• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Lord of devil (supernatural, insect, romance , thriller)

usana

Member
379
477
78
Waiting
 
Reza

Well-Known Member
4,858
13,248
158
Waiting
 
softheart

Banned
249
137
43
Update kab aega yaar
 
Pintupaul

Active Member
969
2,075
138
Waiting for next
 
Stone cold

Well-Known Member
3,052
4,485
143
Waiting :waiting:
 
Hatelover

New Member
14
136
13
Update-6

Rudra office pahuch jata hain or apni personal Secetiory ko bulata hain.
Rudra - london wale project ka kya status hain.
Sweta - sir kaam chal raha hain time par project poora ho gayega.
( sweta rudra ki personal Secetiory hain)
Rudra - good.
Sweta - sir me jau...?
Rudra - haaa. Turant kuch yaad aata hain..
Are haaa sweta Manchester me jo tender nikla hain smith & jhon company ka uska kya hua.?
Sweta - sir tiyar hain aap kahe to lau.
Rudra - yes please.
Fir sweta chali jati hain todhi der baad presentation ki file le ke aati hain or rudra ko deti hain or chali jati hain.
Rudra presentation ko dekhta hain or usme thode changes karta hain. Or fir thodi der baad nikal jaata hain ghar ko kyoki usse college bhi jana tha.
Fir rudra apni Jaguar le ke college nikal jata hain.
Jaisa ki maine bataya rudra kisi se jyada baat nahi karta tha even teachers se bas apne kaam se kaam rakhta tha.
Jab rudra college pahucta hain to bahut dashing lag raha tha. Ladkiya gili ho rahi thi usse dekhkar Or ladke jal rahe the usse. Rudra in sab ko ignore kar apni class ke liye nikal jata hain.
Fir apni classes ko attend karta hain. Recess me canteen me aaa jata hain. Jaha usse ek ladka Or ladki milte hain.
Ladka - raj malhotra
Ladki - sonam arora
Dono aapase me pyar karte hain. Ye rudra ke saath tab se hain jab se rudra uk aaya tha. Bus ye hi do the jinse rudra baar karta tha.
Raj - Or rudra bhai kaise ho.
Rudra - badhiya hu tu bata.
Raj - kya bataye kisi ke pyar me pagal hain dil hi nahi lagta kahi.
Rudra muskura deta hain vahi sonam sharma jati hain.
Sonam - shut up Raj.
Sonam - rudra aaj kal kam hi college aate ho kya baar hain.
Rudra - kuch nahi yaar tabiyat theek nahi thi to bus.
Sonam or Raj samajh jate hain ki rudra kuch chupa raha hain par unnhe pata tha ki agar rudra kuch nahi bata raha to usse koi kuch pata bhi nahi kar sakta.
Raj - chod sab. Aaj free hain.
Rudra - kyu?
Raaj - party karege Tu bhool gaya bhai ka birthday hain.
Rudra - ohh sorry happy birthday bro
Raaj - are yaar chod tu bata chalega naa.
Rudra - theek hain chaluga
Eesse hi bahut si baate hoti rahti hain fir rudra class me aaa jata hain or college finish kar ghar pahuch jata hain.
Raat ko sabhi party karte hain fir sab apne - apne ghar vapas aaa jate hain.
Raat ko fir vahi aadmi rudra ke sapne me aata hain to rudra usse dekhkar poochta hain.
Rudra - kyon ho tum.
Admi - tumhaara subhcintak
Rudra - kyu mere sapne me roj aate ho aao.
Aadmi - sab pata chal jayega. Or ab tumhe tiyar hona hoga kyoki ab sabhi tumahare shatru hain fir chahe dev ho ya danav.
Rudra - aap kya kah rahe hain. Mujhe kuch samajh nahi aaa raha hain.?
Aadmi - rudra me tumhara guru hu or apna uttardaitya purna karne aaya hu jo swam mahakal ne diya hain.
Rudra - parrr.......... (Aadmi rudra ko beech me tokte hue)
( ab usss aadmi ko guru2 kahuga)
Guru2 -ab dhyan se suno itna to tumhe ahssas hoga hi tum kuch khass ho. Kyoki itni badi company itni se age me kadhi karna or usse chalana aam logo ke bus ki baat nahi hain. Tum jo bhi ek baar dekte ya padte ho tumhe yaad ho jaati hain .
Rudra - (man me) kah to sahi rahe hain ye or inhe kaise pata ki main ikk baar me sab yaad kar leta hu.
Guru2- kya hua rudra?
Rudra - (ekdam se) haaa
Guru 2 - rudra tum nahi jante tum kyon ho or kya kar sakte ho tumhe ab tiyar hona hoga.
Rudra- kaise???
Guru2 - main batata hu tum kal se roj subah utth kar sabse pahle dhyan lagayoge fir tum apne ghar ke peeche ke jangal me jakar ek khanddar hain usse dhudhoge ussi ke pass ek ped hoga bargad ka vaha khudai karoge vaha kuch milega usse tum nikalo baki main kal batayuga.
Or isse ke saath rudra ki need khul jati hain
 
Hmm to ab dev aur danav dono hi Rudra Ke Dushman hai...

Aur ab ped ke niche khudai karni hai kya hoga Uske niche:what:
 
Top