Update 15
Main : gudiya tum jao class main , main ata hon abhi
Farzana: ok bhai jaldi ana
Phir wo chali gai wo shakhs meri traf ane laga ghuse main
Main : dekh meri bat sun bhai hai tu mera pehle bat to sun is se agy main kuch bolta wo rashan pani ley k chad gya mere oper aur laga peetne
Main : ha hey aram se bahenchod kya kr raha hai
Adnan : sale bahenchod bolta hai abhi tak to kuch kiya nai jb kron ga to bahenchod banon ga bta kahan tha 3 din se aik din ka bol k gya tha
Main : acha btata hon lekin abhi class ka time b ho raha hai recess main bat krte hain waise b hitler ki class hai pehli yeh na ho k insult kr dey ladkiyon k samne
Adnan : hahaha phans gya bache ab to aaj us Hitler ne test lena hai aur tu 2 din se aya b nai
Main : saale jb b munh kholta hai to koi buri khabar hi deta hai bta kon se note hain
Adnan : ab itne se time main notes ka kya kry ga
Main : dekha to sehi
Phir us ne wo notes diye main ne un ko ghor se dekha first page phir second phir third aise hi sb notes ko main ne 2 minute main sb dekh liya wo sb kuch mere dimagh main hard disk ki trah save ho gye the
Adnan : bs ho gya shoq poora 2 minute main to banda sb dekh b nai sakta yad kya kre ga
Main : chal saale wo principle k office se nikal rehi hai us se pehle class main in hona hai
Hum jaldi se bhage aur class main ponch gye main ne gudiya k pass gya aur use aista se kaha meri aankhon main dekho wo dekhne lagi 10 second main hi main ne poore notes us k dimagh main copy kr diye phir miss hitler saima mam aa gai
M saima : good morning student
Sub : good morning mam
M saima : to student aaj main ne test lena tha to sb tiyar ho
Sub ne han bola lekin itne main mam ne bola
M saima : kashif aur farzana standup
Hum aik dusre ki traf dekhte hwe khade ho gye
M saima : tum log 2 din se nai aye waja kya hai tum dono ache student ho 10th main board topper ho to apni study pey diyan do ab btao kyun nai aye
Main : mam aap ko to pta hai shaid Sunday ko aap ne news b suni ho gi teacher Atif ali murder
M saima : han suni thi per us ka tum se kya lena dena
Main : mam us murderer ko main ne hi salakhon k peeche dala hai aur wo teachar koi aur nai mere sage chacha the
Sb ne jab yeh suna to sb ka munh khula reh gya mam ka b
M saima : i am sorry kashif mujhe nai pta tha khair beth jao test liya jae
Phir humra test shuro ho gya test khatam hone k sth hi mam ka period b khatam ho gya wo sb se answer sheet collect kr k chali gai phir 10 bje humra lecture nai tha to hum canteen ki traf chal pade wahn beth gye main aur adnan gudiya apni friends k sth bethi thi
Main : han to tum ko ab samjh aa gya ho ga k main ne kyun 2 din faltu lgaye city main
Adnan : han yar sorry itna sb ho gya chacha g ka murder hwa tha jb se suna boht pershan hwe sb
Itne main mere mobile pey msg aya main open kr k dekha to mark ka tha us Asim ki poori detail with family send ki thi main ne sb padh k mark ko call ki
Main : hello mark main abhi college main hon chuti kr k main gudiya ko ghar drop kron ga tum ne full tiyari k sth aik gadi ley k mere ghar k bair wait krna sth chalen gye
Mark : ok sir main ponch jaon ga
Main : ok by
Adnan : yeh mark kon hai kya masla hai
Main : mark mera friend hai city main rehta hai aur kuch khas nai kisi se milne jana hai baqi waqt ane pey main bta don ga aur tum ne aaj ghar jate hwe icecream ley k jani hai yeh ley paise aur sth pizza aur cold drink b aaj tere payar ko yeh cheezen khane ka dil hai
Adnan : saale tujhe kaise pta
Main : bola na waqt aane pey bta don ga ab chal next class ka time hone lga hai
Adnan : ruk yar 10 minute pade hain aik aik juice ho jaye
Phir hum ne juice piya aur class main chale gye phir baqi ki classes kr k chuti hoi main ne gudiya ko sth liya aur ghar aa gye ghar main aa kr main fresh hwa phir khana khaya sb ne aur main phir tiyar ho k nikla ammi ko btaya k main zara kaam se ja raha hon bahir aya to mark gadi liye khada tha main ja k gadi main betha phir mark ne gadi age bada di
Main : to btao us k bare main
Mark : sir yeh ladka asim aik jageerdar ka beta hai baap ka nam Ashraf chohan hai boht zameen jaidad hai apne gaon main apna rohb aur dab daba bna k rakhte hain in ki wife achi aurat hai wo ghar dari main hi lagi rehti hai un ka naam shakeela chohan hai in k 2 bete aur aik beti hai bada beta qasim chohan apni aik rice mill chalata hai wo shadi shuda hai us ki wife thoda gamandi type ki hai paise ka rohb jhadti rehti hai har kisi per khas kr k ghar main kaam krne wale jitne b nokar nokrani hain un per dekhne main bohat khubsoorat hai naam hai sidra chohan phir hai Asim chohan yeh abhi college main hai yeh rehi us ki photo yeh aap k hi college main hai is ne boht c ladkiyon ki khufia video bnai hain nahate hwe aur is ko is kaam main madad krti hai is ki bhabhi wo khud ise hath nai lagne deti lekin us ne is se wahda kiya hai k wo isi trah gaon ki ladkiyon aur aurton k sth dosti kre gi un ki kisi trah khufia video bna kr asim ko dey gi agy aaim ka kaam hai us ladki ko blackmail krna ab tak asim 5 ladkiyon ko blackmail kr chuka hai apne hi gaon ki aur is k ilawa apni zameeno per kaam krne wali aurton aur kadkiyon ko b chod chuka hai un ki ghareebi ka faida utha kr ab yeh aap ki bhabhi ko b blackmail kr raha hai phir is ki choti sis hai naam hai anum chohan jo k abhi school main hai 10th main wo b boht gamandi hai apni 2 friend apne bhai k neeche la chuki hai lekin khud abhi tak vergin hai
Main : is waqt yeh kahn mile ga
Mark : is waqt gaon k bahir jo un ka formhouse hai wahn mile ga kyun k college k bahd yeh wahn jata hai moj masti krne
Main : to yeh bat hai chalo phir formhouse hi chalte hain dekhen to sehi kya kr raha hai wo
Phir hum us k formhouse ponche gate pey kuch gaurds the jo k gundey type the unon ne hum ko rok liya
G1 : kon ho tum aur kis se milna hai
Main : asim sahb se milna hai kuch imported bat krna hai aap un ko bolo k kashif aya hai
G2 : wo is waqt kisi se nai milte shaam ko ana
Main : dekho bat boht imported hai agr abhi nai milne diya to un ka croron ka nuqsan ho jaye ga
G1 : hum ne bola na k wo is waqt nai mil sakte unon ne sakhti se manha kiya hai kisi ko andar nai bejhna ab jao yahn se
Main : ok theek hai lagta hai tum logon ka aaj akhiri din hai zindagi ka ab tum khud hi nai jeena chahte to main kya kr sakta hon chalo mark wapis chalte hain ab sham ko hi aen gye
Phir hum wahn se nikal aye
Main : mark plan 2
Mark : sure sir
Hum thodi der bahd ponche city se door aik ilaqe main jahn asim chohan k baap ashraf chohan k ghair qanooni qodam(warehouse) the jahn us ne gandam (wheat) aur chawal (rice) ko store kr k rakha tha lekin yeh sirf logon ko dokha dene k liya tha asal main is k sth hi wo yahn pey manshiyat, aslah barood, sona(gold) aur black ka paisa sb yahn rakha tha apne jagirdar hone ki power k peeche ghair qanooni dhanda krta tha aur anaaj ki zakhira andozi b yehni anaaj ko store kr leta tha jab mulk (country) main anaaj ki qilat hoti aur us ki price badh jati to mehnge daamo frokht krta tha main ne apna roop change kr liya mere hath main is waqt baba ki di hoi anguthi thi mere chehre pey mask tha meri poori body pey black suit tha jis main legs aur thigh k sth bohat hi sharp khanjar the is k ilawa automatically guns aur hand grenades b the hum ne gadi thodi door jhadiyon main roki aur main gadi se bahir aa gya mark ne b aik mask pehn liya tha
Main : mark tum mere peeche raho gye main agye jaon ga aur han meri fikar na krna kyun k mujhe pey kisi goli ka asar nai hota aur tum apni aankhen band kro aik minute phir us ne aankhen band kr li main ne apna anguthi wala hath us k sar pey rakha aik tez roshni hoi aur mark k jisam ko aik dafa jhatka laga phir roshni kam hoi aur phir khatam ho gai ab ankhen khol lo
Mark : yeh sb kya tha sir mujhe jhatka kyun laga aise laga jaise mere andar jism main kuch hwa hai jaise lag raha hai k jisam folad ka ho gya hai
Main : mark ziyada na socho samjho k ab tum pey koi goli asar nai kre gi
Mark : to lagta hai baba ne aap ko power de di
Main : han mark yeh such hai aur baba k ilawa aik tum hi jante ho kyun k mere bare main baba ne tum ko b sb btaya hi ho ga
Mark : sir baba ne aap ki powers k bare main to btaya lekin kis trah ki powers hon gi detail nai btai mujhe aur aap ki training k liye mujhe bole the itna hi pta hai mujhe
Main : ok waqt ane pey main bta don ga lekin please ghalti se b kisi ko pta nai lagna chaye moni ko b nai
Mark : don't worry sir kisi ko btane se pehle mark jaan dey dey ga per kisi ko btaye ga nai
Main : mark mujhe tum se yehi umeed thi chalo main jata hon tum ko main telepathy k zriye bat kron ga yehni main baghir bole mann main tum ko instructions deta jaon ga jo tum ko sunai dey gi aur tum b mann main hi jawab dena ok
Mark : ok sir
Phir main chal pada godam(warehouse) ki traf main ne dur se hi dekh liya tha k godam k bahir 4 log pehra dey rehe the un k hath main guns thin 2 log godam ki chhat(roof) pey the main ruk gya aur apni ankhon ki roshni ko tezz kr diya ab mujhe andar kya kya hai sb nazar aa raha tha andar qreeb 12 log the jo godam k mukhtlif area main pehra dey rehe the godam k ander hi aik diwar k sth 2 aur log the jo k pehra dey rehe the kisi aam insan ko wo sirf diwar hi lage gi lekin asal main wo khufia diwar thi jo k automatic button se khul aur band ho sakti thi jis k us par basement thi jis main ghair qanooni maal pada tha ab main samjh gya tha k kitne log hain aur kahn kahn hain kul 20 log the main telepathy main
Main : mark is godam main kul 20 gunde hain jo pehra dey rehe hain 4 bahir hain 2 roof pey 12 ander hain her jaga aur 2 hain ander ki khufia basement ki khufia diwar k bahir
Mark : sir aap chalo main backup k liye hon
Phir main agye badha aur main ne running shuro kr di meri powers ki waja se main 1 sec main un charon k samne tha is pehle k wo kuch samjh pate main ne silencer lagi gun se pehly aik k sir pey goli mari palt kr dusre ki traf khanjar phenka samne ki traf 3 aur 4 pey dono hath main 2 guns ley k fire kr diya jo k un k sir main lagi guns pey silencer the jis ki waja se awaz hi nai nikli aur no 2 ki traf dekha wo aik tree k sth khada tha aur khanjar us ki gardan se hota huwa tree main ghus gya tha us bechare ki to awaz b nai nikli aur wo waise hi khada khada oper ponch chuka tha main foran pipe se chadta hwa oper poncha oper jo 2 gunde the wo us wsqt mujhe dekh k ghabra gye is se pehle k wo kuch krte main ne dono guns se goli chla di jo k seedhi un k khopdi k aar par nikal gai main wahn se seediyon(stairs) se neeche aane laga wahn aik gunda khada tha main ne peeche se us k munh pey hath rakha aur gardan ko ghuma k jhatka diya us ki awaz us k munh main hi dafan ho gai aur ticket katwa k nikal liya main aista se neache aya mere samne 2 gunde the jin k face bair ki traf the main aista se ja kr peechy se aik³ k mun pey hath rakha aur khajar se us ka gala kat diya us ki dabi hoi cheekh nikli jo k dusre ne sun li wo humri trf palat gya main ne foran wahi khanjar us ki tarf phenka jo k us ki gardan ko cheerta huwa pura us main ghus gya aur wo dhadam se gira us ki awaz sun k aik gunda check krne idher aya to main ne us ko goli mar di lekin saale ne cheekh mar di un ka aik leader tha wo b chokana ho gya
Leader : yeh kaisi awaz thi kon cheekha ja kalu dekh kuch gadh bhad lagti hai kalu darte huwe aya main pillar k peeche khada tha junhi wo mere pas se guzrne laga main ne khanjar us ki thodi k neeche se oper ki traf war kiya jo us k sar se nikal gya us k dard bhari kheekh phir aik bar poore godam k mohal ko khaufnak bna gai
Leader : dar kr kon maderchod ghus aya hai jao dekho us ko chodna nai warna main mar don ga
Sb darte hwe mujhe dhoondne lage main ne apne se age wale pillar k pas pathar phenkha wo sub aista aista us traf bhadne lagye jaise hi wo mere pas se guzre main palat k dusri side ho gya jb wo thode se agye gye to main ne seeti bajai sb foran palte jaise hi un ka face meri traf hwa main ne andha dhund golian chala di wo 6 the sub k sub dher ho gye itne main un ka leader samne aa gya
Leader : kon ho tum kya chahte ho
Main : teri choti bahen ko chahta hon dey ga
Leader : ghuse se aaj tu nai bache ga mujh se agr mard hai to hath se ladh hathyar se to koi b ladh sakta hai
Main ne apne hathyar phenk diye aik traf phir main ne kaha
Main : chal aa ja 2,2 hath ho hi jaye boht arsa huwa kisi ki dulai nai ki phir us ne mujh pey war krna shuro kr diye main self defence krta raha wo mujhe chu b nai saka us k style se lag raha tha k wo krate main black belt tha jb mujhe laga k wo thak gya hai to main ne aik back flip mari aur wo door ja gira main ne bhag k aya aur aik kick mari us k munh pey aur us ki naak aur munh se khoon niklne laga main ne us k munh pey punches ki barst kr di wo behosh ho gya main kuch krta us se pehle hi gun k chalne ki awaz aai kyun k us gun pey silencer nai tha 2 goli chali thin main ne samne dekha to jo khufia dewar k pass khade the wo kab yahn aa gye mujhe nai pta chala lekin abhi wo dono oper ponch chuke the main ne peeche dekha jahn se goli chali thi wahn mark dono hath main guns liye khada tha
Main : good work mark
Mark : you welcome sir isi liye main backup pey tha
Phir hum ne us leader ko aik kursi pey betha k band diya aur us k munh pey pani phenka jis se use hosh aya aur wo dard se karhane laga
Main : rona dhona ho gya ho to kaam ki bat kren
Leader : kon ho tum kyun mar rehe ho mujhe
Main : main kon hon mujhe khud nai pta tujhe kya btaon aur rehi kyun marne ki bat to sawal tu nai main kron ga chal bta k khufia room kider hai ( jab k main janta tha k room diwar k dusri side hai)
Leader : main nai btaon ga warn boss mujhe mar dey ga
Main : nai bataya to main hi mar don ga waise b tere sare paltu kute mare gye hain agr tu bta dey ga to tujhe chod don ga aur tu bhag jana jis se tera boss tujh tak nai ponch paye ga
Leader : kuch der soch kr theek hai btata hon lekin wahda kro mujhe chod do gye
Main : wahda tum ko chod don ga chal bol jaldi
Leader : is godam k end pey jo diwar hai us k dusri side hai diwar ko kholne k liye automatic button hai jo k last pey padi hoi anaaj k safaid bori k neeche hai us ko dabao gye to diwar pey aik screen open ho gi us main aik code enter krna ho ga
Main : aur code kya hai
Leader : 29022000
Main : yeh kaisa no hai
Leader : yeh boss k bete ki date of birth hai
Main aur mark chal pade is diwar k pas aur wo leader abhi wahi bandha hwa tha hum ne wahn ja k wo bori uthai aur neeche jo button tha wo daba diya to samne diwar pey screen open ho gai us main code enter ka option aya main ne code enter kiya to diwar khud hi neeche jane lagi aur samne k area main khud hi lights on ho gai wahn neeche jane k lie lift lagi thi hum us main se hote hwe neeche basment main ponch gye wahn ka nazara dekh k hum chonk gye kyun k wahn aik poori diwar pey racks bane the jis main paisa hi paisa tha jo k agr counte krna shuro kren to shaid kahi din lag jain dusri side har trah ka jadeed aslah tha samne ki tarf gold aur daimonds the gold ki einten(bricks) thin aur aik rack pey manshiyat jis main cookin, heroin chars yahni har trah ki drugs thi is sb maal ki agr kul maliyat b lagai jaye to kam se kam b 50 hazar cror se b oper thi
Main : mark aik band cantainer mangwao
Mark : sir main pehle hi call kr chuka hon samar aur irfan ate hi hon gye container ley kr
Main : kafi tezz ho gye ho
Mark : bs sir aap k sth reh reh kr
Is bat pey hum dono hans pade kuch der main irfan aur samar b aa gye hum ne sb maal nikal k container main load kiya samjh lo k us room ko jhadu laga diya tha hum ne phir hum us leader k pass aye
Main : ok thanks sb btane k liye ab hum chalte hain
Leader : lekin mujhe to chod do
Main : han main ne wahda kiya tha tum se to chod to rehe hain tum ko hum tum ko yahi chod k ja rahe hain is poore godam main hum ne bomb lga diye hain aur aik to teri chair k neeche hai bs 5 minute aur by by hum wahn se nikal aye wo cheekhta chilata raha hum thodi door hi aye the k aik sth hi sb bomb blast hwe aur godam k parkhache udd gye hum wahn se nikle aur mere city wale ghar gye kyun k wo qreeb tha mere ghar main b aik khufia basment hai jis ka pta mujhe mark aur moni ko hai hum ne sub maal wahn rakha aur bahd main farigh time aa k counting krna thi main un sb se ijazat li kapde to main ne gadi main hi change kr liye the phir main aur mark dobra nikal pade asim chohan k formhouse ki traf wahn ponch k gaurds se bola ab to sham hone lagi hai ab to milne do to us ne ijazat dey di andar se pooch kr hum ko andar drawing room main bethaya gya thodi der bahd aik 19,20 saal ka ladka aya
Asim : g main kya khidmat kr sakta hon aap ki
Main : g mera nam kashif hai aur yeh mera friend mark hai main aik private deductive hon hum pehly b aye the qreeb 2 baje lekin aap k guards ne hum ko nai milne diya aap se
Asim : han un ko main ne hi manha kiya hwa hai
Main : lekin bat boht imported thi is liye hum ne milna tha main ne un ko btaya b k agr main aap se nai mil saka to aap ka boht nuqsan ho jaye ga lekin phir b nai mane wo
Asim : aisa kya hai jo mera nuqsan ho jaye ga
Main : ho jaye ga nai ho gya ho ga ab tak hum ko khabar mili thi k aap anaaj k godam ko koi bomb se uddane wala hai
Asim : shock se khada hote huwe bola kyaaaa.
Baqi next update main... keep reading