update 139
PARAS
Hooriya apne kaksha me bistar par leti thi aur uske daaye baaye uski sautane baithi thi naaz aur razia wahi hooriya k pair ki maalish naaz aur razia ki beti sama aur mahnoor kar rahi thi tabhi daasi hakeem sahiba jo mahal k raaj pariwar ka khas kar ilaaj karti thi unko le kar aati hai
Naaz:aayiye hakeem sahiba
Hakeema:Kya hua Mallika jahan ko kab se unki tabiyat bigdi
Naaz:aaj dinn tak to theek thi
Dasi:Ji wo mallika shaam hone se pehle he mujhe iltelah ki
Hakeema hooriya ka hath pakad kar jaanch karne lagti hai
Hakeema:Ghabrane ki zarurat nahi badan me kuch paaani kami hai jis wajah se sar dard or bukhar chadh gaya hai mai kuch jadi booti deti hu unhe khilaye aur han Mallika jahan aap kisi cheez ki fiqr nahi kare zyada sochne se aapki halat aur bigad sakti hai
Naaz:Baaji q sochengi kuch unko koi dikkat hogi tab to waise inke ghutne ka dard hamesha hone ki kya wajah hai hakeem sahiba
Hakeema:khair naaz begum me aap se kuch guftugu akele me karna chahungi
Naaz:zaruru hakeema
Naaz k saath hakeema huzre se bahar aati hai aur naaz hakeema ko dekh
Naaz:ab aap keh sakti hai hakeem sahiba
hakeema:dekhiye me waha sab k samne nahi baat karna chahti thi q k waha bachhe bhi maujud the aur ye baat aisi hai jo mai mallika k sabse khas or kareebi se he kar sakti hu
Naaz:aakhir aisi kya baat hai hakeema
Hakeema:Mujhe pata hai aap mallika e jahan k sabse kareeb hai is mahal me aap dono behane jaisi hai
Naaz:han durust kaha tumne
Hakeema:aap puch rahi thi na k aakhir ache sehat hone k bawjud q mallika k ghutno me dard aur bukhar aajata hai
Naaz:Ji aap bataye kya wajah hai iski
Hakeema idhar udhar dekhti hai fir naaz k aur nazdeek ja kar dheere se kehti hai
hakeema:Naaz begum unki umar 45 ki ho gayi hai aur kuch arshe se ye halat pesh aarahe hai mallika k sath uski wajah jensi taluqat ka nahi ban na hai
Naaz:aise kaise mumkin hai
Hakeema:Mumkin hai ye umar me aa kar jensi khwahisat badh jati hai aur mallika jahan apne zehan par zor deti hai sochti zyada hai aur unhe jensi lajjat nahi mil pane k wajah se unke badan ki garmi zyada badh jati hai aur mera andaza hai wo apne haath ishtemal karti apne aap ko shant karne k lye jis wajah se unki andruni kamzori badh rahi hai aur unke ghutno me dard rehta hai
Naaz:Shayad tum theek keh rahi ho beete kai saal se sultan jungo me mashroof hote hai aur hum sab unki biwia chhatpata k reh jati hai aur wo laundio k sath jung per nikal jate hai
Hakeema:Gustakhi muaaf ho par ye baat mahal me kisi ko kano kaan nahi malum ho nahi to mallika e jahan mujhe jaan se maar degi
Naaz:Aap befikr rahe me hooriya baaji se khud is babat baat karungi
hakeema waha se chali jati hai aur naaz khade ho kar sochne lagti hai
"Hooriya tum chahe kitna bhi chhupa lo k sultan ab muskan per meherban hai aur hum dono ko khaskar puchta tak nahi par yehi haqeeqat hai aap ko me bataungi ye saari baat taqe aapko pata chale k ek aurat ko zindagi me har aisho aaram se zyada uske shauhar ki muhabbat ki zarurat hoti hai"
Naaz wapas hooriya k huzre me aati hai
Hooriya:kya hua kya kaha hakeema ne
Naaz:kuch nahi wo aapko waqt par khana khane ki hidayat di aap kafi kamzor ho gayi hai aur han aap apne soch k samundar se bahar aaiye mallika jahan
Hooriya:man me)Kaise aau naaz jab mera beta khud mujhse muhabbat karne laga hai aur mere pr uske gande nigah hai
Naaz aur razia der raat tak hooriya k saath rehte hai jab hooriya ka bukhar utarta hai to hooriye kehti hai
"aap log jaye so jaye"
Naaz:Aise kaise hum aapko chhor k ja sakte hai
Razia:ji baaji hum yahi rahenge
Hooriya:nahi razia jaao aur mahnoor ko sulao chhoti bachi hai wo abhi uski tabyat kharab ho jayegi
Mahnoor:badi ammi me aapke lye puri raat jaag skti hu aur waise me ab bachi nahi rahi
Sama:Han mahnoor budhi ho gayi hai
mahnoor:badi ammi dekhiye sama baaji mujhe chherte rehte hai
Hooriya muskura kar
"bacho jao ab aaram kar"
Naaz:baaji par
Hooriya:ab meri baat maano jaao
Naaz:theek hai hum chalte hai
Razia:theek hai baaji me bhi chalti hu mahnoor ko bhi sulana haj
sama:aap log jaye mujhe nahi jana meri badi ammi ko chhor k chahe mujhe koi faansi de de
Hooriya:theek hai sama tum ruk jaao baki log ja sakte hai
muskurate hue kehti hai
Naaz razia aur mahnoor apne apne huzre me chale jate hai aur sama wahi palang par let jati hai
Sama:Badi ammi aapko pata hai mujhe shayari bhut pasand hai
Hooriya:achha to kaise shayari meri beti ko pasand hai
Sama:muhabat wale
Hooriy:acha
Hooriya bujhe man se kehti hai
Sama:Ji badi ammi Muhabbat k afsane dill o dimag ko taza kar dere hai aur muhabbat ka soch kar rooh ko ek pursukoon ahsaas hota hai
Hooriya:Hmm
hooriya k zehan me shamshera ka chehra dikhta hai kaise wo apne izhare muhabbat kya
Sama:badi ammi aapko pata hai mai shayr likhti bhi hu
Hooriya:ary wah kinke muhabbat pr tum shayr likhti ho
Sama:badi ammi ab ye to nahi pata mai kiske liye likhti hu par mujhe itna pata hai wo mere khwabo ka shehzada hai ho sakta hai mere shauhar ho
Hooriya:acha to abhi se shauhar k khwab me khoyi ho lagta hai meri bachi ab badi ho gayi ,tumhari shadi karwani hogi
Sama:kitabo ke padhi hu badi ammi muhabbat har sarhad ko paar kar deta hai aur jab ek bar koi ishq ka aadi ho jaye to samajhiye wo apne aashiq k lye had se guzar jate hai
Hooriya:man me)Shayad yahi haal shamshera ka hai wo apne hade bhul gaya aur mujhse ishq karne chala tha wo to ek hawasi shakhs hai aaj yaha nahi to waha apni hawas mita lega
Sama apne man ki baate karti jati hai aur hooriya sunti rehti hai aur baar baar use shamshera ki yaad aarahi thi udhar shamshera nashe me chur ho kar ja kar so jata hai
subah jab hooriya ki aakh kholti hai to apne bagal me sama ko nahi pati hai hooriya ab bhut behtar mehsus kar rahi thi hooriya dasio ko aawaz lagati hai
Dasi:hukm mallika ..ab aap kaisa mehsus kar rahi hai
Hooriya:Me ab behtar mehsus kar rahi hu suno tumne mere purane kapde mangwaye dhulai se ?
Dasi:Ji mallika aapke purane sab kapde aa kar rakhe hue hai.aapke liye nashta kya banwa du mallika?
Hooriya:theek hai..nashte me kuch nahi bass kuch taaze fal le aana
Dasi:jo hukm mallika
Hooriya bistar se uth te hue ek angdai leti hai aur nahane chali jati hai nahane k baad wo ek bhut he dheela dhaala niqab jo wo pehle pehna karti thi wo nikal kar pehan leti hai
Hooriya apne nakhun tak niqab se chhupa leti hai aur apne huzre se bahar nikal kar naaz se milne jati hai

Thodi der baad wo naaz k kaksha k samne aati hai aur naaz hooriya ko dekh uth khadi hoti hai
Naaz:Hooriya baaaaji ye kya
Hooriya andar aati hai aur sofe pr baith jaati hai
Hooriya:kya naaz
Naaz:Baaji aap ne to naye kapde or niqab silwaye the jo itne dino se pehan rahe the fir ye q pehan liye purana
Hooriya:bass mera dill kya pehan liya
Naaz:Baaji par aap naye kapdo me bhut achi lagti thi aapko ab kis baat ki dar hai
Hooriya:tumhara matlab
Naaz:Yahi k Shamshera ne to keh dya tha k aapko jo aakh utha kar dekhega uske pure khandan ko qatl kar dye jayenge
Hooriya:naaz mujhe kase hue kapdo me sukoon nahi milta
Hooriya:man me)ab tumhe kya batau naaz wo tang kapde he mere or shamshera k beech darar ka kaam kya wo mere badan pr na gaur karta na meri muhabbat me ya kahi hawas me pagal hota
Naaz:ab aapki marzi mallika jahan aap kuch bhi pehane aap jaisi khoobsurati kisi or me kaha aap to mishra ki haseena ho
Hooriya:bass bass kal raat tumne mera bhut khyal rakha uske liye shukria
Naaz:baaji isme shukria ki kya baat hai aap meri badi behan ho
Naaz:man me)Baaji aap bhi jaanti hai shamshera sultan ban ne k qabil nahi ab aap he mere bete Shaan ko sultan k takht tak le jaaogi
Naaz:lijiye baaji ye akhrot khaiye
Hooriya:nahi nahi bhut garam hota hai ye
Naaz:baaji aap bhi to garam hai
Hooriya:waise ek bat tumne nahi bataya naaz
naaz:kaun si baat baaji
hooriya:wahi kal hakeema ne tumhe kuch akele me bataya tha
Naaz:ab wo baat kuch aisi hai k aapko bura lag jaye
Hooriya:tum meri chhoti behan ho bolo bejhijak
naaz:pehle wada karo aap na to us hakeema par na hum per gussa karogi
Hooriya:hum waada karte hai
naaz:baaji wo hakeema kahi aapke andar kamzori aapke jensi khwahisat na pura hone k wajah se hai
Hooriya:ye kya bakwas kar rahi ho
Naaz:ab jo usne kaha wahi kah rahi hu
hooriya:tum to bhut der tak baat karti rahi bass yahi baat
Naaz:baaji wo mujhe pure mashail batai kis wajah se aap ko ish wajah se ghutno me dard or bukhar hota hai aap thoda kam socha kare kal bhi aap ka sar dard zyada sochne k wajah se hua
Hooriya sach sun kar sakki bakki reh jati hai fir bhi apne baat chhupaye hu
Hooriya:nahi aisa na nahi he
Hooriya:man me)Ab kaise batau k ye baat kadwa sach hai k mai saalo se sultan k liye tadapi hu shadi k baad jo khushia mili wo khushi sultan ki dusri shadi k baad mil nahi paai
Idhar hooriya aur naaz darbar me jane ki tayyari kar rahe the udhar shamshera apne huzre me so raha tha uski aakhe khulti hai wo apne aap ko aaj pehli baar akela tanha aur kamzor mehsus kar raha tha wo tayyar hota hai aur darbar ki ore jane lagta hai darbar pahuch kar dekhta hai sab pehle he waha baithe hue the aur shamshera is baar bhi bhut der kar dya tha aane me
Sultan:Shamshera..ye kya aane ka waqt hai
Dastan:beta meer ye to shamshera ki purani adat hai pehli dafa to aaya nahi hai ye der
Shamshera ja kar apne bhai shehzade shan k bagal me kursi pr baith ta hai shaan shamshera k chehre ko dekh
Shaan:bhaijaan aapki aakhe laal hai puri
Shamshera:han wo..
Shaan:samajh gaye bhai
(dheere se shamshera k kan me "lagta hai raat bharr aap kisi k saath bitaye")
Shamshera:nahi shaan aisa nahi
Sultan:aaj ka darbar shuru kya jaaye
Chan pasha:Jo hukm sultan
idhar darbar me paras k har masle par guftugu shuru ho jati hai aur udhar hooriya aur naaz aakar auroto k darbar me jo sata hua tha sirf ek parde se do bhaag me bata gaya tha waha baith kar sab sultan k adheen baithe the
Sultan:chan pasha jo hissa humne gareebo me bantwara k lye kaha tha Kuberi ka sona wo tumne kiya
Chan pasha:Ji sultan Paras k har ek gareeb ko aur sipahio ko humne Kuberi k khajane k hisse se barabar baant k de deya
Sultan:bhut ache chan pasha aise humare sipahi hamesha hamare sath bahari hamlo k lye tayyar rahenge
Chan pasha:Sab bhut khush hue sultan aapki ye dariyadili se
Dastan:Beta meer ab kaun se hamle ki tayyari kar rahe ho meri maano to pehle apne sehat par dhyan do
Meer wahid:abba jaan aaram haram hai aur aap bhi to chahte hai hamara sultanat aur aage badhe
Dastan:han beta par tum maut k muh se nikle nahi to Raja ratan singh ki teer pure sultanat pr bhari pad skti thi
Sultan.abba jaan aisi koi teer he nahi bani jo sultan ki jaan le sake
Dastan:kya kaha hakeem ne aapka ghav kab theek hoga
Sultan:abba jaan ghav bhar raha hai ye zehar bhut ajeeb kism ki hai jiska kaat pana bhut mushkil tha waise mera man bhi ek bar keh dya tha k ab me bach nahi pahunga par me bach gaya hahahha
Dastan:Mere sher ho tum meer wahid lekin mai chahta hu pure saal jang pe na reh kar kuch waqt apne biwi bacho k sath bitao
Sultan:aapki raay theek ho sakti hai lekin jo is waqt behad zaruri hai k hum hind me aur qile fateh kare aur waha k khazano se hum apna khazana bharr le
Gul shah:Bhai aapne theek kaha
Gul shah:man me)Ab tum hind fateh karne k lye zinda nahi rahoge Sultan meer wahid
Kuch der baad darbar khatm hoti hai aur sultan aur shehzade apne apne huzre ki ore chale jaate hai sultan chan pasha se ek aur jung ki tayyari karne k lye kehta hai shamshera uth kar sochte hue apne ammi k huzre k taraf jata hai par waha abhi tak uski ammi nahi aai thi thodi der wahi khada hota utne me uski ammi waha se chal kar aati hai jise dekh kar hairan hota hai
Shamshera:man me)ye ammi ne fir purane kapde pehan liye lagta hai meri nazaro se bachne ka than lya ho
Hooriya shamshera ko dekh kar nahi rukti aur apne huzre me ghus jaati hai
Shamshera:ammi jaan ammi jaan
kehte hue hooriya k peeche jata hai
To be continued..