi hai to nahi hai, me likhkar bhi de shakta hu.
Bhargavi : Ye kya hai Shiv, ye sabuto ke sath pakada gaya hai, isse koi nahi bacha shakta.
Shiv : (Jahir ko uksate hue)Aap sach keh rahi hai madam, muje bhi lagta hai ki ye aise hi fenk raha hai, abhi pata chal jayega ki ye fenk raha hai, aap rukiye (Mene apana mobile nikala, dekha to thodi screen tut gayi thi par chal raha tha, mene Kavya madam ko phone laga diya, aur unhe wo kagjat taiyar karne ko kaha, unhone puchha bhi par mene baad me batane ko bola, fir mene Pawansir ko phone kia, aur unhe Kavya madam ke yaha ja kar paper lene ko bola)
Shiv : Jab paper mil jaye to use le kar Suryadev sir ki jamin par le aana.
Pawansir : Suryadev ki jamin par, tum waha kya kar rahe ho?
Shiv : Wo sab me aapko baad me samjata hu, abhi jo keh raha hu wo kijiye.
Pawansir : Thik hai.
Shiv : (Madam ko)Abhi pata chal jayega ki ye kitna fenk raha hai. (Mene aas pass dekha to muje rassi najar aayi, mene Jahir ke aadmio ko rassi se bandh diya, kuchh behosh the kuchh karah rahe the, akele Jahir ko khulla rakkha.
Bhargavi : Tum karna kya chahte ho Shiv?
Shiv : Aap samaj jayegi, thodi der shant rahiye(Me unke shir par lage ghav ko dekhne laga, waha se khun nikal raha tha to mene unke hi duppate ko waha band diya taki khun na nikale, apane hathrumal se mene unke chehre par se khun saaf kia, aur dhul mitti bhi saaf ki)(Bhargavi, Shiv ko dekh rahi thi, kaise wo uski parwah kar raha tha, pata nahi par aaj usne kamal kar diya tha, wo kis liye itana pagal pan kar gayi thi usko khud samaj nahi aa raha tha, yaha ki paristhitio ko dekh use lag raha tha ki kuchh bhi ho sakta tha. Uski jaan bhi ja shakti thi, kaise usne ye bevakufi kar di thi, Shiv uske chehre ko saaf kar raha tha aur wo use hi dekh rahi thi)(Thodi der baad Pawansir aur Kavya madam dono waha aaye. Waha aate hue dono ke chehre par dar tha, jab wo us khali jagah me aaye to waha ka nazar dekh dono ki ankhe khuli ki khuli reh gayi. Wo jaldi jaldi se hamare pass aaye.
Kavya : Ye sab kya hai Shiv, madam aap? Yaha kya ho raha hai?
Shiv : Wo sab me aap ko baad me samjata hu, aap muje wo kagaj dijiye. (Unhone file se kagaj nikala, Jahir ki aur jate hue)Le kagaj bhi aa gaye, ab is par sign kar aur sabit kar ki ye jagah teri nahi hai.
Jahir : Muje pagal samja hai kya bachche, me kyu sign karne laga, muje jo bhi kehna hoga wo me court me kahunga.
Shiv : (Muskurate hue)Dekha madam, ye kitna jutha hai, ye jamin usi ki hai, aap wo dusara kagaj bhi dijiye madam, jisme likha hai ki ye jamin uski hi hai aur yaha ka sara saman bhi usi ka hai.
Jahir : (Haste hue)Are bachche, muje kya bevakuf samja hai, me kisi bhi tarha ke kagaj par sign nahi karunga.
Shiv : Achchha to tu sign nahi karega. (Mene wo kagjat madam ko wapas diye, waha pada ek lohe ka pipe liya aur Jahir ki aur badha)
Bhargavi : Ye kya kar rahe ho Shiv?
Shiv : Isme kya hua madam, yaha jo bhi hua usme galti se iske shir par lohe ki pipe lag gayi aur ye mar gaya.
Jahir : Tum aisa nahi kar shakte, madam samjaiye isse, ye aisa nahi kar sakta.
Bhargavi : (Shir ne madam ki aur dekha aur ankh mari, Bhargavi sab samaj gayi)Madam, ab yaad aaya ki me madam hu, mere sath kya karnewala tha tu, tuje jo karna hai tu kar Shiv, me sab sambhal lungi. (Kavya ki aur dekhte hue)Kya kehti hai vakil sahiba.
Kavya : Ha ha, koi baat nahi, ladayi me ye hadse to hote hi hai, aur madam se ye ho gaya hai aisa wo keh degi, to tum kar shakte ho Shiv. (Jahir ki gaand fat rahi thi)
Shiv : To Jahir bhai, aap meri kabar khodnewale the, ab aapki kabar kudnewali hai.
Jahir : Madam, muje giraftar kar lijiye, muje sare gunah kabul hai, muje bachaiye.
Shiv : To tum sign karne ke liye taiyar ho?
Jahir : Ha me taiyar hu, muje chhod do.
Shiv : Laiye sir, wo kagaj dijiye. (Pawansir wo kagaj aur pen le aaye, mene thik se Jahir ko bithaya, Jahir kagaj dekhne laga)Me tumhari tarha nahi hu, isme yahi likha hai ki ye jamin teri nahi hai, yaha ki koi bhi chij teri nahi hai, yaha ki sari juggiya mene gair kanunan tarike se banayi hai aur me use apnani marji se khali kar raha hu. (Jahir ne meri aur dekha, me muskuraya to wo itna dar gaya ki usne fauran sign kar di, mene wo paper liya aur Kavya madam ko diya, Kavya madam aur Pawansir dono muje herani se dekh rahe the) Ab aap jaiye, (Bhargavi madam se)Aap ab control room phone kar dijiye.
Jahir : Ab to mene sign kar diya hai, ab to muje jane do.
Shiv : Are bhai, tum jo keh rahe the ki ye sab tera nahi hai, to mene to usi baat par sign karwaya hai, baki jo kuchh hai wo to tu court me ladega na. Madam aap phone kijiye. (Bhargavi ne muskurate hue controlroom me phone kar diya, thodi hi der me waha police van aur bahot sare policewale aa gaye, madam ko dekh unhe selute kia, madam ne sab ko van me dalne ko kaha aur aspatal le jane ko kaha, aur kuchh policewalo ko waha sab bike aur scooter nikalne ko kaha. Jahir ne wo sab juggio me chhupa ke rakkhe the, madam ne sab video se record kar liya. Unhone Jahir aur uske aadmio ki photo aur video dono bana li thi taki wo iss baat se inkar na kar sake. Madam ne apani bike ki chabi ek hawaldar ko de di, aur hum dono Pawansir aur Kavya madam ke sath nikal gaye, hum bhi pehle aspatal gaye. Waha doctor ne hume ek raat observation me rukne ko kaha, kyu ki chot to hame bhi aai hui thi, mane Pawansir ko mere ghar inform karne ke liye bol diya, taki wo chinta na kare. Mera kandha utar gaya tha to muje pure hath ko support de sake aise patte se bandh diya. Madam ki bhi mulhum patti ki gayi. Raat ko hum der se soye the par subah hote hote to kayi media wale aspatal me jama ho gaye, aur ye news aag ki tarha sare saher me fail gayi, subah ke sare chenalo par yahi khabar dikhayi ja rahi thi. 10 baje tak to aspatal me Ranjan, Latadidi, Saritadidi, Juhi, Beena madam Nazia didi, Samim unke ammi, aabu sab waha par the, (Bhargavi aur Shiv ka bed najdik hi tha, Shiv ke aas pass ghire itne logo ko Bhargavi ascharya se dekh rahi thi, sab uski bhi khabar le rahe the par sab Shiv ko hi ghere khade the, nurse bhi kayi bar hidayat de gayi thi par har koi Shiv ko ghere hi khada tha. Aisa lag hi nahi raha tha ki Shiv anath hai, uska iss duniya me koi nahi hai. Nurse ne sab ko dant kar nikalna chaha par na Beena madam jana chahti thi, na Nazia didi, nurse ne sab ko jabardasti bahar nikala, fir bhi Latadidi aur Juhi waha se nahi gaye. Doctor ne bhi dopahar tak hume chhutti de di.
Bhargavi, apane kaam me lag gayi thi, police station bhi patrakaro se bhar gaya tha, sab ko samja kar bahar nikala gaya par wo sab bhi waha padi gadio ka video dekha kar apni apani news chenalo ke liye footage juta rahe the. Kayi bade officero ke bhi phone chalu hi the. Har news chanalo par yahi dikhaya ja raha tha ki kaise ek jabaz lady police officer ne sirf ek school ke ladke ke sath mil kar gadio ki chori karnewale ek bade giroh ko dhar dabocha tha. Jamin Suryadev ke naam thi to unhe bhi police station bulaya gaya, par Pawansir ne aur Kavya madam waha aa gaye aur Bhargavi madam ko sara mamla samjaya, tab jake unki samaj me aaya ki Shiv ne kyu sign karwaye the. Pawansir ne bhi Suryadev ko batadiya ki unhone Jahir ke sign le liye hai ki us jamin par uska koi bhi huk nahi hai, Suryadev bhi ascharya se Pawansir ko dekh raha tha. Jyada to detail unhe nahi pata chali par itna pata chal gaya ki ye sab Shiv ne kia hai. Wo bhi waha se chale gaye.
Sab se jyada paresan the MLA aur Prakas Rao. Ek raat me ye kya ho gaya tha unki samaj me nahi aa raha tha, unhe Jahir par bahot gussa aa raha tha par wo police custody me tha to filhal kuchh nahi kar sakte the, subah subah hi unhone vakilo ko bulaliya tha, kyu ki ye carodo ka mamla tha.
Me jab ghar pahucha to Gayatri didi bhi aake mujse lipat gayi, aur rone lagi, Vina dur khadi sab dekh rahi thi to mene use bhi issara kia to wo bhi aake mere gale lag gayi. Thodi hi der me Latadidi muj pe chillane lagi.
Latadidi : Tu kya samajta hai apane aap ko, tu koi hero hai jo waha ladne chala gaya, agar tuje kuchh ho jata to (Wo chilla rahi thi aur sath me ro bhi rahi thi, subah se apne ander dabaye hue gusse ko wo bahar nikal rahi thi)Wo sab police ka kaam hai, tuje kya jarurat pad gayi thi in sab me tang adane ki, tuje hamara khayal nahi aata, agar tuje kuchh ho gaya to hamara kya hoga, tuje ek bar bhi khayal nahi aata.
Juhi : Dant isse, me to keh keh ke thak gayi, par ye hai ki sunta hi nahi, sharir par pattiya bandh gayi hai iske, har jagah samne se apana sar okhali me de aata hai. Dant isse aur meri maan to do char laga bhi de, tab isse akal aayegi. (Usne bhi apani chalak aayi ankho ko pochha)
Shiv : Sorry didi, wo sab achanak se ho gaya, meri koi galti nahi thi.
Latadidi : tu gaya hi kyu tha waha par, tuje kya padi thi waha jane ki. Tera hath hi tuta hai, achchha hota ki tera pair bhi tut jata, kamse kam ghar me to rehta, jab dekho tab yaha waha apani tang adata rehta hai.
Shiv : To aap chahti hai ki meri tang bhi tut jaye(Mene muskurate hue kaha)
Latadidi : (Mujse lipat gayi)Tu kyu aisa karta hai?, tere bagair me kaise jiungi(Wo rone lagi)
Shiv : Kya didi aap bhi, muje kuchh nahi hua hai, aapke samne hi to hu.
Sneha : Isse chhodna nahi Lata, dant isse achchhi tarha se dant (Mene dekha ki Sneha madam ander aa rahi thi)
Shiv : Aap ki hi kami thi, aap bhi aa jaiye.
Sneha : Aur nahi to kya, apane aap ko kya samajte ho, tum jante ho kitne khatarnak log hai wo, Pawan ne muje bataya tha, us ispector ki bhi me khabar leti hu, kya samaj kar wo tuje apane sath le gayi thi, agar use itna hi shauk chadha tha to policewalo ko le jati. Dant isse Lata, meri aur se bhi dant.
Shiv : Aap sab yu hi paresan ho rahe hai, kuchh hua kya muje?
Juhi : To kya hone ki wait kare hum, isse ghar se nikalne maat dena tum.
Sneha : Agar tumhari nahi maanta to me le jati hu isse, apane ghar me bandh kar rakkhungi.
Ranjan : Aap sab to aise hi use dant rahi hai, kya aap ko pata nahi usne kitna pada kaam kiya hai, wo bakio jaisa aam nahi hai,aap khamakha hi use dant rahi ho. (Mere bachav me utari Ranjan ko me thank you ke bhav se dekhne laga)
Latadidi : Tu to bol hi maat, chamchi kahi ki.
Ranjan : Ha me hu uski chamchi, aur kuchh bhi kehna hai keh lo, par bahar ja kar dekho, mene news me bhi dekha tha, un sare gundo ki kya halat hai, isne akele hi sab ki band baja di hai, muje naaj hai Shiv pe.
Sneha : (Muskurate hue)Ye sahi keh rahi hai Lata, Pawan bhi keh rahe the, unhone to khud waha ka haal apani ankho se dekha hai, waha itne log the, sabki haddi pasali tuti padi thi, koi uthne ke bhi kabil nahi bacha tha. Ye sirf do the aur wo takriban pandrah log the wo bhi hathiyaro ke sath, bahadur to hai Shiv, aur takatwar bhi, iss se to inkar nahi kia ja sakta.
Juhi : Tum bhi iski taraf ho gayi, mana ki wo himmatwala hai, takatwar hai to kya kahi bhi apani tang adayega.
Sneha : Ab tum log shant ho jao, jo hua nahi uska kya sochna, abhi to ye socho jo hua hai, aaj saher me har kisi ki juban par Shiv ka naam hai, ye koi chhoti baat nahi hai. Kal se ye aspatal me tha, kisi ne isse khana bhi khilaya hai kya?
Latadidi : In sab bhaga daudi me to muje yaad hi nahi raha, me abhi bana deti hu.
Gayatri : Mene bana diya hai, me abhi lati hu.
Latadidi : Ha le aa, me isse apane hatho se khilati hu. (Gayatri didi khana le aayi, waise bhi mera daya hath bandha tha to me khud se kha nahi sakta tha, Latadidi muje khilane lagi, ye dekh kar sab bari bari aage aaye aur muje khilane lagi)
Me sab ko dekh raha tha, sabki ankho me mere liye pyar ka sagar bhara hua tha.
Lajawab updateUpadate 108