- 238
- 1,158
- 124
Nice story keep writing
Nice n fantastic
Shukriyaa, Naya update aa gayi a haiबहुत ही अच्छी कहानी
Mind-blowing update
Waiting
Aaram se poori kro aap story ko koi jldi ni aaram se write kro taki update behter hota rhe
Mast mazedaar kahani kripya ise puri karna Bhai. Rochka aur Romanchak kahani hai. Pratiksha agle rasprad update ki
Nice starting
Waaaa nice story
Bahut badhiya update diya hai apne
Thankyou dosto , Naya update aa gaya haiBhai maa badi hot hai likhte raho
To fir bara update dena warna maza nehi ayega
nice
good one ..........
Awesome and amazing update
Awesome update...............
waiting for next update ..
Thanks dosto , update aa chuka hai ye yaha tak sirf Kahani ka base likha hai yaha se real story start hogi asha aap log sath Bane rahenge.Bhai Sunday update kaha hai
Update chahe late aaye lekin ayenge jarurJaldi jaldi update do
Fact
Ek gabru laal hi apni sanskari maa ki sewa ache se ker sakta
Nice update bro.next plzUpdate 6
Aditya fresh hone ke bad apne bed par let jata hai aur past me hue incidents ke bare me sochne lagta hai ki kese uske baap ne use aur uski Maa ko dur rakha halaki wo ye sab usi ki bhalayi ke liye kar raha tha par ek bachhe ke liye usko Maa hi sabse important hoti hai jiska pyar use kabhi nasib hi nahi ho paya. Kafir der tak yuhi sochne ke baad use bahar se kisi ki car ki awaz aati hai wo khudke se dekhta hai toh sach me koi Ghar aya tha. Niche jakar dekhne ke bad Aditya ko pata lagta hai ki ye Doctos hai jo regular checkup ke liye aaye hai , Wo fir apni Maa ki taraf dekhta hai jo Ghunghat me kaid ho chuki thi.
Niche akar uski Maa Doctors se uska parichay karati hai fir ek check-up ke bad Doctors Aditya ko batate hai ki Kashyap Singh ki Halat kharab hi hai unka Lakwa unke hath ko kharab kar chuka hai Sath hi main Heart attack ke karan wo ab jyada bahar bhi nahi reh sakte unke liye thodi bhi mehnat Jaan lewa sabit ho sakti hai . Wo filhal hosh me toh hai lekin kamzori ke karan abhi wo thik se Baat nahi kar Sakte.
ADITYA Dr. Se apne pita se Baat karne ke liye kehta hai jis par Dr. Swikriti de dete hai Aditi aur Aditya, Kashyap se milne Room me chale Jate ha. Kashyap Aditya ko dekhte hi pehchan leta hai aur uski ankho se ansu aane lagte hai wo apne bete ko gale lagane ke liye uthane ki koshish karta hai par uska Sharir sath nahi deta . Aditya jaldi se uske pita ke pas Beth kar unhe na uthne ke liye kehta hai. Aditi bhi wahi Aditya ke pas Beth jati hai aur uski ankho se bhi aansu behne lagte hai . Itne saalo me ye pehli bar tha ki Ye pariwar ek sath tha par wo bhi kis kimat par.
Kashyap Singh ko apne kiye gaye Gunaho ke liye pachtawa hota hai. usne ye sab Aditi aur Aditya ke Bhale ke liye hi Kiya tha par wo ab samjh paa Raha tha ki Rishte Nibhane ke liye Unke sath hona jaruri hai na ki unse Dur. Ye soch kar Kashyap fir se Ansu bahane lagta hai. Aditya ki ankhen bhi Nam ho jati hai. Kuch der Bad Kashyap Singh thodi bohot baate karne ki koshish karte hai.
Kashyap Singh ~ (Bolne ki koshish karte hue) K… kaise ho … Beta?
Aditya ~ Achha hun Papa par please aap khudko taklif mat dijiye.
Kashyap Singh bhi khudki halat samjh Raha tha fir wo Aditi taraf dekhta hai uski Sundar biwi jise wo khud shayad aaj achhe se dekh raha tha jiske liye uske paas kabhi wakt nahi tha . Wo Aditi se kehta hai ~ T… Tum kesi ho … Aditi?
Ye sun kar Aditi aur jyada aasnu bahane lagti hai ye pehli bar tha jab uske Pati ne uska haal usse puchha tha . Wo koi jawab nahi deti sirf rone lagti hai .
Kashyap Ko bhi ab Realization hone lagta hai ki uske Karan In Dono ne kitna dukh Saha hai . Kuch der tak koi Baat nahi hoti fir Kashyap Singh Apni Takat laga kar fir se bolne ka pryaas karta hai .
Kashyap ~ Aa.. Aaditya
Aditya ~ Haa .. Papa Kahiye. Main yahi hun.
Kashyap ~ E..ek wada ka.karo mujhse….
Aditya ~ Haa papa Kahiye aap jo bolenge main taiyar hun.
Kashyap ~ Jo…gal.tiya mene ki …. Wo kabhi ..Mat karna ........... Aditi ka Dh.. Dhyan rakhna, Use Kabhi … Akela… Chhod kar … Mat jana.
Aditya ~ Hamara dhyan Rakhne ke liye Aap hai na Papa. Apko kuch nahi hoga.. Maa ko meri jarurat nahi.
Kashyap ~ bas….. mujhse ..Wada K…Karo beta. VA..vachan do.
Aditya ~ ( Apne Pita ki Halat ke karan Papa ka hath tham kar unhe Vachan de deta hai) Main Vada karta hun Papa . Maa ko kabhi chhod kar nahi jaunga.
Kashyap ~ Ab se … Aditi Tumhari…. Jimmedari hai .
Ye bol kar Kashyap fir se behosh ho jata hai Aditya Bhag kar dr. Ko lene Jata hai Aditi jo ye sab dekh Rahi thi apne rone par control nahi kar pati aur aansuo ki Jhadi laga deti hai . Kuch der me Doctos Akar Aditya aur Aditi ko Bahar Jane ka bol kar Kashyap ki fir se jaanch karne lagte hai.
Kafi der Tak Aditya aur Aditi bahar hi intezar karne lagte hai. jese hi doctor bahar ate hai Aditya un par sawalo ki bochhor kar deta hai.
Dr. ~ Ghabraiye nahi Wo Sirf Energy na hone ke karan behosh hue he. Halaki abhi bhi nahi kaha Jaa sakta ki wo kab Tak thik honge ya honge bhi ya nahi. Hum sirf koshish kar sakte hai. Aap Hope mat khoiye Upar Wale par Bharosa rakhiye. hamari team hr kuch dino me akar unki treatment karegi. Filhaal aap log hume ijazat dijiye. If anything serious happens you will inform us anytime.
Dr. Ki Baat bol kar chale jate hai. Aditya apni Maa ko dekhta hai jo Khamoshi me dubi Hui thi wo use dilasa deta hai ki Sab thik ho jaega . Aditi bhi apne bete ke kehne par thoda hosla sambhalti hai.
Aditi Aditya se Khane ka puchhti hai par Aditya mana kar deta hai
Aditi ~ (Bhavook ansuo ke sath)kya itne saalo ke bad bhi apni Maa ke hatho ka khana nahi khaega Beta
Aditya is baat ka jawab nahi de pata aur Khane ke liye haa kar deta hai. Aditi kitchen me khana banane chali jati hai, Aditya ki nazar Kitchen me jati Hui apni maa ki taraf jati hai.
Usko Khushi aur Pachtawa dono mehsoos hote hai ki ye Apsara uski Sagi Maa hai Aditya ek Thandi saans leta hai aur kehta hai ~ Ab toh shayad main Apka diya zehar bhi khaa sakta hoon.
××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××××
story ka base ready ho gaya hai yaha se story aur uske relettionships progress karenge. Aasha karta hoon aap sabhi sath bane rahenge.
××××××××××××××××××××××××××××××××××××
My another story ~ माँ-बेटा:-एक सच्ची घटना with pictures and Gif (running)