• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Maa-beta ek sacche pyaar ki kahani part-3

Incest--boy

Active Member
1,520
3,089
144
Jaisa ki maine kaha tha, main aap logo se gifs chahta hoon jo aapke pasand ke hai.. agar koi update aapne padha aur aap sab ko laga ki kaash ye gif ya pic udhar rahata mujhe wo section detail dm Karo aur gif or pic bhejo, even after update main edit karunga..so baki log bhi pasand karne lgenge...so please aap apne taraf se ye karte jaao.
 
Last edited:

Kawal Kumar

Active Member
958
556
109
Aati aakarshit
 

Incest--boy

Active Member
1,520
3,089
144
Bahut hi mazedar update
Thnx
 

Incest--boy

Active Member
1,520
3,089
144
Suggest some better gifs
 

sompal

New Member
22
6
3
Update nahi diya buddy ? Yaar aise na bro ek connection bigad jata h log sirf ushi story ke update mangte h jo achhi hoti hai varna agar story bekar ho to koi update bhi na mange main is story se itna connect ho gya hu ki kya batau or mujhe aisi hi story pasand aati h pure love jisme pehle feelings add hoti h dil se dil tak ka safar teh karna bohot mushkil hota h or vo hi sabse important varna tan ka kya hai vo to kabhi bhi ho sakta hai or main un logo ko bata du jo har baat me sex mangte h ki kuch hoga ab hoga yaar story to dekho or pehli baat jis sty me sirf or sirf sex hota h na vo story nahi sirf trak pana hota h or ushe vehyao ki kahaniya boli jaati h bahen ke 10 affair bhai ke 10 maa ke 10 baap ke 10 vo sirf dikhava h or kuch nahi lekin aisi story sabse best hoti h or usme bhi update daily aae to pls update dedo..........🙏🏻💕
 

Incest--boy

Active Member
1,520
3,089
144
Update nahi diya buddy ? Yaar aise na bro ek connection bigad jata h log sirf ushi story ke update mangte h jo achhi hoti hai varna agar story bekar ho to koi update bhi na mange main is story se itna connect ho gya hu ki kya batau or mujhe aisi hi story pasand aati h pure love jisme pehle feelings add hoti h dil se dil tak ka safar teh karna bohot mushkil hota h or vo hi sabse important varna tan ka kya hai vo to kabhi bhi ho sakta hai or main un logo ko bata du jo har baat me sex mangte h ki kuch hoga ab hoga yaar story to dekho or pehli baat jis sty me sirf or sirf sex hota h na vo story nahi sirf trak pana hota h or ushe vehyao ki kahaniya boli jaati h bahen ke 10 affair bhai ke 10 maa ke 10 baap ke 10 vo sirf dikhava h or kuch nahi lekin aisi story sabse best hoti h or usme bhi update daily aae to pls update dedo..........🙏🏻💕
Aaj raat kp
 

Incest--boy

Active Member
1,520
3,089
144
Update nahi diya buddy ? Yaar aise na bro ek connection bigad jata h log sirf ushi story ke update mangte h jo achhi hoti hai varna agar story bekar ho to koi update bhi na mange main is story se itna connect ho gya hu ki kya batau or mujhe aisi hi story pasand aati h pure love jisme pehle feelings add hoti h dil se dil tak ka safar teh karna bohot mushkil hota h or vo hi sabse important varna tan ka kya hai vo to kabhi bhi ho sakta hai or main un logo ko bata du jo har baat me sex mangte h ki kuch hoga ab hoga yaar story to dekho or pehli baat jis sty me sirf or sirf sex hota h na vo story nahi sirf trak pana hota h or ushe vehyao ki kahaniya boli jaati h bahen ke 10 affair bhai ke 10 maa ke 10 baap ke 10 vo sirf dikhava h or kuch nahi lekin aisi story sabse best hoti h or usme bhi update daily aae to pls update dedo..........🙏🏻💕
Kal kiya hai check
 

Incest--boy

Active Member
1,520
3,089
144
Yuvaraj guruji ke paas jaakar apni baat kahte hai,

Yuvaraj - "Guruji, mai chahta hoon ki maa ka ek aisa chitra bane, jo unki divyata, saundarya, mahanata aur shaurya ko darshaye। Unhe ek sunder sinhasan par baitha dikhaiye, jo rajasi shaan se yukt ho। Sinhasan ke paas ek chhoti si sundar jheel ho, jisme do hans prem aur shanti ka sandesh dete hue tairte dikhai dein।"

Guruji is vichar se prabhavit hue aur turant apni kalpana aur chitrakala ke saadhan le kar chitra banane lage। Guruji ke hastakshar asadharan the – kunchi ke har chalak se ek jeevant anubhav chitra mein sthapit hota gaya।

Wo us vatika me jaroor baithi thi. Lekin is chitra me Maa kadambari apne sundar neele saree mein sinhasan par baithi thi, unka mukh chandra sa ujwal lag raha tha aur aankhon mein ek adbhut gaurav aur komaltaa ka mel tha।

Unke peechhe sundar peethal ke varg me khile kamal ke phoolon ke aabhal tha। Guruji ke kala mein unke abhushan aise chamak raha tha jaise vo neela aakash swarg ka abha prakat kar rahi ho। Sinhasan par sunder nakashi ka varnan, aur uske chaaron or ka vastu shilp jiske madhur sammelan mein rajasi gaurav dikhayi diya।

Sarovar ke paani me tahlte hue hanson ko guruji ne is prakar se chitrakaarit kiya ki ve jivanta ke abhas diye bina nahi rahte। Jheel ka jal haritayukt tha aur mand-mand leharon ke saath chhoti chhoti lehar jheel ke charan sparsh karte huye dikh rahi thi। Sarovar ke piche pahaadon aur ghanay pedo ka milan darshaneey aur lokmoha ban gaya।

Maa kadambari tabhi apni nazrein un hanson ki or le jaati hain aur ek komal muskaan unke adharo par sama jaata hai। Yuvaraj apni maa ko is roop mein dekhar sneha se pulkit ho rahe the। Guruji ke hast kaushal aur sahaj prabhav ke saath vo chitra dheere dheere tayar hone laga, ek avishwasniya drishya me pravartit ho raha tha, jo shauryagadh ki shobha aur maharani kadambari ki mahima ko amar kar dene wala tha।.

Aur aakhir kaar wo chitra ban hi Gaya. Yuvaraj ne jab us chitra ko dekha to wo bas usme khogaye. Maa kadambari abhitak wahi asan par baithi hui thi, unhe jab laga ki shayad ye chitra ban chuka hai to wo un dono ki taraf jaane lagi.

Guruji ka chitra safal roop se poorn ho chuka tha। Jab Guruji ne apna kaam samapt kiya aur us chitra ko Yuvaraj ke samaksh prastut kiya, tab ek pal ke liye vataavaran maun aur gambhir ho gaya।

Yuvaraj ne jab chitra ko dekha, to unka man ek ajeeb si bhavukta aur moh ke bhaav se bhar gaya। Us chitra mein unki Maa Kadambari ki mahima aur adbhut saundarya ka darshan ho raha tha। Sinhasan par baithi unki maharani Maa ke roop mein ek sampoorn alaukik mahila ka pratibimb lag rahi thi।


devasena-baahubali-2-the-conclusion-anushka-shetty-wallpaper-preview
Tab tak maa kadambari un dono ke piche aa chuki thi lekin yah baat dono ko bhi nahi pata thi.

Yuvaraj thode der tak kuch bol nahi paaye। Phir dheere se, apne mann ke geharaiyon se prerit ho kar, unhone guruji ke saamne halka sa jhukakar abhivadan kiya.

Guruji- are nahi nahi yuvaraj, ye aap kya kar rahe hai. Main bas ek chotasa kalakar hoon. Ek yuvaraj mere saamne jhuk kar abhivadan kare main utna mahan nahi hoon yuvaraj.

Maa kadambari samajh nahi paa rahi thi ki Yuvaraj aakhir aisa kyun kar rahe hai, wo chupachap wahi khadi hokar dekhne lagi.

Yuvaraj - Aap nahi jaante guruji aapne hamare liye kya kiya hai. Hume lag raha tha ki unke saundarya aur saralata ke is bhaav ko dikhana asambhav hai. Lekin aapne wah kar dikhaya. Is chitra ko hum rajmahal ke pramukh hisse me lagayenge. Aane wali pidhiya maharani kadambari ke is saundarya aur saralta ke is bhaav se hamesha prerit hogi. Yah chitra ane wale bhavishya ke gauravshali itihas ka pratik hoga. Guruji, yah chitra hum apne hriday me hamesha basa lenge.

Maa kadambari yah nahi jaanti thi ki aakhir guruji ne kaisa chitra banaya hai. Lekin yuvaraj ke yah shabd sun wah bhavuk ho gayi. Unki aankho me halki si bunde saaf saaf jhalakne lagi.


6eb21a1d807ef4660f27d7d574e0a594c74489de-gifv

Maa kadambari (man me)- yuvaraj humse kitna prem karte hai. Aakhir humne aisa kaunsa punya kiya hai jiska fal hume ab mil raha hai. Hamare bas ek chitra ko wo ek aitihasik pratik banana chahte hai. Yuvaraj, aakhir aap kab tak aap hamare hriday par aise hi Vijay prapt karte rahenge.

Yuvaraj - dhanyawad guruji, hum yah chitra maharani ji ko bhi dikhate hai.

Maa kadambari apne baare me sun jald hi waha se thoda dur hoti hai, wo khud ko aisa dikhati hai ki shayad wah kuch nahi sun paayi. Aur apne aansu ko poch leti hai.

Yuvaraj - aap abhitak wahi khadi hai, kya aap is chitra ko nahi dekhna chahegi.

Maa kadambari- haa, hum aa rahe hai yuvaraj.

Maa kadambari ab un dono ki taraf jaati hai.



addd6604c4102dac5fc29568f165c35407ed6d20-gifv
Apne chitra ko dekh wah bahot prasann ho jaati hai. Wah chitra sachme adbhut aur sundar tha.

Maa kadambari- dhanyawad guruji, yah chitra sachme adbhut hai.

Guruji ne wah chitra maa kadambari ke haath me diya aur unhe abhivadan kar ab dono chalne lage.

Yuvaraj - aap wah chitra mujhe dijiye.

Maa kadmabari - koi baat nahi yuvaraj, aap iska kasht mat uthaiye

Yuvaraj - kasht, hum to aapko bhi uthake milo dur chal sakte hai. Yah to aapka chitra hai.

Maa kadmabari yah sun muskurayi.

Maa kadambari- accha, ye lijiye jab humse chala nahi jayega tab hum aapko bata denge. Tab hume utha lijiyega.

Maa kadambari ki baate ab yuvaraj ke prati aur najdikiya dikha rahi thi.

Yuvaraj ne maa kadambari ki baat sun kar ek halke muskaan ke saath kaha,
"Phir to aap jab chahe tab kah sakti hai, tab hum aapko uthane ke liye sadaiv tatpar rahenge."

Yuvaraj ki baate sun unhe sharm si mahsoos hui, saath hi saath unke man me aise sawal aane laga ki aakhir yuvaraj aisa kyun kah rahe hai.

Yuvaraj- maa, vaise aap ne shauryagh ki sari khasiyat ke bare me mujhe bataya lekin aapne mujhe aap ke bare me nahi bataya.

Maa kadambari- hamare bare me matlab.

Yuvaraj - matlab jaise ki hume abhi abhi pata chala ki aap chitrakala me avgat thi, kya koi aapki aisi aur kala he jo hum nahi jaante.

Maa kadambari- hum chitrakala me utne avagat to nahi par ek kala hai jo hume bahot acchi aati hai.

Yuvaraj - kaunsi.

Maa kadambari- nrityakala.

Yuvaraj ko bahot ascharya hua, wo wahi ruk gaye.

Yuvaraj - kya aapne abhi abhi hume nrityakala kaha.

Maa kadmabari thoda sharmate hue- haa, aapne sahi suna.

Yuvaraj- matlab aap ko nritya karna aata hai.

Maa kadambari- haa lekin hume paramparik aur sanskratik nritya hi aata hai.

Yuvaraj - aapne hume kabhi bataya kyun nahi.

Maa kadambari yuvaraj ki hairani bhari baate samajh sakti thi. Yuvaraj apne maa ki is kala se avagat nahi the.

Maa kadambari- kyunki aapne hume kabhi pucha hi nahi.

Yuvaraj - maa aap bhi na, aap hume kuch nahi batati. Vaise kya hume aap nritya karke dikha sakti hai.

Maa kadambari ko laga nahi tha ki Yuvaraj yah sawal karenge. Maa kadambari kuch jada hi sharma ne lagi.


1aa2fd001a2bef43e13a94f75428bb7f4baeff28-gifv
Yuvaraj - ab isme aap sharma kyun Rahi hai. Hum bhi to dekhna chahte hai ki aap kaise nritya karti hai.

Maa kadambari- nahi nahi wo to humse nahi hoga. Aap is baat ko mat chediye.

Yuvaraj yah sun thoda naraz hue. Unke chahre par faili narazgi maa kadambari samajh paa rahi thi. Unhe apne aap par bura lagne laga.

Yuvaraj - koi baat nahi jaisa aap chahe maa. Waise hume kaafi der bhi Hogayi hai ab hume rajmahal wapas Jana chahiye.

Maa kadambari- haa thik hai.

Wo wapas gaadi me baith jaate hai aur rajmahal ki taraf nikalte hai. Raste me jada kuch baat ho nahi rahi thi. Vaise yuvaraj ke chahre ab koi narazi bhi nahi thi. Wo bas Shauryagadh ko acche se dekh rahe the.

Maa kadambari ne yuvaraj ke haath ko pakada.

Yuvaraj - kya hua maa

Maa kadmabari muskurate hue- kuch nahi, hum bas nritya ke baare me soch rahe the

Yuvaraj - nritya ke bare me?

Maa kadambari- hum soch rahe hai ki hum aapko hamara nritya dikhayenge.

Yuvaraj khush hote hue- sach

Maa kadambari- haa.

Yuvaraj ko yah sun bahot Khushi hoti hai. Lekin maa kadambari ko yah bhi chinta thi ki wah kaunsa nritya unhe karke dikhayegi.

Yuvaraj - lekin kab.

Maa kadambari- wo to hum nahi bata sakte, lekin wakt aane par hum jaroor karenge.

Yuvaraj - aapne itna kaha hamare liye kaafi hai maa.

Tabhi raaste me tulasi aur unki saheliyan unhe dikh jaati hai jo unka intezaar kar rahi thi. Wo gaadi me aakar baithati hai. Phir se rajmahal tak ka safar shuru hota hai. Pure raste bhar me tulasi ki baate chalu rahti hai. Rajmahal aane ke baad sare log bhojan ki taiyaari me lage the.

Maharani kumodini - tum log aagaye, chalo abhi sab log bhojan ke liye baith jaate hai.

Shauryapratap wahi baithe the.

Shauryapratap - lagta hai bahen aur bhanje ne aaj pura Shauryagadh dekh kar aaye hai.

Shauryapratap bhale hi kaise bhi vyakti ho. Lekin unka vyavahar sirf maharani kumodini aur unke apne bete ke liye hi bura tha. Wo apne sambandhi aur mitro ko acche se baat karte. Aam janta se to unhe kuch lena dena tha hi nahi. Wo maharaj to ban nahi paaye lekin unhe rajya ke pramukh hisse sambhalne ko diye the.

Maa kadambari- haa bhaiyya, humne to pahlehi pura rajya dekh liya hai. Hume laga hum yuvaraj ko ek baar dikhakar laaye. Tulasi bhi hamare saath thi.

Shauryapratap- tulasi bhi aapke saath aayi thi, kahi aisa nahi ki wo apne saheliyon ke saath ghum Rahi thi. Aajkal uska man saheliyon me kuch jada hi lagta hai.

Tulasi ek wakt ke liye thodi dar gayi. Lekin maa kadambari ne jald hi is halat ko sambhala.

Maa kadambari- nahi bhaiyya, wo hamare saath hi thi.

Tulasi ne rahat ki saans li. Aur chupchaap bhojan ke liye baith gayi.

Maharani Kumodini - lekin yuvaraj mangalpratap kaha hai.

Maharani kumodini, mangalpratap ko bhejane ke liye sainik ko bula hi rahi thi ki Yuvaraj ne kaha.

Yuvaraj - nahi, hum unhe bulate hai.

Shauryapratap - vaise na bhi bulao to koi fark nahi padta. Jab bhook lagegi tab khud aa jayega. Wo koi maharaj nahi hai ki uske liye sainiko ka kimti vakt jaya kare.

Yuvaraj yah sun kuch nahi kahte, wo bhi inke ghar me chali aa rahi anban ke bare me acche se jante the.

Wo yuvaraj mangalpratap ko bulane ke liye dhundhne jaate hai. Rajmahal ke kai kaksh me wo unhe khojate hai lekin wo kahipar nahi milte. Wo ab rajmahal ek sabse kone me base ek bahot purane kaksh ki taraf badhte hai. Waha jaate hi unhe ek aawaz aati hai. Jo baar baar kisi do dhatu ko ek dusre par marne se hoti hai. Wo samajh nahi paate ki aakhir yaha kya ho raha hai. Wo janane ke liye halke se darawaze ke kholte hai taaki koi aawaz na ho.

Wo dekhte hai ki mangalpratap ek talwar se abhyas kar raha the.

Darwaze ki ek chhoti si darar se Yuvaraj ne jhaanka, toh jo drishya unhone dekha, usne unhein astambhit kar diya।

Mangalpratap, jo apne baaye haath se apahij the, apne daaye haath me ek talwar thaam kar safalta aur utsaah se abhyas kar rahe the। Unka chehra dridhta aur ekagrata ka anupam mel darshaa raha tha। Unhone apne samne rakhke ek kathin lakdi ke manav-akaar pratikriya ke saath talwar chalana shuru kiya।

Yuvaraj dheere-dheere puri tarah us drishya me khogaye। Talwar chalane ki unki sahaj gati, unka samay prabandhan aur unnatyoga—sab kuch ek anupam kala ke roop me pragat ho raha tha। Yuvaraj ne kabhi kalpana bhi nahi ki thi ki ek vyakti apne shaaririk asamarthata ke baavjood aise adbhut saadhana aur swavlamban ka pradarshan kar sakta hai।

Mangalpratap ek ek vaar karte hue apne man-mein kuch gahraayion se ladte pratit ho rahe the। Wo har vaar ke saath jaise apne andar ek nayapan aur naya sankalp bharte jaa rahe the।

Unhe dekh aisa lag raha tha maano unke andar koi gussa bhara ho, jo wah ek hi baar me nikalana chahte the.

Yuvaraj se ab raha nahi gaya, unhone darwaza khola aur sidhe andar chale gaye. Darwaze ki khulne ki awaz dekh mangalpratap ghabara gaye. Unhone dekha to paaya ki yah yuvaraj Vikramaditya hai.

Mangalpratap - Vikramaditya aap yaha?





Agla bhaag jald hi
 

Waseem 0786

🥀ℓιƒє💚ℐЅ 💃ℬᎾℛℐℕᎶ🏃
813
592
94
🔥Be continue update 🤡
 
Top