- 83
- 159
- 34
Abhi tak aapne padha vikram ko hospital me admit kiya jaata hai jaha dr batate hain ki koi bahut badi problem nahi hui hai kuch stitches lagane pade hain aur uske baad Acp aur JITENDRA ki chhoti si baat hoti hai jiske turat baad hi paridhi aur jitendra kisi hotel ko nkal jate hain
AB AAGE
Dr kya main vikram ko ghar le ja sakti hun... Rajni dr ke cabin me aate hue bolti hai
Dr~le ja sakti hain Lekin agar kuch din yahin rakhte to achha hota
Rajni~kya Koi chinta ki baat hai
Dr~Nahi aisi koi baat nahi hai rajni ji Kuch din tak use dekh rekh ki jaroorat hai fir Injection v to har roj lagana padega
Rajni~Uski dekh rekh Main kar lungi aur injection ke liye aap nurse ko bhej diya kijiyega
Main bill pay kar dungi
Dr~Thik hai Bas dhyan rakhiyega jyada hil dul na kare warna taanke khich sakte hain
Rajni~ji shukriya dr dhyan rakhungi
Rajni dr se baat kar vikram ke room me aa jati hai Jahan Divya aur naina vikram se baate kar rahe hote hain
Maine saari formalities puri kar di hai Ab tum ghar chal sakte ho....Rajni vikram se kehti hai
Sach me... thank god mujhe to laga tha 2-4din yahi rehna padega.....Vikram khus hote hue bolta hai
Arun kumar~Lekin Dr sahab ne Aaj hi kaise discharge kar diya
Unhone kaha sab theek hai Bas ise achhe dekh rekh ki jaroorat hai... bhala mujhse behtar iska khayal kon rakhega...Rajni vikram ke sar par hath ferte hue kehti hai...
Arun kumar vikram ko sahara dekar bed se khada karta hai...
Arun kumar~To chalo mere sher tumhe gaadi tak chhod du
Sab log Rajni ki car ke pass aa jate hain Aur vikram ko gaadi me bitha dete hain
Kisi baat ki chinta mat karna Vikram apne papa se kehna unhone ek sher ko Paala hai....
Arun kumar haste hue vikram se hath milate hue bolta hai....Jiska jawab vikram sirf muskurakar deta hai
Bye vikram Main kal tumse milne aaungi mujhe address send kar dena.... Divya vikram ko chhota sa hug dete hue kehti hai
Theek hai par dhyaan se aana kahi kisi ki bike mat thok dena.... Vikram haste hue kehta hai
Divya Narajgi dikhate hue Naina aur vikram ko bye bol Arun kumar ke sath gaadi ki or chal deti hai
Vikram naina ko kuch na bolta dekh isharo me kya hua puchta hai
Main v tumhare sath aana chahti hun....Naina vikram ke pass akar dheere se kehti hai
Pagal mat bano naina ghar jao....Vikram fusfusate hue kehta hai
Aunty kya main Aapke ghar aa sakti hun.... Naina is baar sidha rajni se puchti hai jo gaadi ke bahar naina ke jaane ka intzaar kar rahi thi
Kya kar rahi ho naina... ghar jao kal aa jana divya v aayegi.... Vikram naina ka hath pakadte hue dheere se bolta hai taaki uski maa na sun le
Rajni~Beta aapke gharwale chinta kar rahe honge aapko ghar jaana chahiye kaafi raat ho chuki hai
Naina~Maine ghar me bol diya hai Aaj Divya ka birthday hai To uske ghar rukungi... plz aunty aane dijiye na
Naina ne Gharwalon se jhoot bola hai ye jaankar rajni Vikram ki taraf ishare se puchhti hai kya chal raha hai ye
Vikram Jo naina ki baaten sun sar pakde hue tha..Rajni ko apni taraf dekhta pakar dheere se naina se Request karte hue
Maan jao naina ghar jaao... plzz
Maine kaha na main aaungi.... Naina Gusse me vikram se kehti hai
Vikram naina ka hath pakad use shant karne ki kosis karta hai
Rajni Naina ka gussa dekh samajh jati hai ki ye ladki koi aur nahi naina hai jo uspar apna haq jata rahi hai
Thik hai beta aa jao waise v iske papa ghar pe nahi hai to mera v man lagega....Bolte hue rajni driving seat par baith jaati hai
Aap aage aage chalo main piche se apni car se aati hu....Bolte hue naina car se utarkar apni car me ja baithti hai
Rajni car lekar aage aage chal rahi thi aur naina uske piche....
Vikram~Mom Aapne kaha dad ghar pe nahi hain
Rajni~Tere papa dopahar ko hi delhi gaye hain
Parson aayenge
Tabhi to main sochu hospital kyu nahi aaye
waise papa mujhpar gussa the kya ye sab jaankar....vikram Thoda dukhi man se puchta hai
Rajni~Nahi beta Wo to ghar aane ka bol rahe the... par maine kaha wahi reh jaaiye badi deal hai Aur Unhe bol diya hai ki tujhe ghar le ja rahe hain... chinta ki baat nahi hai..
Ye ladki naina hai na...Rajni muskurate hue vikram se puchti hai... rajni ki muskurahat vikram mirror me dekh sakta tha
Vikram hadbadate hue haan me sar hilata hai jaise uski chori pakdi gayi ho
Mom main aapko sab batane hi wala tha...... Chup ho ja warna lagaungi ek Subah jab maine pucha ye naina kon hai tab to bada bol raha tha koi film ka scene dekh liya hoga Vikram ke pura bolne se pehle hi rajni jhutha gussa dikhate hue bolti hai
Sorry mom mujhe thoda ajeeb lag raha tha
Uswaqt aapne achanak hi uska naam le liya tha
..... vikram dheere se najre churate hue bolta hai
To kya ye meri hone wali bahu hai... Rajni muskurate hue bolti hai
Rajni ko muskurate dekh vikram Sharmate hue bolta hai... Aap kya bol rahi ho mummy Abhi to uske liye bahut time hai...
Rajni~matlab bahu hi hai... Waise achhi bahu dhundhi hai tune ... tujhe Bhigi billi bante pehli baar dekha hai kisi ke saamne papa ko chhodkar
Yun hi baate karte karte VIkram ka ghar aa jata hai rajni Horn bajati hai to watchman nind se uthkar main gate kholta hai...
Naina to aankhe faade us aalisan Mahal ko dekh rahi thi jiski boundry ke andar abhi abhi usne enter kiya tha...Naina ne kabhi socha v nahi tha ki vikram itna ameer hoga na kabhi vikram ke background ko jaane ki kosis ki thi uske liye to bas vikram ka pyar hi kaafi tha par is mahal ko dakhkar uski aankhe jaroor chakachondh ho gayi thi... main gate se us mahal tak pahuchne me lagbhag 20 sec lage the naina ko tabtak usne niche se upar tak pura muaayana kar liya tha...
Tabhi rajni car Park karti hai....Aur gaadi se bahar aa jati hai...Naina v gaadi side me khadi kar bahar nikal vikram ko sahara dene Rajni ki car ke pass aa jati hai
Teeno log ghar me praves karte hain... Andar se ye ghar aur v khubsoorat dikhta tha... uski najar saamne ki diwal par lage photos par atak jaati hai... Jisme vikram ke bachpan se lekar ab tak ko bahut saari photos lagi hui thi...
Kya hua naina upar chalo vikram ka room wahin hai.... rajni naina ko un photos me khoye hue dekhkar bolti hai
Haan..photos bahut pyari hai... Naina najre niche karte hue bolti hai aur upar ki taraf jaane lagti hai....
Vikram ko bed pe bithane ke baad rajni naina se kehti hai Chalo dusre room me fresh ho jao main tumhare size ke kapde mangwa deti hun
Rajni kisi ko call karti hai aur kuch kapde lekar aane ko bolti hai..
Idhar Paridhi Aur jitendra hotel me khane ka intzaar kar rahe hote hain jinko order diye 15 min se jyada ho chuka tha
Meri bhukh se jaan ja rahi hai jitu... yelog kitna late karte hain yaar... paridhi Table pe shar rakhte hue bolti hai
Meri pari ki jaan itni sasti Thodi hai Jo bhookh se jaane dunga.... JITENDRA paridhi ke gaalon pe hath ferte hue bolta hai aur khada hokar gusse me WAITER ko aawaz lagata hai
Sorry sir... Maanfi chahte hain madam aapko intzaar karna pada....Bolte hue do waiter Aa jata hai hath me fulon ka guldastha liye
Sir aaj hamara 10th anniversary hai to humari taraf se sabhi couples ko special treatment di ja rahi hai....Tabhi Spotlight ghumti hui paridhi ke upar aakar rook jati hai
This is for your beautiful date sir...Waiter bolte hue fulon ka guldastha jitendra ke hathon me thama deta hai
Aur ye spotlight kisliye hai... jitendra guldastha lete hue waiter se puchhta hai
Sir ye spotlight jis v Table pe rookti hai unlogo ko aaj free of cost dinner diya ja raha hai aur sath hi hum bajayenge khas aapke liye ek romantic gaana jispar aapko dance karna hai
Taaki aajki humari shaam yaadgar ho sake
So please sir mam dil khol kar dance kijiye It will be our pleasure sir
JITENDRA paridhi ke najdik aakar puchta hai ab kya karen... Paridhi khadi hote hue jitendra ke kaan me muskurakar kehti hai dance to main Kabhi v kahin v kar sakti hun
Intzaar kiska hai bajao fir...Jitendra waiter se kehta hai
Tabhi gaane ki dhun start hoti hai...
Paridhi Jitendra ke gale me apne dono hath daal beat pe hilne lagti hai Jitendra pardhi ke gaalon ko chhuta hai aur apna hath kamar pe rakh deta hai... dono hi gaane ki dhun pe dance kar rahe the.. tabhi gaana start hota hai
...jiske sath hi inka romantic dance v shuru ho jata hai...
Mohabbat ibadat shikayat main jisse karoon
wo tum ho tumhi ho jaanejaan
Gujarish ya khwahish farmaish main jisse karoon wo tum ho tumhi ho Saathiyaan
Chehra tera maange aankhe meri ooo jaana
Teri justjoo me katta har din mera
Jaana ve jaana ve mohabbat karte rehna re
ho mausam chahe kaisa v hamesha mera rehna re
Jaana ve jaana ve mohabbat karte rehna Re

Iske sath hi jitendra paridhi ki kamar pakad hawa me utha kar ghuma deta hai..
Khayalon me maine tujhko buna tha
Hakeekat me mujhko tu mil gaya
Yahi soch ke main khud hairan hu
Rab ko ye kaise pata chal gaya
Likhi thi mukaddar me chahat teri oo jana
ki tu jahan me mera ho hi gaya
Jaana ve jaana ve muhabbat karte rehna ve

..... Gaane ke khatm hote hi jitendra aur paridhi ke hoth aapas me mil jaate hain aur Behpanah muhabbat ki aagosh me ek dusre ko chumne lagte hain... dono Ke hoth aapas me aise mile ki wo hotel ke restaurant ke bich me hain unhe ehsas hi na raha..... Tabhi taaliyon ki aawaz se unka dhyan bhang hota hai aur gesture me sar jhukate hue apne table pe aa baithte hain
Toorant hi waiter dishes lekar haajir ho jata hai
sir & mam it was real pleasure for my eyes to watch Your dance....Now enjoy the dishes
Waiter dance ke liye abhar prakat kar Waha se chala jata hai
Sabko itna achha laga kya saare log hume hi dekhte hue baate kar rahe hain...Paridhi logon ko apni taraf dekhta pakar bolti hai
Jitendra paridhi ka hath apne hatho me lekar paridhi ki aankho me dekhte hue pyar se bolta hai..... Yelog jab yaha se niklenge na To pata Hai ye bahar jakar sabko batayenge ki inhone ek khubsoorat si pari ko dance karte hue dekha
Lekin abhi to humne dance.... Paridhi bolte bolte samajh jaati hai ki jitendra usiki baat kar raha hai...Aur haste hue kehti hai.
Kya Sach me main tujhe pari jaisi dikhti hu
Haaye meri pari Kya bataun main aapko kaas ki main sabdon me bayan kar pata....Kaas ki Aap meri aankho se khud ko dekh paati... Fir aapko pata chalta ki main jab v pariyan kaisi hoti hogi sochta hun.... to mujhe aapka chehra dikhai deta hai.... Main jab v Sochta hun saagar kitna gehra hoga aapki aankhe yaad aati hai
.....Kaas ki aap kya ho sabdon me bayan karna mumkin hota....
Jis kadar JITENDRA paridhi ke bare me paridhi ko bata raha tha... use dekhkar paridhi Apne bhai ki aagosh me simatna chahti thi par ye is wakt mumkin nahi hai ye sochkar Uske hathon ko chum leti hai aur khana khane ke liye kehti hai....
Idhar vikram ke ghar me Teeno apne apne room me the rajni so chuki thi vikram ko nind aa rahi thi par jara si aankh lagte hi dard ke karan nind gayab ho jati thi... lekin Naina jaag rahi thi uski aankhon me aansu the pashataap ke aansu naina ko aisa lag raha tha vikram ki halat ka jimmedar wahi hai... usine vikram ko mall jane ke bola tha ye plan v usi ka tha...
Yahi sab sochkar naina khud ko dukhi kar aansu bahaye ja rahi thi.... Naina kuch sochkar kamre se nikalti hai aur vikram ke room ke pass aa jati hai.... Vikram ka room khula hua tha Naina vikram ke kamre ke andar aa jati hai
Aur Uske ghao ko chhukar uska dard mehsus karne ki kosis karne lagti hai.... uski ungliyan jaise hi taankon se touch hoti hai... use ek ajib sa dard mehsus hota hai jo uske dil me uth raha tha... Tabhi vikram jo aadhi nind me tha apne ghao par kisi ki ungliyan aur subakne ki aawaz se jag jaata hai
Vikram andhere me v naina ko pehchan jaata hai...
mujhe maanf kar do vikram... ye sab meri wajah se hua hai... tum kehte rahe ye idea sahi nahi hai... par maine nahi suni.. Tumhari is halat ki jimmedar main hu... naina Dil me dard aur aankhon me aansu liye vikram se maanfi maang rahi thi
Par vikram jaanta tha naina ki isme koi galati nahi hai...Na galti divya ki hai ... Naina ne apne dost ke liye wahi kiya jo use khusi deti aur na hi divya jaanti thi waha jaane se aisa kuch ho sakta hai
Isme tumhari koi galati nahi hai naina ro mat
Vikram naina ki ungliyan thamte hue kehta hai
Vikram ke ungliyan thamte hi naina Ki aankho se aansu jharne ki tarah girne lagti hai Vikram naina ko rota hua dekh bechain hone lagta hai use jitna dard pehle nahi ho raha tha usse kahi jyada dard ye sochkar ho raha tha ki naina khud ko kusurwar samajh rahi hai jab ki isme iski koi galati hi nahi hai vikra. apna dard bhul andhere me naina ke chehre ko tatolta hai aur uski aankho se aansu pochta hai
Pata hai tumhe rota hua pakar mujhe ajeeb sa dard mehsus ho raha hai jo mere dil me uth raha hai...ye mujhe bechain kar raha hai naina
plzz rona band karo... Vikram naina ke gaalon ko sehlate hue bolta hai
Naina Apna hath vikram ke hath par rakhte hue bolti hai....Mujhe maanf kar do vikram .... agar
Mujhe pata hota.... Naina ne itna hi bola tha ki tabhi vikram uski baat ko katte hue gusse me bolta hai... agar tumne rona band nahi kiya na to main abhi uthkar bahar chala jaunga fir chahe mere taanke khule ya mujhe dard pahuche
Naina vikram ke muh se uthne ka naam sun darr jati hai aur turant hi rona band kar deti hai
Nahi ro rahi hun main ab khade mat hona....Naina apne aansu pochte hue kehti hai
Vikram ko naina ki ruhansi aawaz sunkar man hi man hasi aa jati hai
Aao Mere sath let jao... vikram Usi gusse wali tone me kehta hai
Naina jaise hi letti hai apne sar ke niche vikram ki baanhe pati hai... naina jhat se uthkar baith jaati hai... dard to nahi hua na vikram sorry mujhe dikha nahi...maanf kar do
Let jao naina kuch nahi hua.... vikram usi tone me fir se kehta hai
Nahin tumhe dard hoga apna hath hatao waha se.... naina masumiyat se kehti hai
Chupchap leto kaha na maine.... vikram is baar thoda aur banawati gusse se kehta hai
Bahut hua vikram aise gussa karoge to main fir se roni lagungi.....Naina ki aawaz Bhari thi jaise abhi hi ro degi...
Jise dekh vikram bade hi pyar se kehta hai...
Plzzz plzz naina rona mat main majaak kar raha tha... please mat rona bolte hue vikram Naina ko apne sath lita leta hai
Ek to main pehle se dukhi hu aur tum mujhe aur daant rahe ho... Naina ruhansi aawaz me lete hue vikram se bolti hai
Vikram divya ki taraf ghum jata hai jisse donk ka chehra aamne saamne tha vikram Naina ki saanse apne gaalon pe mehsoos kar pa raha tha... Vikram pyar se uske chehre pe hath rakhta hai aur uske gaalon ko sehlate hue bolta hai......
Sorry na naina tum chup hi nahi ho rahi thi isiliye maine Aisa kiya main sach me tumhe kabhi daantne ki soch v nahi sakta.... Itna pyaar karta hu main tumse
Naina subakna band kar deti hai apne gaal par vikram ke hath ko firta hua pakar naina ko sukoon mil raha tha jo aaj use shaam se hi naseeb nahi hua tha...
I am sorry maine mall chalne ke liye jid kiya.... naina vikram ke gaal par hath ferte hue kehti hai
Vikram apne gaalon par firte hue naina ke hath ko chum leta hai
Vikram~Pata hai maine aaj subah hi ek sapna dekha tha jisme meri naina mere sath isi bed par aise hi lete hue mere gaalon ko sehla rahi thi...Aur dekho wo sapna sach ho gaya
Naina~Kya tum sach me mujhe sapno me dekhte ho
Sirf dekhta nahi kiss v karta hun...vikram muskurate hue bolta hai
Naina andhere me v vikram ki khusi ko mehsus kar pa rahi thi jo use kiss ke jikra se mili thi
Naina apne hoth vikram ke hoth par rakh ek lambi kiss Karne lagti hai
Vikram ki aankhe band ho chali thi
Vikram Ko aisa lag raha tha jaise saari kaayanat ki khushi use ek hi sath mil rahi hO
Jaise hi Naina apne hoth alag karti hai vikram kuch bolne ko hota hai par divya uske hotho pe apna hath rakh chup kara deti hai.....
Naina khud ko samet kar vikram ki chhati me apna chehra chhupa leti hai aur sone lagti hai
vikram muskurate hue naina ke baalon par hath ferte hue aankhe band kar leta hai.....

Last edited: