Shiv ka pita Puri tarah se bolne lagega tab DNA test hona jaruri hai taaki logo ka bhi muh band ho sake kyoki uddesinh aur Sukhdev ka
Uddesinh sochta hai ki wo kirayei par shivans ko laya tha kyoki uska chehra pita se milta hai aur Sukhdev ko lagega ki nakli shivans hai ye do charector hi sabse jyada bakheda karega lekin i sab ka sochne aur bolne se kya hoga

Maa - baap se bada koi verification nhi hai jo maa baap apne santan se pyar karte hai wo dur se bhi apna santan ko mahsus ya pahchan kar sakta hai
Mera Suggestion hai bhai DNA test. Baaki aap jaisa likhoge achha hi lagta hai
Note : ek charector bahut lambe time se pta nhi chala hai ya lime light me nhi aaya hai Bhargavi. Iska bhi kuchh kare
Ya kisi musibat me na ho
Mujhe lagta wo pregnant ho gai aur wo kahi chhuti lekar dusri city me chali gyi ho
Ya Bhargavi pregnant ho gai aur uske pati ko ya uske gharwalo ko jisse use Beena madam ki tarah apne pati ke pass ho
Request hai Vega bhai Bhargavi ki khoj kare. Is story ka aap hi CID hai
Note

ऐसे बेकार लोंडो को इग्नोर करे जो कुछ भी बक बक करता हो या स्टोरी में ऐसे सिस्टम होगा जिससे उसको ब्लॉक कर दो
Vega bhai mera jyada anubhv nhi long comment ka to kahi galti ho to mafi mangata hu AAP mera emotion ko mahsus kijiega ki kya kahna chahta hu
Baaki Good night
