• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Lust " Kimat " Love [completed]

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,643
8,432
219
Last edited:

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,643
8,432
219
Update - 108

Ankh khuli to usi sofe par pada mila jispar mene akansha ke sath apne sambhand ko majbut kar liya tha. Kapde ki jagah badan par ek dophar padi thi jo shayad akansha udha kar gayi hogi. Mei khada hua to nazar sofe par gayi jahan khoon laga hua tha, dil aise dhadakne laga use dekh mano kisi ne mere hath ki naas kaat di ho. Ab ye khushi thi ya kuch aur us pal samajh na aya.

Akansha kahan gayi kahin ye bhi to ankita ki tarah nahi chali gayi sochte hi mere to tote ud gaye, mei fauran khada ho utha jise mere nange badan par ek matr odhi chadar khisak kar niche gir gayi aur mei nanga hi hall se dauda. Dimag aisa pareshan hua ki mei sidhe bahar ki taraf bhaga lekin vo band pada tha. Yani akansha andar hi hai kahin ro to nahi rahi, kahin aisa to nahi ki vo kal raat ko behak gayi thi aur ab bura maan rahi hai, kahin vo mujhe to nahi bolegi ki mene kyun nahi samjhaya. Oo teri to behenchod gandi lag jayegi. Mei uske room ki taraf dauda vo room mein nahi thi. Do insano mein se bhi ek insan ko khojn pad raha tha flat mei hadh hi ho gayi thi :doh: Par mei kamre se bahar nikalta use pehle mujhe pani girne ki awaz ayi. Shayad vo andar hai isliye mene bathroom par knock kiya par usne koi jawab nahi diya.

Akansha ko kuch ho to nahi gaya, jab darwaja khat-khatane par bhi vo bahar na nikli to mene use halka push kiya, vo khul gaya. Dhakka dekar mei andar ghusa to meri nazarein hairani mei samne chipki rahi. Akansha shower se naha rahi thi aur uski pith meri taraf thi. Uska bhara hua jism ankhon ke samne tha ye dekhte hi mera lawda apne aap khada hone laga, mene jaise hi ye mehsus kiya to uspar apne hath se mara taki vo baith jaye. Kahi akansha ne dekh liya to use mei tharki hi nazar aunga, mei apne lawde ke top par marne laga taki vo khada na ho itne mein akansha cheekhi jo shayad meri taraf mud gayi thi.

" ankit ... kya kar rahe ho bahar jao " mene uski taraf dekha, usne apna badan chupa raha tha, hath chatiyun par aur tangein fold kar li thi aur mene apna lawda chupa liya tha :redface:

" vo tumhe hi khoj raha tha akansha, utha to tum nahi thi mujhe laga tum chhod kar chali gayi " use kahi jada meri shakal par band baji hui thi.

" kahan bhagungi ? " vo confused hote hue boli.

" pata nahi isliye mei sabse pehle bahar jane ko hua par gate band tha isliye phir socha " usne meri baat bich mein hi rok di.

" is halat mein nange bahar jaa rahe the ? " baat uski sahi thi mujhe tab dhayan aya ki mei nanga hi jaa raha tha. Bhari popat karwa kar mene abhi abhi apni bezati karwai thi. Mei sharma pada aur apne hath se ankhein chupa li lekin agle hi pal yaad aya ki ab mera showcase open ho gaya hoga. Mene fauran ankhein kholi aur phir apne lawde ki taraf dekha jo adha khada tha aur akansha ne use dekh liya tha :redface: Ab mei use kaise nazre milau, badi mushkil se mene apni nazrein uppar uthai to akansha meri shakal dekh kar hans di. Hanste hue uske hath apne sharir se hat gaye aur vo khila-khila kar harne lagi. Sach us din mene uske chehre se apni nazar hata kar nahi dekha, bhale hi vo bina kapdon ke khadi thi, par mere liye uski sundarta uski vo muskan ban chuki thi jo uske chehre par thi. Sach kisi ne sahi kaha tha pyar apke andar bahut badlav kar deta hai, mei apne aap ko vakai insan manne laga tha. Mei use dekhta raha aur pata nahi chala kab vo mere kareeb aa gayi.

" wanna bath " usne badi adab se apni baat kahi aur mei kuch nahi bol paya. Ek pal ankhon mein dekhte hue usne apni bahein mere gardan ke dono taraf rakhi aur apne honth mere honton par rakh diye. Ye uska shayad dusra roop tha jo mene pehli baar dekha tha. Kiss karte hue hum dono hi shower ke niche aa gaye aur pata nahi chala, mere hath uski chaityun par aa gaye aur kab mera lawda adhe se full hua pata nahi chala lekin ue pata chal raha tha kyun ki vo uske pet ko chu raha tha. Garam pani mein is garam mahol ne jaise jism ki aag ko bhadka diya tha. Kal wala pyar aaj vakai mein uska lust ban gaya tha, maza aa raha tha, acha lag raha tha pyar ke sath lusty hone mein. Uske honthon ko chumna, gardan ko chatna, uski chaityun se khelna, uske nipple khincha jisme uske dard ki siski sun unhi niple ko muh mein bharna, badan par charon taraf hath ferna, chatiyun par chumte hue chut par ungli se masalna.... Uski siskiyan jaise mujhe utejit kar rahi thi aur use mera chumna deewana bana raha tha. Kab phir honth mile pata nahi , mene apna hath niche karke uski tang uthai aur lawda uski chut par set karke halka sa dhakka mara. Use aaj bhi dard hua shayad kal ka dard pehle se maujud tha lekin aaj uski ankhon mein lust tha, mene dusra dhakka mara aur is bar vo pura andar hi ghus gaya. Deewar par uski chutadein ghis rahi thi aur mei apni chutado ka dum lagate hue dhakake laga raha tha, usne mere bal kas kar pakad rakhe the aur mene apne honthon se uski chaityun ko pakde rakha tha.

" aaahahhh-hhhhahah ahahhhhh ahhhhh ahhhhh ahhhh " bas yahi uske muh se nikal raha tha, mene uske kandhe par zor dala aur dhakke ki speed badha di, na jane kaisa junun tha ya phir kaho vo akansha thi jisne mujhe majbur kar diya ki mei ab jhad jaun. Hafta hua mei jhadne laga aur bahut hi jald uske andar hi apna ras dal kar chhod diya. Kal raat se ye dusri baar tha jab mene uske andar hi ras daal kar chhoda tha. Ek pal mein uske sine par sar rakhe rakha aur phir agle pal uske chehre ki taraf dekha, vo mere chehre ko hi dekh rahi thi.

" i love you ankit " bol kar usne mera matha chum liya. Dil ko itni thandak mili laga jaise jannat mil gayi ho. Sala ye waqt yahin ruk jaye, ye pal yahin ruk jaye, hum dono insan yahin ruk jaye. Mei nahi chahta tha kuch bhi aage badhe, na waqt aur na hi hum. Kyun ki badlav zindagi mein sirf waqt par nahi ata balki hum insano mein bhi ata hai aur nahi chahta tha ki insan mein koi badlav aye.

Phir jaise vo bachi ban gayi aur mene uska bharpur sath, hum dono ek dusre ko ragad ragad kar nahaye, mene uski chutdon par sabun laga kar mala aur spanking karne laga, jise dekh vo mujhe narazgi bhari nighaon se dekhni lagi to mei bhi ghum kar aur jhuk kar khada ho gaya. Ye dekhte hi vo hans di, bas yahi dekhna tha, mei sidha hone laga to usne bhi spanking walle andaz mein mere ek laga diya :D Mene ek pal use ghura aur phir hasne lage aur galle lag ek dusre ke shower se girte pani ka ehsas lete hue ek dusre ke dilon ko aur majbut rishte mein badalne lage.

Khushi wale din ache se beete hain aur aisi samjhdar ladki zindagi bhar sath rehne ke liye to kuch jada hi ache bette hain. Dil mein jo dar tha vo khatam ho chuka tha aur ab na hi kuch aisa tha jise mein akansha ko kho sakta tha kyun ki meri sachai uske samne thi. Mei jo tha vo tha ab jo hun usme ek sach hai, dikhawa kuch nahi. Roz subah use mil kar hi office jane laga, mano us raat ke baad jaise din hi badal gaye ho. Par zindagi mein kuch ho to grehan aa hi jata hai is baar grehan ghar ka tha jo bahut jada bada tha :sigh:

Pichli raat akansha ke flat par sex karte hue kab nikal gayi aur mei waha so gaya pata na chala isliye jab subah aya to papa to morning walk par the par maa shuru ho gayi.

" bigad gaye ho tum ab to hath se nikal chuke ho "

" andar ane do ya bahar se hi vapis jau " meri ankhon mei adhi nind thi.

" han ab to tum yahi bologe, mei hun kaun jo marzi vo karo " bol kar vo hatti aur mei ghusta hua sidha bistar par padh gaya. Jab se akansha ne samjhaya tha mei bahut aram se baat karta tha lekin har baat par tokna mujhe pasand nahi tha. Takreeban do ghante baad utha to maa kaam ko lekar chikchik kar rahi thi. Aaj saturday tha to office nahi jana tha islye uth kar ready ho gaya aur ready hokar bahar aya to atte hi mene maa se bola " din ka khana nahi hai " vo kitchen mein hi khadi thi. Pata nahi mere bolne par unhe kya hua unhone bartan kadai par mara aur chilla padi.

" mei yahan pagal hun jo tum logon ke sab karti rahun, zindagi bhar pati ka karun aur ab tumhara karun, sala izat nahi hai kisi bhi chiz ki mar jao khap jao tum logon ke liye lekin tum logon ne kutiya bana kar rakha hai " mei aur sun nahi paya aur sab bhul gaya.

" jada bolne ki jarurat nahi hai, ehsan nahi karti aap hum par ya mujhpar khas kar mei khud kar sakta hun apne aap jada bolne ki jarurat nahi hai " papa piche kamre mein baithe sun rahe the vo bahar nikle. Shayad pehli baar tha jab vo bole the

" ye kaun sa tarika hai baat karne ka "

" tarika inka dekho " unhe mene jawab diya.

" ha tu mera hi dekh, tu bahut samjhdar hai to kar le khud apne aap "

" han kar lunga ehsan nahi hai "

" ankit shant tum chote ho abhi "

" han tabhi to sunate ho, pehle kaam nahi karta tha jo sara din ye tanna deti thi ki muft ki rotiya kha raha hun tab apne aakar pucha mujhse yaa baat kari? ab jab apni zindagi jine laga hun to inko dikkat ho rahi hai "

" dikkat mujhe ho rahi hai na tu to dikkat na de hath jodti hun nikal ja abhi phir sala aisi aulad di kyun hai jisne kuch samjha hi nahi hai " unhone mere aage gusse mein hath jodte huee kaha.

" papa dekh rahi ho kya bol rahi hai " mujhe bahut bura laga isliye is baar unpar chillaya nahi aur papa ko bolo ki dekho kaun galat hai.

" tum bhi shant ho jao, zara si baat ka kya " papa ko bhi unhone rok diya.

" zara si.. aap rehne dijeye, ye kabhi nahi sudhrega. Mujhe koi moh nahi hai bete ka beti di hoti to sukhi hoti mein tu jaisa beta de kar zindagi aur bhudapa dono kharab kar diya mera bhagwan ne tu ja bhai tu jaa nikal ghar se aur jahan jaa raha hai wahin reh yahan mat aaio " hath jodte hue unhone dubara kaha to is baar mein nahi ruka. Sidhe kamre mein gaya ek suitcase nikale aur saman bharne laga. Itna acha mood tha itni achi zindagi chal rahi thi par ye pal ana jaruri tha? Insan ko kisi tarah taassali nahi thi, har chiz mein rok har chiz mein tok pehle nahi jaata tha to kyun nahi jata ab jata hun to naukrani samajh rakha hai. Raho mere bina ab mujhe bhi koi matlab nahi hai. Mere ankhon mein ansu the nai pata kyun par tayar hote hue mein saman bandhne laga. Papa maa ko samjha rahe the lekin vo gusse mein jo bol rahi thi vo to mei sun kar dahurana bhi nahi chahta tha bina kisi baat ke ye sab kehna kaha ka shoba deta hai ek maa hokar aisi batein? Har shabad mujhe unka galat laga lekin kash mene use maa samajh kar jo unko galat kaha tha kassh maa samajh kar hi use avoid kar liya hota. Tayar hokar mein saman lekar bahar nikla.

" aur jo saman hai thoda-thoda jaldi akar le jaunga "

" ankit vapis rakh bag " papa gusse mein chillaye.

" ab nahi rakhunga papa aur sahi kaha maa ne unki beti deni chahie thi meri koi jarurat nahi thi " vo roo rahi thi lekin mei bahut hurt hua tha isliye mujhe vo ansu nahi dikhe. Ankhein meri bhi bhari thi lekin ansu nahi anne diye. " jaa rha hun "

" ankit ruk tu pagal hai kya " papa ne us waqt bahut rokne ki kosish ki par bahut der ho chuki thi. Vo tab nahi the jab mene itni batein suni, roz suni, apni koi azadi is ghar mein thi hi nahi aur isliye ye ek din hona hi tha. Bhale hi aaj ya phir ane wale kal mein. Akansha ke sath lunch ka program tha jo usne kal raat banaya tha isliye mene maa ko khane ke liye mana kiya tha jispar unhone itna bawal kar diya tha. Mei sab kuch chhod kar usi ke ghar aya tha jiske sath din mein lunch ka program banaya tha..

Akansha mujhe dekhte hi samajh gayi thi ki gadbad hai, sath hi baithi thi kafi der se hum dono, mene use sab bata diya tha aur ab shant the, usne mera hath apne hath mein le rakha tha. Aaj ka din kharab tha mei yahi soch raha tha lekin nahi pata tha ki abhi kharab aur hone wala hai.
 

harshit1890

" End Is Near "
Prime
5,643
8,432
219

chintu222

Sab Moh Maya Hai
3,171
6,204
158
Maza aa gaya bcc..kya update tha :claps::claps:
Ek saath kitna kuch change ho gaya Ankit ki life mein:innocent:
Purani yaadein kabhi peecha nahi chodti:hehe:
Akansha ko gayab dekh kar..Ankita Ritika sab yaad aa gayi Ankit ko:lol1::lol1:
Aur uske baad..bathroom session:hot:
Aur kya hee chaiye ek aadmi ko life mein..job hai, gf hai, sex bhi mil raha hai...ek tarah se life set hai:toohappy::toohappy:
Lekin jab sab thik chal raha ho..tabhi L lagte hain:haha:..Ankit bhaiya ke bhi lag gaye:D
Acha khasa plan banaya tha dinner ka Akansha ke saath..lekin yahan toh ghar se nikal diya Aunty ji ne:lol1:
Aur Ankit bhaiya saman pack kar ke aa gaye Akansha ke pass:hehe:...abb kya hoga..ye dekhne vaki baat hai:approve:
Ummed hai sabki tarah Akansha bhi naa chodd de:smile2:
Lets c..waiting for next:daru:
 
Top