• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Lyrics LYRICS

Black

Some people's misery is some people's dream
Prime
11,152
32,782
259

ye mehalon, ye takhton, ye taajon kee duniyaa
ye insaan ke dushman samaajon kee duniyaa
ye mehalon, ye takhton, ye taajon kee duniyaa
ye insaan ke dushman samaajon kee duniyaa

ye daulat ke bhukhe rivaajon kee duniyaa
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?

har ik jism ghaayal, har ik rooh pyaasi
nigaahon mein uljhan, dilon mein udaasi
ye duniya hai ya aalam e badahahaasi
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?

yahaan ik khilonaa hai insaan kee hasti
ye basti hai murda-paraston kee basti
yahaan par to jeevan se hai maut sasti
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?

javanee bhatakati hai badakaar ban kar
javaan jism sajte hain baazaar ban kar
yahaan pyaar hota hai vyopaar ban kar
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?

ye duniyaa jahaan aadmi kuch nahin hai
vafaa kuch nahin, dosti kuch nahin hai
ye duniyaa jahaan aadmi kuch nahin hai
vafaa kuch nahin, dosti kuch nahin hai
jahaan pyaar kee qadra hee kuch nahin hai
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai?

jala do ise phoonk daalo ye duniyaa
jala do, jala do
jala do ise phoonk daalo ye duniyaa
mere saamane se hataa lo ye duniyaa
tumhaaree hai tum hee sanbhaalo ye duniyaa
ye duniyaa agar mil bhee jae to kya hai
?
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Aagasyta (Y. A.)

Aagasyta (Y. A.)

A Loner
Staff member
Moderator
31,819
15,491
274

ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi
ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi
yeh kadam kisi mukam pe jo tham gaye toh kuchh nahi
ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi

o jate rahi o banke rahi, meri baaho ko inn raaho ko
tu chhod ke naa ja tu vapas aa ja
woh husn ke jalave hon ya ishk ki aavaje
aajad parindo ki rukati nahi paravaje
jate huye kadamo se aate huye kadamo se
bhari rahegi rahagujar jo ham gaye toh kuchh nahi
ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi
yeh kadam kisi mukam pe jo tham gaye toh kuchh nahi

aisa gajab nahi dhana piya mat jana bidesava re
aisa gajab nahi dhana piya mat jana bidesava re
o hamaka bhi sang liye jana piya jab jana bidesava re
ho jate huye rahi ke saye se simatana kya
ik pal ke musafir ke daman se lipatana kya
jate huye kadamo se aate huye kadamo se
bhari rahegi rahagujar jo ham gaye toh kuchh nahi
ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi
yeh kadam kisi mukam pe jo tham gaye toh kuchh nahi
ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi
ik rasta hai jindagi jo tham gaye toh kuchh nahi
 
Mak

Recuérdame!
Divine
10,745
7,028
229

छोड़ आए हम वो गलियाँ
छोड़ आए हम वो गलियाँ
छोड़ आए हम वो गलियाँ
छोड़ आए हम वो गलियाँ
जहाँ तेरे पैरों के कँवल गिरा करते थे
हँसे तो दो गालों में भँवर पड़ा करते थे
जहाँ तेरे पैरों के कँवल गिरा करते थे
हँसे तो दो गालों में भँवर पड़ा करते थे
हो, तेरी कमर के बल पे नदी मुड़ा करती थी
हँसी तेरी सुन-सुन के फ़सल पका करती थी
छोड़ आए हम वो गलियाँ
छोड़ आए हम वो गलियाँ
हो, जहाँ तेरी एड़ी से धूप उड़ा करती थी
सुना है उस चौखट पे अब शाम रहा करती है
जहाँ तेरी एड़ी से धूप उड़ा करती थी
सुना है उस चौखट पे अब शाम रहा करती है
लटों से उलझी-लिपटी एक रात हुआ करती थी
हो, कभी-कभी तखिए पे वो भी मिला करती है
छोड़ आए हम वो गलियाँ
छोड़ आए हम वो गलियाँ
दिल दर्द का टुकड़ा है, पत्थर की डली सी है
एक अंधा कुआँ है या एक बंद गली सी है?
एक छोटा सा लम्हा है, जो ख़त्म नहीं होता
मैं लाख जलाता हूँ, ये भस्म नहीं होता
...ये भस्म नहीं होता
छोड़ आए हम वो गलियाँ
छोड़ आए हम वो गलियाँ
 
Damha

𝓛 𝓛𝓪𝔀𝓵𝓲𝓮𝓽
Staff member
Sectional Moderator
19,695
22,652
229

Bhool janey ka hunar mujh ko sikhatey jao
Ja rahey hi tou sab hi naqsh mitatey jao

Chalo rasman hi sahi
Mur k mujhey dekh tou lo
Tortey tortey talluq ko nibhatey jao

Hmmm..
Hmmm..

Kabhi kabhi yeh Mujhey sataye
Kabhi kabhi yeh rulaye..

Faqat mere dil se utar jaiye ga [2x]
Bicharna mubarak, bichar jaiye ga

Kabhi kabhi yeh mujhey satayae
Kabhi kabhi yeh rulaye

Main samjha tha tum ho
Tou kia aur mangun
Meri zindagi main
Meri aas tum ho

Main samjha tha tum ho
Tou kia aur mangun
Meri zindagi main
Meri aas tum ho

Yeh duniya nahi hai mere paas tou kia
Mera yeh bharam tha
Mere paas tum ho
 
This is my go to song, whenever I feel sleepless. Sukoon milta hai isko sunte sunte sone me.. :D Iske alawa Laal Ishq is also gem by Rahat Shahab!

If you have more Pakistani OST like this, please do share.

Screenshot-20240822-202826-Poweramp
 
Damha

𝓛 𝓛𝓪𝔀𝓵𝓲𝓮𝓽
Staff member
Sectional Moderator
19,695
22,652
229
This is my go to song, whenever I feel sleepless. Sukoon milta hai isko sunte sunte sone me.. :D Iske alawa Laal Ishq is also gem by Rahat Shahab!

If you have more Pakistani OST like this, please do share.

Screenshot-20240822-202826-Poweramp

Hmm Hmm Hmm…

Jaan-e-Tamanna Jaan-e-Ada
Tujhe Jaisa Hai Socha Paya Wohi
Sooraj Si Kirnon Sa Ek Chehra
Dekha Hai Tumsa Maine Nahi

Meri Mohabbat Ka Har Lamha
Tujhmein Hi Gumm Sa Gaya
Na Main Hoon Aashiq
Na Main Deewaana
Keh Do Mujhe Jo Piya

Tera Mera Hai Pyar Amar
Tu Chahe Tu Kadmon Mein
Sar Rakh Doon

Yeh Jeevan Kya Agar Maange Tu
Meri Jaan Nazar Kar Doon
Tera Mera Hai Pyar Amar

  • Love
Reactions: Mak

Mak

Recuérdame!
Divine
10,745
7,028
229

Hmm Hmm Hmm…

Jaan-e-Tamanna Jaan-e-Ada
Tujhe Jaisa Hai Socha Paya Wohi
Sooraj Si Kirnon Sa Ek Chehra
Dekha Hai Tumsa Maine Nahi

Meri Mohabbat Ka Har Lamha
Tujhmein Hi Gumm Sa Gaya
Na Main Hoon Aashiq
Na Main Deewaana
Keh Do Mujhe Jo Piya

Tera Mera Hai Pyar Amar
Tu Chahe Tu Kadmon Mein
Sar Rakh Doon

Yeh Jeevan Kya Agar Maange Tu
Meri Jaan Nazar Kar Doon
Tera Mera Hai Pyar Amar

Mp3 search :online:
 
  • Like
Reactions: Damha

Damha

𝓛 𝓛𝓪𝔀𝓵𝓲𝓮𝓽
Staff member
Sectional Moderator
19,695
22,652
229
Mera favourite ye wala hai Mak

Kahani Sono, Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha

Kahani Sono, Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha

Deewana Hua, Mastana Hua
Teri Chahat Main Kitna Fasana Hua

Tere Aanay Ke Khushboo
Tere Janay Ka Manzar
Tujhay Milna Paray Ga Ub Zamana Hua

Sadaein Sono, Tum, Jafaein Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha
 
Mak

Recuérdame!
Divine
10,745
7,028
229
Mera favourite ye wala hai Mak

Kahani Sono, Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha

Kahani Sono, Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha

Deewana Hua, Mastana Hua
Teri Chahat Main Kitna Fasana Hua

Tere Aanay Ke Khushboo
Tere Janay Ka Manzar
Tujhay Milna Paray Ga Ub Zamana Hua

Sadaein Sono, Tum, Jafaein Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha
Mujhay Pyaar Hua Tha, Iqraar Hua Tha
Ye to world famous hua tha, But I didn't new ye Pak series ka hai.. I thought this was a single track. :eek:
 
Mak

Recuérdame!
Divine
10,745
7,028
229
Ye mere POP songs folder me save tha, Now I have to movie it to PAK OST's :D
 
Top