• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

Ek anjaan humsafar

Active Member
1,685
2,421
143
Bella Thorne Wait GIF by NETFLIX
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
40,893
103,944
304

Lover ❤️

Pussy lover
22
8
3
Update 209

Subah uth kar me bathroom me gaya, jab wapas aaya to Vina aur Ranjan usi aur aa rahi thi, mene dono se baat ki, Vina dusare bathroom me chali gayi, Ranjan muje khinchte hue dusare bathroom me le gayi.

Shiv : Kya kar rahi ho? (Mene fusfusate hue kaha.

Ranjan : Pyar. (Kehte hue mere hotho ko chusne lagi to mene bhi uske hoth chus liye, aur uske nanhe kulho ko masal diya.)Shhhhhh jalim, ahista se masal na, dard hota hai. (Wo muskurate hue boli)

Shiv : Me tuje laya tha ki tu layi muje.

Ranjan : Kyu? Tera maan nahi hai?

Shiv : Mene kaha mana kiya, isiliye to masal diye.

Ranjan : Karna hai? (Muskurate hue wo boli)

Shiv : Abhi nahi, muje jana hai.

Ranjan : Raat ko?

Shiv : Dekhta hu.

Ranjan : Hamare room me hi aa jana, agar maan kare to. (Usne madakta se kaha)

Shiv : Padhayi me dhyan de.

Ranjan : wo to de hi rahi hu, par tuj par bhi to dhyan dena jaruri hai na. (Usne muskurate hue kaha)

Shiv : Dekhta hu. (Kehte hue mene uska matha chuma aur bahar aa gaya, kapade pehan kar kasarat ke liye chala gaya. Uske baad school chala gaya, aaj Samim nahi aayi thi, Harsh aur Mahesh bhi apane me lage hue the to me aur Vaiswi hi bethe the, wo mand mand muskura rahi thi) Kya hua, aise kyu muskura rahi ho?

Vaiswi : Kuchh nahi, baas aise hi.

Shiv : Muje pata hai tere dimag me kya chal raha hai. (Mene muskura ke kaha)

Vaiswi : Agar pata hai to fir kehta kyu nahi?

Shiv : Kya kahu?

Vaiswi : Kyu tu nahi keh sakta ki chal, pichhe chalte hai. (Usne sharmate hue kaha)

Shiv : Tuje pata hai na ki waha kitna risk hai, agar pakade gaye na to bawal ho jayega.

Vaiswi : Janti hu, par is dil ko kais samjau.

Shiv : Sambhal kar rakh, kahi rusawa na kar de tuje. (Mene muskurate hue kaha)

Vaiswi : Sambhal ke hi rakkha tha, kisi ko aaspass fatakne tak nahi diya, pata nahi tu kaha se ander ghus gaya. (Kehte hue wo muskurayi)

Shiv : To nikal de bahar. Mere jaise ladke ko waha rakh ke kya fayeda.

Vaiswi : Fayeda- nukasan, sochana band kar diya hai mene, muje khud yakin nahi hota ki me ye sab kar rahi hu, par hakikat hai ki ye ho raha hai.

Shiv : Us din Samim jan buj ke nahi aayi thi na recess me?

Vaiswi : Me us bare me baat nahi karna chahti, me sirf tumhare aur mere bare me hi baat karna chahti hu.

Shiv : Par tum chaho ki na chaho, ye baat matter karti hai.

Vaiswi : Karti hogi, muje us bare me nahi sochna hai.

Shiv : Kyu?

Vaiswi : Pata nahi, par jab bhi sochti hu to aisa lagta hai ki jo hoga dekha jayega, aage ka soch kar abhi jo milraha hai us se kyu muh mod lu.

Shiv : Aisa kya mil raha hai tumhe?

Vaiswi : Tum nahi samjoge, mene aisa kabhi mehsus nahi kiya tha Shiv, me kabhi soch bhi nahi sakti thi ki me kisi ko itna mahetva de sakti hu, par tum ho wo sakhs jisko me sabse jyada mehatva deti hu, pata nahi kyu par ab me tumhe nahi kho sakti. (wo bahot siddat se bol rahi thi, mene uske hath par hath rakh diya, usne pyar se meri aur dekha aur muskurayi.)

Shiv : Chal, pichhe chalte hai. (Mene usko bahot pyar se kaha)

Vaiswi : (Apani ghadi dekhte hue)Ab time nahi hai, kab se bol rahi thi to aaye nahi aur ab jab recess khatam honewali hai tab keh rahe ho. (Usne pyarwala gussa dikha kar kaha)

Shiv : tumne kab kaha?

Vaiswi : Agar mera chehra padh sakte to pata chal jata.

Shiv : chehra padhne me sayad abhi kamjor hu. (Mene muskura ke kaha)

Vaiswi : Juthe kahi ke, sab samajte ho, par jan buj ke tarsate ho.

Shiv : Me samaj nahi pa raha hu ki kya karu, is liye apane kadam pichhe khinch leta hu.

Vaiswi : Sab tumhare hath me nahi hai Shiv, na sab mere hath me hai, jo hoga dekh lenge. (Tabhi recess khatm hone ki bel baj gayi, hum dono khade hue aur class ki aur chal diye)

Chhut te samay Harsh aur Mahesh the to wo jyada ruki nahi aur sabko bye bol kar chali gayi, me akele hi ghar ki aur nikal gaya, raste me samim ki gali aayi to socha ki ek baar mil lu, par fir socha ki baad me aata hu, ye soch kar ghar chala gaya. Ghar par kaam chal raha tha, par koi ladkia nahi thi, lohe ki rod ka kaam chal raha tha to kuchh ladke hi the, mene unse baat ki aur ander chala gaya. Khana khane ke baad mene Pawansir ko phone kia to unhone bataya ki abhi site par khudayi hi chal rahi hai, to jane ki jarirat nahi hai. Me sidhe Samim ke ghar nikal gaya, darwaja aunty ne khola, muje dekh kar wo thoda jijhak gayi, par fir muskurate hue muje aane ko kaha. Mene Samim ka hal chal puchha to unhone bataya ki abhi behtar hai par kamjori hai to wo apane bistar par hi soyi hui hai. Muje upar jane ko kaha to Samim so rahi thi, me uske pass beth gaya to usne ankhe khol di. Muje dekh kar wo muskurayi.

Samim : Tum kab aaye?

Shiv : Abhi abhi aaya hu. Kaisi ho tum?

Samim : (Fika sa muskurate hue)Achchi hu.

Shiv : Achanak kya ho gaya tumhe?

Samim : Doctor ne kaha ki viral hai, do char din me thik ho jayega. (Tabhi aunty hath me tray le kar aayi, mene dekha to usme khana tha aur pani bhi tha, khana dekh kar Samim boli)Muje nahi khana hai ammi.

Zoya : Khayegi nahi to thik kaise hogi, jab dekho tab mana karti rehti hai, dawai bhi khani hai, bina khaye dawai nahi kha sakte, kha le thoda. (Unhone halke se daanta)

Shiv : Laiye, me khila deta hu, dekhta hu kaise nahi khati hai. (Mene dish lete hue kaha, Samim muje ghur ke dekhne lagi, jaise naraj ho, me muskuraya aur usko khilane ki sochne laga par wo leti hui thi to mene dish wapas rakhi aur usko uthane laga, bed ke sahare takiye laga kar usko bitha diya, fir se dish le kar ek niwala banaya aur uski aur badha diya, usne fir meri aur narajgiwala chehra kiya par fir muh khol diya, mene niwala uske muh me rakh diya aur wo khane lagi, Zoya ye sab muskurate hue dekh rahi thi, Samim na na karti rahi par mene usko kafi khila diya)

Samim : Ab nahi khaya jayega. (Usne bebasi se kaha, to mene dish rakh di, aur usko pani pilaya)

Zoya : thoda hi dena, abhi dawai bhi khani hai, tu hi khila de warna fir ye natak karne lagegi.)

Shiv : Ek munute (Mene apane jutha hath dikhate hue kaha aur niche chala gaya aur hath do kar wapas aa gaya)Laiye. (Mene dawai li aur usko khilane laga to wo fir muh idhar udhar karne lagi)

Samim : (Meri aur bebasi se dekhte hue)Kadavi hai.

Shiv : To kya hua, kha legi to jaldi achchhi ho jayegi, ab natak maat kar aur kha le. (Usne apana muh bigada, par goli kha li)

Zoya : Tu hi aa jana isko khilane, warna pata nahi kitna natak karwati hai ye. (Zoya ne muskurate hue kaha, me bhi muskuraya par Samim ne narajgi se apani ammi ko dekha)

Samim : Kha to leti hu, kyu juth bol rahi ho?

Zoya : Pata hai pata hai, kaise khati hai, kitni minnate karni padti hai tab ja ke ek do niwale khati hai.

Samim : Par achchha nahi lagta to me kya karu.

Zoya : Tum dono bate karo me jati hu. (Kehte hue wo sab le kar waha se chali gayi.

Samim : (Muskurate hue Shiv ko dekhne lagi aur boli)Muje pata hota ki me bimar houngi aur tum mera itna khayal rakkhoge to me pehle hi bimar ho jati. (Wo muskurate hue boli)

Shiv : Mar khayegi jo aisa bola to. (Mene uska hath jo bistar par tha us par apana hath rakhte hue kaha) Tu waise hi achchhi lagti hai, uchhalti kudti. (wo fika sa muskurayi)

Samim : Aur, school me sab kaisa raha?

Shiv : Sab achha hai, sab tuje yaad kar rahe the.

Samim : Tune kiya? (Usne muskurate hue puchha)

Shiv : Kiya tabhi to tumse milne chala aaya. (Hum dono aise hi kuchh der baate karne lage, thodi der baad aunty juce le kar aayi, mene Samim ka hath chhod diya, wo aayi aur muje dene lagi)Iski kya jarurat thi, me kha kar hi aaya hu.

Samim : Ab tu kyu natak kar raha hai, ek juice se kya fark pad jayega? (Usne jaise muje daata to mene juce le liya, aunty uske sirhane beth gayi aur uska shir sehlane lagi, wo najdik hi bethi thi to mera pair unke pair se touch ho gaya, achanak hua tha to mene pair khinch liya, par ek bar hamari najare takara gayi, mene dhyan hataya aur juice pine laga, Samim ubasiya lene lagi thi, shayad dawai ka aasar tha, mene juice khatam kar liya tha, mene glass side me rakh diya aur kaha) Tu soja, me chalta hu.

Samim : Ruk na thodi der.

Shiv : Par tuje neend aa rahi hai.

Samim : To kya hua, beth na thodi der, me so jau tab chale jana.

Shiv : (Mene aunty ki aur dekha par wo meri aur nahi dekh rahi thi)Thik hai. (Aunty uska shir sehlane lagi, mene aunty se hi puchha) Doctor ne kya kaha hai?

Zoya : Kuchh nahi, viral hi hai, do teen din me thik ho jayegi.

Shiv : Nazia didi kab aa rahi hai?

Zoya : Pata nahi, abhi aisa kuchh tay nahi hua hai, kal hi phone aya tha, tere bare me bhi puchh rahi thi. (Mera dhyan gaya ki jab me aaya tha aur ab me kuchh fark hai, jab me aaya tha to aunty thodi astwyast thi, par abhi sab thik tha, shayad unhone apane baal bana kar thik kye hai aur chehra bhi do diya hai)(Ye sach bhi tha, Shiv aaya tha Zoya kaam kar rahi thi to waisi ho gayi thi par fir usne apane aapko sahi kar liya tha, mene ek najar Samim ki aur dali to wo ankhe band kar chuki thi, mene aunty ki aur dekha to hamari najare mili, mene aunty ko upar se niche tak dekha, fir unki ankkho me dekha to wo sharmane lagi aur apani najare niche kar li)(Zoya, Shiv ki ankho me aaye badlav ko pehchan chuki thi, uska dil dhadakne laga tha, wo apane aapko samjati thi ki ab wo aisa kuchh bhi nahi karegi, par uska dil nahi maan raha tha, usne aapane aapko normal rakhne ki bahot koshis ki par wo asahaj hoti chali gayi)(Unke chehre par aaye badlaw me samaj raha tha, hum dono chup the, par jaise fir bhi baat ho rahi thi, mene aunty ke sharir par najar dali, unke bhare hue stan aur bhare hue nitamb, kapado se bhi apana astitva bayan kar rahe the, mene bhi apane aap ko rokna chaha par dil maan nahi raha tha, pata nahi kya akarshan tha unme, unke pair jamin par the, mere bhi pair pass me hi the, to mera dil machalne laga, par mene apane aap ko roka ki aisa kuchh nahi karna hai, par thodi der ki kasmakas ke baad mene apane pair ko thodaaage badhaya aur unke pair ki unglio ko touch karwa diya, unhone ek pal muje dekha aur apani najare jhuka li, wo aisa dikha rahi thi jaise unhe kuchh pata hi nahi hai, sirf unglio ko chhune se hi mere lund me akadan aani suru ho gayi, me unke pairo ki unglio ko apane pairo se chhu raha tha, wo kuchh nahi bol rahi thi, na apana pair pichhe khinch rahi thi, mene pair ko thoda aage kiya aur unke pair ko sehlane laga.) (Zoya sab samaj rahi thi, ek aur to usko sharm aa rahi thi, jabse usko pata chala tha ki uski beti ko uske bare me pata chal gaya hai wo apane aapko taiyar kar rahi thi ki wo aisa kuchh bhi nahi karegi, par uska dil machalne laga tha, wo waise hi bethi rahi, wo waha se uth kar ja bhi sakti thi par na jane kyu wo nahi uthi, Shiv uske pair ko sehla raha tha, uska pura dhyan uski harkato par hi tha, uske sharir ke roye bhi khade ho gaye the, usne ek baar fir Shiv ko dekha, dono ki ankhe apas me takrayi, dono ek dusare ko dekh rahe the)(Mene Samim ko dekha to wo so chuki thi, mene apana hath badhaya aur aunti ke ghutne par rakh diya jo mere najdik hi tha, wo naa me issara karne lagi aur Samim ki aur dekhne lagi, par mene hath nahi hataya, Samim so chuki thi)(Zoya ka dil kar raha tha ki jo hota hai wo ho jane de, par dusari aur uska maan mana bhi kar raha tha, Shiv ka hath uski jhangho ki aur badh raha tha to usne Shiv ke hath ko pakadliya aur naa me issara karne lagi, par uska chehra saaf bayan kar raha tha ki bhale wo mana kar rahi hai par wo puri siddat se chahti hai ki ye na ruke, wo bethi hui thi , Shiv ke hath uski jhango par aa gaye the aur wo usko sehla raha tha, uska bhi dil machalne laga tha, par wo khud ko rok rahi thi)(Waise bhi me khud par hairan tha ki me aaisi harkat kyu kar raha hu, par kahi na kahi wo muje achhi lagti thi, wo ek mature lady thi, aur unke ang bhi dusaro ki tulna me kafi bhare hue the, upar se Samim bhi hamare bare me janti thi, aur usko is se ko etraj bhi nahi tha, to meri himmat aur badh rahi thi, mene hath unki jhangho se hote hue aage ki aur badhne lage, wo jhango ke bich tak pahuchne lage the, wo naa me issara kar rahi thi, par jaise unki naa muje aur bhadka rahi thi, mera hath unki bhari jhangho ko sehla raha tha, last time unhone hi muje nimatran diya tha ki me aau, isliye me bhi bindas tha. Samim waha thi to jyada kuchh nahi kar sakte the to mene jhangh ko dabate hue aunty ko bahar chalne ke liye sirf issara kiya, unhone naa me gardan hilayi)(Zoya ka dil to bahot kar raha tha par pata nahi kaise wo apane aapko rok rahi thi) (mene fir unhe bahar chalne ka issara kiya, par wo fir naa keh rahi thi, muje bhi thoda gussa aane laga to mene socha ki ab yaha se chalna hi thik rahega, mene hath hata liya aur unhe narajgi se dekha aur Samim ko dekh kar kaha)

Shiv : Samim (Par wo kuchh nahi boli kyu ki wo neend me thi, mene aunty ko dekha, aur jaise samim ko keh raha hu waise hi bola)Me ja raha hu Samim, fir milte hai. (Usne to koi jawab nahi diya, mene aunty ko dekha to wo bebasi se muje dekh rahi thi, mene dhire se unko kaha)Me chalta hu. (Wo kuchh nahi boli bas muje dekh rahi thi, me waha se bahar ki aur jane laga, darwaje par aa kar ruka, mene unhe fir dekha to wo bebasi se muje dekh rahi thi, unke chehre se saaf pata chal raha tha ki wo kya chahti hai par fir bhi wo mana kar rahi thi, to me waha se niche chala gaya aur bahar nikal gaya, mene bike li aur wapas ghar ki aur nikal gaya, waha kaam abhi bhi chalu hi tha, me thodi der waha ruka par dhup bahot lag rahi thi to me ander chala gaya, pata nahi wo log kaise itni dhup me bhi kaam kar lete hai) Ander sab soye hue the, me bhi apane kamare me chala gaya aur let gaya aur abhi jo kuchh bhi hua tha uske bare me sochne laga, me samajne ki koshis karne laga ki akhir unhone hi to muje kaha tha fir kyu mana kar rahi thi. Fir mene socha ki unki marzi hai, me thodi der so gaya. Sham ko Juhi ka phone aaya to jaag gaya.

Shiv : Hello.

Juhi : Kaha reh gaye?

Shiv : (Mene ghadi dekhi)Sorry, me bas panch minute me aaya. (Me fata fat taiyar hua aur Lata ko bol kar nikal gaya, Jab me waha pahucha to wo muje daatne lagi, Beena madam has rahi thi)Aap kyu har rahi ho? (Mene narajgi se kaha)

Beena : (Muskurate hue)Ab kya muskura bhi nahi sakti.

Fir me aur Juhi stadium chale gaye. Waha hum dono ne kasarat ki aur fir wapas ghar ki aur nikal gaye, me raste me hi tha ki mere mobile par call aaya, mene dekha to Samim ke ghar se tha, mene phone uthaya.

Shiv : Hello.

Zoya : Hello, me bol rahi hu. (Mene aunty ki awaj pehchan li)

Shiv : Ha kahiye. (Mene thodi jarajgi se kaha)

Zoya : Kya tum abhi ghar aa sakte ho?

Shiv : Kya hua?

Zoya : Wo iske abbu abhi nahi aa sakte, aur Samim ko doctor ke pass le jana hai.

Shiv : (chinta se)Kyu kya hua?

Zoya : Nahi, bas routin checkup ke liye hi jana hai, doctor ne do din ki dawai di thi to aaj dikhana tha.

Shiv : Oh! Thik hai me aata hu.

Juhi : Kon tha? (Mene usko sab bata diya) Oh! Ok.(Mene Juhi ko ghar chhoda aur me sidhe Samim ke ghar chala gaya, aunty ne darwaja khola, Samim niche sofe par hi bethi thi, me ander gaya aur Samim se uska hal puchha, usne fiki hasi ke sath kaha ki thik hai)

Zoya : Yaha nazdik me hi hai clinic, wo tumhe rasta dikha degi. (Mene ek baar unko dekha fir najare samim ki aur kar li)

Shiv : Thik hai. Par ye bike par beth sakegi?

Samim : Ha, beth jaungi. (Wo khadi hui, aunty ne usko sahara diya, hum sab bahar aye,mene bike sidhi kar li aur beth gaya, aunty ne Samim ko sahara de kar bitha diya, ye dekh kar bajuwali aunty waha aa gayi)

Aunty : Kya hua Zoya?

Zoya : Nahi kuchh nahi, wo bas dawakhane ja rahehai, iske abbu abhi nahi aa sakte to ye le ja raha hai.

Aunty : Oh! (Samim ko dekh kar)Beth logi na beti. (Samim ne ha me issara kiya, me bike le kar nikal gaya, Clinick najdik mehi tha to mene bike waja roki aur thoda pichhe ghoom kar samim ko sahara diya aur usko mere pass me khada kiya, fir me utar gaya aur usko sahar dete hue ander le gaya. Kafi log the waha, waise bhi ye viral ka seassion tha to kafi log bimar the, humne thodi der wait kiya, jab hamara number aaya to me usko ander le gaya, doctor ne usko chedk kia aur usko kuchh sawal puchhe, usne peshab ke colour ke bare me bhi puchha to Samim sarma gayi, jawab diya aur meri aur tirchhi najaro se dekha. Uske baad doctor ne dawayi di)

Shiv : Kaisa lag raha hai sir?

Doctor : Sab thik hai, do teen roz me thik ho jayegi, do din ki dawai de raha hu, fir ek baar muje dikha dena.

Shiv : Thik hai Sir. (Me aur wo bahar nikale, bahar ek aadmi ne hume dawai di aur kab lena hai wo samja diya, mene dawai apani jeb me rakh di, hum bahar aaye, mene Samim ko sahara diya hua tha, me bike par beth gaya aur usko sahara diya to wo khud hi beth gayi, hum wapas ghar ki aur nikal gaye, usne meri pith par apana shir tika diya)Kya hua?

Samim : Kuchh nahi, bas thakan ho rahi hai.

Shiv : Muje pakad lo, kahi gir na jao.

Samim : (Muskurate hue)Roz pakadti hu to chhodne ko kehte ho, aur aaj khud hi pakadne ko keh rahe ho.

Shiv : Ab jyada nautanki maat kar, wo alag baat hai aur ye alag baat hai. (Samim ne uski kamar me hath dal diya to Shiv ne uske hath ko ek hath se pakad liya, wo uske liye paresan ho raha hai ye dekh kar Samim ko bahot achha lag raha tha, wo dono ghar pahuch gaye, aunty bahar hi khadi thi, jaise hi mene bike roki unhone Samim ko sahara diya aur niche utar diya. Hum ander gaye, wo sofe par let gayi, mene dawai aunty ko de di, aur unhe sab samja diya. Me sofe par beth gaya, aunty hum dono ke liye pani le aayi, mene pani pi liya.)Ye upar kaise jayegi?

Aunty : Me sahara de kar le jaungi. (Me kehna chahta tha ki me utha kar pahucha du par kaha nahi)

Shiv : Thik hai, me chalta hu.

Samim : Kya chalta hu, muje upar le jao, me nahi sidhiya chadhnewali. (Mene aunty ki aur dekha to samin me bhi apani ammi ko dekha) Bahot thakan ho rahi hai ammi. (Usne mayus chehra banate hue kaha)

Aunty : Thik hia, ja upar le ja isko. (Zoya bhi samaj rahi thi ki wo itni bhi kamjor nahi hai ki chal na sake, par wo kuchh nahi boli)(Mene Samim ko god me uthaya aur usko le kar upar jane laga, Zoya dawai le kar ander chali gayi, wo in dono ke bichh nahi aana chahti thi, Samim ne dekha ki uski ammi ander chali gayi to usne Shiv ke gale me bahe daal di aur muskurane lagi, me bhi muskuraya, mene usko bistar par letaya to usne mere gale se bahe nahi hatayia ur kas me muje apani aur khinch liya)

Shiv : Kya kar rahi ho?

Samim : Pyar.

Shiv : Abhi to itni kamjor dikh rahi thi aur abhi dekho. (Mene muskurate hue kaha)

Samim : Wo tum sab mera itna khayal rakh rahe ho to me kya karu, agar achchhe se rahungi to mera khayal rakkhoge?

Shiv : Pagal, chhod, aunty aa jayegi.

Samim : Ek kis to de pehle.

Shiv : Pagal hai kya, chhod, aunty ne dekh liya na to teri samat aa jayegi.

Samim : Pehle kiss kar warna nahi chhodungi. (Me janta tha ki wo nahi manegi to mene halke se uske hotho par kiss kar diya, wo sharma gayi aur muje chhod diya)

Shiv : chal me ab chalta hu.

Samim : Beth na thodi der. (Me usko mana nahi kar paya aur waha thodi der beth gaya, uncle bhi aa gaye )

Uncle : Kya bate ho rahi hai? (Ander aate hue wo muskuraye)

Shiv : (Khade hote hue)Kuchh nahi.

Uncle : Are betho betho tum (Samim ka chehra sehla kar)Kaise hai meri beti?

Samim : Achchi hu aabu. (Thodi narajgi se )Aap kyu nahi aaye, apko pata hai na ki doctor ke pass jana tha.

Uncle : Thoda kaam aa gaya tha, zoya ne bataya ki Shiv le gaya tha tumhe. (Meri aur dekh kar)sorry beta tumhe taklif di.

Shiv : Isme taklif ki kya baat hai, waise bhi iski bakbak ke bina hum bor ho rahe hai to hum bhi chahte hai ki ye jaldi thik ho jaye. (Me aur uncle hasne lage to Samim ne apana muh fula liya)

Samim : Me bak bak karti hu?

Shiv : (Hum muskuraye)Achchha me chalta hu uncle.

Uncle : Thik hai, bye.

Shiv : Bye samim.

Samim : Bye. (Me niche aa gaya, aunty samne hi mil gayi, wo mujse dekhne lagi, me kuchh nahi bola aur waha se nikal gaya)(Zoya usko jata hua dekh rahi thi, uska dil kasmakash me tha, kya kare samaj nahi aa raha tha)

Mene ghar pahuchkar khana khya, aur padhne beth gaya, kaam khatam karne ke baad Lata mere kamare me aayi, aur bistar lagane lagi, mene unhe dekha to wo muskurayi, mene kitab band ki to unhone muje danta.

Lata : Agar meri wajah se padhayi roki to me chali jaungi. (Mene fir kitab khol li aur padhne laga, wo bistar par let gayi thi, me padh raha tha, aadhe paune ghante baad mene kitab band ki aur bistar par aa gaya, mene dekha to wo so chuki thi, kaam kar ke wo bhi thak jati hogi, me unki bagal me let gaya, aur unko dekhne laga, wo bina chunni ke soyi thi, unke ubhar upar niche ho rahe the, maan kar raha tha ki unke hotho ko chum lu, par wo jaag na jaye is liye mene kuchh nahi kiya aur ankhe band kar ke sone laga, kab neend aa gayi pata hi nahi tha. Subah apane time par uth gaya me, wo soyi hui thi to me bina aawaj kiye waha se nikal gaya, fresh hua aur waha se kasarat karne chala gaya. Jab me lauta to sab kaam kar rahe the, Gayatrididi, Vina aur Ranjan chale gaye the, me bhi taiyar hua aur school ke liye nikal gaya.

Badi recess hui to Mahesh ne muje kaha ki unke sath chalu, par mene mana kar diya.

Harsh : Chal na be, maza aayega, hamari do ladkio se dosti ho gayi hai, tuje bhi milwate hai.

Shiv : Unko bhi garden me le aa, sath me bethenge.

Mahesh : Baat abhi itni aage nahi badhi, wo nahi aayengi.

Shiv : (Haste hue)Baat hui bhi hai ki nahi?

Harsh : Baat nahi hui hai, bas issare hue hai, wo hame dekh kar muskurati hai.

Shiv : To jao baat karo unse.

Harsh : Tu chal na, thodi himmat aayegi.

Shiv : Abe har jagah muje le jayega kya, ja mard ban aur baat kar, me nahi aanewala.

Mahesh : Tu chal Harsh, ye kaha hamara dost hai. (Keh ke wo dono jane laga, me has raha tha, wo dono chale gaye, me bhi bahar nikala to thodi duri par Vaiswi khadi thi, me uske pass gaya)

Vaiswi : Tumhare dost nahi aaye?

Shiv : Nahi unko kuchh kaam hai.

Vaiswi : Aisa kya kaam hai jo roz nahi aa rahe?

Shiv : Hai unka kuchh personal, chalo hum chalte hai.

Vaiswi : (Halka sa sarmate hue)Pehle muje fresh hona hai.

Shiv : To chalo. (Hum dono bathroom ki aur chale gaye, wo unke bathroom me gayi aur me hamare, waha se aane ke baad mene dekha ki wo khadi thi, me uske pass gaya, usne meri aur dekha aur pichhe bane us gate ko dekha, me uska issara samaj raha tha)Abhi nahi, chalo yaha se. (Usko khinchte hue me le jane laga to apana muh bigadne lagi, hum dono wapas aage aa gaye aur ek jagah beth gaye, wo meri aur dekh nahi rahi thi, me muskuraya)Abhi itna time nahi hota yaar, samja kar na.

Vaiswi : Me sab samajti hu, me hi tuje pasand nahi hu, is liye muje ignor kar rahe ho.

Shiv : Kya pagalo jaisi baat kar rahi ho, aisa kuchh bhi nahi hai, kya layi ho naste me?

Vaiswi : (Apana dibba khol ke mere samne dete hue)Lo khud hi dekh lo. (wo naraj thi, mene baat badali)

Shiv : Samim se milne gayi thi?

Vaiswi : Nahi, sirf phone par baat hui thi. (Fir meri aur ghur kar)Us se milne ja sakteho, jab me kahu tabhi bahane hote hai tumhare pass. (wo fir apana muh tedha kar ke boli)

Shiv : Kya yaar tum bhi, wo bimar hai to chala gaya tha.

Vaiswi : to kya me bhi bimar ho jau?

Shiv : Ab ruthna chhodo aur nasta karo, kaha ki baat kaha le ja rahi ho tum.

Vaiswi : Muje nahi khana, tum hi khao.

Shiv : Agar tumhe nahi khana to me bhi nahi khata hu, chalo chalte hai (Kehte hue me dibba band karne laga to usne mera hath rok diya aur ander se nasta le kar khane lagi aur meri aur gusse se dekhne lagi)Tum bhi ajeeb ho yaar. (Kehte hue mene bhi nasta liya aur khane laga, hum dono ka ye chalta raha, recess bhi khatam ho gayi aur hum school se chhut bhi gaye, me ghar jate jate samim ko milta hua gaya, wo thodi thik thi, fir me waha se nikal gaya, aunty se koi baat nahi hui, mene bhi khana khaya, mene mobile dekha to Pawansir ka msg tha to mene unhe call lagaya)

Pawansir : Ha, aa gaye school se?

Shiv : Ji sir, kahiye.

Pawansir : Jyada kuchh nahi tha, bas Suryadevji ka phone aaya tha, wo kaam ki jankari maang rahe the, waise phone par baat ho gayi hai, bas thode kagjat untak pahuchane hai to ghar se le kar pahucha doge?

Shiv : Isme puchhne ki kya baat hai sir, me de aata hu.

Pawansir : Achchha thik hai, me sneha ko bol deta hu, tum chale jana.

Shiv : Thik hai sir, abhi jata hu.

Me unke ghar chala gaya, ek nukarani ne darwaja khola, me ander chala gaya, waha Sneha madam bethi hui thi. Mene unse hello kaha, unhone naukarani ko pani lane ko kaha. Me us naukarani ko dekhne laga to Sneha madam ne kaha.

Sneha : Pawan ne kaha ki aaram karo, jyada kaam maat karo, to ye naukarni rakh li hai. (Me bas muskuraya, wo pani le aayi, mene piya, wo glass le kar chali gayi)

Shiv : sir ne file ke liye kaha tha.

Sneha : Ha ander hai, deti hu, (kitchen ki disha me dekh kar, Dhire se)Tum bhi chalo. (Mene bhi kitchen ki aur dekha aur hum dono unke bedroom ki aur chale gaye, ander jate hi wo mere gale lag gayi, mene bhi unhe apani baho me bhar liya)Tumhe yaad nahi aati meri?

Shiv : Isme koi kehne ki baat hai.

Sneha : To fir aate kyu nahi?

Shiv : Aata to hu.

Sneha : Wo to jab pawan bulate hai tab aate ho, aise hi kabhi aaye kya?

Shiv : Kyu, aapko kya kaam hai? (Mene muskurate hue kaha)

Sneha : Kaam hai tabhi aaoge kya? (Unhone ruth te hue kaha)

Shiv : Aisa nahi hai.

Sneha : To fir? Kya meri yaad nahi aati?

Shiv : Bahot aati hai. (Kehte hue mene unke hotho ko chum liya)Par abhi thodi duri jaruri hai.

Sneha : Aisa kuchh nahi hai, mene doctor ko bhi puchh liya hai, unhone kaha hai ki kar sakte hai. (Wo sharmate hue boli)

Shiv : Thik hai, me aaunga?

Sneha : Kab aaoge?

Shiv : Aap bata dena? (Tabhi bahar se ahat hui to hum dono alag ho gaye, unhone file muje de di, hum dono bahar aa gaye, wo naukarani kaam kar rahi thi, mene Sneha madam ko bye kaha aur waha se nikal gaya, uske baad me Suryadev ji ki ghar gaya, unhe file di aur thodi der baate ki aur waha se bhi nikal gaya, sham ko stadium chala gaya, laut te waqt me Bhargavi se bhi mil aaya aur fir ghar chala gaya)

Raat ko aur kuchh nahi hua, me so gaya. Subah fir se wahi hua, school me bhi kuchh khas nahi hua, me sidhe ghar chala gaya, khana kha ke me khada hi hua tha ki Zoya aunty ka phone aaya, mene uthaya to Samim thi.

Samim : Kaha ho tum, aaye kyu nahi?

Shiv : wo me ghar aa gya tha.

Samim : (Narajgi se)Lo ammi ko deti hu.

Shiv :Hello, helloooo.

Zoya : Hello(Bahot narmi se)

Shiv : Kya hua?

Zoya : Usne phone muje de diya, kha bhi nahi rahi hai, tum aaye kyu nahi?

Shiv : Thik hai me aata hu. (Mene phone rakh diya)

Zoya : (Samim ko dekhte hue)Aa raha hai, kyu paresan karti rehti hai use?

Samim : Wo hamari baat hai.

Kuchh sochne lagi wo, Zoya ka dil dhadakne laga.
Naziya ka bhi kuch hall khabar de do
 
  • Like
Reactions: Abhishek Kumar98
Top