• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Kundali Bhagya

yajivagan

Active Member
1,372
2,952
158
Nice update...
 
  • Like
Reactions: jaman das

Alok

Well-Known Member
11,326
27,969
258
Behad khoobsurat update bhai.....🫶
 
  • Like
Reactions: jaman das

Vega Star

Active Member
947
9,855
124
Aap kee baat say may kisi hud tuk sahmit huu lakin aak anatalay may pulay burhay insan koo socho tuu aap dekho gay kay writer nay kahani belkul sahi steps pay chulai hay us nay aak mazlum say kamzor say lurkay ko dekhaya hay juu abhi ahista ahista khud koo samaj kay samnay khuraa kur raha hay khud kee neeve buna raha hay uss koo serf itna puta hay apnay ateet kay baray may kay uss ko sarak say utha kay laya gaya us anathalay may koi uss kaa naa mela hay tha police kay dhundnay pay soo aak akala lurka jis kay pass dulat nahi koi or rusta nahi aakher woo kya kuray soo Viga bhai nay juu kahani abhi tuk likhi hay woo belkul sahi hay haa kuch jugah pay kuch fantasy samil kee hay juu story kee chall kay leya lazi hay Viga bhai love your work
Thank you for understand this character. Kayi logo ko story boring bhi lag rahi hai, har kisi ki apani soch hoti hai. Ye hero ki nahi heroino ki kahani hai. Har koi ladki apne dum par jine ki koshish kar rahi hai. Jyada kehna matlab story ka charm bigadna hai, jisko pasand aaye wo padhe, is forum par bahot kuchh hai padhne ko. Apne intrest ki story dhund le. Me unke liye likh raha hu jinhe ye aise hi pasand hai. Un sab ka dhanyavaad, jinke liiye ye characters jinda hai. Unke liye jaise ye vaastavik characters hai, unhe lagav hai.
 

Yashu7979

Active Member
1,278
2,283
144
Aapki yeh story hum sabke lia yeh inspiration bhi h ki kaise ek anath ladka apni mehnat aur kabiliyat sa kaam karta h aur dheera dheera tarakki bhi kar raha h...
 
  • Like
Reactions: jaman das

only_me

I ÂM LÕSÉR ẞŪT.....
720
909
93
Update 232.

Samim ne Shiv ko apani aapa ke sath sex karte dekh liya tha, usko itna bura laga ki usne Shiv ko chanta mar diya aur fir khud hi rone lagi. Nazia ko apani gaand me dard ho raha tha par fir bhi wo jaise taise uth gayi.Wo apane kapade pehan ne lagi, me bhi apane kapade pehan ne laga, Samim bas apana muh chhupa ke roye ja rahi thi.

Nazia : (Shiv ki aur dekh kar)Sorry Shiv, iske kiye ki me maafi chahti hu.

Samim : (Thoda jor se)Kaam ye galat kare aur maafi aap mang rahi ho. (Muje Samim ki bato se uske upar gussa aa raha tha)

Nazia : Tu aawaj maat kar abhi, koi bakheda maat kar, tuje jo baat karni hai mujse karna. (Shiv ki aur dekh kar)Tum jao abhi, darwaja laga dena, me baad me band kar dungi. (Mene Samim ki aur dekha to uski ankho me mere prati bahot narajgi thi, gussa to muje bhi tha, me usko mana kar raha tha fir bhi wo mere sath judi, aur ab natak kar rahi hai)

Shiv : Me rukta hu, isko jo kehna hai muje kahe, iski narajgi mujse hai.

Samim : (Rote hue)Agar itni hi samaj hai to kyu karte ho aisa?

Shiv : (Halke gusse se)Mene tumko kaha tha na...(Meri baat ko bich me kat kar)

Nazia : Tum is se bahes maat karo, Ye abhi kuchh nahi samjegi, tum jao Shiv, please meri baat maan lo, agar abbu ne sun liye to gajab ho jayega. (Nazia bahot dar rahi thi)

Shiv : Thik hai, par agar meri jarurat ho to phone kar dena, me wapas aa jaunga. (Muje Nazia ki chinta thi)

Nazia : Uski koi jarurat nahi padegi, tum fikar maat karo, tum jao, kal tumhare exam bhi hai, dont worry, me baat karti hu is se. (Mene Samim ko dekha, wo abhi bhi apani badi badi ankho se muje dekh rahi thi, me apani bag le kar nikal gaya)(Shiv waha se nikal gaya, kuchh der dono chup rahi fir)Kya problem hai teri?

Samim : Meri problem hai???? jo aap kar rahi thi wo kuchh nahi???? Chhii kitna ghatiya hai wo, me us se pyar karne lagi thi. Aur wo hai ki meri bahen ke sath hi.

Nazia : Wo ghatiya nahi hai, jab kuchh pata na ho to apani jaban par kabu rakhna chahiye.

Samim : Ghatiya hai wo, aap kuchh nahi janti uske bare me, apko to ye bhi pata nahi hai ki wo.....wo ammiiiii....(Kehte hue fir wo rone lagi,aisi baat wo kaise apani juban par lati)

Nazia : Dhire bol, (Nazia usko samjane lagi, wo samaj gayi ki Samim kya kehna chahti hai)muje pata hai wo sab. (Ye sun jaise buri tarha se Samim chaunk gayi, wo ankhe fade apani bahen ko dekhne lagi)

Samim : Aapko pata hai????

Nazia : Ha pata hai, aur ye bhi pata hai ki tum bhi...

Samim : (apana shir pakad kar wo fir rone lagi, apane shir par marte hue)Galti ho gayi mujse, mene socha tha ki wo ammi ki help kar raha hai, par nahi, wo to hai hi aisa. School me bhi Vaiswi ke sath laga hua hai, pata nahi kitno ke sath wo ye sab kar raha hoga. Dikhne me kitna sarif banta hai, aur harkate dekho.

Nazia : (Shiv ke liye bura sun kar Nazia ka para bhi chadh raha tha, usne dhimi awaj me hi sahi par daant te hue kaha)Usne tumhe kaha tha ki uske sath wo sab karo? Ya fir tumhe andhere me rakh kar rumhara fayeda uthaya, Kya usne tumhare sath koi jabardasti ki? (Samim apani bahen ko ankhe faad kar dekhne lagi, ek to abhi bhi wo Shiv ka hi paksh le rahi thi aur dusara wo sahi thi, Shiv ne ko jabardasti nahi ki thi)Teri ankhe hi bata rahi hai ki usne nahi, tune hi uske sath jabardasti ki hai, usko majboor kiya hoga apani baato se apani harkato se, hai na? (Wo Samim ko dekhne lagi, aur samim apani najare jhukane lagi)Muje nahi pata ki tum dono ke bich kya hua aur kaise hua, par itna yakin hai us par ki wo mana hi kar raha hoga, tumhe samjane ki koshis bhi kar raha hoga, agar me juth keh rahi hu to kaho. (Samim fir rone lagi, kyu ki ye sach hi tha, usko Samim par daya aane lagi, akhir uski chhoti bahen thi, wo usko samjane lagi)Dekh Samim, jaisa dikhta hai waisa hi sab nahi hota, tu kya janti hai uske bare me, kya janti hai hamare riste ke bare me.

Samim : (Samim ko kuchh yaad aaya)Aap khud ko uski bivi kyu bata rahi thi? Aap kaise uski bivi ho gayi? Wo thodi na aapka shauhar hai.

Nazia : Me is liye keh rahi thi kyu ki wo hai, usi ki wajah se aaj mere pass itni khushiya hai. (Fir himmat kar ke)Mere pet me jo bachcha hai wo bhi usi ka hai, aur kuchh sun na hai tuje? Aur ye baat ammi ko bhi pata hai.

Samim : Ye kya keh rahi ho aap. (Nazia ke pet ki aur dekh kar, kyu ki usko shock par shock lag rahe the).

Nazia : Aur ye usne nahi kiya, mene hi usko ye sab karne ke liye kaha tha, kitni hi minnate ki tab jake wo in sab ke liye taiyar hua, tab bhi usko tumhara hi dar tha, wo keh raha tha ki agar Samim ko pata chala to hamari dosti khatam ho jayegi, usko tumhari hi fikar thi, mere bahot kehne par wo bas meri help karne ke liye razi hua tha. Mene bhi yahi socha tha ki in sab ke baad me us se nata tod lungi, par nahi kar payi.

Samim : Aur ammiii.

Nazia : Unka kyu hua, kaise hua mene kabhi nahi puchha, par shayad unki tadap ki wajah se wo behak gayi hogi, aur ye tu abhi nahi samaj payegi, sex sex hota hai aur pyar pyar, sex ki kya ehmiyat hoti hai ye abhi tumhari samaj me nahi aayegi, tuje abhi ye sab galat aur ghinona lag raha hoga, par jinko nahi milta unki halat kabhi puchh lena, me ye bhi nahi kehti ki har waqt sabko ye chahiye, par kabhi kabhi aisa ho jata hai, kadam behak jate hai, aur agar kisi ne kar bhi liya to kya gunah kar liya, jaise bhukh nahi dabti waise hi ye chah bhi nahi dabti, kabhi na kabhi to wo apana asar dikha hi deti hai, aur khabardar jo in sab me ammi ko ghasita to. Wo bechari kabhi kuchh nahi kehti, hamesa hamare liye khadi rahi hai, agar unhone kuchh pal khusi ke hasil kar liye to koi gunah nahi kar diya, aur rahi meri aur Shiv ki baat, to uska bachchha apani kokh me liye hu, is se bada kya praman du ki wo mera kya lagta hai.

Samim : To fir me kaun hu?

Nazia : Ye tuje tay karna hai, muje nahi pata tum dono me kya baat hui hogi par agar uski baate yaad ho to yaad kar ke dekh ki wo tujse kyu dur reh raha tha, kyu tuje rok raha tha, usne tujse kaha bhi hoga ki “mujse dur reh”., par tab to teri ankho par isq ka bukhar chadha hoga na, aur jab tuje pata tha ki uska aur ammiii ka relation hai, tuje ye bhi pata tha ki uska aur Vaiswi ka bhi kuchh hai to fir kyu uske pichhe padi thi, kyu usko majboor kar rahi thi. (Samim roye ja rahi thi, Nazia ne usko gale laga liya)Tu ro maat, me tuje suna nahi rahi hu, me teri halat samajti hu, wo hai hi aisa, tune koi galti nahi ki hai, yakin maan mera, par uska bhi soch, wo akela hi hai, har koi usko apana banana chahta hai, wo bhi kya karega? (Samim thodi der aasu bahati rahi, fir uska rona kaam ho gaya)Chal ab so ja, kal exam bhi hai, abhi sab bhul ja, apani padhayi par dhyan de.

Samim : Hmmmm.

Nazia : Me darwaja band kar ke aati hu. (Keh kar wo uthne lagi to usko dard mehsus hua)Ahhhhh.

Samim : (Chinta se)Kya hua?

Nazia : Ahhhh bahot dard ho raha hai waha. (Uska muh dard se bhar gaya tha, Samim Hasne lagi, uski hasi sun)tuje badi hasi aa rahi hai, khud kaise bistar pakad li thi bhul gayi. Ye to pata nahi tha muje us waqt, warna me bhi hasti tum par.

Samim : Aapko kisne kaha tha wo sab waha karne ka, aur tab to kaise keh rahi thi puri besharmi par utar aayi thi, mene sab suna tha.

Nazia : Us samay kaha hosh rehta hai, please ja na, darwaja band kar aa, aur aate waqt ek glass pani ka le aana, dawai kha leti hu.

Samim : (Thik hai, kehte hue muskurati hui wo niche gayi, darwaja band kiya aur pani ka glass le kar wapas aagayi)Ye lo aapa.

Nazia : Wo dawai bhi de de, aahhhhh. Lete hue maza aata hai par fir kitna dard hota hai.(Karahte hue usne kaha,Samim ne dawai di, usne dawai kha li, wo let gayi, samim bhi side me let gayi)

Samim : Aap waha kyu karwa rahi thi? Waha thodi na karte hai.

Nazia : Karim ki wajah se, usko waha karna tha, aur me sab se pehle Shiv se hi karwana chahti thi.

Samim : Chhii, wo bhi koi ye sab karne ki jagah hai.

Nazia : Tu abhi janti hi kya hai, ab me aage to jyada kar nahi sakti, to kya karu, pichhe hi lungi na. Aur ladko ko waha karne me jyada maza aata hai.

Samim : (Dhyan se sunte hue)Aisa kyu?

Nazia : Muje kya pata, me ladka thodi na hu. Par unko ladkio ke kulhe kuchh jyada hi pasand hote hai.

Samim : (Confuse ho rahi thi)Shiv, mere sath bhi aisa karega?

Nazia : Abhi to usko ghatiya bol rahi thi, usko chata bhi mar diya, aur ab keh rahi hai ki Shiv karega? Akhir chahti kya hai tu?

Samim : Wo to gussa aa gaya to ho gaya, me nahi chhodnewali usko, chahe wo kaisa bhi ho, muje uske sath hi rehna hai. Aur aapko bhi meri kasam hai, aap usko kuchh maat kehna, ye mere aur uske bich ki baat hai.

Nazia : Pata nahi wo kaise react karega ab, aur me kyu padungi tum miyabivi ke bich.

Samim : (Buri tarha se sharma gayi)Ye kya keh rahi ho aap?Me uski bivi nahi hu.

Nazia : To aur kya kahu, harkate to teri waisi hi hai.

Samim :Abhi to khud ko uski bivi keh rahi thi, aur ab muje uski bivi bana rahi ho. (Usne sharmate hue kaha)

Nazia : Wo mera aur uska rista hai, aur ye tumhara aur uska rista hai.

Samim : Aur us nate hum dono kya hui? (Samim ko bahot maza aa raha tha)

Nazia : Sautan lagi tu meri. (Uske gaal par marte hue wo hasi)Kamini.

Samim : Me kamini???(Jutha gussa dikhate hue)

Nazia : Aur nahi to kya, mere pyare shauhar ko fasa liya khud, aur bechare ko maara bhi.

Samim : Bhulo maat, wo mera bhi hai, me chahe jo karu, aapko kya, aap apana dekho, pata nahi duniya me wahi mila tha aapko bhi, aur koi nahi hai kya?

Nazia : Ye me tuje bhi keh sakti hu, aur koi nahi mila tuje? (Dono hasne lagi)(Idhar me tention me tha, kahi Nazia ko koi kuchh keh na de, me soch raha tha ki phone kar lu, par fir socha ki kahi baat aur na bigad jaye, is liye mene call nahi kiya, Muje Samim par bahot gussa aa raha tha, jaise taise muje neend aayi, subah jaldi se taiyar hua aur fir padhne beth gaya, fir paper dene chala gaya, hum dono alag alag class me the to mene usko dekha nahi tha, jab paper khatam kar ke me parking me khada tha, me fir tention me tha, pata nahi wo kaise react karegi, waise bhi wo ek number ki jungli billi hai, mene bhi soch liya tha ki agar kuchh kahegi to usko achchhe se sabak sikha dunga, par dar ye bhi tha ki agar sabke samne kuchh bol diya to sab kya kahenge, Harsh aur Mahesh paper ki baat kar rahe the par mera dhyan nahi tha, tabhi mene dekha ki wo dono paper hath me liye kuchh discus karti hui aa rahi thi, Samim ka chehra normal hi dikh raha tha, jab wo dono hamare pass aayi to Vaiswi ne puchha)

Vaiswi : Kaisa gaya paper?

Shiv : Achchha. (Mene normal rehne ka prayatna karte hue muskurahat se kaha, fir Samim ko dekha par wo kuchh nahi boli, mene bhi kuchh nahi puchha, Vaiswi mere sath kuchh sawal discus kar rahi thi par mera dhyan nahi tha)

Vaiswi : Kaha dhyan hai tumhara?

Shiv : Kya hua?

Vaiswi : Me kuchh puchh rahi hu, aur tum ho ki koi jawab hi nahi de rahe ho.

Shiv : Kya puchh rahi thi tum? (Usne fir kaha aur fir hum dono baat karne lage, harsh aur Mahesh chale gaye, ab hum tino hi bache the, muje pata tha ki ab ghar jana hai to Samim to mere sath aayegi nahi, aur Vaiswi fir sawal puchhegi, is se pehle aur kuchh ho)

Vaiswi : Achchha chalo, me bhi chalti hu. (Vaiswi ka maan tha ki wo Shiv ko kahe ki ghar aana, par Samim ki wajah se wo nahi boli)

Shiv : Tum Samim ko chhod dogi, muje kuchh kaam hai.(Mene ek najar Samim par dali aur Vaiswi ko kaha, Samim kuchh boli nahi, par muje dekh rahi thi, mene uski aur dekha bhi nahi,)

Vaiswi : Ha, me chhod dungi. (Mene bike nikali aur me waha se nikal gaya)(Vaiswi aur Samim dono nikal gaye, Vaiswi ko lag raha tha ki Shiv ko koi kaam nahi hai, wo bas aise hi keh raha tha, par usne kuchh puchha nahi, Samim bhi chup hi thi, wo kuchh puchhti to hu ha me jawab de rahi thi)

Ghar pahuch kar me fresh hua, thodi baat hui, fir me padhne beth gaya, kuchh topic samaj nahi aa rahe the, par me Samim ke ghar nahi jana chahta tha to samajne ki koshis ki par jab samaj nahi aaya to mene Vaiswi ko call kiya.

Vaiswi : (Ascharya se)Hello.

Shiv : Shiv bol raha hu.

Vaiswi : (Pyar se)Tumhe ye batane ki jarurat nahi hai, tumhari awaj se bhi me tumhe pehchan sakti hu. (Uski baat sun me chup ho gaya)Kya hua, chup kyu ho(Fir soch kar)call kyu kiya tha?

Shiv : (Ek topic bata kar)Ye kaise equation aaya muje samj nahi aaya, is liye call kiya tha.

Vaiswi : Koi baat nahi,(Fir wo muje samjane lagi, thodi der baad )Samaj aa gaya.

Shiv : Ha, thank you.

Vaiswi : (Dhire se)You always welcome my love.

Shiv : Bye.

Vaiswi : Bye. (Wo bhi padh rahi thi, wo uthi aur niche gayi, usko bukh lagi thi)Kya banaya hai bhabhi?

Swarna : Teri pasand ka hi hai, aaja. (Wo apani bhabhi ko pichhe se gale laga li aur unke gaal par kiss kar li)

Vaiswi : Aap bahot achchhi ho bhabhi.

Swarna : Aaj itna maska kyu laga rahi ho?

Vaiswi : Apko to mera pyar bhi maska hi lagta hai. (Ruthte hue)

Swarna : (Muskurate hue)Chal beth. (Vaiswi beth gayi, aur khane lagi)

Vaiswi : Mummy kaha hai?

Swarna : Wo bahar gayi hai, kyu koi kaam tha?

Vaiswi : Nahi aise hi puchh rahi thi. (Tabhi fir Shiv ka phone aaya)Ha bolo. (Shiv usko fir kuchh puchhne laga)Abhi me khana kha rahi hu, dus minute me call karti hu. (Keh kar phone rakh diya)

Swarna : Khana to thik se kha le, kiska phone tha.

Vaiswi : Shiv ka, usko kuchhh puchhna tha to call kar raha tha, abhi thodi der pehle bhi aaya tha.

Swarna : Aisa kya puchhna tha?

Vaiswi : Uske compition aur training ki wajah se wo is baar achchhe se nahi padh paya to doubt hone par phone kar raha hai.

Swarna : To yahi bula le.

Vaiswi : Aapto janti ho, papa bhi gussa hote hai aur mummi bhi kaise react karti hai, muje achchha nahi lagta koi usko sunaye to.

Swarna : Are par abhi to wo nahi hai na, aur wo der se aanewali hai, tu bula le.

Vaiswi :Sach me (Khus hote hue wo boli, Swarna ne bhi ha me shir hilaya)You are the best bhabhi. (Keh kar usne Shiv ko call lagaya aur ghar aane ko kha)(Mere pass bhi aur koi chara nahi tha to me bhi khana kha kar uske ghar chala gaya, meri Swarnaji se hi hello hui aur fir Vaiswi muje apane kamare me le gayi, kamare me ja ke hi wo muje kiss karne lagi par wo meri aur se thoda thanda response pa kar puchhne lagi)Kya hua?

Shiv : Kuchh nahi, bas kal ke paper ko le kar thoda tention ho raha hai.

Vaiswi : To me hu na, aajao.

Shiv : sorry wo (Mene kiss ke liye kaha)

Vaiswi : Muje pata hai ki tum dusare ladko jaise nahi ho, warna koi aisa mauka chhodta hai bhala, par tum waise nahi ho, ye sab to exam ke baad bhi hota rahega, muje bura nahi laga, me samajti hu. Ab jyada socho maat, kitab nikalo, mere pass guide bhi hai, dono sath me padhte hai. (Sach me wo samajdar thi, fir hum dono padhne lage, karib ek ghante baad Swarnaji hamare liye kuchh snecks le aayi. Wo thodi der bethi par hamari padhayi ki baate chal rahi thi to wo chali gayi, hum dono bhi maan lagakar padh rahe the, na usne koi harkat ki na mene, char baje tak hum dono nonstop padhte rahe.(Vaiswi ki mummy bhi ghar par aa gayi, bike dekh kar usne puchha to pata chala ki Shiv aaya hai, wo Vaiswi ke kamare ki aur gayi, darwaja bhi khula hi tha aur dono padh rahe the, wo karib dus minute waha khadi rahi par dono apni padhayi ki bato me hi lage hue the, wo ulte kadam pichhe laut gayi, jab wo wapas ja rahi thi tabhi Swarna apane kamare me se bahar nikali)

Swarna : Are mummiji aap? Aap kab aayi?

Sandhyadevi : Bas abhi aayi.

Swarna : (Wo samaj gayi ki uski saas abhi kaha se aa rahi hai)Sorry maammiji, wo muje letna tha to me waha nahi bethi.

Sandhyadevi : Koi baat nahi. Aaja chai banwayi hai. (Swarna ko bhi apani saas ka vyavhar ajeeb laga, unhone Vaiswi ke kamare me jane ko bhi nahi kaha, wo dono niche chali gayi, thodi der baad, ja unko bhi puchh le, agar unhe kuchh chahiye to upar bhujwa de)

Swarna : Ji mummiji. (Usne ek naukar ko bheja)

Naukar: (Vaiswi ke kamare ke bahar khade reh kar)Bibiji, malkin puchh rahi hai ki nasta karna ho to niche aarahi hai ki fir yahi bhijwa de.

Vaiswi : Kon bhabhi puchh rahi hai?

Naukar : Nahi, badi malkin puchh rahi hai.

Vaiswi : Mummy kab aayi?

Naukar : Kafi der ho gayi.

Vaiswi : Tum chalo me aati hu. (wo chala gaya, hum dono ne bola kuchh nahi par hum dono hi thode tens lag rahe the, hum dono niche aaye, me apani bag le aaya tha)Tum kab aayi mummy?

Sandhyadevi : Abhi aayi hu. (Shiv ki aur dekh kar)Kaise ho beta?

Shiv : Achchha hu aunty. (Vaiswi ki aur dekh kar)Me chalta hu.

Sandhyadevi : Are betho to, nasta to kar lo.

Shiv : Nahi aunty, muje practice ke liye jana hai, abhi nasta nahi kar sakta.

Sandhyadevi : thik hai beta. (Me waha se nikal gaya, Swarna aur Vaiswi nasta karte hue ek dusare ko dekh rahe the, par Sandhyadevi normal hi thi, dono ko hi ascharya ho raha tha par dono hi kuchh nahi boli)(Me practice ke liye nikal gaya)(Waha Samim, shiv ke na aane se bechain thi, par wo janti thi ki wo nahi aayega, usne bhi pani padhayi par hi dhyan diya, Nazia ne jab puchha)

Nazia : Kya hua, baat hui Shiv se?

Samim : (Halke gusse se)Nahi karni baat muje. (Nazia ko samaj nahi aaya)

Nazia : Kya hua, tu to keh rahi thi ki sab sambhal legi.

Samim : Galti usne ki aur akad to aise dikha raha hai jaise mene koi galti kar di ho, baat na karni ho to na kare.

Nazia : Tuje lagta hai ki galti uski hai, aur use lag raha hoga ki galti tumhari hai, is baat ko jyda khinchna thik nahi hota.

Samim : To kya me maafi mangu, harkate wo aisi karta hai aur me maafi mangu?

Nazia : Kya me baat karu?

Samim : Koi jarurat nahi hai. (Nazia kuchh nahi boli, wo waha se chali gayi)



Raat ko me ghar par hi padhne beth gaya, dopahar ko sab solve ho gaya tha to bas dobara padhna hi tha, uske baad me so gaya, Subah uth kar fir wohi, Paper. Aaj bhi mene Vaiswi ko hi bol diya, aise hi akhari paper bhi ho gaya. Viswi bhi samaj gayi thi ki kuchh to hua hai, usne puchha bhi tha par Samim ne keh diya ki kuchh nahi hua hai. Dopahar ko me site par nikal gaya. Muje dekh kar Jhanvi khus ho gayi.

Jhanvi : Are wah, subah dekhna bhul gayi thi ki suraj kis aur nikala hai.

Shiv : (Muskurate hue)Suraj wahi se nikalta hai jaha se roz nikalta hai, aaj paper khatm hue to socha ki dekh lu.

Jhanvi : Ha ha, dekh lijiye sir, aaiye me aapko dikha deti hu.

Shiv : Kyu khinchayi kar rahi ho. (fir hum Suryadevji ki factrory ka kaam dekhne lage, tabhi muje Swarnaji ka phone aaya)Hello.

Swarna : Kaha ho?

Shiv : Site par hu, kya hua?

Swarna : Milna tha tumhe.

Shiv : thik hai me aa jata hu.

Swarna : Ghar nahi, me ek location bhejti hu, wahi milte hai.

Shiv : thik hai. (Unhone location bheji to koi coffee shop thi, mene Jhanvi se kaha)Sorry, muje jana hoga.

Jhanvi : Kaha ja rahe ho?

Shiv : Swarnaji se milne, wo unhone koi coach se baat ki hai, international khel chuke hai wo, unse training ke liye jana hai to usi ke bare me baat karni hogi shayad.

Jhanvi : Ye to achchhi baat hai(Uske chehre par thodi mayusi aa gayi)

Shiv : Achchhi baat hai keh rahi ho aur mayus bhi ho.

Jhanvi : Nahi aisi baat nahi hai, khus hu tumhare liye par fir tum nahi miloge.

Shiv : (Me uski baat samaj raha tha)Ab kya kahu?

Jhanvi : Tum wo sab dimag me maat rakkho, me to yahi hu, apane lakshya par dhyan do, mere jaisi to aati rahegi jati rahegi.

Shiv : Tumhare jaisi samajdar kaha milti hai(Mene muskura ke kaha)

Jhanvi : Jao warna fir maat kehna ki jane nahi diya.

Shiv : Thik hai, bye.

Jhanvi : Bye, and take care.(Me waha se nikal gaya, Swarnaji ne jaha kaha tha waha pahuch gaya, wo ek table par bethi mili muje)

Shiv : Namaste.

Swarnaji : (Muje dekh kar muskurate hue)Aao. (Me unke samne beth gaya)

Shiv : Yaha kyu bulaya?

Swarnaji : Bas aise hi, socha aaj coffee pi lu. (Unhone waiter ko bulaya aur coffee ka order diya, fir meri aur dekh kar)To kya socha fir?

Shiv : Me kya sochunga, aapne kaha ki shikhne jana hai, to me mana kaise kar sakta hu.

Swarnaji : Me Krupali ke bare me puchh rahi hu.

Shiv : Me janta hu, par me samaj nahi paa raha ki aap unko batana bhi nahi chahti, aur fir bhi chahti hai ki aisa kuchh ho, ye kaise sambhav hai.

Swarnaji : Ab kya kahu tumse, me usko nahi bol sakti ki tumhe kis wajah se bhej rahi hu, warna wo kya samjegi, (Meri ankho me dekhte hue)Wo puchhegi ki me kaise tumhare sath aisi baat kar rahi hu, aur mere kehne par tum wo sab karne ke liye kyu razi ho gaye, tum samaj rahe ho na me kya kehna chahti hu, (Me bas sun raha tha) Agar me waisa kehti hu to fir muje tumhare aur mere riste ke bare me bhi batana padega. (wo muje dekh kar khamosh ho gayi)

Shiv : Aap meri bhi muskil samajiye, me aise kaise unke sath kuchh bhi kar sakta hu, aur wo kyu razi ho jayegi.

Swarnaji : Muje nahi lagta ki wo mana karegi, wo bechari bhi buri tarha se fasi hui hai, mene sidhe taur par to nahi par issaro me usko bataya hai, ab wo kya samji hai kya nahi, muje nahi pata.

Shiv : Aap to pakka muje pitwaogi.

Swarnaji : (Kuchh bolnewali thi ki waiter order le aaya, hum thodi der khamosh rahe, uske jate hi)Aisa kuchh nahi hoga, tum aisa kuchh karna ki wo khud tumse kahe.

Shiv : Aisa kya karu?

Swarnaji : Wo me kya kahu, tum ek ladke ho, ladki ko kaise pataya jata hai wo tumhe pata hoga.

Shiv : Aapko lagta hai ki me waisa hu.

Swarnaji : Ladke to ho na, muje yakin hai tum kar loge. Aur me koi dabav nahi bana rahi hu,agar tumhe thik lage to dekhna, warna jaisa uska bhagya, ab kisi ka bhagya to me nahi badal sakti(Requestwale muh se)Please yaar, ek baar jao to sahi, tumhare alawa ye kisi se sambhav nahi hai.

Shiv : Aapki ye baat meri samaj me nahi aati, aisa kaise keh rahi ho ki mere alawa kisi aur se sambhav nahi hai.

Swarnaji : Me tumhare saare sawalo ke jawab de dungi, me khud tumhe sab batana chahti hu, par..

Shiv : Par kya????

Swarnaji : Abhi me nahi bata sakti, agar thoda bataungi to aur sawal khade honge, Tumhe mujpar yakin hai?

Shiv : Agar na hota to me yaha nahi hota.

Swarnaji : To fir please abhi ye kar do, me yakin dilati hu ki jald hi tumhe tumhare saare sawalo ke jawab mil jayenge.

Shiv : Thik hai, kab nikalna hai.

Swarnaji : Kal hi nikal jao, me plane ki ticket book karwadeti hu.

Shiv : Plane??

Swarnaji : Ha, tum jaldi pahuch jaoge, time bhi bachega.

Shiv : Itni bhi kya jaldi hai??

Swarnaji : Uska firtility period suru honewala hai.

Shiv : To aapne sab soch ke rakkha hai.

Swarnaji : Sorry yaar, karna pad raha hai, please. Aur me khud tumhe lene aaungi, us waqt me tumhe kisi se milwaungi.

Shiv : Kis se?

Swarnaji : Ye maat puchho, par itna yakin dilati hu ki unse mil kar tum bahot jyada khus ho jaoge.

Shiv : Thik hai.

Swarnaji : Aur mene Vashisth se bhi baat karli hai, mene unko convince bhi kar liya hai.Tumhe unke ghar hi rehna hai. (Fir thodi der hum dono ne baat ki aur me waha se nikal gaya, mene ghar bhi bata diya aur sham ko Juhi se baat ki, wo unko (International khel chuke khiladi ko)janti thi to wo bahot khus thi, maan to uska bhi tha sath aane ka, par wo maan gayi)(Meri Bhargavi se bhi baat hui, aur Kavyaji se bhi baat hui)

Me khana kha ke betha hi tha ki Naziadidi ka phone aaya.

Nazia : Hello.

Shiv : Hello, kaisi ho?

Nazia :Tum aaye nahi fir?

Shiv : Aapko to pata hai hai.

Nazia : Do din baad me chali jaungi.

Shiv : Muje bhi kal jana hai.

Nazia :Kaha?

Shiv : XXX saher. Training ke liye ja raha hu.

Nazia : Oh! Matlab hum nahi mil payenge. (Usne dukhi ho kar kaha)

Shiv : Ab kya kar sakta hu.

Nazia : Nahi koi baat nahi, tum career ke liye ja rahe ho, wo sabse pehle, me to fir aa jaungi.

Shiv : Aur sab to thik hai na, mera matlab hai us din ke liye.

Nazia : Sab thik hai, tum koi tention maat lo. Achchha rakhti hu, koi aa raha hai.

Shiv : Thik hai, bye, aur apana dhyan rakhna.

Nazia : Tum bhi. (Unhone call rakh diya).

Nazia ne jaise hi call rakha to Samim ander aayi.

Samim : Kis se baat kar rahi thi?

Nazia : Kyu puchh rahi hai?

Samim : Me to bas aise hi puchh rahi thi, apko nahi batana to maat bataiye.

Nazia : Shiv se baat kar rahi thi. (Shiv ka naam sun kar uska chehra latak gaya) Kya hua? (Usne bas naa me gardan hilayi)Kya hua, bata to sahi. (Samim ki ankh se aasu tapak pade, jise dekh kar Nazia ne turant usko gale laga liya)Ro kyu rahi hai, kya hua? Shiv ne kuchh kaha?

Samim : Wo baat hi nahi kar raha to kahega kya? (Keh kar wo rone lagi)

Nazia : Tu hi to keh rahi thi ki hamare bich me maat bolna, tu sab dekh legi.

Samim : Kaha tha, par wo to baat hi nahi kar raha, aap hi batao, meri kya galti hai? Agar aap meri jagah hoti to kya karti? Aapne use mere sath dekha hota to aap kya karti?

Nazia : Ye bahot pechida sawal hai Samim, ha shayad me teri jagah hoti to waohi karti, par tuje ye bhi sochna padega ki tumhara relation koi aam nahi hai, tune pehle se pata hone ke bavajud ki uska aur tumhari ammi ka relation hai tumne uske sath relation banaye hai, agar tuje us tarha ka relation pasand nahi tha to tuje uske sath aage badhna hi nahi chahiye tha, aur jab tune wo sab jante hue kadam aage badhaya to fir ye sab to dekhna hi padega.

Samim : Wo kyu sirf mujse pyar nahi kar sakta, mene to yahi dekha hai aur suna hai ki ek ladka aur ek ladki hi ek dusare ke ho kar rehte hai.

Nazia : Teri baat sahi bhi hai aur galat bhi, hum kisse kahanio aur filmo se ye sab sikhte hai, jab ki jindagi is se kahi jyada pechida hoti hai. Abhi tu nadan hai, kuchh nahi samajti, tu kya, me bhi nahi samajti, kya muje bura nahi laga hoga ki usne ammi ke sath wo sab kiya, usne tere sath bhi wo sab kiya, lagta hai bura, par paristhiti ke anusar dhalna padta hai, tu Shiv ko janti hai, wo us tarha ka nahi hai ki sirf apani hawas mitane ke liye kisi ke bhi sath wo sab kare. To agar wo kisi ke sath wo sab kar raha hai to koi to wajah hogi hi, tuje wo sab dekhne ki bajaye ye dekhna chahiye ki wo tere sath kis tarha se rehta hai, kya usne tera dil dukhane ka ya tera fayeda uthane ka prayas kiya? Nahi na, fir? Usne tuje bhi mana kiya tha na, kyu nahi mani tu? Waise hi ho sakta hai wo kisi ko mana kar raha ho par kisi wajah se wo maan gaya ho. Agar tu ye chahti hai ki koi sirf tera ho kar rahe to fir us tarha ka koi insan dhundh le.

Samim : (Rote hue)Muje wohi pasand hai, me kya karu?

Nazia : Agar tuje us se hi relation rakhna hai to fi ja aur maafi maang, relation me ye jaruri nahi hota ki kon sahi hai aur kon galat, relation me ye mayne rakhta hai ki aap apane riste ko bachana chahte ho ki nahi, kabhi kabhi khud ki galti na hone par bhi jhukna padta hai, par ye teri samaj me nahi aayega, abhi tu chhoti hai. (Samim apani bahen ki baate sun rahi thi aur samajne ki koshis kar rahi thi, uske samne Shiv ka hi chehra dikh raha tha)



(Vashisth ke ghar ka mahol)

Raat ko wo log khana kha kar bethe the ki Vashisth ne kaha.

Vashisth : Tum Shiv ko to janti ho na? (Uske mata pita bhi wahi bethe hue the, wo log bhi baat sin kar Krupali ki aur dekhne lage, bas aise hi)

Krupali : (Anjan ban ne ka natak karte hue)Kon shiv?

Vashisth : Are wo Shiv jo hamare ghar bhi aa chuka hai, wo jiski firm ke sath mene contract kiya tha. (Uske maa baap ko bhi yaad aa gaya)

Krupali : Ha, yaad aaya, to?

Vashisth : Wo kal yaha aa raha hai?

Krupali : Aa raha hai matlab khane par aa raha hai?

Vashisth : Nahi kuchh dino ke liye rehne aa raha hai?

Kruapli : Kyu?

Vashisth : Wo yaka kisi se sikhne ke liye aa raha hai, tumhari bahen ne muje phone kiya tha, aur request kar rahi thi ki usko kuchh dino ke liye hamare ghar me rehne du.

Krupali : (Usko ye sab pata tha fir bhi)Par wo yaha kyu rahega?

Vashisth : Mene kaha na wo kuchh din ke liye kisi se training ke silsile me aa raha hai, to yaha rahega.

Kruapli : Wo me samaj gayi par hamare yaha hi kyu? Wo kisi guest house me ya hotel me bhi to reh sakta hai?

Vashisth : Are uska bussiness relation hai, aur upar se tumhari bahen ne request ki hai, rahega kuchh din, kya fark padta hai.

Krupali : (Baat ko jyada na khinchte hue)Jaisa aap kahe, isme me kya keh sakti hu.

Vashisth ki maa: Are par ek anjan ladke ko hamare ghar me kyu rakkhe?

Vashisth : Wo anjan nahi hai, Swarnaji ke kehne par hi hame wo contract mila tha, me mana nahi kar sakta,ab muje aur koi bahesh nahi chahiye, itni chhoti baat ke liye kya baat ka batangad bana rahe ho tum log. (Uske baad koi kuchh nahi bola)(Krupali bhi kaam me lag gayi, uski bahen ne hi kaha tha ki tu aise hi dikhana ki uska aana tuje pasand nahi hai, kyu ki tere mana karne par wo log jyada sawal nahi karenge aur hua bhi yahi, agar wo samne se kehti to ye log mana kar dete, usko apani bahen par garv hua ki paristhiti ko kaise handle karte hai usko achchhe se aata hai, fir wo soch me pad gayi ki aakhir wo Shiv ko yaha kyu bhej rahi hai, jaisa unhone kaha tha ki kisi aur ke sath sambandh banane ka to kya isiliye Shiv yaha aa raha hai, aisa kuchh khul kar bhi unhone kaha nahi, kuchh samaj nahi aa raha tha usko. Wo ye bhi soch rahi thi ki agar wo issiliye hi aa raha hai to kya wo sab karne degi, uski kuchh samaj me nahi aa raha tha)(Mene school me leave application de di thi, aur dopahar ko me waha se nikal gaya, pass ke saher me airport tha to waha se me pehli baar plan me betha, aadhe ghante me hi me Krupali ke saher pahuch gaya, bahar Vashisthji ka aadmi muje lene aaya tha, wo muje unke office le gaya, unse waha baat hui, fir me waha se jinke waha training karni thi waha chala gaya, unse bhi sari baat ho gayi, aur kal se aane ko bol diya, in sab me raat ho gayi thi to me aur Vashisthji sath me hi unke ghar gaye.

Shiv : (Unke maa baap se)Namaste. (Unhone bhi muskurate hue namaste kaha, par unki muskurahat formality hi thi, Vashisthji ne Krupaliji ko bhi bulaya jo kitchen me thi, mene unko bhi Namsate kiya)

Krupali : (Jhijhakte hue)Namaste. (Unke chehre ko dekh kar muje laga ki jaise mera yaha aana unhe pasand naa aaya ho, me sochne laga ki yaha aaya hi kyu)

Vashisth : (Kruapli se)Uparwala guest room thik karwadiya hai na?

Krupali : Ji.

Vashisth : Jao isko wo room dikha do.

Krupali : (Jhijhakte hue)Me khana bana rahi hu, app kisi ko bhej dijiye na.

Vashisth : Thik hai. (Unhone ek naukar ko bulaya, aur muje kaha)Tum fresh ho jao, thodi der baad khane par milte hai.

Shiv : Ji. (wo muje us kamare me le gaya, mene apana saman rakh diya, kamara kafi achchha tha, ac bhi laga hua tha, jiski abhi filhal koi jarurat nahi thi muje, me bathroom me gaya aur fresh hua, uske baad kapade badal kar niche jane laga, naye ghar me naye logo ke sath thoda awkward fil kar raha tha, me jab nihc pahucha to aunty koi serial dekh rahi thi aur uncle bhi sath me the, koi dharmik serial chal rahi thi, mene fir namaste kiya aur waha beth gaya, unlogo ka dhyan tv me hi tha, jab ad break aaya to aunty mujse mere bare me puchhne lagi, me unhe batata gaya, fir Vashisthji aa gaye, hum sab khana khane beth gaye)

Vashisth : Kaisa laga kamara?

Shiv : AChchha hai. (Fir idhar udhar ki baat karte hue hum khana khane lage, Krupali kuchh bol nahi rahi thi, jyada tar me aur Vashisthji hi baat kar rahe the, uske baad me apane kamare me chala gaya, Swarnaji ka phone aaya to mene unse bhi baat ki, bas kaisa hai sab yahi baat hui, me fir msg dekhne laga aur sabko reply karne laga)

Idhar apana kaam khatam kar ke Krupali apane room me aa gayi jaha Vashisth laptop par kuchh kaam kar raha tha, usne darwaja band kiya aur kapade badal kar nighty pehan li aur baju me let gayi, wo kaam me hi vyast tha.

Krupali : Suno na?

Vashisth : Disturb mat karo.

Krupali : (Usko gussa aaya par apane aapko shant karte hue)Important hai tabhi to bol rahi hu, warna roz so hi jati hu na.

Vashisth : Jaldi bolo.

Krupali : Me ye keh rahi thi ki ab wo din suru ho rahe hai.

Vashisth : Kon se din? (Bina koi intrest ke)

Krupali : (Usko bhi gussa aa raha tha par shant rahi)Ji wo doctor ne kaha tha na wo din.

Vashisth : (Usko samaj aa gaya ki wo kya baat kar rahi hai)Suru honewale hai na, suru to nahi hue, (Kuchh pal apana kaam kar ke)aur waise bhi us se kuchh honewala nahi hai, last month dekh liya mene.

Krupali : Aap aisa kyu bol rahe ho, try to karna padega na.

Vashisth : Dekhte hai, abhi so jao, muje kaam hai.

Krupali ko bahot gussa aa raha tha par usne apane aapko sambhal liya, wo koi bakheda nahi karna chahti thi, agar jaghda ho gaya to fir wo din barbad ho jayenge, wo karwat le kar sone lagi. Wo Shiv ke bare me sochne lagi, usne Shiv ko dekha tha, wo ek dum normal tha, usko dekh kar aisa kuchh bhi nahi lagraha tha ki usko didi ne kuchh bataya hoga. Usko tention hone lagi thi.

Krupali : (Maan me)Pata nahi didi ne usko yaha kyu bheja hai, uske vyavhar se to aisa kuchh bhi nahi lag raha, na usne thik tarha se muje dekha bhi. Aur agar dekhta to bhi kya me taiyar ho jati, kabhi nahi, me aisa waisa kuchh nahi karnewali, agar kisi ko pata chal gaya to kya hoga, nahi, me waisa kuchh bhi nahi kar shakti. (Fir usko last time hui wo ghatna bhi yaad aane lagi, uske dil me Shiv ke prati ek soft corner bhi tha, par shadisuda hone ke karan wo usko andekha kar rahi thi, usne Shiv ko number bhi diya tha, par na usne phone kiya na isne)Wo inhi sab bato ko sochte hue so gayi.

Me bhi subah jaldi uthne ki aadat ke karan uth gaya, naha kar taiyar ho gaya, jab niche aaya to uncle bethe hue kuchh padh rahe the, jab ki aunty fir wohi dharmik program dekh rahi thi.

Shiv : Namaste uncle, Namaste aunty.

Raghvendrasinh : Namaste, itni jaldi uth gaye?

Shiv : Ji, aadat hai.

Raghvendrasinh :Par yaha to sab late uthte hai, abhi chai naste ki bhi der hai.

Shiv : Nahi uncle, waise bhi mije jana hai, me baad me aa kar kuchh khaunga. (Uske baad me waha se nikal gaya, itni subah subah, log bhi bahot kam the, mene ek rikshaw li aur stadium chala gaya, meri sir se baat hui thi aur unhone muje wahi aane ko kaha tha. Me waha pahucha to kuchh aur bhi ladke the, mene ja kar unke pair chhue)

Coach : Hmmm, kya naam bataya tha tumne.

Shiv : Ji shiv.

Coach : Haaa, to Shiv, pehle hum tumhara test lete hai aur fir uske baad deside karte hai ki aage kya kar shakte hai.

Shiv : Ji sir.

Uske baad unhone mera timing check kiya, fir muje sab samjane lage, me sach me unse prabhavit tha. Wo jo barikiya bata rahe the un par abhi tak mera dhyan hi nahi tha. Wo muje kuchh exersice bhi karwane lage, jis se trainth badhti hai. Akhir me.

Coach : Tumhari potential hai, agar mehnat karoge to bahot aage ja paoge.

Shiv : Thank you sir.

Coach : To fir sham ko milte hai.

Me waha se fir rishaw se ghar chala aaya. Uncle aunty bahar garden me bethe hue the, me ander gaya, Naukar apane kaam me lage hue the, me kamare me gaya aur fir fresh hua, aur kapade badal kar niche aa gaya. Ek naukar ne mere liye chai aur nasta rakkha.

Shiv : Ji me chai nahi pita.(Krupaliji ko, jo wahi najdik hi thi)

Krupali : Coffee?

Shiv : wo kabhi kabhar, daily me dudh hi pita hu.

Krupali : (Naukar se)Inke liye dudh le aao. (Fir meri aur dekh kar)Sada ya kuchh dalna hai?

Shiv : Nahi, sada hi. (Naukar chala gaya)Vashisthji ???

Kruapli : Wo office chale gaye. (Wo jis tarha se baat kar rahi thi muje nahi lag raha tha ki waisa kuch sambhav hai, last time jab mile the to wo mujse alag tarha se baat kar rahi thi, abhi to aise lag raha tha ki jaise wo muje janti hi nahi)(Wahi Krupali bhi bahot nervous thi, usko samaj hi nahi aa raha tha ki wo kya kare, pata nahi kyu par Shiv ko dekh kar hi wo nervous ho rahi thi, usko bhi lag raha tha ki waisa kuchh sambhav hi nahi hai)
Bahut hi badhiya shandaar update Bhai
 
  • Like
Reactions: jaman das

krish1152

Well-Known Member
5,516
16,229
188
nice update
 
  • Like
Reactions: jaman das
Top