Update 109
Hooriya tayar hoti hai or apna niqab pehan kar apne chehre ko achi trah se dhak kar apne huzre se bahar nikal kar naaz k huzre ki traf jane lagti hai tabhi waha se use naaz ati hu dikhhai deti hai
Naaz:Salam Mallika e husn mallika jahan
Hooriya:salam naaz begum aaj bhut khush lag rahi ho
![82-CF5448-2-B83-46-F2-A849-8-F18-D2-D06369 82-CF5448-2-B83-46-F2-A849-8-F18-D2-D06369](https://i.ibb.co/wghrhXn/82-CF5448-2-B83-46-F2-A849-8-F18-D2-D06369.jpg)
hooriya apne sautan k nazdeek jate hue kehti hai
Naaz:baaji ab aap jaise husn ki mallika ko dekh kar har koi khush ho jata hai kal to ek bechara Qatl he ho gaya is husn k wajah se
Horiya:ab tum he batao naaz usme meri kya galati thi uski behudgi ki saza to sirf maut thi jo use mil gayi
Naaz:baaji aap bhale se mere sautan ho par meri badi behan jaisi ho sach kahu to aap ka husn dekh kar mard ka dill kya mera bhi man fisal jata hai jee to chahta hai
Hooriya:Naaz me upar se niche tak puri dhaki to hoti hu
Naaz:khoobsurati ko chahe ap deewaro me chunwa de fir bhi jhalak jati hai or ye kya baaji khadi khadi bat karoge aajao aapko ek khushhabri sunani hai
Naaz k saath horiya naaz k huzre me dakhil hoti hai
Naaz:baith jaye baaji or ye apna chehra mujh se to na chhupaye me kaun sa aapke husn ka jaam pee lungi aaakho se
hooriya:tu bhi na
haste hue apne chehre se apna niqab hata deti hai
![AA2-C3599-D5-C1-449-D-AFA0-2-D23-B8-CCF640 AA2-C3599-D5-C1-449-D-AFA0-2-D23-B8-CCF640](https://i.ibb.co/wMKxBQT/AA2-C3599-D5-C1-449-D-AFA0-2-D23-B8-CCF640.jpg)
Naaz:khuda ne fursat se banaya hoga aapko baaji aapke aashiq to bhut honge shadi se pehle
Hooriya:Nahi naaz mere abba Mishra k sultan the or bhala kiski himmat k Mishra k shehzadi ko aakh utha kar dekhe
Naaz:baaji aaakh utha kar to aapko log yaha paras me bhi nahi dekhne ki himmat hai kisi ki ab to aap pure aalam k sultan meer wahid ki pehli begum ho aap ko sultana ka darja hasil hai
Hooriya:Sultan ne bhut mushaqqat se dunya par apni sultanat kabiz kya hai ab bass hindustan par hamari hukumat honi baki hai
Naaz:Baaji aapki duwa rahi to hum Badshah Shahzeb ka takh palat kar dilli jeet lenge
Hooriya:khuda hamari dua qubool kare
Naaz:waise aaj bhut deri tak soyi khumari utari nahi kya
Hooriya:kya matlab
naaz:baaji aap ko kahi sultan ki kami to nahi khal rahi
Hooriya:man me) Kami to us din he mehsus ho gayi thi jis din sultan dusri shadi tumse ki thi Naaz begum
Naaz:kya soch rahi hai baaji
hooriya:Kuch nahi agar me sultan ki biwi ho kar sultan ki fiqar me padi rahi to Sultanat ko kaun chalayega unke nahi rehte hue to meri zimmedari badh jati hai
naaz:baaji me agar sultan k jagah hoti to aapko chhor kar nahi jati kabhi din raat apko pyar karti
Hooriya:tauba naaz hum ranio ko ye sehna padta hai hamare sultan agar jung par nahi jayenge to kaha jayenge
Naaz:Par itne dino tak to mujhse seha nahi jaata ek aurat ki bhi jinsi khwahisat hoti hai
hooriya:sabr karo
Naaz:aap kar lein sabar mujhse to nahi hota sultan to yaha rehte bhi hai to mujhe kam he waqt dete hai
hooriya:sabr karo,sultan k paas kam waqt hota hai
Naaz:baaji aap chhupaye nahi sultan k paas 4 raaniya hai or haram me 100 laundiya aap bhi janti hai jab se Razia or muskan se shadi hui hai sultan mujhse do hafte me bhi mushkil se ek baar mil pate hai
Hooriya:aise shikayat nahi karte naaz begum
Naaz:ab me kahu to kis se kahu Sasur Sultan dastan se kahi to wo zinda deewar me chunwa denge ab aap bhi na sune meri baat
ye keh kar apne chehre par shikan late hue naaz apne dukh ka izhar karte hue kehti hai
Naaz:aap se bhi to sultan ab mushkil se ek hafte me milte hai q k aap unki pehli biwi ho or wo aap ko zyada chahte hai
Hooriya:man me)wo to mera dill janta hai k kaise mai apne khushi ko qurbaan karti aarahi hu jab se sultan ne dusri shadi ki tab se
Hooriya:Naaz begum sultan meer wahid ki to sirf 4 biwia hai kitne sultan 10 ..20 shadia karte hai
Naaz:Or haram me jo apne se aadhe umar k ladkio k sath aish karte hai wo bhi puri 100 ladkia ,
Hooriya:Bibi naaz kitne sultan apne haram me hazaro k tadad me aurate rakhte hai laundia rakhte hai jinse wo jinsi taluqat rakhte hai..or wo bhi to aurate hai bhale se haram ki ladkio ka biwi ka darza nahi milta par unke bhi to khawahishe hoti hai
Naaz:baaji aap ek aurat nahi sultan ki pehli biwi Sulatana ki trah baat kar rahi ho
hooriya:do hafte me to tum se sultan milap kar lete hai q k tum biwi ho par jo haram ki aurate hai unki bari to 6 mahine me ek baar aati hai aakhir wo bhi to aurate he hai
ye sunte he naaz begum dukh k mare apne aakho se aasu tapakne lagti hai hooriya aage ho kar aakho ko pochti hai
Naaz:aapka kya aapko to sultan ek hafte me ek baar khush kar he dete hai
Ye sun kar hooriya gehri soch me doob jati
Hooriya:man me)ab tumhe kya batau naaz ab k me kaise roz sultan ki yaad me bistar par karwat badalti hu
Naaz:boliye baaji kya ye galat nahi
Hooriya:chup karo naaz
naaz:baaji kya aapka dill nahi karta aapka shauhar har raat aap k sath bitaye
Hooriya k kaan par ye baat padthe he uska badan kaanp sa jata hai q k naaz ne dukhte nass pe hath rakh dya tha
Hooriya:man me)Ye tamanna le kar mishra se paras aai thi k nikah k baad har raat bahar ki hogi par..sultan ne kuch mahine baad he tumse shadi kar mere har tamanao par pani fer dya agar naaz se shadi kiye na hote sultan to aaj mere bete beti bhi hoti or beti ki khwaish to jaise maine maar he di ..
Naaz:Pata nahi kaisa naseeb hai mera
Horiya:Tumhari bhut achii naseeb hai naaz tumhare paas do khoobsurat aulad hai beta Shaan or beti Samaa
Naaz:baaji wo to hai ab aaage ki zindagi k sahare wahi hai ,aap dukhi na hoye aaap ka beta Shahzade shamshera to 10 k barabar hai or Sultan meer wahid k baad wo he sultan bane aisa umeed karti hu
hooriya:shukria naaz mere or mere bache k lye acha sochne k lye
Naaz:kya baaji hamare bache bate huee hai kya sab to ek baap k he aulaad hai
Hooriya:ab rona dhona band karo or batao tum kuch khushkhabri batane wali thi
Naaz:ji baaji wo hamare shauhar sultan meer wahid ne Hind k do qilo par jeet hasil kar liye Ghatrashtra or Kuberi
Hooriya:khuda ka shukr hai tumhe kisne bataya
Naaz:wo sipa salar ne Bete shaan ko batayi ye baat or wo log kisi bhi waqt paras pahuch sakte hai
ye sunte he hooriya jo mahino se spne pati se nahi mili thi khushi k mare jhum uth ti hai
Naaz:Ji baaji paras me unke khairmakhdam ki tayyari shuru ho chuki hai
Hooriya:me bhi jati hu or khane or sultan or shamshera k huzre ki safai karwa deti hu or sultan ka khairmakdam karne k lye sajti sawarti hu
muskurate hue hooriya kehtii hai
Naaz:aap jaye mujhe nahi sajna sawarna uske lye jo sau auroto k sath humbistari karta hai
Hooriya:gussa thuko or sabr karo or chalo mere sath hum tayyari karte hai
Ye dono baate he kar rahe the k ailaan hota hai dhol peet kar
"suno suno suno sultan hind k qilo ko fateh kar k wapas aa rahe hai
ba hoshiyar sab ko mil kar hum apne bahadur fauz ka khairmakhdam karenge"
Ye sun kar Hoorya or naaz dono uth kar khidki se nazara dekhne lagte hai
To be continued..