Tumhari writing skill to kamaal hai bhai. Aisi story kam hi milti hai forum par. Jyada tar adhuri hi padi hoti hai toh unko padh kar maja to aata hai lekin continue na hone se sab maja kharab ho jata hai. Lekin tumhara javab nahi bhai. Continue update jo diye tumne usse tumhari story padhne me alag hi maja aa gya. Behtareen bhai. Bht bht badiyaaa...