- 112
- 179
- 44
Update 8
Nitya- bahar aate hi sabko gundo ko gor se dekhne lagi uski aakhon me khoon chada hua tha fir wo dhanraj k paas gyi aur beth gai
Dhanraj- dard me tarpte hue)army walo ne bacha liya iss baar ye mat sochna ki tum jit gai mere paas avhi bhi company k 25% share hai aur tumhare uss sanskar ne jo underworld k aadmiyo ko kata tha uska bhi naam aur tum sab ka naam me underworld walo ko bata chuka hu bas ab tum sab ka marne ka wait hai fir to ye company meri hogi aur me ispar raaj karunga
Nitya- haste hue) dad, dad are aap kitne bhole ho dad aapko kya lagta hai me aapki niyat se wakif nahi hu aur me aapko itni bari bewakoof dikhti hu
Dhanraj- thoda darte hue) kya matlab hai tumhara ki me bewakoof hu
Nitya- agar aap avhi mar jaoge to wo company k sare shares kisi bhi condition me ya to mom k paas ya mere paas hi aayegi aur mom to waise bhi apni sari share mere naam kar rahi hai to aap jiye ya mare kisi ko kya far.... Ohh sorry aapke jine se hum sab ka loss hi hai aur aapke Marne se hum sab ka fyada to ab aapko hamare liye ek kaam karna hoga ded ya to aap khud apni jaan de digia ya me khud apni in pyari pyari hatho se aapki Jaan lungi
Dhanraj- nahi tum Aisa nahi kar sakti ho me janta hu tum mujhe kabhi bhi nahi maar sakti ho kyuki tumhari ma ne wo sanskar hi nahi diya tumhe
Nitya- are dad ye sab kya bol rahe ho aap ma ka sanskar& all Puja path you know na dad me sirf kar gujrne par yakin rakhti hu aapko to pata hi hai jo cheez mujhe pasand aa gai matlab wo cheez meri hai hai aap apni beti ko avhi tak nahi jaan paye dad are ha kaise jante aap to kursi k piche pade hue the
Dhanraj- ( sochte hue ye larki pagal hai kuch bhi kar sakti hai)nahi tum nitya nahi ho sakti ho itni pagal pan to mujhme bhi nahi hai
Nitya- captain gun
Caption- mem aap ye karna chahti hai ya me kisi se karwa du
Nitya- nahi caption me ise apne hatho se marungi iske sareer ja ek ek boond nichor k nikalungi me
Dhanraj- iske sar par bhoot sawar hai ye kuch bhi kar sakti hai) nitya beti ye kya kar rahi ho me tumhara d,d,d,d,dad hu b,b,b,b,beti h,h,h,h,hum koi teesra rasta nikalte hai na
Nitya- goodbye dad upar Jake hume bilkul yaad mat kijiaga
Tabhi Rohan gate k bahar niklte hue sale kamine dhanraj Aaj tu mere hatho jinda nahi bachega tune mere bhai ko marne ki kosis ki ab me tuje maar maar k maar nahi diya to Mera naam rohan nahi aur fir rohan wahi se ek danda utha laya
Dhanraj- marne se koi fyada nahi hai agar jinda Raha to kisi bhi tarha company me ghus sakta hu yaha to sab k sab pagal ho chuke hai ) beti jo tum bolegi me karunga bas mujhe bacha le in sab se
Rohan- Aaj tujhe koi nahi bacha sakta rohan gusse me danda lekar dhanraj ki aur bhaga
Dhanraj- bacha lo mujhe nitya ka pair pakrte hue bola
Dhanraj ko danda lagne wala tha ki achanak nitya ne wo danda pakar liya kya kar rahi ho nitya hato bich se aaj to iss budhe ka marna Tay hai captain thodi der rohan ko pakad k rahiye jara nitya boli aur caption ne rohan ko pakad liya rohan choro mujhe sale kab tak bachega buddhe
Gracy- di ye rahe papers
Nitya- paper lete hue) to dad ab point par aate hai ye rahe papers ise shine kijia aur aapni jaan bacha lijia simple warna me caption ko keh deti hu chor de rohan ko fir wo aapka kya haal karega wo aap jane waise bhi Marne k baad ye sab hamara hi hoga to soch lijia
Dhanraj- avhi jaan bachana bahut jaruri hai) dhanraj jhat se papers shine kar deta hai aur nitya ko de deta hai
Nitya- papers check karti hui captain ab aap rohan ko choor digia
Dhanraj- nahi beti ye mujhe maar dega
Rohan- ab tujhe mujhse koun bachayega buddhe aur Rohan dhanraj ki taraf teji se Dora aur dorte dorte hasne laga aur bola yaar nitya ab mujhse ye nahi hota yaar pata nahi Alia itni der tak acting kaise kar leti hai
Dhanraj- acting??? To ye sab drama tha
Nitya- ha ab rehne do waise bhi jo kaam hona tha wo ho gya or thankyou rohan tum nahi hote to ye sab mumkin nahi tha
Rohan are kuch bhi yaar iss baat k liye kya thanks Aur sab jor jor se hasne lage
Dhanraj- kathor awaz me tum sab ne mere sath dhoka Kiya mujhe ullu banaya me tum sab ko nahi chorne wala hu sabko iski saja milegi me apne share wapis lekar rahunga aur company bhi
Gracy-- ab in sab kya kare di gundo k taraf ishara karte hue boli
Nitya- hamare loyar se baat Karo ek aisa chargesheet file karne ko kaho ki ye sab kabhi bhi jail se bahar na nikl paye aur baki ka me dekh lungi
Ok di aur fir Gracy aur savhi army Wale unn sab ko lekar nikal gaye
Nitya- rohan sanskar kaisa hai ab
Rohan- ha thik hai under tumhare sare family Wale sath hai uske fir bhi chal k deakh lete hai
Fir Rohan aur nitya under chale jate hai jaha savhi sanskar ka hosh me aane ka wait kar rahe the