• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

ayush01111

Active Member
795
904
93
aapko jo lag raha hai sahi hi lag raha hoga aur ho sakta hai vahi mujhe bhi lage , toh juli shiv ki bahen hai , aur shiv ko kam se kam beena ko itna toh Bata hai Dena cahi ye ki ush ke bhi family jinda hai per vo selfish ho rahi hai ,toh fir shiv aur juli ka love chapter khatam bdhiya hai ,
Mera ek sawal hai agar àns..ho to datao ki sive lata se shaadi kare ga ya nahi??Bae ye ek khwaish hai meri 🙃🙃
Juli nahi juhi juhi uski behen nahi hai juhi uski behen ki nanand hai and ye chalta hai .
 

ayush01111

Active Member
795
904
93
You mean swarna ki nanad right?toh fir lata ka kya hoga
Lata shiv ke liye sab kuch hai Lata uske liye maa hai jo uski takleef me dekh roo padti hai Lata shiv ki bhen hai jo duniya se lad Jay apne bhai ke liye Lata usko pehli premika hai jisne use Prem ki paribhasha se awgat karaya Lata shiv ki duniya ko ang hai jab vo alag hoga tab shiv ka roop ye nahi hoga jo abhi hai Lata ke karan hi shiv hai
 

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,270
8,994
188
Update 215

Yaha bina bataye Karuna aa gayi thi.

Jhanvi : Tum is waqt kya kar rahi ho yaha?

Karuna : Kyu nahi aa shakti kya? (Karuna ne smile dete hue kaha, waha Jhanvi ke mummy papa bhi bethe hue the)Namaste uncle, Namaste aunty, dekha uncle, ab ye kaam me itna busy ho gayi hai ki dosto ke liye time hi nahi hai, aur me samne se milne aayi to muje suna rahi hai.

Jhanvi : Mera matlab hai ki iss waqt to tu free hoti nahi hai.

Karuna : Ab me to tumhari tarha kaam karti nahi hu, me to free hi hoti hu na, me bore ho rahi thi to milne aa gayi, par tera chehra dekh kar to lagta hai ki tuje mera aana pasand nahi aaya.

Jhanvi : Aisi koi baat nahi hai, aa beth.

Karuna : Tere room me bethte hai.

Jhanvi : (Wo nahi jana chahti thi, par mana bhi nahi kar sakti thi)Thik hai. (Dono Jhanvi ke room me aa gaye)Ab bata, tu kaise is waqt free ho gayi, tuje to kahi aur hona chahiye tha.

Karuna : Wo bahar gaya hai, tu bhi mili nahi thi to socha tujse hi mil leti hu. Aur bata kya chal raha hai, kaha busy rehti hai aajkal?

Jhanvi : Tuje bataya to tha ki me ek site par kaam kar rahi hu, aur papa ki site bhi hai, bas wahi busy rehti hu.

Karuna : Abhi se itna kaam karne lagegi to jawani chali jayegi, ye umar to maze karne ke liye hai, aur waise bhi hume kaam karne ki kya jarurat hai, ek achchha ladka dhundh lo, wo kaam karta rahega aur hum aish karenge. (Kehte hue wo bistar par let gayi)

Jhanvi : tu nahi badalnewali. (Wo muskurate hue boli aur bed par beth gayi)

Karuna : Badal kar fayeda bhi kya hai. Chhod wo sab, mera hero kya kar raha hai aajkal?

Jhanvi : (Wo samaj gayi ki wo kiske bare me baat kar rahi hai)Abhi to tune bataya ki tera hero bahar gaya hai. (Usne bhi msukurate hue kaha)

Karuna : Mazak maat kar (apana muh chadate hue)Tuje pata hai me kis ki baat kar rahi hu.

Jhanvi : Muje kaise pata hoga, tere to bahot sare hero honge.

Karuna : (Apana muh chadate hue, narajgi se dekhte hue wo side ke bal hui aur apane baye hath par apana shir tikate hue wo boli)Kya me tuje aisi lagti hu, tuje pata hai ki Dhruv ke alawa mene kisi ke sath relation nahi rakkhe.

Jhanvi : to fir iss hero ke pichhe kyu padi hai?

Karuna : Uski baat hi alag hai yaar, (Kehte hue wo fir let gayi aur takiye ko joro se kas liya)aur waise bhi tera chakkar to hai nahi uske sath to fir kya dikkat hai, is garib ka hi kuchh bhala ho jayega. Ya fir tere aur uske bichh kuchh hua?

Jhanvi : Tuje kyu itni panchat hai, jo hoga wo me dekh lungi.

Karuna : tu kitni kismatwali hai yaar, maza aata hoga tuje uske sath, hai na? (Usne aise hi hawa me tir chhoda)

Jhanvi : Humare bich aisa kuchh nahi hai, tu kya samajti hai, me teri bato me aa jaungi kya.

Karuna : Pagal hai tu, teri jagah agar me hoti to na jane kabse usko apani jawani ke maze de chuki hoti. Tera maan nahi hota kya?

Jhanvi : Tu yahi baat karne aayi hai kya, koi aur baat kar. (Jhanvi ne chidhte hue kaha)

Karuna : Bhadakti kyu hai, jab tu bhadakti hai to muje shak hone lagta hai, agar kuchh nahi hai tere aur uske bich to milne de na muje.

Jhanvi : to mene kaha mana kiya hai, mil le ja kar.

Karuna : Aise kaise baat karu yaar, ek do baar milwana tu, fir me sambhal lungi.

Jhanvi : Mujse ye ummid mat rakhna, me aisa waisa kuchh nahi karnewali.

Karuna : Aisa kya karna hai tuje, jab tu usko milnewali ho to muje bata de, me aa jaungi, ek do mulakat hogi tabhi to me kuchh keh paungi.

Jhanvi : Uska muh me to le chuki hai, ab kis baat ki sharm hai tuje?

Karuna : Wo baat alag thi yaar, us samay to aisa dikhaya tha na ki me ye sab majbori me kar rahi hu, ab kaise keh du ki aa ja, me tadap rahi hu.

Jhanvi : Tu kahegi, tab bhi wo nahi aayega, wo waisa nahi hai, me kitni bar samjau tuje.

Karuna : Tune to apane niche tala laga liya hai, par mene to nahi lagaya na, jab se uska dekha hai yaar sach kehti hu, Dhruv ka lene me bhi maza nahi aata, wo karta hai par sochti hu Shiv ke bare me, ek baar karwa de yaar, tu kahe to jindagi bhar teri gulami karungi.

Jhanvi : Kitni besharm ho gayi hai tu, aur itna bhi kya ho gaya hai tuje jo aisa bol rahi hai.

Karuna : Ab kaise samjau tuje, pata nahi tuje kuchh kyu nahi hota. (Wo baat kar rahe the ki Dhruv ka phone aaya, usne phone uthaya)Hello (xxxxxxx)Me Jhanvi ke ghar hu (XXXXx, samne se baat sun kar Karuna muskurane lagi)Achchha thik hai, me ghar pahuch kar phone karti hu. (Usne phone rakh diya)Tera naam sunte hi uski sitti pitti gum ho jati hai. Chal yaar muje to jana hoga, fir tuje kehti hu, yaar ek baar setting karwadena, aage me khud dekh lungi.

Jhanvi : Sharam kar, ja ab yaha se, jiska phone aaya hai usi ke sath lagi reh.

Karuna : (Mayus ho kar)Wo to hai hi. Chal koi nahi, milti rehna, aur kya kahu, bye.

Jhanvi : Bye. (Karuna nikal gayi, par wo Shiv ke bare me sochne lagi, wo bed par let kar karwate badal rahi thi, par usko chain nahi mil raha tha, baar baar uske samne Shiv ka chehra aa raha tha, wo Shiv ke sath itna aage badh chuki thi, use Shiv ka wo chhuna, uske badan ko sehlana, uski chut par lund ragadna, sab yaad aa raha tha, wo ankhe band kiye hue apani chut sehlane lagi)Kya karu kuchh samaj me nahi aa raha(wo badbadayi, apani chut sehlate hue usko sukun aane laga, wo aur jor se sehlane lagi)Shhhhhh Shiiiiiv. (Wo apane aap ko bhi koshne lagi)Tuje hi nakhare chadhe the, waise bhi kuwari to hai nahi tu, wo bhi kar leta to kya fark pad jata.(Use Shiv ki bahot yaad aa rahi thi, usne phone nikala aur call kar diya)

Shiv : Hello. (Samne se koi aawaj nahi aayi) Hello. (Shiv ne apane phone ko dekha, kahi cut to nahi ho gaya, par call chalu thi)Hello. (Fir bhi samne se aawaj nahi aayi, Shiv ne call kat diya aur samne call lagaya)Hello. (Mene dhyan se suna to muje samne se saso ki awaj aa rahi thi)Jhanvi.

Jhanvi :Hmmmm.

Shiv : Kya hua, bol kyu nahi rahi ho? (Usne fir bhi koi jawab nahi diya, bas sasse sunayi de rahi thi) Aap thik to ho na? (Fir bhi wo kuchh nahi boli)Please kuchh bolo.

Jhanvi : (Ukhadti saso se)Kaaab aaa rahee hoooo.

Shiv : Kal hi to bataya tha, kya hua hai aapko?

Jhanvi : Please jaldi aa jao. (Keh kar usne call kat diya)

Meri samaj me kuchh nahi aa raha tha, par mene fir call nahi kiya. Waha Beena ki dhadkane tej ho chuki thi, uski god me album pada hua tha, uski saase tej chal rahi thi, wo album ko hi dekhe ja rahi thi, jo abhi band tha, uski himmat hi nahi ho rahi thi usko kholne ki. Us album me hi ye jawab tha ki Shiv hi Shivans hai ki nahi, par pata nahi kyu uska dil ghabra raha tha.

Sukhdevji : Kya soch rahi ho beti? (Unhe bhi samaj nahi aa raha tha ki akhir wo khol kyu nahi rahi hai, kab se usko tasvir dekhni thi, aur ab jab album samne hai to wo dekh nahi rahi hai)

Beena : Hhh ha. (Kehte hue usne kanpte hatho se pehla page open kiya, pehle hi page par Shivans ki muskurati hui closeup tasvir thi, uska dil jaise ek dhadkan chunk gaya, ye Shiv hi tha, ha isme thoda chhota tha aur thoda bhara hua chehra tha, par wo Shiv ki bachpan ki tasvir se puri tarha mel kha raha tha, wo usko dekhe ja rahi thi, uski ankhe, uski naak, uske hoth, wo itni kho gayi thi ki wo usi page ko dekh rahi thi, Sukhdevji aur Aiswarya, dono Beena ko hi dekh rahe the)

Sukhdevji : Kya hua beti?

Beena : (haklate hue)Nnnnahi, kkkuchh nahi, (Sambhalte hue) kitna cute hai na?

Sukhdevji : Humne to is album ko dekhna hi chhod diya hai, pata nahi aaj kitne salo baad ise bahar nikala hai, ise dekh kar purani yaade taja ho jati hai, kitne khus the sab, pata nahi kya se kya ho gaya.

Beena : Kya me iski photo le sakti hu? (Unhone ha kaha to Beena ne apane phone se us photo ki image le li. Fir wo dusare photo bhi dekhne lagi, ye album uske dusare janm din ka tha, photo se hi lag raha tha ki kitni dhum dham se manaya hoga, sabke chehro par khusi saaf jhalak rahi thi, usne kuchh all photo ko bhi apane mobile me kaid kiya, sara album dekhne ke baad usne wo table par rakh diya, par abhi bhi uski najare us album par hi tiki thi)

Sukhdevji : Koi baat hai kya beti?

Beena : N n nahi to.

Sukhdevji : Koi to baat hai beti, warna tum itni dur nahi aati, wo bhi aisi halat me,

Beena : Nahi uncle, bas inke bare me suna tha to dekhna tha, waha inki koi bhi tasvir nahi hai.

Sukhdevji : Thik hai beti, raat bahot ho gayi hai, aaram karo.

Beena : Ji uncle. (wo apane kamare ki aur chal padi, dono use jata hua dekh rahe the)

Aishwarya : Aapko kya lagta hai?

Sukhdevji : Pata nahi, par kuchh to hai.

Aishwarya : (Thode gusse se)Apko mene kitni baar samjaya hai ki us ghar se nata mat rakhiye, aap jante hai na, akhir ye bhi to hai usi ghar ki, pata nahi abhi iske dimag me kya chal raha hoga? Prakruti bhi ab badi ho gayi hai, apko jara bhi fikar nahi hai uski, agar meri beti ko kuchh ho gaya to dekh lena aap?

Sukhdevji : Mene security laga di hai uski, tum chinta maat karo, kuchh nahi hoga usko. (Sukhde bhi chintit lag raha tha, wo soch raha tha ki usne Beena ko bula kar koi galti to nahi kar di, kyu ki uska vyavhar kuchh sandigdh lag raha tha)Vaise bhi wo kal chali jayegi, tum najar rakhna, Chalo, hum bhi sote hai. (Wo dono bhi ander chale gaye, ander aa kar |Beena fir se wohi photo dekh rahi thi, samne ho kar bhi usko yakin nahi ho raha tha, par jo sach tha wo sach tha, ab aage kya karna hai wo hi soch rahi thi, par uske dimag ne kaam karna band kar diya tha, usne Sukhdevji ko bhi iske bare me kuchh nahi bataya tha, halaki use lag raha tha ki Sukhdevji sahi aadmi hai par fir bhi usko abhi bhi Shiv ko le kar chinta thi, wo abhi koi bhi kadam jaldbaji me lena nahi chahti thi, usne Swarna ko phone lagaya, khuskismati se Swarna abhi akeli hi thi room me)

Swarna : Hello.

Beena : So gayi thi kya?

Swarna : Nahi bhabhi, abhi wo nahi aaye hai to intejar kar rahi thi, aapne itni raat ko phone kiya, sab thik hai na?

Beena : Ha sab thik hai, me Sukhdevji se milne aayi hu.

Swarna : Kya, aap waha pahuch gayi. Kuchh pata chala?

Beena : Ha.

Swarna : (Swarna ka dil bhi joro se dhadakne laga)Kya pata chala? (Uski awaj me bhi utsukta thi)

Beena : Muje lagta hai ki Shiv hi Yogendrachacha ka ladka hai.

Swarna : Kya sach me? Kaise pata chala?

Beena : Mene uski bachpan ki photo dekhi, same to same hai.

Swarna : Muje bhejiye na, muje bhi dekhna hai.

Beena : Rukiye. (Keh kar usne phone se dono photo bheji, jo usne register se li thi wo aur jo Sukhdevji ke pass se li thi wo)Mene bhej di.

Swarna : Ek minute bhabhi. (Kehte hue usne dono photo kholi)Ye dono photo to same lag rahi hai.

Beena : Ek photo mene Shiv ke anathalay se li thi aur dusari photo mene Sukhdevji ke album se li hai.

Swarna : Aur kya bataya unhone?

Beena : Aapko thoda dukh hoga, par unhone jo bataya us se to lagta hai ki tauji ne hi Shivans ko marne ki koshis ki hai.

Swarna : (Apane papa ke bare me sun kar use dhakka to laga par use is baat ka andesa to pehle se hi tha, wo khamosh ho gayi)

Beena : Dekho, bura maat man na par jo muje Sukhdevji ne bataya usi hisab se keh rahi hu, waise to unhone aisa kuchh bhi nahi kaha jis se sabit ho sake ki ye sab tauji ne kiya hai, ho sakta hai ki ye ek hadsa hi ho, kuchh bhi yakini taur par nahi kaha ja sakta, par agar ye sab tauji ne janbuj kar kiya hai to wo dobara bhi kar sakte hai, isiliye sab soch samaj kar faisala karna padega.

Swarna : (Uski awaj me dard chhalak aaya)Bhabhi, agar Shiv ko pata chala ki uski is sajis ke pichhe mere papa ka hath hai to wo mujse nafarat karne lagega.

Beena : (Beena bhi ye sun kar soch me jarur pad gayi thi, par wo Shiv ko janti thi)Muje nahi lagta, aur isme aapki kya galti hai, aapne thodi na kuchh kiya hai.

Swarna : Mene bhale hi kuchh na kiya ho, par kiya to mere hi papa ne hai na, uska asar to muj par bhi hoga.

Beena : Abhi se itna dukhi hone ki jarurat nahi hai, aage kya karna hai wo sochna hai. Me Mamta didi se bhi baat karti hu, fir hum sochte hai ki aage kya karna hai. Mene abhi ye baat kisi se share nahi ki hai, yaha tak ki mene Sukhdevji ko bhi nahi bataya hai. Shiv ki suraksa ka sawal hai, agar ye baat samne aa gayi to pata nahi kya hoga.

Swarna : Sahi keh rahi ho bhabhi, hume soch samaj kar kadam uthana padega.

Beena : Achchha me rakhti hu, Mamtadidi ko bhi batana hai.

Swarna : Abhi Shiv ko kuchh mat batana bhabhi. (Usne jaise request ki)

Beena : Ha thik hai. Bye. (Usne phone rakh diya, fir Mamta ko bhi phone pe sab bataya, ye sun kar mamta bhi bahot khus thi, par ab kahi na kahi ye pata chal gaya tha ki wo uska bhai hai aur uske honewale bachche ka baap bhi to wo bhi thodi chintit thi, par is baat ka andesa to pehle se hi tha to jyada jatka nahi laga use)

Beena phone rakhne ke baad fir se khayalo me kho gayi, usko Shiv ka chehra najar aane laga, use Shiv ko khone ka dar bhi satane laga, wo sochne lagi ki ab jab ye baat samne aa jayegi to kya wo Shiv ke sath sambandh rakh payegi. Halaki is baat ko wo pehle bhi kayi baar soch chuki thi par tab aur ab me aasman jamin ka fark tha, pehle sirf sanka thi aur ab yakin hai. Usne kanpte hatho se Shiv ko phone lagaya. Shiv abhi abhi sone ke liye bistar me leta tha.

Shiv : (call lete hue)Hello.

Beena : So gaye the kya?

Shiv : Nahi, abhi padh kar bistar par leta hi tha. Aapne itni raat ko phone kiya, sab thik hai na?

Beena : Kyu me phone nahi kar sakti kya? (Wo jaise us par haq jatane lagi)

Shiv : Mene aisa to nahi kaha, me bas puchh raha tha.

Beena : (Pyar se)Muje yaad karte ho?

Shiv : Ye bhi koi puchhne ki baat hai, kahiye kaise phone kiya?

Beena : (Thoda ruth kar)Aise hi phone kiya tha, kya me aise hi phone nahi kar sakti.

Shiv : (wo samaj gaya aur uth kar bahar balcony me chala gaya kyu ki Durvesh pass ke hi bed me soya tha.)Muje laga shayad madam ne phone kiya tha, is liye puchh raha tha. (Shiv ne muskurate hue pyar se kaha)

Beena : Madam ne phone nahi kiya hai, Beena ne kiya hai. (Bolte hue bhi usko sharm aa rahi thi)

Shiv : Kaisi hai aap, tabiyat thik hai na?

Beena : Ha thik hai, tum kaise ho?

Shiv : Me bhi achchha hu, training bhi achchi chal rahi hai, shayad national teem me select ho jaunga.

Beena : wo to jarur honge, tum ho kabil. (phir wo shant ho gayi)

Shiv : Kya hua, khamosh kyu ho gayi.

Beena : Nahi kuchh nahi, bas aise hi.

Shiv : Baat to jarur kuchh hai, me mehsus kar sakta hu, koi paresani to nahi hai na?

Beena : (Wo samaj rahi thi ki Shiv uske sath kitna jud chuka hai, bina kahe hi wo mehsus karnelaga hai)Nahi, bas tumhari yaad aa rahi thi. (Usne sharmate hue akhir keh hi diya)Juhi ke rehte hum achchhe se mil nahi paye na.

Shiv : Me samajta hu, is bar milunga to aapki sari sikayate dur kar dunga.

Beena : (Sharmate hue)Jaldi aana.

Shiv : Thik hai.

Beena : Achchha me rakhti hu, bye.

Shiv : Bye. (Shiv ko thoda ajeeb laga, aise kabhi wo phone nahi karti, par ab wo bhi samaj raha tha ki ye swabhavik hai, wo uski madam nahi par uske honewale bachche ki maa hai to ye swabhavik hai ki us par haq kare, unke bare me sochte sochte wo bistar me aake so gaya)

Subah uth kar me apani training me lag gaya, mera prformance din ba din behar hote ja raha tha, mera stamina bhi badh raha tha. Coach ne muje bataya ki unhe bahot asha hai mujse, ye mera hosala badhane ke liye kafi tha.

Us aur Beena subah nasta vagerah khatam kar chuki thi, usko Sukhdevji aur Aiswaryaji ke vyavhar me kuchh alag laga, jaise wo us se thoda kinara kar rahe hai aisa laga, is baat se wo thodi vichalait bhi hui, waise to wo Shiv ke bare me jikar karne me asamjas me thi, par ab usne na batana hi behtar samja. Abhi vo aise kisi par bharosa nahi kar sakti thi, waise to usko Sukhdevji ki batayi bato par yakin tha, par yaha baat Shiv ke jivan ki thi to wo funk funk kar kadam rakhna chahti thi. Aupcharik bato ke baad wo vida lekar waha se apane ghar ke liye nikal gayi, Sukhdevji ne hi gadi bheji thi.

Kal raat se hi Swarna ka maan bahot dar raha tha, usne subah Shiv ko call kiya, par usne uthaya nahi, is baat se uske maan me daar aur gehrata gaya, wo sochne lagi ki kahi Beenabhabhi ne Shiv ko bata to nahi diya, halaki usne mana kiya tha, par ho sakta hai ki unhone bata diya ho, usne Beena ko bhi phone lagaya par unka phone outof coverage aa raha tha. Wo bechain ho rahi thi. Usko Krupali ka bhi phone aaya tha wo ro rahi thi.

Swarna : Kya hua, kyu ro rahi ho? (Swarna ne chintit swar me puchha)

Krupali : Didi, mere periods chalu ho gaye hai.

Swarna : (Waise to usko yakin tha ki aisa hi honewala hai, par usne Krupali ko hosala diya)To kya hua, isme ronewali kya baat hai.

Krupali : Ye aap keh rahi hai, didi mera kya hoga? (Usne rote hue kaha)

Swarna : Are pagal, tu dawai kha rahi hai na, tuje kya lagta hai ki aise koi chamatkar ho jayega, dawai ka asar hone me samay to lagta hai na, aisa to hai nahi ki tune dawai chalu ki aur sab thik ho gaya, sharir hai, usko sahi hone me samay lagta hai.

Krupali : Par didi, doctor ne to kaha tha ki mujme koi kami nahi hai, fir dawaio se kya hoga?

Swarna : Tere is sawal ka jawab mere pass bhi nahi hai.

Krupali : (Aur rone lagi)aap hi aisa kahogi to mera kya hoga didi, me kis ko apana dard batau.

Swarna : Dekh tu ro maat, rone se koi hal nahi nikalnewala, tum test tube baby ke bare me socho, shayad us se baat ban jaye.

Krupali : Par doctor ne to kaha tha ki agar apke pati me sukranu proper nahi hai to dusare ke sukranu se try karenge, wo nahi manenge didi. Gharwale bhi iske liye taiyar nahi honge. (Wo rote hue boli)

Swarna : To fir ek hi rasta hai, par wo shayad tuje achchha nahi lagega.

Krupali : Wo kya didi?

Swarna : Dekh muje galat maat samajna, par iske alawa koi rasta muje najar nahi aata.

Krupali : Aap batao to sahi didi.

Swarna : Tu kisi aur se...(Wo aage nahi boli)

Kruapli : Ye kya keh rahi ho didi, chhi, me aisa nahi kar sakti.

Swarna : Mene kaha tha na ki tuje achchha nahi lagega.

Krupali : Agar aap meri jagah hoti to aisa karti didi? (Swarna khamosh ho gayi, wo kya kehti ki wo aisa kar chuki hai)Dekha, aap khamosh ho gayi na, kehna aasan hai didi.

Swarna : Ab me kya kahu tuje, chal chhod usko, tu agali baar try karna, agar ghar me kuchh ho to muje batana, me baat karungi, aisa thodi na hota hai ki turant koi result mil jaye.

Krupali : Mene unhe bhi nahi bataya ki mere periods aa gaye hai, meri himmat hi nahi ho rahi hai didi, me kya karu samaj me nahi aa raha, me mar jaungi didi.

Swarna : MArungi ek jo aise waise koi vichar apane dimag me layi to. Marne ko taiyar hai, par wo karne ko taiyar nahi hai.

Krupali : Par didi, wo kaise kar sakti hu me, ye to dokha hoga.

Swarna : Jab wo tuje chhod dega tab roti rehna.

Krupali : Ye aap kya keh rahi ho didi. (Kehte hue wo rone lagi)

Swarna : Abhi to rona band kar, waise bhi abhi tere period suru hue hai, waise bhi dus pandra din to kuchh honewala hai nahi, tu dawai khati reh, fir baat karte hai, aur sun, ulte sidhe vichar dimag me laye na to maar khayegi.

Krupali : Ji didi.

Swarna : Chinta maat kar, sab thik ho jayega. Chal me rakhti hu.

Krupali : Ji didi, bye.

Swarna ko bhi samaj me nahi aa raha tha ki wo kya kare, ek aur uska dimag Shiv ko le kar atka hua tha aur upar se Krupali ki bate, usko pata tha ki iska hal Shiv hi hai, pata nahi kyu par yahi ek vikalp hai, aisa kyu hai wo uski samaj se bahar tha par yahi ek vikalp hai, par samasya ye thi ki in dono ko milaye kaise, aur upar se Krupali kuchh karne ko taiyar nahi hai, kare to kya kare ye samaj me nahi aa raha tha usko. Wo apane kaam me lag gayi. Dopahar ko jab khana nipta kar wo kitchen saaf karwarahi thi tabhi Shiv ka phone aaya, uski dhadkane tej ho gayi, usne turant phone utha liya.

Swarna : Hello.

Shiv : Namaste, Swarnaji, aapne phone kiya tha?

Swarna : Ha, par tumne uthaya nahi.

Shiv : Wo me training me tha, kahiye kaise yaad kiya? (Shiv ke lehje aur baat karne ke tarike se Swarna ko itna to yakin ho gaya ki abhi usko kuchh pata nahi hai)

Swarna : Bas aise hi phone kiya tha, bahot din ho gaye tumse baat kiye hue to phone kiya tha. Kaise ho tum?kaisa chal raha hai sab?

Shiv : Sab thik hai, badhiya chal raha hai sab.

Swarna : KAb aane wale ho tum?

Shiv : xx tarikh ko aanewal hu. Koi kaam tha kya?

Swarna : Nahi bas aise hi puchh rahi thi.

Shiv : Aapki tabiyat kaisi hai?

Swarna : (Apane pet par hath rakhte hue)Sab thik hai Shiv, me bhi aur bachcha bhi. (Achanak se aupcharik baat khas ho gayi)thank you, puchhne ke liye.

Shiv : Aisa kyu keh rahi hai aap?

Swarna : Nahi kuchh nahi, aaoge to mujse miloge tum?

Shiv : Ha kyu nahi.

Swarna : Shiv, mujse naraj maat hona. (Uske dil ki baat uski jaban par aa gayi)

Shiv : Aisa kyu keh rahi hai aap, me kyu naraj hone laga.

Swarna : Me to bas aise hi keh rahi thi.

Shiv : Kuchh hua hai kya?

Swarna : Nahi Shiv, me to bas aise hi keh rahi thi. Tum koi tention maat lo, aa jao to batana, me milne aaungi.

Shiv : Ha, thik hai, apana khayal rakhiyega.

Swarna : Tum bhi, bye.

Usne phone rakh diya, filhal to koi tention nahi thi, par kya jab usko pata chalega to wo uske sath aise hi rahega? Is sawal ka jawab nahi tha uske pass. Usne upar ki aur dekh kar hath jode jaise uparwale ko prathna kar rahi ho ki sab thik kar dena.

Khane ke baad me aur Durvesh bahar tehalne nikale, Karan nahi aaya, aur koi jagah pass me nahi thi to hum wahi juce centre par pahuch gaye. Prakruti to nahi dikhi, par uski saheliya bethi hui thi. Hume dekh kar uski ek saheli ne smile di aur hume wahi aane ka issara kiya to hum wahi chale gaye,

Jenny : Hi.

Shiv : Hello.

Jenny : Mera naam Jenny hai, aao na, hamare sath join karo.

Shiv : Nahi, aap log bethiye, by the way, mera naam Shiv hai aur ye mera dost Durvesh.

Jenny : Tumhara naam to yaad hai, us din us ladke ne intro karwaya tha na, kya naam tha uska, ha Karan, wohi naam tha na uska?

Durvesh : Iska naam yaad hai aur humara naam yaad nahi. (Durvesh ne aise hi taunt mara)

Jeeny : Ab isme me kya karu. (Usne muskura ke kaha)Betho na Shiv, tumse bill nahi bharwayenge, chinta maat karo.

Shiv : Aisi baat nahi hai. (Kehte hue hum unke sath beth gaye) Prakruti nahi aayi?

Manjeet : Mera naam kya hai Shiv? (Me usko dekhne laga, wo jaise mera intehan le rahi thi)

Shiv : Jaha tak muje yaad hai, us din aapki pehchan nahi karwayi gayi thi.

Manjeet : Wo to Prakruti ki bhi nahi karwayi thi.

Shiv : Ha par me unhe pehle se janta hu.

Jenny : Kya sach me, wo kaise?

Shiv : Wo muje ek compition ke dauran mili thi, mera checkup usi ne kiya tha.

Jenny : consa compition? (Mene detail batayi)Waha to me bhi thi, oh yaad aaya, tabhi muje lag raha tha ki mene tumhe kahi dekha hai. Tum us din bhi Prakruti se baat kar rahe the, ab yaad aaya.

Fir hum waha kafi der bethe, bahot si baate hui, bas aise hi hasi majak chala, unhone bataya ki wo waha ki college me padhti hai aur hostel me rehti hai. Jab paise dene ki baat aayi to mene dene chahe par unhone mana kar diya, fir hum waha se nikal aaye. Jab wo log hostel pahuchi to as usual Prakruti padh rahi thi.

Jenny : Tune bataya nahi ki tu Shiv ko janti hai.

Prakruti : (wo janti thi ki Jenny kiski baat kar rahi hai par fir bhi usne anjan bante hue kaha)Kon shiv?

Jenny : Ab jyada natak maat kar, muje pata hai ki tum Shiv se pehle hi mili ho.

Prakruti : Me kyu milne lagi us se. Aur tumhe kisne bataya ki me mili hu us se.

Jenny : Aaj Shiv mila tha, usine bataya.

Prakruti : Kya bataya?

Jenny : Yahi ki ek compition ki checkup camp me tum us se mili thi.

Prakruti : Wo to tum bhi kayi logo se mili thi, kya tumhe sab yaad hai?

Jenny : Aise kyu baat kar rahi hai, mene to bas aise hi kaha tha.

Prakruti : Tumhe pata hai na ki muje in faltu ki bato me koi intrest nahi hai.

Jenny : Sorry yaar, mene to bas aise hi kaha tha. (Unhe bhi pata tha ki Prakruti ko ye sab pasand nahi hai, waise bhi wo Prakruti se darte hi the to jyada bahes nahi ki, aur Wo log bhi apani apani kitabe le kar padhne beth gayi)

Waise to Prakruti ko Shiv yaad hi tha, aur ye sun kar ki wo bhi Shiv ko yaad hai, ye sun kar use ander se achchha laga, par usne apane aapko sambhale rakkha tha, waise bhi ye sab baate uske liye faltu hi thi. Jab wo pehli bar Shiv se mili thi tab bhi use Shiv ka chehra kafi janapehchana laga tha par usne is baat ko jyada tavajju nahi diya tha, use apane kaam ke alawa jaise kisi baat me intrest nahi tha, Shiv ne bhi jab us se baat karne ki koshis ki thi tab bhi usne nakar diya tha. Wo Shiv ke prati ek khinchav mehsus karrahi thi par usne us feeling ko daba diya tha, wo apane ander aisi koi bhi feeling ko panapnedena nahi chahti thi. Wo fir apani kitabo me kho gayi.

Dusare din Nazia apane mayke aayi thi, uska pati bhi sath me aaya tha, Samim bhi school nahi gayi, Nazia ko bahot achchha laga jab usne dekha ki uski ammi aur Samim masti kar rahe the.

Nazia : Lagta hai in dino me maa beti bahot karib aa gaye hai. (Usne muskurate hue kaha tha)

Samim : (Chahekte hue boli)Ha, me aur ammi saheliya jo ban gayi hai, kyu ammi? (Zoya bas muskurayi)

Nazia : Me aur ammi to kafi pehle se saheli ban gaye hai, kyu ammi?

Samim : Aap aur muj me bahot fark hai aapa, me to ammi ki pakkiwali saheli ban gayi hu. Kyu ammi?

Nazia : Tuje pata nahi hai, me aur ammi bhi pakki wali saheliya hi hai. Kyu ammi?

Samim : Hongi, par me jyada pakki hu, Kyu ammi?

Zoya : Ye kya laga rakkha hai tum dono ne, mere liye dono saman ho. Tu bhi kya Nazia, tuje pata haina ki ye kaisi hai, fir kyu is se bahes kar rahi hai. Saman le kar nahi aayi tu, kyu rehna nahi hai?

Nazia : Mene inse bahot kaha par ye aane hi nahi de rahe hai, keh rahe hai agar milna hai to me sath me chalta hu, mil kar wapas aa jayenge. Muje akela chhodte hi nahi hai, kahi bhi aane jane nahi dete, sab mera itna khayal rakh rahe hai jaise me koi kanch ki gudiya hu. (Usne muskurate hue kaha)

Zoya : Kisi ki najar na lage meri bachchi ki khusiyo ko. (Kehte hue Zoya ne apani ankh se kajal liya aur usko tika kar diya)

Nazia : (Samim ko)Shiv ko phone kar de, par abhi to wo school me hoga, msg kar de, jate waqt yahi se ho kar jaye.

Samim : Koi fayeda nahi aapa, wo saher me hi nahi hai, bahar gaya hai.

Nazia : (Uska dil tut gaya, kitni ummido se aayi thi wo, ek najar dekh hi leti, usne udas ho kar kaha)Kaha gaya hai? (Zoya uski udasi samaj rahi thi, par Samim ko is bare me kuchh bhi pata nahi tha)

Samim : Wo training ke liye gaya hai, xxx saher me, char din baad aayega. (Usne bhi thodi udasi se kaha)

Nazia: Ab to ladayi nahi ho rahi na tum logo ke bich? (Usne aise hi puchha)

Samim : Me kyu ladungi us se?

Nazia : Chalo achchha hai. (Aise hi unlogo me baat hoti rahi)

Beena laut aayi thi, Swarna us se milne aayi thi. Dono ek dusare ke gale mili. Juhi thi nahi to dono achchhe se baat kar sakti thi.

Swarna : Ab kya socha hai bhabhi?

Beena : Meri to kuchh samaj me nahi aa raha. Ek aur to lagta hai ki usko sab bata du, par fir lagta hai ki abhi wo kuchh hasil karne ke liye laga hua hai, aise me agar uski jindagi me ye bhuchal aa gaya to wo disturb ho jayega, agar usne tauji ke bare me suna aur wo unse ulajane laga to pata nahi kya ho jayega, meri to kuchh samaj me nahi aa raha.

Swarna : Sahi keh rahi ho bhabhi, agar wo abhi apani disha se bhatak gaya to wo jo hasil karna chahta hai wo nahi kar payega. Aur waise bhi usne apane pairo par chalna sikh liya hai, par kabhi na kabhi to usko batana hoga, use bhi apane mata-pita ke bare me jan ne ka haq hai. (Fir ghabrate hue, use Beena ka hath pakad liya)Wo ye sab jan ne ke baad mujse nafarat to nahi karega na bhabhi?

Beena : Aap yu hi dar rahi hai, wo aisa nahi hai. Aur waise bhi agar usko tauji ke bare me pata chala aur use tauji ke sath nipatna hua to aap hi ho jo uski sahayta kar sakogi.

Swarna : Wo kaise bhabhi?

Beena : Wo sab baad ki bate hai, par muje to abhi lagta hai ki ye naubat aane hi nahi deni hai, abhi wo chhota hai, agar usko kuchh ho gaya to?

Swarna : Sahi keh rahi ho aap, agar hum Sukhdevji ko bata de to? Wo to bahot bade aadmi hai, wo jarur Shiv ki madad karenge.

Beena : Muje bhi kayi baar aisa laga, par fir dil me ek dar lag raha hai, abhi filhal usko is jamele se dur rakhne me hi uski bhalayi hai.

Swarna : Waise ab aap usko kis tarha milogi, bhabhi ban kar ki.....(Usne apani baat adhuri chhod di)

Beena : Mene bahot socha hai is bare me, wo jarur mera devar lagta hai, par us se pehle wo kuchh aur ban chuka hai, aur muje nahi lagta ki wo me bhula paungi, par koshis jarur karungi, meri chhodo, tumhara to wo bhai hai, tum kya karogi?

Swarna : Ab me kya kahu, meri to ye soch kar hi jaan chali ja rahi hai ki wo mujse nata bhi rakkhega ki nahi.

Beena : Tum kham kha dar rahi ho, aisa kuchh nahi hoga.

Swarna : Waha Krupali ka bhi alag masala chal raha hai, ek to wo tention aur dusari ye.

Beena : Kyu, Krupali ko kya hua?

Swarna : Aap to aise puchh rahi ho jaise kuchh pata hi na ho, wo bhi kaha maa ban pa rahi hai, ab me kaise kahu ki wo Shiv ke sath....

Beena : Ha, ye bhi hai. Sab uparwale par chhod do, agar uske bhagya me hoga to wo hi kuchh karega. Humne kaha ek dusare ki madad ki, fir bhi hum tino hi us se jud gayi na, agar uske bhagya me hoga to wo bhi Shiv se milegi, warna jaisi uski kismat.

Swarna : Me usko aise bhi nahi chhod sakti, wo marne ki baat kar rahi thi, kya karu kuchh samaj me nahi aa raha.

Beena : Sab thik ho jayega, uparwale par bharosa rakkho. Jaha Shivans ke bachne ki bhi ummid nahi thi waha bhi usne usko bachaya hai na, to fir aage bhi wo madad karega.
Chalo acha hai Beena ko bhi confirm ho gaya ki Shiv hi Shivansh hai aur Sukhdevji aur unki patni bhi full precaution le rahe hai apni beti aur apne bhai jaise dost aur bhabhi ko bacha rahe hai aur Acha hua jo Beena ne Swarna aur Mamta ko bata diya aur Swarna bhi bahut pyar karti hai Shiv ko isliye itna soch baithi hai ki wo usse nafrat na karne lage aur kuch had tak Thik socha hai Beena ne ki apni khas behno ko chhod kar kisi ko nahi bataya hai yahan tak Sukhdevji aur unki patni ko bhi nahi aur pata karna padega Beena ko ki uske tau sasur ne hi ye sajish kari thi ya nahi aur Hero ko Krupali ke aur Krupali ko hero ke liye attraction toh feel hua but hero ke liye abhi bhi wo anjan hai aur use apne career par focus karna hai jabki Krupali ko apni maa jaisi saas ko thik karna hai aur Jhanvi bhi bahut yaad kar rahi hai hero ko aur Nazia milne aayi but bechari hero se nahi mil pai aur ab Teeno maa beti kafi khus hai hero ki wajah se dekhte hai aage kya hota hai
 

Mrxr

'No object is mysterious. The mystery is your eye'
248
368
63
Chalo acha hai Beena ko bhi confirm ho gaya ki Shiv hi Shivansh hai aur Sukhdevji aur unki patni bhi full precaution le rahe hai apni beti aur apne bhai jaise dost aur bhabhi ko bacha rahe hai aur Acha hua jo Beena ne Swarna aur Mamta ko bata diya aur Swarna bhi bahut pyar karti hai Shiv ko isliye itna soch baithi hai ki wo usse nafrat na karne lage aur kuch had tak Thik socha hai Beena ne ki apni khas behno ko chhod kar kisi ko nahi bataya hai yahan tak Sukhdevji aur unki patni ko bhi nahi aur pata karna padega Beena ko ki uske tau sasur ne hi ye sajish kari thi ya nahi aur Hero ko Krupali ke aur Krupali ko hero ke liye attraction toh feel hua but hero ke liye abhi bhi wo anjan hai aur use apne career par focus karna hai jabki Krupali ko apni maa jaisi saas ko thik karna hai aur Jhanvi bhi bahut yaad kar rahi hai hero ko aur Nazia milne aayi but bechari hero se nahi mil pai aur ab Teeno maa beti kafi khus hai hero ki wajah se dekhte hai aage kya hota hai
Bhai beena kanhi na kanhi khudgarj ho rahi hai agar aysa hi tha toh ush ko ye sach swarna aur mamta ko bhi nahi batana chahiye tha apne tak hi rakhna chahiye tha
 
Top