• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Lalach Or payar ke khel me(Erotica +Thriller + Suspense)

Anyone

Active Member
1,964
3,045
159
Update 13


Aarushi apne room me ja chuki thi.. Par sarma aarushi ke room ke bahar soch raha tha ki...
Sarma _ aaj to ye kayamat dha rahi hai.. Upar se kuch isara bhi esa hai ki me es ke piche aau. Par kya me andar jau ki nahi...
Edhar aarushi se ne aaj kuch planing ki thi.. Jo apne husband ko bhi nahi batana chayti thi.. Us ke dimag me vo raaz hi chal rahe the jo abhi tak use pata nahi the...
Aaj vo sarma se vo raaz nikalwana chayti thi... Par vo us ke room me ayega ki nahi ye . ...
Par ab sarma ne than hi liya tha ki vo aarushi ki kamsin jawani ko lut kar rahega Or vo aarushi ke room me dakhil ho jata hai aarushi use dekh kar man hi man khush hoti hai... Par ek dam chokne ka natak karte hnuye....


images-2

Aarushi _ sarma ji aap or yaha mere room me...
Sarma _ todha hichakte hnue..
Ha me vo vo...
Aarushi _ kuch chaiye kya aap ko...
Sarma _ nahi bas me ese hi....
Aarushi _ boliye na kya hnua... Aap yaha aa gye yadi bhai sahab dekh lege to naraz hoge much par bese bhi hamari halat aap ko pata hi hai....
Aarushi ese bolti hai jis vo bat sarma ke dil par lag jaye....
Sarma _ are tum us ki tension chodo vo kuch nahi kahega.....
Aarushi _ to fir kya bat hai... Ek muskan ke sath...
Sarma _ aarushi tumhari esi halat much se dekhi nahi jati... Tum he es halat me dekh kar dukh hota hai....
Aarushi _ are bhala aap ko kiyo dukh hone laga.. Ye meri kismat hai...
Sarma _ kismat ko badla bhi to ja sakta hai...
Aarushi _ mere bas nahi kismat ko badlna... Kese badlegi ye kismat...
Sarma _ tum chaho to ye kismat ko badli ja sakti hai....
Aarushi _ me chahu to bo kese... Ek katilana muskan ke sath....
Sarma _ me sidhe sidhe bat karuga.. Muche ghuma fira kar bat karne ki aadat nahi hai.....
Tum meri ban jao ye sare yes o aaram tumare bhi hoge...
Aarushi _ aap ye kya kah rahe ho... Aap ne muche samjh kya rakha hai... Me esi besi ladhki nahi jo apne pati ko dhoka du..
Aarushi ek banavti natak kar gussa dikhati hai.... Or gusse bali bat se hi vo ek dav or khelti hai...
Aarushi _ pata nahi aap ne or bhai sahab ne ese kon se raaz chupa kar rakhe hai.. Jo hamari esi kismat hai....
Ab sarma _ vo raaz bhi tumhe pata chal jayega agar tum meri ho jao... Bas etna samjh lo ki ye sab bhi tumhare pass hoga jo jay shing ke pass hai...
Aarushi _ hahaha aap to bas rahne dijiye.. Hame to ye bhi nahi pata ki ye proprty ka kuch hissa hamare naam par hai bhi ki nahi... Aap ko kya pata hoga.. Bhai sahab etne bhole bhi nahi jo aap ko kuch bataye...
Sarma hanste hnue aarushi ki or kadam badhata hai... Or ek hath aarushi ki kamar me hath dal kar apni or khinch leta hai.. Aarush ko bhi es bat ka aandaza nahi tha ki sarma etne jaldi esa kuch karega...
Aarushi ko sarma apne se bilkul sata leta hai...


images-1
Or ab sarma _ tumhe Sare raaz janne ki bahut jaldi hai... Sab raaz tumhe pata chal jayega tumhe jo offar diya hai use man lo to.. Jay shing ki tension tum chod do...
Aarushi _ chodiye muche ye kya kar rahe ho tum.. Aarushi sarma ki pakdh se chutne ki kosis karti hai...
Sarma _ ok me tumhe chod deta hnu par tumhare pass 3 din hai..
Sarma aarushi ko chod deta hai... Aarushi ko rahat ki saans milti hai..
Ab aarushi _ me kese maan lu tumhe Sare raaz pata hai...
Sarma _ hahaha tumhare pass na manne ke liye kuch bhi nahi hai...
Etna bata sakta hanu ki jay shing to thik hai.. Tum logo ki barbardi me hath to kisi 3sre ka hai...
Aarushi chokte hnue... _ 3sra aadmi vo kon hai... Kya nam hai uska....
Sarma _ etni jaldi kya hai... Tum ko jo offar diya hai us ke bare me socho.. Sab pata chal jyega....
Or sarma etna kah kar bahar nikal jata hai.... Par aarushi gahri soch me dub jati hai...


Aarushi _ ham logo ne to socha tha ki jay shing hi aakele hai jo hame es halat me dekhna chayte hai... Par vo 3sra aadmi kon hai... Kon ho sakta hai vo.. Jo ham se khush nahi... Or es kutte par to meri bazi chal gyi... Ab dekh sarma tum logo ne jitna khel khela ab hamara khel dekho...

Ab chaye kuch bhi karna padhe....
Edhar jay shing soch me duba tha ki aakhir vo leddy kon ho sakti hai..
Aaj jis ke liye etni badhi party di hai sneha hi hai.. Ya koi or kese pata karu... Birthday party lagbhag khatam hone bali thi.... Office ke sare log ja chuke the...
Ab sneha or jay shing hi thi.... Sneha bahut khush thi aaj us ke boss ne etni badhi party sirf us ke liye di thi....
Tabhi sneha....


Sneha _ sir thnaku so much aap ne mere liye etni badhi party di.. Thanku sir...
Jay shing _ es me thanku ki kya bat tum to mere liye khash ho...
Sneha _ me aap ke liye kese khash hnu sir...
Jay shing _ I like u sneha kya tum vo hi ladhki ho..
Sneha _ like to thik hai sir par kon si ladhki....
Jay shing _ are fon bali ladhki... Tum hi me jaan chuka hnu...
Sneha _ kon si fon bali ladhki.... Aap kis ki bat kar rahe hai muche kuch samjh nahi aa raha....
Jay shing ab soch me tha ye vo ladhki nahi hai to kon hai... Aakhir kon hogi vo ladhki......
Jay shing _ kuch nahi tum jao kal office me milte hai....
Sneha _ ok sir thanku so much sir....
Or sneha bhi chali jati hai....
Par jay shing ke dil me ab vo leddy ko dudhne ke pagal sa ho raha tha....
Kahi dur ye tamasa sahil bhi dekh raha tha....
Use jay shing ki ab es halat par maza aa raha tha....
Ab vo hanste hanste apne room me aarushi ke pass jata hai....
Lekin yaha aarushi kuch udas bethi thi...
Aarushi ko ese bethe dekh sahil ko kuch chinta hoti...
Aarushi _ are aa gye aap...
Sahil _ tum etni udas kiyo ho kya ho gya...
Aarushi ab vo khel ke bare me batye ki nahi jo sahil se bina puche usne suru kiya... Ab vo ye dubhidha me tha...
Sahil fir se.... _ kya hnua kuch batogi...
Aarushi _ vo sahil voo.......





Kya hoga ab age kya aarushi jayegi sarma ke pass ya koi or khel hone bala hai... Ye sab bate agle update me
 
Last edited:

Rekhaji

Member
254
338
63
Aacha laga kahani fir suru ho gyi. Yadi aap kahani age badha sake to hi story likhiyega. Update aacha tha
 

Anyone

Active Member
1,964
3,045
159
Update 14


Edhar aarushi ko paresan dekh kar sahil aarushi se puchta hai.. Par aarushi kya bataye ye samjh nahi aa raha tha... Fir bhi vo fesla karti hai. Ki sahil ko es bare me batayegi....
Aarushi _ sahil mene tum se bina puche ek kam kiya hai..
Sahil _ kya kam....
Aarushi _ mene sarma ko fasane ki kosis ki or us se raaz nikalbana chaye...
Sahil _ ha fir..
Aarushi _ us ne ye bataya ki hame koi 3sra aadmi hai jo barbad karna chayta hai...
Sahil _ kya kah rahi ho tum.. Kon hai vo..
Aarushi _ ye us ne nahi bataya use batane ke liye us ne ek sart rakh di...
Sahil _ sart kesi sart...
Aarushi chup ho jati hai use samjh nahi aata ki kese bataye use...
Aarushi _ vo mere sath...
Sahil _ tumhare sath kya..
Aarushi _ vo mere sath sex karna chahta hai....
Sahil _ muche pata tha ki bahut badha kamina hai vo... Esa hi kahega vo... Or muche tajjub nahi hnua es bat se ki vo tum se esa kuch bola...
Par ye bhi to ho sakta hai vo jhuth bol raha hai...
Aarushi _ par muche nahi lagta ki vo jhut bol raha hai...
Sahil kuch sochne ke bad....
Fir to aarushi bhai sahab bhi es khel me jarur hoge...
Aarushi _ ho sakta hai...
Par ab hame kya karna chaiye...
Sahil _ ab to khel suru hnua hai aarushi...
Bhai sahab par hamara target hai... Sab se pahale un ke sath khel khelte hai.....
Aarushi _ vo sab thik hai par sarma ne muche 3 din ka taim diya hai...
Sahil _ 3 din na un ki ye kahani ka khel bhi 3 din me khatam ho hi jyega....
Bese tumhe ek bat batau bhai sahab us leddy ke dudhne ke cakkar me pagal ho chuke hai....
Aarushi _ ha ye to hai...
Sahil _ to chalo aaj bhai ko khel me samil kar lete hai...
Aarushi _ khel me samil vo kese sahil...
Sahil _ tumhe un ke pass jakar...
Aarushi chokte hnue... _ ye kya kah rahe ho tum sahil... Pagal ho gye ho kya... Ye khel ham ne kuch karne ke liye suru kiya tha.. Or tum muche un ke pass jane ki bat kar rahe ho...
Sahil _ dekho aarushi me tum se kah chuka hnu ki me tumhare sath hnu.. Kuch nahi hoga... Lekin ab hamare pass koi rasta bhi nahi hai...
Ab kuch badha kadam uthana chaiye....
Aarushi bhi pahle se hi kuch badha kadam uthane ki soch rahi thi... Or vo bhi ab ese nahi jina chayti thi...
Es liye ab vo sahil ki bat ko sunti hai...
Or aarushi _ thik hai me un ke pass gyi bhi to vo muche pahachan jyege... Or fir kuch ho gya to...
Sahil _ pahachan gye to bhi thik.... Par kuch ho gya to me bhi tum or me sath hnu...
Aarushi _ tum ye kya bol rahe ho...
Sahil _ ha me sach kah raha hnu muche ab badha ban na hai...
Aarushi _ tum badha ban ne ke chakkar me pagal to nahi ho gye...
Ye sab galat hai... Me ye sab nahi karugi...
Aarushi ye sab sahil se kah rahi thi.. Par sach to ye tha ki udasi bhari jindgi se vo bhi paresan ho chuki thi...
Sahil _ me tumhare sath hnu us ke bad bhi tum dar rahi ho...
Aarushi _ me dar nahi rahi par ye galat hoga...
Sahil _ ham etne kareeb aa chuke hai... Or hamare khel me sab fas chuke hai.. Kuch to kadam badhana hoga na hame..
Me tumhe forse nahi karuga ki tum esa karo... Par aaj tumhare pass moka hai... Ye lo mobile... Yadi tumhe thik lage to karo bhai sahab se bat... Or bat bhi vo jo tum chao... Nahi karna bat to ham ese hi rahte hai... Jo khel ham ne suru kiya tha vo aaj hi khatam....
Me tak chuka hnu or me sone ja raha hnu... Ab tumhe jo karna ho....
Or sahil apne bed par aakar sone lagta hai.......


Edhar aarushi ke hath me mobile thama kar sahil bed par ja chuka tha... Aarushi sochne lagti hai ki ab kya karu...


Or vo mobile me kuch taiyp karne lagti hai....
Vo jay shing ko hi message karti hai....
Aarushi _ kya hnua party to khatam ho gyi... Or fir tumhe nahi pahachan paye...
Jay shing turant riplye deta hai....
Jay shing _ ha me nahi pahchan paya.... Chalo me har gya par tum khud khudva khud mere pass aa jao... Jo chaiye vo me tumhe duga...
Aarushi _ hahaha aacha me aa gyi tum jo chaye vo doge...
Aacha ek bat bato...
Jay shing _ ha pucho...
Aarushi _ tum apne bhai se etni nafrat kiyo karte ho... Kya tumhari proprti me us ka koi hak nahi....
Jay shing _ tum us nikkame ki bat lekar beth gyi... Tumhe kya karna hai...
Aarushi _ much se milna hai na... Ye samjh lo ki me usi me samil hnu...yadi milna ho to batao jo pucha hai......
Jay shing us leddy ke milne ke chakkar me aarushi ko raaz ki bat batata... Ese raaz to bahut the... Par ye raaz ko nikalne un ki bahut badhi paresani khatam ho sakti thi...
Ab Jay shing _ property me adha hissa mere bhi ka bhi hai.... Par ye hissa me use kabhi nahi duga.....
Jay shing ke es message ko dekh aarushi bahut khush hoti hai.... Vo sochti hai ki jab ye pata chal hi gya hai ki property sahil ki bhi hai to ab to kanuni ladhai ladh kar ye sab le sakte hai.....
Ab aarushi khusi se ek message karti hai...
Aarushi _ to vo to court se aap se hissa le hi sakte hai....
Jay shing _ yadi vo court gya to use vo hissa kabhi nahi milega... Or na ese use hissa milega....
Aarushi ko ye sabd sun kar per tale jamin khisak jati hai....
Ab use janna tha ki vo hissa use kese milega....
Aarushi _ to fir use vo hissa kese milega....
Jay shing _ meri rani ye khel etna badha hai ki tum to rahne do....
Tum ne bola tha ki yadi me tumhe kuch batau to mere pass aaogi.... Ab jo kuch puchna mere pass aa kar puchna meri rani....
Aarushi ko ab samjh nahi aa raha tha ki vo kya kare... Ek tarf sarma tha jisne use pane ki hi bat ki..,... Dusri or Jay shing bhi esi raste par tha..... Edhar sahil ko kuch pane ki sanak thi.....
Aarushi bhi ye life me bor ho chuki thi....
Ab to ese pata bhi chal chuka tha ki sahil ka hissa es me hai......
Lekin kese milega ye bat ka pata nahi chal par raha tha.... Or es ke liye use aag me khudane par mazbur ho rahi thi.....
Ab fir aarushi _ aap ko to intjaar hi nahi ho raha hai..... Thik hai me last bar aap ke pass aa rahi hnu.... Yadi pahchan paye to thik....
Jay shing _ tum aao to meri jaan me tumhe jarur pahachan jauga.....
Aarushi _ dekhte hai.... Thik hai......
Jay shing _ batao kab aa rahi ho....
Aarushi bahar dekhti hai.... Ray jayda ho chuki thi.... Yadi vo abhi milti hai to ek hi bar me Jay shing pahachan jayega......
Lekin ab vo apna kadam badha chuki thi.......
Aarushi _ abhi esi samay me aap ke pass aa rahi hnu.... Aap bahar aa jye......
Aarushi jaan bhujh kar use milne bahar bulati hai... Bahar tha to koi nahi.... Yadi aarushi ki kismat hogi to sayad aaj bhi vo bach jye.....
Jay shing _ me abhi bahar ata hnu......
Jay shing utawle pan se bahar ki or jata hai.........
Edhar aarushi mobile side me rakhti hai... Or sahil ki or dekhti hai......
Sahil so raha hota hai......

Aarushi bese bhi aaj kamal lag rahi thi... Bese bhi aaj us ka har koi diwana ho gya tha....
Ab aarushi apne aap ko todha or sawarti hai vo apne lips par or dark lipistic laga leti hai ab or vo kayamat dhane lagi thi.....
or jane ki sochti Jay shing ke pass... Jese hi vo darwaje par jati hai ek bar fir palat kar apne pati ho dekti hai... Es bar sahil bhi aarushi ko dekta hai.... Par ab aarushi bina kuch bole age nikal jati hai....



To ab kya hoga Jay shing ko sidhi chonoti dekar aarushi ko pahchan jyega Jay shing.... Kya khel hoga ab agle update me....
 
Top