• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest LAAL ISHQ - SAFAR BHAI BEHEN KA [INCEST, ROMANCE, ACTION, THRILLER](Completed)

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,217
13,471
159
  • Love
Reactions: Akki ❸❸❸

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,217
13,471
159
लाजवाब
मज़ा आ गया
राणा ने कीर्ति के जरिए अपनी चाल चल दी
बहुत खुब
पर अक्स गुस्से और फ्रस्ट्रेशन के चलते गलती पर गलती किए जा रहा है
वह बंधा हुआ इंसान जरूर अब्दुल होगा
खैर आप आए अच्छा लगा
खुसामदीन

Fantastic update...Rana ko apni dekhana hoga aksh ko...

Excellent update..💥

Awesome update


Mai to is story ke baki character hi bhool gya sakshi aksh ko chod kar
Aur khani me chal kya rha tha :redface:

Bhot wait kr lia bro...ab de b do

Ok Qaatil Bhai

Bhai me aisehi bahut emotional admi hu,last year me apki kahani padna start kiya tha lekin bij me hi chor diya,kiyuki dukh sahan nehi ho paya.Abhi phirse start kiya hu padna,par ab me personally bahut hi buri condition me hu,to me nehi janta ki ab sahan hoga ki nehi? Par Bhai apki story bahut achha hei, please ise complete kariyega,taki hum jeise reader ki dil ko tasalli mile.Thanks Bhai.


Bohot badhiya update and thak you 2 din me update dene ke liye jaldi se wo bhi update de do

nice update ..karim chacha ke jariye aksh ko aagah kar diya kisi anjan insan ne par sakshi ke bewakoofi ki wajah se kriti ke saamne sab bahar aa gaya .
sakshi abhi bhi bewakoof hi hai jo anjan ko dost bana liya aur usko sab baate bata bhi rahi hai .

Qaatil bhai
Maine aaj tak jitni bhi kahaniya padhi hai
Unme se aapka storytelling ka andaj sabse alag hai
Ye kahani aksh aur sakshi ke pyaar ke sath kuch Raaz bhi lekar baithi hai jo aap agle aane wale updates me wo Raaz bhi khil denge.
Aur yaha shayad rana ne apni aadmiyo ko karim chacha ko marne bhej diya hai.....
Ab dekhte hai ki ye rana ke aadmi hai ya abdul ke.....

Kahani ke bhag bade hi manoranjan kari hai
Hum aasha karte hai ki aap ise kuch hi update me khatam nhi krenge....

धन्यवाद।
RJ02YOGENDRA

nice update ..karim chacha ke jariye aksh ko aagah kar diya kisi anjan insan ne par sakshi ke bewakoofi ki wajah se kriti ke saamne sab bahar aa gaya .
sakshi abhi bhi bewakoof hi hai jo anjan ko dost bana liya aur usko sab baate bata bhi rahi hai

Update late aane se kahani ka romanche khatam ho jata hai
waiting for update..........

Amazing update.

Fantastic update bhai... story ko emotional mode se thoda change karke aksh aur Rana ki ek action sence honi chahiye...

Just marvelous and fantabulous thrilling update Qaatil bhai....

बहुत ही बढ़िया टर्न और ट्विस्ट
अक्स और साक्षी से राणा दो कदम आगे है
दोस्ती के आड़ में साक्षी को नशे की लत लगा रही है कीर्ति
अनंत का केस से बाहर होना लगता है अक्स के लिए कोई ज्यादा फायदा मंद नहिं होने वाला है
बहुत ही बढ़िया रहा यह अपडेट
अगली कड़ी की प्रतीक्षा है

Baba late se update de koi baat nahi bas story poori kar dena kyonki is form par bahot si shandar stories adhoori hi chhod di gai hai aur story one the best stories of this site aur ham sabhi readers iss story ko poora hote hue dekhna chahte hai🙏

Nyc update bro

Bro jitne log abi b aap se jude h na wo hi sachche follower h..or wo hmesha hi support krenge late update kr bawajood b...n trust me is story se alag hi lgaaw h sbi ko isi lie itna wait krte h..plzzzz unke lie hi or apni mehnat k lie is stroy ko zrur poora krna.. Koi jaldbaazi ni h story plot ko 2x me chalane ki... Bs jaise time dekr phle likhte the waise hi likho...lots of love bro.. Still waiting ❤️🙏🤗

Waiting for update sir..., or ekk baat bolna chahungi sir k aap story ka update jitni mrji late de but hum abhi bhi story m utne hi interested hai jitna pehle the bcz this story is marvelous ... Plzz sir hmari khatir bss story cmplt jroor kijiyega or new stories bhi likhiyega bcz I m a very big fan of ur writing so plz hmare jaise readers k jldi update dedo🤭

Congratulations for your new thread regular Bane raho aur complete karna aur pura support milega bhai ok and nice Introduction and nice start and nice Title


Hi bhaii!!
I wanted to tell u that's It's my fav story on this site and it will always be my fav.
I totally understand ki apko zyada time nhi milta update karne ka but aap ekdum se gayab hi ho jaate ho.
Updates na de paao toh atleast kuch haal chaal hi bata diya karo.
Ab toh Roz Roz aake check karne ka bhi man nhi karta.
Bhai jab bhi kabhi time mile toh atleast iska end hi bata dena. ✌️✌️


Nice story


To Dosto waqt agaya he is kahani ko khatam karne ka... Itne waqt se bass baki ke Updates Complete kar raha tha, taki mujhe kahani fir se bich me chhod me ka reason na mile. And sab kuch ho gaya he.

to filhal jo Chapter chal raha he (Frozen Romance) 4 updates me ye chapter khatam hoga then humara final chapter hoga Shades Of Blood jisme total 5 Updates honge... To total 9 Updates. Saturday se Updates post honge har din 2 Updates. Or Wednesday ko story ka end hoga.


Uske baad fir se kuch waqt ke liye underground (dusri story par bhi kaam karna he) 1-2 months baad dusri kahani ko lekar wapis aaunga.

To milte he Saturday ko, Stay Tuned ❤️
 

parkas

Well-Known Member
27,781
61,537
303
To Dosto waqt agaya he is kahani ko khatam karne ka... Itne waqt se bass baki ke Updates Complete kar raha tha, taki mujhe kahani fir se bich me chhod me ka reason na mile. And sab kuch ho gaya he.

to filhal jo Chapter chal raha he (Frozen Romance) 4 updates me ye chapter khatam hoga then humara final chapter hoga Shades Of Blood jisme total 5 Updates honge... To total 9 Updates. Saturday se Updates post honge har din 2 Updates. Or Wednesday ko story ka end hoga.


Uske baad fir se kuch waqt ke liye underground (dusri story par bhi kaam karna he) 1-2 months baad dusri kahani ko lekar wapis aaunga.

To milte he Saturday ko, Stay Tuned ❤️
intezaar rahega Qaatil bhai....
 

Abhishek Kumar98

Well-Known Member
8,280
9,035
188
To Dosto waqt agaya he is kahani ko khatam karne ka... Itne waqt se bass baki ke Updates Complete kar raha tha, taki mujhe kahani fir se bich me chhod me ka reason na mile. And sab kuch ho gaya he.

to filhal jo Chapter chal raha he (Frozen Romance) 4 updates me ye chapter khatam hoga then humara final chapter hoga Shades Of Blood jisme total 5 Updates honge... To total 9 Updates. Saturday se Updates post honge har din 2 Updates. Or Wednesday ko story ka end hoga.


Uske baad fir se kuch waqt ke liye underground (dusri story par bhi kaam karna he) 1-2 months baad dusri kahani ko lekar wapis aaunga.

To milte he Saturday ko, Stay Tuned ❤️
Intjar rahega Bhai
 
  • Like
Reactions: Qaatil

Ergolover

New Member
16
20
18
To Dosto waqt agaya he is kahani ko khatam karne ka... Itne waqt se bass baki ke Updates Complete kar raha tha, taki mujhe kahani fir se bich me chhod me ka reason na mile. And sab kuch ho gaya he.

to filhal jo Chapter chal raha he (Frozen Romance) 4 updates me ye chapter khatam hoga then humara final chapter hoga Shades Of Blood jisme total 5 Updates honge... To total 9 Updates. Saturday se Updates post honge har din 2 Updates. Or Wednesday ko story ka end hoga.


Uske baad fir se kuch waqt ke liye underground (dusri story par bhi kaam karna he) 1-2 months baad dusri kahani ko lekar wapis aaunga.

To milte he Saturday ko, Stay Tuned ❤️
Thank you so much Qaatil bhai... Eagerly waiting for the updates ❤️
 
  • Like
Reactions: Qaatil

Akki ❸❸❸

ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
26,803
31,028
304
To Dosto waqt agaya he is kahani ko khatam karne ka... Itne waqt se bass baki ke Updates Complete kar raha tha, taki mujhe kahani fir se bich me chhod me ka reason na mile. And sab kuch ho gaya he.

to filhal jo Chapter chal raha he (Frozen Romance) 4 updates me ye chapter khatam hoga then humara final chapter hoga Shades Of Blood jisme total 5 Updates honge... To total 9 Updates. Saturday se Updates post honge har din 2 Updates. Or Wednesday ko story ka end hoga.


Uske baad fir se kuch waqt ke liye underground (dusri story par bhi kaam karna he) 1-2 months baad dusri kahani ko lekar wapis aaunga.

To milte he Saturday ko, Stay Tuned ❤️
:yay:
 
  • Like
Reactions: Qaatil

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,217
13,471
159

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,217
13,471
159
Chapter 4 - Frozen Romance

Update 07



Aksh tezi se apne raste ja raha tha ke tabhi uska phone ring karne laga usne turant call pick kar li
"mere dushman tu meri dosti ko tarase,
Mujhe Gum dene wale tu khushi ko tarse....
Tu ful bane patjhad ka, tujhpe bahar na aye kabhi,
Meri hi tarah tu tadpe, tujhe karar na aye kabhi,
Jiye tu is tarah ke Zindagi ko tarase......"
Samne wale ki awaz se Aksh samajh gaya ke ye aur koi nahi balki Rana hai
Rana: kyu Aksh.... Yaad aya ye gana? Tumhi gaa rahe the na? Khair, desh me firse swagat hai.... Aur is baar swagat mea kami nahi chadunga....
Aksh aage kuch bol pata us se pehle hi Rana ne call kaat di. Aksh ne is waqt Rana ko nazar andaz kar diya aur apne raste chal pada.

Kuch deri ke baad Aksh ek ghar ke paas ajata hai aur use dekhte hue door bell baja deta hai tabb door ek aurat kholti hai.
Aksh: Aunty mera naam Aksh hai, mai Shahid ka dost......
To Aksh is waqt Shahid ke ghar aya tha, Shahid ki Maa Aksh ko andar ane ke liye kehti hai andar akar dono kuch der takk bass chup bethe hue the.
Aksh: Aunty..... Shahid ke jane ka kafi afsos hai.
S. Maa: tum afsos matt karo..... Ye to uske Mamu ne kiya tha. Aur ye pehli baar nahi jab Abdul ne apne hi pariwar ke......
Wo kafi gusse me kuch keh rahi thi lekin tabhi chup ho gayi.
S. Maa: waise tumpar aur tumhari behen par jo aarop hai kya wo....
Aksh: bilkul sahi hai...... Aur jis Qaatil ki khabre itne waqt se sunn rahe the wo bhi mai hi hu....... Rana ne meri aakho ke samne mera pura pariwar.....
S. Maa: Rana darinda hai, aur uske saath kaam karne wala Abdul bhi.....
Aksh: ab shayad Abdul nahin bacha....
Uski baat sunkar Shahid ki Maa chaunk jati hai.
S. Maa: kya matlab?
Aksh: darasal Abdul ka bhi maksad tha Rana ki maut, aur wo meri rihayi ke baad se hi mera saath de raha tha. Aur in sab ka pata shayad Rana ko lagg gaya. Aur tabse Abdul ka koi pata nahi.....
S. Maa: accha hua..... Apne kiye ki saza mil gayi use.
Shahid ki Maa ka Abdul ke prati Gussa dekh Aksh samajh gaya ke shayad koi badi baat hai jis wajah se wo Abdul se itni nafrat karti hai.
Aksh: kuch bhi ho lekin tha to wo aapka Bhai hi na....
S. Maa: Huhh..... Bhai, jisne itna pyaar karne wali behen ka ghar ujad diya..... Kya kuch nahi kiya tha Rukhsar ne uske liye, aur Abdul ne uske saath hi.....
Rukhsar ka naam sunte hi Aksh ke kaan khade ho gaye.
Aksh: Ru..... Rukhsar.....
S. Maa: Haa.... Hum 3 bhai behen the Rukhsar mai aur Abdul....
Ye baat samne ate hi Aksh ke pasine chutt gaye the uski halat dekh Shahid ki maa bhi kuch samajh nahi parahi thi.
S. Maa: kya hua tum....
Aksh: mujhe kisi ne kaha tha ke..... Ke Rukhsar ke pati ke hatyare ko dhundo wo is khel ka bada mohra hai....
S. Maa: to fir tum to us insan ko acche se jante ho.
Aksh: me kuch samjha nahi.....
S. Maa: Rukhsar ke pati ki hatya Abdul ne hi ki hai.
Ab ye sunkar Aksh charo khane chitt ho gaya. Shahid ki Maa use apni aakho dekhi ghatna batane lagti hai.


Flashback:


Aadmi: tumhe Rukhsar se milne jana chahiye Mumtaz (Shahid Ki Maa). Wo pet se hai aur aise mai koi aurat uske paas honi chahiye
Mumtaz: itne salo se to mai kabhi us se mili nahi kya wo....
Aadmi: behen he wo tumhari, jao aur bass maafi mang lo.
Mumtaz: thik hai mai jati hu.
Fir Mumtaz Rukhsar se milne chal padti hai.

Raat ka waqt ho raha tha Mumtaz Bus lekar ja rahi thi tabb bas ek Railway crossing ke paas ruk gayi. Tabb usne crossing ke dusri taraf Abdul ko dekha.

Mumtaz (mann me): Abdul..... Kya mai us se abhi baat kar lu, uska to koi ata pata hi nahi hai... Kya pata badme baat ho na ho?
Aur ye sochte hue wo bus se utar ke Abdul ke paas jane lagi lekin tabb Abdul waha se aage badhne laga Mumtaz ne Railway crossing kar li thi aur wo Abdul ko awaz laga rahi thi, lekin tab Train waha se guzar rahi thi jis wajah se Abdul ko Mumtaz ki awaz nahi ayi aur wo aage badhta gaya, Mumtaz tezi se uske piche piche gayi lekin tabhi usne dekha Abdul ne ek aadmi ko muh band kar ke pakda aur use ghasit te hur railway track ke paas lekar chala gaya jab Mumtaz ne gaur se dekha to wo aadmi Rukhsar ka pati tha. Jabtak Mumtaz koi faisla karti us se pehle hi Abdul ne ek khanjar se Rehan ke gale par kafi baar waar kiya jis se wo tadap tadap kar waha gir gaya. Ye sab dekh kar Mumtaz daud te hue wapis ayi aur apne ghar chali ayi.

Present:

Ye sab sunkar Aksh ko apne kano par bharosa nahi ho raha tha.

Mumtaz: aur baadme mujhe pata chala ke Abdul rana ke liye kaam karta hai, maine ye sari baate kisi ko nahi batayi kyu ke agar me kisi ko bata deti to Abdul mujhe aur mere pati ko bhi nahi chhodta... Bass apne pariwar ki suraksha ke liye maine apna muh band rakha.....
Aksh: lekin Abdul ne aisa kyu kiya?
Mumtaz: ye baat mujhe bhi nahi pata....
Aksh: kya aap mujhe unke purane ghar ka pata de sakti ho?
Fir Aksh Rukhsar ke ghar ka pata lekar waha se nikal gaya.

Aksh: akhir ye sab ho kya raha hai? Har insan is kahani me kisi na kisi tarah juda hua hai..... Aur ye koi ittefaq bhi nahi hai. Ek kadi to khul gayi, Mansi ke Dad ne mujhe Rukhsar ke pati ke Qaatil ke bare me pata karne ke liye kaha tha, jo ki mujhe pata chal gaya hai ki Abdul he, lekin Rana ne use zinda to katayi nahi chhoda hoga......

Apne dimag me dass tarah ke khayalo ke saath Aksh Rukhsar ke us ghar ke paas pahunch gaya. Usne dekha ki ghar par tala hai aur yaha aas paas log bhi kafi the, jis wajah se wo yaha raat me ane ka faisla karta hai aur apne rehne ka thikana kar ke waha chala jata hai.

Dusri taraf Sakshi udas si kamre me bethi hui kuch soch rahi thi tabhi Kriti waha ajati hai.

Kriti: Sakshi..... Fir se konsi baat ko lekar pareshan ho gayi
Sakshi: wo to me bass aise hi....
Kriti: chhodo sab.... Ye lo...
Wo Sakshi ko ek tablet dete hue kehti hai.
Sakshi: ye kis chiz ki dawai hai?
Kriti: depression dur karne ki.....
Sakshi: me depressed nahi hu.... Mujhe nahi chahiye.
Kriti: okay, me to hu baba Depressed so I'll take one.
Or ye kehkar wo tab tablet kha leti hai.
Sakshi: Ashna, ye sab pills lena acchi baat nahi hai...
Kriti: are tum na darti bahot ho.... Khair....
Fir kuch der dono aise hi baate kar rahe the ab jo Pill Kriti ne li thi wo Drug ki thi, Kriti us 1 pill se puri tarah nashe me nahi gayi lekin wo bass Sakshi ko dikhana chahti thi ke ye sab asardar hota he isliye wo bass natak kar rahi thi, kafi haskar baat kar rahi thi, jis se Sakshi ko bhi herat ho rahi thi. Jabtak wo kuch soch rahi thi, tabhi use Aksh ka call ajata hai.

Sakshi: Aksh.... Tu thik hai na?
Aksh: Rana ko mere India wapis ane ki khabar padd gayi....
Uski baat sunkar Sakshi ka dil hi beth gaya.
Sakshi: k.... Kya? Aksh tu.... Tu jald se jald yaha wapis aja bass.....
Aksh: nahi..... Ye sab jo ho raha hai isme kuch bhi aam nahi he.... Me Shahid ki Maa se milne gaya tha aur waha se jo kuch mujhe pata chala he us se bass yahi samajh araha he ki.....
Sakshi: aisa kya pata chala Aksh tujhe?
Fir Aksh use Abdul ke bare me sari baate bata deta he. Sakshi ke bhi samajh nahi araha the ke akhir ye sab ho kya raha hai.
Sakshi: Aksh tu.... Tu please apna khayal rakhna.... mujhe bahot darr lagg raha hai.
Aksh: tu darr matt me......
Ek pal ke liye wo purana Aksh fir se Sakshi se baat karne wala tha lekin tabhi wo chup ho gaya.
Aksh: me... Me badme call karta hu...
Fir Aksh call kaat deta hai.



Aaj se kayi saal pehle Ek factory ke andar zameen par koi badi umr ka aadmi bandha hua pada tha, wo kafi jhatpata raha tha is se bahar ane ke liye tabhi waha ek nojawan ladka agaya.


Ladka: chinta matt kijiye Kaka..... Jald hi aapki mukti kar dega Rana......

To yaha bandha hua aadmi Joshi Kaka aur wo ladka Rana tha, Rana ne aage akar Joshi Kaka ko utha kar unke haath zanjeer se upar band diye.

Rana: aap bhi jante he ke mere liye aap humesha se hi ek pita ki parchai the, aur badkismati se aaj bhi ho.... aur me apne pita saman Joshi Kaka ko tadapta nahi dekh paunga..... lekin aapko aapke kiye ki saza bhi to deni hai, tadapna to hoga hi aapko, jese meri Maa tadap rahi thi....
Rana Joshi Kaka ke chehre ke nazdeek akar behadd hi akrosh me kehta hai aur fir us factory ki system me kuch badlav karne lagta hai.

Rana: 80 ke dashak ke Bhopal Gas Leak me to bach gaye aap.... Lekin aaj nahi.
Aur itna kehkar Rana waha se bahar chala gaya or Factory ka gate band kar ke waha se nikal gaya. Kuch der me us factory me janleva gas leak Hone lagg gayi, jis se Joshi Kaka ko saas lene me dikkat ho rahi thi, unki aakhi band hone lagi lekin tabhi ek 16-17 saal ka ladka daud kar andar agaya aur usne tezi se Joshi Kaka ko azad kar diya aur wo unhe lekar Factory se nikal jata hai, wo kuch der baad yaha wapis aya aur is factory me Shot Circuit kar ke bhag gaya, shot circuit se ye factory dhire dhire aag ki lapto me puri tarah jal gayi.


Jab wo ladka Joshi Kaka ke paas hospital me wapis aya tabb usne dekha ke Joshi Kaka zindagi se juj rahe the, ye dekh wo ladka unke paas jakar unke haath tham leta hai.

Joshi Kaka: beta..... T......
Ladka: Kaka..... Mujhe maaf kar dijiye, mene aapko akela chhor diya or.....
Joshi Kaka: n..... Nahi beta..... Me to..... Me to waise bhi...... Marne hi wala hu....
Ladka: aapko kuch nahi hoga, hume humare dushmano ki haar hote hue dekhna he.....
Joshi Kaka: shayad....... Shayad wo drushya me..... Me nahi dekh paunga..... Parantu mujhse wada karo ke..... Ke tum is badle ko pura karoge......
Ladka: Kaka me wada karta hu, mere jeevan ka keval ek hi lakshya hoga, aapka badla lena.... Aur is raste me chahe kitni hi badi badha kyu na aye, is lakshya ko pura kiye siva me chain ki saans nahi lunga......









Der raat Aksh Rukhsar ke ghar pahuch gaya, is waqt yaha koi mojud nahi tha, to Aksh bahar akar us ghar ka tala kholne lagta he, jab darwaza khula to Aksh andar agaya lekin use kuch ajeeb sa feel ho raha tha, wo torch se yaha waha nazr daalne lagg gaya.

Aksh(mann me): Shahid ki Maa ne to kaha tha ke ye ghar kayi salo se band he, itne salo se band hone ke bawajud yaha koi offsmell nahi arahi......

Jab Aksh ye sab soch raha tha uski nazar mojud light bulb par padti hai, Aksh uske nazdeek jakar light bulb ko chuta hai, or tabhi uske dimag ki taar jalne lagg gayi, kyu ke wo bulb ab bhi garam tha.

Aksh (mann me): ye kya..... Mere yaha ane se pehle koi to yaha mojud tha..... Lekin kon?

Tabhi Aksh ki nazar khidki par padti he jaha se koi Aksh ko dekh raha tha, Aksh tezi se us taraf daud pada lekin khidki ke bahar jo aadmi Aksh ko dekh raha tha wo bhi waha se bhaag nikalta he, Aksh tezi se apni gadi me bethkar us aadmi ka picha karne laga lekin tabtak wo aadmi Aksh ki nazro se ojhal ho gaya. Aksh wapas us ghar me ajata hau aur apne matlab ki koi chiz dhund ne me lagg jata he. Tabhi uske haath ek album lagg gayi lekin herani ye thi ke ye Album Rukhsar ki nahi lagg rahi thi, halaki usme Rukhsar ki bhi kafi sari tasveere thi, lekin tabhi Aksh ko hosh udane wali ek tasveer dikh gayi.

Aksh: ye..... Ye kya? Ajoba(Dadaji) ki tasveer.......

Jo tasveer Aksh ne dekhi usme Joshi Kaka 2 or aadmi ke saath khade the, usme se ek aadmi ka chehra Aksh ko jana pehchana lagg raha tha lekin wo jaan nahi paya ke akhir wo aadmi he kon. Aksh ne wo tasveer apne saath le li or waha se chala gaya, jab Aksh ghar aya to usne tasveer ko gaur se dekha tasveer me piche ek company dikh rahi thi, Aksh ne Internet par se us company ke bare me pata kiya to wo Bhopal ki ek company thi. Aksh ko kuch samajh nahi araha tha, wo Turan Sakshi ko call kar deta hai.

Sakshi: Ha Aksh.....
Aksh: mujhe Rukhsar ke ghar se ek tasveer mili jisme..... Jisme Ajoba (Dadaji) bhi he.....
Sakshi: kya? Lekin unki tasveer waha kese.....
Aksh: mene is tasveer ke bare me pata kiya to ye tasveer Bhopal ki he.
Sakshi: Bhopal..... Aksh tujhe yaad he na Baba hume bataya karte the ke Ajoba kabhi bhi unhe or Aaji (Dadi Ji) ko Bhopal nahi ane dete the or khud bass ek aad baar unse milne ke liye aate the....
Aksh: Sahi kaha..... Me Bhopal jakar dekhta hu, mujhe yakeen he ke waha se koi na koi surag zarur milega.....
Sakshi: Aksh mujhe nahi lagta waha jana sahi rahega..... Koi to baat hogi jo Ajoba ne kabhi Baba or Aaji ko waha nahi ane diya......
Aksh: jana hoga..... Mujhe lagta tha ke shayad Rana ko jaan se maar kar sabkuch thik ho jayega, lekin aisa nahi he.....
Sakshi: tu please apna dhyan rakhna.......
Aksh: Hmm.... Or me tujhe wo tasveer bhej raha hu jisme se ek aadmi ka chehra mujhe jana pehchana lagg raha he, ho sake to us tasveer ko process kar ke ye dekhna he ke wo aadmi bhudape me kese dikhte he..... Shayad me unhe Pehchanta hu...
Sakshi: thik he.... Tu tasveer bhej, me kuch karti hu.
Fir Aksh call kaat deta hai or aage ki sochne lagta hai.



Jese tese har koi apni zindagi jine me laga tha, koi apni zindagi kisi aas ke saath jee raha tha, to koi kisi maksad ke saath. Dekhna he tha ke kisi ki Aans puri hogi ya kisi ka maksad.

Next Update tonight, Stay Tuned
 
Last edited:
Top