• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Laa-Waaris .... Adult + Action +Thrill (Completed)

How many numbers do you give to this story?

  • 100

  • 90

  • 80

  • 70

  • 60

  • 50

  • under 50

Results are only viewable after voting.

kumarrajnish

kumaruttem
1,411
3,925
159
Update ::: 24
*************

paanchu gunde maare gaye the, aur kisi ko karna ka moka hi nahi mila tha, sabb hi khamoshi se is dunya ko chhod gaye the.. mujhe kuch zayada mehnat nahi karni padi thi.. bass darindgi ka muzahira karna pada.. aur paanchu hi palak jhapatke maare gaye..

maine ek nazar cabin ko dekha. ye cabin office type nahi tha. andar 2 khatiya padi hui thee. 3 chair thee, ek table tha, 2 chote table the. deewar ke sath ek sufe pada tha.. sufe ki back side deewar par ek lakdee ki almari bani hui thi..

cabin andar se paint nahi kiya hua tha, matlab factory abhi aunder construction thi. maine pehle teeno gundo ki jeeben khali kar leen. jo kuch bhi tha, in sabb ki pocket me, sabb nikaal k ek jaga ikatha karne laga, abhi check nahi kiya tha kitne paise han. sabb ek baar hi dekhna chahta tha. sabb samaan ko ek jaga rakhne ke baad maine pure cabin ko dekhne ka socha..

fir mind me aaya k koi haal me bhi aa sakta hai. pehle udhar se khud ki safety ka intezam kr lena chahiye... maine se sabb samaan wahi pada rehne diya aur firse haal me wapis aa gaya, pure haal ko dekha aur fir haal me aane ke liye raasta dekhne lag. ek raaste se to main neeche aaya tha, dusra kahan hai, main wo dekhne laga.

haal ek canal se kuch hi kamm tha aur carton kaafi the is haal me, haal ke ik side me andar aane wala ek bada door tha. main udhar chal pada aur fir wahi se bahar dekhne laga..

puri factory sansaan thi, is factory ke do buildings thee. ek me main tha aur dusri mujhse 200 meter ki duri par thi. aur uski construction zayada tar complete ho chuki thi. maine aas paas dekha to to dusri building ke pass parking ki jaga bani hui thi, aur wahan 1 jeep 1 car aur 2 bike bhi khadi hui theen.

matlab us area me koi ho sakta tha. mujhe mera kaam karke nikal jaana chahiye tha, abhi main sabhi ko to maarne se raha, pehle mujhe renu ko nikalna tha, aur khud ko mumbai me settle karna tha, baaki ka baad me sahi. maine haal ke darwaze ko andar se band kiya aur haal me mare pade gundo ke paas ja kar unki jebe bhi khali karne laga. fir andar ja kar pure cabin ki talashi lene laga. lekin andar se aur paise mujhe nahi mile... maine gundo ke paas se mile hue paiso ko ikatha kiya aur unhe count karne laga..

"waah mazzaa aaa gayaaa."

paanchu gundo ki pocket se mujhe 80 hazar k kareeb rupe mile the, aur ye mere liye bohut the, main in paiso se hi na-jaane kitne bana sakta tha. filwaqt ke liye to meri paison wali tenison khatam ho gai thi...

abb mujhe boxes me dekhna tha mere kaaam layak kya kuch ho sakta hai un boxes me. maine ek box ko khola to usme mujhe aur chhote chhote boxes dikhe maine ek chhote box ko khola to usme shirts pack ki hui dikhen. maine 3-4 boxes chhod ke ek aur box ko khol ke dekha to wo bhi shirts se bhara hua tha.. aise hi maine kai bade bade carton khol ke dekhe. kisi me mujhe shirts, to kisi me pent dikhi, kisi me chamde ke peice pack kiye hue the. to kisi carton me machino ke parts pack kiye hue the.. shayad ye garments factory ka samaan tha.

agar yahan aisa sabb samaan hi hai to fir gundo ka yahan kya kaam, aur wo bhi itne, and with weapons.

kuch to aisa ha jo mujhe dikh nahi raha tha yahan par..

maine fir se pure haal par nazar daudaai aur sabhi baxes ko ek nazar dekhne laga. sabhi carton ek jaise hi dikh rahe the. kaise pata lagaya jaaye, kis box me kuch khaas hai.

kuch faasle par 4 carton boxes ke upar kuch aur chhote chhote carton pade hue the. wahi mujhe kush mashkook dikhe to maine unhi cartons ki taraf badh gaya. aur upar wale chote chhote carton ko side me karne laga.

kuch der neeche wale bade carton upar se khali ho gaye to maine unhe kholne shuru kar diya, carton khule to andar dekh kar meri ankhen hi apne size se badi ho gai thee... andar bohat kuch tha. ek carton me sone ki tikkiyan theen. itna sona saala kahi bahar se hi to mangwaaya gaya hoga. maine dusre carton me dekha to usme bhi sona hi tha. total char bade carton the. main baaki ke do carton bhi khol ke dekh lena chahta tha..

dusre do carton me mujhe weapons dikhe. pistols aur rifles thee. maine do pistol aur kuch magazine ko ik side me kar diya. aur fir sochne laga k abb kay karna chahiye..

mujhe laga k ye sona mere kaam ki cheez hai. aage chal ke kuch kaam bann sakta tha... lekin fir socha k paisa jitna paas ho wo sahi hai, uski zayada tension nahi hoti. abb main sona kahan le jata fironga. aur kahan bechta fironga. kahi kisi ki nazron me naa aa jaaon. aur renu ko bachane ki bajaye kisi aur khatre me pahnsu... lalach achchi baat to nahi hai..

lekin sahi samay ke liye kahi chhupa kar bhi rakha ja sakta tha. paas me hi kuch
faasle kuch faasle par veraana tha, kahi bhi chhupaya ja sakta tha. yahi soch kar maine jaldi se hi pehle ek bada kapda dekha aur sone ko us kapde me dher karne laga... fir maine socha k isse se kaam nahi banega.. uthana mere liye masla nahi tha. ise factory se bahar le jaana masla tha.. aur mujhe factory se bahar nikal kar pehle dekhna tha k mai sona kaise yahan se asaaani se le ja sakta hon.. aur mujhe time waste na karte hue yahan se sabb niklana tha..

maine haal ka survey kiya to mujhe kuch nahi mila, haan tap mili thi, carton ko band karne ke liye, aur seel lagane k liye. main sochne laga k kya karna sahi rahega...

pehle maine back side se factory se bahar jaane ke raaste ko dekhne ka socha, maine upar ke floor ki taraf badh gaya, aur fir main deewar ko dekhne laga. 10 feet door deewar thi.

jitni taqat aur furti thi mujhme mere liye yahan se sone ko bahar phenkna mushkil nahi tha. main wapis aaya aur sochne laga k sona bahar kaise le jaya jaaye. boriyon me ya kuch aur bhi best rahega...

fir mujhe achanak se chhote chhote carton yaad aye to maine wapis aaye aur chhote chhote cartons ko khaali karne laga. aur usme sona bharke un chhote boxes ko tap se seel karne laga...

sona itna tha k chhote chhote 25 carton bhar gaye the. aur chhote carton 1.5 and 2 square feet me the. itna sona agar main laalchi hota to shayad maare khushi k mera dil hi band ho jaata.. lekin mai laalchi nahi tha.

main fir ek ek karke saare hi carton ko upar wale floor par aa kar khidki ke raaste factory se bahar phenkne laga..

mujhe is sabb me 2 ghante lage the. warna ye kaam 6 ghanton ka tha. parr main abb aam nahi raha tha. main sabhi kaamo me kamaal ka insaan ban gaya tha.. abb mujhe in sabhi sone ke chhote boxes ko kahi chhupa tha. aur fir factory ko aag laga deni thi. kisi ko shak na rahe k sona koi le gaya ha.

4 bajne wale the aur mujhe jaldi hi yahan se nikalna bhi tha. kahi koi aa hi na jaaye. kisi ko aana to nahi chahiye tha. yahan wo jeep wale aa kar chakkar laga to gaye the. abb mera nahi khayal tha k koi firse aayenge check karne k liye..

main jaldi se bahar aaya aur dusri paas ki factory me ja ke dekhne laga k andar koi hai ya ye bhi khaali ha. honi to khali hi chahiye thi, abhi under construction hi theen teeno factories..

maine dusri factory me dekha to wo mujhe khaali dikhi... maine us factory k andar ek jaga dekh kar so sona chhupana shuru kar diya. ek sone ke box ko maine side me rakh liya tha.. maine kuch aur plan bhi kar liya tha.

40 mint me ye kaam bhi ho gaya to main wapis aaya aur factory k haal me jaa kar sabhi lashon ko ikatha kiya aur fir weapons ke sabhi boxes ko khol kar kuch faasle par aag laga di..

aur daud kar factory se bahar aa gaya, maine bahar rakha hua box uthaya main tezi se bhaagta factory se door hone laga.. mere bhaagne ki speed bohat thi. kuch hi der me main factory se bohat dur tha..

jis factory me maine sona chhupaya tha main us factory ek against side me bhaag raha tha.

pehle maine socha tha k aag lagne se kam hi kisi ko pata chalega k sona ghayab bhi kiya sakta han. par fir maine socha k smugler log har baat sochte han. to maine unko gumra karne k liye factory ki mukhalif side me kahi suragh chhodna chahiye. aag lagne aur loss uthane k baas pure hi area ko chhana jayega. to sone ke box me kuch sona kuch milne se sabb hi ye sochne lagenge k sona sachh me hi kahi aur ke jaaya gaya ha. aur wo sabb hi dusri factory ki taraf dhayan nahi de paayene..

kuch door veraane me maine sone ka box khola aur kuch sone ki tikkiya phenk deen. aur aise hi road ki tarat chalte hue clue chhodta gaya.

ek carton me kuch guns bhi pack karke maine dusri factory me chhupa di theen..
factory ki aag se sabhi ka hi is taraf dhyaan ho gaya tha. aur road ki taraf se log bhaag kar factory ki aa rahe the.

abb mujhe shehar jaana tha aur khud ka getup bhi change karna tha. agar kisi ne mujhe dhabe par dekha bhi tha, to wo mujhe baad me pehchan na sake..

main road k paas pohncha aur mud kar factory ki taraf dekha. factory ki weapons wali building puri hi aag ki lapet me thi. abb wo kisi bhi waqt blast hone wali thi, kisi ko kya pata andar kitna barood hai.

stupid log kahi blast me maare hi na jayen.

main ye sabb dekhne k liye nahi ruka aur paidal hi aage badh gaya, abb mujhe shehar me jaane ke liye kisi se lift mangni thi.

koi rikshaw ya taxi agar mil gai to achcha hota mere liye. lekin mujhe koi rikshaw ya taxi nahi dikhi. main paidal hi shehar ki taraf badhne laga..

mujhe shehar me ya kisi aur jaga koi ghar bhi dhundna tha..

********************************************************************************

renu ka dil aaj kuch zayada hi jhoom raha tha, aaj suba se hi wo naha dho kar ghar ke kaamo me khud ko busy kiye hue the...

jabb se renu ne raja ke dil ki sada suni thi, renu har dumm hi khush khush rehne lagi thi. zaheer ki maa, zaheer ke papa aur behen renu ke liye khush the, kisi ko bhi renu ki baat ka yakeen nahi tha. k usne raja ke dil ki sada suni hai, par sabb hi renu ko khush dekh kar khush the....

zaheer ki halat abb bohut behtar thi. zaheer ki dsuri ankh ka abhi takk kuch nahi bana tha. par zaheer k mohn ka infection abb 70% theek ho chuka tha, agle 10-15 dino me zaheer k mohn ka infection khatam hone ke amkaan the, tabb firse test kiye jaate..

un test se hi pata chalta k zaheer bolye layak kab takk ho sakta ha. mouth infection ki tension kisi hadd takk khatam ho gai thi. jabb tab zaheer ke mohn ka infection khatam nahi hota, usay hospital me hi rehna tha, kyunki doctors ka kehna tha k patient aksar ghar me rehte hue laparwa ho jaate han, aur infection ke bigadne ka andesha badhne lagta hai..

zaheer ghar jaane ke liye bechain tha, parr zaheer k ghar wale use samjhtate the k kuch din aur wait kar lo. fir hamesha hi to ghar me rehna tha..

zaheer bhi sabb samjhta tha, lekin hospital life jeena bhi to asaan nahi hota. zaheer aksar disturb ho jaya karta tha..

renu kabhi bhi zaheer ke ghar se nahi nikli thi. uske liye ghar se nikalna khatarnaak tha. aur renu ko bhi ghar se bahar kahi jaane ki khawahish nai hui. renu to bass raja me hi gumm thi, pehle raja k dukh me thi, to abb raja ke
aane ki khushi me rehne lagi thi.. har guzarte din hi renu ko batane lagta tha k raja abb jald hi usse milne wala ha. renu ka ek ek lamha chehakte hue guzar raha tha.

aaj renu ko mumbai ki hawaan me raja ki khushbo mehsus hone lagi thi, islilye aaj wo bohat khush thi... aur liaba ke gaalon ko baar baar choom rahi thi.

shayad laiba ko raja samjh kar dil ki hasrat puri kar rahi thi..

************************************************************************************

sanjay ki study to adhuri reh hi gai thi, wo 1st year me tha jabb wo kidnap hua tha. business sanjay ke papa ka bohut hi wasee tha, to office me ja ke khud ka business samjhne me laga hua tha....

aksar insaan apni life me wo kaam bhi karne lagta hai, jisse usay kuch hasil nahi hone wala hota, sanjay raja ko bhul kar business ko seekhne me laga hua tha, wo jaanta nahi tha, k business seekhna uske kuch kaam nahi aane wala.

raja abb sanjay kya, sanjay ki maa ko bhi nahi chhodne wala tha. friendship me daga bhi maaf kiya ja sakta hai, par izzat ki taraf dekhne walun ke liye maafi ki koi gunjayesh nahi hoti. aur raja sabhi ke sath kuch aisa hi karne wala tha...

sanjay baad me bhi raja ki madad karke renu ko aur raja ko azaad karwa sakta tha, parr sanjay ne aisa kuch nahi kiya, aur yahi sanjay ki sabse badi galti thi, raja aur renu ne sanjay k liye kya kuch nahi kiya tha..

sanjay k aaane se sanjay k gharwale sabhi bohut khush the. raja aur renu is family ke liye kabhi zere behs aaye hi nahi the. deepti kabhi apne maike aati to renu ka zikr kar leti thi, baki kisi ko koi khaas fark nahi pada tha.

akhil bhi shuru me renu k jaane se bohut ghusse me aaya tha, kai din takk wo aag me jalta raha tha.. parr renu ka kahi se koi pata nahi chala tha.

2 hafte to wo upset raha, fir renu ko chhod kisi aur ke peechhe pad gaya..

rajeev apni kothi me bane ek secret room me betha apne ek dost se fone par baat kar raha tha. k uska dusra fone shor machane laga. rajeev ne fone utha kar number dekha..

rajeev:- avinash yrr main ek call attend kar lon, tum fone matt rakhna.

avinash:- rajeev tum call sunlo, main yahin hon.

rajeev ne fone uthaya aur dusri taraf se hone wali baat ko sunne laga, jaise jaise rajeev bat sun raha tha, vaise vaise uska ghussa bhi badhta ja raha tha.

fir wo chillate hue uth khada hua..

rajeev:- sabb ke sabb kahan marr gaye the, jabb ye sabb hua, koi kuch kar kyun nahi paaya.. jaante ho usme mera aur dusre logon ka kitna maal pada hua tha.. main tumme se kisi ko bhi zinda nahi chhodoga. koshish karke sabb bachaa lo, warna tumme se koi nahi bachhega..

rajeev ne fone kaat diya..

avinash:- kya hua rajeev, aisa kya sun liya, aur maal ka kya chakkar hai..

rajeev:- aninash hamari nayi factory kisi waja se blast ho gai hai, aur sone ka saara stock bhi wahi hai, weapon bhi wahi han. aur bhi bohat kuch hai. maine wahan 10 guards bhi rakhe the..

avinash:- oooo. rajeev ye to bohat badi gadbad ho jaayegi. wo sona to abhi tumne baanta hi nahi, aur wo to itna ha, k sone k hissedaar hungama khada kardenge.

rajeev:- ab kya karon yrr, do din baad sabhi ko delivery dena thi. hathiyar to fir bhi aa sakte han, par sone k laane k liye to ek lamba procedure hai yahan takk laane ke liye. pehle hi usay mumbai pohnchne me 2 mahine lag gaye the..

avinash:- tum pehle sabb dekho, aur mujhe bataao. fir kuch sochte han.

rajeev:- haan theek hai, main pehle is matter ko dekh loon..

rajeev ne call cut ki aur sarr pakad kar baith gaya. rajeev soch raha tha k wo is loss ko kaise pura karega. dil hi dil me dua kar raha tha, k sona aag ki waja se pighalne se bach jaaye..

rajeev ka fone firse bajne laga to number dekh kar wo tension me aa gaya tha, sone k hisse-daaron me se ek ka fone aa gaya tha. factory me lagi aag k baare abb sabhi jaanne lage the. abhi to rajeev ko na-jaane kitne hi fone aane wale the.

rajeev ke liye ek badi problem create ho gai thi.

raja k hatho anjaane me hi rajeev ko ek gehri chot lag gai thi. sona croro ki maaliyat me tha. aur weapons bhi achhi khaasi amount me tha...

rajeev ke liye tension badhti ja rahi thi.. rajeev chalta hua neeche drawing room me aaya, wahan sabb hi bethe hue the.

rajeev ke chehre par 12 baje dekh kar sabb hi rajeev se waja poochhne lage..

rajeev:- is baar aane wali delivery bohat badi thi. sirf sona hi 95 crore ka tha. aur bhi bohut kuch tha, wo sabb jis factory me rakha gaya tha, wahan aag lagg gai hai. abb pata nahi waha kuch bacha bhi hoga, ya sabb hi barbad ho chuka hai.

sabb hi rajeev ki bat sunkar sannate me aa gaye the..

jatin:- papa ye kaise ho sakta hai. wahan hamare guards k hote hue ye sabb kaise ho sakta hai.. aag aise hi to nahi lag sakti, kuch to gadbad hui hogi wahan.

akhil:- haan papa, wahan kuch aisa tha bhi to nahi, mujhe lagta ha, k sona waha se koi utha ke le gaya hai, aur baad me aag laga kar hume gumraa karne ki koshish ki gai ha.

rajeev:- han akhil, aisa bhi kuch ho sakta ha. tum jalsi se sabb dekho, aur jatin tum haamre sabhi admiyon ko wahan aas paas ke area me checking me lagwa do. abhi aag lage kuch hi der hui ha. dekho kuch pata chalta hai kisi baat ka.

akhil,jatin:- ok papa hum lag jate han kaam pe..

mujhe jald hi kisi truck wale se lift mil gai thi, jisne mujhe taxi stand k paas utaar diya tha. city ka main area tha ye bhi, parr abhi mujhe yahan nahi rukna tha.

mujhe khud ko badalna tha, bohut saalon se insaan banne ki hasrat thi, jise aaj pura karna tha, naye kapde lene the, aur ek ghar bhi rehne ke liye dhundna tha.

taxi me betha maine taxi driver se hi poochh liya koi makaan kahi khaali hai to. to driver me mujhe bataya k ek colcony me ke makaan khaali hai, aur karaya bhi theek hai, par hai wo colony se hat ke..

mere liye to ye best tha, maine taxi wale ko usi jaga lejaane ka keh diya..

20 mint baad hi usne mujhe makaan ke paas la chhoda, aur mobile nikal kar makaan maalik ko fone karne laga.. makaan malik colony me hi rehta tha. wo jald hi hamare paas aa gaya..

10 hazar rent tha makaan ka... mujhe zarurat nahi thi behs ki, isliey maine foran hi ok bol diya, aur maalik ne makaan ka lock hata diya. taxi wala bhi mere sath hi andar aaya makaan 4 kamro ka tha. upar ek chota sa kamre bana hua tha, wahan ek bath bhi tha, neeche ka hisaa bhi sabb theek tha..

maine kamaan maalik ko 30 hazar diye. kamaan malik khush hoke chala gaya. to maine taxi wale ko uske rent ko double de diye.. wo bhi khush ho gaya.

maine apna sone makaan ke ek room me hi chhupa diya tha..

raja:- mujhe yahan ka jo best saloon hai, us baare me bataao aur agar yahan paas me hi koi market hai, jahan se main apne liye shopping kar sakon to muje wahan le jaao.

taxi wala to pehle se hi khush tha, wo mujhe pehle market le gaya, wahan se maine kuch dress kharide, aur fir taxi wale ne mujhe ek best saloon par la ke chhod diya..

taxi wala:- bhai tum andar se free ho kar aa jao, main bahar hi aapka intezar karta hon... maine usay kuch nahi kaha aur saloon me enter ka gaya..

2 ghante baad jabb main saloon se nikla to maine pura hi badal chuka tha... mera rang bhi pehle se saaf ho gaya tha. aur personality bhi ubharne lagi thi..

goggle ankhon par sajaye main kuch aisa dikh raha tha..

340176-arya-babbar
Raja............

main saloon se bahar aaya aur taxi me beth gaya, aur taxi makaan ki taraf bhaagne lagi..

Saandaar update bro anjaane me hi sahi lekin gahri chot mili Rajeev ko
 
  • Love
Reactions: asadjee

Alok

Well-Known Member
11,359
28,019
258
इंतजार है असद भाई अगले धमाकेदार अपडेट की।।
 
urc4me

Well-Known Member
21,819
36,260
258
Romanchak aur Rochak. Pratiksha agle rasprad update ki
 
  • Love
Reactions: asadjee

Sandeep singh nirwan

Jindgi na milegi dobara....
10,960
69,720
259
G

Gajab ab laga na hero aur carodo ka maal jeb mai h
Bus ab har chij sahi tarike se karni h
 
  • Love
Reactions: asadjee

A.B.KING

Well-Known Member
5,603
15,572
144
Waiting for next update
 
  • Love
Reactions: asadjee
Top