Update 114
Me kapade badal kar sone laga, didi aaj mere sath sone aa gayi thi, jab me leta to mere mobile par msg aaya, mene dekha to ye Bhargavi madam ka tha, unhone likha tha
Bhargavi :Pahuch gaye?
Shiv : Ha, abhi leta hu, aap thik to ho na?
Bhargavi : Ha thik hu (Asal me use thoda dard tha)
Shiv : Ok, good night.
Bhargavi : Good night, and miss you.
Shiv : (Mere cherhe par muskan aa gayi)Miss you too, bye.
Bhargavi : Bye.
Mene dekhe to dusaro ke bhi msg the, mene sab ko reply kia. Didi mujse lipat kar leti thi, mene unhe baho me bhara aur so ne laga. Bhargavi kafi der tak Shiv ke bareme sochti rahi, aaj jo bhi hua tha use yaad karte hue wo baar baar muskura rahi thi aur sharma bhi rahi thi, ye sab itna achanak ho gaya tha ki use ek sapane jaisa lag raha tha, par wo khus thi, apani akeli jindagi me Shiv jaise sathi ko pakar. Usne bhi ankhe band ki aur sone lagi.
Subah me school chala gaya, jab pahucha to muje Vaiswi aur Samim khade dikhe. Muje dekh kar Vaiswi jane lagi aur Samim khadi rahi, me uske pass pahuch gaya.
Shiv : Hi.
Samim : (Muskurate hue)Hi, kaise ho?
Shiv : Tumhare samne hu, kya hua, tum kyu khadi ho?
Samim : Tumse baat karne ko, Kyu nahi rehna chahiye tha?
Shiv : Aisi baat nahi hai, wo tum dono sath me thi na to mene puchha.
Samim : Mene use kaha ki muje tumse baat karni hai, to wo chali gayi.
Shiv : Ha kaho.
Samim : Aisi koi khas baat nahi hai, bas aise hi tumse baat karni thi, Vaiswi ki wajah se me tumse baat nahi kar pati na.
Shiv : Pata nahi usko kya problme hai.
Samim : Wo aisi hi hai, upar se is bar bhi tumhare marks us se jyada aa gaye, usne bahot mehnat ki thi, tumse aage nikalne ke liye.
Shiv : Ab isme me kya kar shakta hu, waise bhi muje padhne ko samay kaam milta hai, muje to laga tha ki issbar mere number kafi kaam aayenge, par pata nahi kyu jyada aa gaye.
Samim : Hota hai, kuchh logo ke dimag aise hote hai ki unhe ek baar me hi samaj aa jata hai, kisi kisi ko jyada mehnat karni padti hai. Muje hi dekh lo, kya me nahi padhti? Fir bhi mere marks to tum dono se kaam hai.
Shiv : Waise ye sab tumhari wajah se hi hua hai, tumne muje notes bheje the to muje jyada sahuliyat ho gayi, muje tumhe thank you kehna chahiye.
Samim : To kaho, maine kab mana kia hai(Wo muskurane lagi)
Shiv : (Me bhi muskuraya)Thank you.
Samim : Aise hi, muje laga koi party warty doge, kuchh nahi to kam se kam ice cream hi kila doge. Koi baat nahi jaise tumhari marji. (Wo meri khinchayi kar rahi thi)
Shiv : Mene kab mana kia, jab tum kaho.
Samim : Treat tum denewale ho, tum batao. Tum hi jyada busy hote ho.
Shiv : Thik hai, kal school chutne ke baad.
Samim : Kal kyu, aaj kyu nahi?
Shiv : Aaj ghar pe kuchh log aanewale hai, to kal.
Samim : (School ki bel bhi baj gayi, mere dost shayad pehle hi ander chale gaye the)Thik hai, to kal pakka na. (Hum class ki aur jane lage)
Shiv : Ha, pakka.
Do pahar me recess me Samim aur Vaiswi baat kar rahe the.
Vaiswi : Aisi kya baat karni thi tuje.
Samim : Koi khas baat nahi thi, bas baat karni thi.
Vaiswi : Uske pehle number pe aane se tuje bahot khusi hui, hai na?
Samim : Ha, kyu nahi hogi, wo bhi to mera dost hai. tum pehle number par aati to bhi muje khusi hoti.
Vaiswi : Par uske aane se tumhe jyada khusi hui, hai na?
Samim : Tum kyu baat ko badha rahi ho, tumhari problem kya hai yaar, wo hosiyar hai to hai, isme bura maannewali kya baat hai.
Vaiwi : Tumhe pata hai, wo mera papa ke under me kaam karta hai, aise dekha jaye to wo hamara naukar hai.
Samim : (Usko bura laga ye sun ke, wo thode gusse me boli) Kya matlab hai ko wo naukar hai, naukari karne se koi naukar nahi ho jata, ho sakta hai ki wo tumhare papa ke waha naukari karta ho, par us se wo naukar nahi banjata. Wo itna kabil hai ki use kahi bhi kaam mil jayega. Aur wo jo bhi kar raha hai wo apana kharcha nikalne ke liye kar raha hai, tu aur me apane apane papa ke paiso par rehte hai aur padhte hai, wo apne dum par is posion par hai. Na sirf wo apana kharcha chalata hai balki wo apane anathalay ke dusare logo ka bhi khayal rakhta hai. Pata nahi tuje kis baat ki chidh hai, wo tumse aur mujse kahi kabil hai.
Vaiswi : (Tount marte hue)Tuje bahot padi hai uski.
Samim : Ha, hai, jo sach hai wo sach hai, wo kabil hai to hai?
Vaiswi : Kahi pyar to nahi karne lagi us se?
Samim : Tuje to jawab dena hi bekar hai, apane dimag se ye kachara nikal ke kabhi sochna ki wo kya hai, apane aapko kabhi uski jagah par rakh ke sochna, kya hai tum me itni himmat ki bina maa-baap ke tum yaha tak pahuch pao.
Vaiswi : Chhod use, uske liye hum kyu jaghad rahe hai, agar tuje bura laga ho to sorry, chal class me chalte hai.
Samim : (Vaiswi ne muskurate hue kaha tha, to usne bhi baat ko yahi chhodna uchit samaja)Chal, aur sorry tuje bura laga ho to.
Vaiswi : Chhod us baat ko, par muje lag raha hai, uske liye tere dil me bahot kuchh chal raha hai. (Vaiswi ne ye baat muskurate hue kahi thi par uske dil me kahi na kahi dard ho raha tha, wo samaj nahi pa rahi thi par Samim ka Shiv ke prati jhukav use achchha nahi lag raha tha, ye jalan thi ya kya tha wo khud samaj nahi pa rahi thi)
Samim : Kuchh nahi chal raha hai, chal ab. (Usne bhi ye aise hi kaha tha, par sach to ye tha ki wo Shiv ke bareme sun ke sach me gussa ho gayi thi, wo apani pakki saheli se bhi lad padi thi, par use khud nahi pata tha kia sia kyu hai to wo kya kehti)
In sab se bekhabar me apane dosto ke sath tha. School khatam hone ke baad me ghar laut aaya. Bhargavi madam ki bike thi to me jaldi pahuch gaya. Mene dekha ki waha do badi gadiya khadi hui thi. Matlab Suryadevji aa gaye the, dusari gadi Pawansir ki thi. Me fatafat ander gaya to wo sab bahar hi bethe hue the, office ki kursiya bahar hi rakh di thi. Latadidi aur Sarita didi wahi khadi thi, Ranjan aur Vina, Manisha madam ke chhote bachhe ke sath khel rahi thi. Sabse pehle mujpar Manisha madam ki najar padi.
Manisha : Lo, Shiv bhi aa gaya. (Sab meri aur dekhne lage, Latadidi aur Saritadidi bhi wahi khadi thi par unki pith meri aur thi, wo bhi meri aur mudi, me unke pass pahuch gaya)
Shiv : Aap log aa gaye?
Latadidi : Ye log kya keh rahe hai Shiv?
Shiv : (Muje to kuchh pata hi nahi tha) Kya hua didi?
Manisha : Me batati hu, humne yaha dekha ki aaj bhi yaha khana lakdio ki madad se pakaya jata hai, to ye (Suryadev) keh rahe hai ki yaha gas ke chulhe lagadiye jaye.
Shiv : Gas ke chulhe?
Manisha : Ha, Gas ke chulhe, Lata bataya ki lakadiya tumhe hi katni padti hai, aur dusari baat dhue ki wajah se bhi sehat par asar padta hai, ye ladkia kitni mehnat karti hai, to humne socha hai ki inki mehnat aur tumhari mehnat bhi kaam kar di jaye.
Shiv : Koi jarurat nahi hai madam, hume koi dikkat nahi hai.
Suryadevji : Are bhai, hume bhi madad karne ka mauka do, me iss saher me rehta hu par muje hi nahi pata tha ki yaha anathalay hai, ye sahad kabhi dhyan nahi diya. Paiso ke pichhe insan machine ban jata hai. Ab tumhari wajah se hume pata chala hai to, hume bhi kuchh punya kamane ka mauka do. (Ab me kya kehta, me unhe dekh raha tha) Jyad sochne ki jarurat nahi hai, mene already order de diya hai, do-teen ghante me yaha sara intejam ho jayega.
Shiv : Thank you sir.
Suryadev : Thank you to muje tumhe kehna chahiye, tumne mera kaam jo kia hai.
Shiv : Wo to aapke liye ek chhoti si baat thi sir.
Suryadev : Agar paiso ke lihajse soche to ha, wo chhoti baat thi, par ego ke lihaj se soche to wo bahot badi baat thi, muje pasand nahi ki koi muje jhuka kar kaam karvaye, abhi wo satta me hai to me jyada kuchh kar nahi pa raha tha, hum bussiness man hai, hume unki aur unhe hamari jarurat padti rehti hai. Par ye ego ka sawal tha, aur me jhukna nahi chahta tha, nukasan hota hai to ho jane deta. Par dusari aur ye mera dream project bhi tha, me apane saher ke liye kuchh karna chahta tha, Aur ye sab tumhari wajah se mumkin hua hai. Uske liye mene aur Manisha ne tumhe ye dene ka socha hai. (Unhone meri aur ek cover badhaya, muje kuchh samaj nahi aa raha tha, mene Pawansir aur Sneha madam ki aur dekha, unke chehre par bhi hairat ke bhav the, matlab unhe bhi pata nahi tha)
Shiv : Ye kya hai sir.
Suryadev : Khud dekh lo?
Shiv : (Mene cover khola to usme se cheque nikala, jab meri najar rakam par padi to me chaunk gaya) Ye kya hai sir.
Sneha : Kya hai Shiv?
Shiv : 5 lacks ka cheque hai. (Waha khade sab log chaunk gaye the) Sir, mene aisa koi kaam nahi kia jis ki wajah se aap muje itna bada inam de rahe hai.
Suryadev : Aisa tumhara sochna hai Shiv, mene jaisa kaha, ye baat sirf paiso ki nahi thi, agar me unki baat na manta aur legal tarike se ye masala hal karne ki koshis karta to muje isse bhi jyada ka kharcha hota, aur agar me unki baat manta to jukane ka dard hamesa mere dil me rehta. Aur me ye paise issliye nahi de raha ki tumne ye kaam kia hai, uske liye to meri aur Pawanji ki baat hui hai, me is project ka contract tumhari firm ko de raha hu, aur Pawanji ne muje bataya hai ki tumhe wo legally partner bana rahe hai, to tumhare kaam ka inam to tumhe milta hi rahega. Ye paise ek tarha se me anathalay ko de raha hu, par in paiso ko tum apane pass hi rakhna, apane account me. Muje pata hai ki ye paise tum apane liye to kharchne se rahe, jis tarha se yaha ki ye ladkia tumhare bareme bata rahi hai, tum in sabka khayal rakhte ho, to paise tumhare pass rahe ya anathalay ke account me ek hi baat hai, par fir bhi me ye issliye keh raha hu ki agar kisi wajah se koi dikkat aati hai to tumhare account me rahe paise tumhe kaam aa shakte hai.
Shiv : Par mera koi bank account nahi hai.
Pawansir : Wo me dekh lunga, waise bhi ab tumhara bank account kholna hi padega. To issi cheque se khulwadenge. Kal mere sath bank chalna, me sab karwadunga. (Me kya kehta, meri to kuchh samajme hi nahi aa raha tha, mene Latadidi aur Saritadidi ki aur dekha to unke chehre par khusi sama nahi rahi thi.)
Shiv : Thank you sir.
Suryadev : Isme thank you ki kya baat hai, bas ab koi adchan nahi aani chahiye, aur jald se jald ye project suru karo.
Pawansir : Me contract banvata hu, sirf chinta iss baat ki hai ki abhi jo project chal rahe hai wo Prakasrao ke sath hai, iss project ki wajah se wo sab me dikkat na aajaye.
Shiv : Sir, risk to lena hi hoga, agar tarakki karni hai to risk aur himmat jaruri hai, waise bhi sara man power aur infrastructure hamari company provide kar rahi hai, sirf contract unki badaulat hai, to nuksan unka hi hoga.
Pawansir : Shayad tum sahi keh rahe ho, himmat to karni hi hogi, dar sirf iss liye lagta hai ki power unke hath me hai, sattame rehke wo sattaka durupayog karke kuchh na kuchh bakheda kar dete hai.
Shiv : Ye praja tantra hai, sarkare har panch saal me badalti rehti hai, agar wo hume una hi khatak raha hai to hume apana koi aadmi election me khada karna chahiye.
Pawansir : Ye itna aasan nahi hai Shiv, ye MLA ka illection hai, sidhe taur par koi khada nahi ho sakta.
Shiv : Kyu nahi khada reh shakta, MLA ke ellection ke liye jo laghuttam maryadaye hai agar wo sab hum kisi ke ander hai to wo ellection me khada ho sakta hai.
Pawansir : Wo sab kagajo par hi hota hai, yaha sab power aur paiso ka khel hota hai, wo barso se rajneeti me hai, aur rulling parti ka candidate hai, aaj tak to koi uske samne nahi jita. Sirf ellection me nomination kar lene se ellection nahi jite ja shakte,
Suryadev : App sahi keh rahe hai, ye log vaidh- avaidh tarike apana kar kisi bhi tarha satta me aa jate hai, aur fir janata ko lut te rahte hai, ye purani kayi ki tarha jam gaye hai, inhe koi nahi nikal shakta.
Shiv : Manta hu ki unhe harana aasan nahi, par kya mumkin hi nahi? Ye me nahi maan shakta. (Manisha aur Sneha dono ye sab sun rahi thi, ek chhota dikhnewala ladka kaise in do diggajo se charcha kar raha tha)
Pawansir: Chalo ek baar maan bhi lete hai ki hum unke samne ellection ladenge, par ladega kon, candidate bhi chahiye, aisa koi nahi hai jo unke samne khada reh sake. (Unki ye baat to sahi thi ki wo bahot takatwar hai, unke samne aisa koi bhi naam nahi hai jo khada reh sake, aur aise waise ko khada karke koi fayeda nahi hai, kyu ki agar unke samne hue aur har gaye to wo aur jyada nuksan dayak hoga, aur me to waise bhi kisi ko itna janta nahi tha)
Shiv : Aisa koi to hoga, jo unke khilaf khade rehne ki himmat dikhaye, aisa to hai nahi ki wo bina election jit rahe hai, unke samne koi na koi to khada rehta hoga?
Pawansir : Khade rehte hai, aur bade margin se harte bhi hai. Waise bhi in bato ka koi fayeda nahi, bina baat ke hume in lafado me nahi padna chahiye, hum apane kaam par dhyan dete hai.
Suryadev : Thik kaha aapne, politics se hume kya lena dena, hum bussinessman hai, hume us par hi dhyan dena chahiye.
Shiv : Sir, aapne kaha tha ki, wo aapko aur aapko kaam aate hai, to jara thoda vistar se bataiye ki wo aapko aaur aap unko kis tarha se kaam aate hai?
Suryadev : Wo hume bussiness ke dauran aati sarkari dikkato se bachate hai, sarkari contract dilwane me madad karte hai, aur uske badle hum unhe paiso ka chanda dete hai.
Shiv : Jis tarha se wo aap ko is project me fansa raha tha, waise hi wo khud hi dikkate paida karta hoga aur fir aapse paise aithta hoga, aur jo bhi sarkari contract dilwata hoga uske samne itne paise leta hoga ki wo ek tarha se us contract ka partner hi ho. Hai na sir.
Suryadev : Wo to hai. Par itna to karna hi padta hai.
Shiv : Ab wo paisa aap apane umidvar par lagate ho to aapka to koi nuksan nahi hoga, par agar wo jit gaya to aap bahot sari musibato se bach jayenge.
Pawansir : Tumhari baat sahi hai, par ye ho nahi sakta, hum chah kar bhi aisa nahi kar sakte. Hamare pas aisa koi umidwar nahi hai jo unke samne kahi se bhi tikta najar aaye.
Shiv : Hai. (Sab chaunk kar meri aur dekhne lage)
Pawansir : Kon?
Shiv : Manisha madam. (Apana naam sun kar wo chaunk gayi)
Suryadev : Manisha?? Ye nahi ho sakta.
Shiv : Kyu nahi ho sakta?
Suryadev : Ye rajnieeti hai, wo ye sab nahi kar sakti.
Shiv : Aur aapko aisa kyu lagta hai, ki wo ye sab nahi kar shakti?
Suryadev : Wo nahi kar shakti, me janta hu use, aur abhi abhi wo maa bani hai, wo ye sab nahi kar shakti.
Shiv : Wo ye nahi kar shakti aap ye keh rahe hai, jab ki me inhe janta hu, ye socialist hai, kayi functions me ye bataur chif gauest jati hai, kayi jagah ye MLA ji ke sath me bhi dikhi hai, matlab log inhe MLA jitna samman dete hai, in sab ki wajah se akhbaro me bhi inke bare me likha jata hai, matlab aisa nahi hai ki log iss naam se anjan hai.
Suryadev : Wo sab to ye time pass ke liye karti hai, aur har jagah isse isliye bulaya jata hai ki wo meri bivi hai. Wo ye sab nahi kar shakti.
Shiv : Aapne inse shadi kyu ki thi?(Mere sawal se Suryadevji thode chaunk gaye, Pawansir bhi aur Sneha bhi, Manisha apane pati ko dekh rahi thi, wo jan na chahti thi ki usaka pati kya jawab deta hai)
Suryadev : Ye kya sawal hai Shiv? Aur jo abhi bate chal rahi hai, usme iska kya lena dena?
Shiv : Aap jawab dene se hichkicha rahe hai to me hi aapki madad karta hu taki aapko jawab dene me sahuliyat ho. Aapne inse shadi ki us waqt aapne inke alawa bhi kayi ladkio ko dekha hoga, har kisi me kuchh na kuchh khubiya hogi, aap jis sthan par hai, wo ladkia bhi koi samanya to hogi nahi, fir bhi aapne un sab me Manisha madam ko select kia, natlab aapne unme, un sab ladkio se khuchh khas hi dekha hoga, to ab aap kaise keh shakte hai ki wo ye nahi kar shakti, unme ye sab karne ki kabeliyat nahi hai, aur waise bhi unhe ye nahi karna hai, hum sab ko milkar karna hai, wo akeli nahi hai, hum sab unke sath hai, to fir wo ye lyu nahi kar shakti?
Suryadev : (Manisha ki aur dekhte hue)Ye to tumne sach kaha Shiv, sabme best thi tabhi wo aaj meri bivi hai, hum aksar ye bhul jate hai, jo itne samay se hamare sath rehti hai wo hume aam dikhne lagti hai, jab ki sab me best hone ki wajah se hi use chuna gaya tha. Agar ye karna chahe to muje koi etraj nahi hai.
Manisha : (Thoda ghabhrate hue)Ek dum se meri aur maat dekho, (Meri aur dekhte hue, halke jithe gusse se)Muje kyu fansa rahe ho?
Shiv : Me kaha fansa raha hu, mene to wahi kaha jo muje laga.
Manisha : (apane pati ki aur tant marte hue)Itne varso me inhe jo nahi laga wo tumhe lag gaya.
Shiv : (Muskurate hue)Madam, mene aapko functions me dekha hai, aap jis jagah birajman thi wo khas atithi ki jagah hoti hai, aur koi khas aise hi nahi ban jata, aur aap politics achchhe se kar shakti hai, kisi ko fasana to aapke baye hath ka khel hai. (Wo meri aur ghur kar dekhne lagi)
Suryadev : Ye kya keh rahe ho Shiv, isne kisi ko fasaya? Kehna kya chahte ho?
Shiv : Mera matlab hai ki wo bolne me aur baatchit me itni kabil hai ki kisi ko bhi apni bato se impress kar ke apana kaam nikal shakti hai, ye perfect hai in sab ke liye.
Manisha : Muje kuchh nahi pata, meri kuchh samaj me nahi aa raha.
Shiv : Humne kab kaha ki kal election hai aur aapko apana naam dena hai, muje jo laga wo mene keh diya, aage sab soch samaj kar aapko hi nakki karna hai, aap sochiye, aur ab kisi bhi function me jaye to us tarha se sochiyega, aur khud ko parakhiye ki kya aap ye kar shakti hai?
Pawansir : Muje to Shiv ki baat sahi lag rahi hai, me bhi inse kayi bar functions me mila hu, ye jis tarha se bhasan deti hai, wo lajawab hai, jab ye stage se sabko bhasan de shakti hai to ye kuchh bhi kar shakti hai, muje to Shiv ki baat sahi lag rahi hai, aap ye kar shakti hai.
Manisha : (Meri aur halki narajgi se dekhte hue)Thik hai, me sochungi.
Hamari charcha kafi lambi chali thi, wo sab nikal gaye, muje stadium bhi jana tha, muje Bhargavi madam ko i-pill dene bhi jana tha, me waha se nikala aur dawai li aur madam ko phone kia. Wo police station me thi.
Shiv : Aap pplice staion me?
Bhargavi : Aur kaha houngi?
Shiv : Aapki tabiyat thik nahi thi na.
Bhargavi : (Phone par bhi sharma gayi, waise wo cabin me akeli thi to dikkat nahi thi, uski awaj dhimi ho gayi)Me thik hu. (Uske chehre par sharmili muskan thi)
Shiv : (Muje bhi hichkichahat ho rahi thi, pata nahi achanak jaise hum dono ka rista hi badal gaya tha) Wo i-pil....
Bhargavi : Sham ko le lungi, 72 ghanto me le shakti hu.
Shiv : Thik hai madam, me stadim se lautne ke baad aata hu.
Bhargavi : Suno.
Shiv : Ha boliye.
Bhargavi : Khana mere sath hi khana.
Shiv : Kal to khaya tha.
Bhargavi : To kya hua, aaj fir nahi kha shakte?
Shiv : Thik hai.
Bhargavi : Jaldi aana.
Shiv : Thik hai.
Humara vartalap ajib tha, ek hi din me kitni chije badal gayi thi. Mene apane dimag ko jatka aur Juhi ke ghar chala gaya, wo mere sath aise ho gayi thi ki jaise hum barso se ek dusare ke sath ho, wo bina jijhak muje kis kar deti thi, wo sachme pyari thi, muje samaj nahi aa raha tha ki is ladki ko kaise samjau. Waise bhi humare bich sab samanya tha ko koi dikkat nahi thi. Hum dono ne pashine bahaye aur me use chhod kar ghar chala gaya.
Shiv : Didi, me kha kar aunga.(Mene Latadidi ko kaha)
Saritadidi : Ye tera kya natak hai, jab dekho tab kahi na kahi jana hota hai.
Latadidi : Kyu dant rahi hai use, kaam hoga.
Saritadidi : Me iske sare kaam samajti hu, jab dekho tab koi na koi bulati rehti hai, ladki ka hi nauta hai na, bol, bol na chup kyu hai?
Shiv : Wo didi, Bhargavi madam ne kaha tha.
Saritadidi : Kal to kha kar aaya, ab kya roj roj wo tuje khilayegi?
Shiv : Ab isme me kya kahu, unhone kaha to me kya kehta?
Latadidi : Ye kya bol rahi hai tu, tune dekha nahi, aab kitne bade bade log yaha aane lage hai, hamare anathalay ko kitne logo ka support hai, ye sab aise hi ho gaya kya, wo sab iski badaulat hai, iske sambandh hai tabhi to log khud yaha chal kar aate hai. Tu ja Shiv. (Me waha se nikal gaya)(Sarita se)Kyu usko itne sawal kar rahi thi?
Sarita : Aur nahi to kya, har jagah apana pyar lutata fir raha hai, hum kya kaam hai.
Lata : Ye kya bol rahi hai tu, wo Bhargavi madam ke waha ja raha hai.
Sarita : Tuje kya lagta hai, wo aurat nahi hai.
Lata : Kya, kuchh bhi sochti rehti hai, unhone hamari kitni madad ki hai.
Sarita : Achchha, pehle kaha thi wo, Shiv se milne ke baad hi unka pyar achanak anathalay ke liye badh gaya. Me bholi nahi hu, teri tarha.
Lata : Aisa kuchh nahi hai, tu jyada dimag maat chala, aur kaam me dhyan de.
Waha Bhargavi aaj jaldi ghar aa gayi thi, usne khana khud banaya, aur naha kar taiyar ho gayi thi, aur sofe par bethi tv chalu kiye, Shiv ka intejar kar rahi thi. Tv chalu tha par uska dhyan bar bar ghadi par ja raha tha, aur bahar se aati har ek ahat par uska dil dhadak jata tha. Wo bechaine se Shiv ka intejar kar rahi thi. Aaj jab Shiv ka phone aaya tha tab wo itna sharma gayi thi, ek to wo garbhnirodhak goli dene aa raha tha, aur wo bhi police station me, wo sharma ke pani pani ho rahi thi, use yaad aa raha tha ki usne kaise baat ki thi Shiv se, usne kaha tha “Jaldi aana”, Kya jarurat thi use jaldi bulane ki? Ek to abhi bhi uski chut me halka halka dard ho raha tha, aaj wo chhuti hi lena chahti thi par kaam aisa tha ki jana pada, jab bhi usko dard hota use Shiv ki yaad aa jati thi. Ghar aane ke baad saj dhaj kar wo aise shiv ka intejar kar rahi thi jaise uska premi uska pati aanewala ho. Aisa kya badal gaya tha? Kya aaj bhi kal ki tarha hi hoga, kya wo dono sex karenge? Usko dard ho raha hai, uska kya? Wo kaise baat karegi? Sab soch kar hi wo sharm se pani pani ho rahi thi. Use bahot sharm aa rahi thi, kitna kuchh badal gaya tha, wo nayi naveli dulhan ki tarha sharma rahi thi, ek taraf to wo chahti thi ki wohi sab ho, par wo pehal bhi nahi kar shakti thi, kya Shiv aaj fir se uske sath wo sab karega? Kaise karega? Kya keh kar use razi karega? Wo to pura behsarm hai, kaise baat kar raha tha, uska koi bharosa nahi, wo to sidhe sidhe hi keh shakta hai ki muje aapke sath sex karna hai, ya fir kahega bhi nahi aur pakad ke shuru ho jayega.
Pata nahi Bhargavi kya utpatang soch rahi thi, kabhi muskura rahi thi to kabhi sharma rahi thi, tabhi use bike ki awaj aayi, uska dil joro se dhadakne laga, wo daudte hue gayi aur darwaja khola.