• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Maa-beta ek sacche pyaar ki kahani part-3

Incest--boy

Active Member
1,474
3,019
144
Jaisa ki maine kaha tha, main aap logo se gifs chahta hoon jo aapke pasand ke hai.. agar koi update aapne padha aur aap sab ko laga ki kaash ye gif ya pic udhar rahata mujhe wo section detail dm Karo aur gif or pic bhejo, even after update main edit karunga..so baki log bhi pasand karne lgenge...so please aap apne taraf se ye karte jaao.
 
Last edited:

xossipfankareena

New Member
2
2
1
Yee greek ruler wala konsa sto

Yee greek ruler wala konsa story batao bro
Oedipus, in Greek mythology, the king of Thebes who unwittingly killed his father and married his mother

Amenhotep II married his mother during the early years of his reign and she bore him children. Another of his lesser wives, Tiaa, birthed Amenhotep II's successor to the throne, Thutmose IV, who took control of Egypt when Amenhotep II died in 1400 B.C.E.


8 Mother-Son Marriages In History​

 

commonman

New Member
13
17
3
Jo regular readers hai wo already jante hai. It's not much a sexual story at the beginning, jisne part 2 padha hai wo jante hai. Rahi baat greek etc ki main nahi janta, kahani bahot hai
... So have ur patience..baaki aapki marzi 🙏🙏
Sirji aap apne tarikhe se likho...
 

commonman

New Member
13
17
3
Jo regular readers hai wo already jante hai. It's not much a sexual story at the beginning, jisne part 2 padha hai wo jante hai. Rahi baat greek etc ki main nahi janta, kahani bahot hai
... So have ur patience..baaki aapki marzi 🙏🙏
Sirji aap apne tarikhe se likho...
 

Rudra Roy

Member
400
416
64
Maharani devrani ke bad easi badhiya story dekhi hai...well done keep it bro...
dono stories bohot alag hai ek dushare se maharani devrani ek pure erotica thi lekin ye story romance based hai still very very good specially jo suspense hai barde bhai ki mout ka wo iss story ko wakaye interesting banata hai
 

Pravin123

Member
435
723
108
Maa kadmabari ab yuvaraj ko taraf dekhti hai. Jo bas unke is roop ko dekhkar Mohit ho chuke the. Unhone apne vastro ki taraf dekha, jo gile ho chuke the. Unka dhyan achanak se atan par gaya. Unke stanagro ka ubhar saaf saaf dikh raha tha. Ye dekh unhe apne aap par sharm aane lagi.

Wo wapas ab ped ke niche aati hai. Yuvaraj aur maa kadambari dono ek dusre ko dekhte hai. Maa kadambari sharmate hue apni aankhe niche kar leti hai. Tabhi ek jor daar bijli aasman me kadkati hai. Maa kadambari dar se turant yuvaraj ke pass jati hai aur unke baho me jaati hai.

Ye sab bahot achanak se hua tha. Yuvaraj apne maa ke gile stano ka ubhaar apne sharir par mahsoos karte hai. Unki saanse tez hone lagti hai. Aur kahi na kahi yahi haal maa kadmabari ka bhi tha.

Wo dono nahi jaante the, lekin maa kadambari aur yuvaraj ko bahot dur se nirjala dekh rahi thi. Wo jarasal dono ko lene aayi thi. Nirjala ko lag raha tha ki kahin is barish me dono idhar hi na fas jaaye. Lekin jo drishya wo dekh rahi thi. Use wo samajh nahi paa rahi thi

Nirjala apne aapse - kya inke bich main aisa kuch hai. Ya bus ek sanyog hai. Lekin sanyog to ek baar ho sakta hai. Pahle nadi ke pass bhi, kal raat me aur aaj ye. Kahi...

Nirjala is rishte ko samjhne ki koshish karti hai. Wo bahot der tak dekhti hai. Maa kadambari abtak yuvaraj ki baaho me thi.

Nirjala unhe jor se aawaz deti hai. Tabhi maa kadambari ka dhyan chut jaata hai.

Maa kadambari ek dum se yuvaraj se dur ho jati hai. Aur us awaz ki taraf dekhti hai. Wo dekhti hai ki kuch pedo ke patte jaisa kuch to wo lekar unki taraf hi aa rahi hai..

Yuvaraj abhitak apne aap me khoye hue the. Ye sab aaj aise hue tha. Shayad is ghatna ke bare me unhone kabhi nahi socha tha.

Nirjala ab unke pass aati hai wo maa kadambari ke vastro ko dekhti hai. Maa kadambari puri tarah se bhig gayi thi. Lekin yuvaraj to bilkul sahi lag rahe the.

Nirjala- maa, aap kaise bhig gayi..

Maa kadambari- wo, wo beta hum to bas is prakriti ka anand lena chahte the, lagta hai kuch jada hi bhig gaye.

Nirjala muskurate hue- aur aap yuvaraj, kya aap maa ko anand lete hue dekh rahe the kya?

Yuvaraj ekdum se sakpaka gaye.

Yuvaraj - ab bhabhi maa, hum unhe kaise rokte wo chahte the ki kuch der barish ka anand le. Ab bhala main unhe kaise rokta.

Nirjala- lagta hai aap rokna bhi nahi chahte the..

Ma kadambari aur yuvaraj dono ke chahre par ek prashna chinna aa jata hai. Wo samjh nahi paate ki aakhir aisa nirjala kyun kah rahi hai. Lekin nirjala ke ye kahne ke piche ka karan thoda bahot wo samajh jaate hai.

Nirjala unhe wo patte apne sir pe dhakne ke liye deti hai.

Ab maa kadambari aur nirjala aage jaati hai...aur dhire dhire yuvaraj bhi unke piche piche aane lagte hai.

Maa kadambari bahot chupchap chal rahi thi..maano kisine unki chori pakad li ho..

Nirjala- waise lagta hai aapko bahot Anand aaya hoga..hai na maa.

Maa kadambari- haa, aanand to aaya beti nirjala.

Nirjala- waise aap yuvaraj ki baaho me kya kar rahi thi..

Maa kadambari ek dum se dar jaati hai..

Maa kadambari- beta wo tezi se bijli gir gayi isliye hum thoda dar gaye.

Nirjala haste hue- accha aisa hai, hume kuch aur hi laga.

Maa kadambari sharmate hue.

Maa kadambari- che, ye tum kya kar rahi ho nirjala.

Nirjala- hum to bas majak kar rahe hai maa.

Yuvaraj in baato ko sun rahe hote hai. Unhe bhi bahot asahajta mahsoos hoti hai

Yuvaraj - bhabhi maa aap bhi na...

Nirjala- waise aapko ek baat batau yuvaraj, aap ko yah sun bahot ascharya hoga lekin hamare samuday me saare purush dusri mahila ko bahen hi kahte hai. Aur mahila unhe bhai kah ke pukarti hai.

Yuvaraj - kya, phir..

Nirjala haste hue- jabtak unka vivah nahi hota, aur jab tak wo patni nahi ban jaate tabtak wo bhai bahen hi hoti hai..

Maa kadambari aur yuvaraj hairan Hote hai.

Maa kadambari- sachme lekin aisa kyun...

Nirjala- aise is liye kyunki hamare samuday me lagbhag 2500-3000 log hai. Ab hamare samuday me koi bahari log to shadi nahi karna chahega na. Isliye sadiyo se hamare log apne hi samuday ke kisi purush ya stree se vivah karti hai. Ab kabhi wo bhai bahen hote hai, kabhi wo mausere to kahi koi aur rishta sabka hota hi hota hai. Hamare yahapar rishto ki nahi logo ko mahatwa diya jata hai.

Yuvaraj yah sun dang ho jaate hai.

Nirjala- waise ek aur batau, maa.

Maa kadambari - kaunsi baat...

Nirjala- jarasal mere pita aur meri maa kabhi sage bhai bahen hue karte the. Lekin mere pita jaise shur aur shaktishaali purush shayad koi aur nahi hoga. Meri maa ki jab pahle baar vivah ka vishay cheda gaya tab unhone apni pasand apne bade bhai ko bataya.

Maa kadambari ek dum se ascharya me aagayi.

Maa kadmabari - ye to bahot pechida hote Jaa Raha nirjala.. rahne do ab aur mat batao.

Nirjala aur Yuvaraj hasne lagte hai.

Ab sab wapas nirjala ke ghar ke paas jaate hai. Maa kadambari apne sharir ko chupate hue turant ghar ke andar kapde badalne jaati hai.

Vishwajeet- accha hua aap gaye, hume yuvaraj jaldi nikalana hoga. Nahi to baarish humare raste ko rok degi.

Yuvaraj - safar pe abhi sirf main aur maa hi jaayenge vishwajeet, tum vapas rajya jaao. Senapati jaydeep ji ko hamara sandesh do.

Nirjala- chinta mat kijiye vishwajeet. Yuvaraj ko hum aadhe raste chod denge uske baad rasta bilkul 1 din ka hi to bacha hai.

Vishwajeet- jaisa aap kahe yuvaraj.

Nirjala- chaliye pahle sab pet bhar khana khaa lijiye. Phir aapke jaane ki taiyyari karte hai.

Sab log bhojan karte hai. Maa kadambari wapas apne Shahi vastro aur abhushano ko pahen chuki hoti hai. Bhojan samapt hote hi ab yuvaraj aur maa kadambari aise barish me pravas karne ki taiyyari karte hai.

Nirjla ke sainik ek choti si ghoda gaadi lekar aate hai.

Nirjala- ye rahi aapki sawari yuvaraj...sainiko ne bahot mehanat se ise puro raat mehnat kar bana diya hai. Ye itni bhi acchi nahi hai lekin aap ko baarish me bhigne nahi degi.

Yuvaraj - bahot bahot dhanyawad bhabhi maa, aapne jo kiya wo hamare liye bahot hai. Aapke sahare hume ek naya parivaar mila hai. Ise jada khushi aur kya ho sakti hai.

Nirjala- ye ghar ab aapka bhi hai. Bhale hi hum log wahapar naa aa paaye lekin, Aap jab chahe tab yahapar aa sakte hai yuvaraj.

Yuvaraj ne charo or dekha. Bas itni si hi baarish me har taraf paani hi paani jam gaya tha. Kuch log lakdi ke ghar ko nikalkar unche ped par chat ki tarah bana rahe the.

Yuvaraj - bhabhi maa, ye log kya kar rahe hai..

Nirjala- aapne pucha tha na Yuvaraj ki baadh jaise haalat me hum log kya karte hai. Aap dekh paa rahe honge. Hum log apne gharo ko ped ke upar sthalantar karte hai, isse baadh se ane wale paani se hamara bachav ho jata hai. Aur ye dekhiye, purane lakdi naav ise hum aaspas ki jagah par ghum sakte hai. Yuvaraj ko yah dekh bahot bura lgata hai. Unhe lagta hai ki bas itni si barish unke agar ye haal hone waale hai. To jada barish me ye log kaise rahte hai uska roop unhe abhi se samjh aaya.

Yuvaraj kathor aawaz mein- hamare Bhai ne jo vachan diya shayad use nibhane ke samay aa chuka hai. Hum aapko vachan dete hai bhabhi maa, jo vachan hamar priya bhai ne adha adhura choda tha use hum pura karenge.

Samuday ke logo me ek anand ki bhavana jagrit hoti hai. Yuvaraj ke is vachan unke chahre par phirse asha ka bhaav laaya tha.

Log ab yuvaraj ki jay jay kar karne lage.

Nirjala- hume bahot Khushi hui yuvaraj, ki aap hum kaalpuriyon ko ek nayi zindagi dena chahte hai.

Yuvaraj - vaise agar hum jab maharaj banenge tab hume ek sar-senapati ki jaroorat padegi bhabhi maa.

Nirjala- lekin aap hume ye kyun bata rahe hai yuvaraj..

Yuvaraj muskura dete hai..

Nirjala samajh jaati hai..

Nirjala ke aankho me aansu aajate hai.

Nirjala- hum aur aapke sar senapati. Ye aap kya kah rahe hai yuvaraj...

Yuvaraj - hum bilkul sahi kah rahe hai, aur vishwajeet bhi hamare ek pramukh mantrimandal ka hissa honge.

Vishwajeet haath jodte hue unhe abhivadan karta hai.

Maa kadambari ek baar phir nirjala ki bacchi yaani kadambari ko apne god me leti hai. Bacchi ko dekh unki aankhe bhar aati hai. Wo pyaar se bacchi ke gaal par chumti hai. Aur uske kaan me kuch kahti hai.




Agla bhaag jald
nice update bhai
 
Top