• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
136
333
64
Update 6

Shaadi ka waqt aa chuka tha, aur sab log apne-apne tareeke se rasmon aur tayyariyon mein lage hue the. Mandap mein baithe dulhan aur dulhe par sabhi ki nazar thi. Pandit ji mantra uchcharan kar rahe the aur dulha-dulhan unke anusar har vidhi ko poori shraddha se nibha rahe the. Vahi aag ke phere, vahi vachan, vahi samarpan.

2-FFvz-A2zeqo-VZ5-NRz-V2o8-My-JEzow-AL6rjbt8w3d-THi-L9z-KUizc-Lnjg-N8-Hw6w2ryqozku7-RCt-Y5z-Nm36q-Gx

Main apne khayalon me khoya sab kuch dekh raha tha. Har rasm, har kasam mujhe kuch naye matlab samjha rahi thi. Jab pandit ji ne kaha,
"Dulhe ko ab dulhan ki maang bharni hai,"

tab mere mann me ek ajeeb si bechaini hui. Dulhe ne sindoor uthaya aur sabhi ki aankho ke saamne dulhan ki maang bhar di. Us pal mei mujhe aisa laga jaise woh sindoor nahi, ek bandhan hai, ek vaada hai jo unke beech bandha ja raha hai.

mujhe shaadi ki rasm ka matlab yahi sikhaya gaya tha – sindoor bharna, mangalsutra pehnana aur phere lena, bas itna hi toh hota hai pati-patni banne me. Main apne masoom man se is poore kriya-vidhaan ko dekh raha tha. Tabhi meri nazar us sindoor ki dibbi par padhi, jo ab dulhe ne ek taraf rakh di thi.

images-13

Mere dil ne kuch socha, kuch faisla kiya aur bina koi wakt gawaye maine woh dibbi uthai aur Maa ko dhoondhne laga.

Maa masi ke paas baithi thi, main unke paas gaya aur dheere se kaha,
"Maa, mujhe Apse kuch baat karni hai. Ek minute ke liye us room ke andar aaogi?"

Maa ne mujhe thoda hairani bhari nazar se dekha, par phir woh uth kar mere saath chal di.

Room mein enter karte hi maine darwaza bandh kar diya. Maa ne aankhon me sawal liye, bina kuch kahe mujhe dekha. Unke man me shayad kuch sawaal uth rahe the, par mujhe koi bhi baat us waqt samajh nahi aayi. Maine dibbi apne haath me lee aur usse chutki bhar sindoor nikaal kar Maa ki maang me bhar diya.

GIF-20240928-212928-846

Us ek pal mein sab kuch tham sa gaya. Maa ekdum se sann ho gayi, unki aankhon me hairani, gussa aur peeda ek saath thi. Mere haath unke maathay ko chhu rahe the, aur us sindoor ke laal rang se ab unki maang puri bhar gayi thi. Mere liye woh ek sapne jaisa tha.

Maine anjaane me us ek pal ko itna bada bana diya, bina samjhe ki is ek kadam se kya asar hoga. Maa ki aankhon mein aansu aane lage the, unhone kabhi socha bhi nahi hoga ki main aisa kuch kar sakta hoon. Unka chehra ek pal me laal ho gaya, unki ankho me gusse ki laal lakire ubhar aayin aur wo apni maang ko haath se pochane lagi aur us laal rang ko apne haathon se mitane lagi.

"Raaj, yeh kya kar diya tumne?" Unke shabd jaise mere dil mein teer ki tarah chubh gaye. Main us waqt apne faisle ki gambhirta nahi samajh raha tha, par unki aankhon me jo dard tha, usne mujhe ek pal me poori tarah se hila diya.
 
Last edited:

edf

New Member
40
11
8
V

Vai update do
 
Top