• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
136
333
64
Update 10


Main chahta toh nahi tha ki Maa iss tarah humse, ya yun kahun mujhse, door-door rahe. Lekin ab main bhi samajh raha tha ki unhe hamare naye rishte ko apnane me thoda waqt lagega. Main yeh bhi jaan chuka tha ki jab insaan ki zindagi achanak itni badi badlaav se guzar rahi ho, toh dil aur dimaag dono ko waqt chahiye hota hai. Isiliye maine pehle hi soch liya tha ki Maa ko pura waqt dunga, jab tak wo khud is rishte ko poori tarah se apna na lein.

Lekin yeh bhi sach tha ki unse door rehna ab mere liye ek azaab ban chuka tha. Har lamha unka khubsurat chehra mere khayalon me tha.


thumb

Main chahta tha ki kaise bhi karke Maa ko jaldi se apna bana loon. Mere andar ek kasak thi, unhe apni chaahat, pyar, aur apnepan se jeetne ki. Mujhe pata tha ki agar main dhire dhire unke kareeb aata rahun, toh wo bhi kabhi na kabhi pighal jayengi.

Khair, khana khatam kar ke sab uth gaye. Main bhi apne hisse ki zimmedari Puri karna chahta tha kyuki ab main ek Husband ban chuka tha. isiliye main kitchen ki aur mud Gaya. Jab Kitchen mein gaya toh dekha, Maa khane ke bartano ko dhona shuru kar rahi thi. Main chup chaap unke paas gaya, aur bina kuch kahe, unke saath bartano ko dhone laga.


aifaceswap-dc95f1c93cf4dece6a0160b8ebc39c53

Maa ne ek pal ke liye meri taraf dekha, unki aankhon me abhi bhi narazgi thi, lekin shayad mera yeh achnak bartano me haath batana unke liye ek chhota sa surprise tha. Unhone kuch nahi kaha, bas apne kaam me lagi rahi, aur main bhi chup chaap apni nayi naveli biwi ke saath kaam me haath batane laga.

Mujhe lag raha tha ki yeh silsila, yeh chhoti-chhoti baatein hi shayad hamare beech ki dooriyan mita sakti hain.

Bartano ko dhote waqt main dil se puri mehnat kar raha tha.


chapin-show-loypi

Aaj tak maine kabhi aise kaam kiya nahi tha, lekin Maa ke liye kuch bhi karne ka iraada pakka tha. Lekin jo chhoti si umeed thi ki shayad meri mehnat unke dil ko choo legi, wo toote huye sapne ki tarah thi. Kaam khatam karte hi Maa bina kuch kahe, mujhe ek pal ke liye bhi dekhe bina kitchen se bahar chali gayi. Unhone poora waqt meri taraf dekha tak nahi, aur ek bhi lafz nahi bola.

Main andar se udaas tha, lekin Maa ko paane ki chahat us udasi se kahin zyada thi. Is rishte ko samajhna, samjhaana aur phir apnana, mujhe pata tha ki ye ek lambi raah thi, par main uske liye taiyaar tha.

Phir main bhi kitchen se bahar aaya, aur living area mein gaya, jahan meri dono behne T.V. dekh rahi thi. Ye hamare ghar ka Roz ka ek chhota sa silsila tha, hum sab rat ko T.V. dekhte hue kuch waqt saath bitaate the. Socha tha, jab Maa roz ki tarah T.V. dekhne aayegi toh main unke sath thodi sharaarat karunga, shayad unke chehre par thodi muskaan le aane ka bahana mil jaaye. Lekin waqt guzarta gaya, aur Maa nahi aayi.

Shayad wo ghar ke kaam nipta ke sidha apne kamre me chali gayi thi, bina kisi se kuch bhi bole. Mera dil ab tootne laga. Yeh soch soch kar ki wo itni naraz hain ki ab unhe humari parvah tak nahi rahi. Hamari raat ki chhoti si aadat, unka hume T.V. dekhte dekhte tok dena aur sone ke liye kehna, uska bhi unhe yaad nahi aaya. Aakhir itni narazgi kis baat ki thi, jo ab nafrat me badalne lagi thi?

Main khud se poochh raha tha, ki kya ye doori kabhi khatam hogi?

Papa toh ghar par the nahi, isliye maine hi apni behno se kaha ke T.V. band karke sone chalein. Sab kuch ajeeb sa lag raha tha, par maine apna honsla bandhane ki koshish ki. Fir main bhi apne kamre me aa gaya aur Maa ke bare me sochne laga. Wo naraz thi, aur ab mujhe samajh nahi aa raha tha ki kaise unka dil jeetun. Kya karun ki Maa ko mera pyaar samajh aaye, kaise wo is naye rishte ko apne dil se apnaye?

Main kuch der tak yahi sochta raha. Phir achanak dimag mein ek khayal aaya, maine apna phone uthaya aur ek message bheja,

“Hello.”

images-9

Kuch waqt guzra, lekin koi jawab nahi aaya. Maine phir message bheja,
“Radha, please baat karo na.”

Lekin is baar bhi koi jawab nahi. Dil aur thoda bechain hone laga. Socha, kuch aur likhkar bhejta hoon, shayad is baar wo kuch kahe. Maine likha:

“Main jaanta hoon tumhare liye hamara rishta accept karna thoda mushkil hai, lekin tum koshish toh karo.....😔

Khair, chahe tum koshish karo ya nahi, main tumse bohot pyaar karta hoon Radha. Aur ek din tum khud garv se khudko meri biwi kahogi.
I Love you Radha ❤️

Maine message bheja aur umeed thi ki shayad ab toh koi reply aayega. Lekin, ek baar phir silence tha. Koi jawab nahi.

Main ab upar wale se apne dil se shikaayat kar raha tha, ki,
“Ye kaise biwi mili hai jo itna gussa karti hai?”
Ye sochte hi mujhe hasi aa gayi. Kabhi kabhi hum jo chaahte hain, wo paana itna aasaan nahi hota. Maa ko paane ki raah ab thodi aur lambi lag rahi thi.

Aur phir unhi khayalon me main Maa ke baare me sochta sochta nind ki gehraiyon me kho gaya


GIF-20241018-052656-705

unke khubsurat chehre ko apne sapno me niharane laga.



Dono Update kaise lage bhailog aur kya pasand aya kya nahi jaldi jladi comment karke batao.

Kahani me aage kya mod laya jae wo bhi batao. Tabhi kahani jaldi aage badegi 😁
 
Last edited:

kamal06

Story Lover
165
112
59
koi interesting mod lao kahani main

keep updating

Sparkle Yes GIF by hannahgraphix
 
  • Like
Reactions: Gokb
Top