• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

Sushil@10

Active Member
502
450
63
Update 207

Shiv chala gaya tha, Samim usko jata hua dekh rahi thi, jab wo chala gaya to usne darwaja band kiya aur apani aaami ko aawaj di

Samim : Amiiiiii, bhokh lagi hai, kaha ho aap? (Uski awaj par bhi uski ammi ne koi jawab na diya to usko ascharya hua,wo apani aami ko dhundhte hue unke room me gayi to uski ammi apane aapko sahi kar rahi thi aur khadi ho rahi thi, wo apani aammi ko dekh kar thoda chaunk gayi) Kya hua ammi?

Zoya : K kuchh nahi. (apane aapko sambhalte hue)

Samim : Aap ro rahi thi?

Zoya : Nahi to.

Samim : Kyu juth bol rahi ho ammi, kya hua?

Zoya : Kuchh nahi hua, bas tabiyat thodi kharab hai.

Samim : (Unke mathe par hath rakhte hue)Bukhar to nahi hai.

Zoya : Tu chhod wo sab, ja kha le, khana bana hua hi hai.

Samim : Aap nahi khayegi?

Zoya : Nahi, tu kha le?

Samim : (Uski ammi us se najare chura rahi thi jo ki ajeeb baat thi)Kya hua ammii, kuchh hua hai kya?

Zoya : Kuchh nahi hua hai, tu kha le.

Samim : Aap nahi khaogi to me bhi nahi khaungi.

Zoya : Kyu zid kar rahi hai, ab tu chhoti bachchi nahi hai.

Samim : wo muje pata hai, isliye samaj rahi hu ki aap ko koi paresani hai.

Zoya : (Samim ko dekhne lagi, uski ankho me fir aasu chalak aaye, Samim fauran apani aammi ke gale lag gayi)

Samim : Kya hua aammi, aap kyu ro rahi ho?

Zoya : (Bharaye gale se)Muje muaff kar de, me achchhi ammi nahi hu.

Samim : Ye kya keh rahi ho aap, aap duniya ki best ammi ho.

Zoya : Nahi me aachchhi nahi hu.

Samim : (Usko kuchh ajeeb laga, wo dar bhi gayi ki kahi uski ammi ne uski aur Shiv ki baat sun to nahi li) Nahi ammi, aap best ho, aap roiye maat. Aap best ho aur hamesa rahogi. (Dono samaj rahi thi ki kis bare me baat ho rahi hai par dono hi us baat ko apane muh se nahi keh sakti thi, dono ke bich ek maryada thi)Ammi please, aap roiye maat, chaliye khana khate hai, muje bahot bhukh lagi hai.

Zoya : To kha le na, mera maan nahi hai.

Samim : Nahi ammi, me aapke sath hi khaungi.

Zoya : Kyu jid kar rahi hai.

Samim : Aap jo bhi samjo, me apani ammi ke bagair nahi khaungi, matlab nahi khaungi. (Kehte hue usne apni ammi ke gaal par chummi le li)

Zoya : (wo apani beti ka pyar mehsus kar rahi thi, wo janti thi ki uski beti ko uske bare me sab pata hai fir bhi wo us se pyar jata rahi thi, aur ye uske liye bahot badi rahat thi, usne bhi apani beti ka matha chuma aur kaha)Tu sach me badi ho gayi hai meri bachchi.

Samim : (Muskurate hue)Hai na, par wo buddhu muje chhoti hi kehta hai.

Zoya : (wo janti thi ki wo kiske bare me baat kar rahi hai)Wo samaj dar hai, wo janta hai isiliye keh raha hai.

Samim : (ruthne ka natak karte hue)Aap hamesa uski hi side leti ho, aap meri aamii ho ki uski? (Usne muh fulate hue kaha)

Zoya : Ab jyada nautanki maat kar, chal sath me khate hai.

Samim : (apani maa ki aankho me dekhte hue)ammi aap sabse best ho, aur me ye dil se keh rahi hu, aap apane maan me koi gila sikava maat rakhiye. (Kehte hue wo unke gale lag gayi, dono maa beti pyar se ek dusare se gale lagi, dono apani apani maryada me thi, par dono samaj rahi thi, fir dono sath me khane beth gayi, dono ne us bare me koi bhi baat nahi ki)

Me Kamalnathji ke office pahuch gaya, jab me ander gaya to wo aur Jhanvi hi bethe hue the.

Shiv : Namaste sir.

Kamalnath : (Usne Shiv ko dekha aur fir Jhanvi ko to jhanvi ne najare jhuka li, wo samaj gaya ki jhanvi ne hi usko bulaya hai)Namaste, aao. (Me ander gaya aur wahi khada raha, Kamalnath ne muje dekha aur halke se muskuraye aur bole)Betho. (Me beth gaya) Kaho.

Shiv : Sir muje Jhanvi madam ke liye baat karni thi.

Kamalnath : (Wo janta tha par fir bhi bola)Bolo.

Shiv : Sir, muje pata hai me aapke samne bahot chhota hu, par fir bhi me kahunga, aap jante hi hai ki Pawansir ek project chalu kar rahe hai, hume Jhanvi ji ki jarurat hai, agar aap ijajat de to.

Kamalnath : Tumhe kyu lagta hai ki muje ijajat deni chahiye, waise bhi wo mera project tha, jo tumne hathiya liya hai.

Shiv : Sir, chhota muh badi baat hogi, aap barso se is business me hai, aapne bhi kayi project kiye honge, aur wo project kayi log hasil karna chahte honge, to kya aapne wo hathiya liye the, nahi, jiska bhi project ho unhe aap sahi lage honge tabhi to wo project aapko mile the, is baar shayad Pawansir wo deserv karte the, aur aage ho sakta hai ki unhe na mil kar aapko bhi kayi project milenge, ye bussiness hai, ye sab chalta rehta hai.

Kamalnath : Bate to badi badi karna sikh gaye ho. Par meri beti ye kaam nahi karegi.

Shiv : (Mene ek baar Jhanviji ko dekha)Jaisa aap chahoge waisa hi hoga, par ek baar apani beti se bhi puchhlijiyega, me janta hu ki aap unke pita hai aur unke achchhe bure se aap parichit hai, wo ek kabil ladki hai, par kal ko wo jab bhi market me jayengi to log yahi kahenge ki unhone jo bhi kaam kiye hai wo apane papa ki firm me kiye hai, unki kabiliyat ke dum par nahi. Ye unke liye bhi ek bada mauka hoga apane aapko sabit karne ka, ye project unke career ka ek milestone ho sakta hai, fir jaisi aage aapki marji. Ye kaam nahi karengi to koi aur karega, ye to aap bhi jante hai, kisi ki wajah se koi kaam nahi rukta, na meri wajah se , na Jhanviji ki wajah se aur na hi aapki wajah se, kaam to chalta hi rehta hai,ye hame tay karna hai ki aayi hui opportunity ko kaise use karna hai. Ha agar aap chahe to hum kaam karne ki condition par bhi jarur charcha kar sakte hai, aapko agar me chhota lagta hu to Pawansir bhi aapse baat kar sakte hai, aap bade hai, tajurbekar hai, jaisa aap nirnay lenge hume wo manjur hoga, thank you ki aapne meri baat suni. Me chalta hu, have good day sir. Have a good day madam. (Me waha se bahar chala gaya, me mayus tha ki unhone Jhanvi ji ko mana kar diya, agar wo hamare sath kaam karti to hume bhi bahot fayeda hota, par kya karsakte hai.)

Me ghar pahuch gaya, kaam to mere waha bhi chal raha tha, aaj pawan sir bhi aaye the dekhne, mene unhe bhi kaha ki meri Kamalnathji se kya baat hui thi, unhone kaha ki dekhte hai, unke bhi kayi contacts the to wo unhe kaam denge. Sham ko me Beenamadam ke ghar chala gaya, waha se Juhi ko le kar stadium chala gaya.

Raat ko khane ke baad mene padhayi ki, padhne ke baad sone se pehle me bathroom gaya, jab bahar nikala to Vina ko aate hue dekha, shayad wo bhi bathroom hi aa rahi thi, muje dekh kar wo muskurayi.

Shiv : Ho gayi padhayi?

Vina : Hmmm.

Shiv : Ranjan?

Vina : Wo so gayi.

Shiv : Achchha thik hai, good night. (Kehte hue me jane laga to usne mera hath pakad liya, mene usko dekha to wo muje hi dekh rahi thi)Kya hua? (Usne naa me gardan hilayi, par uske havbhav kuchh aur hi keh rahe the, me samaj raha tha, mene aas pass dekha to aur koi bhi nahi tha, me usko le kar fir bathroom me ghus gaya, diwal se laga kar usko dekhne laga to wo mujse lipag gayi, mene bhi usko gale se lagaya aur uski pith par hath ghumaya, fir uski ankho me dekhte hue bola)Kya hua, kuchh chahiye? (Usne naa me gardan hilayi, me jhuka aur uske hotho ko chumne laga, wo bhi muje chumne lagi, thodi der baad mene usko chhoda aur uski ankho me dekha)Me janta hu tum kya chahti ho, par agar in sab me rahogi to padhayi me dhyan nahi rahe ga.

Vina : Mere liye itna hi bahot hai Shiv, me sab samajti hu, bas tumse is tarha se milne ka maan hua tha, aur kuchh nahi.

Shiv : Me janta hu tum samaj dar ho, aur aisa bhi nahi hai ki tumhe dekh kar mera maan nahi hua, tum mehsus kar rahi ho na? (Mera khada lund usko chub raha hoga iska muje ehsas tha, wo bhi sharma gayi)Fir bhi me apane aapko control kar raha hu, me bhi samajta hu ki ye jawani behkati hai, par hume sayam rakhna chahiye, samaj rahi ho na meri baat.

Vina : Mene kaha na ki muje bas itna hi chahiye tha, jab jyada jarurat hogi to me khud maang lungi, aur muje pata hai ki tum muje mana nahi karoge. (Usne bahot pyar se kaha)

Shiv : (Uske gaal par kiss kar ke)Kabhi mana nahi karunga. (wo bhi muskurayi)Thik hai me chalta hu, tumhe bhi lagi hogi. (Mene mazak kiya, wo bhi muskurayi)

Vina : (Sharmate hue boli)Tumhe wo aawaj pasand hai na, (Me usko dekhne laga)Me janti hu tum sunte the. (Usne sharmate hue kaha) Ruk jao thodi der agar chaho to dekh bhi sakte ho(Usne najare jhukate hue sharma kar kaha).

Shiv : Pagal, agar me ruk gaya na to fir sab ho jayega, itna bhi control nahi hai mujme. (Uske mathe ko chum kar)Good night.

Vina : Good night. (Shiv bahar chala gaya, usne apani chaddi niche ki aur mutne beth gai, wo Shiv ke bare me hi soch rahi thi, usko bhi achchha laga ki Shiv uska khayal karta hai, jab wo bahar aayi to Shiv nahi tha waha, wo muskurayi aur apane kamare me chali gayi)

Subah uth kar me apane rootin me lag gaya. Daudna kitna jaruri tha mere liye ab me ye achchhi tarha samajta tha, to usme koi bhi dhil nahi dena chahta tha. Waha se aane ke baad me school ke liye nikal gaya. Waise bhi me school akele hi pahucha tha, badi recess me Harsh aur Mahesh kisi ladki ke pichhe janewale the to me nahi gaya aur Vaiswi aur Samim ka intejar karne laga, par Vaiswi akele hi bahar aayi, wo mere pass aayi.

Shiv : (Darwaje ki aur dekhte hue) Samim?

Vaiswi : Wo kuchh kaam kar rahi hai to nahi aa rahi.

Shiv : Aisa kya kaam kar rahi hai?

Vaiswi : Uska thoda likhna baki reh gaya hai to wo wahi likh rahi hai.

Shiv : Oh!

Vaiswi : Kyu uske bagair nahi aaoge? (Usne apane tikhe nain muj par dalte hue kaha.

Shiv : (Muskurate hue)Chalo.

Vaiswi : Pehle muje bathroom jana hai. (Usne samanyatah hi kaha)

Shiv : To ja aao.

Vaiswi : Tum bhi chalo.(wo chalne lagi to me bhi uske sath chalne laga, kitni asani se wo muje ye sab bhi bata rahi thi, waise bhi hum dono ke bich bahot kuchh ho chuka tha to muje bhi koi ascharya nahi hua. Hum bathroom ke najdik pahuch gaye to wo boli)Agar tumhe bhi jana hai to ja aao, fir waha pichhe mera wait karna. (Usne jis disha me issara kiya tha me uske irrade samaj gaya)

Shiv : Waha jana thik nahi hai, koi bhi aa sakta hai. (Mene usko chetaya)

Vaiswi : Mene kaha na, waha wait karna. (Keh kar wo chali gayi, me bhi jaldi se fresh hua aur pichhe chala gaya, thodi hi der me Vaiswi waha aa gayi, usne ek baar muje dekha, uski ankho me sharm thi par wo thoda aage chali gayi, me bhi uske pichhe pichhe chala gaya, wo diwal ka sahara le kar khadi ho gayi, me uske pass gaya)

Shiv : Yaha kyu bulaya?

Vaiswi : Khana bana na hai. (Usne muh tedha karte hue kaha, muje hasi aa gayi).

Shiv : Pagal. (wo mere gale lag gayi, aur muje kas ke pakad liya, mene bhi uski pith ko sehlaya, pata nahi par uske aise gale lagte hi mere lund ne akadna suru kar diya, ek minute hum waise hi rahe)Ye khatarnak hai.

Vaiswi : Muje pata hai, par me kya karu, kab milu tumse?

Shiv : Me samajta hu, par ye jagah thik nahi hai, agar kisi ne dekh liye to dikkat ho jayegi.

Vaiswi : Tum kuchh nahi samajte, tumhe pata bhi hai ki meri kya halat hai. (Usne muje kaste hue kaha)

Shiv : (Me samaj raha tha, par fir bhi mene kaha)Kyu aisa kya ho gaya?

Vaiswi : Dekha, nahi samajte na kuchh.

Shiv : Me sab samjta hu.

Vaiswi : Kuchh nahi samajte tum, tumhe pata bhi hai me kitni bechain rehti hu, har pal tumhara hi khayal rehta hai, har waqt tumhe hi yaad karti hu me. (Mene uska shir upar kiya, wo sachme bechain thi, uske hoth kanp rahe the, me jhuka aur uske hotho ko chusne laga, wo aur mujse chipakne lagi aur meri pith par apane nakhun gadhane lagi, mere bhi hath uske gundaj kulho par chale gaye, aur mene uske kulho ko sehlaya, usne kiss todi aur mere gale lag gayi)Shhhhhh,I love you Shiv. Please love me.

Shiv : Ye waqt aur jagah sahi nahi hai Vaisu. (Me bhi madhosh honelaga tha par mene kkud ko control kiya)

Vaiswi : Me janti hu, tumhi batao me kya karu?

Shiv : Thoda sabar karo. (Mene usko thoda dhila chhod diya, wo muje dekhne lagi)Abhi yaha se chalo, me tumhari badnami nahi dekh paunga. (wo fir se mere gale lag gayi)

Vaiswi : I lvoe you my love.

Shiv : Love you too. Ab chalo yaha se.

Vaiswi : Pehle tum jao, sab thik ho to muje isssara karna. (Mene waise hi kiya, jab me ander gaya to do ladkiya khadi thi, unhone muje dekha, me muskuraya to wo bhi muskurayi aur fir bathroom me chali gayi, mene turant Vaiswi ko issara kiya to wo aa gayi aur jaldi jaldi se ander ki aur chali gayi, me bhi ass pass dekhte hue ander chala gaya.

Ek ladki : (Dono ander se jhank rahi thi)Dekha, mene kaha tha na ki in dono ka kuchh chal raha hai.

Dusari ladki : Ha, kitni lucky hai na Vaiswi. Kass wo mera boyfriend hota.

Pehli ladki : Agar itni chi chut me chul hai to issara kar le, aa jayega wo, waise bhi ladke hamesa taiyar hi rehte hai.

Dusari ladki : Hat gandi, aise thodi na, agar wo mera boyfriend bane tab baat bane.

Pehli : Wo to hone se raha, Vaiswi aur Samim dono kitni khubsurat hai, wo kyu tumhe dekhega. Aur waise bhi tu uska le nahi payegi, agar wo itna lamba hai to uska lund bhi kitna lamba hoga, tere jaisi to le kar hi mar jayegi.

Dusari : Tu kitni gandi ho gayi hai,kaisi kaisi baat karti hai, lagta hai tere boyfriend ko sab de chuki hai tu.

Pehli : Aur kya, waise bhi uska chautha number hai(Kehte hue wo muskurayi)

Undono ki aisi bate chal rahi thi, me aur waisi wapas garden me aa gaye, thodi hi der me bell baj gayi to hum dono wapas class me chale gaye. Me apani jagah par beth gaya, wo dono us ladki ki baat kar rahe the jiske pichhe wo gaye the, meri najar Vaiswi par thi, wo aur Samim kuchh gus puss kar rahe the, aur muskura rahe the, muje laga ki wo koi aur baat kar rahe honge, kyu ki wo dono mere bare me to baat kar nahi sakte, Samim bhi mere bare me kya sochti hai wo muje pata tha, to dono ek dusare ko to ye nahi batayenge ki unka aur mera kya sambandh hai. Teacher bhi aa gaye aur fir padhna suru ho gaya. School chhutne ke baad hum mile, Samim mere pichhe beth gayi aur hum bhi nikal gaye, Vaiswi ne bhi pyari si smile di muje. Samim kuchh jyada hi chipak rahi thi.

Shiv : Thik se betho, raste par hai hum.

Samim : Kya roj roj tokte rehte ho, muje pata hai. (Fir wo thodi der ruki) Muje ghar hi chhodne aana.

Shiv : Kyu?

Samim :Is bahane thodi der mere sath....

Shiv : Pagal hai tu, kisi din aunty ne dekh liya na to pata chalega.

Samim : (Wo maan me muskurayi, aur maan me hi boli)Tumhe kya pata, unhe to already pata chal gaya hai, bhale muje confirm nahi hai par lagta to aisa hi hai, aur unhone muje kuchh kaha bhi nahi, kya kahegi wo khud bhi to....sochte hue wo muskurane lagi)

Shiv : Ab muskura kyu rahi ho?

Samim : Meri marji, ab muskurau bhi tumhe puchh kar? (Usne Shiv ke pet par apane nakhun gadhaye aur hasne lagi, me kuchh nahi bola)Chal raha hai na?

Shiv : (Waise bhi me nahi ja sakta tha)Nahi Samim, aaj nahi,aaj muje thoda kaam hai, tuje pata hai na mere waha bhi kaam chal raha hai.

Samim : Thik hai, kal aana.

Shiv : Tu bhi na bahot besharm ho gayi hai.

Samim : Kyu tuje achchhi nahi lagti? (Uska ghar aa gaya to mene bike rok di, wo utar gayi)Jawab nahi diya?

Shiv : Bahot achchi lagti hai, bas.

Samim : (Muskurate hue)To fir aayega na?

Shiv : Tu ja abhi, muje jana hai. (Kehte hue me waha se nikal gaya, samim bhi muskurati hui apane ghar ki aur nikal gayi)

Me ghar pahuch gaya aur khana khaya, fir mere waha ka kaam dekhne laga, niche ka base taiyar ho chuka tha aur pillar bharne ke liye dhanche banaye ja rahe the, to ladkia nahi aayi thi, sirf kuchh ladke hi the. Tabhi muje Jhanvi ka phone aaya.

Shiv : Hello?

Jhanvi : (Mayus awaj me)Kaha ho?

Shiv : Ghar par hi hu, kya hua?

Jhanvi : Me site par hu, aa sakte ho?

Shiv : (Unki mayus aawaj sun kar mene puchha)Aise kyu baat kar rahi ho, kuchh hua hai?

Jhanvi : Tum aao, fir baat karte hai.

Shiv : thik hai, aata hu. (Meri samaj me nahi aa raha tha, par wo mayus lag rahi thi, shayad unke papa nahi mane the to uski wajah se wo mayus thi, mene ander batadiya aur waha se bike le kar nikal gaya, site par pahucha to waha Jhanvi ki gadi padi hui thi, me sidhe office me gaya wo kurshi par bethi hui thi,jaise hi muj par najar padi wo khadi hui aur uchhalti hui mere gale lag gayi, meri samaj me nahi aa raha tha to me waise hi khada raha, ha bas unke kandhe ko pakad kar unhe halka sa agosh me liya par wo kas ke mere gale lag gayi thi) (Gale lagne ke baad Jhanvi ko ehsas hua ki usne kya kar diya hai to wo thodi dur hui, par Shiv se najare bachane lagi)(Meri to kuchh samaj me nahi aa raha tha to mene puchha)Kya hua?

Jhanvi : Wo papa maan gaye.

Shiv : (Ye sun kar sachme muje bhi bahot achchha laga to mene unhe gale laga liya)(Jhanvi ab sharma rahi thi, usko Shiv ke sath aise achchha bhi lag raha tha, par abhi bhi uske dimag se wo baat nikali nahi thi ki wo kisi aur ke sath bhi hai)(Mene unhe chhoda aur puchha)wo to mana kar rahe the, fir kaise unhone ha kar di?

Jhanvi : Batati hu (Kehte hue wo kurshi par beth gayi, me bhi samne beth gaya)Tumhare jane ke baad meri aur papa ki kafi der bahesh hui, tumne jo jo kaha tha us se muje bhi apane liye bolne me madad mili thi, us time to wo fir bhi nahi mane the, par me udas ho gayi thi, jab bhi wo mujse baat karne aate, mera bas ek hi sawal hota ki kyu nahi? Itni bahesh ke baad akhir kar wo maan gaye, unhone kal raat hi ha kardi thi par me tumhe mil kar hi batana chahti thi. (Uske chehre par khusi sama nahi rahi thi)

Shiv : Par aapki awaj se to lag raha tha ki aap udas ho?(Uske chehre par ek natkhat smile aa gayi)Oh! To aap natak kar rahi thi. (Uski smile aur gehri ho gayi)

Jhanvi : Me jan na chahti thi ki tumhe bhi khusi hai ya nahi hai, aur ye bhi ki agar me na aa pau to tumhe bhi dukh hai ki nahi?

Shiv : (Muskurate hue)To kya jana aapane?

Jhanvi : Muje jo jan na tha wo pata chal gaya. (Kehte hue wo niche dekh kar muskurane lagi)

Shiv : Chalo achchha hai, aapko jo jan na tha wo aapko pata chal gaya aur muje jo chahiye tha wo muje bhi mil gaya. (Mene muskurate hue kaha)

Jhanvi : Tumhe kya chahiye tha? (Usne muskurate hue kaha)

Shiv : Aap. (Mere aisa kehne par wo halki si sharma gayi, mene apana waqya spast kiya)Mera matlab hai ki aap ka kaam me sath. Ab aap vilayat se padh kar aayi hai to hum bhi to uska fayeda le. (Mene muskura kar kaha)

Jhanvi : (Wo sab samaj rahi thi ki Shiv kya keh raha hai, par fir bhi usne wo bhi apane mutabit hi liya ki usko me chahiye, wo maan hi maan muskurane lagi)

Shiv : Chaliye, achchha hai, ab aap jud hi gayi hai to chaliye us site par bhi chalte hai, aur Pawansir bhi wahi hai, unse bhi baat ho jayegi. (Jhanvi ko aur waqt bitana tha par wo kaise kehti, usne khud hi mana kar diya tha to ab wo bhi aage nahi badh sakti thi)

Jhanvi : Thik hai.

Hum dono waha se nikal gaye, unhone car nahi li aur khud hi mere pichhe beth gayi, me site par le aaya, waha kaam chal raha tha, kuchh machine gaddhe khod rahi thi, mene dur bike park ki aur chalte hue hum dono waha pahuch gaye jaha Pawansir khade the.

Pawansir : (Hum dono ko dekh kar)Aao Jhanvi, aaj is taraf? (Wo janta tha ki Kamalnath ne mana kar diya tha)

Shiv : Ye ab hamare sath kaam karegi?

Pawansir : Kya? Sach me! (Jhanvi ne muskura kar ha kaha) Most welcome, par Kamalnathji to mana kar rahe the?

Jhanvi : Wo maan gaye hai, aap ek baar unse mil lena.

Pawansir : Jarur mil lunga. Chalo achchha hai. Me tumhe is site ke bare me bata deta hu. (Kehte hue wo muje aur unhe sab samjane lage, kafi der tak unki baat chali, me aur Jhanvi sab sun rahe the, kafi kuchh muje pata bhi tha, par me shanti se sun raha tha, unhone baat khatam ki).

Jhanvi : Badhiya project hai, kaam karne me maza aayega.

Pawansir : thats good, agar aapko apane kaam me maza aaye to kaam bhi achchhe se hota hai, hum to jyada mile nahi par Shiv sahi tha, tum sach me kabil ho. (Jhanvi ne pyar se Shiv ki aur dekha) Par ek baat hai ki ye yaha jyada time nahi de payega, tum to janti hi hogi. (Jhanvi ne haa kaha) Aao chai pite hai, oh sorry, tum to coffee piti ho na? (Jhanvi fir muskurayi) (Hum sab ek tent ke niche aake beth gaye, jo ki temporary banaya gaya tha. Humne coffee pi aur thodi aur baate hui, wo bethe the to me jo kaam chal raha tha waha dekhne chala gaya, ab Pawansir aur Jhanvi dono hi the, Jhanvi ki najar Shiv ki aur thi, achanak uske muh se nikala)

Jhanvi : EK baat puchhu Pawanji?

Pawansir : (Muskurate hue)Me janta hu tum kya puchhna chahti ho? (Jhanvi sawaliya najaro se Pawan ko dekhne lagi) Tum yahi jan na chahti ho na ki mene ise apana partner kyu banaya? (Jhanvi thodi jhep bhi gayi, par usne haa me garden hilayi)

Pawansir : Uski wajah hai, par pehle mere sawalo ka jawab do, agar tum koi project suru kar rahi hoti to kya tum isko apane sath rakhna pasand karti? (Jhanvi thodi sharma si gayi, aur halka sa muskurayi bhi) Wo hai hi aisa, imandar hai, kaam bhi jaldi sikh jata hai, us par bharosa kar sakte hai, aur is project ka mere hath me hone ki wajah bhi wo hi hai, wo muje apane chhote bhai jaisa lagta hai. (Jhanvi fir muskurayi) To tumhe apane saawal ka jawab mil gaya? (Jhanvi ne haa me gardan hilayi)

Jhanvi : Ji Sir.

Uske baad hum waha se nikal aaye, mene Jhanvi ko unki site par chhoda, unhone apani car li aur ghar ki aur nikal gayi, me apane ghar ki aur nikal gaya. Sham ko me apani practise ke liye nikal gaya. Sham ko me police station gaya, par Bhargavi madam nahi thi waha, mene puchha to pata chala ki wo ghar par hai to me ghar par chala gaya, Mene bell bajayi to unhone hi darwaja khola.

Bhargavi : Shiiiiiiv. (Unki awaj me khusi aur ascharya dono the)What a plesant surprise!

Shiv : Hai na. (Me bhi muskurate hue ander aa gaya) Kaisi ho aap?

Bhargavi : Achchi hu, tum kaise ho?

Shiv : Dekh lijiye. (Unhone darwaja band kar diya tha to mene apani bahe failate hue kaha, wo bhi muskurati hui meri baho me aa gayi, mene unhe kas ke pakad liya, unke gale par kiss karte hue)Muje yaad kar rahi thi.

Bhargavi : Ha bhi aur naa bhi. (Mene unko thoda dur kiya aur unki ankho me dekhte hue kaha)

Shiv : Me samja nahi.

Bhargavi : Yaad to karti hu, par aaj kal bahot busy bhi hu. (Wo night dress me hi thi, matlab lehnga aur dhila shirt)

Shiv : Aisa kya karti ho?

Bhargavi : Police station ka to kaam rehta hi hai, sath me ek exam ki bhi taiyari kar rahi hu.

Shiv : Ab kaisi exam?

Bhargavi : Tarakki ke liye.

Shiv : (Table par padi kitab ko dekhte hue)Oh to mene aapko disturb kar diya.

Bhargavi : Of course not darling, you are always welcome in my house. (Kehte hue wo mere gale lag gayi) Par tum aaj kaise rasta bhul gaye?

Shiv : Aapse baat bhi nahi hui thi to mene socha ki mil hi lu.

Bhargavi : Agar aisa hai to me bilkul phone nahi karungi, issi bahane tum aaoge to sahi. (Fir wo mujse alag hui aur boli)Betho me pani lati hu.

Shiv : (Unhe apane sath bithate hue)Uski jarurat nahi hai, bas mere sath rahiye.

Bhargavi : (Muskruate hue )Bahot romantik ho rahe ho, kya baat hai?

Aise hi unke sath ek ghanta bitane ke baad me ghar chala gaya. Raat ko padhayi ki aur so gaya. Do din aise hi bit gaye, tisare din jab me school se laut raha tha to Pawansir ka phone aaya.

Shiv : Ha Sir boliye?

Pawansir : Kaha ho?

Shiv : Ghar ja raha hu. Kya baat hai?

Pawansir : Do pahar ko site par aa rahe ho na, thoda kaam hai.

Shiv : Ji Sir. (Unhone phone rakh diya, mene khana wana khaya aur fir site par chala gaya, Jhanvi bhi wahi thi) Hello sir, Hello madam. (Jhanvi bas muskurayi)

Pawansir : Kya tumhare pass sunday time hai?

Shiv :Kis baat ke liye?

Pawansir : Waise to me janewala tha, par meri Vashisthji se baat ho gayi hai, paper ready hai, unki sign lene jana hai.

Shiv : Me chala jaunga sir.

Pawansir : Kais jaoge?

Shiv : Bus se chala jaunga.

Pawansir : Thik hai. (Wo waha se chale gaye)

Jhanvi : Me bhi chalu? (Jhanvi ne mujse puchha)

Shiv : Aap kham kha paresan hogi, sirf sing hi to karwana hai.

Jhanvi : Muje koi paresani nahi hai, lagta hai tumhe paresani hai mere sath aane me. (Unhone narajgi se kaha).

Shiv : Are par bus me aap ko paresani hogi.

Jhanvi : Bus se kyu, car se jayenge.

Shiv : Wo aapki car hai, company ke kaam ke liye aapki car ka use karna thik nahi hai.

Jhanvi : To tumhari bike se chalenge.

Shiv : Wo dur hai, do teen ghante ka safar hai.

Jhanvi : To kya hua, lagta hai tum hi muje le jana nahi chahte. (Usne muh tedha karte hue kaha)

Shiv : Muje kya dikkat hogi, par aap paresan ho jayegi.

Jhanvi : Koi paresani nahi hogi, aur isi bahane supplier se bhi mulakat ho jayegi, ya fir tum meri unse pehchan nahi karwana chahte, mujse secret rakhna chahte ho?

Shiv : Aap bhi na, (Me muskuraya)Is me secret kya hai?

Jhanvi : Muje kya pata, tumhe lagta ho ki me unse mil kar kabhi apane liye deal na kar lu.

Shiv : Aisa kuchh bhi nahi hai, agar aap aana chahti hai to aa jana. Thik hai?, par apane papa se puchh lena.

Jhanvi : Me har kaam kya unse puchh puchh kar karungi, me khud apane decision le sakti hu.

Shiv : Thik hai baba, chalna aap. (Mene hath jod kar kaha to wo muskurayi)

Sham ko jab exercise kar ke ghar pahucha tab muje Kavya ji ka phone aaya, unse baat kar ke me unse milne chala gaya.
Lovely update
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Alok

Well-Known Member
11,242
27,802
258
बेहद खुबसूरत अपडेट भाई।।।

आपकी कहानी पढ़कर दिल खुश हो जाता हैं।।।
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top